• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery PYAAR KI BHOOKH ( COMPLETE)

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Waiting for next

Updates comming tonight.....

Thanks buddy.....
 
  • Like
Reactions: Aakash. and amita

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Update - 358




Ab Aage.........



Mera sawaal sun kar dad ekdam se chounk gaye....

Akash- achanak se ye sawaal kyo.....??

Main- achanak se nhi dad.....ye sawaal to mere dimaag me pichle kai dino se tha....bas main soch nhi pa raha tha ki ye sawaal aapse karna theek hoga ya nhi....

Akash- kyo....kya mere bete ko mujhse koi sawaal puchne ke liye kisi khas waqt ka intzaar karna hota hai.....

Main- nhi dad....aisi baat nhi hai...bas main aapki paresaani nhi badana chahta tha.....

Akash- paresaani.....par mujhe kya paresaani hai...main to bilkul theek hu....tumhe aisa kyo laga....

Main- dad.....aap bhale hi kuch bhi kahe....par main acchi tarah se janta hu ki aap mujhe le kar kitne paresaan rahte hai...khas kar ki meri mout ke drame ke baad......right....

Akash- hmm...paresaani to hai...aur ab to kahi jyada paresaani hai....par iska matlab ye to nhi ki main apne bete ke sawaalo ka jawaab bhi na de saku.....idhar aa....main batata hu....aa...

Fir dad ne mujhe apne sath bed par baithaya aur bolna suru kiya......

Akash- beta....teri maa ka jana...meri jindagi ke ek hisse ka ant tha.....isliye pahle tu wo jaan le jo jindagi maine teri maa ke jane se pahle jee hui hai.......

Main- saayad main janta hu....saayad bahut kuch.....

Akash- mujhe pata hai ki tera isara kis baat ki taraf hai....fir bhi...kyoki ek pita hone ke naate ye mera farz banta hai ki main apni aoulaad ko apne baare me sab saaf-saaf batau....taki mera beta ye samjhe ki uska pita kaisa insaan tha.....

Main- iski koi jaroorat nhi dad....aap mere liye best the...best ho....aur hamesha best rahoge.....

Akash(muskura kar)- ye to tumhare dil me mere liye pyaar bol raha hai beta....par main chahuga ki mera beta apne dimaag se kaam le...aur ye sach accept kare ki asal me uska baap kaisa insaan hai.....ok...

Main- hmm...

Akash- to suno....aaj main tumhe wo saari baaten batata hu...jo saayad puri ki puri kisi aur ko nhi pata....siwaaye tumhari maa ke......

Fir akash ne waqt ke panne dowara khole aur apne bachpan se le kar alka se milne tak ki saari baaten ankit ko bata di....jinme se lagbhag sabhi baaten ankit ko pahle se pata thi.....

Akash ka sarita se milna.....sarita ki wajah se use sex ka chaska lagna.....aazaad ki aiyaashi ka pata chalna.....dharmesh ke sath mil kar aiyaashiyan karna.....dharmesh ke kahne par uski maa-behen tak ko chodna.....sahar padhai karne aana......dayna aur rosy se rishta banana.....salmaan ki maa ke sath wala incident.....

Alka se pyaar hona.....aiyaashi ko hamesha ke liye chhodne ka tay karna...ye sab kuch akash ne ek-ek jar ke ankit ko bata diya.....

Akash- beta.....main manta hu ki maine jawani ke josh me kai galat kaam kiye....halaki main puri tarah se ise galat nhi manta....fir bhi galti to ki thi....

Par jab main tumhari maa se mila....tab main pyaar ka ek naya matlab jana....

Alka se pahle meri jindagi me jo bhi ladki ya aourat aai thi...use maine sirf hawas ki najar se dekha tha....

Par alka ko dekh kar mere dil me hawas nhi jaagi....balki usme mujhe meri jindagi dikhai di.....

Par alka ko pana itna aasaan nhi tha.....wo dil se jitni nek thi....dimaag se utni hi garam....aur khas kar un logo se to use bahut nafrat hoti thi jo log galat kaam karte hai.....

Alka bahut kam hi gussa hoti thi....par jab bhi wo kuch galat dekhti to uska gussa saatwe aasnaan par pahuch jata tha....fir wo us galat kaam karne wale ke liye kisi mout se kam nhi hoti thi......

Isliye mujhe usse baat karne me bhi 2 mahine lag gaye the...kyoki mujhe dar tha ki kahi ise meri aiyaashi ke baare me pata chal gaya to wo mujhse baat karna to door...meri sakal bhi nhi dekhegi.....

Par saayad meri kismat acchi thi....alka ko mere baare me kuch bhi pata nhi tha.....aur uper se meri ek acchai ne uske dil me mere liye jagah bana di thi.....

Asal me ek baar maine college me kuch ladke-ladkiyon ko drugs lete dekha......to main seedha unse bhid gaya aur drugs bechne aur khareedne walon ko college se baahar karwa diya.......

Bas meri yahi acchai mujhe alka ke paas lane me madadgaar rahi.....

Fir waqt gujarne ke sath hum dono ki najdikiyan badi aur maine uske saamne apne pyaar ka ijhaar kar diya.....

Par jawaab me alka ne sirf ek baat boli.....usne kaha ki agar main usse saccha pyaar karta hu to mujhe apne baare me sach-sach batana hoga....ki main kaisa insaan hu...kya karta hu....pasand...napasand.....tab hi wo koi jawaab degi.....

Uski baat sun kar main paresaan ho gaya...main sochne laga ki agar maine use sach bola to kahi wo mujhe chhod kar na chali jaaye....par pata nhi kyo...mujhe uska chehra dekh kar yahi laga ki is ladki ko jhooth bolna theek nhi.....

Aur fir maine alka ko apni saari jindagi bayaan kar di.....jise sun kar uski aankho me aashu aa gaye aur wo waha se chali gai.....

Tab mujhe laga ki maine alka ko hamesha ke liye kho diya....par saayad maine pichhle janm me kuch acche kaam kiye the....jiski wajah se alka mere paas lout kar aai....

Kareen 3 hafton baad mujhe ek ladki ne aa kar bola ki alka mujhse milne ke liye saam ko garden me intzaar karegi....to main dar gaya....kyoki main to yahi soch raha tha ki wo mujhse gussa hai....

Par jab hum mile to wo hua...jo maine socha bhi nhi tha....alka ko meri sacchai bhaa gai......aur usne mere pyaar ko kabool kar liya....

Asal me is douraan alka ne mere baare me bahut kuch pata karwaya tha....aur jab usne ye paya ki maine use ek-ek baat sach boli hai to meri sacchai uske dil me ghar kar gai....

Us din alka ne mujhse bas yahi bola tha ki....use meri purani jindagi se koi matlab nhi...par us din ke baad meri jindagi me sirf ek ladki hogi....wo thi alka.....

To maine bhi alka ki baat maan kar apni purani jindagi ko khatm kar diya tha....meri saari aiyaashiyan khatm ho chuki thi....ab meri life me sex se jyada pyaar ki ahmiyat thi....alka ke pyaar ki.....

