• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAB KUCH JAYAZ HAI...

Bhai log ye story kaisi lag rahi hai....?

  • Best

    Votes: 119 81.5%
  • Good

    Votes: 27 18.5%

  • Total voters
    146

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
Bhai log....

Main abhi half update hi likh paya hu. So pahle usko pura karuga aur fir edit bhi. Aise me time bhi lag sakta hai....
So agar main ye update kal du to koi tention wali baat to nahi hai na..:hmm:

Kal pakka 11 baje tak update post kar duga....
:good::good:
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
Sorry bhai log....

Yara kaam ki vajah se late ho gaya main....

Next update bas kuch hi der me post karta hu....

Keep Supporting & Stay With Us....
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
SAB KUCH JAYAZ HAI....
UPDATE = 12

FLASHBACK START....

Panchayat ka faisla hamare hak me hua tha aur gaav ke sarpanch ko life me pahli baar pure gaav ke samne karaari haar ka swaad chakhna pad gaya tha. Use is baat ki koi ummeed hi nahi thi ki mere pita ji ke aise logo se tallukaat honge aur wo unhe is tarah yaha panchayat me la kar sarpanch ke hatho se apni jeet chheen lenge.

Ham sab jante the ki is sabse sarpanch andar hi andar ham sabse bahut gussa hoga aur wo koi na koi aisa kaam zarur karega jisse wo apni is haar ka badla le sake.

Pita ji is baat ko achhe se jante the aur isi liye unhone ham sab ko saaf saaf kah diya tha ki ham kuch din kahi bhi akele baahar na nikle. Kyo ki sarpanch gusse me kuch bhi kar sakta tha ya karwa sakta tha. Pita ji ke kahne par main sach me hapto tak ghar se baahar kahi nahi gaya tha. Din bhar ghar me hi rahta aur apni kusum didi ke paas baith kar unse pyari pyari baate karta rahta. Wo jab tak mere paas rahti tab tak unke chehre me khushi ki chamak bani rahti thi.

Panchayat wale faisle ko guzre huye 10 din ho gaye the. Ab tak situation pahle se kafi normal ho gayi thi. Gaav ke jo log hamare sath the wo pita ji ko gaav ke mahaul ki puri khabar dete the. Khaas kar sarpanch ki aur uske aadmiyo ki. Gaav ke wo log bhi ye baat samajhte the ki is haar se sarpanch hamare sath kuch bhi kar sakta tha is liye wo log hamesha hamare aas paas hi rahte the. Pita ji agar kheto ki taraf jate to un logo me se koi kuch log unke aas paas hi rahte the. Pita ji ko pahli baar pata chala tha ki gaav ke ye log unko kitna maante the. Warna aaj ke time me kaun aisa hai jo apni jaan ki parwaah kiye bina dusro ki raksha ke liye har wakt paas bana rahta hai.

Dheere dheere hamare ghar ke andar ka tention bhara tanaav bhi khatam ho gaya aur ham sab pahle ki hi tarah azadi se rahne lage the. Main agar ghar se kahi ghumne ke liye gaav ki taraf jata bhi to pita ji ki hidayat par time se wapas bhi aa jata tha. Us din ke baad se mujhe rupesh kahi dikha nahi tha.

Ek din main apne khet ki taraf se paidal hi ghar aa raha tha to raaste me mujhe aisa laga jaise kisi ne mujhe pukara ho. Maine aas paas dekha to bagal ke ek khet me ek ladki khadi thi aur hath ke ishare se mujhe apne paas bula rahi thi. Pahle to main ye samjha ki shayad wo kisi aur ko ishara kar rahi hai is liye maine ruk kar idhar udhar dekha. Fir jab usne mera naam le kar pukara aur apne paas aane ka ishara kiya to mujhe samajh na aaya ki main uske paas jaau ya nahi.

Main apne gaav me kisi ladki se zyada baat nahi karta tha aur na hi mera kisi se koi aisa vaisa chakkar tha. Mujhe in chakkaro se bada dar sa laga karta tha aur main ye bhi socha karta tha ki agar kisi ne mujhe kisi ladki ke sath dekh liya aur fir usne mere pita ji ko bata diya tab to juto ki maar pakka padegi mujhe. Main pita ji se bahut darta tha.

