• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Tumhaare Liye- Ek Prem Kahaani (Completed)

dhparikh

Well-Known Member
6,545
7,915
173
UPDATE- 73

Nishchal ki baat sunkar Sarita ko aur bhi gussa aaya aur wo kamre se bahar nikal gayi aur darwaze ko jhatke se band kiya jiske karan bhadam ki aawaz shant vatavaran mein goonjh gayi.

Nishchal ne apni aankhe band kar li aur sone ki koshish karne laga ki tabhi dhadam se darwaza fir se khula Nishchal ne turant apni aankhe kholi to Sarita uske kamre mein aa rahi thi. Sarita nishchal ke bed ke paas aakar khadi ho gayi aur Nishchal ko ghurne lagi. Nishchal ne Apni bhauhe uthakar Sarita se poochha.

Nishchal- Kya hai. aise kyon ghoor rahi ho. sona nahi hai kya.

Sarita- Jaan kar anjan mat baniye sir. Mujhe mere sawal ka jawab chahiye nahi to mujhe neend nahi aayegi.

Nishchal- Mujhe samajh mein nahi aa raha hai ki tum kahna kya chahti ho.

Sarita- Jaan kar anjan ban-na to koi aap se sikhe Sir.

Nishchal- hhhmmmmm. Wo to hai.

Sarita- Kitne besharam hain aap Sir. Aapko sharm nahi aati kisi ladki ka phone tap karte huwe.

Nishchal- (chaukte huwe) kyaa. Kyaa kaha tumne. Kiska phone tab kiya gaya.

Sarita- Ab chaukne ke natak mat kariye Sir. Bass yahiii. Aapki yahi jaan kar bhi anjan ban-ne vali aadat mujhe achhi nahi galti.

Nishchal- (tapak se) Yahi jo tumhari mere alava poori duniye se baat kah dene wali aadat hain na wo mujhe bhi achhi nahi lagti Miss Sarita.

Sarita-(daya hanth aage karte huwe warning ke lahje mein) Dekhiye Sir.

Nishchal- (muskurakar) Dikhaiye Miss Joshi.

Sarita- (gusse se) Is wakt main bilkul bhi Mazak ke mood mein nahi hoon. I am serious right now. Aapne mujhe bina bataye mera phone tap kaise kar liya.

Nishchal- Tumhe batata to kya tum karne deti aur waise bhi batakar kisi ka phone tap nahi kiya jata. Jaise abhi mera dimag chat rahi ho wiase us samay bhi mera dimag chat-ti aur ham log us aadmi ko pakad bhi na pate. Waise bhi tumhara koi boyfriend hain nahi ki maine tum dono ki sari baate sun li ho jiske liye tum itna pareshan ho rahi ho.

Ek baar ko agar tumhara koi boyfriend rahta to main maan bhi leta ki maine galat kiya tumhara phone tab karwa kar aur tumhari private bate sun li. Par tum to maha boring prani ho. din bhar mein ginti ke ekadh phone aate hain wo bhi Manisha ke Uncle Aunty ke. Kabhi kabhar ekadh Saheli phone kar deti hai, ya kabhi koi rishtedar bhule bhatke ya galti se tumhe phone kar deta hai. bas yahi sab to aa raha tha tumhare phone mein.

Sarita- Haan to jo bhi hai. meri personal chizo mein aapki interfare karne ki koi jaroorat nahi hai.

Nishchal- tum kya ho yaar. Mujhe samajh mein nahi aata. Ek to tumhari madad karo upar se tum mujhe hi chaar baate suna rahi ho. tumhe to mera thank you kahna chahiye agar main sahi samay par na pahuchta to aaj padi rahti kisi khandahar mein roti hui akeli.

Sarita- Aapko aane ke liye maine kaha tha kya. Maine amit ko aane ke liye bol diya tha. Wo aa jata mujhe bachane ke liye.

Sarita ki baat sunkar Nishchal jor jor se hansne laga aur bola.