Par tabhi meri behan aakriti ki saadi hui...aur us douraan sarita ne mujhe ek aakhiri baar sex karne ke liye majboor kar diya.....

Aur saayad yahi wo kaam tha...jiski mujhe bahut badi keemat chukani padi....

Sarita ne mujhse sex kar ke mujhe aisa fasaya ki uski wajah se meri maa ko aatmhatya karni padi..mere papa ko sabke saambe sharminda hona pada....mere bhai -behan ki najron me, main ek balatkari ban gaya....yaha tak ki meri jaan se pyaari meri aarti ne bhi mujhe galat samjh liya....

Par us waqt sirf alka ki aisi thi...jisne mujhe samjha....meri harqat ki sacchai ko gahraai se samjh kar mujhe maaf kar diya......

Uske baad meri jindagi me sirf ek hi khushi baki rah gai thi....wo thi alka.....

Fir humne saadi ki aur apna naya sansaar banane lage......par humare dushmano ko ye majoor nhi tha....isliye mujh par 3 baar jaanlewa hamla hua....par kismat ne mera saath diya aur main bachta raha....

Tab alka ne mujhe us sahar se door aane ke liye mana liya aur hum is sahar me aa gaye.....

Aur fir alka ke paison se maine ek chota sa business suru kiya.....aur kuch hi waqt me hum yaha khushi-khushi jeevan bitane lage....

Aur tabhi humari jindagi me...humari sabse badi khushi aai....wo the tum....tumhare aane ke baad jaise humari khushiya din-raat badne lagi....

Mera business teji se aage badne laga....aur tumhare 1 saal ke hote-hote mera business itna accha chal nikla ki hum chhote se ghar se is aalissan ghar me aa gaye.....

Halaki agar hum chahte to bina business ke bhi isse bada ghar khareed sakte the...kyoki tumhari maa ke paas bahut paisa tha....

Par maine usse utne hi paise liye the...jitne ki mujhe jaroorat thi....kyoki main nhi chahta tha ki aazaad ka beta apni biwi ke paison ki dam par aish kare...

Main chahta tha ki main khud mehnat kar ke apni biwi-bachhe ko jindagi ki sari khusiyan de saku....aur alka ne meri soch ka pura khyaal rakha......

Mera business safal hone ke baad maine uske diye huye paise bhi bapis kar diye....jo usko tumhare liye surakshit rakhe the......

Fir humari jindagi me khusiya ki bahaar chaai rahi.....jab tak ki mujhe ek jaroori kaam se usi sahar bapis na jana pada...jis sahar me...main tumhari maa se mila tha.....

Ek din mujhe ek call aaya....usne mujhe ek bada order dene ki peshkas ki.....to maine usse milne ko haa bol diya....

Par jab maine uske sahar ka naam suna to main soch me pad gaya.....ki alka ko batau ya nhi... .

Main janta tha ki alka nhi manegi....par order bahut bada tha.....isliye main aadha jhooth bol kar client se milne chala gaya.....

Maine alka se sirf sahar ka naam galat bola...baki sab sach hi bataya....aur deal karne pahuch gaya...

Aur fir wahi deal meri jindagi ka sabse bura waqt le aai....

Jab main sahar me pahucha to client ne mujhe 1 din rukne ka bol diya....aur fir agle din milne se hi mana kar diya....

To main gusse se bapis aa gaya....aur yaha aate hi mujhe alka ki laash dekhne ko mili.....

Ye bolte hi akash ki aankhe nam ho gai....aur wo dusri taraf ghoom kar apni aankhe saaf karne laga.....

Main- dad....

Akash- huh...sorry beta....wo...khair....bas yahi thi puri kahani......main bas itna janta hu ki alka ke seene me dard hua to savita use hospital le gai....aur fir jab main bapis aaya to mujhe uski mout ki khabar mili....

Main- aapko savita ne pahle kuch bataya.....call bhi nhi kiya.....???

Akash- wo karna chahti thi....par tumhari maa mujhe paresaan nhi karna chahti thi....isliye usne savita ko mana kar diya tha....

Main(hairani se)- ye baat to samjha ki mom ne aapko isliye nhi bataya kyoki wo nhi chahti thi ki aap paresaan ho...fir bhi...aapko ye to pata hoga hi ki mom ko problem kya thi...koi badi beemari....

Akash- isi baat ka to dukh hai beta....ki alka ne mujhe uski bimari ke baare me kabhi kuch nhi bataya...darasal uske dil me ched tha.....aur ye baat wo acchi tarah se janti thi ki uski jindagi me kuch hi waqt baki hai....fir bhi usne mujhe na kabhi bataya..aur na hi mujhe ye ahsaas hone diya ki wo takleef me hai.....

Main- saayad wo aapko khush dekhna chahti thi...isiliye nhi bataya.....

Akash(muskura kar)- hmm...sahi kaha...usne meri khushi ke liye sabkuch haste-haste saha....aur ek main hu...jo usko koi khushi nhi de saka....yaha tak ki tumhe bhi theek se sambhal nhi paya....

Main- aap aisa kyo bol rahe hai....aapne mujhe wo sabkuch diya jiski mujhe jaroorat thi.....

Akash- siwaaye waqt ke....hai na....aur saayad yahi wajah hai ki tum us raste par chal pade jo tumhari maa ko kabhi pasand nhi tha.....agar wo humare sath hoti to saayad tum is galat kaam ko kabhi na kar paate.....

Main- nhi dad....isme aapki galti nhi.....ye to humare dushmano ki chaal thi....unhi ne apne ek mohre ki help se mujhe is daldal me dhakela.....

Akash- renu......hai na....janta hu....par unki chaal kaamyaab kyo hui....isiliye na kyoki main tumhare sath nhi tha.....aur tum akelepan ka shikaar ho rahe the...aur isi ka fayda humare dushmano ne uthaya....hai na......

Main- saayad aap apni jagah sahi hai....par main is sabke liye apne aapko jimmedaar manta hu...kyoki wo main hi tha jo renu ke bahkawe me aaya tha....main agar chahta to use mana kar sakta tha...par ye meri choice thi....mujhe usne force nhi kiya tha dad....to galat koun...main hi na....

Akash- saayad tum theek kah raho ho beta....koi bhi insaan hume raste dikha sakta hai...par us par chalne ki jimmedari humari hoti hai.....ye rasta dikhane wale ki jimeedaari nhi ki tum us raste ko chunte ho ya nhi.....

Main- leave it dad.....jo hua so hua....ab is baare me kya sochna.....ye waqt aage dekhne ka hai......hai na dad.....

Akash- ha beta...par dhyaan rakhna....is ladai me bahut khatra hai.....

Main- main janta hu dad....par ye ladai ladna bhi jaroori hai....nhi to hime bina lade hi khatarnak anjaam dekhna hoga....

Akash- tu mujhe darane ki kosis kar raha hai kya....

