• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery PYAAR KI BHOOKH ( COMPLETE)

328
705
108
Update - 95

Fir ziya, juhi aur wo ladki kichen me gai aur kuch khane ka saamaan le kar bapis aa gai...aur jaise hi table par rakha...mere muh se wow nikal gaya...

Maine- wow...biryani...muglaai chicken...aur meethi sibai...great...

Juhi- pasand aaya surprize..??

Main- bilkul...but ye sab...kyo...??

Ziya- sirf tumhare liye...yaad hai na ki us din tumne bola tha ki tum humare hath se bana hua chicken khaane aaoge...isliye aaj humne khud banaya...

Main- haa...par aaj...achanak se kyo..??

Juhi- actually aaj di ka b'day hai...to humne socha ki aaj hi choti si party kar li jaaye...bas...

Main- oh..happy b'day didi...

Ziya- didi nahi..ziya...

Main- ok ..ziya..bt main gift to laya nahi...aapko batana chahiye tha...

Ziya- koi baat nahi...main apna gift le lugi..jab meri marji hogi...ok...

Main- ok ...gift udhaar raha...jab chahe... hukum karna...

Ziya- ok..ab chalo...khana thanda na ho jaaye...

Fir humne biryani, muglaai chicken aur meethi sibai ka maza liya...sath me kal jane wale tour ki planning bhi karte rahe....

Main- are juhi..ye koun hai..maine pahchana nahi...??

Juhi- kaise pahchanoge..ye kal hi aai hai...humare mamu ki beti...gulnaar...pyar se gul kahte hai

Main- oh...hi gulnaar...

Gul- aap bhi gul hi kahiye...ok

Main- ok..

Juhi- baate baad me...pahle khana...ok...

Main- ok

Fir sab khane me busy ho gaye...khana khane ke baad hum sab baithe hi the ki akram ne sabko ek news de di......

Akram- hey guys...ab dad bhi tour par sath honge....wo bapis aa rahe hai...

Ziya- par dad to..

Akram- are..unka kaam 1 week delay ho gaya to raste se bapis aa rahe hai...

Juhi- tujhe kaise pata...??

Akram- are maine call kiya tha...ye batane ki ankit bhi humare sath aa raha hai....to wo bole ki wo bhi tour me aayege.....ab wo bhi sath me honge...

Akram ki baat se sab khush the...khas kar unki betiyan....

Akram- par ab hum kal nahi jayege...parso nikalna padega....

Juhi- kyo...??

Akram- actually...dad kal saam tak hi aa payege ..

Ziya- to kya hua...hum parso chalege...tu ek kaam kar...dad ke frnd ko bhi bol de...ok...

Akram- ok..bol deta hu..

Akram ne call karke dad ke frnd ko change ke baare me bol diya aur fir thodi der tak humne guppe ki aur fir main parso aane ka bolkar sanju ke ghar nikal gaya.....

Sanju ke ghar jate huye main man me bahut khush tha...ek to man pasand khana kha kar aur dusra ziya aur juhi ke baare me soch kar....

Waise gulnaar bhi kam nahi thi...wo bhi ziya aur juhi ki tarah mast body ki malkin thi...

Par abhi main gul ko side me rakh kar sirf ziya aur juhi ke baare me soch raha tha...

Aaj pure waqt ziya to normal thi par juhi mujhe chor najron se dekh rahi thi...

Main sochne laga ki pahla try kis par maaru...ek taraf lag raha tha ki juhi mujhe pasand karti hai to use patana easy hoga ...

Par dusri taraf ziya ki body mujhe apni taraf kheech rahi thi....

Finally maine decision time par chhod diya..ki jo pahle milegi wahi sahi...lekin choduga to dono ko...

Main man me ziya aur juhi ko chodne ka soch kar aage ja raha tha ki mere aadmi ka call aa gaya.....maine car side ki aur call pick ki.....

(Call Par)

Main- ha...bolo kya hua...??

S- hmm..ek good news hai...par ye tumhare dushmano ke baare me nahi hai....

Main- accha...fir kiske baare me...??

S- tumne kaha tha na ki tumhare frnd ki mom par najar rakhwau...wo akram ki mom par...