Nishchal- Amit. Tumhara chamcha. Jara usase poochna ki wo aaya kyon nahi tumhe bachane jab tumne phone kiya huwa tha use.

Sarita- Aaj wo PS bhi nahi aaya tha. Jab maine poochha to sabne yahi kaha ki aapne kisi special training ke liye bahar bheja hai.

Mujhe ye phone taping wali baat bhi na pata chalti agar mohit ke munh se galti se na nikla hota ki agar Sir ne Phone par madam ki baate na sun li hoti to wo gunda hamari pakad mein hi nahi aata. Tabhi mujhe pata chala ki aapne mera phone tap kiya hai. aapko pata hai na ki phone tap karna ek crime hai.

Nishchal- haan pata hai sab mujhe. Maine SSP Sir se iski permission le li thi. Uhone hi mujhe bas ek hafte ke liye hi phone taping ki anumati di thi aur mera kaam bhi in 1 hafto mein hi ho gaya.

Sarita- Agar main abhi aapki complain kar doon to aapki naukari gai samjho.

Nishchal- (laparwahi se) Jao jisase complain karni ho usase karo. Lekin uske sath subut bhi dikhana, kyonki bina subut ke tum ye sabhit hi nahi kar paogi ki maine tummhara phone tap kiya hai aur mujhe badnam karne ke aarop mein tum khud ki naukari se hath dho baithogi.

Sarita- Proff to main juta hi lungi. Lekin ye aapki pahli galti hai isliye main aapko maaf kar rahi hoon. Agar aapne aage aisa kuchh bhi kiya to main DIG sir se aapki shikayat karungi.

Nishchal- (Mazak udate huwe) Are main to dar gaya. Main lady Don Sarita Joshi ki dhamkiyo se sach mein dar gaya.

Sarita- (munh banate huwe) ye sab faltu ke naam mat diya kijiye mujhe.

Nishchal- (hath jodte huwe) Maharani Sarita Ji. Kripa karke aap mere kaksh se prasthan karne ka kasht kare. Is Nacheez ko neend aa rahi hai. abhi aur jo bhi sunane ke liye bach gaya hoga wo kal subah suna lijiyega.

Nishchal ki baat sunkar Sarita munh banakar bahar jane lagi. Nishchal bhi kuchh sochte huwe Sarita ke pichhe pichhe darwaza band karne ke liye jane laga. Tabhi kuchh kahne ke liye Sarita pichhe mudti hai. nishchal thik uske pichhe aa raha tha. Jaise hi wo pichhe mudti hai to Nishchal se takra jati hai.

Achanak aise takrane se wo bhaukhla jati hai aur girne ko hoti hai to Nishchal turant uska hath pakadkar use sambhal leta hai aur uski aankho mein dekhkar kahta hai.

Nishchal- Kya baat hain miss joshi. Neend se aankhe meri band ho rahi hain aur gir aap rahi hain. Sab thik to hai na.

Sarita- (hairani se dekhte huwe) Aankh ke sath sath dimag bhi band ho gaya hai aapka. Ye kya bin sir pair ki baate kiye ja rahe hain. Jaiye so jaiye subah baat karte hain. Good night.

Nishchal- Good night.

Nishchal ne good night to bol diya tha lekin uska hath abhi bhi Sarita ke hatho mein hi tha. Sarita ne apna hath ishare mein chhodne ke liye kaha, lekin Nishchal to kisi aur hi masti mein sarabor tha. Nishchal ne apni bhauhein uthate huwe poochaa.

Nishchal- Kyaa.

Sarita- (apna hath uthate huwe) Ji mera hath chhodiye.

Sarita ki aawaz sunkar Nishchal ne Sakpaka kar uska hath chhod diya aur sir jhukakar bola.

Nishchal- Sorry. Maine dhyan nahi diya.

Sarita- Its okk. No problem.

Itna kahkar Sarita Nishchal ke room se nikal kar apne kamre mein chali gayi. Nishchal Sarita ko jate huwe dekhta raha aur apna hath apne sine par rakhte huwe kaha.

Nishchal- haayyyyyy. Kya ye sapna tha.

