• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,520
173
Update 184 (1)
Vivaah-Purva

"Ab ye Arjun kaha reh gaya Pandit ji? Mujhe he aaye ek ghanta ho gaya lekin ye sahab toh lagta hai vivaah ka daromdar jaise apne he kandhe pe liye hai.", Aacharya ji bhi is ghar ke vivaah sambandhit kaam-kaaj dekhne ke baad Pandit ji se charcha me lage the. Mehmaano ki atchi khaasi bheed thi baithak, bahar wale aangan aur ghar ke bheetar. Is dauraan khud Rajkumar ji sabke chai-paani ka karya bahar Asgar ki taraf sambhal rahe the. Bheetar wala aangan kahi jyada he bada tha aur dining table wali jagah bhi khaali karke cooler aur shamiyana lagwa kar isko kareeb 50-60 logo ke liye durust kiya ja chuka tha.

"Shastri ji, gaya toh wo Sanjiv ke sarkari dosto ko hotle chhodne tha. Lekin jaha tak mujhe uska pata hai wo jarur vivaah sthal ki tayaari dekhne chala gaya hoga. Umed aur Param sangeet karyakram ka jayja lene ke liye community center gaye hai aur damad bhi unke he sath hai. Waise aapne toh khud humko karjdar bana diya.", Rameshwar ji baat karte hue apne chote bhai ko bhi dekh rahe the jo baithak se bahar aangan me saaf dikhai padd rahe the hukka gudgudate. Krishneshwar ko toh jaise gaanv se aaye sarpanch Dhaniram, Mohal Sharma aur Hansmukh me pakke jodidar mil gaye the is shauk ke.

"Mureed hum hai bhai sahab aapke aur karzdar wali baat keh kar paraya matt kijiye. Waise mera beta Vishesh bhi utsahit hai shaam ke liye isliye aaj din me wo kal tak ke apne kaam nibtane me laga hai. Himani ka toh ab jaise us ghar me dil he nahi lagta. Ya fir agar usne bahar na nikalna ho toh is ghar ki pariyan waha bula leti hai. Haan.. ye bhent swikaar kijiye meri taraf se. Vivah wale din toh jab aap he daan kar rahe ho toh main aisa karne ki gustakhi nahi kar sakta isliye aaj he ek chote bhai ki taraf se ye tuchh si bhent.", Aacharya ji ne apne khoye ke rang se kurte ki jeb se nikaal kar ek gulabi kaagaj ki pudiya aur ek sunhere kagaj me lipti dibbi unke saamne kar di. Pandit ji jaise wo lene se hichkicha rahe the aur tabhi Kaushalya ji Sanjiv ko liye udhar aa padhari. Sanjiv is waqt aadhi baah ki safed kameej aur safed payjame me tha.

"Haan toh bhai sahab, jo aapka haq hai wo toh hum mana nahi kar sakte lekin main badi bhabhi hu aur devar agar kuch dega toh badle usko bhi lena padta hai.", Sanjiv ke sar ke upar se kuch hare note vaarne ke baad Kaushalya ji ne ek gulabi chunni, pagdi aur wo rupaye Shastri ji ki taraf badhaye. Apni jagah se uth kar Shastri ji ne bhi wo lene se pehle dono hath jode aur pagdi maathe se lagane ke baad jhuk kar jaise aashirwad liya.

"Is se badha uphar toh jaise is Pramod ne kabhi paya he na hoga bhabhi ji. Maa ke hath se taagdi aur badi bhabhi ke hath se pagdi ye ehsaas karwati hai ke aapke upar ek mamtamayi chaya barkaraar hai. Waise mujhse pehla haq ye kisi aur ka hai.", Shastri ji ke chehre ke bhaav aise the ki aankho ke kinare kabhi bhi taral ho sakte the. Unki baat sunn kar Kaushalya ji aur Padit ji se pehle Sanjiv ne unke paanv chuu kar kaha.

"Aap ek shikshak hai aur daadi ji ne he ye sikhaya tha ki ek shikshak se upar sthaan kisi ka bhi nahi ho sakta. Mujhe bhi atcha lagega agar dada-daadi ji ke sath aap bhi mera haldi tilak kare.", Sanjiv ki baat poori hone ke sath he Kaushalya ji ne muskurate hue uske kandhe par safed angocha faila kar daal diya. Pandit ji ne apne paute ke mastak par wo geeli haldi ka tilak kiya aur gulabi kagaj khol kar usme lipti sunehari chain gale me pehna di. Usi thaali se Shastri ji ne bhi tilak kiya aashirwad dene ke sath sath. Ab tak Col sahab, Krishneshwar ji ke sath kuch aur ganmanya log bhi aa chuke the jinhone yahi sab dohraya. Sabse mangal kaamnaye grahan karke Sanjiv apni daadi ke sath baithak se bheetar wale aangan ki taraf ja chuka tha.

"Aise na chalega Pandit ji. Akele Shastri ji ke hath me pagdi aur hamare hath me chai? Na ji, ab toh fainsla yahi hoga.", Malhotra ji ki baat sunn kar sabhi hansne lage the aur aadatan Pandit ji ne bhi masti bhara jawaab de diya.

"Haan haan kyun nahi Malhotra sahab lekin mujhe nahi lagta bhabhi ji aapko dusra vivaah karne dengi. Hahaha..", Ab jhempne ki baari Malhotra ji ki thi fir bhi hansi barkaraar rakhe the.

"Uska koyi fayeda bhi na hone wala ji ab toh. Apne Malhotra ji ne thode din pehle toh pagdi pehni thi, bahot bhari kharcha hua tha usme. Aap fir se ek pagdi pehna do..", Kashyap ji bhi kaha peeche rehte jab baat aapas me ho rahi ho. Yaha charcha jaari thi ki bahar galiyare me Lucky kisi ko hidayat deta sunaai pada.

"Oh bhai, tujhe 9 baje ka bola tha aur ab 10 baje rahe hai. Chal ab andar chalte he sara taamjham jancha. Ek bhi drishya camera aur video se chooka na toh fir soch liyo.", Uske sath sath ye 2 log the jo ek bada video recorder aur camera liye the. Madhu ji ka beta Himanshu bhi unke he sath khushi khushi chal raha tha. Jaise wo unke sath reh kar is kaam ki bareeki seekhna chahta ho.

Andar toh mahol he bahot hara bhara tha. Ghar pariwar ki har mahila aur ladki ke sath sath aas-pados ki aurate, ladkiyan aur dur daraaj se aaye mehman bhare hue the. Sangwan, Kashyap, Malhotra, Sanjiv ka nanihal, Madhu ji ki sasural wale, Rekha-Krishna ji ke maaykewale, Punjab se aaye hue log ityaad ke sath sath aur bhi dhero log the.

