• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Sci-FI Treasure ~~ " Time Is Dark "

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
Achanak se uski ankh khuli aur vo uth baitha. Ubasi lete hue usne apne pajame ke uppar se lund khujaya aur laptop ki screen utha di. Password dal kar usne pichli raat wali video resume ki aur pajame ke uppar lund ko masalte hue screen par chal rahi chudai dekhta raha aur phir ek kampan ke sath gehri sans lete hue ek pal kursi par baith gaya aur phir time par nazar padte hi apni jagah se khada ho gaya.

Kamre ke usi kone mein ek chote se washbasin se pani lekar muh mein dala aur thuk dia. Phir zameen par pade akhbar ko uthaya apni kursi par vapis aa baitha.

" President ki beti ke sath rape aur murder, aropi Manish Mehra sakht kaid mein " ubasi lete hue usne akbhar ko wahin chhod dia aur uth kar piche kamre mein chala gaya.

Kamre mein sirf ek palang rakha hua tha jise juda ek bathroom tha, vo bathroom mein ghusa aur pajama niche karke apni dhaar chhod di. Apne lund ko jhatke dekar jhadte hue usne use pajame ke andar dala aur phir flush chala diya. Pani ke shor ke bich hi usne flush ki tanki kholi aur uske andar hath dal kar kuch tatolne laga. Tanki ki sateh par padi choti si chabi ko usne uthaya aur hath bahar nikal liya. Tanki ke piche deewar par lagi tile mein ek se ek tile usne hath se bahar nikali jahan par ek ched bana hua tha jiske andar usne chabi dali aur use ghuma di. Chabi ke ghumte hi ek awaz hui jise sun kar usne chabi ko wahan se nikala, tile ko vaisi hi lagaya aur chabi ko tanki ke andar fenk kar tanki band kar ke bahar aa gaya. Vo kamre mein vapis aya aur palang ki aaur badh gaya jis taraf uske piche wali deewar ka ek chota sa tukda khul gaya tha. Usne use dhakka diya aur andar ghus gaya.

Bahar jitni gandagi thi uske viprit andar ka mahol bilkul alag tha. Ek alishan kamra jiske andar maujuda technology se judi kafi chizen padi thi aur rehne Andar ghuste hi usne shelf par rakhe remote ko uthaya aur samne ki aaur karte hue button daba diya. Samne sishe par laggi screen chalu ho gayi aur telivison par chalte news channel par baithi anchor Breaking News dene lagi. Vo thoda aage aya aur shelf ke sahare khada hokar tv dekhne laga.

' President Ki beti Kavya ka parso raat unke Safe House mein Murder ho gaya, Bataya jaa raha hai ki us sham ho rahi party ke dauran unki hatya ki gayi. Ye baat tab tak bahar nahi ayi jab tak officials ne unke sharir ko mrit ghoshit nahi kar diya. Prashan mein hadkam macha hua hai aur sabhi jaanch dal is kaam mein jutte hue hain ki jis aropi Manish Mehra ko unhone pakda hai uske piche ki sachai kya hai ' uska dhayan anchor ki speech se jada uske jism par tha jise dekh ek baar usne apna lund ragda aur dadhi mein khujli karne laga.

Tv par chalti speech ke bich uske kano mein ek awaz padi, badi maheem. Usne apni nazar us taraf modhi, awaz ghadi mein se aa rahi thi " its time " usne apna phone nikala aur phone ki screen samne ki taraf swipe kar di jiske baad screen se tv par chal rahi news hat gayi.

National Treasure - Reserve Gold Bank

Samay ke anusar bank mein utni hi bheed thi, jisme uske niyamit anusar se usme kaam kar rahe karamchari aur anne jane wale kuch log. Entrance par checking karte hue ek-ek kar log andar jaa rahe the. Usi line mein un logon ke bich ek bacha jo ek aurat ke piche piche us security se gujarte hue andar jane laga jiski checking par bhi itna dhayan nahi diya gaya aur vo bank ke andar dakhil ho gaya.

Andar ghuste hi usne us bade hall mein apni nazar daudai aur charon taraf dekha jiski do taraf sidiyun se uppar jaya jaa sakta tha. Adhiktar log usi hall mein khade the ek counter ki taraf line mein badh rahe the aur kuch sidiyun se uppar jaa rahe the. Vo bacha dhire dhire aage badha aur dono linon ke bich mein bani jagah par ja khada hua. Usne apne hath uthaya jisme usne ghadi pehni hui thi. Vo ek pal use dekhta raha aur tabhi usme 'beep-beep' ki awaz hone lagi. Wahan maujud har insan apne mein itna khoya hua tha kisi ne dhayan nahi diya ek chota bacha bank mein khada hai. Ghadi se ati 'beep' ki awaz band nahi hui aur kuch pal baad tak bhi uspar kisi ne dhayan nahi diya.

Par uski maujudgi jada der nahi chup sakti thi, line mein khadi ek aurat ko jaise laga kahin se awaz aa rahi hai, usne apne aage khade admi ke phone ki taraf jhanka jisme vo admi nangi tasveeron par laar tapkane wala smily bhej raha tha. Us aurat ne apni nazar wahan se hatai aur phir apne dayein aur dekha jahan vo bacha khada tha. Bache ko dekhte hue usne nazar uspar se hatani chahi lekin awaz ko usi aur se ata mehsus kar vo use dekhti rahi. Vo bacha hath uppar kare ghadi ki aur dekh raha tha.

