• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Parivaar aur Pyaar

Jaguaar

Prime
17,680
60,240
244
Update 10
Aise hi raat hojaati hai aur Aryan kaam se ghar wapas aajata hai. Ghar mein Mahira Aryan ke behaviour ko kuch jyaada hi notice kar rahi thi. Woh baar baar Aryan ko hi dekh rahi thi jaise usse dekh ke samajne ki koshish kar rahi ho.

Raat ko dinner ke baad sablog apne apne kamre mein chale jaate hai tabhi Aryan ko ek call aata hai jisko receive karne ke baad koi saamne se Aryan ko kuch bolta hai jiske baad Aryan call disconnect kardeta hai.

Thodi der baad Aryan apne kamre se nikal kar Vicky ke kamre mein jaata hai.

Aryan – Kyaa main andar aasakta hu Vicky.

Vicky – Aree bhaiyaa aap. Aaiye naa.

Aryan andar aake Vicky ke paas baith jaata hai.

Aryan – Kaise ho Vicky.

Vicky – Thik hu. Aap kaise hai.

Aryan – Main bhi thik hu. Kyaa tumse kuch puch sakta hu.

Vicky – Haa puchiye.

Aryan – Tum itna chup chup kyo rehte ho. Kisi se jyaada baat nhi karte humesha apne mein hi ghum kyo rehte ho.

Vicky – Mujhe aisi hi life pasand hai bhaiya. Main kisi se jyaada social nhi hota. Mujhe pasand nhi.

Aryan – Iski koi khaash wajah.

Vicky – Nhi aisi koi baat nhi hai.

Aryan – Hmm. College kaisa jaa raha hai.

Vicky – Thik jaa raha hai.

Aryan – Agar kabhi koi problem ho toh tum apne bhai se share karsakte ho. Woh tumhari puri madad karega. Maanta hu itne saal se durr hu familiar hone mein thoda time lagega.

Vicky – Aisi koi baat nhi hai bhaiya. Agar kabhi bhi jarurat hui toh aapko jarur bolunga.

Phir Aryan waha se nikal kar Mahira ke kamre mein jaata hai.

Aryan – Kyaa main andar aasakta hu.

Kamre mein Mahira aur Ishita dono baithe hue the.

Mahira – Aree aap. Aaiye naa.

Aryan – Achha hua dono ek saath hi mil gayi.

Ishita – Kuch kaam thaa aapko.

Aryan – Nhi kaam kuch nhi tha. Socha tumlogo se thoda baat karu.

Mahira – Aap khade kyo hai baithiye naa.

Aryan saamne rakhe sofa mein baith jaata hai.

Aryan – Kaisi ho tumdono.

Dono – Hum achhe hai. Aap bataiye.

Aryan – Main bhi achha hu.

Mahira – Ek baat puchu aapse.

Aryan – Hmm pucho.

Mahira – Aap sach mein Aryan hi ho naa.

Aryan – Aisa kyo pucha.

Ishita – Aapko dekh kar aisa nhi lagta aap wahi Aryan ho jinke saath hum bachpan mein khela karte the.

Aryan – Bachpan ki baat kuch aur thi aur ab ki baat kuch aur hai.

Mahira – Kyaa inn 10 saalon mein aapko humari yaad nhi aayi.

Aryan – 10 nhi 7. 3 saal mein Coma mein tha. Aur inn 7 saalon mein yaad toh hardin aati thi. Par main majbur bhi tha.

Ishita – Aapke saath kisi ki kyaa dushmani.

Aryan – Woh bhi jald pata chal jaayega. Tumlogo ka college kaisa jaa raha hai.

Dono – Thik hi jaa raha hai.

Aryan – Tumlogo ko koi problem toh nhi hai naa.

Dono – Nhii.

Aryan – Agar kabhi koi problem ho toh tumhare bhai ko jarur batana. Woh tumhari madad jarur karega. Maanta hu itne saal se durr hu familiar hone mein waqt lagega par kabhi bhi koi bhi jarurat toh yaad rakhna tumhara bada bhai wapas aagaya hai.

Dono – Jiii.

Phir Aryan waha se apne kamre mein chala jaata hai.

Agle din ACP ke paas uss raakh ki report aajati hai jisse padhke uske hosh udd jaate hai. Woh report padh hi raha tha ke tabhi uske paas ek call aata hai.

ACP – Hello.

Saamne se – Toh mil gayi aapko report. Pata chal gaya naa kyo woh investigation karne se rokh raha tha.