Us ladki ne jab mujhe fir se pukara to maine apne charo taraf dekha. Dusra koi na dikha waha par mujhe. Abhi shaam nahi huyi thi balke 3 baj rahe the. Waise to sadak ke dono taraf khet hi khet the magar is wakt un kheto par mujhe koi nazar na aaya. Jis taraf wo ladki khadi mujhe bula rahi thi us taraf bhi khet hi the magar waha par ek chhota sa ghar bhi bana hua aur ghar ke charo taraf kayi tarah ke fal pedh lage huye the. Jisse waha par hariyali hi hariyali nazar aati thi.

Us ladki ke paas aur koi nahi tha. Mere dimag me sawal aaya ki ye ladki mujhe kyo bula rahi hai.? Mujhse kya kaam ho sakta hai iska.? Kahi aisa to nahi ki main iske paas jaau aur ye mujhe kisi ulte seedhe chakkar me fasa de. Panchayat wali baat ko bhale hi guzre huye 10 din se upar ho gaye the magar kya pata ye sab koi chakkar ho jisme sarpanch ka hi koi hath ho.

Mujhe apni ye soch sahi lagi aur main us ladki ki taraf na gaya balke fir se sadak par chalte huye apne ghar ki taraf chal diya. Mujhe apne paas na aata dekh wo ladki is baar aur zor se chillaayi. Magar maine is baar uski taraf dekha tak nahi. Mera dil zor zor se dhadakne laga tha. Mere dimag me ek hi baat fit ho gayi thi ki main agar is ladki ke paas gaya to fas jaauga kisi chakkar me.

Main ye sab sochte huye chala hi ja raha tha ki tabhi mere kaano me uski awaz padi aur main ruk gaya. Us ladki ki awaaz mere ek dam kareeb se hi aayi thi. Maine palat kar dekha to wo ladki bhagte huye sadak tak aa gayi thi. Maine jab use thik se dekha to main pahchan gaya use. Ye ladki hamare ghar ke paas ki hi thi. Iske baap ko ham log bihari kaka kahte the. Waise unka pura naam krishn bihari gautam hai magar sab unhe bihari hi kahte hain. Ye bhi brahmin hi hain magar baaki brahmino ki tarah ye bhi hamare ghar ka khaas mauko par pani nahi pite.

"Bahre ho kya tum.? Kitni der se awaaz de kar bula rahi hu tumko aur ek tum ho ki sunte hi nahi. Tumko pata hai itna zor se main aaj tak nahi chillayi..dekho to gala tak dukhne laga mera aur ye mahashay sun kar bhi ansuna kar rahe the. Aree ab kaha chale ja rahe ho ruko to." Mere peeche se us ladki ne ye sab kaha to main ruk gaya aur uski taraf palta.

"Tum to mujhe dekh kar aise bhagne lage jaise main tumhe kachcha chaba jaugi. Ruko aaj aaugi kaki ke paas aur tumhari shikayat lagaugi unse. Kahugi ki main tumhe chilla rahi thi aur tum sun hi nahi rahe the." Wo ladki jiska naam maya gautam tha ek hi saans me jane kya kya bol gayi thi. Wo meri hi age ki thi aur main use achhi tarah se janta tha magar kabhi baat nahi karta tha.

"Kya kaam hai..aur kyo chilla rahi thi mujhe.?" Maine puchha to usne kaha.
"Aree mera tumse koi kaam nahi tha. Tum jaise khadoos se kisi ko koi kaam bhi kya hoga.? Do saal shahar me rah kar padh kya liya kisi ko dekhta tak nahi...huh." usne muh bana kar aisa kaha to maine kaha.

