• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Pyaar Ya Nafrat ( Completed)

Story achhi hai aur aage likhna chahiye

  • Haa

    Votes: 93 96.9%
  • Naa

    Votes: 3 3.1%

  • Total voters
    96
  • Poll closed .

Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
Update 21
Aryan: Achha lekin abhi toh koi mere taange todne ki baat kar raha thaa.
Meera: Haste hue. Achha kisne kahi yeh baat jara mujhe batana toh main dekhti hu usse meri jaan ko haath lagayegi.
Aryan: Rehne do hai ek sherni. Main khud nipat lunga. Haa woh alag baat hai kabhi kabhi main khud darr jaata hu uss sherni se.
Meera: Haste hue. Darna bhi chahiye. Warna kuch log belagam hojaate hai.
Aryan: Achhaaaa.
Meera: Haaa. Ab agar kabhi itna busy honaa toh ek msg kardiya karnaa. Kam se kam mujhe chainn rahegaa. Warna mera mann ghabraa jaata hai.
Aryan: Achha meri jaan ab se khayal rakhunga. Chalo ab so jao. Kal college mein milte hai. Byee. Good Night.
Meera: Thik hai. Byeee. Good Night.
Phir woh log so jaate hai.
Roj ki tarah aaj ka din bhi same hi guzra.
Idher Ashok,Rahul aur Neha Aryan se badla lene ke liye tarap rahe thee. Uski wajah se unlogon ki kitni beizaati hui. College se nikal diya gaya. Aur woh log apna drugs jo college mein use karne wale thee woh bhi nhi ho paaya.
Upar se Aryan ke unke drugs jala dene se unka jo nuksaan hua thaa usse woh aur bhadke hue thee.
Upar se unka boss bhi unka upar bhadka hua thaa. Uska bhi toh crore ro ka loss hogya thaa.
Unhone jaise bhi karke apne boss ko manwa ka dobara se drugs mangwa liye. Rahul aur Neha ke dosto ko toh pahle se hi drugs ka nasha lag gaya thaa. Isiliye woh unki madad se college mein drugs faila sakte the.
Yeh log samaj gaye thee Aryan ko taqat se harana possible nhi hai. Isiliye usse dimaag se harana hogaa. Woh plan sochne lagte hai.
Aur jald hi Rahul ko ek idea aajata hai. Woh Ashok aur Neha ko plan batata hai. Jisse woh Aryan ko college se nikalwa ke badnam karwa ke usko humesha humesha ke liye jail mein bhi dalwa sakte hai. Jisse uska career toh barbaad hojayegaa.
Neha: Aur phir uss Meera ko bhi dekh lenge. Mujhe thappad maara thaa naa. Uska aisa haal karungi ke saari zindagi royegi.
Woh teeno apne plan pe kaam karna start kar dete hai.
Idher Agle din Aryan college aajata hai jaha woh log class karte hai. Yash abhi bhi sirf Preeti ko ghurta hi rehta hai. Jisse Preeti bhi notice karti hai but ignore karti hai.
Yash Preeti ko impress karne ki puri koshish karta hai. Par Preeti usse jyaada bhao nhi deti.
Preeti Khanna- Yeh ek bahot hi sweet si ladki hai. Iska duniya sirf iske mom dad hi hai. Iske dad ek businessman hai. Paise ki koi kami nhi hai. Par isko jara sa bhi ghamand nhi hai. Humesha Simple rehna pasand karti hai.
Aise hi college khatam hota hai. Aaj Aryan bike se aaya thaa. Isiliye woh aur Meera aaj ek long drive par jaate hai. Woh log Jungle ke raaste se jaarhe hote hai tabhi unhe kisi ladki ke chikne ki awaaz aati hai. Aryan bike rok deta hai. Woh aur Meera uss awaaz ka pichha karte hue waha jaate hai. Toh dekhte hai kuch gundee uss ladki ke saath jabardasti kar rahe thee.
Aryan: Yeh kya horaha hai chorr do uss ladki ko.
G1: Abee chal nikal le warna tere saath jo ladki hai naa uss bhi yehi rakh lenge. Chal nikal.
Aryan: Lagta hai tumhe apni jaan pyaari nhi hai.
G2: Abee tu jaanta hai hum kiske aadmi hai. Hum Ranjit bhai ke aadmi hai.
Aryan: Aree waah achha hua bata diya ab toh jyaada marungaa kyoki tere uss Ranjit bhai se mera bhi kuch banta hai. Aaj uski kasar tumlogo pe hi nikalungaa.
Gunde ladki ko chorr Aryan ko maarne aate hai.
Ladki unn gundon se chutte hi Meera ke paas bhag jaati hai. Meera usse sambhal leti hai.
Idher Aryan ko gunde marne aate hai toh Aryan unhe 3 mins mein hi nipta deta hai. Woh gunde bhi itni maar khaane ke bhag jaate hai.
Aryan: Aap thik hai.
Ladki: Haa main thik hu. Aaplogo ka shukriya. Agar aaplog time pe naa aate toh pata nhi aaj kya hotaa.
Meera: Aree isme shukriya kaisa. Waise aap akele yaha kya kar rahi thii.
Ladki: Woh main job interview ke liye gayi thi. Wapas aate waqt unn gundon ne mujhe pakad liyaa aur yaha pe laake jabardasti karne lage.
Meera: Oo. Waise aapka naam kya hai.
Ladki: Mera naam Sameera hai.
Aryan: Achha. Waise aap ko job kyo chahiye.
Sameera: Woh mere ghar mein meri maa ke alawa koi nhi hai. Maa bimaar rehti hai. Isiliye main job khoj rahi thi. Maine MBA kiya hua hai. Aur Stock Market mein bhi achhi knowledge hai.
