• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAJAN

What do you Think About this Story...??

  • Good

    Votes: 84 26.3%
  • Better

    Votes: 25 7.8%
  • Best

    Votes: 201 63.0%
  • Bad

    Votes: 2 0.6%
  • Worse

    Votes: 0 0.0%
  • Worst

    Votes: 7 2.2%

  • Total voters
    319
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Raj

Well-Known Member
4,359
15,090
158
BAHUT SHAANDAAR LOVELY ❤ AUR INTERESTING UPDATE BHAI
 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,247
173
SAAJAN

UPDATE*131

Love Story continue……………

Maine jab Ratna ke chehre par darr aur ghabrahat ke bhav dekh kar uski nazaro ka pichha kiya to mujhe bhi pani me kisi vishal kaay janwar ki parchhayi dikhayi di

Jo bilkul kisi jungle ke raja sher ke jaisi hi thi magar hairan karne wali baat uski shakal surat nahi balki uska itna vishal hona tha

Maine apni ankho ko ghuma kar upar aur charo oor dekhne laga kintu vaha to koi bhi nahi dikh raha tha dur dur tak aise deel daul wala janwar

Maine phir se pani me dekha to vaha uski parchhayi ab bhi nazar aa rahi thi...ye bade hi achraj ki baat thi mere liye bhi

Ratna—ye..ye..kya hai agyant.. ?..mujhe to pani me hi iski parchhayi dekh ke darr lag raha hai agar kahi samne aa gaya to mai vaise hi mar jaungi

Divya—mujhe nahi lag raha koi darr

Mai—kyo... ?

Divya—kyon ki mujhe pata hai ki tum mujhe kuch hone hi nahi doge

Mai—chalo ab yaha se chalte hain...ye jagah jyada der rukne layak nahi hai ab

Ratna—ha..ha..chalo ab yaha se

Divya—magar vo hai koun sa janwar..... ?

Mai dono ko lekar vaha se vapis chal pada.....poore raste us janwar ki parchhayi dikhayi deti rahi...lekin vo khud kahi nazar nahi aaya

Jitna samay jane me laga tha…uski apeksha loutne me bilkul samay ka pata hi nahi chala jiski mukhya vajah dono ka darr tha

Jungle ke bahar aate hi vo parchhayi bhi dikhna band ho gayi thi….hum apne sainiko ke paas pahuch gaye..lekin vaha to kewal ek sainik ko chhod kar koi bhi nahi tha aur jo bhi mila vo bahut ghayal avastha me tha...main turant uske paas gaya

Main—sainik.......ye kaise hua…?.kisne kiya..? aur hamare baki sainik aur rajkumariyo ka rath kaha hai….?

Iske baad usne jo bataya vo bahut hairat angej tha….uske anushar hamare sabhi sainiko ko ek bahut bade sher ki parchhayi ne kha liya…yaha tak ki sabhi ghode aur rath ko bhi siway ek ghoda chhod kar

Mai usse aur bhi kuch puchna chahta tha...lekin tab tak ki usse kuch puch pata vo parchhayi phir se hamare upar padne lagi

Hum teeno chounk kar uski oor dekhne lage kintu sirf uski parchhayi ke siwa kuch na dikha dhire dhire us parchhayi ka muh niche aane laga…ye dekh kar vo ghayal sainik vaha se ghisat kar bhagne laga

Vo abhi do char kadam hi piche ja paya hoga ki us parchhayi ne apna vishal muh khol kar us sainik ko gardan se pakad kar utha liya aur ek jhatke me hi uska kaam tamam ho gaya

Ye bhayavah drishya dekh kar divya aur ratna bahut jyada darr chuki thi…aur apni ankhe band karke mujhse lipti kaamp rahi thi

Ab vo parchhayi bhi vaha se vilupt ho chuki thi…mai dono ko sambhalne laga…sach to yeh tha ki aise vichitra jeev ko dekh kar mai bhi kuch vichlit ho hi gaya tha

Mai—daro mat…mai hu na...ankhe kholo..vo chala gaya hai ab..

Ratna—nahi vo phir aa jayega.....usne hame bhi dekh liya hai...vo hamko bhi kha jayega...

Mai—koi nahi kha jayega..mere hote huye

Ratna—agyant ...tum divya ko lekar yaha se nikal jao jaldi

Mai—kuch nahi hoga...lagta hai tumhe mujh par vishwas nahi hai... ?

