• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Pyare Rishte - Bhai Bahan Ki Pavitra Prem Ka Ek Safar (part 1 and 2 completed) part 3 in running

Kya story m threesome hona chahiye

  • Total voters
    212
  • Poll closed .

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,529
94,693
304
friends aaj update update aayega jarur lekin thoda chota hoga, lekin wo chota pack hi dhamaka hoga, ek raaz or khulega aaj jo shayad aapko andaza bhi h kya ho sakta tha
Intzar rahega
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,529
94,693
304

Harry rocks

Well-Known Member
6,913
18,325
189
update no :- 196 part 1

Naina gadi chalate hue aage bhad to rahi thi ghar ki or lekin uska dhyan bar bar karan ki or hi ja raha tha, wo chah ker bhi khud ko rear view mirror se karan ko jhakne se or mand hi mand sharmate hue muskurane se rok ni pa rahi thi khud ko.

Lekin wahi dusri or jese hi uski najar apne bhai se bilkul chipaki jyoti p padi ( jo karan k kandhe p apna sir rakh uske chipaki bethi thi taki karan ki jo urja is bhayankar yudh m usne jo khoi h , usko jyoti heal ker rahi thi ) to uski muskurahat kahi gayab ho jati, uski ankhe laal hone lagti or uska swabhaav maha ugra hone lagta.

Naina man me :- kon h ye jo inse itna chipki hui bethi h, dekho to kamini ko kisi k aaspas hone ki sharm hi ni bilkul, man to kerta h iska sir ...

(Khayal jhatakte hue) ye mujhe kya ho raha h, m indono ko janti tak ni fir mere mam me ese vichar kyu utpan ho rahe h, kyu m indono se chah ker bhi apni najre ni hata pa rahi , or kyu mujhe itna krodh aaraha h is ladki p, mujhe bhala kya matlab ye jo chahe kare, aakhir ho kya gaya h mujhe.

Naina in uljhano mmk jaal m khudko uljhate hue apni manzil ki or bhad rahi thi.

Wahi dusri or.

Shani lok m jaha devrishi or mata kafi prasan the, lekin na jane kyu shani dev k mukh per prasanta to thi, lekin prasanta se adhik unke mukh per chinta k chinh the.

Devrishi shani dev se :- prabhu jis shubh ghadi intezaar hume, aapko or samast devo ko varsho se wo ghadi aachuki h.

Is sansaar ki 3 mahan shaktiyon ka milan ho chuka h, karan jyoti or naina ka aakhir milan ho hi gaya, ab vo samay dur ni jab is sansaar se samraat or unke aaka kaalbhanu ka nash hoga or is sansaar m punah dharm ki sthapna hogi.

Mata :- devrishi uchit kah rahe h putra, ye to khushi ka avsar h or ese samay p tum itne chintit kyu.

Shani :- mata! Aap or devrishi uchit kah rahe h ye avsar to bahut hi subh h, parantu aapka sikke ek hi pahalu ko hi dekh pa rahe ho, jabki m dono pahaluo ko.

Mujhe bhi is milan ki prasanta h mata parantu is prasanta se jyada Mujhe chinta h aane wali us ghatnakarm ki jo is milan k sath hi aarambh ho chuka h, jis ghatnakram k parinam p na keval karan or uski bahano ka apitu is pure sansar ka bhavishya nirbhar hoga.

Mata, ye naina k swabhaav m achanak parivartan usi ghatnakarm k arambh ka sanket h.

Mata :- putra isme chinta ki kesi baat h, bhale hi naina apni vastvikta se parichit na ho lekin uska anterman ko kahi n kahi ahasas to h hi na bhavishya m hone wale uske or karan k sambandh ka esi jalan or vyavahaar hona swabhavik hi h.

Shani man me :- ye vyavhaar swabhik hi to ni u mata, iske piche ek gurh rahasya h jo meri chinta ka kaaran h, or vidambana to dekhiye m apni chinta ka kaaran aapko bata tak ni sakta, gurudev mahadev k aadesh k kaaran.

Shani jhuti muskan chahre p late hue :- ha mata kadachit aap satya hi kah rahe h, m shayad jyada hi chinta ker raha hu.

Wahi dusri or

Megha humesha ki tarah naina k intezaar m vahi pipal k ped k niche bethi thi ki tabhi us jadui kamre ka darwaza ek tez aawaaz k sath jor se khulta h or waha samraat aajata h.

Samraat ko dekh jaha trijata samet sari dasiya jaha uske aage jhuk jati h, wahi megha use dekhte hi mukh ghunghat ker muh fer leti h.

Samraat ye dekh haste hue :- kya baat h jaan itne varsh bit gaye lekin tum naa badli, are meri jaan itne din baad tumse milne aaya hu kamse kam do shabd prem k to bol lo.

megha :- tumhare ye shabd tum m p bhi lagu hote h dusht, itne varsh vyatit ho gaye tujhe mere ko pane k vyarth prayas kerte hue , lekin tujh mudh budhi m itni akal na aayi ki tu bal se bhale hi sansaar ko jit le, lekin ek sati k satitv ko nii.