Main(muskura kar)- main aapko darauga.....ye kabhi ho sakta hai dad....ye to aap bhi jante hai ki main jaisa bhi hu...wo sirf aapki wajah se hu...mera dimaag...meri soch....sab kuch aapki hi den hai dad.....

Akash(muskura kar)- aur wo sab bhi....hai na.....sahi hai beta....jaisa baap...waisa beta.....haha.....

Main(has kar)- ji dad.....isliye aap firk na kare....ye ladai hum hi jeetege....

Akash- hmm....par tum ye ladai akele nhi ladoge.....main bhi tumhare sath laduga...samjhe.....

Main- nhi dad....plz....main aapko kisi problem me nhi dalna chahta....plz dad....

Akash- beta....saayad tum bhool gaye ho ki akash asal me kya hai.....main to bas tumhari maa ki wajah se badal gaya tha.....agar apni purani fitrat par aa gaya na...to tum nhi jante ki...

Main(beech me)- janta hu dad....acchi tarah se janta hu.....par ye meri request hai ki abhi ke liye aap is sab se thoda doori banaye rakhe.....mujh par bharosha kare dad....main un sab par bhari hu....

Akash(muskura kar)- ye to main bhi janta hu....aur uper se tumne jo training le rakhi hai....us se to tumne mujhe kahi piche chhod diya....par kya karu beta...baap hu na....meri chinta tu nhi samjh sakta....

Main- sahi kaha....ek pita ki chinta wahi samjh sakta hai jo khud kabhi pita bana ho.....fir bhi dad....abhi aapko is sab se door rahna hoga....

Akash- theek hai...main teri baat manta hu....par tu mujhe sab kuch sach-sach batayga to....

Main(muskura kar)- theek hai dad...par us ke pahle aapko kuch dikhata hu...saauad aapko thodi takleef bhi ho sakti hai....fir bhi...dekhiye....

Aur fir maine apne mobile me ek vedio play kar diya....jise dekhte hi dad ki aankhe fati ki fati rah gai......

Akash- nhi....ye nhi ho sakta.....ye..ye jhooth hai...ye nhi ho sakta.....

Main- ha dad...lagta to mujhe bhi aisa hi hai....par hum is baat ko halke me nhi le sakte.....

Akash(gusse se)- matlab kya hai tera...kya tujjhe ye lagta hai ki tumhari maa jinda hai....haa...

Main- nhi dad...main kuch nhi kah raha...par main is vedio ko dekh kar ignore bhi nhi kar sakta na....mujhe pata karna hi hoga ki meri maa ke baare me ye vedio aakhir aaya kaha se.....ye kiska kaam hai....sab kuch.....

Akash- par ye jhootha hai....teri maa ko gijre huye saalon beet gaye hai....aur aaj ye vedio.....nhi...ye fake hai beta....waise bhi teri maa ko koi is tarah baandh kar nhi rakh sakta tha...wo koi kamjor aourat nhi thi.....wo akele hi 10 mustando par bhari pad sakti thi....

Main- janta hu dad....ye sab janta hu....par main ise aise hi nhi chhod sakta...kyoki aap ise gour se dekho...isme mom ki age utni hi dikh rahi hai jitni aaj hoti....to saayad....

Akash(gusse se)- to kta nain jhooth bol raha hu....kya tu ye kahna chahta hai ki teri maa ki mout ek jhooth hai...haa...

Main(joor se)- nhi dad...main aisa kuch bhi nhi soch sakta.....par sacchai to pata karni hi chahiye na...aakhir wo meri mom hai....koi aur nhi....

Akash- hmm..sorry...wo mujhe gussa aa gaya tha....tumhari baat sahi hai.....hum aose hi is baat ko bhool nhi sakte.....

Main- i m sorry dad...maine aapse is tarah se baat ki....

Akash- koi baat nhi.....tu sahi hai.....hume pata karna hi hoga ki is vedio ka sach kya hai.....hmm...

Main- maine kaam suru jar diya hai dad...jaldi hi sab clear ho jayga....

Akash- hmm..ek minute....isiliye tu puch raha tha ki teri maa ki mout kaise hui...hai na...

Main- ha dad.....par ab main sure hu ki ye vedio wali meri maa nhi ho sakti....par jo bhi ho....main ise chhoduga nhi....

Akash- ha beta....ye tumhari maa nhi ho sakti....kyoki maine khud usko apne hatho se hi bida kiya tha.....meri alka.....mujhe chhod kar.....

Ye bolte huye akash ki aankhe nam ho gai.....

Main- dad....jis kisi ne bhi ye ghatiya harqat ki hai....main usko chhoduga nhi....bilkul nhi....

Akash(aankh saaf kar ke)- hmm...ab vata...tera plan kya hai....aur mujhse kuch chhipana mat....mujhe har ek baat jaanni hai.....tere sath koun hai...tere khilaaf koun hai....tu aage kya jarne wala hai....sab kuch....ab bol....

Main(man me)- sorry dad...aapko pura sach to nhi bata sakta....par aapko kuch batana jaroori bhi hai....saayad tabhi main aapko safe rakh sakuga.....

Akash- kya soch raha hai....bata na...

Main- ji dad...par us se pahle main aapse mom ke gharwalo ke baare me janna chahta hu....

Akash- mm atlab tumhare mama-mami....

Main- ji dad....dad...kya aapne mom ke muh se rekha naam suna tha kabhi....

Akash- ha...wo to alja ki behan thi...tumhari mousi....

Main- ohh...aap us se mile ho.....??

Akadh- nhi....kyoki wo meri sadi ke pahle hi kisi gunde ke chakkar me pad gai thi...to tumhare nana ne usse saare rishte tod diye the.....par tu uska kyo puch raha hai....koi baat hai...

Main- nhj dad....bas yu hi....wo mujhe mami ne bataya tha...par puri baat nhi... to socha aapse puch lu....waise dad...aapko koi aisa yaad hai jisse mom ki koi dushmani rahi ho....i mean unke ghar me...koi frnd...

Akash- beta...teri mom ne neki karne ke chakkar me kai bure logo ko sabak sikhaya tha....to wo sab use dushman manege hi na....par aisa koi khas dushman to meri najar me koi nhi...haa..koi chupa rushtam ho to kah nhi sakta....

Main- hmm..dekhte hai ye vedio wala rushtam koun hai.....ok dad...ab aaraam kare..raat bahut ho...

Akash(beech me)- pahle plan bata.....badmashi nhi....

Main(muskura kar)- oh haa..sorry bhool gaya tha....

Aakash- badmaas...chal ab bata...aur sab sach batana....ok...

Main- ok dad....suniye.......

Aur fir maine dad ko wo sab bataya...jo main batana chahta tha....par wo sab chhipa liya....jo main unhe filhaal nhi batana chahta tha........

Dad se baat karne ke baad jab main unke room se bahar nikla to mera saamna parul se hi gaya....jo kaafi paresaan dikh rahi thi......

Main- are parul...kya hua....tum soi nhi....

Parul- nhi bhaiya...mujhe aapse kuch baat karni thi....

Main- ohh...ok...aao room me.....