Main- haa...kaha tha...to kya pata chala...???

S- itna pata chala ki wo week me do baar massage parlur jati hai...

Main- to isme kya khas hai...

S- khas ye hai ki ye parlur koi aam parlur nahi...uski asliyat kuch aur hi hai...

Main- matlab...???

S- matlab ye ki is parlur me sexual activities hoti hai...

Main- aur kis tarak ki activity hoti hai...i mean koi limit ya...

S- koi limit nhi...customer jo chahe wo...massage se setisfaction...body se bhi....mard ke liye aourat aur aourat ke liye mard provide karate hai yaha...

Main- to isme mere liye kya khas hai...mujhe to akram ki mom ko uske sath pakadna hai..jiske sath unka affaire hai...ho sakta hai wo sirf massage karati ho waha...figure maintaine karne...you know...

S- i know ...but yaha aisa intzaam bhi hai ki apne partner ke sath aao aur aish karo...aur yahi baat tumhare kaam ki hai...aur haa koi bhi simple masaage ke liye raat ko 8 bje nahi jata...hamesha to nahi...

Main- ohh ..to tumhe lagta hai ki wo dono sath me...accha...to ab kab ja rahe hai ..

S- aaj raat...appoinment hai pahle se...

Main- ok..main dekhta hu...tum time par milna...

S- main pahuch jauga...waha apni setting bhi hai..news pakki hai...

Main- ok...fir milte hai...bye

S- ok..bbye

Maine call cut ki aur soch liya ki aaj to akram ki mom ki what laga kar hi rahuga....aur fir tour me wo sath hogi to unhe unki galti bhi samjha duga...sayad sudhar jaaye....

Aur fir se car sanju ke ghar ki taraf douda di ....

Sanju ke ghar sab padhai me busy the...sirf dono auntiyan hi hall me gupsup kar rahi thi....

Mujhe dekhte hi megha aunty sakpaka gai aur jaldi se apne room me nikal gai...

Main unki harkat se thoda paresaan tha par tabhi aunty boli...

Aunty - are beta...kaha rah gaya tha..khana khaya ki nahi...???

Main- are aunty ghar gaya tha...aur khana bhi kha liya...baki sab kaha hai...??

Aunty - uper hai...sayad padh rahe ho ya so rahe honge...tu baith ..main coffy banati hu...

Main- aunty ek kaam karo...coffy poonam di ke room me le aana...mujhe aapse kuch baat bhi karni hai...sanju aur poonam di ke baare me...

Aunty - kya...??

Main- aap aaiye to...fir batata hu..ok

Aunty - ok..tu chal ..main sabke liye coffy laati hu...

Aunty coffy banane nikal gai aur main sanju ko lekar poonam di ke room me aa gaya...

Fir wahi aunty bhi aa gai aur maine coffy pite huye unko akram ki family ke sath ..poonam aur sanju ko le jane ke liye mana liya.....

Aunty maan gai aur neeche nikal gai...sanju aur poonam bhi khush ho gaye ghoomne ke naam par....

Sanu- wah bhai..kya plan kiya...mast...maza aayga..kyo di...??

Poonam- haa bhai...bahut maza karege...

Main- hmm..maine socha ki tum dono ko maze karne ka mouka mil jayga...hai na..

Meri baat sunte hi dono shocked ho gaye...jaise gand fat gai ho....

Main- are kya hua...aise mousam me farm par maza aayga na...kyo...

Sanju- ha..ha...bilkul...

Poonam- hmm..sahi kaha...

Main- ha to fir rady ho jana...kuch shopping karna ho to kar lena...parso subah nikalna hai ok...

Fir sanju apne room me nikal gaya aur main anu ke room me...

Maine apne jane ki baat anu aur raksha ko bata di...

Raksha to gussa ho gai..kyoki use ghoomne nahi le ja raha hu...par anu udaas ho gai...

Raksha- bhaiya aap bahut bure ho....hume kyo nahi le ja sakte ...

Main- samjho beta...ye mera plan nahi hai...main khud dusre ke sath ja raha hu...sanju aur poonam bhi....hum sab same age wale hai..ok

Raksha- par..

