• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,642
173
Update 56
Kaun Kya Hai (3)



"Didi, ye maa ko de dena aap. Aur ek baar ye bhi dekh lena ki Roopali didi kaha soyengi.", Arjun ne apni maa ke kapdo ka woh bag Komal didi ki taraf badhate hue kaha. Sara samaan gaadi se nikal kar andar table par rakh dia tha Sanjeev bhaiya aur baaki behno ne. Arjun andar aaya toh rosighar ke saamne he table par baith gaya tha. Sabhi log khana he kha rahe the jitne bhi market gaye the. Renuka bua aur Preeti apne ghar ja chuke the kyonki Col sahab bhi shaam ko wapis aa gaye the.

"Atcha main ye unke kamre me rakh ke aati hu. Aur Roopali aaj mere sath so jayegi hamare kamre me kyonki Ritu toh maa ke sath he sone lagi hai.", Komal didi ne ye baat Ritu didi ki taraf dekhte hue kahi jo muskurati hui khana kha rahi thi. Roopali shayad daadi ke kamre me thi aur unhe apne sab kapde aur samaan dikhane me lagi thi.

"Thik hai fir yahi sahi. Jab main wapis aa jaunga toh main dusri manjil ke kisi bhi pichle kamre me apna samaan laga lunga.", Arjun ne plate apni taraf karte hue kaha.

"Mister. Waha hum log kal he apna samaan lagane lagi hai. Ek mera aur Alka ka kamra hoga, dusra filhal Priyanka didi aur Aarti ka toh teesre wale me hogi machine. Neeche Komal didi ke sath Roopali rahegi aur Maadhuri didi ka ab akeli ka kamra. Toh jahan par abhi tak tumhara samaan hai usko wahi rehne do.", Ritu didi ne chammach se daal khane ke baad kaha aur Arjun ko sabhi pareshaniyon se nijaat mil gai thi jaise. Komal didi ke sath he Roopali sabse sahi reh payegi.

"Thank you didi. Waise aaj aap maa ke pas kyo so rahi hai? Matlab woh toh meri jagah hai na?", Arjun ne cheddte hue kaha toh sath baithe Sanjeev bhaiya ne uski peeth par chapat lagaai.

"Tera thik hai bhai. Jaha bister dikhe woh teri jagah. Mera kamra, drawing room, baithak, daadi ka bister, Komal-Maadhuri ka kamra aur chaachi ka bhi. Bathroom bach gaya hai waha ek bister lagwa dete hai kyonki wahi sona baaki reh gaya tera.", Sajeev bhaiya se aise jawaab ki aasha nahi thi. lekin Arjun ko choddkar table par khana khaate sabhi hansne lag pade.

"hahaha.. Ye baat hui na bhaiya. Arjun ne toh jaise harek kamre me apna hissa samjha hua hai. Iske kamre me koi nahi so sakta lekin ye harek ke kamre me pasar jata hai.", Alka didi ki baat par Ritu didi ne bhi taali di aur Tara bhi khana choddkar hansne lagi thi. Ghar ke sabhi bache he the khaane ki table par.

"Toh fir isme galat kya bhai.? Ye hai he sabka barabar se aur tum sabhi ho jinhone isko itna pyaar dia aur itna haq.", Kaushalya ji Roopali ke sath bahar aai aur Arjun ke sar par dular karti fir uski jeb me paise daalne lagi. Arjun ne mana bhi kia lekin unhone fir bhi usko aankhen dikhate woh paise jeb me daal diye.

"Tu mera sabse atcha bacha hai. Ye nahi kehti ki Sanjeev kam hai lekin tu bas apne aap me ek he hai. Aur Roopali ne mujhe sab bata dia ki tujhe apni is pyaari behan ki parwah hai. Jug jug jeeta rahe mera bacha.", Kaushalya ji itna bolkar uska maatha choomti aashirwad dene lagi. Idhar Tara ne apni kursi khaali karte hue khud he Roopali ko waha bitha dia.

"Aur Roopali yaha kamre me khana wahi khata hai jo naraaj ho ya usko log pasand nahi ho. Ab Naani ke kamre me bas khana khaati nahi dikhni chahiye.", Peeche se Roopali ke gale me baahen daal kar woh bhi pyaar se boli. Sath baith Alka ne jaldi se plate me sabji aur daal ki katori rakhte hue aankhon se khaane ka ishara kia.