Aur fir main parul ke sath apne room me chala gaya......
 

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Update - 359


Ankit ke secret house me.........


Raat ke kareeb 11 baje ek sath 5 car aai aur secret house ko charo taraf se gher liya.....

Aur fir cars me se aadmi bahar nikal kar aaye aur bhagte huye ghar me dakhil ho gaye.....

Andar aate hi unka saamna ghar ki raksha karne wale aadmiyon se ho gai....

Par ghar wale aadmi is waqt rest kar rahe the...isliye unke hathyaar unse doir the....

Aur usi baat ka faayad bahar wale aadmiyon ko mil gaya...,.un logo ne sabhi ko bandook ki nok par rassiyon se baandh diya aur fir ek kamre me kursi par bandhe S (salmaan) ko aazaad kar ke apne sath le gaye....

Aur jate-jate ghar ka me tod fod kar gaye....aur bahar aa kar gate goliyon se challi kar ke nikal gaye......

Thodi der baad wo log S ke sath ek room me khade the ......is waqt uski aankho par patti aur hatho me rassi bandhi hui thi.....

S - hello....koun hai yaha....aur mujhe yaha kyo laaye ho.....aur meri aankhe.....kholo mujhe.....

S ki baat ja jawaab kisi bhi aadmi ne nhi diya.....aur fir us room me 1 aourat aur 1 mard dakhil huye.....

Aur un dono ne aate hi apne aadmiyon ko isara kiya....to unhone S ke hatho ki rassi aur aankho ki patti khol di.....aur fir saare aadmi room se bahar nikal gaye....

S (aankh khol kar)- tum koun ho.....

Mard- wahi...jisne tumhari jaan bachai hai....

S - uske liye shukriya....par tum ho koun...aur mujh par ye meharwani kis liye.....

Mard- tum to....ek minute....yaad aaya....tum alka ke dost ho na....

S (chounk kar)- tum alka ko kaise jante ho....

S ki baat sun kar wo mard apne gale par moujood ek nisaan ko sahlane laga.....

S - kya hua....

Mard- kuch nhi.....bas kuch purani baaten yaad aa gai....

S - ohh...waise tumne jawaab nhi diya.....kaise jante ho alka ko.....aur tum dono ho koun...bataoge.....

Mard(muskura kar)- relax.....batata hu....par usse pahle main tumhare baare me kuch janna chahta hu.....

S - theek hai....par mujhe pyaas lagi hai....kuch pine milega....

Mard(baith kar)- kyo nhi....yaha tumhe sab-kuch milega.....

Aur fir wo mard us aourat ko isara karta hai...to aourat 1 call kar deti hai.....

Aur thodi der baad hi ek nokar room me sharaab aur chakhna le kar aa jata hai.....aur fir sabke liye peg bana kar nikal jata hai.....

S (sip maar kar)- aahh...ab bolo...kya janna chahte ho tum....

Mard- bas ek baat....tum alka ke khas dost the....to fir usi alka ke bete ne tumhe kaid kar ke kyo rakha......

S - kyoki har insaan apne dushman ko kaid kar ke hi rakhta hai...to usne mujhe kar liya.....

Mard(sip maar kar)- hmm...par wo tumhara dushman kaise ban gaya.....koi to wajah hogi na....

S - ha hai....aur wo hai uski maa...alka....

Mard- par wo to mar chuki hai...aur ek minute....tum alka ke khas dost the...main achhi tarah se janta hu....to jhooth nhi...samjhe.....

S - main nhi janta ki tum ye sab kaise jante ho....par haa...hum kabhi acche dost the....par jab alka ki jindagi me akash aaya to humari dosti ek gahri dushmani me badal gai......

Mard- par hua kya tha....mujhe puri baat batao....

S - lambi kahani hai.....time lagega....

Mard(muskura kar)- koi baat nhi....humare paas bahut time hai.....tum aaraam se batao.....chalo....suru ho jao....

S - theek hai...par mujhe tumhari asliyat bhi jaanni hai....yaad rakhna....

Mard(gusse se)- tu bol to sahi....fir mere baare me bhi jaan lena....

S - hmm..asal me meri dushmani ankit se nhi hai...meri dushmani hai uske maa-baap se...aur uske dada se.....

Ek taraf uske dada aazaad ne meri ammi ko blackmail kar ke unki ijjat looti....

Fir usi ke bete ki wajah se alka ne mujhe chhod diya.....aur jab maine alka ko bola ki main usse pyaar karta hu to usne sabke saamne mujhe beijjat kiya....

Bas...tabhi se main un sabse badla lena chahta tha....isliye pahle maine aazaad ko mara....aur fir alka-akash ko maarne is sahar me aa gaya....

Par alka usse pahle hi mar chuki thi....to maine socha ki kyo na main ankit ko khatm kar du....kyoki wo to akash aur alka ki jaan tha...isliye maine ankit ko nisana banaya....par saale ko mera sach pata chal gaya...aur usne mujhe kaid kar liya....

Par maine bhi haar nhi mani thi...maine ankit ko ye bharosha dilaya ki main sharminda hu....isliye uska sath dooga...aur apni baat ko sahi karne ke liye maine use ek jhoothi kahani suna di....

Maine usse kaha ki main uski girl friend ka dad hu....jo ki ek anaath thi....bas...use mujh par bharosha hone hi laga tha ki tumhe ye sab kar diya....

Mard- to kya tumhe kaid se aazaad hone ki khushi nhi hui....

S - khushi to hui...par ankit bach gaya....kaash kuch din aur mil jate to main use khatm kar chuka hota....

Mard- bas itni si baat...koi baar nhi....tum use ab bhi khatm kar sakte ho...par thoda intzaar karna hoga....

S - intzaar....hmm..wo to main saalon se kar raha hu....to kuch din aur sahi....par tum meri madad kyo kar rahe ho...aur tum ho koun....?

Mard- DJ....

S (hairani se)- DJ....matlab....khair....tumhari ankit se kya dushmani hai....aur tumhe ye kaise pata ki main alka ka dost tha....

DJ - are...aaraam se....sab batata hu....asal me meri dushmani bhi alka aur akash se hai.....us alka ki wajah se maine jail me kai saal bitaaye hai....aur us akash ki hoshiyari se meri jindagi ka sabse bada maqsad pura nhi ho paya.....

S - isliye tum ankit ke piche pad gaye...kyoki wo akash-alka ka beta hai...haa...

DJ - nhi....sirf yahi baat nhi....asal me ankit mere maqsad ke liye bahut jaroori hai....isliye to wo ab tak jinda hai....nhi to usko kab ka masal chuka hota....

S (muskura kar)- accha....tabhi tumne mujhe intzaar karne ka bola...haa...

DJ - hmm..kyoki mere maqsad ke liye us ladke ka jinda rahna jaroori hai....

S - theek hai....main intzaar kar luga....ab ye to batao ki tum mujhe kaise jante ho...

DJ - are haa..saayad tum bhool gaye....yaad karo...kai saal pahle alka ne ek drugs mafiya ko pakadwaya tha....aur tum bhi uske sath the....