Ratna—vishwas ki baat nahi hai agyant….lekin mai apni ankho ke samne tumhe kuch hota hua nahi dekh sakti bas

Mai—kuch nahi hoga mujhe....aur na hi tum dono ko...chalo ab

Divya—magar ab jayenge kaise.... ?..usne to hamare sabhi ghode bhi kha liye...

Mai—vo samne dekho…mera ghoda meri oor hi aa raha hai…

Ratna—magar ye to ek hi hai aur hum teen…

Mai—kyo jab mere upar dono ek sath chadh sakti ho to ghode par kyo nahi…?

Divya—phir to theek hai…

Maine dono ko ghode par bitha kar vaha se mahal ki oor nikal gaya….raste me dekhne wale hame ankhe phad kar hairat se dekh rahe the ki abhi ka bana senapati ye ladka rajkumariyo ko apne se chipkaye ghum raha hai aur vo bhi sare aam

Nagar me ek jagah maine ruk kar do aur ghode liye jin par un dono baithne ko kaha..lekin dono aana kani karne lagi

Divya—nahi..tum apne sath mahal tak chhod kar aao

Mai—maharaj aur rajkumar gussa karenge..tum dono meri bhi kuch fikar karo

Ratna—theek hai…lekin phir bhi mahal tak chalna hoga

Mai—chalo…

Mai dono ko lekar mahal me aa gaya….maharaj aur maharani dono ko sakushal dekh behad khush huye……ratna aur divya khub badha chadha kar meri tarif karne lagi…maine maharaj se ijajat lekar ghar aa gaya

Pratigya—kaha the ab tak….?..na khaya na piya…koi hosh hai ki nahi…kitna samay ho gaya hai

Mai—arey bas kar…vo mai raj kumariyo ko shikar par lekar gaya tha…isliye tumhe batane ka samay nahi mila

Pratigya—mujhe kyo bataoge…?..vaise bhi mai hoti hi koun hu..kuch puchne wali…?..tumhare ehsaan tale dabi ek naukrani to hu main

Mai—ye to ab tumhari soch hai…maine to aisa kabhi nahi socha….aur kaha na ki waqt hi nahi mila tha..yaar…chalo lao bade joro ki bhukh lagi hai….subah se dono ne kuch khane bhi nahi diya

Pratigya jaldi se khush hokar khana le aayi….mai mahal se kha kar aaya tha kintu uska chehra dekhte hi samajh gaya ki isne abhi tak kuch khaya nahi hai isliye bhukh ki vajah se mujh par gussa aa raha hai

Maine apne hath ka niwala uske muh ki oor badhaya…pahle to usne mana kiya..phir thoda lajayi sharmayi aur akhir me jhat se kha liya

Mai aise hi thoda khud khata aur jyada use khilata raha…uske chehre me bhi ab rounak lout aayi thi…jo uski mushkurahat se saf jhalak rahi thi

Khana khakar hamari bate chalti rahi…phir mai aram karne chala gaya…aise hi din nikalne lage mere aur divya ke beech prem ka jo ankur phoota tha vo ab bada hokar vishal vriksh ban gaya tha

Inhi kuch dino me ratna aur pratigya bhi mere behad karib aa gayi thi…ek oor ratna ne mujhse apne prem ka izhar kar diya tha vahi pratigya abhi bhi kuch kahne me sankoch kar rahi thi kintu vo mera har tarah se khyal rakh rahi thi

Udhar nexas ke sainik lagatar us ladki ki khoj me lage huye the jiske jariye durjan singh theek ho sakta tha..lekin unke hath asafalta hi aa rahi thi

Dhire dhire mele ka time najdeek aata raha tha…vaise hi mele ki taiyariya bhi joro soro se shuru ho chuki thi..logo ne badh chadh kar isme apna arthik aur sharirik sahyog de rahe the

Antatah vo samay bhi aa hi gaya..jab aaj se theek do din baad is mele ka shubharambh hona tha jo ki teen din tak chalne wala tha…mele ki sari taiyari poori ho chuki thi…jagah jagah pani ki vyavastha ki gayi thi…

