• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

kahani ko pic kai saath post karu ya bina pic kai

  • with pic

    Votes: 984 84.5%
  • without pic

    Votes: 61 5.2%
  • kya maa pregnant hone chahiye

    Votes: 395 33.9%

  • Total voters
    1,164

akashx11

Maximusx11
5,467
16,375
174
INDEX
👇


INDEX-2

 
Last edited:

akashx11

Maximusx11
5,467
16,375
174

akashx11

Maximusx11
5,467
16,375
174

akashx11

Maximusx11
5,467
16,375
174
Main bhi aaj raat bhar jaag hi raha huin dekhta huin aap kab update dete hai
Kafe kuch dialog bhul gaya hu ise liye soch soch kar update likh raha hu bhai :verysad:. Aaj ju bhi ek update likh he lo
 

akashx11

Maximusx11
5,467
16,375
174
Update-137

Akash or suraj jaysi he ghar kai hall ki aandar pahuchte hai waha kaam karr rahe naukar naukrani mask paheni huye akash or suraj ko dekh kar darr kai waha sai nikalne ki koshish mai lagg jate hai lakin kahe bhag nahi pate ,tabhi cctv ka admi ki nazar akash or suraj par padti hai or najar padte he wo poore tezi sai cc tv room ki tarraf bhagne lagg jata hai uske piche suraj bhi bhagte lagg jata hai

Akash-Disha ko mat bhul jana

use waqt Damini jo ki kitchen mi bas bra panty pahene kaam kar rahe the wo samajh he nahi pati wo bas waha kai naukaro ko idhar sai uudhar bhagte huye dekh rahe the , Dushre taraf akash ek naukar ko pakad leta hai

Akash-Anjali kaha hai ?

Akash apne gun us naukar ki ser par jayse he rakhta hai wo naukar apne isara Anjali kai kamre ki or kaarta hai ,tab akash us naukar ko dhakel kar anjali ki room ki taraf badhne lagg jata hai or jayse he darbaza kholta hai tab akash ki nazar anjali par padti hai jo ki phone padke huye khadi the

Akash-Anjali kaki, phone niche rakh dijiye

Anjali-Tum?, tum yaha ? kayse?, tum toh saher gaye the

Akash-main or saher ? main toh aapkai samni khada hu, dekh lijiyea Anjali kaki

Anjali-tumhara plan or strike

Akash-ohh wo wala plan?, wo sab to aap dono ko ghumrah karne kai liyea hi tha , mera saher jane ka kabhi koi irada hi he nahi tha , maine yea seatuation ise liyea create kia taki apki or pratab ki nazar uspar jaye, or main chahata he tha ki apko malum pade strike kai piche ki raj kai baare mai , main janta tha ki aapki bawadar kutte apko dhoka nahi denge

Anjali-toh tumhara plan hamesha ghar par hamla karni ka tha

Akash-hamla , na na itna bada kand karki main logo kai against nahi ja sakta, main bas apko or us dhokebaz Rajesh ko kidnape karni aaya hu, toh aap chalne ka kast karengi

Anjali-tumne soch he kayse lia ki main apne aapko aayse he kidnape hone dungi


Tabhi Anjali bhagte huye Dressing table kai paas jati hai or waha sai pistol nikal kar akash ko shoot karne kai liyea mudti he hai ki akash uske pistol ko pakad kai usse cheen leta hai , uske haath ko piche ki taraf marod kar kas kar pakad leta hai
____________

Anjali-ouch!! chod mera haath , chod kutte kai pille

Akash-aap aayse nahi manne wali apsai sakti sai paish aana he padega

Anjali-tu sakti sai paish aayega?, tujhe kya lagta hai tu mujhe pakad ki............

Anjali itna he boli the ki Akash apne pocket sai ek tape nikal kar Anjali kai mu mai chipka deta hai jisse wo aage kuch bolhe nahi pati, or tape ki madat sai akash anjali ki haath bhi bandh deta hai or apne mask pahen kar Anjali ko kas kar pakad ki usko bahar ki taraf le jane lagg jata hai .