" beta? " us aurat ne awaz lagai par usne koi jawab nahi diya. Ek pal wahin khade rehne ke baad vo aurat us bache ke pass ayi jise dekh bache ne nazar uspar kar li. Vo aurat sawal par sawal kar rahi thi lekin bache ne koi jawab nahi diya aur apna hath uske aage kar diya jispar pehni ghadi mein awaz aa rahi thi. Us aurat ne ghadi ki taraf dekha jispar ek timer chalte hue kam ho raha tha.

" tumhare mummy papa kahan hai? " aurat ne ghadi par chalte timer ko dekhte hue apna pucha hua sawal dubara kiya. Bacha kuch nahi bola jise dekh us aurat ko kuch theek nahi laga uppar se ghadi par ati awaz ke chalte timer ne usko bahut kuch sochne par daal diya. " kya mei ise nikal dun? " aurat ne sochte hue pucha lekin jawab nahi bola. Time kam ho raha hai par kyun? uske man mein is sawal ke sath aur kayi sawal umad rahe the. Uske hanth kanp rahe the vo chahti to itne logon mein se kisi ko bata sakti thi, wahan khadi security ko bata sakti thi lekin is samay uske liye koi bhi wahan maujud nahi tha. Usne kisi ko nahi bataya aur apne kampte hathon se us bache ke hath se ghadi nikalne ki than li.

Usne ghadi ka band khola jisme usne tay samay se jada liya aur phir ek pal ke liye apna hath hata liya mano use laga ki abhi kuch hoga lekin kuch nahi hua bas timer chalta raha aur 'beep' awaz ati rahi. Jab kuch nahi hua to usne ghadi ko us bache ke hath se hata di. Ghadi par sirf ek button tha jise vo dabana chahti thi lekin use dar lag raha tha.

" beta ye ghadi kahan se ayi? aur tumhare mummy papa kahan hai? " usne phir pucha is umeed mein shayad kuch bol de lekin jawab fir nahi aya. Is baar usne soch liya ki vo security ko bata de lekin vo aisa kuch karti use pehle uski nazar bache ke hath par gayi jahan usne ghadi pehen rakhi thi. Wahan kuch likha hua tha, vo bache ki taraf jhuki, " 10:20 " Use behad ajeeb laga ki ghadi par timer chal raha hai aur hath par time likha hua hai. Use kuch theek nahi laga to usne security ko ab batana sahi samjha " aao mere sath " usne bacha ka hath pakda aur jab vo security ki taraf badhi tab uski nazar deewar par lagi ghadi par gayi jo itni badi thi ki na dekhne wale ki bhi nazar uspar padh jaye. Waqt ho raha tha 10 baj kar 8 minute.

Samay dekhte hue vo ek kadam aage badi ki use kuch yaad aya aur usne apne hath mein pakdi ghadi ki taraf dekha jiska timer 11 minute 40 second bacha tha. Jada samay nahi laga use samjhne mein jab use yaad aya ki bache ke hath par 10:20 likha hai, bacha anjaan hai, kuch bol nahi raha aur sangdhit halat mein yahan khada hai. 11 minute 30 second ke sath timer piche jaa raha hai aur agar is time ko mein abhi maujuda ghadi ke time ke sath jod dun to samay ho jayega 10:20 yani? Vo sochni lagi aur jaise ek aam admi react karta hai usne wesa hi kiya. Usne bache ka hath chhoda aur ghadi apne se dur fenkte hue chillai " bomb... bomb... bomb... "
Hmm socha firse wahi hoga par nahi ,janaab naya bawal hoga ab to
 
  • Haha
Reactions: harshit1890

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
Vo chillate hue piche ki taraf bhagi aur wahan khade logon se takra gayi. " bomb...bomb... " is bache ki ghadi bomb se judi hai " uski baat sunte hi wahan par sabhi log chillate hue bhagne lage. Ek maintained system mein achanak se bhagdad mach gayi. Andar maujud security guard fauran us aurat ke pas aye aur bahar jaa rahe logon ko bahar khadi security ne rokne ki kosish ki par vo unhe dhakka dete hue bahar nikal gaye.

" Threat...threat.. threat " security staff wala member apne mic par bolta hua wahan aya jahan vo aurat khadi thi. " mam "

" bomb.. bache ki ghadi mein " aurat ne bache ki taraf ishara kiya jo wahin khada tha aur apni jagah se hila tak nahi tha. " inform bomb squad, clear the area and shut the vault door, do it.. do it.. " vo mic par chillaya aur emergency siren bajne laga. " everybody clear the hall " vo zoron se chillaya aur main gate par khade guard andar aa gaye aur logon ko bahar karne lage. " mam aap bhi jaiye.. " vo kehta hua bache ki taraf badha. Bacha wahin khada use apne pas atte dekhta raha aur vo uske samne aa baitha. Use laga bomb us bache ke sharir mein fit hai isliye usne uske sharir par hath fera lekin use bomb nahi mila. Hall mein charon taraf security ke baki maujuda guard aa khade hue the aur unhone ghera bana liya tha. Kuch abhi logon ko bahar bhejne mein lage hue the sabhi ka dhayan bache par tha.

Us security walle ke chehre par pasina badhta jaa raha tha kyun ki agar bomb is bache ke sharir par nahi to jarur vo is building mein kahin hai ya phir uski surroundings mein kahin maujud hai jahan abhi bahut se log maujud hai. " where is the bomb squad damn it.. " vo mic par phir se chillaya.