Main(beech me)- main tumhe ghumaane le jauga..promis...aur kal shopping par chalege ..ok..ab khush

Raksha- hmm..shopping...bahut khush...

Main- to ab tu ek kaam kar ...mere kapde washing machine me dal degi...

Raksha- ok ..abhi lo...

Raksha ko to maine room se bhaga diya but ab anu kya karegi ye soch kar tention hone lagi...

Par is baar anu ne mujh par gussa nahi kiya...meri baat samjhi aur enjoye karne ko kaha...

Anu mere jaane se udaas thi par samjhdaar bhi thi..yahi baat mujhe acchi lagi...

Maine anu ko bhi ghumane ka promis kiya,..sath me kal shopping chalne ka bhi kaha...aur use kiss kar diya...anu bhi udaasi bhool kar khush ho gai...

Maine sabko mana to liya tha...par mujhe tention ye thi ki exam ke baad maine diary padhne ka socha tha..aur ab ye ghoomne ka plan ban gaya...

Mere pass aaj ki raat ,kal ka din aur raat hai..tour par jane se pahle...jisme se aaj ki raat to akram ki mom ke chakkar me nikal jaygi...kal ka din exam aur shopping me...bachi kal ki raat...

Maine socha liya ki kal ki raat main puri diary khatm karke hi rahuga...

Main apni family ke baare me jaan kar hi tour par jauga....

Kyoki jitni jaldi mare saamne sach aa jayga..mujhe utna hi jyada time milega apne plan ko kaamyaab karne ke liye...

Aur fir mujhe apna bajood bhi pata karna tha...jo diary se hi pata chalega...

Aur ab mujhe intzaar tha raat ke 8 bajne ka...aakhir dekhu to sahi ki akram ki mom parlur me aa kar kya gul khilati hai....

Aur main fresh hokar neeche aaya..coffy pi aur aunty ko bahana karke nikal gaya parlur ki taraf.....

Jaise hi main us parlur me pahucha ..waha mera aadmi pahle se wait kar raha tha...

Hum dono reception counter ke pass khade ho gaye jaha baithi ladki mere aadmi ne set lar li thi...

Ye ladki koi 27-28 saal ki hogi..aur uski body bhi mast dikh rahi thi...use dekh kar to mera man use chodne ka hone laga...par fir socha ki ek baar kaam ho jaaye fir iske baare me sochuga.....

Us ladki ne hume appoinment dikhaya jo sabnam naam se tha...matlab akram ki mom...

Main- ye sabnam..isko tum face se janti ho...??

Ladki- ji sir...har hafte me do baar aati hai...

Main- aur ye yaha akele aati hai ya kisi ke sath...

Ladki- waise to akeli aati hai...massage lene...kabhi-2 humare aadmi ke sath sex massage bhi leti hai...aur kabhi-2 kisi ke sath aati hai...

Main- aaj ka kya...akeli ya sath me..??

Ladki- wo to aane par hi pata chal payga...aap wait kare ..wo aati hi hogi...

Hum log wahi side me chhip kar baith gaye aur unka wait karne lage...

Kareeb 8 baje hi reception par baithi ladki ne hume isaare se ek aourat ko dikhaya...

Wo aourat mast body ki malkin thi...par mujhe samjh nahi aaya ki wo ladki hume isko kyo dikha rahi thi...kyoki ye to akram ki mom nahi thi...

Us aourat ne ladki se kuch baat ki aur fir andar nikal gai...

Uske jate hi hum ladki ke paas gaye aur pucha...

Main- kya bol rahi thi..??

Ladki- yahi ki sabnam aa gai...

Main(charo taraf dekh kar)- kaha hai..??

Ladki- are yaha-waha kya dekh rahe ho..wo jo andar gai...wahi hai sabnum...

Main- kya ..?? Nhi...wo sabnam nahi hai...main janta hu unko...

Ladki- are sir..yahi hai..main mahino se inko janti hu....

Main- kya...???

Ladki- ji sir...main sach bol rahi hu...aur aaj ye yaha akeli aai hai massage lene...sexual massage...

Maine apne aadmi ke sath side me aa gaya.....