Samraat :- sache premi apni manzil ko paker hi dam lete h meri jaan, or m bhi apni manzil yani tumhe pake rahunga.

Megha haste :- sachai or prem jese pavitra shabd tum jese papi k mukh se shobha ni dete dusht, jo kayar ek abla nari se uska sab kuch chin chal se haran ker laye, wo papi kya jane prem kya h.

Samraat haste hue :- yadi baat chal or dhoke ki h to tum bhi meri hi vali catagory m ho jan.

Megha :- kya matlab?

Samraat gusse k sath :- matlab ye kamini, ki tera jhut pakda ja chuka h, varsho purv...

(Megha k paas aate hue) varsho purv tune mujhse jo rahssya chupaya tha wo m jaan chuka hu.

Megha:- kesa sach?

Samraat :- ab anjaan banne ka koi fayda ni meri jaan, mere aane ka maksad tujhe ek khushkhabari dene aaya hu m megha.

Tumhari beti naina , jiske yaha aane ka tu varsho se intezaar ker rahi thi, vo jald hi puri ho gayi h, vo trityao k yani k mere ilake m pahunch chuki h.

Megha ne jese hi ye suna to ek second wo hairan to hui, lekin uski hairani p uski khushi havi ho chuki thi.

Megha :- oh to tumhe aakhir satya ka gyaat ho hi gaya, chalo achi baat h tumhari ankho m mot se pahale ka bhay dekhne ka aanad hi kuch alag hoga.

Samraat :- bhay or samraat ko hahaha, are murkh orat samraat to vo h jiske naam se bhay bhi bhaybhit ho jata h, use tum mrityu ka bhay dikha rahi ho, vo bhi ek mamuli ladki ka jo swayam apni mrityu ki or badh rahi h.

Megha :- mat bhulo murkh ki usi mamuli ladki yani ki meri beti ne tumhare aneko bhut pishach or dayano ka nash kiya h.

Yaha tak ki jis brahamrakshahi ne tumhe beijat ker prayas kiya tha, wo bhi meri beti k hatho ni bach payi.

Samraat gusse se :- hasjhhh murkh teri beti is liye ni jiti kyunki usme dam tha, wo isliye jiti kyuki uske sath khud samraat ka hi ek ansh tha.

Megha :- matlab?

Samraat :- matlab ye ki meri jaan, yaha sirf tumhari hi beti ni tumhare is diwane ki bhi beti aane wali h, jo na keval apne pita k har shatruo ka nash karegi, apitu uske is mahan samrajya ko bhi bhadayegi .

Samraat ki is baat p megha jor jor se hasti h.

Samraat :- tum kyu itna had rahi ho.

Megha haste hue :- murkh lagta h tu mrityu k bhay se satya m bavla ho gaya h, jo apni hi mrityu ko hi apna varis banane ka khwab dekh raha h.

bhul gaya dusht us sati ka shraap jo tujhe usne deh tyagte hue diya tha ki tera apna khun hi tera ant karega or tu murkh aaj usi ant ka badi besabri se intezaar ker rahe ho.

Samraat jhalate hue :- ye do kodi k shraap samraat ka kuch ni bigaad saktw megha, bmsakshat brahamdev ka vardaan h mujhe brahamdev ka, koi bhi dev asur nag kinner mera kuch ni bigad sakta, kuch ni.

Teri vo beti yaha aayegi to jarur lekin jivit wapas ni lotegi or uske ant k sath hi teri akad bhi tutne ka drishy mera aand ko dugna ker dega

Megha :- ek sati k satitv me vo shakti h murkh, jiske aage tridev bhi natmastak ho jate h dusht.

To tu kis khet ki muli h, murkh apni antim ghadiya ginna shuru ker de , vo din ab dur ni jab tera ant k sath meri mukti hogi or m apne parivaar se punh milungi.

Samraat haste hue :- khwab acha h meri jaan, per afsos ye kabhi sach na ho payega.

Or ha lagta h tum sahi kah rahi ho, khushi k mare m bavla hi ho gaya hu, jo tumhe khushkhabari to di parantu adhuri.

Megha samraat ko sawaliya nigaho se dekha...

Samraat :- khushkhabari ye h ki meri jaan teri tere parivaar se milne ki jald hi puri hone wali h, teri ek ni balki 3no ki 3no olaade yaha ane wali h apni mot ko gale lagane, meghamegha , ya m aapko apke purane or asli naam se pukaaru

mrs asha sharma.

Aaj k liye bas itna hi.

Stay tuned
 
Last edited:

Tiwari_baba

Active Member
1,358
3,786
159

Ye raaz to apne ko pahle hi patatha... But ye aisa kyo kiya ye janna hai bas.... Or naina kya karegi ye bhi dekhna padega... Preeti ab kya faisla legi ye bhi dekhna hoga.... Or jab asha se uske sambandh kharab chal rahe the to ye teesra chhakka kaisa laga... Jisse naina paida hui ye bhi.... Or sonam to khair chachi ki ladki hai.... Are nahi yaar kaya hai chachi ki ladki.... Lets see what happens.... Update jaldi diya karo... Itna time
 
Top