• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAJAN

What do you Think About this Story...??

  • Good

    Votes: 84 26.3%
  • Better

    Votes: 25 7.8%
  • Best

    Votes: 201 63.0%
  • Bad

    Votes: 2 0.6%
  • Worse

    Votes: 0 0.0%
  • Worst

    Votes: 7 2.2%

  • Total voters
    319
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Raj

Well-Known Member
4,359
15,088
158
WAITING BHAI
 
anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,235
173
SAAJAN
UPDATE—181

Paridhi ke janamdin par aayojit karya kram me shahar ke lagbhag sabhi namcheen aur garib logo ko aamantrit kiya tha raj ne jo ki vaha karya kram sthal par aa chuke the.

Karya kram me anchor ki bhumika veer ko nibhani thi jo ki abhi kuch busy chal raha tha aur vaha moujud nahi tha lihaza apni adat ke mutabik ye jimmedari mrinal ne apne kandho par le li aur kisi se kuch puche bina hi tapak se doud kar samne saje huye stage par chadh gayi.

Mrinal ko stage par dekh kar sabhi sakte me aa gaye….unki dhadkane tez ho gayi…pariwar ke sabhi sadasya mrinal ke swabhav se ab tak bhali bhanti parichit ho chuke the ki ye bebak ladki kahi bhi kuch bhi bina uska arth samjhe bol deti hai.

Sarita—ye pagal stage me kya kar rahi hai….?

Madhu—lagta hai ki aaj ki party me sabhi ki izzat ka janaza nikalne wala hai, na jane kya utpatang bolegi ye pagal ladki…?

Ruchi—priyadarshini, tum samjhao na usko….?

Neha—haan..jaldi jao nahi to vo kuch bhi bolna shuru kar degi non stop bina soche samjhe.

Diksha--kya ye pagal hai…?

Priyadarshini—nahi…vo pagal nahi hai…batooni aur bebak jaroor hai…..dar asal usko hindi abhi theek se aati nahi hai aur na hi vo hindi me prayog hone wale shabdo ka arth janti hai isliye kuch bhi bol jati hai….main abhi dekhti hu.

Mamta—ye veer aur raj kaha chale gaye…..? lagta hai ki aaj raj ke samne paridhi ka sach aa hi jayega... ? koun sambhalega mere bete ko... ?

Main mala ko phone lagate huye veer ke paas jane laga tabhi raste me vidhya mousi mil gayi jo ki mujhe dekhte hi mere paas aa gayi.

Vidhya—raj, tu veer ko samjha na...usne to mujhse baat tak karna chhod diya hai....main tere hath jodti hu....mujhe tu jo saza dena chahe de de kintu ek maa ko uske bete se to alag mat kar.

Raj—dekhiye maine veer ko baat karne se nahi roka hai.....agar vo aap se nahi baat karta hai to isme main kya kar sakta hu... ? ye sab aap ke hi karmo ka phal hai....aap usse baat kar ke samjhaiye.

Vidhya—maine bahut koshish ki usko samjhane ki lekin vo meri shakal tak nahi dekhna chahta hai.....kewal tum hi usko samjha sakte ho ab....vo tum par apni jaan chhidakta hai, teri baat jarur manega vo....vo mujhse bahut nafrat karne laga hai.....maine sach me use apna beta mana hai dil se...pls tu kuch kar na.

Raj—main aap se pahle bhi kah chuka hu ki aap meri mujrim nahi hain..to aap pls mujhse mafi mat manga kijiye Jinki aap apradhi hain unse to mafi mangne ki himmat hoti nahi apki....agar unn sabne aap ko maaf kar diya to mera wada hai ki veer bhi aap ko maaf kar dega...pahle unn sabse maafi mangiye aap ja kar...ye baat maine pahle bhi kahi hai apko.....ab mujhe jane do, aur bhi kaam hain mere paas.

Main vaha se aage badh gaya veer ki taraf...ek to mala se contact nahi ho pa raha tha...veer ke room ki oor jate huye main ek kamre ke samne ruk gaya.

Iss kamre me gurudev ko thaharaya gaya tha...main unke paas chala gaya jaha vo koi pushtak padh rahe the..mujhe dekhte hi unke chehre par kayi tarah ke bhaav aaye aur chale gaye.

Raj—pranam gurudev.

Gurudev—main tumhe kya ashirwad du putra... ? tumhara kad itna ooncha ho gaya hai ki vaha tak mere ashirwad ka hath bhi nahi pahuch pa raha hai...phir bhi ashirwad to dena hi padega...Yashashwi bhav putra.

Raj—aap mere liye sarvada hi pujyaniya hain gurudev..aisa na kahe.