Main- ye kya chakkar hai..sabnam ke naam se ye aourat aati hai...kyo...?? pata karna hoga...

S- par karege kaise...pakad le...??

Main- nahi..abhi nahi...ek kaam karna...ye yaha se nikle to iska picha karna ..kuch pata chal hi jayga...

S- theek hai...to bahar hi rukte hai..

Main- ok..tum ruko...main ise dekhta hu..

S- ab kya chal raha hai mind me??

Main- yaar jab yaha aaye hai to masti hi kar le...uski body mast hai..thoda maza kar lu...

S- tujhe massage karna aata hai kya...

Main- nahi..par sexual setisfaction dena acche se aata hai...

S- ok..jo bhi karna..dhyaan se ok..

Main- ok...

Reception par ja kar...

Main- ek kaam karo...aaj is aourat ko massage main duga...

Ladki- aapko bhej to dugi..but aap kar payege...

Main- tum bata do..main try kar luga...aur nhi hua to fir kisi aur ko bhej dena ..ok...

Ladki- ok sir...main intzaam karti hu...

Thodi der baad ladki ne mujhe massage ke kuch tips diye aur us room ke bahar tak chhod diya...

Ladki intzaam kar ke chali gai aur mera aadmi bahar nigraani rakhne laga...aur main ready ho gaya us aourat ko massage dene...saxual massage.......

Note - updates posted frnds......

Hope u like d updates....

Enjoyeeeeeeee.........
Faadu update bhaai mazaa aagya but ye dekhna hai ke ye kon aurat hai jo shabnam ke naam se aati hai or iska maksad kyaa hai
 

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
  • Like
Reactions: Aakash.

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Bhot hi shaandar twisting chal.rhi hai story me bhaai ek taraf AK sochta hai ke renu use dhokha nhi degi pr yaha wo boss se mili hui hai jaha tk mujhe laga fir aate hai rajni pr to wo apna hi koi badla lene ke chakkar me hai but sirf Aakash se AK befaltu me piss rhaa hai wahi vinod usi ko double cross kr rha hai.:lol: ab uska kya hoga wo to AK hi janta hai... Khair mazaa bhot aarha hai story me. Thanks for such a wonderful story


Ha bhai....twist nd turn bahut hai abhi...

Apne paraay hoge aur paraay apne....kafi ulatfer hoga abhi to...aage read kare....

Thanks buddy.......
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Faadu update bhaai mazaa aagya but ye dekhna hai ke ye kon aurat hai jo shabnam ke naam se aati hai or iska maksad kyaa hai

I hope pata chal chuka hoga ki shabnam ke naam se koun aati thi...well...kyo aati thi ye baat baad me saamne aaygi....

New updates comming.....right now....

Thanks buddy.......
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Update - 116

Ab tak aapne padha ki ek taraf aakash ki behan ki sadi ki taiyari chal rahi thi....aur dusri taraf aakash ragini aur sumi ke sath chudaai karta hai.....

Akash ki chudaai ki vedio sumi ke hatho sarita tak pahuch jati hai.....

Aur sarita dusri taraf aakash ko ek last time chudaai karne ke liye mana kar chud jati hai....

Par aakriti ki sadi ke waqt sarita apna paasa fekti hai aur ek vedio dikhati hai..jisme akash sarita ka rape kar raha tha....

Ye dekh kar aazaad apne bete ko maar kar ghar se nikaal deta hai....par aaksh ki maa ye bardaast nhi kar pati aur khudkhushi kar leti hai.....

Ab Aage........

Rukmani hamesha ke liye ja chuki thi...ek haste-khelte ghar me kuch pal me hi khusiya gam me badal chuki thi...

Kaha aaj sab log aakriti ki saadi ho jane ki khusiyan mana rahe the aur ab achanak sabki aankho me rukmani ke jaane se aanshu aa gaye the...

Yaha ali ke ghar akash is baat se bekhabar ki uski maa use chhod kar chali gai...baitha hua ro raha tha...aur ali use chup karane ki kosis me laga hua tha....

Ali- bas beta...ab chup ho ja...bhool jao sab..

