• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery * Talash- Who am i

Is kahani me agar photos our gif bhi add kare to kya padhne ka maja dugna ho jayega??????????

  • Total voters
    108

Sniperx009

Member
348
1,524
124
Dear Readers/ writers :-

Main koi writer nahi hoon or par kahaniya likhne ki koshish karta rahata hu . mujhe kahaniya likhne ka koi experience/anubhav nahi hai, kuch din se soch raha tha ki q na me vi apne khurapati dimag me jo bhi khayali pulav bante hai unhe kahani ka roop de du.

Is kahani me kuch sacchhai hai kuch adventure ke sath bharpoor masala or usi ke sath thoda thriller ka maja aaye ga aap sabhi ko rahi baat romance or maze ki to pooch hi mat bohot sara romance bhara huaa hai is kahani me.

Ye meri likhi hui pehli kahani hai isi liye mene dusari kahaniyo ka reference ke tour par thoda thoda sahara liya hua hai.

Main jo kahani likhne jar aha hu wo thoda sa hatke hai ya yun kahe ki is tarah ki kahani shayad hi kisine padhi hogi kahani sabhi kahaniyo ki tarah hi hai par inme kuch part naye bhi he , me aap sabhi ko jyada bore nahi karunga. Ye kahani me apni jubani suna raha hun . agar kuch galtiya ho jaye to adjust kar lijiye . pehli baar likhne ja raha hun na isiliye.
 
Last edited:

Sniperx009

Member
348
1,524
124
update 1

1
Mera naam Shree hai . main ek gumnam zingadi jeeta hun, yaa yun kaha jaye ki mera koi vajud hai hi nahi. Naa maa hai naa baap- naa koi bhai h na koi behen. Jub se hosh sambhala hai khud ko hamesha akela hi paya hai. Or jinhone mujhe sahara diya wo bhi umar ke sath chal base . fir me khane-pine ki talash me yaha waha kaam dhundta rehta tha. Par mere bikhre huye baal gande se kapde aaisi halat hogi to konsa bhala insan mujhe kaam par rakhe ga. Fir bhi kahi na kahi kheto me kaam mil hi jata tha. Wo paise to nahi dete the par pet bhar ke khana dete the or kuch kapde jo pehenane layak hote the. Or jaise hi raat hone lagti to kisi mandir me ya school ke pass wali jagah par so jaya karta tha. Or bas ek hi sawal ki mera koi nahi hai??? Bhagwan ne mujhe akela kyu kar diya hai, koi raham nahi hai usme???? Kyu aaisi jindagi di hai . pichle 20 saalo se bhatak raha hun. Yehi sab sote huye sochta tha or aakhon me pani liye so jaya karta tha. Yahi mera rojka kaam ho gaya tha. School kabhi gaya hi nahi tha parantu thoda thoda padhna- likhna oron ko dekh-dekh kar sikh leta tha.

(Bina maa-baap ki zindagi bohot battar hoti hai. Sahi galat me kya antar h ye kon sikhayega. Duniya bohot matlab ki hoti hai sabhi sirf apne fayde ke liye masoom logon ka istemal kiya karte hai. Yahi iske sath hua.)

Ek din aaise hi kaam ki talash me jaa raha tha ki saamne ek gadi khadi thi. Ek bujurg us gadi ke pass khada tha or unka driver pani lane gaya tha. Gadi se nikalta dhuwa dekh kar me unke pass gaya.

Shree : “kya hua babuji?” gadi ke bonat ki taraf dekhte huye bola.

Bujurg admi : “are gadi kharab ho gayi hai, shayad pani khatam ho gaya h. batao yaha aas pass koi garage hai???? ”

Shree : “haa babuji, yahi is sadak ke aage wale chourahe par hai.”

( bujurg aadmi ko hum BA likhenge)

BA : “thik hai, to or kisi ko bulakar le aao or dhakka lagakar le chalo waha tak. Uske badle kuch paise le lena” meri taraf dekhte huye bole.

Shree : “ are nahi babuji paiso ka me kya karunga , aap bas mujhe khane ko kuch de dijiye. Gadi ko me dhakka dekar le jaunga” aaisa kehte huye me gadi ke picha ja khada ho gaya.

BA : “ are parantu paise loge to kabhi bhi kuch bhi kharid kar kha sakte ho na” ajib najro se dekhte huye bole.

Shree : “ are babuji paise lekar me kya karunga, mera to apna koi nahi h or na hi koi thikana hai. Bas apni bhook mitana chahata hun.” Aakhon me aasu najar aane lage.

BA : “ acha le chalo gadi fir baat karte hai , or tumhe khane ko bhi pet bhar diya jayega.” Kehte huye gadi me baith gaye driving sit par.