S ( soch kar)- ohh...ha yaad hai....usne akele hi kai gundon ko tooda tha...gajab fighter thi wo.....

DJ ( gusse me)- wo mere aadmi the....aur usne mera dhandha choupat kar ke mujhe jail pahuchaya tha...samjha....

S - ohh...khair....usme mera koi hath nhi tha...main to alka se pyaar karta tha...bas isiliye uske sath tha....

DJ - hmm...chalo tum aaraam karo....fir milte hai....

S - ek minute.....tumhare baare me to jaan gaya....par ye koun hai...tumhari biwi ya...

Aourat(beech me)- isse tumhara koi matlab nhi....samjhe....

S (muskura kar)- itna gussa dikhane ki jaroorat to nhi thi...maine kuch galat to kaha hi nhi.....haa...

DJ (muskura kar)- kya kare...madam kuch jyada hi garam hai....dont mind.....tum aaraam karo....(aourat se)- chale jaan...

S - ek baat aur....aakhir mujhe apne sath kyo laaye....aaraam karane to nhi na....

Aourat(muskura kar)- sahi samjhe....tum ab se humare liye kaam karoge....par aaj ki raat tum aaraam karo....

Tabhi gate open hua aur richa andar aa gai....

S - richa....ye bhi yaha hai...

DJ(muskura kar)- ohh...tum jante ho ise.....

S - bahut acchi tarah se....ek number ki chinaal aourat hai....

DJ (muskura kar)- sahi kaha....aaj ki raat yahi tumhare aaraam ka khyaal rakhegi....hmmm

S ( muskura kar)- hmm...tab to maza aayga.....

Aur fir DJ us aourat ke sath nikal gaya aur richa gate band kar ke S ke kareeb aa gai....

Richa- to....chinaal ke sath maze karna chahoge.....

S (muskura kar)- beshak......


=========================


Ankit ke ghar.......


Jab parul mere room se gai to main turant rony ko call kiya....

(Call Kar)

Main- hello....

Rony- hello koun.....

Main- are main ankit hu...so raha tha kya....

Rony- nhi sir....bas thoda kaam hi kar raha tha....aur ye bataiye ki ye number kiska hai....

Main- are mera hi hai...dusra wala...wo phon discharge ho gaya to isse kiya...

Rony- ohh..accha boliye....kuch kaam tha...

Main- hmm..maine tujhe ek vedio send kiya tha...uska kuch hua...

Rony- main wahi dekh raha tha sir...par mujhe thoda confusion hai....to abhi clear kuch nhi bata sakta....

Main- to ab kya....tu janta hai na ki ye mere liye kitna jaroori hai....us vedio me meri mom hai.....janta hai na.....

Rony- ji sir...isiliye to main pura sure hona chahta hu ki chair par baithi hui aourat real hai ya fir koi fake...

Main- to kab tak clear karega.....janta hai na ki humare paas time kan hai.....humare dushman din-par-din aage bad rahe hai....

Rony- janta hu sir...isliye maine wo vedio us insaan ke paas bheja hai jo is kaam me expert hai....mera guru....wo pakka bata dega ki vedio wala insaan real hai ya fake.....

Main- ok....par mujhe jald se jald sach chahiye....samjha na...

Rony- jyada se jyada do din sir....fir sara sach aapke saamne hoga...promis....

Main- ohk...chal ab so ja...kal tujhe bahut kaam karne hai....hmm..

Rony- ok sir....

Fir maine call cut ki aur agla call raftaar ko laga diya....

(Call par)

Main- kya hua un kameeno ka.....

Raftaar- main tumhe call karne hi wala tha....dono ko pakad liya.....

Main(khush ho kar)- sach me....kab...

Raftaar- bas 5 minute pahle...saalo ne bahut paresaan kiya.....benchod badi muskil se hath lage hai....

Main- ruko main aata hu...in saalo ki to....

Raftaar(beech me)- hum sahar me nhi hai....bahut door hai.....pahuchte-pahuchte 2-3 ghante lag jayge....to aane ka to bhool hi jao....

Main- ok....par unka muh khul paya ki nhi....

Raftaar- haa...gun dekhte hi bhounk diya......par koi fayda nhi...

Main- kya matlab fayda nhi....usne naam nhi bataya....

Raftaar- are naam ke sath-sath vedio bhi dikhai.....fir bhi koi fayda nhi...

Main(hairani se)- vedio bhi....tum kahna kya chahte ho...

Raftaar- vedio me wo deepa hai...usi ne inko tumhare dad par goli chala kar darane ki supari di thi.......

Main- what....deepa ...jaroor ye wahi kamini hogi....deepa ki bahroopiya....

Raftaar- mujhe bhi yahi laga ki wo koi fake aourat hai......isliye main wo vedio tumhe bhej diya hai....baki ka tum dekho....tab tak main inki khatir karta hu....

Main- nhi...tum unko chhod do....aur kuch paise de do....

Raftaar(chounk kar)- kya bol rahe ho....

Main- meri baat gour se suno.....

Raftaar(baat sun kar)- ohh....theek hai....ye kaam kar sakta hai....

Main- bilkul karega.....ab tum unhe chhodo...aur kal ki taiyari karo........ok

Fir maine call cut ke ek call us aadmi ko lagaya....jisne mujhe us din milne ko bulaya tha....jab main soni ke ghar uski biwi ko sanju ke sath mil kar chod raha tha....

Aur us aadmi se baat karne ke baad main need ki aagosh me kho gaya......

=============================


Akram ke ghar.........


Sabnam kutiya ke pose me apni gaand uthaaye bed par padi thi aur akram uski gaand me lund daale teji se dhakke maar raha tha......

Sabnam- aaahh....bas kar beta.....kitna marega.....meri gaand...aahh...jalne lagi hai....

Akram- bas mom...thoda...ye.....yeehhh..yeehhh.....

Aur akram joor-joor se dhakke maar kar sabnam ki gaand me jhad gaya aur side me let gaya......

Sabnam- andar hi chhod diya....

Akram- ha mom.....bada maza aaya.....

Sabnam(muskura kar)- maza to mujge bhi bahut aaya....chal fresh ho ja....

Akram(thodi der baad)- waise mom.....aapne jiya ko kaha bhej diya....

Sabnam- ziya ek client se milne gai hai.....aur fir wahi se juhi ke paas chali jaygi...

Akram- client se milne....par business to main sambhalta hu na...

Sabnam- ha beta....par agar tujhe bhej deti to raat me mujhe koun sambhalta...hmm..

Amram(muskura kar)- hmm..love u mom....

Sabnam(kiss kar ke)- love you 2 beta....

Tabhi sabnam ka phon bakne laga aur screen dekhte hi sabnam ke chehre ki muskaan gauab ho gai....

( Call Par )

Sabnam- hello....

Saamne- kaha hai raand....

Sabnam(gusse se)- aoukaat se baat kar saale....

Saamne- aoukaat....to meri aoukaat yahi hai ki tujhe main apni raand bana kar chodta hu...hahaha.....

