Update - 301
Last me aapne padha ki ek taraf gaon me aazaad ke ghar akash ki entry hoti hai...aur wo madan ka sach sabke saamne lata hai....
Madan kahani se madan aur sarita ki aazaad se dushmani ki wajah saaf ho kati hai....
Fir waha ek aadmi mask lagaye aata hai aur aazaad ko maar deta hai......
Yaha sahar me sadiya kisi ka picha karte hiye ek ghar me pahuchti hai aur poonam ko kaid me dekh kar chounk jati gai...par isse pahle ki wo kuch kare....use koi chhura maar kar khatm kar deta hai....
Ab Aage.........
SAHAR ME........
Sadiya ke marte hi wo aourat apne sathi par chilla padi....
Aourat- sarad....ye kya kiya tune..ise mara kyo....
Sarad- to kya karta....jinda chhod deta...jane deta....fir...fir janti ho na ki kya hota....
Aourat(gusse se)- kuch nhi hota...kuch bhi nhi...main...main ise sambhal leti...samjha...
Sarad- kya sambhalti....are ye muh khol deti to hum dono iske jaise laash bane pade hote....
Aourat(chilla kar)- bas....chup ho ja....saale apni aoukaat se bahar mat ja...samjha...
Sarad(gussa dawa kar)- to ab kya karu...ise jinda to kar nhi sakta na....jo ho gaya so ho gaya....
Aourat- arrreee...mujhe isse baat to karne dete....oofff...ab is laash ka kya karu....kahi ye laash hume na fasa de....
Sarad- main ise thikane laga duga....
Aourat- wo to lagana hi hoga....lekin abhi nhi...raat ko....abhi ise side karo...mujhe jara in dono se baat karni hai....
Sadiya jameen par mari padi hui thi....aur ye dekh kar poonam aur uske sath bandha hua aadmi sakte me aa gaya tha....
Poonam to dar ke maare rone hi lagi thi...use samjh nhi aa raha tha ki ye sab uske sath ho kya raha hai.....
Uper se poonam ki najar saamne khadi aourat par padi thi to use dekh kar uski aankhe badi ho gai thi......
Tabhi wo aourat aa kar poonam ke saamne khadi ho gai.....
Poonam- aunty....aap ye sab....ye aapne kiya...haa...aakhir kyo....
Aourat- kya karu beta...karna padta hai....
Poonam- par kyo....aur humne aapka kya bigada hai....hume kyo baandh rakha hai....
Aourat- bigada tune nhi....teri maa ne bigada hai....aur uski keemat tu bhugat rahi hai....
Poonam(chounk kar, apne aap se)- mom ne....par unhone kya kiya hoga....
Aadmi(bandha hua)- par meri kya galti hai...main to tumhe janta bhi nhi....fir mujhe kyo...
Aourat(aadmi se)- tu apne bete ki wajah se yaha fas gaya....samjha...
Aadmi(hairani se)- mera beta.....sonu...par usne kya kiya....
Aourat(muskura kar)- gold medal jeeta na.....
Aadmi- matlab...
Aourat- are usne national level shooting me gold medal jeeta tha na...yaad hai...
Aadmi- ha yaad hai...par usme galat kya hai...usne tumhara to kuch nhi bigada....
Aourat- nhi...mera kuch nhi bigada...par wo mera kaam jaroor banayga....bas yahi soch kar use majboor kiya tha...par sala kisi kaam hi nhi aaya....aur tu fas gaya...
Aadmi- to mujhe chhod do na...mere biwi-bacche paresaan ho rahe hoge....
Aourat(aadmi ka gaal sahla kar)- nhi meri jaan...teri biwi to nhi....bikul bhi nhi....
Aadmi- kya kaha...iska matlab kya hai....
Aourat(muskura kar)- matlab ye ki wo to gai...kahi door chali gai....use tumhari koi fikr nhi hogi....
Aadmi(gusse se)- ye kya bak rahi ho...
Aourat(muskura kar)- are yaar...abhi bhi nhi samjhe....hmm...wo mar chuki hai...
Aadmi(chounk kar)- kya...ye kya bakwas hai....kab...kaise...use kya hua...kya tumne....