" on the way " agle hi pal awaz ayi aur bank ke bahar thodi dur khadi police van mein se do log suit pehen kar bahar nikle jiske sath ek hawaldar maujud tha. Bhagte logon ke bich vo andar ghusne ki kosish karne lage lekin dhakke mein vo andar hi ghus nahi paa rahe the. Cheekhne, chillane ki awaz ke bich mic mein se ati awaz bhi sunai nahi de rahi thi. Suit pehne ek admi ne hawaldar ko ishara kiya jisne badi mushkil se thodi jagah banai aur un dono bomb squad ke member ko andar jane ka rasta de diya lekin khud andar nai ghus paya aur bheed mein bahar hi reh gaya.

" quick quick quick.. " security walle member ne bomb squad walle ko dekhte hi kaha.

" bomb kidhar hai? " suit ke andar se uski awaz ayi.

" pata nahi par timing ke hissab se 10:20 par vo fatt jayega "

" ok " usne ghadi mein time dekha, takreeban teen minute reh gaye the. Squad walle ne bache ke uppar machine se jhancha par usme kuch bhi nahi tha. " bomb yahan nahi hai, timer kahan mila? " usne pucha.

" ye watch is bache ke hath par thi " security ne watch ki taraf ishara kiya jo zameen par padi thi. Samay bacha tha do minute panch second. Pasina sabhi ke mathe par tha, time bahut kam tha vo niche jhuka aur usne watch utha li. Dekhne mein behad simple watch thi usne alat-palat karke dekha, usme do button lage the use dabaya lekin timer nahi ruka.

" convoy kahan hai ? " security walle member ne dusre se pucha.

" on the way, ETA 2 minute 30 seconds sir "

" building puri tarah se khali ho gayi na "

" almost sir, second exit se bhi logon ko bheja jaa raha hai "

" quick, quick, quick " usne apne mathe se pasina pochte hue kaha.

" sir " bomb squad wale ki awaz sun vo uski taraf dekhne laga " watch se koi bomb connected nahi hai, normal watch hai jiske button se control hata diye gaye hain isliye stop watch ka time nahi ruk raha "

" are you sure? "

" yes sir, its fake " watch mein bas 10 second hi bache the.

" agar watch nakli hai to ye bacha yahan akela kya kar raha hai " das second pure ho chuke the aur timer complete hote hi bomb squad walle ne apna helmet utar liya.

" kaha tha na ye nakli hai " uski baat sahi samajh vo soch mein padh gaya. " kya bomb sirf ek ploy tha, convoy kahan tak pahuncha "

" bas ek minute aur sir "

" hmm, unko bolo ki " bas vo itna hi keh paya ki achanak ek dhamaka hua jo building ke bahar tha jisne deewar ke chidte uda diye. Dhamake ke sath bahar lagi bheed mein to bhagdad machi hi lekin andar bhi sabhi dehal gaye. Bomb squad wale ne fauran apna helmet pehn liya.

" alert, alert this is team rabbit, yahan abhi-abhi bomb dhamaka hua hai, i need full assistance, deploy all convoy " usne mic par itna hi chillaya ki tabhi goliyan chalne lagi. Abhi koi kuch samajh pata ise pehle entrance gate se kuch log goliyan chalate hue andar ghusne lage. Unhe dekhte hi sabhi security walon ne apni banduk nikali aur samne ki aaur taan di lekin koi fire nahi kar paya kyun ki vo log jo goliyan chalate hue andar aa rahe the un sabhi ke aage ek-ek civilan bandha hua tha jiski wajah se vo unpar fire nahi kar paa rahe the, sirf matha dikhai de raha tha aur margin itna kam tha ki civilian ko lagne ke chances kai jada the.

" no one will fire, no one " uske chillate sath sabhi samajh gaye. Takreeban 20 log apne aage civilian ko bandhe unhi ke hath se goliyan chalate hue andar ghuse aur rukne ke baad ek pal wese hi khade rahe aur fir unme se ek ne apna sar civilian ke piche se hata kar teda kiya aur jaise hi sabhi security ne unki taraf dekha to unki ankhein khuli reh gayi.

" fuck..... devdoot "
Finally start ho gayi
End ki :D
 
  • Like
Reactions: harshit1890

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
" fuck..... devdoot, where is our convoy "

" 15 seconds ETA sir, uske baad vo compound mein enter ho jayenge "

" kuch hi second hai tumhare pass isliye bevkufi chhodo aur in sab logon ko azad kar do "

" 8 second " jisne apni gardan civilian ke piche se hatai thi usne jab apni baat kahi to security wala officer sun kar achambit ho gaya kyun ki awaz audio tune hokar ayi thi jise vo puri tarah se badal gayi thi. Bank ke camera mein kaid ho rahi puri vardat vo apne telivision par dekh raha tha. Usne apni ghadi mein time dekha, " 3 second bas, convoy time par hoga " usne remote se change kiya aur bahar wale camere ki tassverein telivision par aa gayi.

Convoy ki ek ke baad ek gadiyan bank ke compund mein charon taraf aa ruki jiske andar armed forces maujud the. Bank ke samne ek police ki van khadi thi jispar sabhi ne apni banduk taan di. Police wan hone ke bavajud uspar charon taraf devdoot likha hua tha. " convoy is in command, read to engage " officer ne apne mic par kaha aur sabhi ek sath aage badhe.