Dushri taraf - Suraj ki ladai cc camera wale admi sai ho raha tha , jaha pahele toh cc cam wala admi suraj ko 3,4 punches marne kai kamiyab ho he jata hai talkin jab Suraj ko ise baath ka ghussa chadta hai tab wo us admi ki bairahami sai pitai karna suru kar deta hai jiise wo gidgida kar " mujhe math maro, mujhe mat maro" bolne lagg jata hai lakin suraj uske baath ko Darkinar karki uski kutai karta he ja raha tha , uske waqt dushre taraf sai nanaji darbaza kholte hai or apne samne suraj ko dekhte hai
__________

be660e171f739b2f8eb8b31e56485b46.gif

Nana- tum, ( suraj nanaji ko dekh kar apne mask thoda hata deta hai ) suraj beta

Suraj-nanaji, aap thik toh hai na ( suraj us admi ko waha chod kar nanaji kai paas jane lagta hai taki unko apne gale sai laga sake)

Nana-mujhe maaf kardo beta , maine tumhare or sab kai saath bahut bura kia hai, ho sake toh mujhe maaf kardo

Suraj gale milkar-aap kya bol rahe hai , aapne kya bura kaam kia hai ?

Nanaji-ohh tumko kuch nahi pata!!!!, ohh mainre mu sai aayse he sab nikal gaya, tum socho ki tumne kuch suna he nahi

Suraj-thik hai

Dushre taraf zamindaar ki admi kitchen mai bhi ghus jate hai or andar ghus kar 3 admi waha sab naukaro ko darane lagg jate hai tab un 3no admi ki nazar damini par padti hai jo ki bra panty mai the or dar kai mare apne dono hato ko apne bra ki aage rakhe huye the, jisko dekh kar nakab pahene huye zamindaar kai aadmi Damini ko chedne lagg jate hai , unhone ne kabhi ek aurat ko ise tarha kitchen mai kaam karte nahi dekha tha jiski wajay sai wo damini ko dekh kar gandi isare karne lagg jate hai jisko dekh kar damini ghabra jati hai

Admi-kya kadak aurat hai , chal isko uutha lete hai

Admi2-kyu marwana chahata hai , jo karna hai yahe kar lete hai kisko kuch pata nahi chalega

Admi3-hmm yaar aaysa cheez dekhno kafe kam he milti hai

Damini-dekho maire paas mat aayoo

Admi2-aare sarmat

Admi1-ise tarha ki kapde mai hai or kya sarmayegi

bol kar admi1 Damini kai uper jhapat karr usko bra kai uper sai he usko boob ko pakad he lata hai usko chummi karni ki koshish kar he raha tha ki waha Raghunath pahuch jata hai

Raghunath-yea kya chal raha hai yaha?

Admi3-ise aurat ko toh dekh kya kapde paheni hai , isko dekh kar aandar ka sab khada ho gaya hai

Raghunath-yea toh

Raghunath Damini ko pahechan leta hai or bina dari kia uske badan par kapde dhak deta hai , or un 3 ko jayse he batata hai ki isko bachane kai liyea aaye hai tab 3no ki sitti pitti gul ho jati hai or 3no us kamre sai bhag jate hai .

Damini-mujsai dur hato

Raghunath-hum sa zamindaar ki admi hai aur aap surakhit hai, bas jaldi sai kapde pahen lijiyea (dhere sai Damini ko bolta hai )

Raghunath damini ko le kar hall ki paas jayse he pahuchta hai usko Suraj or nana dekhai dete hai jo apas mai gale mil kar baate he kar rahe the , jiskai beech mai Raghunath khada ho jata hai or suraj ko damini kai saath disha kai kamrre mai jane kai liyea bolta hai , or suraj baath mante huye Damini kai piche piche disha ki kamre ki or badhta hai , suraj mask pahene huuye tha jiska karan damini suraj ko nahi pahechan pati or usko le kar disha ki kamre mai bina kuch bole le jati hai.