Aaj toh Saroj Kashyap ke sath sath Malhotra ji ki bahu jo Sanjiv ki bhabhi lagti thi, unhone atchi khaasi khinchai kar rakhi thi Sanjiv ki. Dohra arth wale majaak ke sath sath unke hath bhi Sanjiv ki baahen aur gardan par haldi ubtan ragad rahe the. Lekin ek baat kabile taarif thi ki is sabka Sanjiv jara bhi bura naa maankar unke sath he simit majaak bhi kar raha tha.

"Dekh lo chachi, apna Sanjiv na bilkul Madhuri ke ulat he hai. Sab kehte the ki Madhuri bahot bolti hai aur Sanjiv bechara gau aadmi hai. Madhuri toh haldi pe mooh latkaye thi aur ye hamare Shashi Kapoor sahab toh apne bhabhiyon ke hatho ka jyada he maja le rahe. Shaadi ke baad ya toh baaki gharwle kahi ghoomne chale jana nahi toh kam se kam Sanjiv aur iski dulhaniya ko hafte 10 din bhej dena.", Saroj bhabhi ka majaak aur unka dil se khilkhila kar hansna sabhi ko bha raha tha aur bas yahi pal tha jab Sanjiv bhi sharam se sar jhukane laga.

"Arre na beta tu na ghabra in billiyon se. Teri bua hai tere sath. Aur sunn lo tum dono, kaan khol kar. Sanjiv bahot he atcha bacha hai jo sabka khayal rakhta hai.", Madhu bua ne haldi uske sar pe malte hue itne gambhir andaaj me kaha tha ke ek pal ke liye toh baaki aurate geet-dholak band karke yahi dekhne lagi kahi Madhu in dono yuvtiyon ki marammat he na kar de. Sanjiv ke chehre par kuch chamak aayi lekin wo turant gayab bhi ho gayi jab Madhu bua ne aage kaha.

"Isne toh palang bhi aisa majboot aur bhari banwaya hai ke sath wale kamre tak awaaj na jaaye.. Tum pareshan karne ki baat karti ho..", Lalita ji, jo khud maharathi thi wo bhi joro se hanste hue idhar aayi aur Madhu-Sanjiv ke sar se 500-500 vaar kar Sanjiv ki dono bhabhiyon ko deti hui boli.

"Waise devar ko tajurba hai ya nahi ye toh pooch leti tum Saroj-Priya? Ab tumhara devar hai toh ye tumhi kar sakti ho.", Apni maa Lalita ji ka bhi aisa avtaar dekh Sanjiv sharam se gada ja raha tha lekin is baar uske sath Saroj-Priya bhabhi bhi thi aisi haalat me. Ruchita ne mooh me ungli daal kar mawaali tarike se jo seeti bajaai toh ghar ki ladkiyon ke sath sath baaki aurate bhi ye dekh hansne ke sath sath josh badhane lagi.

"Arre ye bhi koyi baat hui Lalita? Inko bol ke thodi thodi haldi lagaaye tere lalla ke, agle ki laali bhi apne ghar se haldi me nikhar ke aane wali hai. Kahi ye na ho ke agle din chaadar safed se santri ho jaaye.", Shrimati Malhotra ji ne toh jo baat kahi thi uska todd jaise he kisi ke paas hota. Kaiyon ko toh yahi samajh nahi aaya ke peeli kyo nahi kaha. Lekin badi aur samajhdar mahilaye samajh chuki thi ki peele me laal milne se narangi he banta hai.

"Anupama bitiya, jao aur apne devar ka shagun karo.", Bheetar wale kamre se Chandro Devi ko liye Col sahab aaye the jo wahi se fir wapis bhi laut gaye. Inke sath aayi thi Sushila, Guddi, Madhulata aur haveli ki nayi bahu evam Bijender ki byahta Anupama. Kaushalya ji ke sath sath Purnima ji ne bhi Chandro devi ka swagat kiya aur fir Richa apni jagah se uth kar inki taraf lapki. Tabtak Kaushalya ji ne he Anupama ko Komal ke sath Sanjiv ki taraf bhijwa diya tha.

"Sushila beti, tum toh mili he ho Lalita, Rajeshwari, Krishna aur Rekha se. Malti (Guddi) aur Madhulata, ye is ghar ki bahuen hai aur Lalita ke he bete aur beti ki shaadi kal ek he mandap me ho rahi hai. Atcha laga ke is awasar par Sombir bhai sahab ka pariwar shamil hua.", Apni bahuon se inka parichaya karwate hue Kaushalya ji ke kandhe kuch unche the jiska bhaan Chandro Devi ke sath sath khud Madhulata ko bhi ho chuka tha. Chandro Devi ne toh muskurate hue sabhi ko aashirwad diya lekin Madhulata bade he gor se Rekha ko dekhne ke baad ek kadam peeche ho gayi.

"Thaanedarni, tere toh ye baad me lage hai. Mere pehle hai tere se toh aati kyun na? Purnima tu koyi dawa khaa rahi hai ya Rameshwar ki najro ne jawaab bana diya.?", Yaha toh Chandro devi ne alag he hasyaras bhar diya tha. Fir sabhi ko laangh kar wo khud aage gayi aur Madhuri ko bhi Sanjiv ke kareeb baithane ke baad vastra, gehne, mishtaan aadi bhent karne ke sath sath wo sabhi riwaaj kiye jo ek daadi apne pauta pauti ke vivah samay karti hai. Chandro Devi ki bagal me khadi Sushila ne isme poora sath diya tha jaise agli mukhiya wahi ho lekin aisi uski koyi chahat he na thi.

"Maa, aap inse toh milo. Ye Rekha chachi hai aur chachi ji ye meri mummy hai Madhulata.", Idhar Richa ne ek baar fir se apni ka parichaya karwaya tha aur is baar Komal bhi yaha kareeb thi jisne apni maa ki tarah Madhulata ke saamne hath jodd kar poora sammaan diya.

"Namastey. Meri beti ne bahot bataya tha tumhare baare me.", Madhulata ne sambodhan me tumhara prayog kiya lekin Rekha aur Komal ne iska jara bhi bura naa maante hue jawab me muskura kar sar hila diya.