Andar security chief ke member ko jab ye sunai diya to uske chehre par muskan cha gayi " devdoot, tum ab charon taraf se ghir chuke ho isliye behtar hoga ki tum in logon ko chhod kar surrender kar do " usne apni baat puri bhi nahi ki thi ki devdoot ne apna sar vapis civillian ke piche kar liya. Security cheif ko samajh nahi aya ki akhir ho kya raha hai, bahar se convoy ki military bas andar ane hi vali hogi aur ye log abhi tak apni jagah se hille tak nahi hai, akhir ye karna kya chahte hain?
Usne abhi itna hi socha tha ki use mehsus hua ki emergency wala signal band ho chuka hai aur uske band hote hi ek alaram baja jise sunte hi uski ankhein badi ho gayi.

" ye sach nahi ho sakta, who raise the lockdown alaram " vo chillaya par der ho chuki thi. Alaram bajte hi entrance gate aur emergency exit band hone shuru ho gaye. Matr 20 second dur tha convoy entrance lekin vo pahunch patte use pehle darwaja seal ho gaya. " gate's are closing " ek officer turant bola.

" officer gate kyun band ho rahe hain? andar kya ho raha hai?" formal kapdon mein gaddi se utarte hue ek admi bola jo is convoy ka commanding officer tha. Is sawal ka jawab ata use pehle jahan se compund shuru hota hai uske niche farsh mein se uski surroundings ko band karne ke liye fence bahar ane laga.

" ye kya ho raha hai... " officer ne jab dekha to vo hairan reh gaya. Us jagah par convoy ki kuch gadiyan khadi thi aur kuch officer bhi khade the. Officer to piche ho gaye lekin gadiyan nahi bach payi aur vo us fence mein fans gayi aur fence ke sath hi uppar jane lagi. " officer we are getting trap, close this shit, sun rahe ho tum, we are getting trap " andar ye baat sunte hi security chief ke mathe se pasina nikal aya. Uske sath sabhi staff ne ye awaz suni jise sun kar sab uski taraf dekhne lagi.

" how the fuck did this happen? " vo ek baar phir chillaya lekin agle hi pal use yaad aya ki abhi ek aur chiz baki hai jise sochte hi vo fauran apne mic par chillaya.

" officer don't touch the fence, don't " officer ne convey to kiya lekin bahut der ho gayi thi. Kuch officers ne fence ko katne ki tayari kar li thi. Aur jaise hi unhone apne cutter ko fence se joda usi waqt electric shock lagte hi vo buri tarah jal kar kankal ban gaye jisme dhuan nikalne laga. Ek sath kai officer ke sath aisa hi hua. Command in officer ye dekhte hi hakka-bakka reh gaya " stay away from the fence, stay away " vo pgalon jaisa chillaya. Fence ke piche khadi ikhati hui bheed piche ki taraf bhagi aur habad mein kai log niche gir kar kisi na kisi ke pairon ke niche aa gaye. " i need medic " vo apni gaddi ke mic par chillaya aur phir bahar aa khada hua, uske samne uske kayi officer zameen par jale hue pade the. 20 foot ka fence jisme najanekitne volt ka current daud raha tha aur vo sabhi uske is baar fans chuke the. Bank ke charon taraf is fence ki deewar khadi ho chuki thi. Apne officer ko khone ke baad uske chehre par aseem gussa tha aur vo usi gusse mein mic par cheekha.

" what the hell was that, officer kya kuch aur bhi baki hai jo tum hume baad mein bataoge, mere kai officer ki jali hui laash meri ankhon ke samne hai " officer ki baat sun kar security chief ki awaz hi nahi nikli " kya mujhe koi batayega ki andar kya ho raha hai, we are blind from here "

" its dev...doot sir " security chief ne haklate hue jawab diya to samne ek pal sanata chaya raha.

" tumhara dimag to kharab nahi ho gaya, ye baat tumne hume pehle kyun nahi batai damn it " command in officer ne apna mic utar diya aur apni team ke kuch officer ko apne pass bulaya. " we need strategy, enemy devdoot "

Camere mein ho rahi har vakye ko dekhte hue usne mode badla aur wapis screen par news dekhne laga. News mein abhi bhi kavya ki maut ke barre mein bataya jaa raha tha aur usi ke sath president ki security badha di gayi thi yahi news aa rahi thi. Lekin niche ab breaking news mein ane laga tha ki National Gold Bank mein hua hadsa, saare security protocal active kar diye gaye hain. Usne ghadi mein time dekha aur mode switch karke bank ke andar walle camera se badal diya.

" dekho mei abhi bhi keh raha hun ye sab chhod do kisi ko koi nuksan nahi hoga " security cheif ne bas itna hi bola.

" nuksan to tab bhi nahi hoga jab tum apni gun hamari taraf badha doge "

" tumhara dimag kharab ho gaya hai " security chief ke lehaze mein saaf na tha jise sunte hi unme se ek ne goliyan chalani shuru kar di aur phir dekha dekhi sabhi ne goliyan chalani shuru kar di. Sabhi security officer lait gaye kyun ki goliyun ka rukh unhi ki aaur tha. Bank ke andar chalti goliyun ka shor gunjne laga jo bahar tak jaa raha tha.

" officer kya ho raha hai andar, update me " command in officer chillaya.