"Sanjeev beta, ab har kaam toh tu he karta hai is bailbuddhi ko sirf baatein he aati hai. Yaha 8 kursiyan hai toh inke sath ki 2 or mangwa lena. Atcha lagta hai aise sabko ek sath baithe dekh kar.", Daadi ki baat par aaj Sanjeev bhaiya ne muskurate hue haan kaha toh unhone sabhi bacho ke sar par hath phera aur ghar ko buri najar se bachaye rakhne ki kaamna ki.

"Naani, woh shayad maa aayengi shukrawar tak aur ho sakta hai is baar kuch din rahengi bhi.", Tara ne table se plates lekar rasoighar me jaate hue kaha toh kuch der tak shanti si chaa gai is baat par. Fir ek ek kar sabhi waha se uthne lage aur Komal didi apni plate lekar udhar baith gai.

.
.
"Tum kal jaa rahe ho? Mera khayal kon rakhega.?", Tara Arjun ke kamre me thi aur dusri manjil par is samay koi nahi tha.

"Jab tak tum thik hogi main aa jaunga na wapis aur sirf 4 din ki toh baat hai.", Arjun ne Tara ko baahon me bharte hue hontho ko chooma aur fir ek hath se uske baal peeche karte hue kaha. Pratiuttar me Tara ne bhi ek garam chumban uske hontho par jadd dia.

"Maa pata hai kyon aa rahi hai?", Tara ki baat par Arjun ne Naa me gardan hila di. Waise bhi poora ghar khauf khata tha Madhu Sharma aur unke nakhro ke saamne. Arjun ko bhi thodi hairani hui thi ki aise kaise uski bua ne aane ka vichar bana lia.

"Unhone koi ladka dekha hai mera liye. Actually, dekha toh Papa ne hai kyonki woh unke dost ka he beta hai. Koi plywood ki factory he yaha apne shehar me he unki aur jahan tak mai jaanti hu woh log Nanaji ko bhi jaante hai. Lekin..", itna sab kehne ke baad woh bas gale lag gai aur aankhon me aansu aa gaye the Tara ke.

"Tumhe ye shaadi nahi karni?", Arjun ne gale lagaye he kaha. "Aur abhi toh tumhari umar bhi kitni kam hai.", Arjun ne apni baat poori ki. Sach he toh tha ke Tara abhi 19-20 saal ki he toh thi.

"Ek baat ye bhi hai lekin mujhe woh ladka pasand nahi aur ye jyada jaruri baat hai. Aaj nahi toh kal shaadi toh hogi he lekin main is ladke se aur filhal tumhare he pas rehna chahti hu.", Tara ne apne dil ka haal Arjun ko bata dia.

"Toh fir bua ko main sambhal lunga. Ab shaadi tabhi hogi jab ladka tumhe pasand hoga aur jab tumhari marji hogi. Kam se kam 2-3 saal toh nahi.", Arjun ne ye baat kya soch kar kahi thi wo khud usko bhi shayad nahi pata tha. Woh us insaan ka fainsla badalwane ka nischaya kar chuka tha jiske saamne khud uske pita bhi thande rehte the. Kuch der aise he Tara ko baahon me liye woh uske badan ko sehlata shaant karta raha aur ek bar fir Tara ke mulayam honth choomkar bahar chal dia. Seediyon se neeche aane ke baad apni maa ke kamre me aaya jaha is samay Komal didi aur Ritu didi bhi baithi thi apni ma Rekha ke sath.

"Saree aur suit. Waah. Woh bhi itne sundar dilwaye hai maa ko. Lekin shayad hamare bhai ko apni behne nahi dikhti.", Ritu didi maa ke sath baithi woh naye kapde khol kar dekh rahi thi aur Komal didi gol table ke sath lagi kursi par baithi maa ke kapde bag me saleeke se rakh rahi thi.

"Atcha ye batao ke aap jyada sundar ho ya maa?", Arjun ne bhi Komal didi ke sath judkar baithte hue ek taraf se unhe apne sath lagate hue Ritu didi se kaha.

"Haan toh maa toh hai he sabse khoobsurat aur pyaari.", Ritu didi ne maa ke gale lagte hue kaha, jo in bacho ki baat par kapde teh lagati muskura rahi thi.