"Ab betiyan toh kaha farak karti hai Madhulata ji? Bas aapse mulakaat nahi hui thi lekin Richa ke sath samay bita kar itna toh pata chal he gaya hai ke aapne bahot atche se iska paalan kiya hai. Bahot he hansmukh aur pyaari ladki hai ye. Hamare ghar is pal me shamil hone ke liye aapka bahot dhanyavaad. Lijiye, thanda pijiye. Aap abhi safar se aayi hai aur bahar garmi bhi adhik hai.", Rekha ne tray se khud he gilaas utha kar Madhulata ko sharbat pesh kiya toh wo jaise chaah kar bhi mana na kar saki. Iske baad Rekha ne us ladke ko sabhi ko sharbat dena ka nirdesh diya aur Madhulata ke sath he sabse aakhir me dari pe viraajmaan ho gayi. Saamne ka mahol wahi tha jaisa hona chahiye. Dono bhai behno ke shagun kiye ja rahe the aur photographer tasvire-video me vyast rahe.

"Toh tumhare 3 bache hai Rekha?", Madhulata ne saamne dekhte hue baatchit shuru ki. Geet-dholak ka prabhaav yaha pichli taraf itna na tha.

"Ji. Komal se toh aap mil he li hai. Ritu aur Arjun aapke udhar aaye the tab mulakaat hui hogi aapki. Filhal toh Ritu apne papa ke sath market gayi hai aur Arjun bahar ke kaam me laga hoga. Aapki ek he santaan hai?", Is baar jaise Madhulata ke dil me halki si faans chubhi jab Rekha ne uski ek santaan ka andesha jataya. Lekin chehre par feeki muskaan dikhate hue usne jawaab diya.

"Ek beta bhi hai mera lekin jaise uparwala jyada khushiya nahi dena chahta tha isliye wo maansik roop se aparipakva hai. 25 ka hone ke bawjood jaise wo 5 ka he hai. Sabhi ki kismat tumhare jaisi toh nahi hoti?", Madhulata shagun nahi kar sakti thi kyonki unke riwaj ke mutabik vidhwa aise maanglik karyakram, jo ghar se bahar ho usme pratyaksh shamil nahi ho sakti thi. Aur Rekha ko apni baaton se uksaane ki harkat wo is vyast mahol me kar he chuki thi.

"Jaan kar dukh hua ki aapke bete ka jiwan saral nahi hai lekin isme kismat ki koyi bhoomika nahi hai Madhulata ji. Aur vartmaan chikitsa ke sath sahi dekh rekh hone par kuch hadd tak ye dushprabhav sahi kiya bhi sakta hai. Bhagwan me aastha rakhiye, wo jarur bhala karega.", Rekha ne kisi bhi baat ko dil pe na liya tha aur jis tarah se sahanubhooti vash usne Madhulata ka hath daba kar ye baat kahi thi iske aage Madhulata se kuch kehte na bana.

"Maa, papa bula rahe hai bahar aapko. Hello, namastey aunty ji. Kaisi hai aap? Babita didi bhi aa gayi hai aur papa se mil kar andar aati he hongi. Maa aap utho toh sahi fir papa ne farmhouse jana hai tayaari dekhne.", Ye Ritu thi jo ek bada sa plastic ka bag liye hirni ki tarah machalti si aayi thi aur Madhulata se milne ke baad apni maa ko utha kar bahar bhejne lagi. Rekha ji bhi Madhulata ko abhi aane ka bol kar uth gayi.

"Main toh thik hu Ritu bitiya, lekin shayad tumne shaadi ki khareedi abhi tak nahi ki thi. Toh tumhare papa tumhe market leke gaye the?"

"Ye mere liye nahi hai aunty ji, Sanjiv bhaiya ke liye hai. Unhone shadi ki dress toh le li thi lekin sangeet ki unhe yaad he nahi thi. Toh is tarah se papa ke taraf se unke liye ye gift liya isliye unko he sath leke gayi thi. Richa didi, aap utho jara aur mere sath upar chalo. Oye Alka, chal aaja aur dekh le tera samaan.", Ritu ne jyada bhaav na dete hue Madhulata ki bagal se he Richa ko hath khinch kar uthaya aur aage khadi Alka ko upar aane ka kaha. Alka ke sath he Aarti, Tara aur baaki humumar ladkiyan bhi idhar se nikal chali. Preeti ke sath abhi bhi Afsana aur Akanksha thi jo khadi hui toh photographer ne in teeno ki ek swabhavik tasvir qaid kar li.

"Ye wali tasvir main personally aapse lunga bhaiya.", Arjun yaha aane ke sath he sabse pehle camera wale ki taraf lapka. Safed salwar kameej ke upar indradhanushi dupatta liye Preeti ko dekhte he jaise wo iska chitra dimaag me baitha chuka tha.

"Oye tu bhai ke shagan wale time bhi ghar se bahar bhatakta fir raha? Chal jaldi idhar aa.", Kaushalya ji ne toh usko camera wale ka jawaab tak na sunn ne diya. Subah pehne dhule hue kapde ab aise ho chuke the jaise Arjun palledari karke lauta ho. Aur bhi kayi jodi nighahe Arjun par he tiki thi jo daadi ke ek baar kehne bhar se unki taraf chal diya. Sabhi baithe hue logo ko hath jodta wo thik apne bhai ke bagal aa khada hua. Sushila ji se gale lagne ke baad usne bhi Sanjiv bhaiya ke haldi lagaai dono gaal par.

"Daadi, shadi ki jagah bhi bahot kaam tha aur ye toh atcha hua ke main us taraf chala gaya. Ghar pe toh aap sabhi log ho he lekin jaha sabse jaruri kaam hone hai wo jagah bhi toh tayaar honi chahiye.",Arjun ab Sanjiv bhaiya aur Madhuri didi ke beech he baith chuka tha. Is beech tasvire bhi hoti rahi aur yaha se wo sabhi chehro ko bhi dhyaan se dekhta raha. Sanjiv ne bhi apne chhote bhai ke sar pe hath firate hue mook abhaar jataya.

"Dekh Kaushalya, is chhore ko unchi awaaj me na dabadkaya kar. Ye sadha hua hai aur apni jimmewariyan atche se jaanta hai. Le Babita, aaja laado aur de aashirwad Sanjiv ko.", Babita us sooti kase hue salwar kameej me bharpoor kaamdevi he lag rahi thi lekin masoom chehre aur bina atirikt saaj sajja ke. Arjun se najre chaar hote he muskaan chehre par fail gayi.