Raghunath-tum chalo bahar ,or gadi mai baitho

Nanaji-aare thoda sa toh izzat sai baath karo Raghunath beta, main tumsai bada hu

Raghuanth-tum jayse sarabioo ko izzat dene kai liyea mana kia gaya hai, or itne jaleel hone kai baadh bhi tumko izzat ki padi hai

Nanaji-aare damad ji toh ghusse mai bol dete hai ,unke baath kya dil sai lena, or main toh unka sasusji hu, chalo koi nahi, phir bhi ek bottol mil jata toh

Raghuanth-tumko kya lagta hai ? ki main bottal apne paas rakh kar ghumta rahunga

Nanaji-itna bhadko mat Raghunath, wo tv kai aage baitha ladka mere sarab ka bottal khali na kar deta toh mai tumko mangta he nahi

Akash-tum dono yaha khade kyu ho

Raghunath-yea aapki nanaji sarab

Nanaji-main bata raha tha ki main ab sarab nahi peeta, main aabhi gadi kai paas jata hu thik hai beta.

Raghunath-maine kab kaha , zamindaar ji, aap inko kidnape karna chahate hai ,mujhe laga ki aap

Akash-kya laga tumko ?

Raghuanth-inko yaha sai lejana sai kafe bada babal khada ho sakta hai zamindaarr ji, isse ganv humare khilab ho sakta hai

Akash-sayad tumne gour sai nahi dekha ? hum kisi ko jaan sai nahi maar rahe hai or koi subut nahi toh koi ........... samajh gaye ho toh inko le kar jald sai gadi mai baitho or aachi jaghar rakho

Akash yea bolte huye Anjali ki ser par ek kala kapda dhak deta hai taki Anjali ko pata na chale ki aakhirr wo ja kaha rahe hai, tab Raghunath bina deri kia Anjali ko waha sai le jata hai , tab akash Rajesh ko dhundhne lagg jata hai .

Dushre taraf--

damini uper kai ek kamre mi ja kar bahar sai us kamre ko unlock karte hai or darbaza jayse he kholte hai uske nazar seedha disha par padti hai jo bed mai gum shum udas ho kar baithe the , tab damini kai piche aarahe Suraj ki nazar bhi disha par padti hai usko usko dekhte he suraj ki dil ko ek dhakka sa lagta hai , usko aayse lagta hai jayse uske dil mai aachanak sai joro sai dhadak raha ho, usko apne dil ki dhak dhak ki aabaz sunai dene lagg jati hai

damini-tum jara bahar khade rahogi

Suraj-ja jarur

darbaza jayse he bandh hota hai Suraj apne chati ko pakad leta hai , wo samajh nahi pata ki wo decision le bhi toh kayse?

Suraj mann he mann mai-main iski madat kyu kar raha hu? aayse ladki ki madal mai kyu kar raha hu jo apne swarth kai liyea kisi ko bhi istamal kar sakte hai, itna sab kuch ho jane kai baadh mai iski madat kyu karu, ise jayse ladki ki madat koi kayse kar sakta hai ? ( tab usko Savnam ki kahi huye baate yaad aajati hai or suraj bas wahi sochne lagg jata hai )

tab darbaza khulta hai or andar sai Damini Disha ki haath pakadte huye keech kar bahar le aate hai or suraj kuch na bole uske piche chala jata hai , dushri taraf Akash Rajesh ko dhundhte dhundhte ek kamre mai pahuch he jata hai jaha wo ghode bech kar pekar pada huya tha, jisko akash dekhte uske shirt pakad leta hai or usko gasitta huya usko bahar lane lagg jata hai tab usko hosh he na tha toh wo kuch jan samajh nahi pata, tabhi Arrundhati bhi bahar he aarahe the tab wo sab ko dekh kar samajh jati hai ki
aakhir ho kya raha hai, Sab ja kar gadi main baith jate hai or gavn kai taraf rabana ho he jate hai .