Sabnam(jhalla kar)- kaa ki baat kar...call kyo kiya....

Saamne- to sun...hum dono bhaiyon ne kal tera kaam karne ka oakka kar liya hai...isliye mujhe akash ki puri detail chahiye ki kal wo kaha milega...

Sabnan- kal...par jal kyo....mujhe time chahiye....

Saamne- nhi...kal hi karna hai...kyoki parso hume dusre kaam se kahi aur jana hai....to soch le...ya to kal ka pakka kar...nhi to kisi aur ko dekh le....

Sabnam- theek hai....kal hi karna....par uski detail kal subah hi mil paygi...ok

Saamne- chal theek hai....kal raat tak bhi kaam kar dege....bas parso ka sooraj nikla to nhi hoga...theek...

Sabnam- theek hai...kal hi karna....

Saamne- aur sun...kaam hote hi tum teeno randiyon ko humare sath 1 hafte ke liye chalna hai...to taiyari kar lena...samjhi...

Sabnam- hmm...main pahle se taiyaar hu....

Saamne- to rakh fir...kal call karna....so ja...

Akram(call cut hone ke baad)- koun tha mom....

Sabnam- akash ki mout....

Akram(chounk kar)- ankit ke dad....

Sabnam- ha beta...usi ankit ka baap...wo kal marne wala hai...

Akram- to sath me us kameene ankit ko bhi marwa dalo......

Sabnam(akram ka sir sahla kar)- wo bhi marega beta...bas kuch din ruk ja....(man me)- aur uske saare apne bhi mout ke hawaale kar diye jayge....)

Akram- theek hai mom.....chalo ab ye sab chhodo....mera moid ban gaya hai...

Sabnam- itni jaldi....tera man nhi bharta...

Akram(muskura kar)- ab aap itni hot ho to meri kya galti....

Sabnam(muskura kar)- aisa....to fir der kis baat ki....masal de apni mom ko....aaja...

Aur fir se akram aur sabnam ka chudaai ka khel suru ho gaya.......
 

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Update - 360


Ankit ke ghar.......


Subah naste ke baad main dad ke room me pahucha to maine dekha ki dad , mom ki tasveer hath me liye baithe huye the....

Dad(mere aate hi)- are beta....tum jaag gaye....

Main- morning dad.....

Akash- morning....aao....

Main(photo dekh kar)- aapko mom ki yaad aa rahi hai...

Akash(muskura kar)- yaad to use karte hai jise hum bhool jaaye.....par tumhari maa to mere sath hamesha rahti hai.....main har waqt use apne paas mahsoos karta hu beta.....

Main(man me)- saayad me aapka dard mahsoos kar sakta hu dad....main bhi supriya ko apne aas-paas hi mahsoos karta hu....

Akash- ye sab chhod...tu kisi kaam se aaya tha...

Main- ha...wo aapko aaj raat kisi function me jana tha na....

Akash- are haa...wo hunare ek purane client ki beti ki sadi hai....to mujhe unke pustaini gaon jana hoga.....sadi wahi se hone wali hai...unki pustaini haweli se....

Main- ohk....to aap rest kijiye....raat ko jagna bhi hoga...aur haa...aap ke sath kuch aadmi bhi le jana....

Akash(muskura kar)- meri itni fikr mat kar beta.....jab tak uperwala nhi chahega...tab tak mujge kuch nhi hoga....waise tu kaha ja raha hai abhi....

Main- wo main sanju se milne ja raha hu......ok dad...main chalta hu...bye...

Dad ke room me nikal kar main apne room me pahucha hi tha ki tabhi parul mere room me aa gai....

Main- hey....tum to...ye aise saj-dhaj kar kaha ja rahi hai meri gudiya....

Parul(sharmate huye)- saheli ke sath movie dekhne.....

Main- ohh...saheli ke sath...ya fit koi...

Parul(beech me)- nhi bhaiya....saheli ke sath hi ja rahi hu....

Main- ok....ja aish kar....

Parul- waise bhaiya......aapka kya plan hai...din bhar ghar me hi rahege....

Main- nhi to...bas nikal raha hu....kyo...koi kaam tha....

Parul- nhi....maine socha ki uncle ji aaj-kal thoda paresaan hai to....aap bhi unke sath ghar me rahege....

Main- are nhi....dad theek hai...baki ye problem ko main dekh luga....aur dad to aaj shaam ko ek function me jane wale hai.....tu fikr mat kar...tu ja.....ok..

Parul- ok....waise uncle ji kaha jane wale hai.....

Main- wo ek gain me jane wale hai....yaha se 2-3 ghante ka safar hai...

Parul- hmm..ok bhaiya...main aati hu....bye...

Main- bye....

Parul ke jane ke baad main bahar nikalne ka soch hi rahs tha ki tabhi mujhe damini ka call aa gaya......

( Call Par)

Main- ha bolo..taiyari kaisi chal rahi hai......

Damini- taiyaari to mast ho rahi hai.....par ek dhamakedaar news hai....

Main- accha....aisi koun si news hai....

Damini- are deepa jinda hai....

Main(chounk kar)- kya....deepa....jinda hai....par kaise...wo to...

Damini(beech me)- wahi to....wo nadi me jo laash mili thi...wo deepa ki nhi thi....deepa to bah kar kahi door nikal gai thi....

Main- sach me....ye to acchi khabar hai....tum mil aai usse....

Damini- abhi nhi...par use aaj raat ki party me bulaya hai.....aur wo aaygi bhi...

Main- good...par wo bachi kaise....aur itne din tak kaha thi....

Damini- usne bola hai ki wo mil kar sab bataygi....

Main- ohh...theek hai....to raat ko milte hai...waise tumhare guest aa rahe hai na...

Damini(muskura kar)- are tumne kaha tha to aayge kyo nhi....humne sabko mana liya hai....sab aa rahe hai...par ek baat samjh nhi aai....tum kiske intzaar me ho....

Main(muskura kar)- wo raat ko batauga...chalo abhi bye...

Damini- ok bye.....

Aur fir maine call cut kar ke deepa ko call kiya....

(Call Par )

Main- to pahuch hi gai thikane par....

Deepa- wo to raat me hi pahuch gai thi...ab to ghar ja rahi hu....

Main- ghar matlab....abhi kaha ho......

Deepa- are...aapne hi to bheja tha bahadur ke sath....dusre farmhouse par.....bhool gaye kya.....

Main- are nhi....mera matlab ghar to pahuch hi gai na....aur sabko khabar bhi ho gai....

Deepa(hairani se)- kaisi khabar.....aur main ghar kaha pahuchi...bas nikal hi rahi thi to socha bata du...

Main(chounk kar)- matlab tu apne ghar pahuchi hi nhi.....

Deepa- nhi na....ja rahi hu...aur ye kis khabar ki baat kar rahe ho....

Main(hairani se)- agar tum ghar nhi pahuchi...to fir tumhare ghar me koun si deepa pahuch gai....kahi wahi to nhi...wo bahrupiya....

