• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Rise Of A Vampire

So Tell me you Like it or not?

  • Total voters
    81

AK 24

Supreme
21,884
35,732
259
अगले अपडेट का इंतज़ार रहेगा दोस्त।

Waiting for next update

Waiting next

Waiting for New Update Bhai

Next kab tak ayega

Update please

Okay bro waiting

इंतजार रहेगा।

wating bro for next update
Update Posted Guys. Keep supporting as always :pray:
 
AK 24

Supreme
21,884
35,732
259
Update 3:- (Military School)

Abhi main System aur muth maarne ke baare mein soch hi raha tha ki darwaje pe knock huyi. Maine darwaja khola to mere saamne ek kaala sa ganja Janwar type banda khada tha. Matlab 7 feet ki height aur ye bade bade dolle mere jaise to 7-8 samaa jaaye usme. Usne ek Black color ki Military Dress pehni thi aur uski left aur right dono Shoulder pe hi bhut se Medal latak rahe they, aur uski left side ki chest pe ek name plate laga tha jispe likha tha “Seargent Green”.

Maine us bande ki taraf ghurte huye apne mann mein bola “ye kya lawde jaisa naam hai sakal aur naam bilkul nahi milta.” Us bande ne bhi mujhe ghurke dekha jaise mere mann ki baat padh li ho aur isi liye main bhenchod jor se nahi bola kuch kyuki mujhe iske thobde se hi pata tha ye maarne wale bando mein se hai.

“Bache, jaldi se ye Room khaali karo aur bahar khadi bas mein baitho sirf 5 minute mein.”

Main in sab cheezo mein ye to bhul hi gaya tha bc ki aaj kya hona hai.

“It’s time for you to go to Military School” usne mujhe ghurte huye doobara bola aur waha se wapis chala gaya. Main uske jaate hi bhaag ke bathroom mein gaya kyuki paani pi ke bladder fatne ko ho gaya tha mera. Khair maine jaldi se moota kyuki main late nahi hona chahta, nahi to wa Lawda fir ghurega mujhe. Main bathroom se bahar aaya aur apna Suitcase uthaya aur nikal gaya apne apartment se lekin jaise niche pahuch ke main Building se bahar nikla waise hi jhatka laga mujhe.

Bahar nikalte hi mere saamne apne aap screen khul gayi aur uspe ek nayi notification thi jisse meri gaand fatne ko ho gayi.

<Your body is being hit by direct sunlight>
<You are affected by the sunlight>
<All stats will be halfed while in sunlight>

Suddenly meri body bhut hi jyada kamjor feel hone lagi, bhenchod ye kya bimari hai ab agar ye permanent hai to mere to lawde lag jaayenge. Mujhe achanak se aisa lagne laga tha ki jaise abhi 5 km bhaag ke aaya hu main. Ek to pehle se Weak aur us Weak ka bhi half Weak ho gaya main. Lawda kuch nahi samjh aa raha tha kya karu, bas itna pata tha ki basanti chud chuki hai aaj to. Khair fir bhi maine bus ki taraf jaate huye apne stats check kiye.

<HP 5/5>
<Strength 5>
<Stamina 5>
<Agility 5>

Fuck bhenchod ye kya backchodi hai matlab HP bhi aadhi ho gayi, matlab pehle koi mujhe 2 mukko mein faila sakta tha wo ab mujhe 1 mukke mein hi faila dega. Isi time ek baar aur notification aayi.

<You have received a new daily Quest:- Avoid direct sunlight for 8 hours>
<Reward: 5 Exp>

Is message ko padhke thoda sukun mila kyuki ye to main sote huye bhi pura kar sakta hu lekin problem ye thi ki sunlight ka kya karu, Military School mein aadha din sunlight mein niklega aur us time kisi ne mujhe pelna chaha to main kya karunga. “tu kuch nahi karega lawde, jo karega saamne wala karega.

Green jo ki bus ke bahar khada hua tha usne chilla ke mujhe bola “ye kya Pregnant ladki ki tarah chal rahe ho, agar yahi haal raha to School tumhe kacha chaba jaayega.” Finally main us bus ke pas pahucha aur usme enter kar gaya jo ki meri age ke launde laundiyo se full bhari thi. Mujhe kisi ka thobda yaad nahi tha matlab wo sab different Schools se they. Maine sabki taraf dekha kayi launde mujhe chutiye lage aur kayi khatarnak aur laundiyo ki taraf dekha to wo sab to ek se badh ek maal thi. Main in Chutiyo ko batana to chahta tha ki wo kaise hai lekin maine kasam kha li thi ki befaltu mein apna muh nahi kholunga, bhenchod saare stats half hai koi maa chod dega befaltu mein. Isliye main chupchap jo seat khali thi uspe baith gaya. Tabhi ek aur notification aaya. Ab to jab bhi notification aate hai to dil zor se dhadkne lag jaata hai, pata nahi ab konsa bomb faudega System.