"Agar mujhse koi kaam nahi tha to mujhe pukaar kyo rahi thi tum.?" Main usse reason janna chahta tha aur fir jaldi se yaha se jana bhi chahta tha.
"Aaj kal bada filmy hero bane firte ho tum. Us din sarpanch kaka ke ladke ki achhi khaasi dhunaayi kar di thi tumne. Aisa kya ho gaya tha bhala jo dhun tha diya.?" Maya ne aisa kaha to mujhe achha nahi laga. Main soch raha tha ki kya isne yahi baat karne ke liye mujhe roka hai.

"Kuch nahi hua tha...main ja raha hu." Maine kaha aur fir chal diya to usne jaldi se kaha.
"Aree ruko to...asli baat to maine tumhe batayi hi nahi jiske liye main tumhe bula rahi thi." Maya ne ye kaha to main fir ruk gaya aur uski taraf dekhne laga.

"Dekho jo bhi baat hai jaldi kaho. Mere paas time nahi hai rukne ka." Maine kaha to wo boli.
"Oye khadoos insaan ruk ja thodi der. Zyada bhaav mat kha samjha.?" Maya ne is baar tez awaz me kaha to main hairani se uski taraf dekhne laga bola kuch nahi.

"Achha ek baat batao ki sarpanch ki beti rachna par kya jaadu kiya hai tumne.?" Usne meri taraf dhyaan se dekhte huye kaha to main kuch samajh na paya.
"Ye kya kah rahi ho tum.?" Maine kaha to wo muskuraayi.

"Kyo thik se sunaayi nahi diya tumhe.? Waise aisa koi jaadu mujh par karte to haye meri to kismat hi jaag jati na vicky. Magar us kalmuhi par kyo kiya aisa.?" Maya ne aisa kah to mera dimaag hang sa hone laga. Ye kya bakwas kar rahi thi. Mere dimaag me full speed me ye baat aayi ki lagta hai ye koi chakkar hi hai jisme ye mujhe fasana chahti hai.

"Agar tumhe yahi bakwas karna hai to karti raho...mujhe tumhari bakwas sunne me koi intrest nahi hai." Maine kaha aur fir se palat kar chal diya. Main aas paas bhi dekh raha tha ki is tarah beech sadak par mujhe iske sath koi dekh na le. Waise bhi is time sitare kuch thik nahi the hamare.

"Aree suno to sahi yaar...ye koi bakwas nahi hai. Sach kah rahi hu main. Wo rachna tumhare bare me mujhse puchh rahi thi. Use lagta hai ki mera ghar tumhare ghar ke paas me hi hai to mujhe tumhare bare me sab kuch pata hoga. Ab mujhe jo pata tha wo to maine use bata diya hai. Magar jab maine usse pucha ki tum vicky ke bare me ye sab kyo puch rahi ho to usne mujhe kuch bhi nahi bataya. Pata nahi kamini ke man me kya tha. Abhi jab tum mujhe dikhe to main yahi janne ke liye tumhe bula rahi thi ki kaun sa jaadu kiya hai tumne us par.?" Maya ne ye sab mujhse kaha to main ek dam se hairaan rah gaya. Mere dimaag ne bhi socha ki sarpanch ki beti rachna mere bare me maya se kyo puch rahi thi aur kis liye puch rahi thi.

"Kya hua....kuch bataoge bhi ya aise hi chup khade rahoge. Dekho mujhe sab kuch sach sach bataao ki kya chakkar hai tumhara aur uska.? Agar nahi bataoge to main ye baat tumhari un dono judwa bahno ko bata dugi. Waise itna to main bhi janti hu ki tum aise nahi ho. Magar jab rachna ne mujhse tumhare bare me pucha to main soch me pad gayi thi. Mujhe laga kya pata shahar me rahne se tumhare mijaaz badal gaye ho." Maya ne ye sab kaha to main pareshan sa ho gaya. Bina matlab ka ilzam mere sir thop rahi thi ye ladki. Sarpanch ki beti se mere chakkar ki baat kar rahi thi jab ke mera to usse koi vaasta hi nahi tha.