"Daadi, tu kahe toh is Arjun ke bhi batna ragad du? Dekh kis tariya khush hove hai jaise iska he byaah ho kaal.", Babita ne samajhdari dikhate hue aisa he jataya jaise Arjun ke prati uska bas unmukt vyavahaar he hai. Is sabke beech he vivaah ke liye nischit kiye pujaari ji bhi aa padhare jo Rajkumar ji ke sang the. Dono bhai behano ke siwa ab baaki log apni apni jagah aa chuke the. Arjun purva-vat he un dono ke beech baitha hua Sanjiv bhaiya ke kaan me khusar-phusar karne me laga tha aur wo usko najro se chup rehne ka keh rahe the.

"Yajmaan, sarv-pratham toh aap dono ko he dhero shubhkaamnaye. Aur is mangal avsar par shaamil hone wale har vyakti ko bhi. Haldi ka shagun apni he ek khaas mehta rakhta hai. Haldi soochak hai rog harne, pavitrata evam mangalmayta ka. Isliye isko dampatya jiwan me kadam rakhne se purv-divas par aashirvad aur apnepan ke swaroop bhent kiya jata hai. Aap apne naye jiwan safar par nirogi, kaantivaan aur smriddhi ke sath kadam rakhe.", Pujari ji sabhi ko is shagun ka mehatva batane ke sath he Sanjiv ke mastak par durva-gangajal ke chhinte girane lage. Yahi unhone fir Madhuri ke sath kiya.

"Jahan mehandi ek byahta ke liye 16 shringaar me se ek hai wahi ye soochak hai paripakvata ka, haldi se hone wale grishm ki tapish ko kam karne ke baad sharir ko chalit rakhne ka. Mehandi bhent ki jaati hai sambandhi ki taraf se, nanihaal ki taraf se aur agar kisi sandarbh me aisa na ho paaye toh bhabhi, bua aur mausi iska uphar de sakte hai. Kumar Sanjiv, aap sheer snaan ke baad ye rasam karenge. Kumari Madhuri, aap apuni suvidha anusaar is mehandi se 16 shringaar ki shuruaat karengi. Prabhu Narayan aap dono bacho par kripa banaye rakhe.", Pujari ji ne dhero shringaar ke samaan jo choti choti dibbiya me the aur Sanjiv Madhuri ke liye alag alag the, wo unko supurd kiye. Jo unke hatho se lalita ji aur Rajkumar ji ne apne pas liye. Ye spasht tha ki nahane ke baad ab inko dhero aur rasme nibhani thi, adhiktar Madhuri ko kyonki wo yuvti thi.

"Aur koyi dhyaan rakhne yogya baat pandit ji?", Rajkumar ji ne hath jodd kar poocha.

"Yajmaan, baaki toh aapke vichar aur niyam jo bhi aap karte hai, wahi kijiye. Vivaah se pehle bache bas akele ghar ke dehleej se bahar na nikle. Bitiya ne naye vastra aaj grahan nahi karne jaisa aap jaante he hai. Harsh-ullas aur mangal samay me pavitra vicharo ke sath aap jitni chahe aur jo bhi rasme karni hai kar sakte hai. Aapki 2 santane ek he mandap me apna apna dampatya jiwan shuru karengi isliye ho sake toh dono bache agar 2 ghar me rahe toh hitkar rahega.", Ye toh alag he hidayat de daali thi in pujari ji ne.

"Aapke kehne ka taatparya pandit ji?", Ab Purnima ji ne sawaal kiya tha kyonki Kaushalya ji se Chandro devi kuch poochtach me lagi thi.

"Aisa karna anivarya toh nahi hai mata ji lekin ek he mandap me ghar ke 2 bacho ka vivaah hone ja raha ho, jo viprit ling (sex) se ho toh uttam yahi rehta hai ki vivaah se pehle wali raat alag alag ghar me thehraya jaye. Ek he din agar aap putri-daan kar rahe ho aur putri ghar me shamil bhi kare toh is se bhaar adhik hota hai. Agar 2 ghar nahi hai toh .."

"Nahi pandit ji aisi koyi baat nahi hai. Baat sirf raat ki he hai toh humko koyi aapatti nahi. Hamara ek ghar peeche he hai jaha bache he ruke hue hai. Sanjiv wahi par Arjun ke sath raat gujaar lega.", Kaushalya ji jaise sabkuch sunn chuki thi aur unhone iska hal bhi turant kar diya.

"Ati uttam. Ab aap bacho ko snaan ke baad saaf vastra dhaaran karne ka bol sakti hai. Baaki rasme sab gharwale he karenge. Kal vivah sambandhi kuch jaruri charcha karni hai hume Sharma ji se toh ijajat dijiye.", Pandit ji ne dono bacho ko aashirwad dene ke sath he sabhi ko pranaam kiya aur Rajkumar ji ke sath baithak ki taraf chal diye. Arjun khush tha ki aaj raat uske bhaiya uske sath he sone wale hai. Lekin jaane kitno ka dil toota hoga jo iska laabh uthana chahta the.

Kramash..
 

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,520
173
Bhai me aap ki story padhi he aap ki story sex kam hone ke wajah se nahi par aap jo update ke bich me jo gape hota tha uski wajah se jyada response kam mila aap ko yaha pe aesi bhi story he jis me sex bilkul bhi nahi he par achchi chal rahi he kyu ki waha regular 1 din chod ke update aate he aap ko story ke name bhi bata deta hu God's and Demons or attitude waha 1 bhi sex seen nahi he
Ye reason bhi h ...lekin mere bhai main first ki baat kiya hu .. sabse pehli thi story ek ...uski time aap check kr skte ho
Nice update...
Yahi to dikat hai hamare des me
Apne des me chhapi hui kitabon par ban aur bidesi dharti par chhapi par chhut
USA server ke sath kiya ja sakta sath me web enter causation lga kar
T

The answer is in the question.
Consumption in Private Setting is Legal.
Whatever things considered here is on a One to One basis.Whether by a publication,or on a Digital Platform.Individual Volume.
Apne yaha ke law ka kehna hi kya 🤯
Koi na koi loop hole hoga hi hoga aur na bhi ho to clean version to milega hi milega
Baki yaha per continue hai hi ..yaha pdf bana ker photocopy kerwa lenge 😂
Gajab samasya he bhai.
Pahela samadhan me client hi kahi complain na kar de uska dar he.
Vese jo is kahani ko yaha padhta he vo to nahi karega utna vishwas he mujhe.
Bhai mera to kehna he ki aap xforum par hi apna uncut version post kardo moderator se baat karke. Percentage unse decide karlo ki kitna lenge. Fir yaha par jo bhi use padna chahega to pehle use pay karna padega ya fir wo yahi he uska uncut version buy kar sake ga. Aur aap us book ko courier kar dena online paise aane ke baad.
Mere dimag me to yahi solution aya he.
PYAAR 💯 BAAR
Riston ke bandhan se aage...