Deepa(gusse se)- uski itni himmat.....abbi ja kar saali ko maja chakhati hu....

Main- nhi...tum nhi jaogi...tum wahi raho....main dekhta hu....

Deepa- par wo meri jagah pahuch kar kuch lafda na kar de....aur meri beti...wo bhi to hai...kya pata wo use....

Main(beech me)- wo meri jimmedari hai....dont worry......main sab dekh luga....tum rest karo....ok..

Deepa- meri beti ka dhyaan rakhna....

Main- hmm....chalo bye....

Deepa - bye.....

Main(man me)- agar real deepa ghar nhi pahuchi....to fir wo pakka wahi nakli deepa hai....par wo us ghar me gai hi kyo....pata karna hoga ankit....wo bhi jald se jald.......

=============≠===

Ek ghar me..........


Ghar me is waqt riya(richa ki beti ) khana kha rahi thi....tabhi main gate par bell baji aur gate kholte hi riya ki aankhe chamak uthi....

Riya - aa gai tu....

Raksha- haa aa gai......kaisi ho....

Riya(mayoosh ho kar)- ek randi ki beti kaisi ho sakti hai....

Raksha- are yaar....fir se wahi baat...chal moid theek kar...dekh mere sath koun aaya hai....

Riya(hairani se)- kise le aai...pata hai na ki ankit ne....

Raksha(beech me)- meri maa hai....

Riya - ohh....aaiye aunty...aap bahar kyo khadi hai....

Megha(muskura kar)- bas dekh rahi thi ki mera aana tumhe accha laga ya bura....

Riya- ye kya bol rahi hsi aunty....aapke aane se mujhe bura kyo lagega......

Fir megha ke andar aate hi riya gate lock kar deti hai....aur teeno andar wale room me chale jate hai....

Raksha- accha....wo kaha hai....

Riya- andar hi hai...jaygi kaha...hehehe....

Aur riya ke sath-sath raksha bhi hasne lagi....par un dono ki hasi ka raaj megha ki samjh se pare tha..,.

Megha- tum dono kiski baat kar rahi ho waise....

Raksha- are haa...aapko to pata hi nhi...are mom...wo sujata ke baare me baat ho rahi thi....

Megha- sujata koun...wo ankit ki chachi...

Raksha(muh bana kar)- haa...wahi kameeni chachi....waise riya....uski khatirdari kaisi chal rahi hai....

Riya- are khatir ka to pucho hi mat....jabse hosh me aai hai...tabhi se uske saare ched dono bhaiyon ke hathyaaro se bhare huye hai....bas khane-pine aur washroom ka time milta hai bechari ko..aur fir se thukai suru....are sote huye bhi wo mustande usko thokte rahe.....hehehe...

Megha- haay...itna julm kyo kar rahi ho us par....mar jaygi bechari....

Raksha(gusse se)- marti hai marne do mom...mere ankit ke khilaaf koi bhi khada hoga to uska aisa hi haal hoga....

Riya(aankhe matka kar)- oh ho....itna pyaar hai ankit se....

Raksha(sharma kar)- hmm..isse bhi jyada....

Riya(muskura kar)- dekh rahi hai aunty....ye to aapke saamne hi apne pulyaar ka izhaar kar rahi hai...

Megha(muskura kar)- ab kya bolu beti....ye to mere bas me rahi hi nhi....ab to sirf ankit hi ise bas me rakh pata hai....

Raksha(sharma kar)- mummy....

Megha- are...maine kya galat bola...sahi hi kaha na....teri saanse to usi ke liye chalti hai ab to.....

Raksha- haa..aur usi ke sath hi chalti rahegi.....

Riya- oye pyaar ki maari.....ab kuch kaam kar le....chalo uski haalat bhi dekhni hai....jinda hai ki mar gai.....

Fir wo teeno mask pahan kar andar wale kamre me pahuchti hai...jaha sujata bistar par nangi padi hui thi....

Riya- dekho....kya haal hua hai saali ka....

Raksha- hmm...abhi to aur bhi bura haal hoga.....utha saali ko....

Raksha ki baat sun kar riya ne pani se bhara jug sujata ke uper udel diya....jisse sujata ko hosh aaya aur wo aankhe malti hui uth gai....

Sujata(chounk kar)- tum log koun ho....aur mere sath ye kyo kar rahe ho....

Raksha- chup ho ja randi....yaha sawaal puchhne ka haq sirf humara hai....isliye jo bhi pucha jaaye...uska sach-sach jawaab chahiye.....

Sujata- theek hai....main dab sach bologi.....

Raksha- ankit ko marna kyo chahti hai....

Sujata(hairani se)- tumhe ankit ne bheja....aaahhhh....

Sujata ne bola thi tha ki raksha ne aage bad kar uske gaal par ek thappad kheech diya.....

Raksha- bola tha na...ki sirf jawaab dena...sawaal nhi....

Sunata- theek hai...main ankit ko marna chahti thi....par ab nhi....ab main uski chachi ban kar hi rahna chahti hu...sach me....

Raksha(riya aur megha ko dekh kar)- to fir tumhe ankit ke dada aazaad ko kaid kyo kiya tha.....

Sujata- wo pahle ki baat hai....pahle dusron ke kahne par kaam kar rahi thi....aur wo log aazaad ko marna chahte the....isliye maine unhe chhupa kar rakha tha....taki wo jinda rah sake....aur waqt aane par main unka istemal kar saku...kyoki main akash ki puri doulat chahti thi....par mere bhai aur papa meri souteli behan ke sath the..jo khud akash ke sath rahne ke sapne dekhti hai....

Raksha- tumhari souteli bahan....wo koun hai....

Sujata- wahi....ankit ke dost akram ki maa...sabnam....wahi meri souteli bahan hai...

Sujata ki baat sun kar riya , megha aur raksha hairaan ho gaye.....

Sujata- isliye maine aazaad ko bacha liya tha....aur sabse chhupa kar rakha tha...taki waqt padne par main apne papa aur bhaiyo ke sath aazaad ka souda kar saku...aur badle me akash ki doulat le saku....

Raksha- agar aisa tha to tune unhe beemaar kyo banaya....roj injection deti thi na....wo kyo kiya....

Sujata(sahmi hui)- wo to bas isliye ki wo bistar par pade rahe aur bhaag na paaye....vas...baki unhe nuksaan nhi pahuchana chahti thi.....

Raksha- hmm...accha ye bata ki jab tu ankit ki chachi ban kar rahne wali thi to tune ankit ko kyo nhi bataya ki uske dadaji jinda hai...aur wo tere paas hai.....

Sujata- main darti thi...mujhe laga ki sach sunte hi akash, ankit aur mere pati...sab ke sab mujhse gussa ho jayge....aur saayad gusse me maar bhi dete....to meri himmat hi nhi hui....

Raksha- baat to sahi hai....wo teeno tujhe maar dalte.....khas kar ankit....