"Ye sab jhooth hai. Mera usse koi chakkar vakkar nahi hai. Maine to usse baat hi nahi ki kabhi. Tum bhi janti ho ki main zyada kisi se koi matlab nahi rakhta. Sabse badi baat ye ki ek to mera usse koi vaasta hi nahi hai dusra pura gaav janta hai ki sarpanch ke bete ke sath mera kya panga hua tha aur fir kya panchayat huyi thi." Maine ek hi saans me ye sab kaha to maya mujhe ajeeb tarah se dekhti rahi fir boli.

"Ye sab main janti hu lekin main jhuth nahi bol rahi tumse. Abhi kal hi ki baat hai ye jab rachna ne mujhse tumhare bare me pucha tha. Agar tum ye kahte ho ki tumhara usse koi chakkar nahi hai to fir wo kyo puch rahi thi tumhare bare me mujhse.?" Maya ne kaha to mera dimaag kharab ho gaya.

"Ab mujhe kya pata ki kyo puch rahi thi.? Tumne khud hi kyo nahi puch liya usse." Maine pareshan ho kar kaha to maya fir mujhe ajeeb tarah se dekhne lagi.

"Usne mujhe kuch nahi bataya. Magar main ye kaise yakeen karu ki tumhara aur uska koi chakkar nahi hai.?" Maya ne ye kaha to main bola.
"Na karo yakeen. Jo sach hai wo maine bata diya hai. Ab main ja raha hu." Maine kaha aur jane laga to wo fir boli.

"Soch lo vicky...agar mujhe sach nahi bataya to main ye baat kaki se bhi bata sakti hu. Uske baad kya hoga ye tum achhi tarah jante ho." Maya ne mujhe chetawni dete huye kaha to mujhe ab gussa aane laga us par.

Mujhe samajh nahi aa raha tha ki ab ye kya naya drama ho raha hai mere sath. Sala maine jisse kabhi baat hi nahi kiya uske sath ye mere chakkar hone ki baat kar rahi hai aur wo rachna bhi sali pata nahi kyo mere bare me isse puch rahi thi.

"Dekho maya...tum bina vajah ke mujh par ilzam laga rahi ho. Main apni maa ki kasam kha kar kahta hu ki mera us sarpanch ki beti se koi chakkar nahi hai. Main nahi janta ki usne tumse mere bare me kyo pucha. Ek baat aur...maan lo agar mera usse koi chakkar ho bhi to tumhe isse kya problem hai.?" Maine aisa kaha to maya ek dam se chup ho gayi.

"Dusro par bina vajah ilzam lagana bahut asaan hota hai aur maza bhi aata hai. Magar ye galat baat hai. Agar main bhi tumhare bare me koi aisa hi ulta seedha ilzam lagau to kaisa lagega tumhe.?" Maine ye kaha to maya ne meri taraf dekha fir boli.

"Ilzam laga ke to dekho tum. Main aisi vaisi nahi hu samjhe tum." Maya ne kaha to main is baar muskura utha.
"Ye to main bhi samjha raha tha tumhe magar tumko yakeen nahi ho raha tha aur jab waisi hi baat maine tumhare liye kahi to tumhara para garam ho gaya. Matlab tum apne apko sachi samajhti ho aur dusre ko aisa vaisa." Maine ye kaha to maya fir chup ho gayi.

"Chalo chhodo...main ja raha hu ab.. aur tum bhi jaao. Warna yaha par agar koi tumhe mere sath dekh liya to wo bhi yahi samjhega ki mera tumse koi chakkar hai." Maine aisa kaha to maya ne hairani se meri taraf dekha aur fir muskura padi.

"Haan to thik hai na...samajhne do." Maya ne dheere se kaha tha magar maine sun liya tha isi liye hairani se bola.
"Kya kaha tumne.?" Maine kaha to maya idhar udhar dekhne lagi aur fir KUCH NAHI kah kar wapas khet ki taraf bhaag gayi.

Use is tarah bhaag kar jate dekh mujhe kuch samajh na aaya aur main samajhna bhi nahi chahta tha. Uske jate hi maine idhar udhar dekha aur ghar ki taraf chal diya. Sare raaste main yahi sochta raha ki sarpanch ki beti ne maya se mere bare me kyo pucha hoga.? Aakhir wo maya se mere bare me kya janna chahti thi.?