" they are shooting sir "

" kill them then, kill them all "

" we can't sir, unhone apne aage civillians ko bandh rakha hai. Agar humne fire kiya to hume civillians ko marna hoga "

" no ... don't shoot, officer kisi bhi civillian ko kuch nahi hona chahie, you just stay put understand? "

" copy sir "

" i want everyone to search the entire area, koi to jagah hogi andar jane ki " itna bol kar vo apni gadi mein aya aur speaker utha kar bola " sir idhar bahut badi problem ho gayi hai, devdoot ne bank ko capture kar liya hai aur charon taraf bank ko fence se bandh kar diya hai, i repeat we are trap, mere kuch officer marre jaa chuke hain, i need more men, helicopters, i need all available units right here right now "

" copy that officer, lekin abhi hamara main focus president ki safety par hai. Ye situation robbery ki hai, i know you can handle this, talk to them, kya chahie unhe negotitate karo "

" aap samjhe nahi, mei fans chuka hun, i need some tools damn it "

" copy that officer, hum ek bird ka intezam kar sakte hain, baki aap ko hi sambhalna hai, over and out "

" fuck ..... devdoot " usne speaker wahin patka aur gaddi se bahar nikal aya.
Hmm to ye sab usi time ho raha he jab kavya ka murder hua tha
 
  • Like
Reactions: harshit1890

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
" sir van se kuch nahi mila, forensics team hoti to finger prints capture kar sakte the " camp mein ghuste hi officer bola.

" forensic tab tak nahi aa sakti jab tak ye fence down nahi hoga " vo kuch sochne laga aur kuch batein usne apne dimag mein bana li. Uske paas abhi tak kisi bhi tarah ka koi rasta nahi tha kuch tha to sirf anuman. National treasure bank mein gold hai vo bhi itna ki desh bhar ki garibi mit sake. Yani ki devdoot ki planning gold chori karne ki hai jo ki vo aisa pehli baar karne jaa rahe hain. Agar vo chori kar rahe hain to itni badi robbery ke liye unhone exit route socha hoga lekin vo kya hoga? Agar dhayan entry se jada exit par lagaya jaye to shayad kamyabi mil sake. Usne sochna band kiya aur ab jo uske pas tha ladna usi se tha.

" all right team, listen to me " rajendra ke bolte hi sabhi ne kaam choda aur uski aaur dekhne lage. Ek pal system se ati awaz ke alawa shanti chai rahi " we are dealing with the biggest hiest in the history of this country. National treasure par nazar dalna yani hamari security ki dhajiya udana hai, hamari kamjori aur nadani ke chalte aaj vo log andar hai aur hum bahar. Abhi, hamare pas resources limited hai aur hum unke plan se anjan hai lekin un chutiyun ko ye nahi pata ki hum unse jada samjhdar hai. Hamare pas abhi kuch chizen hai jispar hum kaam kar rahe hain jise hume ye pata chal payega ki ye log kaun hai taki hum further koi actin le sake. Agli jaruri baat, they are going to rob the bank with gold that means they need a well proof exit plan aur ise pehle ki ko ek step aage nikle hume sabhi exit ko study karna hai taki hum unhe wahin daboch sake "

" sir uske liye team chahie aur jab tak ye fence hai hum kisi bhi team ko nahi bula sakte "

" i know tabhi mene kaha i want the godamn fence down. Make it happen, uske baad in devdoot ki maa ka " rajendra puri baat karta use pehle simran ke system mein ek match hua jise dekhte hi vo fauran bol padi.

" sir we have a match "

" kiska "

" bank ke ek civillian ka hamare database mein mila hai, family ne 15 din pehle missing report ki hai "

" good job, FIR nikalo, mujhe us thane ke inspector se connect karao and search for everyone "

" on it sir "

" sir "

" han bolo? " bahar se officer ki awaz par rajendra palta.

" jis ladki ko apne khojne ke liye kaha tha vo wahan nahi hai "

" nahi hai matlab? "

" vo bheed mein nahi hai sir, local police ko is ladki ki identity nahi mili "

" theek hai maybe vo dar ke chali gayi ho, gaurav tum har security cams se is ladki ko backtrace karo dekho vo kahan gayi hai and let me know jaise hi tumhe kuch mile aur work on the "

" exit details, i am on it sir "

" good " usne apna hath mala " carry on team, i want those bastards to know ki who are they fucking with " rajendra ne abhi itna hi kaha ki tv par camera ki ho rahi broadcasting band ho gayi. Rajendra ki nazar wahi par thi aur screen ke band hote hi vo bhaukla gaya " what happen? "

" checking sir " simran check karne lagi lekin vo jab bhi code dalti vo auto remove ho jata. " i can't understand "

" kya hua simran? "

" pata nahi sir jab bhi mei try kar rahi hun code apne aap reverse ho jaa raha hai "

" ye unhi ka kaam hai jinhne hume hack kiya hai, trace that code simran quick, ise hume unki location milegi "

" i am trying sir "

" jaldi " utne mein rajendra ka phone baj utha. " yes sir "

" rajendra feeds kyun close ho gayi, kya wahan kuch hua hai "

" sir everything is under control "

" we lost feed and you are saying under control damn it "

" sir jitna asan aap samajh rahe hain utni asan ye robery nahi hai, devdoot is fucking with us aur apse behtar kaun jaan sakta hai, apke sath to unhone "

" mujhe tum par bhaorsa hai lekin mujh par bhi pressure hai. "

" i can understand completely "

" good, keep me posted " samne se phone cut hote hi rajendra ne situation par focus kiya " simran tell me something good "

" survillance to up nahi ho raha sir, i am trying to trace this hacking code par " vo itna hi boli aur uske system se beep ane lagi. Usne system ki window change ki aur jo algorithim usne laga rakhi thi uska result ane laga. " sir i think i have got some words jo kishan ne camera mein kahe the "

" kya hai vo words? "

" devdoot girl bomb kid timer, yahi words detect hue hai "

" iska kya matlab ho sakta hai "

" sir mujhe kuch mila hai, shayad vo isi se relate kar raha hai " gaurav turant bola.