Aourat(beech me)- bas...chup ho ja....bas itna sun le ki wo mar chuki hai....aur uski mout ki wajah....aahh...wo wajah tum mujhe maan sakte ho....hmm....
Aadmi(sisakte huye)- sushma.....ye kya ho gaya.....tum mujhe chhod kar....nhi....ye tumne theek nhi kiya.....sushma.....(aourat se)- main tujhe choduga nhi...kameeni....
Aadmi ka ek hath khula tha to wo jhapat kar us aourat ka gala pakadta hai...tabhi sarad aa kar usko ek ghoosa maar deta hai aur jaldi se uska hath baandh deta hai...
Aadmi- kameeni...main teri jaan le luga....
Aourat(thappad maar kar)- meri jaan lega....sala...ye sarad...muh band kar iska...
Sarad turant uske muh par tape chipka deta hai.....
Poonam(gusse se)- aunty...aapko hua kya hai....ye sab kyo....chahti kya ho....
Aourat- main jo chahti hu...wo to main hasil kar hi loogi....par mujhe ye sab tumhe batane ki jaroorat nhi....
Poonam(gusse se)- accha.....ek baar mujhe yaha se jane do....fir dekhna...main kya haalat karti hu tumhari....
Aourat(ghoor kar)- jaygi tab na....main itni bewakoof nhi jo tujhe jane du....samjhi....
Poonam(saham kar)- to kya aap mujhe bhi....mujhe bhi maar degi...
Aourat-ha maar doogi....sabko maar dugi....jo bhi mere raste me aayga...sab marege....
Poonam- vishwas nhi hota....tu itni ghatiya aur kameeni aourat hai....dil to karta hai ki teri jaan le lu....
Aur ye bol poonam us aourat par jhapti....par wo door hat gai....
Aourat(sarad se)- iska muh band karo.....nhi to ye sir kha jaygi....aur waqt ke pahle hi maari jaygi....
Aadmi turant aage bada aur poonam ke muh par tape chipka diya aur uska hath bhi baandh diya....
Sarad- ab inka karna kya hai....ye to hume pahchan gaye na....ye jinda rahege to hume hi tention dege....
Aourat- jinda rahege tab na....
Sarad(chhura utha kar)- theek hai....
Aourat- abe ye kya kar raha hai...inhe abhi nhi marna....tujhe to bas bahana chahiye...sala jaan lena koi khel nhi...jo jab chahe suru ho ja....samjha...
Sarad- par inhe marna to hai hi...to abhi kyo nhi......
Aourat- abhi inka istemaal karna hai.....saayad kuch kaam aa jaaye..hmm.....nhi to maar dege....marna to inhe hoga hi....taki hum jee sake.....
Sarad(muskura kar)- hmm..to ab kya....
Aourat- ab gate laga aur bahar chal....
For dono room ko lock kar ke hall me aa gaye.....
Aourat- ok ...ab main nikalti hu....aur tum pata karo ki samar kya kar raha hai....waha jo bhi ho raha hai...mujhe uski puri khabar chahiye....aur haa...ankit ke us khas dost par najar jaroor rakhna.....samjhe....
Sarad- koun...akram....
Aourat- ha wahi....wo humare liye khatra ban sakta hai....
Sarad- are usko bhi sanju ki tarah gaddar bana dege.....tention mat lo...
Aourat(ghoor kar)- chup kar...wo sanju nhi...akram hai...akram...wo mar jayga par ankit ke dushman ka sath kabhi nhi dega....
Sarad- to maar de use....
Aourat(gusse se)- aisa kabhi sochna bhi mat....uska kab, kya karna hai...ye main tay karoogi...tum sirf uski khabar dete rahna...samjh gaye na....aur bhool se bhi use nuksaan pahuchaya na....to tu gaya....yaad rakhna.....
Sarad- theek hai....hum use kuch nhi karege....waise wo aazaad ke ghar gaya to tha...par ab waha nhi hai....
Aourat- waha nhi hai...to fir kaha hai....
Sarad- pata nhi...par ghar to nhi aaya...mere aadmi najar rakh rahe hai....dekhte hi batayge....