Har kisi ke mann me utsah tha is mele ko lekar…logo ki bhid bhi aani shuru ho gayi thi..unke rukne aur khane pine ki har samuchit intazamat kiye gaye the

Is ek mahine me maine maharaj aur maharani ke dilo me vishwas kayam kar liya tha..kintu rajkumar sushant ka swabhav me kuch badlav mahsus kiya maine lekin is par dhyan dena jyada jaruri nahi samjha

Maharaj aur maharani is mele ke ayojan aur intazam se behad khush bhi the to unke mann me us sadhu ki vichitra bhavishyavani ko yaad karke vyakulta ho rahi thi..halanki unke anuj bhrata ki ladki se abhi tak mera koi parichay nahi hua tha

Vahi kuch mantri meri rajpariwar se badhti huyi ghanishthata se jalne lage the….mere rahte huye unke mansoobe poore nahi ho pa rahe the…mujhe raj pariwar aur mahal se bahar karne ke har sambhav marg ko talash rahe the

Mela sthal ke aas paas ka kshetra sadhu sanyasiyo se bhar gaya tha…maine mandir se lagbhag 5 km door logo ki rahne ki vyavastha kar rakhi thi…logo ke umadte jan sailab ko dekhte huye har jagah par sena ki ek tukdi tainat kar di gayi thi

Jaha ek oor hum sab is mele ko lekar utsahit the vahi koi aur bhi tha jo iski pratiksha kar raha tha aur behad khush bhi tha.. aur vo tha Trikal

Trikal—hahaha…..akhir vo din aa hi gaya…Prachandasur

P’asur—gurudev….abhi tak aapne na to us ladke saajan ka kuch kiya aur na hi us ladki pratigya ka…phir khushi kis baat ki…?

Trikal—murkh…..mai teri tarah kam akal nahi hu…..lohe ke poore garam ho jane tak intazar karta hu phir us par apna hathoda marta hu…

P’asur—mai kuch samjha nahi gurudev……?

Trikal—mai Trikal hu Trikal……tumhari sabhi mano kamnaye is mele se poori ho jayengi….kyo ki is mele me bahut kuch adbhut ghatnaye hone wali hain….

P’asur—kaisi ghatnaye….?..aur unka pari ya neel mani se kya sambandh.... ?

Trikal—bahut gahra sambandh hai....teri samajh me ye sab nahi ayega..re murkh….is mele me adbhut ghatnaye to kayi hogi kintu in sabhi ghatnao ka kendra bindu ek hi hai……Saajannnnnnn

P’asur—saajannnnn... ? kintu saajan ka pari se kya sambandh... ?

Trikal—bas tu dekhta ja....ab Trikal ka Maya Jaal...kya kya karta hai is mele me...aur sun mai is mele me ja raha hu....tum nexas ke maharaj ke sath vaha aa jana aur use kah dena uski samasya ki dawa bhi vahi milegi..hahahaha

Love Story will be continue...........

Mai sab logo ke sath maa ke paas baitha hua tha….ki tabhi vaha mitali chachi aur chandni bhi aa gayi…jise dekh sab chounk gaye…

Neha—mitali ye to chandni hi hai na…?

Mitali—ha didi..

Nani—kaha thi ye..kitna pareshan huye sab….?

Neha—ha uday bhi us din se bahut pareshan tension me rahte hain….

Uday ka naam sunte hi mitali aur chandni ka chehra udas ho gaya..lekin vo is par koi tippani nahi ki

Rupaly—kaha gayi thi…nanad rani….?…kisi nandoi ka chakkar to nahi tha na….

Mitaly—nahi bhabhi…vo train me ek saheli mil gayi..jiski marriage thi…vo pakad le gayi apne sath…is chakkar me bechari ka mobile bhi kahi gir gaya..

Madhu—chalo koi baat nahi….aa to gayi…warna teri is mitali didi ne to ro ro ghar bahane wali thi…vo to shukar hai ki raj aa gaya to iska rona kuch kam ho gaya

Mai to maa se baat karne me hi busy tha mera dhyan inki taraf abhi tha hi nahi aur nahi payal aur ruchi didi ka…vo bas mujhe aur maa ko hi dekhe ja rahi thi chup chap mere paas baith kar

Mai—maa ankhe kholo na…..akhir kab tak naraz rahogi mujhse….dekho tumhara raj tumhe bula raha hai….mujhe tumhare mamta bhare aanchal ke sahare ki jarurat hai maa…..