Gurudev—sach to yahi hai putra ki main khud bhi tumhe nahi samajh paya hu aaj tak...jab bhi kuch samajhne ki cheshtha karta hu to ek tez roshni se meri ankho me jalan paida hone lagti hai.

Raj—aap se mera yahi anurodh hai gurudev ki isse aage samajhne ka prayas na kare....kyon ki mujhe samajhna meri guru maa ke atirikta kisi ke bhi vash me nahi hai.

Gurudev—tumhari guru maa ko mera shat shat naman hai putra....kya mujhe bhi tumhari guru maa ke kabhi darshan prapt ho sakenge putra.... ?

Raj—iska jawab to swayam guru maa hi de sakti hain gurudev...main to nimitta matra hu.....vaise aaj badi der tak maa aur sabhi chachi, mami ne aap ke sath samay bitaya.

Gurudev—haan....vo baar baar mujhse tumhara vo raaz janne ki koshish kar rahi thi jo main khud bhi nahi janta... putra vaise to tum paridhi ko apni shaktiyo se bhi bimari se mukta kar sakte ho phir ye sab kyo... ? aur paridhi to evi pari ka hi roop hai..aur pari behad shaktishali hai aise me paridhi ko to kisi bhi bimari se koi nuksan hona nahi chahiye.

Raj—gurudev, kar to sakta hu kintu mere liye dharm sarvopari hai.....rishte naate mere liye sabse akhir me hain.... main kisi bhi rishte me bandha hua nahi hu….kewal sachcha prem hi mujhe baandh sakta hai…koi rishta ya nata nahi… ye karm lok hai, yaha har koi srasti ke niymo se bandha hua hai…kisi ko bhi srasti ke niymo me vyavdhan dalne ki ijajat nahi hai…pari shaktishali avashya hai kintu itni kshamta nahi hai ki srasti ke niyam badal sake.

Gurudev—tumhe samajhna mere liye bahut kathin hai.

Raj—ab mujhe agya de gurudev….aur aap bhi meri paridhi ko ashirwad dene stage par avashya aaye..yahi meri aap se vinti hai.

Gurudev—avashya putra….tumhare sabhi manorath bhole nath safal kare.

Main gurudev ke kaksh se veer ke paas aa gaya jo ki abhi ready ho raha tha…maine tab tak mala ko aur bhi kayi dafa call lagaye lekin udhar se koi pratyuttar na milta dekh mujhe tension hone lagi thi.

Veer—kya hua, itni tension me kyu lag raha hai….?

Raj—arey yaar, mumbai se meri do guest aane wali thi, unhe ab tak pahuch jana chahiye tha, call bhi nahi lag raha hai..dono ki dono bahut masum hain.

Veer—abe kitni ladkiyo ko pata kar rakha hai tune…..? rasleela rachayega kya….?

Raj—nahi yaar…(phir maine mala aur shikha ke baare me veer ko bata diya sab)

Veer—ohhhh...chal tension mat le.....main pata karta hu...bas unki photo agar ho to de dena.

Raj—theek hai..main dono ki photo tumhe whatsapp kar deta hu.

Veer—badhiya hai yaar...yaha ek bhi nahi hai...aur tere aage piche line lagi huyi hai ladkiyo ki...

Raj—tere liye bhi to ek chun rakhi hai maine.

Veer—koun hai vo badnasib….?

Raj—mrinalll

Veer—kyaaaaaa…vo 500 saal ki chudail…..? nahi..nahi main kuwara hi theek hu.

Raj (haste huye)—kyo…? Vo sundar hai…bahadur hai……tera har tarah se khyal rakhegi.

Veer—bhad me gayi vo…..roj raat din sab ke samne mera balatkar karegi vo…..chudail kahi ki….

Main aur veer abhi baate kar hi rahe the ki tabhi hamare kaano me kisi ke announcement karne ki awaz sunayi di jisko sun kar hum dono chounk gaye, vishesh kar ke veer ki to hasi hi gayab ho gayi…

Veer (chounk kar)—ye…yee to uss chudail mrinal ki awaz hai….ye stage me kya bol rahi hai….abe bhag jaldi aur rok usko…nahi to poore mehmano ke samne mera balatkar kar degi vo…….jane kya kya bolegi..ram jane…bhag jaldi.

Main aur veer stage par mrinal ke hone ki awaz sun kar tezi se bahar ki oor bhage….bechare veer ko to iss chakkar me pant pahanne tak ka dhyan na raha aur vo shirt, aur chaddi me hi stage ki taraf bhaga apni izzat bachane ki khatir….