Kachche raste se chalte huye jab main gaav ki RCC sadak par aaya to raaste me hi mujhe mera ek dost mil gaya. Wo mujhe dekh kar muskuraya aur fir kahne laga ki kya yaar tu to gaav me hero ban gaya hai. Sarpanch ke ladke ki achhi khasi dhunaayi kar di hai. Abhi bhi wo bistar par pada hai.

Main dost ki is baat par zyada kuch na bola. Thodi der idhar udhar ki baat karne ke baad main ghar ki taraf chal diya. Pakki sadak ke dono taraf logo ke ghar bane huye the. Kuch kachche ghar to kuch pakke bane huye the. Gaav ke beech me ek bada sa kua tha jisme log pani bharte the aur nahate bhi the. Is wakt bhi kuch ladies usme se pani bhar rahi thi. Mere ghar ke liye pani is kuye se nahi jata tha. Mere ghar me bor tha usi se hamara sara kaam hota tha.

Kuch hi der me main apne ghar aa gaya. Ghar aa kar maine sabse pahle aangan me ja kar hath muh dhoya aur fir baithak ke paas aa gaya. Pita ji ghar par nahi the. Shaam abhi puri tarah se huyi nahi thi. Maine dekha maa baithak ke andar wale hisse me zameen par hi baithi gehu ko soope me fatak rahi thi aur fir fatakne ke baad use ek alag bori me daal rahi thi. Main samajh gaya ki ghar me aata khatam hone wala hai is liye maa gehu pisane ke liye gehu ko achhe se saaf karke bori me bhar rahi hai.

Mujhe dekh maa ne mujhse pita ji ke bare me puchha to maine bataya ki wo khet par hi hain. Maa se kuch der idhar udhar ki baate karne ke baad main apne kamre me aa gaya. Mere kamre me meri dono judwa bahne araam se bed par leti huyi mobile me game khel rahi thi. Mujhe dekhte hi dono muskuraayi aur dono jhat se bed par uth kar baith gayi.

"Bhai pata hai maine aaj ise har baar haraya. Ek baar bhi mujhse nahi jeet payi ye hehehe." Pooja ne priya ki taraf dekh kar haste huye mujhse kaha to maine priya ki taraf dekha to wo bhi bol padi.

"Oye tu na thooth mat bol samjhi. 3 baar to maine tujhe haraya hai. Bas abhi 3 baar main lagataar haari hu." Priya ne aisa kaha to pooja ne aakhe dikhaayi use aur fir boli.

"Haan to maine 3 baar lagataar tujhe haraya hai na. Tune to mujhe ek baar bhi 3 baar me lagataar nahi haraya." Pooja ne kahne ke baad garv se sir utha liya.

"Haan haan theek hai magar tu bhai se jhooth mooth ka kyo batati hai ki maine tujhe ek baar bhi nahi haraya...jhoothi kahi ki..huh." priya ne muh banaya to pooja ne bhi muh bana liya.

"Haan ek tu hi to sati savitri hai duniya me. Badi aayi satyavaadi." Pooja ne kaha aur dusri taraf muh kar kar liya usse. Main dono ko dekh kar man hi man muskuraye ja raha tha. Ye dono aisi hi thi. Dono ek dusre se aisi hi chhoti chhoti baato me lad padti aur fir ek ho jati thi. Dono ek dusre ke bina rah bhi nahi pati thi. Magar ek baat sochne wali thi ki dono me itne se zyada kabhi koi ladaayi nahi hoti thi.

Dono hi ab jawaan ho chuki thi magar bachpana abhi bhi tha inme. Maa hamesha inhe daatti rahti thi ki apni in harkato se baaj aa jaao. Ab badi ho gayi ho tum dono magar dono hi maa ki baato ko ek kaan se sunti aur dusre kaan se uda deti thi.

"Achha ye sab chhodo aur mujhe badhiya si garma garam chaay bana kar pilao. Jo bhi pilayega usko main shambhu kaka ke thele par le ja kar chaat khilaauga." Maine aisa kaha to un dono ne ek dusre ki taraf dekha aur fir dono hi bed se utar kar kamre ke baahar ki taraf daud padi.