Fir nishchal apne bed par late gaya aur apna hath apne sine par rakhe rakhe hi so gaya. Udhar Manisha ne bahut der tak Raghav ke phone ka intezar kiya aur jab Raghav ka phone nahi aaya to wo bhi gusse me hi so gayi.

Agli subah Sarita uthi to Manisha abhi bhi so rahi thi. Sarita jaldi se taiyar hokar niche aane lagi. Usi samay Nishchal bhi apne kamere se nikal kar niche aane laga. Dono sidhiyo se sath sath niche utar rahe the. Savita Hall mein baithi hui thi. jab usne dono ko sath sath niche utarte huwe dekha to dono ko chhedte huwe boli.

Savi- Kyaaa baat hai mere tom and jerry. Aaj dono sath sath. Sab thik to hai Sheet yudhh samapt ho gaya kya tum dono ka.

Savita ki baat sunkar nishchal muskurane laga, jabki Sarita ne bura sa munh banate huwe kaha.

Sarita- Kya di. aap fir se suru ho gayi.

Savi- Achha baba thik hai nahi bolti kuchh bhi.

Uske baad Sarita ne nashta kiya Nishchal bhi wahi sofe par baith gaya aur Sarita ko nashta karte huwe dekhne laga. Jab Sarita Nashta karke PS chali gayi to Nishchal ne kaha.

Nishchal- Di. mujhe aapse baat karni hai. main apne kamre mein ja raha hoon. Aab bhi aa jaiye.

Itna kahkar Nishchal apne kamre mein chala gaya. Nishchal ki baat sunkar Savita ke andar ek Anjana bhay baith gaya, Kyoki Kal nishchal lucknow gaya huwa tha anant se milne ke liye.

Anant ne Sarita ko bata diya tha ki sabkuchh achha hi raha, lekin aakhiri nirnay to Nishchal ko hi karna tha. Savita apne man ko sanyamit karke Nishchal ke kamre mein gayi. Nishchal bed par baitha huwa tha. Jab Savita uske kamre mein aayi to Nishchal ne use pakadkar apne balal mein baithaya aur uska hath ko apne haht mein lete huwe kaha.

Nishchal- Di. Kal meri mulakat Anant se hui. usne aapko bata diya hoga na.

Savi- (dhadakte dil ke sath)- Haan nishu

NIshchal- Di mujhe maaf kar dijiye. main bahut bura bhaii hoon. maine aapko hamesha dukh pahuchaya hai.

Savi ye sunkar jad ho jati hai aur uski aankho se aanshu bahne lagte hain. use lagta hai ki nishchal ko Anant pasand nahi aaya, isliye wo maffi mang raha hai. Wo sisakti aawaz mein NIshchal se boli.

Savi- Isme maafi mangne ki koi jaroorat nahi hai. maine tujhse kaha tha ki agar tujhe Anant pasand nahi aaya to main unse baat nahi karungi. main tere khilaf kabhi nahi jaungi. tujhse badhkar mere liye kuchh bhi nahi. mera pyaar bhi nahi. isliye tu apne aapko dosh dena chhod de Nishu. teri khushi mein hi meri khushi hai.

Savi ne jab sisakte huwe ye kaha to Nishchal ne uske chehre ki or dekha jo aanshuwo se bhiga huwa tha. ye dekhkar nishchal ne use gale lagate huwe kaha.

NIshchal- Di. aap aise mat roiye. maine aaj tak Aanat se na milkar shayad aapka dil hi to dukhaya hai. agar mein aapki baat pahle maan leta to shayad Anant ko lekar mere man mein jo galatfahmi thi wo kab ka door ho gayi hoti aur aapke chehre par khushi bahut pahle hi laut aayi hoti.

main janta hoon di ki aap mujhe bahut pyaar karti hain aur meri khushi ke liye aap Anant se baat nahi karengi, lekin ab uski jaroorat nahi hai. aapki khushi mein hi meri khushi hai di. aapki pasand hi meri pasand hai.