<Stats have returned to normal>

Jaise mere contact direct sunligt se hata waise hi ye notification aa gaya matlab din hone se koi farak nahi pada bas direct sunlight ke contact mein kam se kam aana hai. Sab log aapas mein baate kar rahe they naye dost bana rahe they chutiya log, lekin main shaanti se baitha tha kyuki main in low level ke logo se dosti to dur baat tak nahi karna chahta tha.

Wo lawda Green firse sabke saamne aaya aur bola “Alright, ab time aa gaya hai siddha military school jaane ka.” Aur uske itna bolte hi usne ek Mask pehen liya aur ek do Soldier type log they unhone bhi pehen liya. Main dekhte hi samajh gaya ye chutiye log kuch na kuch backchodi jaroor karenge. Lekin main kuch bolta ya karta utne mein puri bus mein ek green smoke fail gaya.

<A substance in the Air has been detected>
<You are feeling Sleepy>
<Resistance +1>

Mera sir kaafi bhaari ho gaya tha bc aaj kuch na kuch lafde huye hi jaa rahe hai. Maine notice kiya ki sabhi students so chuke hai pehle hi bas main adhi khuli aankho ke sath seat pe pada hua tha aur ye bhi band hone wali thi.

<your resistance to the substance has increased>
<Resistance +1>

Is message ke sath uski aankhe khulne lagi aur usey apni taraf wo chutiya Green aata hua dikha jo jor se bola. “lagta hai tum mein se kayi log is gas ko resist kar sakte ho” itna bolne ke baad 2-3 soldiers aage badhe aur unhone jo log us gas ko resist kar paa rahe they aur mujhe bhi ek kaala bag pehna diya. Aur wo bag pehente hi meri aankhe band ho gayi aur main so gaya.

Kuch hi second baad mujhe apne muh gilla mehsoos hua kisi ne moot to nahi diya bhenchod, isliye main hadbadahat mein utha aur main dekha to hum log ek harey ghaas ke maidan mein they. Main idhar udhar dekha to paaya ki yaha pe dur dur tak kuch nahi tha aur jaha tak nazar jaa rahi thi waha bas hariyali hi dikh rahi thi. Is time waha mere jaise 200 laundey laundiya maujood they, jisme se aadhe chutiye uth chuke they, aur aadhe apni aankhe masal rahe they aur ek doosre se puch rahe they ki kya hua? Isiliye to maine insab ko chutiya bola kyuki in logo ke paas mere jitna dimaag nahi hai, ab mere paas bachpan se koi ability nahi thi to mera sara dhyan abilities ke baare mein padhne mein sochne mein niklta tha isliye mera dimag tez hai normal logo se.

In chutiya logo ki tarah nahi tha main, maine ek minute mein puri situation ko samjh liya tha, aao tumhe bhi bata deta hu kam dimag ke logo :y: . to hua ye ki military ne apni bus se sabhi bacho ko ikhata kiya bus mein alag alag jagah se taaki sab ek sath aa jaaye, uske baad humey kiya behosh aur yaha leke aa gaye. Ab behosh karne ka Reason ye tha ki four Big Originals Families ke Leaders ko chod ke kisi ko nahi maaloom tha ki Military ke 8 School kaha pe hai aur na ye log pata lagne dena chahte they, Military ke 8 School alag alag 8 islands pe maujood they aur inpe bina teleporters ke nahi jaaya jaa sakta tha. aur military kisi ka apni location nahi dena chahti isliye humey behosh kiya. Beshak humne military School join kya hai lekin is baat ki koi guarantee nahi thi ki hum Military ke loyal rahenge ya nahi. Aur iska main Reason tha “Pure” agar Pure ka koi agent aa jaata hai students ke bich mein to wo usey identifiy to kar nahi sakte isliye wo behoshi wala system use karte hai taaki location na mile bas.

Jab maine apni surrounding se chaukna band kar diya tabhi ek kadak awaz aayi jo usi lawde ki thi. Green “jo tum sabko apni kalayi pe ye ghadi dikh rahi hai wo tum sabki lifeline hai. Ye tumhari identity hai Military School ki, isse tum certain areas ko access kar sakte ho, khaane ke liye pay kar sakte ho aur bhi kayi cheezo mein kaam aayegi. Lekin jab tum iska use nahi kar rahe hoge tab ispe ek number display hota rahega aur wo tumhara Power level hoga.”

Maine ye sabd sunke apni kalayi pe ek black colour ki watch bandhi dekhi jo dekhne mein hi kaafi high-tech thi. Lekin mujhe gussa bhut aa raha tha kyuki mujhe laga tha ki Military mein aane ke baad sayad life badal jaaye lekin ye chutiya Power Level ka system bada bakwas tha. main abhi military ko gaaliya de hi raha tha ki us lawde ne ek baar fir chillake bola. Green “isi ke sath, hum log abhi tumhara Power level test karenge, good luck!”. Lawde ka good luck bhenchod mujhe pata tha mujhe kya milne wala hai.