Aourat(ghoor kar)- tumhare liye yahi theek rahega.....chalo...main chalti hu...
Sarad- samjh gaya...par aap aise hi chali jaogi....thoda ruk kar jati....
Aourat- kyo...tere lund me khujli hone lagi kya....
Sarad(muskura kar)- hmm..
Aourat- harami sala...chal aaja....fir mujhe sadiya ke baare me bhi sochna hai....pata nhi mere maqsad ke liye aur kitno ko jaan gawani hogi....
Aur fir wo aourat sarad ke sath uper room me jishm ki aag bujhane lagi.....
Aur yaha poonam aur sushma ka pati apni bebasi par aanshu bahane lage.......
==================================
GAON ME......AZAAD KE GHAR...........
Aazaad ki aankhe band ho chuki thi aur akash usko haatho me thaame sisak raha tha.....
Akash ne apne aadmiyon ko aadesh diya ki wo sab.....us mask lagaye aadmi aur baki sab ko maar daale....
Par wo saare aadmi akash par hi gun taan kar khade ho gaye....ye dekh kar akash ke sath-sath waha moujood har saksh hairaan tha....
Akash- ye kya...tum sab mere uper hi....kyo....kya ho gaya tumhe.....
""Ye sab mere aadmi hai....tumhare nhi...""
Ye bol kar us mask pahne aadmi ne apna mask nikala...to use dekh kar sab logo ki hairani jyada hi bad gai......
Akash(gusse se)- inspector alok.....tum...
Alok- haa...main....aur ye sab mere aadmi....to...ab tumhara khel khatm....
Alok ko dekhte hi sanju khush ho gaya...aur sath hi sath samrat aur madan bhi....
Sanju(alok se)- are sir....aap kaha rah gaye the....mujhe to laga ki ab mera khel khatm....
Alok(muskura kar)- thoda fas gaya tha....waise tum theek ho na....
Sanju- ji bilkul....
Alok- to ab kya socha....aage kya karna hai....
Sanju(akash ko dekh kar)- sabse pahle to mujhe ye janna hai ki ye hai koun...akash ya arvind....
Alok- isme janna kya....ye arvind hi hai....tum bhool gaye kya...maine khud akash ko maara hai...kya tumhe mujh par bharosha nhi.....???
Sanju- are nhi....aap par bharosha na hota to aaj main yaha na hota.........
Alok- to fir kya pata karna.....ye akash nhi...arvind hi hai....
Sanju- agar ye arvind hai to fir itna ro kyo raha hai.....
Alok- royga kyo nhi.....aakhir baap hai iska....
Sanju- par ye to apne baap se nafrat karta tha na.....
Alok- kitni bhi nafrat kyo na ho...baap to baap hota hai...aur uske jaane ka dukh jaroor hota hai.....hai na arvind....
Arvind(rote huye, alok se)- tumne aisa kyo kiya.....
Alok- mujhe nhi lagta ki tum mujhse koi sawaal karne ki haalat me ho.....
Arvind(gusse se)- sahi kaha.....par main tumhe maarne ki haalat me jaroor hu....(joor se)main tujhe chhoduga nhi....
Ye kah kar arvind bhaag kar alok ki taraf aane laga.....
Alok(aadmiyon se)- pakdo ise....aur baki sabko bhi....sabko pakad kar saamne wale pillers se baandh do....
Ghar ke beecho-beech teen piller lage huye the...jinke charo taraf sabko baandh diya gaya......
Arvind , damini,kamini,sumi,richa,riya, megha,raksha,aur inke pariwar ke sadasyon ko piller se baandh diya gaya....
Sab ke sab rote huye apne aapko chhodne ki duhaai kar rahe the....
Khas kar richa aur sumi baar-baar samrat, samar, madan aur sanju ke saamne gidgida rahi thi....
Ye sab dekh kar samar ka dil dukhne laga.......
Samar(sanju se)- sanju...in sabko kyo baandh diya....inse to humari koi dushmani nhi....are inhone to humra sath diya hai....
Sanju- sath diya hai na...tabhi to inhe bandha hai....