Nishchal ki baat sunkar Savita ne use apne gale se hataya aur use dekhte huwe nam aankhon se puchha.

SAvi- tu kahna kya chahta hai Nishu. tujhe Anant se koi dikkat nahi hai.

Nishchal- Nahi di. Anant ji bahut ache insane hain. wo aapse kitna pyaar karte hain ye unki baato mein jhalakta hai. maine pahli baar insane pahchan-ne mein galti kar di. jiska khamiyaza aapko bhugatna pada hai, lekin ab nahi.

mujhe Aapke aur Anant ke rishte se koi pareshani nahi hai. main bahut khush hoon di aapke liye. aapne bahut ache insane ka chunav kiya hai apne jeewansathi ke roop mein. Ho sake to meri jid aur glatfahmi ke liye mujhe maaf kar dena.

Nishchal ki baat sunkar Sarita ki aankho se aanshu bahne lage. uski khushi ka koi thikana nahi tha. wo nishchal ko kaskar apni baho mein bhar leti hai aur sisakte huwe uske chehre ko chumte huwe kahti hai.

Savi- Tu sach kah raha hai na NIshu. tu nahi janta. tumne ye bolkar apni di ko kitni badi khushi di hai. tu sach mein bahut achha bhaai hai. tujhe meri khushiyo ki kitni parwah hai. I love you Nishu.

NIshchal- I love you to. Bhagwan tumhe hamesha khus rakhe di aur har janam mein tumhe meri bahan banakar mere jeewan mein bheje.

Savi- Tujhe bhi mera bhaai banakar hamesha mere jeewan mein bheje. Achha ab tu ja. main Unse baat kar lu.

Nishchal- (chhedte huwe) Ye usne kaun hai di.

Savi- Chal bhaag yaha se nahi to abhi maar khayega mujhse.

Nishchal Savita ki baat sunkar bathroom mein ghus gaya. Savita uske kamre se nikalkar apne kamre mein chali gai. Thodi der baad nishchal taiyar hokar nashta karke bahar nikal gaya. Savita jab Anant se baat karne ke baad apne kamre se bahar aayi to Use Raghav sofe par baitha dikha. Savita gusse se uske paas jakar khadi ho gai.

Savita ka chehra gusse se tamtamaya huwa tha. Savita ko apne samne dekh Raghav bhi khada ho gaya. Abhi wo kuchh bolne hi ja raha tha ki Savita ne ek jhannatedar thappad Raghav ke gal par jad diya aur Rundhe gale se boli.

Savi- Raghav. Kaha gaye the tum. tumhe meri tanik bhi fikar hai ki nahi. mujhe ek baar bhi batana jaroori nahi samjha tumne. Mujhe kitni ghabrahat ho rahi thi. tumne aisa kyon kiya. tumhe pata hai na ki mujhe tumahri kitni fikar lagi rahti hai, lekin tumhe to apni di ki parwah hi nahi. Mujhe pareshan karne mein maza aata hai na tumhein. Tumhein pata hai ki main pareshan ho gayi thi.

Raghav- (SAvita ka hath pakadkar) Sorry di. mujhse galti ho gayi jo maine aapko nahi bataya. mujhe maaf kar do.

Savi- (hanth chhudate huwe) Nahi maaf karti tujhe main. Itni jaldi kyon aa gaya. kuchh din aur na aata. jab mujhe kuchh ho jata tab lautkar aata ghar.

Ye sunkar Raghav ne Savita ke munh par hanth rakh diya aur bola.

Raghav- Maaf kar do di. mujhse bahut badi galti ho gayi. main aage se aisi galti kabhi nahi karunga. lekin aap plz aisa mat boliye. agar aapko kuchh ho gaya to mera kya hoga. Main to jeeteji mar jaunga. Aap mere liye bhagwan se badhkar ho di. bhagwan kare meri umar bhi aapko lag jaye. agar aap mujhse gussa hain. to mujhe aur mar lijiye. mujhe saza dijiye lekin plz di aisi ashubh bate mat kariye.

ye sunkar Savita ne Raghav ko apne gale laga liya aur boli.