Akash kai gadi mai damini or Disha ko baithaya jata hai or suraj disha sai dur rahene kai liyea dushre gadi mai baithta hai ,tab disha bhi kuch soch nahi pa rahe the lakin jab akash apne mask nikalta hai disha usko dekh kar thodi shocked ho jati hai

Disha-tum toh

AKash-tum dono safe ho

Damini-sukriya

Disha-tum yaha ho toh suraj, suraj kaha hai ?

Akash-wo tumko he toh bachane gaya tha

Disha-wo, Wo maa ki piche khada huya admi Suraj tha, or usne mujhe kuch kaha bhi nahi ( disha kai aankho mai apne aap aanshu aajate hai lakin ise baar yea ansu khusi kai the)

Dushri taraf saher par--

in sab sai anjan Jitendra apne company kai board members sai saath office mai meeting mi baith tha jaha karyakarta o ka leader bhi samil tha jo bas baith kar jitendra ko gumrah he kar raha tha , jisse jitendra ko dhere dhere ghussa aaraha tha. tab dushre taraf pratab apne admiioo ko bol kar saher pahuchne sai pahele he akash ki gadi ko gher he dele hai , or zamindaar ko bahar nikalne kai liyea bolte hai, tab un gadi ki darbaza jayse he khola jata hai tab gadi kai kisi ko bhi na pa kar pratab kai admi prtab ko call laga kar ise baath ki suchana dete hai jisko sunte he Pratab ghussa ho jata hai , tab pratab kai ghar sai pratab kai liyea call aata hai

---yaha humpar hamla ho chuka hai pratab ji ,

Pratab-kya matlab? kisne itni zurrat ki humare ghar par hamla kare

---hume nahi pata lakin wo Anjali ji ,, kidnape ho gaye hai

Pratab-kya!!!!!!! Driver gadi ghumaoo

pratab ghusse mi laal peela hokar apne mobile ko niche patak deta hai ,

zamindaar kai ghar par--

Kamini apne sare kaam ko khatam karne kai baadh apne bahen sulochna ki paas jati hai orr usse baath karne lagg jati hai

Kamini-kya baath hai mere pyari bahena ? tu aaj kal kuch jayda he khoye khoye raheti hai ,kyu zamindaar ji ki yaad aarahe hai tujhe bhi ?

Sulochana sarmate huye-kya didi aap bhi, na mere tang keechne ki koi bhi mouka haath sai jane nahi deti ho

Kamini-main apne bahen ki tang nahi keechungi toh kon keechegi bhala? aab bata kya baath hai ?

Sulochana-wo rajesh ji ko le kar pareshan hu wo itne dino sai bahar gaye hai or phone bhi nahi kar rahe

Kamini-haan haan Rajesh ki yaad aarahe ya uske saath ,uff tumhare toh maze hai do do kai saath

Sulochana-didi!! wo akhiri baar kuch jayda he naraj the ise liyea bol rahe hu, or unkai saath kafe dino sai kuch bhi nahi huuya hai

Kamini-aachaa!! kis baath ko le kar narrajgi the

Sulochana-wo zamindaar ji ko le kar, wo mere saath sambandh banae ki koshish kar rahe the or maine unko mana kar dia ise liyea wo naraj ho gaye the or uskai aage maine zamindaar ji ki tarrif kar di the toh

Kamini-aare ek mard ki aage dushro ki tarif nahi karte itna toh tujhe samajhna he chahiye na

sulochana-sorry didi , lakin main kya karti wo shalo kai baadh mere karib toh aaye the lakin karib aate he wo bas or kuch na soch kar bas andar

kamini-aare sarma mat mujsai sare baate share kar sakti hai tu

sulochana-wo bas andar dalne ki koshish karne lage , na he koi pyaar ki baate or nahi kisi tarha ki chummi, toh main bhi thoda naraj ho gaye the

Kamini-hehe, itne si baath , koi nahi , waise mujhe nahi pata tha ki mere choti bahen ko sarrrerr mai kiss karwana itna pasand hai, tu bole toh main kiss kardu