"Komal didi, insaan khoobsurat ho toh fir uspe toh har kapda atcha lagta hai na? Jaise abhi aap khud ko he dekh lo, ye simple sa cotton ka suit kitna atcha lag raha hai kyonki aap ho he itni sundar. Wahi Ritu didi ka ye mehnga top pehne hue dekho kaisi lag rahi hai.", Arjun ne didi ko aankh maarte hue kaha toh Komal didi jor se hans padi aur Ritu apni maa se lipat kar shikaayat karne lagi thi.

"Dekh lo maa. Ye ab apni badi behan ke sath kaisa bartaav karne laga hai? Main itni buri dikhti hu kya.?"

"Beta iske kehne se kya hota hai? Meri sabse pyaari beti toh tu he hai.", Rekha ji ne pyaar se maatha choomte hue Ritu se kaha toh usne bhi Arjun ki taraf aankh maarte hue ishara kia.

"Itraao mat didi. Maa ne aapko pyaara kaha hai jaise har maa apne bacho ko kehti hai. Abhi bhi unhone ye nahi kaha ke aap khoobsurat ho.", Arjun ne hanste hue kaha aur khud he Komal didi ke hath ko pakadte hue taali maar di. Komal didi toh bas apne chote bhai-behan ki ye nakli ladaai ka lutf le rahi thi maa ke sath.

"Maa, sach me aapka yahi matlab tha kya?", Nautanki karti Ritu ne gambhir chehre ke sath Rekha ji se poocha.

"Ye pagal hai jo tujhe pareshan kar raha hai. Tu toh ghar me sabse jyada sundar hai, Komal se bhi jyada."

"Le dekh le ab tu bhi ke main kitni sundar hu.", Jeebh nikalte hue Ritu didi ne usko chidaya.

"Atcha ye sab chodo aaj aap yaha maa ke bister par kaise? Yaha toh main sounga.", Arjun ne ye baat kahi aur khada hone laga toh Ritu jaldi se seedhi leit gai.

"Maa, isko bolo ke ye yaha nahi so sakta. Aaj mera dil hai yaha sone ka toh main he soungi.", Kisi chote bache ki tarah poore bister par haath paanv pasarti woh boli toh Arjun darwaje ki taraf jaate hue ruk kar bola.

"Aisa hai na didi, mujhe daadi batati thi ki maa ka doodh aapne jyada nahi peeya aur maine sabse jyada. Aaj chalo aap he pee lena.", Jeebh nikaal kar bahar bhaag gaya woh lekin is baat se jaha Komal didi hans rahi thi wahi Rekha ji ka toh dil dhadak gaya ek baar jor se. Ritu mooh chidati hui bolne lagi peeche se.

"haan toh pee lungi.", Komal didi bhi ab wahi bister par aa kar baith gai thi aur teeno baatein karne lagi.

.
.
"Sudhir Singh, team bhej do yaha se.", Model town me ek PCO booth se Sanjeev bhaiya ne ek number milane ke baad itna kaha aur phone kaat dia. Jeb se pager nikalte hue fir unhone uspar chalta woh ek line ka sandesh padha aur ek muskaan teri gayi unke chehre par.

"Yaar Sanjeev, peg peene ka bada mann kar raha hai. Tu toh peeyega nahi lekin mujhe ek lagwa de aur ghar chodd de.", Lucky Arora bahar scooter par baitha cigrette ka kash laga raha tha. Raat ke 10 baje dono is sunsaan si parking me lage public telephone ke pas the.

"Tu peg bana dono ke liye aur bas mujhe bas ek aur phone karna hai 2 minute baad.", Sanjeev ne scooter ki dikki se ek Green Label ka addha nikalte hue kaha. Wahi ek thande pani ki bottle, plastic ke 2 gilas, soda aur aalu bhujia ka packet bhi unhone scooter ki lambi seat par rakh dia.

"Bhai tu toh tayaari ke sath aaya hai. Pehle nahi bol sakta tha ek humko raat kaali karni hai?", Lucky ne dono gilas me sharaab, fir soda aur paani daalte kaha. Lekin Sanjeev bhaiya fir se us booth me jaa kar sikka daalne ke baad number milane lage. 2 ghanti jaane ke baad phone uthaya gaya dusri taraf se.

