• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Parivaar aur Pyaar

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Are bhai kaise likhte ho. Samne se aage se picche se ladki ladka aurat aadmi 1 2 3...... Are yar kuchh nahi name batao chahe familly se rishta na batao. Padhne me dilchaspi nahi rahti
Maanta hu yeh tarika ajeeb hai. Par confusion toh nhi hona chahiye. Main likhne ke baad khud read karta hu aur jab mujhe lagta hai confusion hai toh main badal deta hu.

Aur agar abhi se hi naam bata diya toh jo suspense create karna chahta hu woh shayad create nhi hoga. Thoda intezaar kijiye har character saaf hojaayegaa.
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
कहानी कुछ कुछ समझ आ रही है, खैर आप ही बताओ कि क्या राज है। वैसे लगता है जो पैसे दिए गए थे उसी ने धमाका करवाया है।

Bhai, update 2 me ladka aur aurat ko aapne delhi me bataya hai, sahi kar le use.
Thank you

Ab dhamaka kisne karwaya hai yeh agle update mein clear hojayega.

Bas wahi ek garbar hogyi jis wajah se log confuse hogaye
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
नई कहानी के लिए बहुत बहुत धन्यावाद जगुआर भाई।

इन तीन चार अपडेट्स मे ही सस्पेंस का भंडार लगा दिया आपने। स्टोरी रोमांटिक है लेकिन साथ साथ इसके अंदर कुछ साज़िशें और धोखे की बू भी आ रही है मुझे।

स्टोरी दो जगहों पर पैरेलल चल रही है - दिल्ली और मुंबई।
लेकिन कभी कभी भ्रम की स्थिति पैदा हो रही है कि कौन इंसान दिल्ली मे है और कौन मुंबई मे।
एक बेनाम लड़का और लड़की की कहानी दिल्ली मे चल रही है तो एक बेनाम महिला और एक लड़के की कहानी मुंबई मे।

ऐसा प्रतीत हो रहा है कि यह दो लड़के ही इस कहानी के नायक के रोल्स मे होंगे। एक रीडर ने कहा था कि इन किरदारों का नाम दे दें भले ही बाकी चीजें सस्पेंस रहे। मुझे भी ऐसा ही लग रहा है। नाम होने से स्टोरी को थोड़ा बेहतर तरीके से समझ सकते है।

सिंह फैमिली के बड़े-बुजूर्ग ( प्रताप , विक्रम - शालिनी और कुछ कुछ विद्या ) ने एक राज सीने मे दफन कर रखा है। घर के बच्चे और शेखर इस राज से अनभिज्ञ है।
शायद यह राज विक्रम की पहली पत्नी रश्मि और उसके लड़के से रिलेटेड होगी। उस लड़के से जिसके बारे मे कहा गया है कि दस साल पहले उसकी मृत्यु हो गई थी।

स्टार्टिंग बेहद शानदार रहा है। सस्पेंस लाजवाब रखा है आपने। और कहानी भी अब तक बहुत अच्छी लगी है।
आउटस्टैंडिंग अपडेट्स जगुआर भाई।
Thank you

Jo bhram ki sthti paida hui thi woh meri ek choti si garbar thi. Jise ab sudhar liya hu.

Characters ke naam jald saamne aayenge. Bas thoda intezaar. Aur umeed toh yehi hai ke maine jaise likha hai usse confusion toh create nhi hoga.
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 5
1 din baad har ek news channel mein ek hi breaking news chal rahi thi jisme likha tha Delhi ke mashoor Businessman Vikram Singh Rajput ki parso raat ui sadak durghatna mein maut hochuki hai. Unke saath unke driver ki bhi maut hochuki hai.

Rajput Mansion mein ekdum maatam chaaya hua tha. Ghar ke hall mein Vikram ki laash rakhi hui thi aur charo taraf log baithe hue the. Vikram ki laash ke pairon ki taraf Shalini ekdum chup baithi hui thi. Uske chehre pe kisi bhi tarah ka koi bhi emotion nhi tha woh ekdum emotionless baithi hui thi.

Bade bade Businessman aur Politicians jinse Vikram ki jaan pehchan thi sablog uske aakhri darshan karne aaye hue the. Unme se hi ek aaya tha Suraj Verma, Verma Group of Industries ka Malik aur Rajput Group ka sabse bada competitor.

Suraj – Itni jaldi aap chale jaayenge yeh kabhi socha naa tha. Business mein humari bahot baar aamna saamna hua tha. Mere ek achhe dost the aap. Itni jaldi chale jaayenge yeh kabhi nhi socha tha maine. Bhabhi ji apne aap ko akela mat samjhiye. Humlog hai aapke saath.

Shalini uske kisi bhi baat ka jawaab nhi deti bas ekdum chup chaap baithi hui thi.

Suraj Verma ke baad aur bhi kuch log aate hai aur Vikram ko aakhri baar dekh kar chale jaate hai. Dheere dheere Vikram ko samshaan ki aur ke jaaya jaata hai. Uski arthi ko Vicky, Shekhar aur bhi kuch log kaandha dete hai.