" kya? "

" sir us ladki ko jise apne trace karne ke liye kaha tha mene use 3 km ke sabhi cctv se trace karne ki kosish ki aur uske baad mene bank ke camera feeds ko dubara dekha to look what i have found " gaurav ne screen par bank ki feed dikhai jisme vo ladki bomb threat chillai phir kishan wahan aya aur uske baad jo bhagdad machi usme vo ladki bank se bahar nikli hi nahi. " mene iske face ke according ke algorithim deisgn kiya tha taki itni bheed mein identify kiya ja sake lekin jaisa aap dekh rahe hain jo bhi log bank se bahar bhag rahe hain sabhi par blue indicator bana aa raha hai, red nahi yani"

" yani vo bank se nikli hi nahi hai aur vo koi aur nahi balki devdoot hai " rajendra ki ankhein khuli ki khuli reh gayi. Screen par uska chehra bar-bar dekh vo sochne laga kya ye wo ek galti hai jo devdoot kar gaye the aur ek pehla mauka tha jise vo is puri chain ko khoj paye " kishan hume yahi batana cha raha tha ki vo bomb threat vali ladki hi devdoot hai, good job gaurav, simran is ladki ki photo database mein dal do aur check karo ye kaun hai, agar ye mil gayi to inke sath jo-jo juda hua hai sab pata chal jayega, then we will have the leverage "

" on it sir " simran ne survillance ki feed up karne ke sath-sath apne records mein Pratiksha ki photo dal di.

" sir "

" han ajay bolo "

" bank mein jo civillians hai unme se do hamare hi seher ke hai kriti aur rajesh, inki bhi missing report darz hai aur vo bhi 15 din pehle ki hi hai, ye rahi FIR ki copy " ajay ke hath se rajendra ne FIR ki copy li aur use dekhne laga.

" sir 1 more match " simran ke bolte hi vo uski taarf ghuma " ek aur civiilian ki report match hui hai jiski missing report bhi 15 din pehle ki hai, indore ki hai aur pehli wali kerela ki thi, ye rahe dono ki FIR copy isme sabhi details hai "

" same day, sabhi ke gayab hone ka same din aur vo bhi alag-alag seher, akhir unhone aisa kyu kiya? " rajendra ka sawal sahi tha lekin abhi jawab kisi ke pas nahi tha.

" aahhh-hhhh hh uhmmm... uhmmm.. " pratiksha ne flush ho kas kar pakad liya taki vo toilet seat se fisal na jaye. Uski ankhein band thi aur chehra khumari mein kho chuka tha. Chut se ras rista hua niche gir raha tha aur uski ungliyu ko bhigo chuka tha. " aaaahah-hhhhh uffff..f. aahahhh uhmmmm " vo apni chut ko hath se mal rahi thi. Akshad bahar khada uski manmohak awaz sun raha tha. Usne ghadi mein time dekha 12 bajne walle the.

" pratiksha time ho raha hai "

" uhmmmm aaaahhhhhh fuckkk mee... " apni chut ko thodi tezi se malte hue usne apni ankhein kholi aur phir ek ungli andar dal kar andar bahar karne lagi. ' aahhhh ahh, aahhh aahahh yes.s..yess.. fuckk..fuckkk.... ' uski tangein sidhi ho gayi thi aur samne kiwad ke sahare se vo lait si gayi thi. ' aaaahahhahhhh-aahhhh uhmmmmmm ' ungli ki speed tezi se dhire hone lagi aur vo charamsukh ki prapti karne lagi. Uski chut se ras dhire-dhire bahar nikal raha tha. Akshad ki ankhein ghadi par jami hui thi andar se flush chalne ki awaz ayi aur phir kiwad khulne ki. " common yaar, kitni der lagti hai tumhe " pratiksha ne apni chut ke ras wali ungli uske galon par feri jise akshad ne fauran kapde se saaf kiya aur use dekhne laga. Pratiksha ne apna hath dhoya aur phir apna mask uthate hue boli " lets go "

Rajendra aur uski team abhi apni security ki position ko monitor kar rahi thi. Bank ke charon taraf safety ka dhayan rakhte hue officers ko tenat kar diya gaya tha. Kisi bhi taraah ki firing ka jawab firing se dene ke saaf instructions the par ye dhayan rakhte hue ki kisi bhi civillian ko kuch nahi hona chahie. Fence ke piche bheed ke sath media bhi pahunch chuki thi, local police bhi us taraf tenat thi. Rajendra ko ab apne bird ka intezar tha taki vo is game mein bana rahe. Vo bank ki taraf dekh raha tha ki tabhi uska phone baja.

" helo rajendra speaking "

" inspector, its good to hear your voice " awaz insan ki thi lekin system se modified ki gayi thi jiski wajah se vo pehchani nahi jaa saki. Rajendra ki ankhen badi ho gayi aur vo fauran samajh gaya ki call kiska hai. Vo turant camp ke andar ghusa aur usne apna phone hath se chupa liya " tap my phone quick, its devdoot "
Hell yeah ,the game is on.
 
  • Like
Reactions: harshit1890

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
" detective vikrant speaking "

" hello detective " devdoot ki baat par vikrant kuch nahi bola. Kuch der khamoshi chai rahi, har koi vikrant ki taraf dekh raha tha ki vo kuch kahe lekin vikrant chup khada tha.

" detective "

" devdoot "

" good to hear your voice, again "

" hmm " lund khujate hue vikrant bola.

