धन्यवाद आपका महोदय।।majedar update .. thak harkar sarita ko batana hi pada par ribbon ko baalo ki ribbon samajh baitha nischal aur keh diya ki me bhi bandh sakta hu .. par usko kaha pata tha ki kaunsi ribbon .
aur jab pata chala to gala hi sukh gaya uska aur bhagne laga kisi ko bulane ..
par sarita ne himmat karke nischal ko hi bandhne ko kaha kyunki naina ji ko bhi laane jana tha ..
ek dusre ka touch paake dono ke mann me pyar ki lehar daud gayi .aur nischal se galti bhi ho gayi anjane me jiska usko bura laga par lagta nahi sarita ko utna jyada bura feel hua .
manisha ke buwa ji ko fufa ke saath dance karne ko kaha aur lagta hai buwa kisi ladke ko soch rahi thi dance ke liye ..
savita ke maa baap ne ek pyar bhara geet gakar saare mahual ko emotional kar diya .. ye to sahi hai ki betiya kab badi ho jaati hai ye pata hi nahi chalta jab wo byaah kar chali jaati hai to aisa lagta hai ghar sumsan ho gaya ..
ab ye dekhna hai ki nischal aur sarita kiske saath apna jalwa bikherte hai .
धन्यवाद आपका महोदय।Bahut hi shaandar update diya hai Mahi Maurya ji.....
Nice and lovely update.....
आपकी बात सही है महोदय। अगर कही ऐसी स्थिति बन गई तो जरूर करेंगे इस बात को ऐड। क्योंकि ऐसा होना भी चाहिए।Mahi Maurya ji sab kuch to thik hai par nishu ka Savita ke sath ek super emotional angle bhi attach karna warna ab Tak to aisa lag raha ki ye uski bahan ki Shaadi na hokar raghav ki sagi bahan ki Shaadi ho aur wo ek guest ki tarah Shaadi attend karne aaya ho .. Mana ki Savita raghav se jyada attached hai par nishu uska saga Bhai hai to dono ki bonding jyada achi dikhni chahiye
धन्यवाद आपका महोदय।Kamal ka update diya hai Mahi jii