Savi- Mujhe tumhe koi saza nahi deni, lekin promiss karo ki tum aage se bina bataye kahi nahi jaoge. tumhe pata hai na ki main kitni bechain ho jati hoon jab tum mujhe nahi dikhte to. maine tumhe kahi jane se kabhi roka hai kya, lekin jane se pahle bata kar to ja sakte ho na. kam se kam ye tasalli to rahegi ki tum kaha gaye ho.

Raghav- thik hai di. dobara aisi galti nahi hogi mujhse. ab jaldi se mujhe nashta do di. bahut joro ki bhookh lagi hai.

Savi- (muskurakar) Tum baitho main nashta lati hoon tumhare liye.

Itna bolkar Savita Raghav ke liye nashta lane kitchen mein chali gayi. udhar Manisha jab fresh hokar Nashta karne ke liye niche pahuchi to dining table par Raghav ko dekhkar chauk gayi. lekin Manisha ne chhupa liya aur chupchap wahi par baith gayi aur Savita se boli.

Manisha- Didi. mere liye bhi nashta nikal dijiye.

SAvi- tum baitho main lekar aati hoon.

Thodi der baad Savita teen plate nashata lekar aayi aur dining table par baith gayi. SAbhi apna apna nashta karne lage. Raghav ne Nashta karte huwe ek baar Manisha ki taraf dekha aur muskurate huwe apne man mein kaha.

Raghav- Maine iska phone nahi uthaya to lagta hai isi liye gussa ho gayi hai. ek baar bhi meri taraf nahi dekha, varna kal jis tarah se mujhse baat kar rahi thi. main to soch raha tha ki mere samne jate hi mujhe apne gale se laga legi. lekin ye to ek shabd nahi boli gale lagane ki baat to bahut door hai. chalo koi baat nahi hai main bhi dekhta hoon ki kab tak aise hi gussa rahti hai ye.

thodi der mein manisha ka nashta khatam ho gaya aur wo chupchap uthkar apne kamre mein chali gayi.

Iske Aage ki Kahaani Agle Bhag mein..
Nice update...
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
22,758
46,183
259
Awesomeee Updateee

Toh yeh thi woh wajah se jis wajah se Sarita Nischal pe bhadki hui thi. Nischal ne uska phone tap karwa diya tha jiss wajah se woh time se Sarita ke paas aagaya bachane ke liyeee.
Aur yeh Nischal ne Amit ko kaunsi special training ke liye bheja hai. Shakk toh abhi bhi hai ke woh Amit dhokebaaz hai.

Idher Nischal ne Savita se maafi maangli jo usne uske saath kiya Anant se itna saal naa milkee. Ab uske dil mein Anant ke liye koi bhi galat bhavna nhi hai. Lagta hai jald hi shaadi ki sehanai bajegi.

Dekhte hai aage kyaa hota hai.
धन्यवाद आपका महोदय।
अब निष्चल ने अमित को किस प्रशिक्षण के लिए भेजा है वो यो आने वाले कुछ भागों में पता चल ही जाएगा।
बहुत जल्द शादी और सगाई का कार्यक्रम देखने को मिलेगा। असली मज़ा और इमोशन वहीं पर है।

साथ बने रहिए।।
 
  • Like
Reactions: parkas and Jaguaar

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
22,758
46,183
259
Nice update Mahi ji .
Pata nahi yeh Tom and Jerry jhagdna band kar ke pyar karna suru karenge.
Kya Abhishek ka story me koi important role hoga
धन्यवाद आपका महोदय ।।
इहक लड़ना झगड़ना कहानी के आखिर तक चलेगा।
अभिषेक का महत्त्वपूर्ण रोल है कहानी में क्योंकि अभिषेक सरिता और निष्चल को बचाता है गुंडों से।।

साथ बने रहिए।।
 
park

Well-Known Member
7,641
9,532

Nice and superb update....
 
kas1709

Well-Known Member
6,130
6,524

Top