Doctor—himmat se kaam lijiye raj..….vo jarur theek ho jayegi ek din….apka pyar unhe avashya theek kar dega

Mai—doctor sahab….maa ke aage sari duniya ki khusiya bhi fiki si lagti hain.....maa ka anmol sabse anmol hai mere liye

“Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai,

Apne Haathon Ko Chulhe Mein Jalana Yaad Aata Hai.

Woh Daant-Daant Kar Khana Khilana Yaad Aata Hai,

Mere Vaaste Tera Paisa Bachana Yaad Aata Hai.

Kahin Ho Na Jaye Ghar Ki Musibat Laal Ko Maloom,

Chhupa Kar Takleefe Tera Muskurana Yaad Aata Hai,

Jab gaya Tha Tujhe main Chhod Kar kahi door Meri Maa,

Mujhe Woh Tera Bahut Aansu Bahana Yaad Aata Hai.”


Mai maa se bate karte huye unke gale se lag gaya….kuch der aise hi gale lage rahne ke baad jaise hi main unse alag hone ko hua vaise hi achanak unkedono hath meri pith par aakar tham gaye…

Ye mahsus karte hi main kitna khush hua bata nahi sakta….meri ankho se khushi ke mare anshu chhalak aaye jo sidhe maa ke chehre par jakar gire

Maa ke hatho me movements hote dekh kar sabhi chakit ho gaye…..maa ke hoth thar thara rahe the shayad vo kuch kahna chahti thi magar juban sath nahi de rahi thi….dhire dhire unhone apni ankhe ek baar thodi si kholi..

Meri ankho se girte anshuo ne shayad maa ke hriday ko bhi vichalit kar diya tha….unhone ek baar dhire se “Raj” kaha aur phir se shant ho gayi…

Mai (bhavuk hokar)—doctor…jaldi check karo meri maa ko…maa ne abhi mera naam liya tha.. check karo pls jaldi

Doctor—cool down…mai abhi dekhta hu….

Doctor maa ka check up karne laga aur hame bahar jane ko kaha….thodi der baad vo aaya

Doctor—well done raj…unki halat ab pahle se behtar hai…ab vo coma se bahar hain…ye sab apke pyar ka natiza hai….

Mai—vo kab tak ankhe kholengi…mujhse baate karengi

Doctor—dekhiye abhi vo kamjori ki vajah se behosh hain….hope agle 4-5 ghanto me unhe hosh aa sakta hai ya phir 24 ghante bhi lag sakte hain….but she is now out of coma…

Mai—thanks doctor….aaj mai bahut khush hu…

Mitali—raj vo mahak ko bhi le aao...nahi to didi hosh me aane par usko bhi puchhegi

Mai—ha…chachi..mai abhi jata hu

Payal—mai bhi chalungi

Mai—nahi...mai use yahi lekar aa raha hu

Phir hum sabne vahi par lunch kiya...maine apne hatho se payal aur ruchi didi ko khilaya aur un dono ne mujhe....vidhya mousi ka chehra abhi bhi udas tha lekin main usme kuch nahi kar sakta tha...mai lunch karne ke baad sidhe bahar nikal gaya

Chanchal hospital se aakar apne room me bistar me lete lete ro rahi thi….use is samay kamini aur vidhya par gussa bhi aa raha tha aur apni halat par rona bhi

Chanchal (rote huye)—mai ab kaha jau... ?..maa tumne to mujhe kahi ka nahi chhoda..sab mujhse be-intaha nafrat karte hain...maine kaam hi jo aisa kiya hai....lekin mai ab apni maa apni bahno ke paas jana chahti hu....mai raj ke paas jana chahti hu...lekin kis muh se unse jakar kahu ki mai bhi unke pariwar ka ek toota hua hissa hu... ?..mujhe to jine ka bhi koi haq nahi hai....ha..mujhe mar hi jana chahiye...yahi saza hai meri

Chanchal rote huye kitchen me jakar sabzi katne wala chaku lekar jaise hi apne hath ki nas kaatne ko huyi…

“Chattaakkkkk”……

Is thappad ke padte hi chaku uske hath se chhitak kar niche farsh par gir gaya…aur vo khud bhi apna balance achanak aise kisi ke thappad maarne se nahi bana payi to piche ki taraf girne lagi

Magar uske niche girne se pahle hi kisi ki majbut baho ne use thaam liya….chanchal ne gusse se jab us shakhs ki oor dekha to uski ankho me khushi aur asmanjas ka sailab umad aaya

Khushi use is baat ki thi use thaamne wali ye mahbut baahe Raj ki thi jabki vo uske yaha par achanak aane se asmanjas me thi

Mai—ye kya behudgi thi….?