Sulochana-hehehe aap aayse na karo

Kamini-haire mere sarmili, bholi bahen

tabhi ghar ki aandar ek gadi aakar rukk jati hai jiskai aandar sai Akash bahar nikalta hai jisko dekh karr sab shocked ho jate hai , tab kabita jo ki bahar baithe huye Sruti sai baath kar rahe thi uske nazar bhi akash par padti hai or wo bina waqt gabaye akash kai paas chali jati hai or bas usko uske lauth aane ka karan puchne he wali the ji uske nazar Disha par padti hai jo ki gadi kai aandar sai nikal rahe the jisko dekh kar Kabita akash ko phir sai dekhne lagg jati hai ,

Kabita-akash yea sab?

Akash-main iskai saath saath kisi or ko bhi wapas jaya hu

tab Arundhati bhi dushre gadi sai utarti hai jisko dekh kar sab uske paas chale jate hai or dhirendra bhi Arundhati kai paas ja kar unkai haal chal poochne lagg jata hai, tab disha kai baadh Damini gadi sai uutarti hai or charo taraf dekhne lagg jati hai , waha damini ko daadi kai alaba koi nahi pahechanta tha , tab daadi damini ko dekh kar samajh jati hai ki akash ne kuch bada kand kar dia hai , wo poore tezi sai chal kar waha aajati hai

Daadi-yea tune kya kar dia ? yea aurat asub hai humare ghar kai liyea

Akash-aap chup raheyea daadi

Daadi-tum samajh kyu nahi rahe , yea aurat yaha hai toh , yaha bhari tabahi aanewali hai

kabita-aap chup he raheyea or yea aurat hai kon ?

Daadi-yea aurat damini hai , pratab ki rakhel

Disha-meri maa rakhel nahi hai samjhe aap

Kabita-bas karo ,sasuma , aab ek bhi sabd mat bolo

Daadi-tu samajhdar hai orr janti hai ki yea sab karne ka anjam hum sab ko bukatna hoga

kabita-mere bete ki jaan pahele sai he khatre mai hai or tujhe anjam ki padi hai , manju inko andar le jao ,yea aaj ka khana apne he kamre mai khayengi

Manju-ji malkin

manju daadi ko keechte huye uske kamre ki or le jati hai , tab kabita damini ki or dekhte hai jo ki apne serr niche kar ki khade the or sarminda lagg rrahe the, jiko dekh kar kabita ko burra lagta hai or wo damini kai paas ja kar usko andar chalne kai liyea bolti hai , orr saath mai disha ko bhi aandar chalne kai liyea bolti hai lakin disha ka dhyan us samaya kahe or he tha , wo idhar uudhar dekhte huye suraj ko he dhund rahe the , tab suraj ek gadi sai uutarta hai or usparrr nazar padte he Disha suraj ki taraf bhagti huye jati hai or ussai chipak kar gale sai laga leti hai or kaas kar apne baho mai pakad leti hai .

Disha jayse he suraj ko kas kar pakadti hai usko ek alag tarike ka sukun ka aahesas hota hai, wo suraj ko gale laga kar rone lagg jati hai or kuch der waise he suraj ko pakde khade rahete hai ,jisko aaysa karte sab dekh rahe the .

Disha-main tumko dubara dekh kar bahut he jayse khus hu suraj, maine tumko kafe miss ki hu, aab main tumsai kabhi bhi dur nahi jana chahati , i.. I love you

tab suraj ka haath dhere sai uthate huye Disha kai kandhe par chala jata hai or wo disha ko dhere sai piche dhakelte huye apne aapko use dur karta huuya uske ankho mai dekhte hai jo aansusai bhare huye the, tab disha ek pyaari ki muskan deti hai lakin suraj apne chahare par koi bhi haubhab na la kar disha kai kandhe sai haath hatate huye mud jata hai or waha sai chala jata hai jisko jate dekh Disha usko pukarti hai lakin suraj koi jabab na de kar waha sai chala jata hai , tab disha waise he khadi rahe jati
hai ..

kabita-raghunath kaha hai ?

