• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAJAN

What do you Think About this Story...??

  • Good

    Votes: 84 26.3%
  • Better

    Votes: 25 7.8%
  • Best

    Votes: 201 63.0%
  • Bad

    Votes: 2 0.6%
  • Worse

    Votes: 0 0.0%
  • Worst

    Votes: 7 2.2%

  • Total voters
    319
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,235
173
SAAJAN
UPDATE- 275

Guru maa ke darshan hote hi mera antah karan pavitra aur sheetal ho gaya....adhir mann poori tarah se shant ho gaya tha unke darshan maatra se.

Raj—pranam guru maa..

Guru maa—vaise to ab tumhe kisi ke bhi koi ashirwad ki avashyakta nahi hai putra...phir bhi mera darshan kabhi nishphal nahi jata..atah tumhara sada kalyan ho vats.

Raj—apke darshano se main dhanya ho gaya guru maa..

Guru maa—tumne mujhe kisliye smaran kiya hai putra... ?

Raj—guru maa, main ek duvidha me hu aur nirnay nahi kar pa raha hu ki kya satya hai... ?

Guru maa—aisi koun si duvidha hai jiska nirnay tum nahi kar pa rahe ho... ?

Raj—main aaj ghatit huyi ghatna ke sambandh me aapse kuch janna chahta hu guru maa...

Ab aage....

Guru maa—uske piche kis ka hath hai, ye to tum bhi jante ho...tumhari shanka niradhar nahi hai vats.

Raj—to iska arth yahi hua ki vo tilismi dairy bhi usne hi churayi hai... ?

Guru maa—tumne bilkul uchit disha me socha hai..

Raj—akhir ye sab kar ke usko kya fayda hoga... ? unn dono se to uski koi dushmani nahi thi, phir.... ?

Guru maa—unn dono ne uske marg me aane ki koshish ki thi...jis lakshya ko usne apne liye nirdharit kar rakha hai, unn dono ne uske uss lakshya ko mitane ka prayas kiya tha.

Raj—to mujhe kya karna chahiye..jisse ki aisa dubara na ho sake….? Main use samjhaunga.

Guru maa—tum shayad bhul rahe ho saajan, ki maine tumse kaha tha...sandhya ko har din uss janam ki sari baate kuch samay ke liye yaad aati rahengi...jaise jaise use apne sath huye atyachar ki baate yaad aati jayengi...vaise vaise uske hriday me pratishodh ki bhavna bhi prabal hoti jayegi....aur iske sath hi har gujarte din ke sath uski shaktiya bhi badhti jayengi...jitni uski shaktiya badhti jayengi, utna hi sandhya khatarnak hoti jayegi....

Raj—kintu guru maa, sandhya to mujhse prem karti hai..aur maine uske prem ko swikar bhi to kar liya hai.. ?

Guru maa—tumne uska prem swikar to avashya hi kar liya hai kintu tumne divya se milne ke baad kya kabhi sandhya ko samay diya hai.... ? kya uske sath waqt gujara hai... ? tum ghar me har kisi ko samay nikal kar unse milte ho lekin kya tumne ek din bhi sandhya se milne ki koshish ki... ? usse prem bhari baate ki.... ? ye mat bhulo ki jo vajah uske apman ki uss samay thi vaji aaj bhi hai....vo tumhare upar ekadhikar chahti hai....pari ki vo nafrat aaj sandhya ke andar hai jo kshan prati kshan khatarnak hoti ja rahi hai...vastav me uski ladayi divya se hai...kyon ki uski chahat ke beech me divya ke aane ki vajah se hi pari ke sath vo anyay hua tha....tumse prem karne wali har ladki ke liye bahut bada khatra ban sakti hai sandhya...lekin uski jung tumhe le kar divya se hai kyon ki uski chahat aur nafrat ke beech me divya hi sabse badi deewar hai....ek din aisa ayega jab uske hriday par ye nafrat poori tarah se apna kabza jama legi uss din sandhya ke hatho se kisi ko bacha pana bahut mushkil hoga...uss samay uski shaktiya apne charam par hongi....aur agar sach kaha jaye to khud apne aap se bhi hai.

Raj—mujhe apni iss bhul par khed hai....kintu sandhya ki shaktiya to mere alawa kisi ko nuksan nahi pahucha sakti hain...phir uski shaktiyo se bakiyo ko kaise khatra ho sakta hai.... ?

Guru maa—kintu pari ki ruhani shaktiya to nuksan pahucha hi sakti hain kisi ko bhi...jo ki sandhya me dhire dhire aati ja rahi hain...

Raj—kya use rokne ka koi upaay nahi hai... ?

Guru maa—sandhya ko pyar do…uski sabse badi kamjori tum ho saajan..tum….kyon ki vah tumhe had se jyada chahti hai… aur jiska pyar itna gahra ho to jara socho ki yadi vo usse nafrat karne lage to uski nafrat kitni khatarnak hogi…? Jis tarah apna tod tum khud ho, vaise hi pari ka tod khud pari hi hai..

Raj—main kuch samjha nahi….?