Main unhe is tarah bhaagte dekh hasne laga tha. Dono ko shambhu kaka ke yaha ki chaat bahut pasand thi. Maa ki daat ki vajah se wo ja nahi pati thi. Fir wo mere paas aati aur mujhse bade pyaar se kahti bhai aaj chaat khila do..bada dil karta hai. Main un dono ko le kar jata aur fir chaat khila kar lata tha. Mere sath jab wo jati to maa mujhe bhi daatti magar main unhe samjha kar le hi jata un dono ko.

Dono ke jate hi do minute baad kusum didi mere kamre me aa gayi. Unhone mujhse haste huye kaha ki kya maine unhe chaat khilane ka laalach diya hai jo wo daudte huye kitchen me gayi hain.? Maine haste huye unhe haan kaha.

"Waise to teri in dono se banti nahi hai aur na hi ye teri koi baat maanti hain. Magar ek ye teer aisa hai jo sahi nishane par lagta hai tera. Chaat khilane ka sunte hi ye dono tera har hukum maanne ko taiyar ho jati hain." Kusum didi ne aisa kaha to main muskura utha. Mera dhyaan kusum didi ki naak par tha. Unke naak me sone ki ek khubsurat si nathuni thi jo bahut hi sundar lag rahi thi.

Mujhe apni taraf is tarah dekhte dekh unhone ishare se hi pucha ki kya dekh raha hu main to maine unhe bataya ki main unke naak ki nath dekh raha hu. Meri is baat se didi muskuraayi.

"Wo kal maa laayi thi mere liye to maine aaj abhi pahna hai ise. Kya acchi nahi lag rahi tujhe.?" Didi ne nath me hath lagate huye mujhse pucha to maine kaha.

"Apki har cheez bahut achhi lagti hai mujhe." Maine kaha to didi ne bade dhyan se meri taraf dekha. Unke chehre par halka surkh rang jhalakta nazar aaya.

"Achha ji...zara dhang se bata to mujhe." Didi ne kaha to mujhe koi jawab nahi sujha. Mujhe ek dam se khayaal aya ki ye maine kya kah diya tha unhe. Kahi wo mere bare me kuch galat na soch le.

"Isme batana kya hai didi..aapko bataya to hai maine ki aap duniya ki sabse sundar aur masoom didi hain meri. Aap koi bhi kapda pahno sab sundar hi nazar aata hai aur aaj to aapki naak ki ye nath aur bhi zyada sundar bana rahi hai aapko." Maine aisa kaha to didi meri taraf dekhte huye muskurane lagi. Unke chehre par laaj aur sharm ki laali si nazar aane lagi thi.

"Chal jhuth muth ki tarif na kar tu. Mujhe pata hai ki tu mujhe khush rakhne ke liye har baar yahi bolta rahta hai." Didi ne ye kaha to main unko dekhta rah gaya. Mujhe samajh na aaya ki ab main unko kaise yakeen dilaau ki main jo kah raha hu wo sach hi hai. Waise mujhe bhi ye pata tha ki wo bas aise hi kah rahi hain.

Unko mere mukh se apni tareef sunna achha lagta tha magar mukh se hamesha aisa hi kahti thi. Kuch der tak didi mere paas rahi uske baad wo maa ke kaamo me unka hath batane ke liye chali gayi.

Unke jane ke baad main bed par let gaya tha aur fir mera dhyaan ek dam se maya ki taraf chala gaya. Main fir se sochne laga ki sarpanch kaka ki beti mere bare me maya se kyo puch rahi thi. Maine bahut socha magar mujhe kuch samajh na aaya to maine apne dimag se ye sab nikaal dene ka faisla kiya.

Abhi main ye soch hi raha tha ki tabhi priya pooja kamre me aa gayi. Pooja ke hath me tray tha jisme usne 3 cup rakhe huye the. Dono ke chehre khushi se chamak rahe the. Pooja ne aate hi tray meri taraf kiya to maine muskurate huye usme se ek cup utha liya.