Sujata- isiliye main dari hui thi....aur fir maine socha ki pahle aazaad se baat kar ke unse maafi maag lu...agar wo maaf kar dete to baki sab bhi mujhe maaf kar dete....par jab main waha pahuchi to wo waha the hi nhi...unhe koi pahle hi le gaya tha....aur fir....

Raksha(beech me)- baki sab hum jante hai.....

Sujata- ab mujhe jane do....plz....

Raksha- nhi....itni haldi to nhi...abhi to tumhara aur buta haal hoga....

Sujata- nhi...plz mujhe jane do....main nhi gai to akash mar jayge....plz....

Sujata ki baat sun kar teeno hairaan ho kar ek-dusre ko aur fir sujata ko ghoorne lagi.....

Riya- tum kahna kya chahti ho...akash uncle ki jaan ko koi khatra hai kya.....

Raksha - un par koi hamla hone wala hai.....

Sujata- haa....aaj un par hamla hoga.....wo bhi unko marne ke liye.....

Raksha(joor se)- koun karega.....

Sujata - wo ek rakesh naam ka aadmi hai....wahi...

Raksha - par ye hai koun...iska kya lena-dena akash uncle se.....

Sujata- wo..wo alka ka rishtedaar hai...

Raksha(hairani se)- kya....ankit ki maa ka.....par koun....aur wo ristedaar hai to akash uncle ko kyo marega....

Sujata(saham kar)- kyoki use maine hi majboor kiya tha......

Raksha- kya...tune...terj tk main...

Ye bol kar raksha gusse me aage badi par megha aur riya ne use pakad liya...

Riya- nhi....abhi nhi....abhi hume puri baat janni hai...nhi to uncle ko.....tu samjh na....

Raksha(shant ho kar)- theek hai...oye randi...ab jaldi se puri baat bata....warna teri gaand me garam saliya daal doogi....chal bol.....

Sujata(dari hui)- haa...batati hu.....

Wo rakesh , alka ki jayjaad pana chahta tha....jo ki ab ankit ke naam thi.....aur us waat mera plan ye tha ki main akash ki jagah apne pati ko lau aur rakesh ki madad se akash ko marwa du....

Uske baad main apne pati ki madad se ankit se papers par sighn kara leti aur alka ki jayjaad rakesh ko de deti.....

Raksha- par tu usse mili kaise....

Sujata- wo mujhe rekha ke sath dikha tha....to maine usse baat ki...tab pata chala ki wo kya chahta hai...to fir maine apne fayde ke liye usse souda kar liya....

Raksha(gusse se)- tere soude ki to..haat....(aur ek thappad sujata ke gaal par pada)

Riya- ek minute....ye rekha koun hai....

Raksha- wo main bata doogi....filhaal chalo yaha se....hume uncle ko batana hoga...

Sujata(subakte huye)- plz akash ko bacha lo.....main sach kahti hu....ab mere dil me unke liye koi nafrat nhi...plz....

Raksha- wo to bacha hi lege....par yaad rakh...unhe kharoch bhi aai na to teri wo haalat hogi ki....haaattt...

Aur fir raksha gusse se pair patak kar bahar aai aur ankit ko call karne lagi.....

Thodi der baad riya aur medmgha bhi sujata ko band kar ke bapis aa gai....

Riya- bol diya....

Raksha- haa....ab wo sambhal lege....

Riya - chalo accha hua........

Megha- kya main poonam se mil sakti hu...

Riya- ji aunty....raksha....tum aunty ko poonam ke paas le jao....main tab tak unko dekhti hu...ok

Raksha- ok...

Megha- riya...beta tum kis ki baat kar rahi ho...

Raksha- main batati hu mummy....aaiye....

=================================

Sabnam ke farm house par........

Farm house me is waqt sabnam ke sath, alok, rajni, richa, sumi , sarad aur akram moujood the....

Tabhi waha do aadmi aa gaye.....(ye wahi 2 aadmi the jinhe sabnam ne akash ko marne ki supari di thi....)

Sabnam- lo...aa gaye kameene....ab sab shant rahna...sirf main bat karoogi....akram beta....tum andar jao...

Akram- main kyo....rukta hu na.....

Sabnam- nhi...tumhe saayad unki baaten sun kar gussa aa jayga....isliye jao yaha se....plz...

Akram- ok mom.....

Yaha akram andar gaya aur waha dono aadmi sabnam ke paas aa gaye....

Aadmi1- kya baat hai....saari randiya ek sath...aur sath me ye dalla....hahaha........

Aadmi2- hahaha...dalla....sahi kaha bhai....

Sabnam(joor se)- chup raho....aur kaam ki baat suno....

Aadmi- itni garmi.....hmm....koi nhi....ek baar kaam hone de....fir teri saari garmi nikalta hu....saali randi....

Sabnam(muskura kar)- bolne ke pahle soch lo....kahi aisa na ho ki bolne layak hi na raho...samjhe.....

Aadmi2- oye saani....jyada patar-patar nhi....samjhi na....deal yaad hai na....tum teeno 1 hafte ke liye.....

Sabnam(beech me)- yaad hai mujhe....aur wahi hoga bhi....par abhi koi bakwas nhi....pahle kaam...isliye gour se meri baat suno....

Aadmi- chal bol fir....akash kaha milega...

Sabnam(muskura kar)- ye hui na kaam ki baat....aao batati hu....

Aur fir sabnam us aadmi ko le kar baki sabse door nikal gai......

Sabnam- aaj akash shaam ko ek saadi me jane ke liye niklega....samjhe.....

Aadmi- samjh gaya....uske nikalte hi uska kaam , tamaam ho jayga....

Sabnam(gusse se)- beech me mat bolna....pahle puri baat sun......

Aadmi- ha to bol na......

Aur fir sujata use aage ka pura plan samjha deti hai......

===============================

Ankit ke ghar......shaam ke waqt.......

Main apne room me party ke liye taiyaar ho raha tha ki tabhi renu mere room me aa gai....

Renu- taiyaar ho bhai....

Main- bas 1 minute.....waise aap taiyaar ho gai.....

Renu- haa...

Main(palat kar)- ok...main kaisa dikh raha hu....achha lo lag raha hu na....

Renu- ha bhai...tum mast dikh rahe ho...par aaj itni paresaani kyo.....kuch hua kya....

Main- pata nhi...waise mujhe dekh kar log impress to hohe na....

Renu- bilkul bhai...par aaj tum aise kyo puch rahe ho...tumse to sab impress ho hi jate hai na....list batau....badi lambi hai...hehehe....

Main- janta hi....par aaj se pahle main kisi khas ko impress karne ka nhi socha....par aaj ek khas saksh ko mujhe pahli hi mulaqat me imress karna hai.....wo bhi aisa ki wo mere liye kuch bhi kar jaaye....

Renu- acccha....waise wo khusnaseeb hai koun....

Main- wo to party me hi batauga....chaliye......

Fir main renu ke sath neeche jane hi wala tha ki mera mobile bajne laga.....

Main(call par )- ha koun....

Saamne - MANU.........




Updates posted frnds.....

I hope u'll like it......

Thanks & Enjoyeee........
 

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Top