Akash-apki papa kai sath

kabita-unko kyu laye ?,yakeen mano kahe pe rahe honge

kabita itna bol kar Disha or damini ko le kar aandar chali jati hai , tab Sruti akash kai paas aajai hai

Sruti-wah mere sher ,tune toh kamal he kar dia, chal ise khusi mai aaj raath party karte hai

Akash-nahi

Sruti-aare maan bhi ja na zamindar ,yaad hai na pichli bar pe kar kitne maze kia the humne , sofa , floor kuch bhi khali nahi choda tha humne

Akash-tumko toh main pasand nahi tha toh achanak sai kya hogaya

Sruti-in maa bete ko wapas late tujhe dekh merra dil pighal gaya re ,tere aandar toh aabhi bhi dil hai dushro kai liyea, (Sruti akash kai kandhe par hath de deti hai ) aare savnam sai dar raha hai toh dar mat, wo bhi mann jayegi .

Akash-tumko kuch kaam dhanda nahi hai kya?

Sruti-aare tu toh bahar jane deta nahi toh kaam dhanda kaha sai hota

Akash-tum Arundhati kai school par teacher kyu nahi rahe

Sruti-haan yea sahi hai, kya waha peene kai liyea milega

Akash-nahi

Sruti-koi jaban mard hai kya jo mujsai shadi kar le

Akash-mujhe nahi pata ?

Sruti-thik hai main ja kar dekhti hu, baise tu bhi shadi kar sakta hai mujsai

Akash-nope

Sruti-aare yaar, main itne bhi buri nahi hu

pratab ka ghar--

pratab jayse he apna ghar pahuchta hai wo apne ghar ki hatal dekh kar dang rahe jata hai or usko khoon kholne lagg jata hai , or jitendra ko jald sai jald ghar lauthne ki liyea bolta hai

Aagle din subha--

kabita ki neendh jayse he toothte hai usko ghar ki thik bahar apne maa or papa ko dekhte hai jaha, nanaji naani kai pair pakad kar usse maafi mang rahe the , or naai nanaji sai apne pair chudani ki poore koshish kar rahe the lakin naana chodne kai liyea taiyar he nahi the wo bas maaf kardo, maaf kardo naam ki rat lagai huye the

kabita-yea kya nautanki laga rakha hai aapne

Nanaji-aare kabita beti, main toh bas apne wibi sai mafi mang rraha hu

Naani-wo bhi pe kar maafi mang raha hai yea

Nanaji-aare wo tho khusi kai maare kal raath thoda sa pe lia, aakhir apne beti kai sasural aaya hu toh khusi toh hogi he na beti

Kabita-aap apne harkat sai baajh nahi aayenge na

Naanaji-aare maaf kar de na beti , kal sai bilkul nahi piyunga

tab rahunath bhi waha pahuch jata hai --- kal raath ko aate waqt bhi inhone gadi rukba kar apne sarab kharidwaha hai

Naani-aap kabhi nahi sudharr sakte , kisi ka na sahi toh suraj ki toh fikar karo, wo aaj bhi aapko ek aache nana ki tarha manta hai

Naana ji ser niche kar dete hai -maaf karna

Kabita-Raghunath, wo kaha hai

Raghunath-kiski baath kar rahe hai aap jamindaaran ji

Kabita-wo aurat

Raghunath-usse kisi ko na milne dene kai liyea kaha gaya hai

Kabita- zamindaarn par yea niyam labu nahi hoti

raghuanth-thik hai ,aapko uske paas le jayunga

Dopaher ko-

Ek tarar Disha ko phir sai apne ghar par dekh kar Savnam samajh gaye thi ki uski kapde phir sai disha ko de dia jayega , ise baath sai naraj ho kar savan mu phulaye baithe thi or baki sab usko he manane mai lage pade the, dushre taraf akash ise beech Rajesh ko milne jata hai jaha usko bandh kar ek jagha par rakha huya tha , akash uske aage ek kursi par baith jata hai