"Bhai ab to ham chalege na shambhu kaka ke thele ke paas chaat khane.?" Pooja ne mujhe chaay dete huye khushi khushi kaha to maine haan me sir hila diya aur chaay pine laga. Wo dono bhi ek ek cup le kar bed par mere dono side se baith kar chaay pine lagi. Dono ek dusre se bol rahi thi ki aaj ki chaat me mirchi zyada dalwana dekhna kitna maza aata hai. Dusri bolti ki na baba na mirchi wali chaat to tu hi khana.

Main un dono ki baate sunta raha. Chaay pine ke baad main un dono ko le kar neeche aya aur maa ko bata kar un dono ko chaat khilane le gaya. Dono ne do do baar chaat khaayi. Uske baad maine shambhu kaka se maa aur didi ke liye bhi pack kar dene ke liye kaha to wo pack karne lage. Shambhu kaka ko unke chaat ke paise de kar main apni dono bahno ko le kar ghar ki taraf wapas chal diya.

Thodi der me ham ghar aa gaye. Meri dono judwa bahne maa ki daat se bachne ke liye apne kamre ki taraf chali gayi. Jabke main pack karwaayi huyi chaat le kar gaya aur use maa ko pakda diya.

Din aise hi guzar rahe the. Dheere dheere maahaul thik ho raha tha. Panchayat wali ghatna ke baad se sarpanch ka hamse bol chaal band ho chuka tha. Gaav ke logo se hi pata chalta rahta tha ki hamare bare me sarpanch kya kya kahta firta hai har jagah.

Main pita ji ke sath unke kaamo me hath batata tha. Wo mujhe zaruri samaan lane ke liye shahar bhi bhej dete the. Wo khush the ki ab main unki barabari ka ho gaya hu aur unke kaamo me unka hath batata hu.

Ek din pita ji ne mujhe kisi kaam se shahar bheja. Main ghar se apni moter sycle me hi gaya tha. Shahar pahuch kar maine samaan kharida aur use pack karwa liya. Uske baad waapas ghar ke liye chalne laga. Tabhi meri nazar ek jagah padi to main ruk kar us taraf dekhne laga.


Bhai log....
Aaj ke liye itna hi....

Read Enjoy & Give Your Feedback....

Keep Supporting & Stay With....

:thankyou:
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
Nice update bro
Flashback ho sake to 1 ya 2 update me khatam Kar do
Thanks for your lovely comment...
Yara flashback ko kitna bhi koshish kar lu magar wo 1 ya 2 update me khatam nahi ho sakta. Main try kar kar hu jitna kar sakta hu. Warna fir story me maza bhi na rah jaye to kya fayda bhaya....:doodh:

Next update posted....
Read & Enjoy....
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
Bahut accchi story hai bro. Thanks for writting a good story.
Thanks for your lovely comment...

Welcome to my story bhaya....
Read Enjoy & Give Your Feedback....

Next update posted....
Read & Enjoy....
 
  • Like
Reactions: VIKRANT

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
:applause:
Excellent update bhai, Aakhir Dakshina ne new Ghar khareed liya jisse donon Ki Raasleela Logon Ko Pata na chal sake but Hamara Hero Dakshina ke bare mein kuch jyada hi Soch Raha Hai,,,,,, khair ab flashback ko continue karo dekhte hain uski life mein aisa kya hua hai Jiski vajah se wo Apne family se 5 Saal se dur hai,,,,, lekin is baar pura flashback khatm Karke he story ko present Mein lao or agar ho sake to flashback ko Jyada Lamba Mat khichna sirf jo-jo important Hain sirf utna hi batao Kyunki flashback read karne mein kuch khas maja Nahin Aata.....

Waiting for next update_____
Thanks for your lovely comment...

Main bhi yahi kahna chahta hu bhaya ki flashback ko sara khatam kar du uske baad sari story present me hi rakhu. Ab aap hi batao ke kya 1 ya 2 update flashback khatam ho jayega jaisa ki baki log mujhe kahte hain....:hmm::hmm:

Next update posted....
Read & Enjoy....
 
Top