Samar- kya matlab....
Sanju- are dad....aap bade nasamjh hai....ruko main samjhata hu....dekho...ye sab humare baare me sab kuch jante hai...hai na....
Samar- haa...to kya...
Sanju- to ye dad...ki agar kabhi inme se kisi ne.....kisi ke saamne apni jawaan khol di to....ya hume blackmail karne lage to....
Samar- par ye aisa kyo karege....inka kya fayda....
Sanju- fayda hi fayda hai....agar hum fas gaye to aazaad aur akash ki saari jaayjaad inhi ki hogi na....jaise ki ye damini....aap jante hi ho ki akash ne iski saari property bapis kar di thi....aur sath me apni company ke 30% share bhi kamini ke naam kar diye....
To agar ye jinda rahi to inhe dar rahega ki kahi main inki properry cheen na lu...to ho sakta hai ki ye mujhe hi raste se hatane ka soch le....
Aur ye richa...aur sumi....ye to saali randi hai....ye kisi ki meet nhi....kabhi bhi ...kuch bhi kar sakti hai....to aise logo ka jinda rahna theek nhi hoga....to ab samjhe...isme fayda apna hai....
Samar- janta hu...to tu sabko maar kar inki property bhi hadapna chahta hai....hai na...
Sanju(muskura kar)- baat sirf property ki nhi hai dad.....baat hai tention ki...agar ye sab jinda rahege to hume tention bani rahegi ki kahi inme se koi muh na khol de...aur main ye sab tention chahta hi nhi.....
Samar- par beta....
Sanju(beech me)- bas dad....aap inke liye kyo paresaan ho rahe ho...haa....aur waise bhi...mere pyaare dost ankit ki aakhiri iksha thi...apne saare dushmano ko mitana....to main puri na sahi....par kuch to kar hi sakta hu na....
Rajni(samar se)- sanju sahi bol raha hai..ye jinda rahege to aage gadbad ho sakti hai.....
Samar- rajni tum bhi....tumse ye ummeed nhi thi...
Rajni(sanju ke paas aa kar)- aisa bahut kuch hone wala hai jiski tum ummeed nhi kar sakte....ab tum chup raho...sanju ko apna kaam karne do....
Sanju- thanks mom....waise mom...ye megha aur raksha....inhe chhod du kya....waise bhi inse hume kya paresani hogi.....
Rajni- nhi beta....aisa sochna bhi mat....ye dono kafi kuch jaan chuki hai....inka jinda rahna theek nhi hoga....
Sanju- theek hai fir.....(alok se)- sir ji....suruwat kisse kare....pahli goli koun khayga...mujhe lagta hai ki pahli goli aazaad ke barish ko hi milni chahiye...hai na...hahaha...
Alok(has kar)- sahi kaha.....
Arvind(chilla kar)- alok....yaad rakh....tu bhi nhi bachega....yaad rakhna....uper wala saza jaroor dega....
Alok(muskura kar)- alle..le...le....uper wala saza dega...theek hai...jab dega to dekh luga...abhi to tum marne ke liye taiyaar ho jao....
Arvind(chilla kar)- alokkkk....marna hai to maar de...par yaad rakhna....in sab ka sath dena tumhe bahut mehga padega...are khud hi soch...jo apno ke nhi huye...wo tera sath kab tak dege...haa....
Alok(has kar)- kya baat hai...kya gyaan de raha hai....hmm...mout ke muh par aate hi sabko gyaan ho jata hai....khair....tumne jo mujhe gyaan diya hai...uske badle main bhi kuch dena chahta hu....to bolo...marne ke pahle koi aakhiri iksha hai...bolo...main puri karuga....
Arvind(daant pees kar)- iksha to yahi hai ki tera sir tere dhad se alag kar du...par majboor hu....kaash mere haath khule hote to....
Alok(beech me)- abe chup....seedhe se bol....koi aakhiri iksha hai to bata...warna mar....
Arvind(ghoor kar)- agar marna hi hai to theek...maar de....bas mujhe ye batla de ki ye sanju....aakhir ye itna kameena kyo ho gaya....kyo.....
Samrat- wo main batata hu.....