Akash-toh aab hosh thikane aagaya ho toh baath karna chahoge

Rajesh- mujhe marna chahate ho toh marr dijiye , bas itna jaan lijiyea ki mujhe apne kia parr koi pachtaba nahi hai kyu ki maine jo kia hai wo apne patni ko wapas pane kai liyea he kia hai

tabhi akash ka body guard Rajesh ko ek jorr ka mukka marta hai , or phir dushra marne he wala tha ki akash usko rok deta hai

Akash-tumko main jaan sai maar bhi nahi sakta , savnam kai baap jo thaire tum, tumko kya lagata hai savnam ko chot pahuchane wali kon the

Rajesh-aap he the jisne meri beti ki jaan ko khatre mai dala tha, aagarr us din tum usko apne saath nahi le jate toh aaysa kucch hota he nahi toh dushro ko dosh dene sai pahele apne aapko dekho ki tumne kya kia hai, wo bhi ek ran***

Rajesh itne he bola tha ki Akash uska gala pakad leta hai

Akash-Savnam kai liyea main jitna pareshan huya hu uske baarre mai tum kya jano, tum toh aayse insan ho jisko aab tak uske he padi hai , tumne kabhi savnam kai baare mai socha? kabhi yea janne ki koshish ki wo tumko ek aacha baap ki tarrha kyu nahi mante , tumne kabhi yea janne ki koshish ki ki wo tumsai jaysa mere papa ko kyu apne papa manti hai ? nahi , tumne kabhi ise baare mai janne ki koshish he nahi ki....

akash jayse he rajesh ka gala chod deta hai rajesh cough karne lagg jata hai , tabhi Rajesh samajh jata hai ki akash sai bahesh karr ki usko kisi tarrha ka faida nahi hoga toh wo chup rahena he bahetarr samajhta hai

Rajesh-mujhe samjhane aaye hai toh chali jiyea , aapki chikni chupdi bato sai mujhe bahela nahi sakte hai aap

Akash-main tumko bahelane nahi aapne saath le jane aaya hu

Rajesh-kya matlab?

Akash-tumhare karan savnam ko parreshani mai nahi dekh sakta, wo aaj nahi toh kal sawal puchegi ise liyea main chahata hu ki tum uski aache pita ki tarha ghar chalo or waha har din apna mu dekho taki sab ko lage ki sab kuch thik hai, or haan tumne jo gadbad ki hai usko tumhe thik karoge

Rajesh-mujhe pata tha , paiso kai gadbadi kai karran aap mujhe maar nahi sakte

Akash-jo sochna hai socho, bas Savnam ki aage aache bane raho, main nahi chahata ki ek beti apne he papa sai nafrat karne lage

(yea baath apne aap akash kai mu sai nikal jati hai or tab usko kabita yaad aati hai ki usne bhi toh uske aandar sai nafrat na lane kai liyea usko andhere mi rakha tha )

Rajesh-thik hai lakin usse pahele ..

Akash-tum kuch dimand karni ki halat mai nahi ho, tum nahi kisi sai phone parr baath kar sakte ho or nahi gharr ki seema sai bahar ja sakte ho, tumko har din ghar par le jaya jayega or raath mai phir sai yaha la kar bandh dia jayega , main nahi chahata ki tum koi bhi gadbad karo, ghar mai bahut jaldi shadi ka mahol aane wala hai toh tum jara aache bann kar he raho,

tabhi akash ka phone ring hota hai

mohanlal- zamindaarr ji aap jaha bhi ho panchayat mai jald sai jald pahuchiye

Akash-mere paas panchayat panchayat khelne ka samaya nahi hai Mohanlal ji

Mohanlal-aapko aana he padega zamindaar ji, bhale he panchayat ko banane mai apne dadaji ki kafe mahnat lage lagi hai lakin aap pachayat sai bade nahi hai or nahi koi hai, waise bhi pratab ji yaha apke khilab morrcha khole taiyarrr hai aagar aap nahi aaye toh panchayat apke khilab ja sakte hai