AGLE UPDATE KA INTEZAR HAI !!!
Tin tin bhiya kya baat hy aaj too din bn gya apky darshan hogay 😘😘😘😘😘
Teeno update superb Engima bhai 😍😍
Bhai ajj update kab aye ga
lo ji lo .. kar di na daakiye wali baat ...
Intejar hai bhai naye update ka
Naa Munivar.Aisa nahi kehte.
Waiting for next update bhai
12 mints oor 11 bajny mn 😁😁😁😁
7 minit bakki
bhabhji ka dar hain bhai itti raat tak mobile pe lage na rah shakte hain.
Kaha reh gayi ri update ...
Time upr Nahi ho gya 😢
Update page 2380 par post kiya hai dosto. Ye ek laghu update hai kyonki agla drishya poora nahi kar paaya jyada lambaai ki wajah se. Aage ka poora drishya kal raat 9-10 tak post kar dunga.
Shubhratri aur apna Dhyan rakhiye.
🌱💚🤗
 

Harpreet2658

Member
155
376
63
Update 184 (1)
Vivaah-Purva

"Ab ye Arjun kaha reh gaya Pandit ji? Mujhe he aaye ek ghanta ho gaya lekin ye sahab toh lagta hai vivaah ka daromdar jaise apne he kandhe pe liye hai.", Aacharya ji bhi is ghar ke vivaah sambandhit kaam-kaaj dekhne ke baad Pandit ji se charcha me lage the. Mehmaano ki atchi khaasi bheed thi baithak, bahar wale aangan aur ghar ke bheetar. Is dauraan khud Rajkumar ji sabke chai-paani ka karya bahar Asgar ki taraf sambhal rahe the. Bheetar wala aangan kahi jyada he bada tha aur dining table wali jagah bhi khaali karke cooler aur shamiyana lagwa kar isko kareeb 50-60 logo ke liye durust kiya ja chuka tha.

"Shastri ji, gaya toh wo Sanjiv ke sarkari dosto ko hotle chhodne tha. Lekin jaha tak mujhe uska pata hai wo jarur vivaah sthal ki tayaari dekhne chala gaya hoga. Umed aur Param sangeet karyakram ka jayja lene ke liye community center gaye hai aur damad bhi unke he sath hai. Waise aapne toh khud humko karjdar bana diya.", Rameshwar ji baat karte hue apne chote bhai ko bhi dekh rahe the jo baithak se bahar aangan me saaf dikhai padd rahe the hukka gudgudate. Krishneshwar ko toh jaise gaanv se aaye sarpanch Dhaniram, Mohal Sharma aur Hansmukh me pakke jodidar mil gaye the is shauk ke.

"Mureed hum hai bhai sahab aapke aur karzdar wali baat keh kar paraya matt kijiye. Waise mera beta Vishesh bhi utsahit hai shaam ke liye isliye aaj din me wo kal tak ke apne kaam nibtane me laga hai. Himani ka toh ab jaise us ghar me dil he nahi lagta. Ya fir agar usne bahar na nikalna ho toh is ghar ki pariyan waha bula leti hai. Haan.. ye bhent swikaar kijiye meri taraf se. Vivah wale din toh jab aap he daan kar rahe ho toh main aisa karne ki gustakhi nahi kar sakta isliye aaj he ek chote bhai ki taraf se ye tuchh si bhent.", Aacharya ji ne apne khoye ke rang se kurte ki jeb se nikaal kar ek gulabi kaagaj ki pudiya aur ek sunhere kagaj me lipti dibbi unke saamne kar di. Pandit ji jaise wo lene se hichkicha rahe the aur tabhi Kaushalya ji Sanjiv ko liye udhar aa padhari. Sanjiv is waqt aadhi baah ki safed kameej aur safed payjame me tha.

"Haan toh bhai sahab, jo aapka haq hai wo toh hum mana nahi kar sakte lekin main badi bhabhi hu aur devar agar kuch dega toh badle usko bhi lena padta hai.", Sanjiv ke sar ke upar se kuch hare note vaarne ke baad Kaushalya ji ne ek gulabi chunni, pagdi aur wo rupaye Shastri ji ki taraf badhaye. Apni jagah se uth kar Shastri ji ne bhi wo lene se pehle dono hath jode aur pagdi maathe se lagane ke baad jhuk kar jaise aashirwad liya.

"Is se badha uphar toh jaise is Pramod ne kabhi paya he na hoga bhabhi ji. Maa ke hath se taagdi aur badi bhabhi ke hath se pagdi ye ehsaas karwati hai ke aapke upar ek mamtamayi chaya barkaraar hai. Waise mujhse pehla haq ye kisi aur ka hai.", Shastri ji ke chehre ke bhaav aise the ki aankho ke kinare kabhi bhi taral ho sakte the. Unki baat sunn kar Kaushalya ji aur Padit ji se pehle Sanjiv ne unke paanv chuu kar kaha.

"Aap ek shikshak hai aur daadi ji ne he ye sikhaya tha ki ek shikshak se upar sthaan kisi ka bhi nahi ho sakta. Mujhe bhi atcha lagega agar dada-daadi ji ke sath aap bhi mera haldi tilak kare.", Sanjiv ki baat poori hone ke sath he Kaushalya ji ne muskurate hue uske kandhe par safed angocha faila kar daal diya. Pandit ji ne apne paute ke mastak par wo geeli haldi ka tilak kiya aur gulabi kagaj khol kar usme lipti sunehari chain gale me pehna di. Usi thaali se Shastri ji ne bhi tilak kiya aashirwad dene ke sath sath. Ab tak Col sahab, Krishneshwar ji ke sath kuch aur ganmanya log bhi aa chuke the jinhone yahi sab dohraya. Sabse mangal kaamnaye grahan karke Sanjiv apni daadi ke sath baithak se bheetar wale aangan ki taraf ja chuka tha.

"Aise na chalega Pandit ji. Akele Shastri ji ke hath me pagdi aur hamare hath me chai? Na ji, ab toh fainsla yahi hoga.", Malhotra ji ki baat sunn kar sabhi hansne lage the aur aadatan Pandit ji ne bhi masti bhara jawaab de diya.

"Haan haan kyun nahi Malhotra sahab lekin mujhe nahi lagta bhabhi ji aapko dusra vivaah karne dengi. Hahaha..", Ab jhempne ki baari Malhotra ji ki thi fir bhi hansi barkaraar rakhe the.

