• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Parivaar aur Pyaar

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Mahira ko apne bila wajah k Pagal pan ne Aryan k laude laga diye bechara bila wajah ko hospital pahoch gaya
Ab shayad Mahira ko samajh aa jaye ki woh galat ker Rahi h
Baherhal dekhte h Aryan k hosh m aane k baad kia hota h
Badhiya update
Thank you

Mahira ko andaza nhi tha aisa kuch hojaayegaa
 
  • Like
Reactions: parkas

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 23
Kuch der tak andar doctor ka treatment hota rehta hai aur bahar sablog intezaar kar rahe the. Sabke chehre mein tension aur darr chaya hua thaa.

Thodi der baad doctor bahar aata hai toh sablog uske upar jhapat padhte hai.

Vicky – Doctor. Mere bhai kaise hai. Woh thik toh hai naa. Unhe kuch hua toh nhi hai naa.

Shalini – Haa doctor. Boliye naa kaisa hai woh. Woh thik toh hai naa.

Doctor – Aaplog shant hojaaiye. Patient bilkul thik hai. Sir mein kuch stiches aaye hai. Patient ko dekh kar lag raha hai woh 2 din se thik se soya nhi hai aur khaana bhi thik se nhi khaya hai. Khairr abhi toh woh behosh hai. Par jald hi hosh aajayegaa. Abhi 2 din usse yehi rehne dijiye. Phir ghar le jaiyega. Yeh bol doctor waha se chala jaata hai.

Doctor ke muh se yeh sunne ke baad sablog rahat ki saans lete hai. Sabse jyaada toh Vicky aur Mahira ko chainn aata hai.

Mahira – Mann mein. Hasshhh. Achha hua kuch hua nhi. Warna main khud ko kabhi maaf nhi kar paati. Aur sablog pata nhi mera kyaa karte.

Kuch der baad sablog Aryan ki room mein baithe hue the aur uske hosh mein aane ka intezaar kar rahe the.

Thodi der mein Aryan ko hosh aajata hai. Jaise hi usse hosh aata hai sablog uspe sawaalon ki baarish kardete hai.

Ajay – Aree yeh kyaa kar rahe hai aaplog. Abhi abhi usse hosh aaya hai aur uske sir mein chott bhi lagi hai.

Shekhar – Haaa ekdumm. Usse itne sawaal puch rahe hai aaplog isse toh uske sir mein dard horaha hogaa. Aryan ko aaram karne dijiye. Ek baar woh thik hoke ghar aajaye phir jitne chahe sawaal kar lijiyega.

Shekhar aur Ajay ki baat sunke sablog shant hojaate hai.

Shalini – Aapsab log ab ghar jaaiye. Main rukhti hu yaha pe.

Vidya – Par bhabhi.

Shalini – Main hu yaha pe. Agar kisi chiz ki jarurat hui toh main call kardungi.

Shalini ki baat sunke sablog waha se nikal jaate hai.

Shalini – Kaise ho ab.

Aryan – Main thik hu.

Shalini – Kaise hua yeh sab. Agar tumhe kuch hojaata toh. Main kyaa jawaab deti phir.

Aryan – Mujhe kuch nhi hua hai. Main bilkul thik hu. Aapne kuch bataya toh nhi hai naa.

Shalini – Nhi.

Aryan – Achha kiyaa.

Shalini – Chalo ab sach sach batao yeh sab kaise hua. Doctor ne bola tum 2 raato se thik se soye nhi ho aur khaana bhi thik se nhi khaaya. Aisa kisliye.

Aryan ab iss baat ka kyaa jawaab de usse samaj nhi aaraha tha. Woh nhi chahta tha ke uske wajah se Mahira ko Shalini yaa phir koi aur kuch kahe. Woh iss maater ko khud handle karne wala thaa.

Shalini – Kyaa huaa. Kyaa soch rahe ho.

Aryan – Ah kuch nhi.

Shalini – Toh phir bolo.

Aryan – Aisa kuch nhi hai. Woh subah sidhi pe achanak se mera pairr mudd gaya tha aur mwra balance bigad gaya isiliye main girr gaya. Aur doctor ne aisa kyo bola mujhe samaj nhi aaraha. Jabki main toh raat ko achhee so sota hu aur khaana bhi thik se hi khaata hu.

Shalini ko saaf samaj aaraha tha ke Aryan usse jhoot bol raha hai par woh baat ko aage nhi bhadati aur usko aaram karne ka bol waha se nikal jaati hai.

Idher Aryan ko thik dekh Mahira ko chainn aata hai. Warna uski halat toh bahot kharab hogyi thi darr ki wajah se. Uske mann mein baar baar ek hi khayal aaraha tha agar Aryan ko kuch hojaata toh gharwaale uska kyaa haal karte. Yehi soch soch ke woh darr rahi thi par ab usse sukoon thaa.

Idher kuch log aapas mein kuch baate kar rahe the jinka motive bilkul bhi achha nhi thaa.

Ladka – Main unhe chorunga nhi papa. Unhone meri zindagi mera career sab khatam kardiya.

Aadmi – Abhi aisa kuch karne ki sochna bhi mat. Badi mushkil se tujhe jail ke bahar laya hu.

Ladka – Aap chahe kuch bhi bolo papa. Par main uss Mahira Ishita aur uske uss bhai ko chorungaa nhi. Unhone apni power ka use karke mera career suru hone se pehle hi khatam kardiya. Unki wajah se ab koi bhi college koi bhi university mujhe admission nhi dena chahta.

Aadmi – Teri uss ghatiya harqat ki wajah se mera bhi business mein bahot nuksaan hua hai. Uss kalke aaye ladke ne meri haath mein aaye hue bahot saare tenders ko cancel karwa diya. Ab iss sehar ki koi bhi company humare saath kaam nhi karna chahti.

Ladka – Yeh sab meri wajah se nhi unnlogo ki wajah se hua hai. Main toh use apna banana chahta thaa. Par usne toh mera sabkuch mujhse chinn liyaa. Main kuch nhi jaanta mujhe unnlogo se badla lena hai.

Saamne baitha aadmi kuch nhi bolta bas apne bete ko dekhte rehta hai.
 
rocket league

I predicted your prediction
3,928
16,863
144

Nice update bhai waise ye batao real Aryan ko kab la rahe ho thoda roughly hi bata do Jaguaar
 
drx prince

Active Member
1,533
1,518
143

To finally aaryan recover ho gya hai aur wo ladka rakesh hai jiski dhulai aaryan ne ki thi
 
Top