Jab abilities sabse pehle introduce huyi thi tab sab ko pata lag gaya tha ki maanlo 2 bando ke paas water ability hai, lekin fir bhi ek bhut powerful hai aur ek kaafi weak. Same abilities bhi person to person different hoti hai aur ye depend karta hai MC pe yaani Mutant Cells, matlab jitni jyada Mutant Cell utne strong wo person. Is ke baad Government jo 5 superpowers hi hai inhone abilities level ko 1 to 8 levels mein divide kiya. Is power level se pata chalta tha ki tumhari body mein kitne Mutant Cells hai naki tumhair Ability kitni Strong hai. Lekin public aur bache to chutiya hai unhe lagne laga ki jiska level jyada uski ability Strong lekin aise logo ka kar bhi kya sakte hai.

Waise is 1 to 8 power levels ki sub-categories bhi hai jaise 1.1, 1.2, 1.3 to 1.9. halanki ye sirf ek system tha jo Military ne logo ko ek Specified category mein rakhne ke liye banaya tha. power Levels sirf 1 to 8 tak nahi they bhut se logo ka level isse bhi kaafi jyada hota hai.

Abilities obtain karne ke 2 tarike hai, pehla tum market se ability book kharido jo sirf 1 to 5 level tak hi milegi kyuki isse higher level ki book Military apne paas rakhti thi. Doosra tarika tum Original Family mein paida huye ho to tumhe ko ability book kharidne ki jaroorat nahi hai bas tum paida hi apni Family ki abilities ke sath hote ho, aur tum apna power level hard work karke badha sakte ho aur isliliye Originals bhut strong hote hai.

Lekin main naa to ameer tha jo main market se ability book kharid saku, aur na main koi Original family se belong karta tha ki mere pass bachpan se hi ability ho. To in sab baato ka ek hi Result nikalta hai ki meri jindagi ek dum jhand thi.

Kuch hi der mein sabhi students ko 5 ke group mein baat diya gaya aur fir hamare group ke paas do log aaye jinhone Military Uniform pehna hua tha aur usme se ek ne hum sabko touch kiya aur hum teleport ho gaye dusri jagah, mujhe lag raha tha ki koi nahi system milne ki wajah se mera power level 1 to nahi aayega, lekin maa tab chudi jab waha pahuchte hi notification aaya.

<You are being hit by direct sunligt>
<All Stats will be halved>

Mujhe nahi pata tha ki wo strength 10, Stamina 10, agility 10 kya karti lekin ab to ye bhi 5 pe ho gaye they. Main is time kaafi weak mehsoos kar raha tha, meri puri body pasine se bheeg gayi thi, wo to achi baat thi ki maine itna sara pani pi rakha tha nahi to meri body hi dehydrate ho jaati.

“Hey, kya tum thik ho?” mere paas jo ladka khada tha usne pucha. Wo ladka kaafi handsome tha, blonde baal, neeli aankhe aur sharp jawline. Wo 6 feet 2 inch lamba tha aur main sirf 5 feet 11 inch. Aise logo ko main hamesa avoid kar deta hu, lekin ye banda mujhe thik lag raha tha.

"Agar tumhe koi Problem hai to main in chutiye examiners ko bulau." Usne meri taraf dekhte huye bola. "Nahi, main thik hu, bas thoda nervous hu." Maine aisa bola to us ladke ne mujhe upper se niche tak dekha kyuki main apni age ke hisab se kaafi Skinny tha aur meri body pe koi muscles nahi they aur is waqt mein sunlight ke effect se aur jyada weak lag raha tha.

"Tu Nervous mat ho bhai, koi tujhe tang kare to mujhe bataiyo main uski maa chod dunga. I am Strong." Uske ladke ne ek Smile ke sath kaha. Maine uski taraf dekha aur bola. "Bhai Chutiya hai kya." Usne meri taraf smile karte huye hi dekha aur fir bola "Bhai lag to tu raha hai."

Fuck main uski baato se hi samajh gaya tha ki ye mere type ka banda hai, matlab mere jaisa nature hai iska ya nahi hai. Us ladke ne apna hath aage badhate huye bola "I am Aakash." Main uska naam sunke chauk gaya matlab ye lodu indian hai lekin iska Face iski body kahi se bhi indian nahi lag rahi thi. Maine bhi usse hath milate huye bola "I am Karan Roy" lekin mere usse hath milate hai hi system se ek awaz aayi.

<Use of an Ability has been detected>
<The Ability has been rejected>

Hum dono ne ek dusre ko ajeeb nazro se dekha lekin usne fir bhi mera hath nahi choda.

<Use of an Ability has been detected>
<The Ability has been rejected>

Maine jhatke se uska hath chod diya kyuki mujhe pata lag gaya tha ki ye Aakash lodu mujhpe apni ability use karna chah raha hai.

Aakash "tum, tumhari Ability konsi hai?"

Main "Meri Ability, mere paas koi si bhi nahi hai" maine battisi dikhate huye kaha. Meri baat sunke uske face pe jo ghabrahat thi wo chali gayi jaise usey jis Answer ki umeed thi wo mil gaya ho. Tabhi un examiner mein se ek ne bola "Karan Roy, Aakash Blade, Peter, Sneha Singh, Erin Heley, kya tum sab apne test ke liye taiyar ho?"

TO BE CONTINUED…
 
Devil hunter123

Active Member
901
4,038
123

Fantastic update
 
Top