ACP – Kaun ho tum. Aur tumhe yeh sab kaise pata.

Saamne se – Kaha naa aapka Shubchintak hu. Aur mujhe uss Ranjeet ke baare mein sab kuch pata hai.

ACP – Tum meri madad karke apna kaunsa kaam karna chahte ho.

Saamne se – Aree sab abhi bata dene se kaise chalega. Abhi toh jaan pehchan ki suruaat hui hai. Aage aage sab pata chal jaayega.

ACP – Main kaise maan lu tumne mujhe jo raakh bheji thi woh raakh godown waali raakh hi hai. Hosakta hai tum usse fasane ke liye yeh sab kar rahe ho.

Saamne se – Isse kehte hai akalmandi. Mujhe pata tha aap yakeen nhi karoge. Thik hai agar yakeen nhi hai toh ek address deta hu waha raid karo aur jo samaan milega uski bhi testing karwao.

ACP – Tum yeh sab kyo kar rahe ho. Isse tumhe kyaa milega.

Saamne se – Mujhe. Mujhe sukoon milega. Khushi milegi.

ACP – Mujhe laga hi thaa tumhari koi dushmani hai usse.

Saamne se – Rakhta hu ACP sahab. Bas itna jaanlo main galat nhi. Aur aap achhe insaan ho imaandaar ho isiliye aapse contact kar raha hu. Yeh bol call cut kardeta hai.

ACP kuch nhi keh paata bas soch mein padh jaata hai. Thodi der baad uske paas ek parcel aata hai. ACP woh dekhte hi samaj jaata hai ke usme kyaa hai.

ACP woh parcel open karta hai toh usme usse ek letter milta hai jisme ek address aur time likha hua tha.

Idher Mumbai mein ek aadmi ek ghar ke upar nazar rakhe hue tha. Kuch der baad uss ghar se koi nikalta hai toh woh aadmi uss insaan ka pichha karne lagta hai. Woh insaan jaha jaha jaata jisse jisse milta woh sab kuch note karta rehta hai aur woh saari information kisi ko call karke bata deta hai.

Idher Delhi mein office mein Abhimanyu aur Vijay dono hi kal ke baad thode tension mein dikh rahe the. Unhe samaj nhi aaraha tha ke Aryan ne achanak se unse wohsab kyo puchha. Par jab Aryan ne koi bhi reaction nhi diya toh wohlog thode tension free bhi hogaye the.

Udher ACP raat ko raid karne ki taiyaari kar raha tha aur iske baare mein usne kisi ko kuch bhi nhi bataya tha.

Jaise hi raat hoti hai ACP uss address ki taraf nikal jaata hai. Kuch 1 ghante baad ACP waha uss address pe pahonch jaata hai.

Woh dekhta hai address port area ke paas kisi dock ka hai. ACP chupte chupate exact dock ke paas aata hai aur andar dekhta hai waha kuch log hai jinke haath mein gun hai aur waha kuch bade bade boxes rakhe hue hai.

ACP – Yaha kuch toh gadbad hai. Tabhi yaha yeh log gun ke saath hai. Yeh Ranjeet kamina hai yeh toh mujhe pata tha aur aaj confirm bhi hojaayega.

ACP chupte chupate uss dock ke andar jaata hai aur waha rakhe boxes ke pichhe chup jaata hai. Par ACP ki kismat kharab thi ke waha khade ek aadmi ne ACP ko chupte hue dekh liya tha aur usne apne saathiyon ko Ishitara kardiya thaa.

Woh log pure dock mein ghumte hue ACP ke pichhe jaake usse pakad lete hai.

Aadmi 1 – Kaun hai tu aur yaha kya kar raha hai.

Aadmi 2 – Bol kaun hai tu. Yeh bolte hue usne ACP ki gun chhin li.

Aadmi 3 – Yeh aise nhi bolega. Yeh bol woh ACP ke maathe mein gun laga deta hai.

Aadmi 1 – Chal bata kaun hai tu. Aur yaha kyaa kar raha hai.

ACP – Main Assistant Commissioner of Police hu.

Woh log jaise hi sunte hai ke unhone ek police wale ko pakda hai toh woh thoda darr jaate hai par jab woh dekhte hai ACP akela hai toh himmat ke saath bolte hai.

Aadmi 1 – Galat jagah aagaye ACP sahab. Aur aaye toh aaye akele aaye.

Aadmi 2 – Bahaduri dikhane achhi baat hai par tumne toh bewakoofi kardi.