" lagta hai detective ko humse baat karne mein dilchaspi nahi hai "

" tum hot hoti to jarur interested hota "

" mei tha bhi to ho sakta hun "

" beshak, lekin ek aurat hi vo prajati hai jo shuruwat karke piche hatti hai isliye tum mard nahi ho sakte "

" kaisi shuruwat "

" muth marne ki "

" detective tumhari purani adat abhi tak nahi gayi "

" yani tum mujhe pehle se janti ho, kya us din tum bhi wahan maujud thi "

" hum har jagah maujud hai, har samay, bas ankhon se dikhte nahi hai kyun ki insan ki ankhein "

" hum jaise doot ko dekh nahi sakti jo insan ka nasht karne ke liye avtar liye hain, janta hun, 3 saal pehle tumhare ek sathi ki thoki thi usne marne se pehle yahi kaha tha "

" ab tum bhi wahi kahoge "

" bulwa kar dikhwa lo "

" tum bhool rahe ho hamare pas tumhare civiilians hai "

" mei zindagi mein kuch chizen kabhi nahi bhoolta, ek muth marna aur dusra apne dushman, jin civillians ki tum baat kar rahe ho wo isi bank ke ex-employees hai jiski madad se tum apna kaam kar rahe ho " vikrant ki baat sun kar ek pal ke liye khamoshi chai rahi. Pehli baar devdoot ki khamoshi dekh puri team mein ek utsah aa gaya aur ye sab hua the vikrant ke anne ki wajah se.

" well done, detective, hamare clues akhir kar tumne samajh hi liye "

" dhire-dhire tumhare clues to kya mei tumhari devdoot ki nasein tak dhund lunga "

" jaise ki hamara bheja hua morse code tumne dhund nikala ? "

" morse code " chaunkne ki bari is baar vikrant ki thi. Usne turant simran aur gaurav ki taraf dekha. " kaisa morse code "

" karma detective, tumhare har karma mein humne ek karya tumhe diya hai, samajh pao to jawab bhi mil jayega " vikrant ki nazar team par thi aur vo apne system par lage hue the.

" dhund lunga, tumhara morse code bhi dhund lunga vaise tumhare adde ke behad karib hun mein. Kuch na kuch to mujhe mil hi jayega wahan par " vikrant ka agla danv aur devdoot phir shant.

" detective tumhe nahi lagta ki ye sab bata kar tum apne hi civillians ka nuksan pahuncha rahe ho? "

" unhe kuch karna hota to tum pehle hi kar chuke hote "

" sahi kaha kyun ki hume unse kuch lena dena nahi hai lekin sirf tab tak jab tak hum apna kaam nahi kar lete waise bhi "

Vikrant ne use bich mein rok apni baat kahi " tum kabhi bhi us gold ko yahan se nahi le ja paoge, par tumhe kya chahie vo bata sakte ho shayad tumhari zindagi kuch diin aur muth mar legi tumhari "

" josh mein ho detective "

" mera josh sirf muth marte time rehta hai, baki time mujhe chuswana pasand hai "

" tumhara karma ek din tumhe jarur tumhe jawab dega "

" tum kab jawab doge, dar gaye? chehre par to tum logon ne condom laga rakha hai kya wo isi dar ki wajah hai? " vikrant ek pal ke liye shant hua " waise ek baat batao tum muth marti ho? " vikrant ne itna kaha aur call drop ho gaya.

" are you out of your fucking mind ? " rajendra bhauklate hue bola " kya kiya tumne ye, vo apni mang bata rahe the aur use pehle tumne unhe uksa diya, agar kisi bhi civillian ko kuch hua na vikrant to " vikrant rajendra ki baat sun kar kuch use pehle ajay camp mein tezi se ghusa.

" sir there is a movement "

" kidhar? "

" bank ke terrace par "

" chopper on karo aur mujhe do gunners chahie, quick " rajendra fauran bola aur bina kuch kahe sune vahan se bahar aa nikla. Fauran ek team tayar hui aur chopper mein rajendra ke sath jaa baithi.

" mujhe chopper ke camera access do " vikrant ne andar simran se kaha " gaurav devdoot kaun se morse code ki baat kar raha tha "

" mei bhi wahi khoj raha hun sir "

" hmm jaldi check kro "

" sir feed is live " simran ke kehte hi screen par chopper se capture ki jaa rahi image samne ane lagi. Terrace par kuch devdoot civiilians ko usi tarah bandh kar terrace ke alag-alag hisse par khade the jinki banduk chopper ki taraf hi thi aur do civiilians jo devdoot par bandhe hue the vo floor par apna kaam kar rahe the.

" kya kar rahe hain ye? zoom karo " vikrant ke kehne par simran ne zoom kiya aur tab kuch saaf dikha " drilling kar rahe hain sir " simran chaunkte hue boli aur vikrant bhi soch mein padh gaya.

" we have a clear shot on devdoot " rajendra radio par bola jo gunner ke sath chopper par baitha tha. " i repeat, we have a clear shot, ready to engage "

" don't engage " vikrant fauran bola.

" tum muje order nahi de sakte "

" rajendra dimag se kaam lo, agar tumne kuch bhi kiya to uska impact sidhe civillian asset par hoga, hume nahi pata ki wo kya kar rahe hain, vo floor par drilling kar rahe hain. Maybe vo koi strategy bana rahe ho, kya pata vo puri building uda de, bhulo mat civillians ke sath-sath wahan national gold maujud hai " rajendra vikrant ki baat nahi sunna chahta tha lekin vo sahi keh raha tha, uska ek galat action sab par bhari padh sakta tha.