Akash(subakte huye)- kaise bhool jau uncle...aaj meri wajah se pure pariwar ko sharminda hona pada...meri ek bhool se....

Ali- beta...mana ki tumne bhool ki...par tumne galat kaam nahi kiya...wo to tumhare sath dhokha hua hai....

Akash- par uncle..koi bhi meri baat nhi sun raha...yaha tak ki papa bhi...

Ali- beta...tum aazad ki fikr mat karo...abhi wo gusse me hai...aur fir baat madan ki biwi ki thi..to wo jyada hi gusse me tha...

Akash- janta hu uncle..par ab main kya karu...kaise yakeen dilau unhe...

Ali- wo tu mujh par chhod de...tu abhi aaram kar...main aazad ke paas jata hu aur aamir ko yaha bhej dyga...tum aaram karo tab tak main aazad ko sambhalta hu...

Akash- hmm..ji uncle....

Fir ali aazad ke ghar nikal gaya aur yaha akash aage ki sochne laga.....

Akash(man me)- ye kya ho gaya meri wajah se...kyo maine us sarita ki baat maani...kyo dowara se uske sath...haattt...kyo kar diya ye....

Ab mere pariwar ke sath-sath pura gaon mujhe balatkari samjh raha hai...

Main kisi ka saamna bhi nahi kar sakta....kaise samjhauga sabko...koi saboot bhi to nahi...

Ab ek hi rasta hai...sarita ke muh se hi sachhai sabke saamne la sakta hu...aur uske liye mujhe sahi time ka wait karna hoga...

Par abhi wo waqt nahi hai...abhi to main uske paas bhi gaya to log mujhe hi galat samjhege....

Ek hi rasta hai mere paas...abhi main gaon se chala jata hu...fir accha sa mouka dekh kar sarita ko sabak sikhauga....

Yahi soch kar akash ne gaon se jane ka tay kiya aur ali ki bike lekar bina bataye hi nikal gaya....

--------------------------------------------------------------------

Yaha jab ali aazad ke ghar pahucha to rukmani ka sun kar use jhatka laga...

Ek to pahle hi aazad apne bete ko le kar paresaan tha uper se ye bhaari dukh aazad par aa pada...

Ali turant aazad ke paas ja kar use sambhalne laga....

Thodi der me ali ko akash ka khayaal aaya...aur wo akash ke baare me sochne laga...

Akash bhi paresaan tha aur ab uski maa bhi nahi rahi...ye sunkar to akash toot hi jayga...par batana to jaroori tha...

Ali ne turant aamir aur dharmesh ko bhej diya ki akash ko le aao..par use ye mat batana ki uski maa nahi rahi...kah dena ki gir gai hai aur chot aa gai hai...

Dharmesh aur aamir ali ke ghar chale gaye....

Par jab tak wo dono ali ke ghar pahuchte uske pahle hi akaah ali ki bike le kar nikal chuka tha...

Jab akash nahi mila to dono use gaon me dudhne nikal gaye...

Kafi der tak dhudne ke baad bhi akash nhi mila to dharmesh ne aamir ko aazad ke ghar bhej diya aur khud akash ko dhudta raha...

Aamir ne jab ye baat ali ko batai to ali bhi paresaan ho gaya aur usne kuch logo ko gaon aur kheto me akash ko dhudne bhej diya...

Sab log akash ko dudhne ki kosis karte rahe fir bhi saam tak akash kisi ko nahi mila....

Yaha rukmani ki antim yatra ki taiyaari bhi ho chuki thi...

Ab sawaal ye tha ki raat hone ke pahle rukmani ka kriya-karm karna tha but akash abhi tak nhi mila...jo ki rukmanhi ka sabse chaheta beta tha....

Akash ke na milne se aazad aur bhi bokhla gaya tha aur usne akash ke bina hi rukmani ko aag dene ka faishla kar liya...

Baki ke logo ne bhi saam hone ki wajah se yahi socha ki ab der nahi karni chahiye...

Aur rukmani ka antim sanskaar ho gaya...rukmani ka chaheta beta apni maa ki antim yatra me bhi saamil nahi ho paya....