Aadmi 3 – Aur yaha jo bhi police wala aata hai woh zinda toh wapas nhi jaata hai.

Phir woh ACP ko shoot karne ke liye Aim karta hai par tabhi ACP uske pet mein ek laath maarke apne dono taraf khade aadmiyon ko ghusa maardeta hai.

ACP ne jis aadmi ko laath maari thi woh thoda durr jaake girta hai aur uske haath se gun bhi girr jaati hai.

ACP ko humla karte dekh baaki ke aadmi uske upar ek saath humla kardete hai. Woh unn sabka dhatt ke muqabla karta hai. Par aaj ACP ki kismat kharab thi.

ACP baaki ke logo se muqabla karne mein busy tha isi baat ka faiyda uthakar ek aadmi ACP pe fire kardeta hai. Goli sidha ACP ke kandhe pe lagti hai.

Goli lagne se ACP ka dhyaan bhatak jaata hai aur woh aadmi uspe haafi hojaate hai aur ek aadmi ACP ke sir mein dande se maar deta hai jisse woh apna sir pakad ke baith jaata hai aur behoshi ke halat mein chala jaata hai.

Thodi der baad ACP ko halka sa hosh aata hai toh woh dekhta hai koi usse hosh mein laane ki koshish kar raha hai. ACP uska chehra dekhne ki koshish karta hai par uske chehre pe mask hota hai isiliye woh usse dekh nhi paata bas uski awaaz hi sunai deti hai.

Ladka – Kyaa ACP sahab. Yeh kya halat bana ki. Par chalo koi nhi hota hai kabhi kabhi. Ab main chalta hu. Aapke department mein call karke boldiya hai wohlog aate honge. Tab tak aap aaram karo.

Yeh bol woh jaane lagta hai. ACP usse rokhne ke liye uthne ki koshish karta hai par nakaam rehta hai woh apni behoshi ki halat mein usse jaate hue dekhne lagta hai.

Kuch ghante baad jab ACP ko achhe se hosh aata hai toh woh apne aap ko hospital ke bed mein paata hai. Uska sir halka bhaari bhi lag raha tha.

ACP uthne ki koshish karta hai toh usse paas baitha inspector rokh deta hai.

Inspector – Aree sir aap lete rahiye.

ACP – Main yaha kaise. Aur woh ladka kaha gaya.

Inspector – Kaun ladka sir. Aap toh humhe uss dock mein behoshi ki halat mein.

ACP – Hmm. Woh sab log kaha hai jo mere saath dock mein the.

Inspector – Sabko arrest karke jail mein daal diya hai Sir.

ACP – Aur woh boxes.

Inspector – Woh sab bhi humare giraft main hai Sir.

ACP – Tumne check kiya kya hai usme.

Inspector – Haa sir. Usme toh kapdo ke raw materials hai bahot bhaari maatra mein.

ACP – Hmm. Ek kaam karo Forensic ko bulao aur unn raw materials ki achhe se testing karwao aur report aate hi sabse pehle mujhe dikhao. Aur agar koi unn saman ko churwane aaye toh sidha mujhse contact karwao. Jabtak Testing ki report nhi aajati maal humare paas hi rehna chahiye.

Inspector – Yes sir.

Phir woh Inspector waha se apne kaam pe nikal jaata hai aur ACP uss ladke ke baare mein sochne lagta hai.

ACP – Kaun hai yeh ladka. Aur kyaa chahta hai. Kyaa dushmani hai uski Ranjeet se aur usse yeh sab kaise pata.
 
Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
13,931
28,975
244
बढ़िया अपडेट भाई, पर ये जो आर्यन बन के आया है वो रट्टू तोते की तरह डायलॉग क्यों बोल रहा है??
 
  • Like
Reactions: Jaguaar

drx prince

Active Member
1,533
1,518
143

Nice update
 
  • Like
Reactions: Jaguaar

Alok

Well-Known Member
10,510
26,563
258
Umda update Jaguaar bhai lekin yeh Luka chupi kab tak chalegi aur ranjeet ko koun barbaad karna chahta hai hume pata bhi nahi chal Raha hai aur Aryan ko koun phone kar raha hai kuch toh batao..
 
  • Like
Reactions: Jaguaar and parkas

park

Well-Known Member
7,918
9,800
173

Nice and superb update....
 
  • Like
Reactions: Jaguaar

parkas

Prime
22,786
52,482

Bahut hi shaandar update diya hai Jaguaar bhai.....
Nice and beautiful update....
 
  • Like
Reactions: tri20 and Jaguaar
Top