Chanchal (rote huye)—mai isi layak hu raj...tumne mujhe mar kyo nahi jane diya... ?

Mai—ek thappad phir lagau kya... ?..jawab apne aap mil jayega

Chanchal aakar raj ki baho me simat kar rone lagi.....aur apni galtiyo ki ek baar phir se mujhse mafi mangne lagi

Mai—maine maf kar diya hai aapko.... ?...lekin isliye nahi ki aap meri badi bahan ho balki isliye ki us samay aap ki umar nasamjhi ki thi...aap khud ek chhoti bachchi hi thi....aur bachcho ko to bhagwan bhi maf kar deta hai

Chanchal (shocked)—rajjjjj....iska matlab tumhe sab malum haii…par kaise….?

Mai—mujhe vidhya mousi ne bataya hai sab

Chanchal (sisakte huye)—sab meri kamini maa aur unka hi kiya dhara hai...na vo aisi giri huyi harkat karti na mai tumhare sath aisa saluk karti...unhone mere mann me jahar bhar diya tha

Mai—mai sab janta hu

Chanchal—nahi raj...abhi tum sab nahi jante......bahut kuch hai jo sirf meri kamini maa hi janti thi....aao mai tumhe dikhati hu

Mai chanchal ke sath uske room me aa gaya....usne vaha mujhe vo locket aur vo letter dikhaya.....locket dekh kar mai bhi chounk gaya ar kaha kuch nahi....phir usne mujhe chandni ke sath huyi ghatna batayi

Mai—thanks..aapne chandni ki izzat bachakar bahut kuch pa liya hai

Chanchal—mujhe tumne maf kar diya to maine sab kuch pa liya hai raj….mai tumhari muzrim hu

Mai—nahi …aap meri muzrim nahi ho.....aap meri maa ki muzrim ho…meri bahno ki muzrim ho.. aap veer ki muzrim ho….isliye aapko maf karne ka haq bhi inka hi hai…apko inse mafi mangni hogi

Chanchal—par ye sab to mujhse nafrat karte hain

Mai—ise unki nafrat nahi balki apni pariksha samajh kar karo….ek din jarur kamyab ho jaogi

Chanchal—par tum to sath doge na mera….?

Mai—mai to dunga hi lekin indirectly roop se…sidhe sidhe nahi

Chanchal—theek hai...mai ab aisa hi karungi...mai har koshish karungi unke dilo se apni nafrat mitane ki

Mai—ok

Chanchal—lekin uday urf TBM ke rahte sab ki jaan khatre me hai ghar me

Mai—aap uski tension mat lo.....mai ab dekh lunga...ye matter

Chanchal—thanks raj....mujhe samajhne ke liye

Mai—ok mai chalta hu…

Chachal—thodi der ruko na raj

Mai—mai raat me aunga...tab milunga..

Chanchal (khush)—mai intazar karungi raj..ok..bye

Idhar ek jagah par......

Ek shakhs tezi se car chalate huye ek sunsan jagah par bane khandahar ke paas ruk gaya car ko side me lagakar vo andar khandar me ghuskar apni jeb se ek romote nikal kar uska ek button press kar diya

Remote ki button press hote hi vaha par ki jamin khisak kar ek taraf ho gayi aur uski jagah par ek surang nazar aane lagi

Surang me niche utarne ke liye sidhiya bani huyi thi....jinke sahare vo niche utar gaya aur upar ki jamin uske niche utarte hi phir se pahle jaisi ho gayi

Vo shakhs surnang ke andar chalte huye ek aalishan room me pahuch gaya jaha pahle se hi koi dushra shakhs baitha hua tha

Shakhs 1—
kaise ho...YAMRAJ...

Shakhs 2 (uski oor dekh kar)—
Aao....YAMRAJ....
 
Status
Not open for further replies.
Top