"Sanjeev 7-8", Sanjeev ne bas itna kaha

"Kamalkant Pandit ji", Dusri taraf se bhi parichaya mila

"Aap saboot utha sakte hai abhi. ##### ke chowk par aapko 11 baje mera vyakti mil jayega. Bas apna vaada yaad rakhiyega. Pandit ji ki baat poori honi chahiye.", Sanjeev ne ye baat aise lehje me kahi thi ki Kamalkant ke kaano me seesa pighal aaya ho.

"Dono ka encounter. Yaad hai. Dhanyawad." aur dono taraf se 30 second baad phoneline cut kar di gai thi.

.
.
"Bhai yar kya zindagi hai sali? Din bhar drama chalta rehta hai lekin kabhi ye kaam aur kabhi wo kaam. Aur sala tera thik hai patni bhi mil rahi hai toh police wali.", Ek ghante baad dono he dost 3-3 peg laga chuke the. Sharaab ka addha khaali hone ke baad Lucky usko sadak ke beech le ja kar rakhta hua bola. Sanjeev bas chirparichit andaaj me muskurata hua cigrette ka dhuan udane me laga tha.

"Atchi bhali toh zindagi hai yar. Pariwar hai, atche dost hai aur pyaar bhi hai. Haan hone wali agar police officer hai toh ye bhi faayde ki baat he toh hai.", Sanjeev ki baat sunta Lucky scooter ke paaydan par baitha us kaanch ke addhe ko he dekh raha tha.

"Yar behanchod maa chudi padi hai saali. 1 saal training ke baad socha tha ke laal batti ki gypsy me ghumenge lekin pichle 4 saal se undercover ka tamga liye is scooter par zindagi gujar rahi hai. Is I.G. Nirmal Singh ki maa ko chodu, behanchod kya bana ke chodd dia saale ne.", Lucky Arora pareshan tha aur aaj 3 peg ne he usko apni giraft me le lia tha. Sanjeev ne ek khaali gilas me paani daalne ke baad kuch powder sa dala toh thodi jhaag upar aai. Gilas Lucky ke saamne karte hue usne bolna shuru kia. Lucky ne bhi ek saans me woh kheench lia tha.

"Dekh bhai, ye operation poora ho he gaya hai aaj raat. Fir kal tujhe teri post mil jayegi, le lio maje gypsy ke tu bhi. Mera toh abhi kuch pata he nahi ki aage konsa kaam milne wala hai.", Sanjeev baath khatam karne ke sath he Lucky ka mooh dhulvane laga jo ulti karne ke baad behtar mehsoos kar raha tha. Fir dono ne he chehra dhoya aur is baar Lucky ke pager ki beep sunai di. Usne bina dekhe he woh Sanjeev ke saamne kar dia. Dono he muskura diye aur ek baar fir telephone booth me khada Sanjeev sikka daalne ke baad number dabane laga.

"Sabhi ka backup lia tha Kamalkant ko dene ke baad?", Halki awaaj me saamne wale se Sanjeev ne poocha

"Ji sir, jaisa aapne kaha tha. File me bhi laga dia hai aur Yadav Sir jeep se aapke pas aane he wale honge. Jai Hind"

"jai Hind."

.
.
Idhar itni he der me police ki gashti gypsy se utar kar ek hawaldar ne Lucky ki gardan pakad li thi.

"Arre behanchod police ki gaadi ke neeche bottle fodta hai? Teri maa ka maaru", Lekin peeche se ek hath jab is hawaldar ki gardan par kass gaya toh usne gala choddte hue is vyakti ki taraf dekha.

"Tameej se bhai sahab, tameej se.", Sanjeev ne gardan se pakad dheeli karne ke baad us hawaldar se kaha. Itne me he ek 2 sitara police wala bhi gypse se utar kar 2 sipahi liye unki taraf aa khada hua.

"Tu ib tameej sikhawega ke mahnne. Arre Dayal pakad in sharabiya ne arr daal gaadi ke bhitar.", Is S.I. ne bhi shayad jyada he chadha rakhi thi lekin tha tagde sharir ka aur robila. Uski baat par woh dono he sipahi aage badhe lekin hawaldar ne unhe rokne ka ishara kia fir bhi woh dono Sanjeev aur Lucky ki baah pakad ke khade ho gaye.