Vikram ka beta toh tha nahi isiliye uski cheeta ko aag Vicky hi deta hai. Cheeta ko aag dene ke baad sablog dheere dheere apne apne ghar ki taraf nikal jaate hai par koi thaa jo starting se lekar end tak wahi pe khada tha jiski aankhon mein aangarein baras rahe the.

Ghar mein sabka haal behaal tha sabse jyaada halat toh Shalini ki kharab thi. Vidya ne sabhi ko jaise taise karke kuch khila diya tha par Shalini ko woh nhi khila paa rahi thi. Par tabhi Shalini ke mobile mein ek message aata hai jisko padhne ke baad usne thoda khaa liya tha.

Idher Delhi mein Suraj Verma ke ghar mein mehfil jami hui thi jisme kul 4 log the aur sab Vikram ki maut ka jashn mana rahe the.

Suraj – Cheersssss. Aakhir kar Vikram ko humare raaste se hata hi diya.

Aadmi 2 – Haaa. Bahot hi badiya kaam hua hai yeh. Humne uss company ki neev hi hila di hai.

Aadmi 3 – Ab Rajput Group of Companies barbaad hogi.

Aadmi 4 – Ab waha pe humari hukumat chalegi. Wahi hoga jo ab hum chahenge.

Suraj – Sahi kaha. Uss Vikram ko kitni baar samjhaya humare raaste mein mat aao. Par woh maana hi nhi. Humesha humare raaste mein aajata aur humse sabkuch le jaata.

Aadmi 3 – Ab hoga Rajput group of companies ke naye MD ka selection jisme ab humara Shekhar baithega.

Aadmi 4 – Par uss post ke liye sabse badi dawedaar Vikram ki biwi hai. Uske hote hue woh post paana mushkil hai.

Aadmi 2 – Par woh uss post pe baithegi nhi. Usne uss post ke liye pehle hi mana kardiya hai.

Aadmi 4 – Tab toh phir uska woh bhai Shekhar hi hai.

Suraj – Haa. Baithega woh par Company chalegi humare Ishitaro mein. Power hogi uske paas par use karenge hum.

Yeh bol woh hasne lagta hai aur uske saath baaki sab bhi hasne lagte hai.

Aise hi kuch din guzar jaate hai. Inn kuch dino mein har din Rajput Mansion mein kisi na kisi ka aana jaana laga rehta tha. Shalini ne bhi apne aap ko sambhal liya tha.

Ekdin Shalini sham ko ghar se nikalti hai aur ek hotel mein jaati hai jaha uska intezaar 6 log pehle se hi kar rahe the.

Shalini – Mere ek baar bulane pe aap sab aaye iske liye bahot bahot sukhriya.

Aadmi 1 – Yeh aap kaisi baat kar rahi hai. Aap aise shukriya mat boliye.

Aadmi 2 – Haa. Boliye humse kyaa kaam tha.

Shalini – Dekhiye ab Vikram toh rahe nhi. Aur ab company ke naye MD ke kiye selection hoga jisme Voting ki jaayegi.

Aadmi 3 – Haaa. Aur mere khayal se aapko bhi isme hissa lena chahiye.

Aadmi 4 – Sahi kaha. Iss post ki ab badi dawedaar aap hi hai.

Shalini – Maine pehle bhi kaha hai mujhe MD nhi banna hai.

Aadmi 5 – Toh phir Shekhar ji.

Shalini – Nhi. Par yehsab ho usse pehle main kuch kehna chahti hu. Umeed hai aapsab mera saath denge.

Aadmi 6 – Kya baat hai Shalini ji.

Phir Shalini unn sab ko kuch bolti hai jisse sunke wih sab hairan hojaate hai.

Aadmi 1 – Yeh sab aap kyaa keh rahi hai Shalini ji.

Aadmi 2 – Haa Shalini ji. Yeh sab kyaaa hai.

Shalini – Mujhe pata hai yeh bahot hi badi baat hai. Par yehi Vikram ki aakhri ichha thi.

Aadmi 3 – Par kyaaa koi iss baat ko maanega.

Aadmi 4 – Haa. Iss par bahot tarah ke sawaal uthenge. Media bawaal khada kardegi.

Shalini – Mujhe pata hai aur unnsab sawaalo ka jawaab hoga mere paas. Mujhe bas aaplogo ka saath chahiye. Vikram aaplogo pe bahot bharosa karte the.

Woh saare aadmi soch mein ghum hojaate hai. Woh kyaa kare kyaa naa kare isme hi ghum thee.

Shalini – Main chalti hu. Aapsab soch lijiye. Kal board of directors ki meeting hai jisme naye MD ke selection ki announcement hogi. Yeh bol Shalini waha se nikal jaati hai.
 
parkas

Prime
22,941
52,761
258

Bahut hi badhiya update diya hai Jaguaar bhai....
Nice and lovely update....
 
Top