Aryan: Achha hai. Achha agar aapko thik lage toh aap mere liye kaam kar sakti hai.
Sameera: Main samjhi nhi.
Aryan: Dekhiye mujhe business karna hai. Mere paas paise toh bahot hai. Par mujhe business ka koi knowledge nhi hai.
Sameera: Agar aap bura naa maane toh kya main jaan sakti hu aap ke paas itne paise kaise aaye.
Aryan: Ji woh maine thodi bahot underground fights ki thi jisse mujhe waha se paise mile. Phir maine thoda stock market mein invest kiya tha aur waha se kuch company ke shares khareede the jisse mujhe bahot faiydaa huaa aur phir maine woh shares bech diye. Jisse filhal mere paas bahot paise hai.
Sameera: Achhaa.
Aryan: Toh kya aap mere liye kaam karengi. Aapki salary 1 lakh per month hogi.
Sameera: Ji main taiyaar hu.
Aryan: Good. Toh aap ek kaam kijiye kisi aise factory ya jameen dekhe jo bechne ke liye ho.
Sameera: Ji thik hai. Main kal se hi kaam start kardeti hu.
Aryan: Yeh lijiye yeh mera number hai aap mujhe isme call karlijiyega.
Aur yeh lijiye yeh inka ( Meera) number. Agar kabhi mera number naa lage toh aap inse saari baatein kar lijiyega.
Sameera: Ji yeh.
Aryan: Oo I am sorry humlogo ne toh apna Intro diya hi nahi.
Main Aryan. Aryan Malhotra. Aur yeh hai meri boss Meera.
Sameera: Boss!
Meera: Yeh mazaak kar raha hai. Humdono ek dusre se pyaar karte hai. Isiliye yeh aisa bol raha hai.
Sameera: Oo achha. Waise aaplog kya karte hai.
Meera: Humlog abhi college ke first year mein.
Sameera: Aaplogo ko dekh kar lagta nhi hai.
Aryan: Chaliye aapko chorr dete hai.
Sameera: Aree nhi nhi iski koi jarurat nhi hai main chali jaungi.
Meera: Yaha par aapko koi gaadi bhi nhi milegi. Aap kaise jayengi. Chaliye hum aapko chore dete hai.
Sameera: Ji thik hai.
Phir woh log Sameera ko uske ghar chore dete hai. Aur waha se apne ghar ki taraf nikal padhte hai.
Meera: Aryan tumne uske upar kuch jaldi hi bharosa nhi kar liya.
Aryan: Nhi jaan maine uske aankho mein sachayi dekhi hai. Isiliye tension ki koi baat nhi hai. Aur waise bhi humhe business ka koi knowledge nhi hai. Aur usne MBA kiya hua hai. Aur usse Stock Market ka bhi achha knowledge hai. Isiliye woh iss kaam ke liye ekdum perfect hai.
Meera: Acchi baat hai.
Phir woh Meera ko uske ghar chorr ke apne ghar aake lunch karke thoda so jaata hai. Phir sham ko uth roj ki tarah fighting practice karta hai. Phir lab mein chala jaata hai. Jaha Sanjay abhi bhi experiment mein laga hua thaa.
Aryan bhi uski thodi help karta hai. Phir woh log dinner karke sojaate hai.
Aise din guzarne lagee. Roj Aryan ka college. College mein Yash ka Preeti ko impress karna. Aryan aur Meera ka pyaar. Fighting practice. Experiment yehi sab chal raha hota hai.
Sunday ko Aryan aur Meera aise hi car mein ghumne nikalte hai. Tabhi inko.Sameera ka call aata hai.
Aryan drive kar raha thaa isiliye call Meera ne receive kiya.
Meera: Haa Sameera ji boliye.
Sameera: Meera Ma'am Aryan Sir nhi hai.
Meera: Haa woh drive kar raha hai boliye call speaker pe hai woh sunn raha hai.
Sameera: Ma'am Sir woh mujhe ek factory mili hai jo for sale hai. Uske owner ko koi bahot bada loss hogya tha isiliye woh yeh factory with land bechna chahte hai.
Aryan: Achha toh aapne sab dekh liya hai naa.
Sameera: Ji sir maine sab kuch dekh liya hai. Land aur factory ke papers sab sahi hai. Aur land ki position bhi achhi hai.
Aryan: Achha toh kitna price bol raha hai.
Sameera: Sir 80 crore.
Aryan: Toh kya woh sahi price bol raha hai.
Sameera: Haa sir price thik hai.
Aryan: Thik hai toh sab kuch wapas ekbaar thik se dekh lijiye aur deal final karke staff ka recruitment start kardijiye. Aur aap uss owner ka Account details mujhe yaa Meera ko send kijiye. Main amount transfer kar deta hu.
Sameera: Ok sir.
Phir Aryan call cut kar deta hai. Thodi der baad phir Sameera ka call aata hai.
Aryan: Haa Sameera ji boliye.
Sameera: Sir woh main puchna bhul gayi Papers kis naam se ready karwau.
Aryan: Hmm papers aap AM ke naam se karwaye.
Sameera: Sir AM?
Aryan: AM matlab Aryan Meera.
Sameera: Okk Sir.
Phir call cut hojaata hai.
Meera: Tumne mera naam kyo diya.
Aryan: Tum meri zindagi mein ho. Yeh bas ek company hai.
Meera: Achhaaaa.
Aryan: Haaaa.
Phir aise hi yeh log ghumne lagte hai phir apne apne ghar chale jaate hai.
 
mashish

BHARAT
8,082
25,904
203

superb update
 
Rizwan

Active Member
1,235
3,334
143

Fantastic update Hy Devil BAHI
 
Top