• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Pyaar Ya Nafrat ( Completed)

Story achhi hai aur aage likhna chahiye

  • Haa

    Votes: 93 96.9%
  • Naa

    Votes: 3 3.1%

  • Total voters
    96
  • Poll closed .

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 25
Phir Sanjay Aryan ko formula ka double dose dena start karte hai.
Aryan ki body jitna formula accept kar sakti thi Sanjay utna formula insert kardiya. Phir bhi thoda sa formula bach gaya thaa. Woh thaa thoda sa par agar kisi ke haath lag jaaye toh woh usse aur bhi bana sakta thaa.
Formula jaise jaise uski body mein mil raha thaa waise waise Aryan behosh horaha thaa 10 mins mein Aryan puri tarah se behosh hogya thaa.
Ab toh bas intezaar thaa Aryan ki body ka jo uss formula ko accept karegaa.
Aryan ko lab mein hi rakha jaata hai.
Sanjay uska checkup karke bahar aajata hai.
Thodi der baad Sanjay ko Harish ka call aata hai. Woh Aryan ki condition puchte hai. Toh Sanjay unhe bata deta hai abhi formula insert hua hai aur behosh hai.
Thodi der baad Meera ka unko call aata woh bhi unko same puchti hai toh Sanjay usko bhi bata deta hai aur tension naa lene ko bolta hai.
Aaj pure 2 din hogye thee Aryan behosh tha. Uski body mein toh changes aagye the. Ab uski body ko kisi bhi tarah ke weapons se khatra nhi thaa. Ab Aryan ko tabhi maara jaa sakta hai jab uski age hogyi ho. Warna nhi. Yaa phir jab woh marna chahe.
Meera Roj aati aur lab mein Aryan ka haath pakad ke baith jaati aur usse dekhti rehti. Harish bhi 1 baar ghum gaya thaa.
Teesre din Aryan ko hosh aane lagta hai tab kismat se Meera uske paas hi baithi thi.
Aryan ko hosh mein aate dekh woh Sanjay ko bula leti hai. Sanjay aata hai. Kuch der baad Aryan hosh mein aajata hai. Aryan ko hosh mein dekh Meera kas ke uske gale lag jaati hai aur thoda rone lagti hai.
Aryan: Meera main thik hu dekho. Tum rona band karo. Mujhe kuch nhi hua hai. Main bilkul thik hu. Mujhe meri sherni roti hui bilkul achhi nhi lagti. Chup hojao.
Meera apna rona band karti hai.
Par Meera usko chorti nhi hai. Sanjay check karta hai. Toh woh bilkul fit thaa aur pahle se bhi jyaada powerfull hogya tha.
Phir Harish aata hai woh bhi uska haal chaal puchke chal jaata hai.
Sanjay: Ab tumhari body har tarah ke weapon se safe hai tumhe koi bhi weapon nhi maar sakta. Par ek problem bhi hogyi hai.
Meera yeh sunke tension mein aajati hai.
Meera: Kya hua hai mere Aryan ko. Kya problem hai woh thik toh hai. Aryan tum thik ho naa.
Aryan: Haa Meera mujhe koi problem wali feeling nhi aarahi hai. Baba kya problem hai.
Sanjay: Yeh main nhi bata paunga yeh tumhari Maa batayengi aur problem sirf tumhe nhi Meera ko bhi hogi.
Meera: Aryan ke liye har problem ko main face karungi. Aap bataiye mujhe kya karna hai.
Sanjay: Sanjana tum inhe bata do. Main bahar jaata hu.
Yeh bol Sanjay waha se chala jaata hai.
Meera: Aunty aisi kya baat hai. Bataiye na mujhe bahot ghabrahat horahi hai.
Sanjana: Tum ghabrao nhi. Aryan ko kuch nhi hua hai woh completely fit hai. Par...
Meera: Bataiye naa.
Sanjana: Pahle yeh batao tum Aryan se kitna pyaar karti ho.
Meera: Apni jaan se bhi kahi jyaada. Uske bina main jee nhi paungi.
Sanjana: Kya uske life mein kisi aur ladki ke saath adjust kar paogi.
Aryan: Maa yeh aap kya bol rahi hai. Main Meera ke alawa kabhi kisi ke baare mein kabhi soch bhi nhi sakta. Life mein jagah dena toh bahot durr ki baat hai.
Meera: Aap aisa kyo bol rahi hai Aunty.
Sanjana: Aryan ko abhi jo second formula laga hai uske baad isko bed mein koi ek akeli ladki nhi sambhal sakti hai.
Meera: Kyaaa. Yeh aap kya keh rahi hai. Aisa nhi hosaktaa.
Sanjana: Yehi ab iski problem hai. Isko koi bhi akele nhi sambhal sakti. Phir chahe woh kitni bhi powerfull ho. Double dose ki wajah se yeh bahot jyaada aggressive hojayega. 1st dose ke baad toh isko sambhal sakte the. Par ab nhi.
Aryan: Yeh kaise hosakta hai. Main Meera ke alawa kabhi kisi ko apni life mein nhi aane dunga.