Guru maa—pari ke jo char roop hain….unme se sandhya aur chanchal, dono uske nafrat ka pratiphal thi kintu paridhi aur payal uske prem ka pratiphal hain….sandhya ka samna sirf ek hi ladki kar sakti hai aur vo hai payal..kyon ki payal hi ek matra aisi hai jiske andar pari ke sabhi gun vidhyaman hain…jitni khatarnak sandhya hai, tumhare upar khatre ka abhaas hote hi payal usse kahi jyada khatarnak hai kisi ke bhi liye…hamesha apne sath payal aur divya ko rakhna..divya tumhari sabse badi taqat hai..vo tumhare rag rag me basi hai…uske bina tum kuch bhi nahi ho….dono hi tumse athaah prem karti hain.

Raj—kintu payal ke paas to koi shakti nahi hai…aur na hi divya ke paas..?

Guru maa—dono ke paas pyar ki shakti hai…aur poore brahmand me pyar se badi koi shakti nahi hoti…nafrat ko pyar ke jariye hi jeeta ja sakta hai…aisa bilkul bhi nahi hai ki divya, sandhya ka samna nahi kar sakti, divya to bade se bade toofan ka bhi samna kar sakti hai, kintu use shant hi rahne do…isme hi sabhi ki bhalayi hai…kyon ki uska kroadh maha vinash kari hai, iska udaharan tum uske padmini ke roop me dekh hi chuke ho…aur agar kahi galti se bhi divya ko kuch ho gaya to tumhe rokna mushkil ho jayega…isliye tum dono ke sath payal ka rahna jaruri hai…tum payal aur divya dono ko asaani se kaabu me kar sakte ho.

Raj—apke har aadesh ka paalan hoga, guru maa.

Guru maa—Yashaswi bhav..keerti maan bhav putra.

Iske pashchat guru maa ka vah jyotirmay divy swaroop jyoti punj mere netra chakshuo se antardhyan ho gaya aur main apni vastavik duniya me vapis aa kar apne mukhya swaroop me vileen ho gaya.

“Guru maa se milne gaye the…?” divya ne ankhe kholte huye meri taraf palat kar mann me kaha.

Raj (chounk kar)—tum soyi nahi ab tak.... ?

Divya—ye mere sawal ka jawab nahi hai…

Raj—hmmm

Divya (mann me)—kya kaha guru maa ne…? kis ne mara mousi aur nani ko….?

Raj (mann me)—sandhya ne...

Divya (mann me)—hmmm..iska matlab ki mera sandeh sahi nikla....kintu isme payal didi ka naam kaise aa gaya... ?

Raj (mann me)—Ye sach hai ki uss din payal didi gusse ke aavesh me kulhadi le kar dono ko maarne ke liye gayi thi aur unhone maarne ke liye apna hath uthaya hi tha ki tabhi mousi ne didi ko meri kasam yaad dila di jisse didi ka hath vahi ruk gaya…kintu tabhi sandhya ne unke dimag par kabza kar liya, jo ki uss waqt apni pichli yaado me khoyi huyi thi…aur payal didi par nazar rakhe huye thi...iss tarah sandhya ne payal didi ke hatho ye jaghanya apradh karwa diya…mousi ko maarne ke baad yahi usne nani ke sath bhi karwaya.

Divya (mann me)—achcha, isliye hi payal didi kahti hain ki unhone dono ko nahi mara...

Raj—haan kyon ki unhe kuch yaad nahi hai dimag me sandhya ka kabza hone ke baad...

Divya—sandhya to din par din khatarnak hoti ja rahi hai...lekin uski unn dono se kya dushmani thi... ?

Raj—pari mujhe maarna chahti thi jo ki ab uski nafrat sandhya me hai...mousi aur nani ne mujhe maarne ki koshish ki thi.. agar dono me se koi bhi mujhe maarne me kamyab ho jati to uski kasam adhuri rah jati...isliye usne dono ko apne maqsad ke raste me aane par ye dand diya.

Divya—isne agar tumhe kuch kiya na to kasam se main muh noch lungi uska...

Raj—arey..arey…chal aa ja so ja meri billi…myauun..myauun mat kar…

Maine jabardasti divya ko apne seene se chipka kar so gaya…payal didi abhi tak behosh hi thi…subah kisi ke uthane se jab meri neend khuli to payal didi hi thi jo mere samne khadi thi…maine dekhte hi unhe apni baaho me bhar liya…iss pal ke liye to vah hamesha hi ready rahti hain.

Unhone khud hi mere hotho par apne hoth chipka diye fevicol ki tarah aur chumne lagi..maine bhi unko nahi roka aur unka sath deta gaya…kuch der chale iss chumban ke baad main fresh hone chala gaya..uske baad sabke sath breakfast karne ke liye haal me pahucha to sabhi ke chehro par raat ki ghatna ko le kar khauf chhaya hua tha..sandhya ko chhod kar..

Raj—kya baat hai, sab aise muh latka ke kyo baithe ho….?

Geeta—kuch nahi bas, aise hi..(shayad vo payal didi ke samne kuch bolne se darr rahi thi).