"Uska koyi fayeda bhi na hone wala ji ab toh. Apne Malhotra ji ne thode din pehle toh pagdi pehni thi, bahot bhari kharcha hua tha usme. Aap fir se ek pagdi pehna do..", Kashyap ji bhi kaha peeche rehte jab baat aapas me ho rahi ho. Yaha charcha jaari thi ki bahar galiyare me Lucky kisi ko hidayat deta sunaai pada.

"Oh bhai, tujhe 9 baje ka bola tha aur ab 10 baje rahe hai. Chal ab andar chalte he sara taamjham jancha. Ek bhi drishya camera aur video se chooka na toh fir soch liyo.", Uske sath sath ye 2 log the jo ek bada video recorder aur camera liye the. Madhu ji ka beta Himanshu bhi unke he sath khushi khushi chal raha tha. Jaise wo unke sath reh kar is kaam ki bareeki seekhna chahta ho.

Andar toh mahol he bahot hara bhara tha. Ghar pariwar ki har mahila aur ladki ke sath sath aas-pados ki aurate, ladkiyan aur dur daraaj se aaye mehman bhare hue the. Sangwan, Kashyap, Malhotra, Sanjiv ka nanihal, Madhu ji ki sasural wale, Rekha-Krishna ji ke maaykewale, Punjab se aaye hue log ityaad ke sath sath aur bhi dhero log the.

Aaj toh Saroj Kashyap ke sath sath Malhotra ji ki bahu jo Sanjiv ki bhabhi lagti thi, unhone atchi khaasi khinchai kar rakhi thi Sanjiv ki. Dohra arth wale majaak ke sath sath unke hath bhi Sanjiv ki baahen aur gardan par haldi ubtan ragad rahe the. Lekin ek baat kabile taarif thi ki is sabka Sanjiv jara bhi bura naa maankar unke sath he simit majaak bhi kar raha tha.

"Dekh lo chachi, apna Sanjiv na bilkul Madhuri ke ulat he hai. Sab kehte the ki Madhuri bahot bolti hai aur Sanjiv bechara gau aadmi hai. Madhuri toh haldi pe mooh latkaye thi aur ye hamare Shashi Kapoor sahab toh apne bhabhiyon ke hatho ka jyada he maja le rahe. Shaadi ke baad ya toh baaki gharwle kahi ghoomne chale jana nahi toh kam se kam Sanjiv aur iski dulhaniya ko hafte 10 din bhej dena.", Saroj bhabhi ka majaak aur unka dil se khilkhila kar hansna sabhi ko bha raha tha aur bas yahi pal tha jab Sanjiv bhi sharam se sar jhukane laga.

"Arre na beta tu na ghabra in billiyon se. Teri bua hai tere sath. Aur sunn lo tum dono, kaan khol kar. Sanjiv bahot he atcha bacha hai jo sabka khayal rakhta hai.", Madhu bua ne haldi uske sar pe malte hue itne gambhir andaaj me kaha tha ke ek pal ke liye toh baaki aurate geet-dholak band karke yahi dekhne lagi kahi Madhu in dono yuvtiyon ki marammat he na kar de. Sanjiv ke chehre par kuch chamak aayi lekin wo turant gayab bhi ho gayi jab Madhu bua ne aage kaha.

"Isne toh palang bhi aisa majboot aur bhari banwaya hai ke sath wale kamre tak awaaj na jaaye.. Tum pareshan karne ki baat karti ho..", Lalita ji, jo khud maharathi thi wo bhi joro se hanste hue idhar aayi aur Madhu-Sanjiv ke sar se 500-500 vaar kar Sanjiv ki dono bhabhiyon ko deti hui boli.

"Waise devar ko tajurba hai ya nahi ye toh pooch leti tum Saroj-Priya? Ab tumhara devar hai toh ye tumhi kar sakti ho.", Apni maa Lalita ji ka bhi aisa avtaar dekh Sanjiv sharam se gada ja raha tha lekin is baar uske sath Saroj-Priya bhabhi bhi thi aisi haalat me. Ruchita ne mooh me ungli daal kar mawaali tarike se jo seeti bajaai toh ghar ki ladkiyon ke sath sath baaki aurate bhi ye dekh hansne ke sath sath josh badhane lagi.

"Arre ye bhi koyi baat hui Lalita? Inko bol ke thodi thodi haldi lagaaye tere lalla ke, agle ki laali bhi apne ghar se haldi me nikhar ke aane wali hai. Kahi ye na ho ke agle din chaadar safed se santri ho jaaye.", Shrimati Malhotra ji ne toh jo baat kahi thi uska todd jaise he kisi ke paas hota. Kaiyon ko toh yahi samajh nahi aaya ke peeli kyo nahi kaha. Lekin badi aur samajhdar mahilaye samajh chuki thi ki peele me laal milne se narangi he banta hai.

"Anupama bitiya, jao aur apne devar ka shagun karo.", Bheetar wale kamre se Chandro Devi ko liye Col sahab aaye the jo wahi se fir wapis bhi laut gaye. Inke sath aayi thi Sushila, Guddi, Madhulata aur haveli ki nayi bahu evam Bijender ki byahta Anupama. Kaushalya ji ke sath sath Purnima ji ne bhi Chandro devi ka swagat kiya aur fir Richa apni jagah se uth kar inki taraf lapki. Tabtak Kaushalya ji ne he Anupama ko Komal ke sath Sanjiv ki taraf bhijwa diya tha.

"Sushila beti, tum toh mili he ho Lalita, Rajeshwari, Krishna aur Rekha se. Malti (Guddi) aur Madhulata, ye is ghar ki bahuen hai aur Lalita ke he bete aur beti ki shaadi kal ek he mandap me ho rahi hai. Atcha laga ke is awasar par Sombir bhai sahab ka pariwar shamil hua.", Apni bahuon se inka parichaya karwate hue Kaushalya ji ke kandhe kuch unche the jiska bhaan Chandro Devi ke sath sath khud Madhulata ko bhi ho chuka tha. Chandro Devi ne toh muskurate hue sabhi ko aashirwad diya lekin Madhulata bade he gor se Rekha ko dekhne ke baad ek kadam peeche ho gayi.

"Thaanedarni, tere toh ye baad me lage hai. Mere pehle hai tere se toh aati kyun na? Purnima tu koyi dawa khaa rahi hai ya Rameshwar ki najro ne jawaab bana diya.?", Yaha toh Chandro devi ne alag he hasyaras bhar diya tha. Fir sabhi ko laangh kar wo khud aage gayi aur Madhuri ko bhi Sanjiv ke kareeb baithane ke baad vastra, gehne, mishtaan aadi bhent karne ke sath sath wo sabhi riwaaj kiye jo ek daadi apne pauta pauti ke vivah samay karti hai. Chandro Devi ki bagal me khadi Sushila ne isme poora sath diya tha jaise agli mukhiya wahi ho lekin aisi uski koyi chahat he na thi.