"Public place par daaru peene ke baad police ki sarkari gaadi ko nuksan pahuchaya aur S.I. is badtamiji ka charga laga ke raat bhar thukai karunga na saalo ki toh baap-daade paanv pakdenge lekin behanchod choddunga nahi. Le chalo re inhe.", Jarurat se jyada he bol gaya tha ye policewala sharab aur vardi ke ghamand me.

"Janaab.", hawaladar ne itna kaha he tha ki ek aur gypsy waha aa kar ruki.

"Teri toh raat he kharaab hai chorre. Aur bhi aashiq aa gaye teri gaand marne k liye.", Daant dikhata woh Sanjeev ki thuddi pakadte bola lekin gaal par jhannatedar thappad padte he saari hansi gayab ho gai thi is Sub-Inspector ki. Dono taraf he kaali vardi me gunman khade the aur thappad lagane wala ye tagda sa adhed umar ka aadmi ek safed kameej aur patloon me tha jiske chehre par jahaan bhar ka gussa tha.

"Sir, jai hind. Ye dono log sir halla kar rahe the aur inhone Hawaldar se badsaluki ki toh main ...."

"Surinder safaai pasand nahi mujhe galti karne par. Apne se bade adhikari ki gardan par hath rakhne ki saja jante ho.?", Kadak awaaj me in janaab ne uski baat beech me he kaat kar kaha aur fir Sanjeev ko salaam karte hue ek file apne sath aaye dusre vyakti se lete hue aage kar di. Surinder naam ke us policiye ki toh hawa kharab ho gai thi ye dekh kar ki DSP crime branch is ladke ko salute kar raha tha.

"Sir, ye poori file hai. Recovery aur baaki saboot aapke office pahucha diye hai. Kamalkant ne dhanyawad kaha hai aapko."

"Yadav ji aap behtareen officer hai. Pata nahi kyon system aapko poori power nahi deta lekin main baat karta hu I.G. sir se subah he. Koshish rahegi ki Laxman aur Aap ye district sambhale." Sanjeev woh file lekar scooter ki dikki me rakhne laga toh Yadav ji ke chehre par muskaan aa gai.

"Sahi baat hai Yadav ji, matlab 24 shatir apradhiyon ka encounter karne wala aur 3 baar goli khaane ke baad bhi hamesha duty par rehne wala vyakti Crime Branch me bina rivolver? Main toh chahta hu aap he mujhe lead karna aur raid maarna sikhaye.", Lucky Arora ne unhe gale se lagate hue kaha aur Surinder ye sab dekhne ke baad sar jhukaye khada tha. Woh dono sipahi abhi bhi sadme me he the jaise.

"Kaha sir. Aap logo ko main raid karna kaise sikha sakta hu? Aapne he toh ye team bana kar mujhe kaam par lagwaya. 2 mahine suspend raha aur 4 mahine rehne wala tha lekin aapki wajah se department me wapis vardi aur izzatt mili hai. Aur inka kya karna hai, Sir.?", Yadav ji ne hath joddkar pehle toh dono ka dhanyawaad kiya fir sakht awaaj me Surinder aur baaki police walo ki taraf dekhte hue kaha.

"Public place par daaru peekar apne se bade adhikari ki gardan pakadna aur apshabd kehne par kya kanoon hai Sanjeev bhai.?", Lucky ki baat par Sanjeev hanste hue Scooter par baith gaya.

"Isko telephone cell me laga do Yadav ji. Baat karna seekh jayega aur baaki sabko kal se S.P. Laxman Arora ki duty par.", Sanjeev ne hanste hue scooter ki kick lagate hue kaha toh Lucky bhi muskurata hua uske peeche baith gaya. Yadav ji hath hilate hue unko jaate dekhne lage.

"Surinder dekh lia inka dil? Vardi utaar sakte the tumhari lekin sirf mehkama badal kar gaye hai. Wo bhi kuch soch kar aur tumhari bhalai ke liye. Ab niklo tum sab aur fax mil jayega thaane me kuch der baad tumhari duty ka.", Apne gunman aur baaki logo ke sath gypsy me baith kar DSP Yadav bhi waha se nikal liye.
 
Status
Not open for further replies.
Top