Udhar mrinal stage par pahuchte hi rakha hua mike apne hatho me utha liya…kuch der to usko ulat palat kar ke dekhti rahi…shayad usko samajhne ka prayas kar rahi thi ki ye kaise kaam karta hai.

Mrinal (khud se hi)—bada ajeeb hai ye….isko hath me lekar log kyo bolte hain…mujhe to sabhi pagal lagte hain.

Agle hi pal usne chounk kar mike ko niche phenk diya….hua ye ki mrinal mike ko dekhte huye apne aap se jo badbada rahi thi vo sab mike ke jariye vaha jor jor se goonj utha…jisse vo buri tarah se chounk gayi aur jaldi se mike niche phenk diya….sabhi mehmano ka dhyan bhi mrinal ki awaz sun kar stage ki taraf kendrit ho gaya aur uske aisa karte hi sab ki hasi phoot padi.

Mrinal (mann me)—isne to mujhe dara hi diya tha….hamare dev lok me to aisa koi yantra nahi hai…ye to dhire dhire bolne par bhi gala phadne lagta hai….lagta hai jor se sunayi dene ke liye hi log isko hath me pakad ke bolte honge main bhi aisa hi karungi…lekin kahi ye katega vatega to nahi na….phir bhi mujhe savdhan rahna hoga.

Usne dubara darte darte mike ko utha liya aur usko dhyan se dekhne lagi ki isme se awaz kaha se jor se nikalti hai kuch der usko phoonk maar ke dekha jab samajh aaya to aashwast huyi.

Mrinal—hallo…hallo..hallo….(dhire se) main bar bar hallo hallo bol rahi hu lekin koi bhi hil dul nahi raha hai…phir ye log hallo hallo kyo bolte hain….?

Ek bar phir se sabhi ka thahaka goonj utha…jisse punah mrinal chounk gayi….usko mike ki prakriya ab shayad samajh aa gayi thi lekin logo ke udbodhan ki nahi….mrinal ne ek nazar sabhi ki oor dekha lekin jaise hi uski nazar veer ki dadi kanta se takrayi to kanta turant hi sakpaka kar khadi ho gayi ki kahi phir se usko meri jhaante na dikh jaye aur vo pagal ye baat mike me hi bol de…kya bharosa…?

Mrinal—mera naam mrinalini hai…..aaj ke karya kram me aaye huye sabhi ladies aur ledaas ka main swagat karti hu.

Meera—hahahahaha…..bhai ledies to samajh me aaya lekin ye ledaas kya hota hai……?

Sandhya—hahahahaha…..lagta hai ki ye gents ko ledaas bol rahi hai….hahahaha

Diksha—ledaas…..hahahahaha

Mrinal—asal me aaj yaha stage par veer bolne wala tha lekin abhi vo nahi hai to main tab tak karya kram ko aage badhati hu…..vaise veer bahut bada balatkari purush hai…..bahut se balatkar (chamatkar) kiye hain usne…. Abhi do din pahle ek kutiya ko chot lagi thi to veer se uss kutiya ka dard dekha nahi gaya aur usne uske upar bhi balatkar kar diya.

Mrinal—aaj ka karya kram agar itne shandar dhang se aayojit ho raha hai to iska shreya sirf ek insaan ko jata hai veer ko….jaise hi vo yaha aaye to sab log taliyo se uska swagat karna…..pichle kayi din se main dekh rahi hu ki usne har jagah balatkar par balatkar kiye hain….aur aage bhi karta rahega….mujhe to aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal me itne balatkar kaise kar sakta hai….?

Mrinal—veer ne kadi mehnat se apne apko iss kabil banaya hai….waqt ka sahi upyog aur apne ghante ka sahi istemal karna koi veer se seekhe.....ye jis desh me bhi hoga vahi balatkar karega aur apne pariwar ka naam roshan karega veer sab ko dikha dega ki jo balatkar karne ki kshamta uske andar hai vo sansar ke kisi bhi insan me nahi hai.

Mrinal ki baate sun kar sab ghar walo ne apna sir pakad liya jabki baki mehman hasi ke mare apna pet pakad liye jabki sab ka haste haste pet dard karne laga tha…..theek ussi samay veer shirt aur chaddi me bhagte huye stage par pahuch gaya.

(Update Size : 2109 words)

Mrinal Special Will Continue......
Agla Update Aaj Raat Mein.....

Rohan008

Active Member
883
2,602

Badhiya bhai
KEEP rocking :)
 
Akil

Well-Known Member
3,033
8,442

Yh mrinal toh veer ke hath dhokar peechhe pad chuki h veer ko ab issey aur bhi zyada satark rhna hoga :DD:
 
Status
Not open for further replies.
Top