Raj—mami aap log shayad raat ki ghatna se pareshan lag rahi ho….jabki maine kaha to tha na ki tension ki koi baat nahi hai…

Payal—kyo, kya hua tha raat ko.raj..?

Raj—kuch bhi nahi hua tha….ek sundar gori gori billi ko dekh kar sab darr gaye the bas…

Payal—to phir mujhe bhi dikha na vo billi kaha hai…? Mujhe bhi dekhna hai..

Raj—arey didi, usko to maine bhaga diya raat me hi...

Payal—to mujhe raat me uthaya kyo nahi tumne…agli bar mujhe jarur dikhana..samajh gaya

Raj—samajh gaya…meri maa..

Ruchi—betu…hum aaj kab jayenge picnic ke liye….?

Raj—shaam ko chalenge…tab tak mama bhi aa jayenge…

Mamta—beta, unn dono ko kaha rakhenge…?

Raj—dono hamare sath hi jayengi….aap tension mat lo maa, main hu na..kuch nahi hoga

Kajal—betu..kitne din ki picnic hai…? Vo kya hai na, ki uss hisab se packing kar lenge…

Raj—kuch le kar nahi jana hai sath me..bas ek set kapde pahan lena, vahi kafi hain..

Veer—abe, vaha bhookha marwane ka irada hai kya…?

Mrinal—ye bhukkhad balatkari….main thak jati hu to tu mujhe apni peeth par le kar chalna..samjha

Veer—pagal hai kya…?

Mrinal—mujhe pagal kahta hai…dekh ab maine tujhe kaisa maza chakhati hu….vaise ye paka nic (picnic) ka matbal (matlab) kya hota hai…?

Veer—mera sir…

Mrinal—tab to theek hai…phir tere sir me hi baith kar chalungi main to…

Kiran—lekin dadi ko kaise le jayenge…?

Avni—aur mummy ko bhi... ?

Raj—vo sab mujh par chhod do...

Mitaly—vaise kaha jana hai…?

Raj—chachi, ye to surprise hai..aap sab ke liye…jo ki vaha pahuchne par hi khulega…

Uske baad veer ne vidya ko aur maine nani ko khana khilaya....dophar me maine kuch samay sandhya ke sath uske room me bitaya…mujhe dekh kar uske chehre par khushi daud gayi…jise dekhte huye isb baat ki kalpana bhi karna kathin tha ki ye ladki itni jyada khatarnak bhi ho sakti hai…?

Shaam hone tak dono mama bhi aa gaye the...maine sab ko apne room me bula liya....veer vidya aur nani ko bhi vahi le aaya.. sabhi hairan the ki maine ek sath unhe apne room me kyo bulaya... ?

Chanchal—raj, hame to picnic jana tha na, phir yaha kyo bulaya…?

Chandni—kahi plan to cancle nahi kar diya tumne…?

Raj (mann me)—rajgarh ka shrap door karne ke liye mujhe inn sab ke samne apni haqiqat lani hi hogi ab…

Raj—sab ek dusre ka hath pakad lo aur ankhe band kar lo..phir dekho surprise…

Avni—lekin maa ke to hath hi nahi hain..vo kaise pakdegi….?

Raj—vo hath nahi pakad sakti to kya hua…aap log to unhe pakad hi sakti ho na…

Veer—tu karne kya wala hai…?

Virendra—haan beta...ankh band kar ke koun sa surprise de raha hai.. ?

Raj—veer...mama ji.. ! bas aap log pahle vo to karo jo main kah raha hu...tabhi to surprise dikhega...

Avdhesh—ankhe band kar ke, koun sa surprise dikhega... ?

Payal (chidh kar)—raj ne ankhe band karne ko kaha hai to chupchap apni apni ankhe band kar lo bas…mujhe ab kisi ke muh se koi sawal nahi chahiye…

Payal didi ki baat sunte hi sabne turant apni apni ankhe moond li….mere dusri taraf divya thi…aur ek taraf payal didi…maine apni ankhe band kar li..aur phir ek roshni ne hum sab ko apne ghere me samet liya.

Lagbhag do minute baad….

Raj—ab sab log apni apni ankhe khol sakte hain..kintu dhire dhire…

Uske baad jaise hi sabhi ki ankhe khuli to apne charo taraf dekhte hi ashcharya chakit ho gaye…unhe kuch samajh hi nahi aaya ki ye sab kya hai aur vo kaha hain…?
 
Last edited:

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,235
173
I think khud Raj ne cuz he is hero and villain of the story
It's my opinion let's see what happens next
Thanks for reading & supporting.
Aane wale 5th chapter me ye clear ho jayega ki maine raj ko main hero & main villain kyokaha hai..
Stay with us.
Today's update is on page....1319
 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,235
173
Mast update bhai sayad pehle janam me jo 2 log bacha the unhi mese hoga ya koi aur dekhte hai aage kya hota hai
Thanks for reading & supporting.
apke sawal ka jawab aaj ke update me hai bhai
Stay with us.
Today's update is on page....1319
 
Status
Not open for further replies.
Top