Mai gadi ko dhakka lagane laga, raste ki ulti dhalan ki vajah se bohot dhire dhire gadi aage badhne lagi thi. Gadi ko dhakka dete dete meri haalat patli hone lagi. Subah se pet me ek bhi dana nahi gaya tha, upar se suraj chachu to itne gusse me the ki bachi kuchi takat bhi jawab dene lagi thi. Kair aakhir kaar hum pahunch gaye garage tak. Fir gadi me pani dal diya gaya or baki choti moti kharabiya bhi thik kar di gayi.

BA : mere pass aate huye, “ tumhara naam kya hai?”

Shree : “Shree, naam h babuji” unki or dekhte huye jawab diya.

BA : “rahate kaha ho tum? mere yaha kaam karoge?? Tumhe pet bhar khana bhi milega or ache kapde bhi milenge, bolo karoge???”

Ye sunkar mujhe vishwas nahi ho raha tha or me jhat se unke pairo me gir gaya . mere aakho me aansu the.

Shree : “ kya aap mujhe sach me kaam denge? Pet bhar khana denge?” aansu se bhare huye aakhon se unhe dekhte huye pucha.

BA : “haan kyu nahi, tum mehnati ho mujhe tumhara kaam pasand aaya.” Unhe meri masoomiyat najar aarahi thi.

Shree : “ aap mujhe koi bhi kaam de dijiye me man nahi karunga , har kaam pura karlunga.”

Ba : “chalo driver bhi aagaya, baitho gaadi me chalet hai. Waise bhi mujhe bohot der ho rahi hai.” Meri taraf dekhte huye kaha.

Shree : “ji.” Kaha or gadi ke pichli sit par baith gaya.

Hum chal pade , do ghante ke safar ke baad ek gaav me enter huye. Gab jyada bada nahi tha, parantu bogot samuddh dikhayi de raha tha. Chaaron taraf hariyali hi hariyali thi. Pakke makan bhi the thode kacche makan bhi the. Us sabhi makano ke bich se raasta babuji ke ghar ki taraf jata tha.

share png
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,414
28,383
218

Congrats for new story...

Nice start.?
 
Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Moderator
38,998
34,989
304
Dear Readers/ writers :-

Main koi writer nahi hoon or par kahaniya likhne ki koshish karta rahata hu . mujhe kahaniya likhne ka koi experience/anubhav nahi hai, kuch din se soch raha tha ki q na me vi apne khurapati dimag me jo bhi khayali pulav bante hai unhe kahani ka roop de du.

Is kahani me kuch sacchhai hai kuch adventure ke sath bharpoor masala or usi ke sath thoda thriller ka maja aaye ga aap sabhi ko rahi baat romance or maze ki to pooch hi mat bohot sara romance bhara huaa hai is kahani me.

Ye meri likhi hui pehli kahani hai isi liye mene dusari kahaniyo ka reference ke tour par thoda thoda sahara liya hua hai.

Main jo kahani likhne jar aha hu wo thoda sa hatke hai ya yun kahe ki is tarah ki kahani shayad hi kisine padhi hogi kahani sabhi kahaniyo ki tarah hi hai par inme kuch part naye bhi he , me aap sabhi ko jyada bore nahi karunga. Ye kahani me apni jubani suna raha hun . agar kuch galtiya ho jaye to adjust kar lijiye . pehli baar likhne ja raha hun na isiliye.
:congrats: for new thread
 
Nice start bro....
 
21,881
35,725
259

:congrats: FOR NEW THREAD BROTHER
 
u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,768
143
Dear Readers/ writers :-

Main koi writer nahi hoon or par kahaniya likhne ki koshish karta rahata hu . mujhe kahaniya likhne ka koi experience/anubhav nahi hai, kuch din se soch raha tha ki q na me vi apne khurapati dimag me jo bhi khayali pulav bante hai unhe kahani ka roop de du.

Is kahani me kuch sacchhai hai kuch adventure ke sath bharpoor masala or usi ke sath thoda thriller ka maja aaye ga aap sabhi ko rahi baat romance or maze ki to pooch hi mat bohot sara romance bhara huaa hai is kahani me.

Ye meri likhi hui pehli kahani hai isi liye mene dusari kahaniyo ka reference ke tour par thoda thoda sahara liya hua hai.

Main jo kahani likhne jar aha hu wo thoda sa hatke hai ya yun kahe ki is tarah ki kahani shayad hi kisine padhi hogi kahani sabhi kahaniyo ki tarah hi hai par inme kuch part naye bhi he , me aap sabhi ko jyada bore nahi karunga. Ye kahani me apni jubani suna raha hun . agar kuch galtiya ho jaye to adjust kar lijiye . pehli baar likhne ja raha hun na isiliye.
:congrats: for new story brother.....
 
Top