Sanjana: Agar aisa nhi hua toh tumhari body extreme heat hojayegi jisse tumhari maut hosakti hai. Aur agar Meera akele tumko sambhalne gayi toh woh bhi mar sakti hai.
Meera: Nhi. Main Aryan ko kuch nhi hone dungii. Main adjust karlungi sautan ke saath. Par Aryan ko kuch nhi hone dungi.
Aryan: Meera yeh tum kya bol rahi ho. Main tumhare bina kabhi kisi ko apni life mein nhi aane dunga.
Meera: Main tumhe nhi kho sakti Aryan. Tumhare liye main kuch bhi kar sakti hu.
Meera yeh sab keh toh rahi thi par uska dil andar se ro raha tha. Aryan ko jhatt se gale laga leta hai. Woh Aryan ke seene se lag ke rone lagti hai.
Aryan: I am Sorry Meera. Meri wajah se tumhe yeh sab sehna padh rah hai.
Meera: Nhi Aryan shayad kismat ko yehi manjur ho. Aur main dusri ladki ke liye tumhe permission deti hu.
Aryan: Nhi Meera yeh possible nhi hai. Tumhare saath yeh dhokha hoga. Mujhe pata hai tumhe bahot takleef hogi.
Meera: Mujhe koi takleef nhi hogi. Mere liye tumhari jaan se badh kar kuch nhi. Par ladki main choose karungi. Jo tumhare liye bani hogi jo tumhr samjhegi woh hi aayegi.
Aryan: Kya tum sure ho.
Meera: Tumhare liye kuch bhi.
Sanjana: Tumhara pyaar mahan hai Meera. Aajke jamane mein koi ladki kisi ladke ko dusre ke saath dekh le toh jaan se maar de. Aur tumne apne pyaar ke liye sautan ko accept karliya.
Meera: Mere liye Aryan se badh kar kuch nhi. Aur jab tak woh dusri ladki nhi milegi hum shaadi nhi karenge.
Aryan: Aur agar woh dusri ladki tumko accept karegi tabhi main usko accept karunga.
Meera Aryan ke gale lag jaati hai. Phir woh bahar aate hai. Thodi der waha rehne ke baad Meera ghar chali jaati hai.
Agle din Aryan college aata hai. Meera uske saath hi thi. Sab log Aryan ko dekhte hai.
Karan: Kya baat hai Aryan mujhe aisa kyo lag raha hai tum pahle se jyaada body builder lag rahe ho.
Yash: Haa bhai. Mujhe bhi aisa hi lag raha hai. Thode tips mujhe bhi de de. Taaki koi ladki impress hojaaye. Yeh usne Preeti ko dekh kar bola thaa.
Aryan: Aise koi baar nhi hai. Tumhara weham hoga. Kuch din baad dekh rahe honaa shayad isiliye. Aur tujhe ladki ki kya jarurat tere liye maine ek ladki pasand karli hai woh tujhe jarur pasand aayegi. Tujhe jald hi mila dungaa. Yeh keh woh Yash ko ek aankh maar deta hai. Jisse woh samaj jaata hai yeh Aryan ka plan hai.
Yash: Sach mein bhai. Tu great hai. Iska matlab main kunwara nhi marunga. Waise kaun hai woh ladki.
Aryan: Aree tu usse jaanta hai. Aree tujhe yaad hai kuchh din pahle maine tujhe ek ladki ki tasveer send ki thi. Wohi hai. Mere khyaal se toh woh bhi tujhe pasand karti hai.
Yash: Achha woh. Haa woh toh sach mein khubsoorat hai. Mujhe bhi woh achhi lagi thi. Thik hai main usse mil lunga.
Jab yeh log baate kar rahe thee tab Aryan ka dhyaan sirf Preeti ke upar thaa jiska chehra ab puri tarah se murjha gaya thaa. Shakal bhi rone jaisi hogyi thi. Ab usse waha rukhna mushkil horaha thaa.
Preeti: Main washroom jaake aati hu. Yeh bol woh waha se nikal gayi. Uska chehra dusri taraf thaa par yeh confirm thaa woh ro rahi thi.
Meera Aryan ke kandhe mein maarte hue. Kya jarurat thi yeh jhooth bolne ki. Dekho kaise bechari chali gayi aur shayad ro bhi rahi hai.
Sonal: Haa Aryan yeh kuch jyaada hogyaa.
Aryan: Aree yeh jaruri thaa warna woh apne pyaar ko nhi samaj paati. Ab jab uske man mein yeh darr baith gaya hai ke Yash kisi aur ka hojayegaa. Ab woh kaise bhi karke apni feelings ko express karegi.
Karan: Yeh toh hum bhi jaante woh iss gadhe se pyaar karti hai but confuse hai. Par kahi woh yeh naa sochle ke agar Yash uss photo wali ladki ke saath khush hai toh woh inndono ke bich nhi aayegi.
Sonal: Karan ki baat mein point hai.
Aryan: Toh tum ladkiyan kis liye ho. Jao aur usse uske pyaar ka aihsaas karao. Usko bolo ke woh apni feelings ko confess kare.
Meera: Chalo thik hai. Hum aate hai. Chal sonal.
Phir Meera aur Sonal waha se Preeti ke paas chale jaate hai. Jaha woh baith ke ro rahi thi.
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244

Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,706
17,759
189

Awesome updates
 
Top