" hamare pas ek acha mauka hai ki hum engage karke andar ghus kar unhe pakad sake " rajendra phir bola.

" tumhari marzi, after all its your case, mei to dixitji ke kehne par aya hun " vikrant ki baat sunte hi rajendra ne trigger se ungli hata di.

" we are keeping eye on them " chopper wahin khada raha aur devdoot apna kaam karke ek-ek kar vapis chale gaye lekin unhone terrace ka door lock nahi kiya.

" vapis jane ke baad unhone terrace ka door band kyun nahi kiya " vikrant dekhte hi bola.

" bhool gaye honge sir, apko lagta hai yahi sahi mauka hai " simran fauran boli.

" door is unlocked, we can engage " rajendra fauran bola " i am engagig this is the best opportunity, ladder " rajendr ko chopper thoda niche karaya aur ladder dalne ke liya kaha.

" unhone hamare samne terrace ka gate khola, phir bahar aye apna kaam kiya aur phir bina door lock kare bina chale gaye? itna simple? itna simple to google par chudai khojna hota hai aur ye log chudai mein vishwas nahi rakhte shayad rakhte ho par phir bhi itni badi planning aur aisi choti si bhool nahi, nahi nahi... " vikrant ki soch gehrati jaa rahi thi. Rajendra sabse pehle ladder se utarte hue niche ane laga aur bas niche hi utarne wala tha. Camp mein vikrant ki nazar screen par hi thi jahan terrace ki image aa rahi thi, use kuch theek nahi lag raha tha aur tabhi ek dum se uski ankh kisi chiz par padi.

" rajendra fall back.. fallback... " vikrant chillaya par rajendra ne uski nahi suni " chutiye piche hath, warna tera bhsoda ban jayega, teri biwi kabhi teri muth nahi maar payegi, fall back " vikrant itni zor se chillaya ki rajendra ko ek awaz ayi " kyaa " pankhe ki awaz mein vo sun nahi paya aur usi waqt. Bank ke andar devdoot ne machine ko on kiya jise judi taron mein ek current ka flow daudta hua uppar chat par gaya jisme ek machine lagi hui thi. Us machine ne ek high frequency vibration generate ki jiski wajah se ek pipe ke andar padi metal ball concrete ko chirte hue uppar gayi aur jaise hi base se takrai terrace ke floor par drill karke rakhi gayi usi tarah ki metal ball par itni zor ka pressure pada ki vo ball hawa mein udte hue matr mili second mein sidhe jakar chopper ke pankh se takra gayi jiske takrate hi chopper ke pankhon mein se chingari nikalne lagi aur chopper ka santulan bigad gaya.

" mayday mayday mayday, bird is going down " achanak hue hamle se pilot chopper samabhalne ki kosish karne laga lekin vo hawa se niche ane laga, rajendra abhi utra nahi tha aur jaise hi use jhatka laga uska balance bigad gaya aur ek hath se ladder pakad kar jhul gaya.

" shit " vikrant dekhte hi bahar bhaga aur chopper ko bas hawa se niche atte hue dekhne laga " rescue team move on " jaise hi kuch officer aage badhe to usi waqt window par baithe devoot ne goliyan chalani shuru kar di. Sabhi officer wapis piche ho gaye aur apni shield ke piche chup gaye. Goliyan zameen par itni sari padhi rahi thi mano baarish ho rahi ho. Chopper dekhte hi dekhte hawa se niche aya aur zameen se takrate hi ' bhooom ' itni zor dar awaz hui ki sabhi ki ankhein khuli reh gayi. Goliyan chalni bhi usi waqt band ho gayi jab chopper niche gira, ek pal ke liye khamoshi chai rahi.

" get the team, koi zinda ho to unhe khojo fauran " vikrant ki baat sunte hi ajay ne team li aur wahan chal diya.

" sir " vikrant ne simran ki taraf dekha jo dhamake ke baad bahar ayi thi " its devdoot " vikrant fauran andar gaya aur simran ek pal wahin khadi rahi kyun ki rajendra ke sath unse kafi kaam kiya tha. Vikrant ne headset lagaya.

" detective "

" mei tumhare hath per bandh kar tumhari muth marunga aur tab tak marunga jab tak tumhari pighal na jaye "

" lagta hai tumhe abhi abhi jo dikhaya use santushti nahi mili, mei aisa aur kuch bhi kar sakta hun agar tum meri baat sunna nahi chahte to " devdoot sahi tha vikrant ko dimag se kaam lena tha isliye usne apna gussa shant kiya.

" kya chahie tumhe "

" tum " devdoot ki baat sun sabhi shant ho gaye khud vikrant bhi.
Well they had us at first ,not gonna lie. :roflbow:
 
  • Like
Reactions: harshit1890

Thakur

Alag intro chahiye kya ?
Prime
3,235
6,761
159
Aaj is kahani ko shuru kiye 2 saal ho gaya hai par abhi tak isko aage nahi badha paya hun aur ab shayad hi aage kabhi lkh paunga.. I guess this story is dead.. Jabki kahani ka plot kafi interesting tha.. Pehle jaisa nahi tha lekin interesting sci-fi tha.. :sigh:
Kar do shuru bhai :pray:
 
  • Like
Reactions: harshit1890

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
harshit1890 Tau online ho to keh he do kab restart kar re ho :leghump:
Pata nahi bhai.. filal Girls Hostel Likh raha hun, vo agar september tak puri ho gayi to maybe ye shuru kar dun varna ye story ab kabhi nahi ayegi :sigh:
 
  • Sad
Reactions: Thakur
Top