Vickey1211
Well-Known Member
- 7,591
- 16,026
- 188
Thanks for your support bhaiAwesome update bhai,
iss update me aapne tino bhai bahan ke pyar ko bahot hi achchhe tarike se dikhaya hai,
karan jab shivani ko samjha raha tha tab kavya ne uski baat ko sun liya hai lekin vo apni kisi majboori ke kaaran karan aur jyoti par apna sneh nahi luta paa rahi hai,
vahi karan ne jyoti ke liye kuchh khash surprise plan kiya hai,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update