Raat ko aazad ke ghar sannata chaya hua tha..jaha pichli raat roshni jagmaga rahi thi..wahi aaj ki raat andhera aur maatam pasra hua tha...

Sab log jaha rukmani ke jaane se gam me doobe huye the...wahi ali, aamir aur dharmesh akash ka pata karne ke liye phon par phon kar rahe the...

Akash na hi gaon me mila aur na hi wo sahar pahucha tha...pata nhi aaj ki raat akash kaha aur kis halat me tha.....

Us raat sirf aazad ka ghar hi nhi balki pura gaon dukh me dooba hua tha....

Inme sarita bhi saamil thi....sarita ko bhi rukmani ki mout ka dukh tha...sarita ne ye kabhi nahi chaha tha....

to bas aazad ke pariwar ko badnaam karke sabki nazro me girana chahti thi...

Sarita, rukmani ki mout ke liye kahi na kahi apne aap ko gunahgaar samjh rahi thi ..

Sarita(man me)- rukmani ke sath sach me bura hua...main ye nahi chahti thi...par kar bhi kya sakte hai...genhu ke sath ghun to pista hi hai.. .bechaari...

--------------------------------------------------------------------

Aise hi wo gam ki raat khatm ho gai...aazad ke ghar sab log saari raat aansu bahate rahe...koi bhi nhi soya....

Ali, aamir aur dharmesh bhi saari raat akash ko dudhne ke liye paresaan rahe....

Yaha akash subah-sybah sahar me apne ghar pahucha....use dekhte hi dayna uske paas aai aur boli...

Dayna- kaha the tum puri raat...

Akash- main wo...kya hya...??

Dayna- kya hua...tumhe kuch pata nahi kya...??

Akash- kya pata nahi...saaf-2 boliye...

Dayna(man me)- ha..dharmesh ne phon par bola tha ki akash ko pata nahi ki uski maa ab duniya me nahi rahi...

Akash- boliye ab...kya hya...

Dayna- wo...wo baat aisi hai ki kal tumhari maa ...

Akash(beech me)-kya hua maa ko...

Dayna- kuch nahi..tum meri baat suno...kal tumhari maa gir gai aur unhe chot aa gai...

Akash(ghabda gaya)- kya..maa ko chot aa gai...kisne bataya...kab hua ye sab...

Dayna- tim pahle sant ho jao...wo kal mujhe tumhare dost ka phon aaya tha...usne bataya...wo log tumhe dudte rahe par tum mile nahi. ..the kaha tum...

Akash- main wo...chhodo abhi...main ghar ja raha hu....

Akash dayna ki aur koi baat sune bina hi bike le kar apne gaon nikal gaya...aur dayna ne aazad ke ghar phon karke bata diya...

Phon ali ne uthaya tha...aur ab wo soch me pad gaya ki akash ko kaise samjha payge.....

Kareeb 2 hr ke baad akash aa gaya aur aate hi apne ghar par bheed dekh kar shocked ho gaya...

Akash ke dil me bure-2 khyaal aane lage...wo bas yahi soch raha tha ki uske saare khyaal galat saabit ho....

Akash ko dekhte hi dharmesh aur ali uske pass aa gaye...

Akash- maa ko kya hua dharmesh...

Dharmesh ne apni najre ali ki taraf kar li...

Akash- bol na saale...kya hua maa ko...

Dharmesh fir se chup raha aur ali ko dekhta raha....dharmesh ki chuppi ne akash ka gussa bada diya aur wo dharmesh ki coller pakad kar bola...

Akash- saale...kab se puch raha hu...bolta kyo nhi...kya hua maa ko....

Tabhi ali aage aaya aur akash ko pakad kar door hat gaya...

Ali- ruko beta...sabr rakho...

Akash- dekho na uncle...main kabse puch raha hu aur ye...

Ali- bas beta...sant raho...main batata hu na....

Akash- hmm..kaha hai maa..kya hua unhe....

Ali- dekho beta...wo tumhari maa...wo kal...

Akash- kal kya...kya hua tha...

Ali- beta...tumhari maa is duniya me nahi rahi...