"Maa, aap inse toh milo. Ye Rekha chachi hai aur chachi ji ye meri mummy hai Madhulata.", Idhar Richa ne ek baar fir se apni ka parichaya karwaya tha aur is baar Komal bhi yaha kareeb thi jisne apni maa ki tarah Madhulata ke saamne hath jodd kar poora sammaan diya.

"Namastey. Meri beti ne bahot bataya tha tumhare baare me.", Madhulata ne sambodhan me tumhara prayog kiya lekin Rekha aur Komal ne iska jara bhi bura naa maante hue jawab me muskura kar sar hila diya.

"Ab betiyan toh kaha farak karti hai Madhulata ji? Bas aapse mulakaat nahi hui thi lekin Richa ke sath samay bita kar itna toh pata chal he gaya hai ke aapne bahot atche se iska paalan kiya hai. Bahot he hansmukh aur pyaari ladki hai ye. Hamare ghar is pal me shamil hone ke liye aapka bahot dhanyavaad. Lijiye, thanda pijiye. Aap abhi safar se aayi hai aur bahar garmi bhi adhik hai.", Rekha ne tray se khud he gilaas utha kar Madhulata ko sharbat pesh kiya toh wo jaise chaah kar bhi mana na kar saki. Iske baad Rekha ne us ladke ko sabhi ko sharbat dena ka nirdesh diya aur Madhulata ke sath he sabse aakhir me dari pe viraajmaan ho gayi. Saamne ka mahol wahi tha jaisa hona chahiye. Dono bhai behno ke shagun kiye ja rahe the aur photographer tasvire-video me vyast rahe.

"Toh tumhare 3 bache hai Rekha?", Madhulata ne saamne dekhte hue baatchit shuru ki. Geet-dholak ka prabhaav yaha pichli taraf itna na tha.

"Ji. Komal se toh aap mil he li hai. Ritu aur Arjun aapke udhar aaye the tab mulakaat hui hogi aapki. Filhal toh Ritu apne papa ke sath market gayi hai aur Arjun bahar ke kaam me laga hoga. Aapki ek he santaan hai?", Is baar jaise Madhulata ke dil me halki si faans chubhi jab Rekha ne uski ek santaan ka andesha jataya. Lekin chehre par feeki muskaan dikhate hue usne jawaab diya.

"Ek beta bhi hai mera lekin jaise uparwala jyada khushiya nahi dena chahta tha isliye wo maansik roop se aparipakva hai. 25 ka hone ke bawjood jaise wo 5 ka he hai. Sabhi ki kismat tumhare jaisi toh nahi hoti?", Madhulata shagun nahi kar sakti thi kyonki unke riwaj ke mutabik vidhwa aise maanglik karyakram, jo ghar se bahar ho usme pratyaksh shamil nahi ho sakti thi. Aur Rekha ko apni baaton se uksaane ki harkat wo is vyast mahol me kar he chuki thi.

"Jaan kar dukh hua ki aapke bete ka jiwan saral nahi hai lekin isme kismat ki koyi bhoomika nahi hai Madhulata ji. Aur vartmaan chikitsa ke sath sahi dekh rekh hone par kuch hadd tak ye dushprabhav sahi kiya bhi sakta hai. Bhagwan me aastha rakhiye, wo jarur bhala karega.", Rekha ne kisi bhi baat ko dil pe na liya tha aur jis tarah se sahanubhooti vash usne Madhulata ka hath daba kar ye baat kahi thi iske aage Madhulata se kuch kehte na bana.

"Maa, papa bula rahe hai bahar aapko. Hello, namastey aunty ji. Kaisi hai aap? Babita didi bhi aa gayi hai aur papa se mil kar andar aati he hongi. Maa aap utho toh sahi fir papa ne farmhouse jana hai tayaari dekhne.", Ye Ritu thi jo ek bada sa plastic ka bag liye hirni ki tarah machalti si aayi thi aur Madhulata se milne ke baad apni maa ko utha kar bahar bhejne lagi. Rekha ji bhi Madhulata ko abhi aane ka bol kar uth gayi.

"Main toh thik hu Ritu bitiya, lekin shayad tumne shaadi ki khareedi abhi tak nahi ki thi. Toh tumhare papa tumhe market leke gaye the?"

"Ye mere liye nahi hai aunty ji, Sanjiv bhaiya ke liye hai. Unhone shadi ki dress toh le li thi lekin sangeet ki unhe yaad he nahi thi. Toh is tarah se papa ke taraf se unke liye ye gift liya isliye unko he sath leke gayi thi. Richa didi, aap utho jara aur mere sath upar chalo. Oye Alka, chal aaja aur dekh le tera samaan.", Ritu ne jyada bhaav na dete hue Madhulata ki bagal se he Richa ko hath khinch kar uthaya aur aage khadi Alka ko upar aane ka kaha. Alka ke sath he Aarti, Tara aur baaki humumar ladkiyan bhi idhar se nikal chali. Preeti ke sath abhi bhi Afsana aur Akanksha thi jo khadi hui toh photographer ne in teeno ki ek swabhavik tasvir qaid kar li.

"Ye wali tasvir main personally aapse lunga bhaiya.", Arjun yaha aane ke sath he sabse pehle camera wale ki taraf lapka. Safed salwar kameej ke upar indradhanushi dupatta liye Preeti ko dekhte he jaise wo iska chitra dimaag me baitha chuka tha.

"Oye tu bhai ke shagan wale time bhi ghar se bahar bhatakta fir raha? Chal jaldi idhar aa.", Kaushalya ji ne toh usko camera wale ka jawaab tak na sunn ne diya. Subah pehne dhule hue kapde ab aise ho chuke the jaise Arjun palledari karke lauta ho. Aur bhi kayi jodi nighahe Arjun par he tiki thi jo daadi ke ek baar kehne bhar se unki taraf chal diya. Sabhi baithe hue logo ko hath jodta wo thik apne bhai ke bagal aa khada hua. Sushila ji se gale lagne ke baad usne bhi Sanjiv bhaiya ke haldi lagaai dono gaal par.

