SUBHAM- MYSTERIOUS PERSON
UPDATE- 29
Abtak apne padha
Mai- yeah tum KY Kar rhi ho ..tumhare Bina Mera KY hga socha kavi
Wo- to Mai ky karti tum to mujhe chor Kar ja rahe ho to isse acha marna pasand karungi
Mai- aage sai aisa kavi socha na to dekh lena ..I love you Mai v Tere Bina NH ji sakta Mai pagl tha Jo tumko chorne ka socha
Wo yeah sun kar khush ho Gaye or I love you bole ja rahi thi ..
Ab aage
Fir thoda waqt or humne sath Mai Gujara or fir Mai bakio ke sath nikal pada masti krne mall..
aisse hi raat ko khana kha Kar aaya fir Maine sbko bta dia ki Mai apni studies ke liye ja Raha hu sath Mai Radha v ja rahi hai kueki hmlg ka medical hai to sath Mai hi padhenge..
Ye sun kar sb sad ho Gaye par Papa shock ho Gaye ...fir akele Mai Milne par unhone mujhe pucha
Papa- yeah ky hai Radha kue
Fir Maine Papa ko sari baat btaye Jo unke liye thodi shocking thi paar wo man Gaye fir kueki unhe PTA h na to Mai jhuth Bolta hu or na hi iss mamle Mai maajak karunga unsai ...
Aise hi wo din sabke sath bate masti karte hue bit gaya ..
Agli subha Mai jaldi utha fir apne sb kaam Karne ke baad Radha ko dekh to wo uthi hue apni or mere packing ko final touch de rahi thi ..fir Mai dhyan Mai baitha to fir awaz aaye narad Muni ki..
Narad muni- putra samaye aagaya hai
Mai- ha muniwar
N.m- to tum tayar ho prasthan krne ke liye apne naye safar ki or ...jaha sai ek naye adhyaye ki suruwat hogi ...
Mai- ha muniwar Mai tayar hu par muniwar Radha ki sikhsha or rakhsha ka KY hga
Muniwar- vats uski sikhsha to tum doge or rakha karne ke liye v tum sikha doge ..usko tumko tayar karna hga ..
har insane ke andar kuch khash saktiya hoti hai unhe tumko uske jagrit karwana hai aage tumhare madad ke liye samaye par kuch guruwar aate rahenge ...
waise adhunik certificate wagerah sb ho jayega uski chinta mat karo putra..
Mai- jaise aagya muniwar
N.m- atti uttam putra..sbsai pehle tumko or Radha ko yaha sai Himachal Pradesh ke himu name ke jagah Jana hai jaha aage ka tumko wahi jakr pata chalega...
Mai- jaise aagya muniwar..
N.m- tm yaha sai jungle Jana jaha sai tumko waha Tak Jana hai...
Mai- jaise aagya guruwar
Yeah bol guruwar ki aawaz aana band ho gaya or Mai dhyan sai utha to dekha Radha waha baithi thi bed Mai ....wo muskura rahi thi ..maine usse pucha
Mai- aise kue muskura rahi ho
Radha- dekh rahi hu kitne pyare or masum lag rahe ho
Mai- tm v na ..waise tayari ho Gaye
Wo- ha SB taayari hai ..
Mai- thik hai tm tayar ho jao....and Jada saman mat lena..Jo Jada jaruri hai bas wohi
Wo- okk bolkar tayar hone chali Gaye ...
Fir humlg tayar hokar Bahar aagaye jaha sb the...unke Charo sai saaf pata chal Raha tha ki wo udas hai par fir v hasne ki kosis Kar rhe the ..
humlg sbsai mile ...sbnai Hume ache sai padhne or rehne or roj baat karne ka Farman suna dia ..
fir humlog Papa ke sath nikal pade maine Papa ko jagah btaya jaha wo humlg ko chore or BHT sare bate Radha or mere ko samjhaye....
Fir humlg waha sai andar ki taraf chal diye or papa kuch der Tak dekhte rahe fir waha sai chale Gaye ...
or humlog andar aakar waha sai Maine Radha ka hath pakra or saman ki taraf dekhte hue gayab hokar pahucha Himachal ke himu gao ke Bahar kuch Khali jagah Mai purane kapro Mai those fate purane the or saman v kuch thoda sa thaila Mai Badal gaya ....
Jise dekh Radha chok Gaye or mujhe boli
Radha- yeah ky hai..
Mai -insb ki aadat daal lo ..Avi tumhe bht kuch dekhna hai ..isliye ghabrao mat ..Maine tumko pehle hi bola tha ki mat aao yeah jiwan bht kathin hai par tm Mani hi NH
Radha- Mai to har jagah khush hu ..bs tm sath hone chaheye .. Fir chaye jitni kathinayea aaye koi dikkat NH ...par Mai tumhare Bahar NH ji sakti or .
uski aankhe name ho Gaye..Mai uske aankho ko saaf kiya or bola tum ro mat baat baat Mai ..
Wo- tum rulate hi kue ho motu
Mai- mujhe motu bola jao tum chipkali
Wo- mai chipkali NH hu tum motu
Mai - tum chipkali chipkali wo v badi wali jao
Issi tarah nokjhok chal Raha tha ki man Mai aawaz aaye ..tumlog baad Mai ladh Lena Avi jao .
.fir Mai bola ji...Jise sun Radha boli KY ji..Mai fir usse pura baat btaya Jise sun wo shock v hue or haste hue chalne lagi...