Akash(chilla kar)- nnnnnnnaaaaaahhhhhiiiiiiiiii.......ye nhi ho sakta...ye nhi ho sakta...

Ali(akash ko pakde huye)- sambhalo apne aap ko...beta....sant ho jao...beta..beta...

Akash ali ke haatho me behosh ho gaya...

Ali- dharmesh pani lao...jaldi...akash...akash...

Akash ki aawaz sunkar sab log ghar ke bahar aa gaye...dharmesh ne akash ke muh par pani chitka...aur akash hosh me aate hi..joor se rone laga...

Ali akash ko sambhal raha tha par akash besudh sa ho kar roye ja raha tha.....

Tabhi aazad bola..

Aazad- ab rota kyo hai...ye sab teri wajah se hi hua...

Ali- bas aazad...chup raho...ye in sab baaton ka time nahi...

Aazad chup ho gaya..aur akash apni maa ke paas andar jaane laga...

Akash- maa...main aa gaya..maa..main..

Akash andar ki taraf jana chah raha tha par ali ne use pakde rakha..tabhi aazad fir se bola...

Aazad- ab andar kis liye ja raha hai...wo to bechari jal kar khak ho gai hogi ...

Akash ko fir se jhatka laga...uski maa ka antim sanskar bhi ho gaya..aur use pata bhi nahi chala...

Lekin is baar akash rone ke sath gusse me bhi tha....

Ali- beta ..main samjhata hu...

Akash(beech me)-nhi uncle...mujhe maa ke paas jana hai...main apni maa se milne ja raha hu....

Akash ladkhadate hute sambhla aur samsaan ki taraf jane laga...akash ke piche ali aur dharmesh bhi chale gaye....

Samsaan me rukmani jal kar panch tatvo me bilin ho chuki thi...

Chita me halki-2 aag thi...akash apni maa ki chita dekhte hi sann rah gaya...

Akash chita ke paas gaya ...aur ghutno par baith gaya...

Akash- dekho maa...main aa gaya...tumhara badnaseeb beta....sabse bura beta...

Ali- nhi beta..maa ke liye uska beta kabhi bura nahi hota....

Akash- dekho na uncle...meri wajah se maa ne duniya chhod di...aur main apni maa ki antim yaatra me bhi nhi aa saka... to main badnaseeb hi hua na....

Ali- aisa mat bol beta...tumhari maa ki aatma ko dukh pahuchega...

Thodi der tak aakash rota-bilakhta raha aur dhamesh, ali use samjhate rahe...

Fir akash sambhla aur chita ki parikrma karke maa ki chita ki raakh uthai aur maathe par laga kar fir se rone laga....

Akash kareeb 3-4 hr apni maa ki chita ke paas baitha rota raha...

Fir wo sambhla aur uthke apne man me bola....

Akash(man me)-teri kasam khata hu maa...jiski wajah se meri maa nahi rahi...use main jaan se maar duga...tabhi teri aatma ko saanti milegi....

Aur fir akash, aazad ke pass pahucha...

Akash- papa...aisa kyo kiya aapne....

Aazad- tu ja yaha se ..mujhe koi baat nahi karni tujhse....

Akash(gusse me )- aapne aisa kyo kiya...

Aazad- bola na...nikal ja yaha se...

Akash(chilla kar)- aapne aisa kiya kyooo...

Akash ki aawaz sunkar fir se sab unke pass aa gaye...

Aazad- chilla mat...

Akash- aapne mujhe meri maa ke antim darsan bhi nhi karne diye...kyo...

Aazad- kyoki tu is layak nahi hai...

Akash- aap bhi mujhe galat mante hai...

Aazad- ha...manta hu...aur isliye ab tu mar gaya mere liye...chala ja yaha se....

Akash- ja raha hu...aur haa...kal aapne kasam di thi na ki main is ghar me kadam na rakhu...aaj main kasam khata hu ki aaj ke baad main is ghar me kadam nahi rakhuga....

Akash gusse me waha se jane laga...ali aamir aur dharmesh ne use rokne ki kosis ki par sab bekaar raha....

Akash sabse rista todkar sahar chala gaya......aur jate-jate dharmesh ko ghar ka khyaal rakhne ka bol gaya.....