"Daadi, shadi ki jagah bhi bahot kaam tha aur ye toh atcha hua ke main us taraf chala gaya. Ghar pe toh aap sabhi log ho he lekin jaha sabse jaruri kaam hone hai wo jagah bhi toh tayaar honi chahiye.",Arjun ab Sanjiv bhaiya aur Madhuri didi ke beech he baith chuka tha. Is beech tasvire bhi hoti rahi aur yaha se wo sabhi chehro ko bhi dhyaan se dekhta raha. Sanjiv ne bhi apne chhote bhai ke sar pe hath firate hue mook abhaar jataya.

"Dekh Kaushalya, is chhore ko unchi awaaj me na dabadkaya kar. Ye sadha hua hai aur apni jimmewariyan atche se jaanta hai. Le Babita, aaja laado aur de aashirwad Sanjiv ko.", Babita us sooti kase hue salwar kameej me bharpoor kaamdevi he lag rahi thi lekin masoom chehre aur bina atirikt saaj sajja ke. Arjun se najre chaar hote he muskaan chehre par fail gayi.

"Daadi, tu kahe toh is Arjun ke bhi batna ragad du? Dekh kis tariya khush hove hai jaise iska he byaah ho kaal.", Babita ne samajhdari dikhate hue aisa he jataya jaise Arjun ke prati uska bas unmukt vyavahaar he hai. Is sabke beech he vivaah ke liye nischit kiye pujaari ji bhi aa padhare jo Rajkumar ji ke sang the. Dono bhai behano ke siwa ab baaki log apni apni jagah aa chuke the. Arjun purva-vat he un dono ke beech baitha hua Sanjiv bhaiya ke kaan me khusar-phusar karne me laga tha aur wo usko najro se chup rehne ka keh rahe the.

"Yajmaan, sarv-pratham toh aap dono ko he dhero shubhkaamnaye. Aur is mangal avsar par shaamil hone wale har vyakti ko bhi. Haldi ka shagun apni he ek khaas mehta rakhta hai. Haldi soochak hai rog harne, pavitrata evam mangalmayta ka. Isliye isko dampatya jiwan me kadam rakhne se purv-divas par aashirvad aur apnepan ke swaroop bhent kiya jata hai. Aap apne naye jiwan safar par nirogi, kaantivaan aur smriddhi ke sath kadam rakhe.", Pujari ji sabhi ko is shagun ka mehatva batane ke sath he Sanjiv ke mastak par durva-gangajal ke chhinte girane lage. Yahi unhone fir Madhuri ke sath kiya.

"Jahan mehandi ek byahta ke liye 16 shringaar me se ek hai wahi ye soochak hai paripakvata ka, haldi se hone wale grishm ki tapish ko kam karne ke baad sharir ko chalit rakhne ka. Mehandi bhent ki jaati hai sambandhi ki taraf se, nanihaal ki taraf se aur agar kisi sandarbh me aisa na ho paaye toh bhabhi, bua aur mausi iska uphar de sakte hai. Kumar Sanjiv, aap sheer snaan ke baad ye rasam karenge. Kumari Madhuri, aap apuni suvidha anusaar is mehandi se 16 shringaar ki shuruaat karengi. Prabhu Narayan aap dono bacho par kripa banaye rakhe.", Pujari ji ne dhero shringaar ke samaan jo choti choti dibbiya me the aur Sanjiv Madhuri ke liye alag alag the, wo unko supurd kiye. Jo unke hatho se lalita ji aur Rajkumar ji ne apne pas liye. Ye spasht tha ki nahane ke baad ab inko dhero aur rasme nibhani thi, adhiktar Madhuri ko kyonki wo yuvti thi.

"Aur koyi dhyaan rakhne yogya baat pandit ji?", Rajkumar ji ne hath jodd kar poocha.

"Yajmaan, baaki toh aapke vichar aur niyam jo bhi aap karte hai, wahi kijiye. Vivaah se pehle bache bas akele ghar ke dehleej se bahar na nikle. Bitiya ne naye vastra aaj grahan nahi karne jaisa aap jaante he hai. Harsh-ullas aur mangal samay me pavitra vicharo ke sath aap jitni chahe aur jo bhi rasme karni hai kar sakte hai. Aapki 2 santane ek he mandap me apna apna dampatya jiwan shuru karengi isliye ho sake toh dono bache agar 2 ghar me rahe toh hitkar rahega.", Ye toh alag he hidayat de daali thi in pujari ji ne.

"Aapke kehne ka taatparya pandit ji?", Ab Purnima ji ne sawaal kiya tha kyonki Kaushalya ji se Chandro devi kuch poochtach me lagi thi.

"Aisa karna anivarya toh nahi hai mata ji lekin ek he mandap me ghar ke 2 bacho ka vivaah hone ja raha ho, jo viprit ling (sex) se ho toh uttam yahi rehta hai ki vivaah se pehle wali raat alag alag ghar me thehraya jaye. Ek he din agar aap putri-daan kar rahe ho aur putri ghar me shamil bhi kare toh is se bhaar adhik hota hai. Agar 2 ghar nahi hai toh .."

"Nahi pandit ji aisi koyi baat nahi hai. Baat sirf raat ki he hai toh humko koyi aapatti nahi. Hamara ek ghar peeche he hai jaha bache he ruke hue hai. Sanjiv wahi par Arjun ke sath raat gujaar lega.", Kaushalya ji jaise sabkuch sunn chuki thi aur unhone iska hal bhi turant kar diya.

"Ati uttam. Ab aap bacho ko snaan ke baad saaf vastra dhaaran karne ka bol sakti hai. Baaki rasme sab gharwale he karenge. Kal vivah sambandhi kuch jaruri charcha karni hai hume Sharma ji se toh ijajat dijiye.", Pandit ji ne dono bacho ko aashirwad dene ke sath he sabhi ko pranaam kiya aur Rajkumar ji ke sath baithak ki taraf chal diye. Arjun khush tha ki aaj raat uske bhaiya uske sath he sone wale hai. Lekin jaane kitno ka dil toota hoga jo iska laabh uthana chahta the.

Kramash..
Nice
 

MR SINGH

Cold blood 🔫🕵️‍♂️🦂⏳
511
2,638
123
Abhi bhi likh raha hu dosto kyonki din bhar aniginat kaamo me laga hu. Ek desh ghanta typing ke baad gehri neend ki chahat hai. Shubhratri 🙏
Good night bhai . Toh finally aap ne shaadi start karwa hi di . Sabhi scene bahut ache se bataye aap ne jaise aap ke saamne hi ho raha ho hum live sun rahe ho kon kya kar raha hai . Ab kya chal raha hai. Bahut khoob bade bhai.
 
Status
Not open for further replies.
Top