Humlog chalte rahe ki gaw aaya to dekha mere man Mai Prabhu ki awaz aaye jismai unhone mujhe SB btaya ki mujhe yaha KY karna hai Jo aplogo ko baad Mai pata chalega ....
Radha nai pucha ki aage KY karna to Maine bola tm sawal BHT puchti ho pratiksha or karm karo Uttar mil gaya samaye par ....usse kuch samjh to NH aaya par usko mere upar purn viswash tha isliye usnai aage NH Puch ..usko pata hai Mai Jo karunga wo uchit karunga ..
Fir humlog ja rahe the ki kuch gaw wale aaye or humlog sai puche
Gaw wale - bhaiya kha ja rahe ho
Mai- bhaiya humlg kaam dhundhne aaye hai
Gaw wale - ky kaam karte ho tmlg
Mai- bhaiya rasoyeya hai ..khana bnate haai ...
Gaw wale - KY baat bhaiya sahi samaye par aaye ho ..tumhare kismat achi hai ...aaj hi thakur ji ke aadmi aaye the rasoyeya ko dhundhne ke liye ..unka purana rasoyea aaj hi Chala gaya uski putra ki tabyat achanak kharab ho gaya ...
Mai- yeah to bura hai ki uske putra ki tabyat achanak kharab ho Gaye..iswar uske putra ko thik Kare..
Gaw wale- bhaiya tm bht ache ho isliye tmhe btate hai ki waha sambhal Kar rehna thakur ache NH hai apna or apni patni ka dhyan rakhna ...
Mai- bhaiya dhanyabad apka ..
Fir wo gaw Wala mujhe lekar thakur ke haweli ki taraf le gaya jaha jate hue hamare bate hote rahi ...uska name shyam tha ..acha tha wo ..fir wo humare haweli ke samne le gaya jaha darban nai Hume roka or aane ka Karan pucha...
Darban- ruko Bhai kaha chale ja rahe ho ..koun ho tumlog or yaha KY kaam hai
Shyam-ji Kaka Mai shyam gaw ka hu
Darban- are ha shyam tum..yelog koun hai apne gaw ke to NH lagte
Shyam- ji Kaka aaj hi aaye hai ..unhe kaam ki talash thi ..to le aaya yaha
Darban- KY kaam karte hai yelog
Shyam- ji rasoyeya hai ..rasoye ka kaam karte hai
Darban- acha ruko Mai andar Malik ko sandesha bejwata hu
Fir wo kisi ko bolkar andar bulawa bheje ..jaha sai thodi hi Der Mai Hume andar bulaya gaya ...
Jab hume wo aadmi Jo bulawa laya tha sath legaya ..bht hi aalisan haweli thi ..alag hi rutba ..thode der Mai hall Mai le jakar wo mujhe rukne ko bola ...
Thodi der Mai waha ek aadmi or aurat aaye ..aadmi ki umra koi 50 ke aspas hgi or aurat ki umra 30-32 ke aaspass ..pehnawe sai hi lag rahe the yaha ke thakur thakurain. .wo dono aakar sofe par baith Gaye ...or hum Tino khare the fir unhone shyam sai wohi Puch Jo darban nai pucha fir unhone shyam ko Bahar Jane ko bola uske baad..
Thakur- to tum dono rasoyea ho...
Mai- ji
Thakur - name ky hai tumhara or kaha Ghar hua tumhara
Mai- ji Mera name subham hai or yeah mere joru Radha ...humlg Bihar sai hai
Thakur - koi pehchan Patra wagerah
Mai- ji yeah Raha ..fir Maine use kuch kagaj dikhaye
Thakur- hmm to tmlg Bihar sai ho..tmlogo ko yeah gaw ka pata kisnai dia..
Mai- ji humlog kaam ki talash Mai ghum rahe the ki bagal wale gaw Mai Hume btaya gaya ki yaha dekh lai sayad humlog ke layak.kaam mil jaye..
Thakur- khana wagerah Mai SB banene jante v ho ya nh
Mai- ji hukum sb bana lete hai ...
Itne der sai thakurain chup thi or mereko sirf ghur hi rahi thi..fir wo boli
Thakurain- ky KY jante ho
Mai- ji sb bna Leta hu
Tb thakur ko call aaya to wo thakurain ko bol Kar Chala gaya ki tum dekh lo
Thakurain - hmm tb to badiya hai ..waise dekh Kar to lagta hai kahi ke raja ya pehlwan jaisa..Hatha Katha sarir ..chehre par tez wagerah
( man mai- isko to dekhne ka man Kar rahai hai isse sewa karwani parege)
Mai- ji kaha Malkin bas upar wale ki Daya sai
Malkin- hmm thik hai tm aaj sai kaam par lag jao ...tumko dono ko 30000 RS pagar dungi or kaam acha laga to badha dungi ..lekin chutti NH milege ..khana ke sath sath Jo kaam bola Jaye sb karna parega ..
Mai- ji sukriya Malkin
Fir thakurain ek noukar ko bolkar haweli Mai hi ek kamra khulwa Kar humlog ko de diya or boli
Thakurain- aise to Bahar noukro ke liye quarter bna hua hai par tum rasoye ka kaam karoge to tum yehi rahoge to acha hai pata NH kab KY jarurat padh Jaye...
Yeah bol wo Chali Gaye or wo naukar Hume humara kamra dikha dia Jo rasoye ke bagal Mai tha.....
Bhai log update aagaya ..Ghar Mai raheye update aaram sai padhyea safe raheye or ache ache comments dijiye jisse mai jaldi jaldi update de saku ..umid hai apko update achi lagegi