Akash ke jane ke baad bhi gaon walo ne sarita ka balatkaar karne ke zurm me akash ko gaon me bapis ghusne ki saza suna di...

Ab aazad chahkar bhi akash ko nhi bula sakta tha......

Akash sahar chala gaya...aazad ne bhi gusse me use nhi roka....aarti, aakriti aur arvind bhi apne bhai ko rokne nhi aaye.....

--------------------------------------------------------------------

Akash sahar jakar toot sa gaya tha...wo apni maa ki mout se dukhi tha...aur aakhiri baar na mil pane ki wajah se apne aapko gunahgaar samjh raha tha.....

Aise bure waqt me akash ko uske pyaar ka sahara mila...

Time apni gati se gujarta raha aur time gujarte huye 4 mahine nikal gaye....

Ab akash thoda normal tha..par abhi bhi sarita se badla lene ke baare me sochta rahta tha...

Ali aur dharmesh lagataar akash ke contact me the....dono ne ye bhi dekha ki akash apni premika ke sath sambhal chuka hai....wo premika alka thi....

Akash aur alka ka pyaar dekh kar ali ne unki saadi karane ka soch liya...wo janta tha ki saadi ho jane se akash apne purane dukho ko bhool kar nai jindgi me busy ho jayga...aur yahi uske liye sahi rahega....

Yaha gaon me aazad bhi dukh se uber chuka tha par ab use akash ki kami khalne lagi thi...

Gussa door hote hi...use bhi yahi lagne laga ki uska beta galat nahi kar sakta...par madan ki wajah se wo sarita se kuch nhi bol sakta tha...isliye chup raha....

Aazad ki life kaam aur chudaai me busy rahti thi....par chudaai bhi sirf naam matra ki....jisse dil ka dukh thida kam ho jata tha......

Aakriti apne pati ke ghar par chali gai thi...par aarti aur arvind ki khatir wo dono gaon me hi rahne lage aur subhash , aazad ke sath factory ka kaam dekhne laga....

Aarti bhi apni maa aur bhai ke chale jane se dukhi thi...wo bhi apne bhai ko nirdosh manti thi...par apne man ki baat apne papa se nhi kah pati thi...

Dharmesh bhi aazad ki factory me kaam karne laga aur apne dost ke pariwar ka khyaal rakhne laga...sath hi sath ab usne chudaai karna chhod diya tha...bilkul sareef ho gaya tha....

Aamir ka pura dhyaan aarti ko khush rakhne par tha...dono school me sath rahte aur masti karte...jisse aarti saare dukh bhool kar life ko enjoyee karti ...

Richa ki life bhi school aur aazad se chudaai karwa kar nikal rahi thi...

Ek din richa ne apni saadi karane ki baat ki to aazad bhadak gaya aur use kafi jaleel kiya....par richa kuch nhi kar sakti thi...chup rahi aur chudaai karwati rahi....

Arvind bhi akash ko yaad karta tha..par apne papa ki wajah se chupchap apni life ji raha tha......

Aise hi waqt gujarte huye rukmani ki mout ko 6-7 mahine nikal gaye aur fir ali ne akash ki sadi ki baat alka ke gharwalo se chala di....

Ali ne aazad ko is saadi ke liye mana liya tha...par gaon walo ko pata na chale isliye aazad sahar nahi gaya aur ali ke jariye akash ko sadi ki rajamandi de di....

Aazad bahut khus tha ki akash ki sadi hi rahi hai par wo ye bhi janta tha ki akash par balatkar karne ka aarop laga hai aur is time uski saadi me samil hua to gaon wale uske khilaaf ho jayge...

Aazad na hi akash ki sadi me gaya aur na hi pariwar me se kisi ko jane diya..

Aazad ne ali ko ek khat likh kar diya...jo akash ke liye tha...

Us khat ke madhyam se aazad ne apni khushi zahir ki aur akash ko aashirwaad bhi pahucha diya...

Akash ne bhujhe man se saadi kar li...uski saadi me dharmesh ki family aur ali ki family samil hui...

Sadi ke baad bhi akash ne apni padhai chalu rakhi.....
 
Top