Akash-thik hai , thik hai , pahuchta hu

Rajesh ko ghar le jane or uski uper nazar rakhne ka aadesh dekar akash apne paas ki ganv main chala jata hai jaha panchayat baithe thi or waha akash kai pahuchne par sab zamindaar ko he dekhne lagg jate hai lakin koi kuch nahi bolta, ise baar mahol kuch aaysa tha ki pratab kai supporter jo ki pratab kai lia kahe bhi bhokna suru ho jate the, wo sab aaj chup chap hokarr zameen mai baithe huye the.

pratab ka ek supporter-aare tu zamindaar ki khilab narebaji karna suru kar di

pratab ka dushra supporrter-tu ka pahele

Pratab ka supporter1- jo kand kia hai zamindaar ne uske baath main kuch nahi bolna chahata, aagar pratab ka ghar surakhit nahi hai toh main kiss khet ki muli, main aab kuch nahi bolne wala

2nd supporter-main bhi

khan saheb-aagaye mia, kafe der kar di yaha aane mai, humko laga tha ki dopher sai raath tak aaj baithna padega , apne beti kai bina

Singh-aabtak apne dil nahi bhara khan saheb

Khan-dil toh bacha hai ji

Akash-apne hume kyu bulaya hai yaha

Mohanlal-kal raath pratab ki yaha hamla huya tha or anjali ji gayab hai , or Pratab ji ko shak hai ki yea hamla aapne kia hai

Pratab-shak nahi , yakeen hai ki ise chore ne hamla kia hai

akash-kya ? pratab dadaji kai ghar par hamla ho gaya? kisi ko koi chot toh nahi aaye na , dadaji aap toh thik hai na? yea toh thik he lagg rrahe hai , lagta hai mazak karne kai mood mai hai pratab dadaji

Pratab-bas kar bache , mazak math kar hamsai ,barrna itna anjam bahut bura hoga

Mohanlal ji- ap kahna kya chahate ho zameendar ji ?

Akash-har koi janta hai ki Pratab kai ghar hamesha security guard sai ghira raheta hai or unkai bina izazat parinda bhi par nahi mar sakta ? yea baath toh sahi hai na

Singh-100 aane sach baat boli hai apne

Akash-toh gharrr hamla ho he nahi sakta

Mohanlal- dekhiyea zamindaar ji , ap jhoot mat boliyea , apki ghar mi Disha dekhi gaye hai jo Pratab ki hone wali patni hai

Akash-Disha aab humare ghar ki sobha hai Mohanlal ji , uske shadi suraj sai ho chuki , aagar aapko ise baath ka subuth chahatiyea toh , main ghar sai mangwa sakta hu

Mohanlal-kya yea sach hai pratab ji? aagar yea sach hai toh Disha par aapka koi bhi hak nahi rahejayega pratab ji

Pratab- kon mera hai or kon nahi iska faisla panchayat na kare toh he bahetar hai , or bache aagar tune hamla nahi kia hai toh Rajesh thode he der pahele tumhare ghar kai paas kyu dekha gaya hai

Akash-mera admi mere ghar mai nahi dekhega toh kya aapki ghar mai dekhega Pratab dada, kayse bahki bahki baate kar rahe ho aap, mujhe toh lagta hai ki pratab dada jhooth bol rahe hai , uske uper koi hamla huya he nahi, wo bas mera naam ghasitna chahate hai taki mujhe badnam kar sake? mujhe toh lagta hai ki anjali kaki khud mili huuye hai inke saath, or aagar maira sawal aapko khatak rraha hai toh aap insai koi subuth mangiyea, or haan agar aap mere ghar ki chanbin karna chahate ho toh aap kar sakte ho

Pratab-sabut .. meri rakhel iske ghar mai ho sakti hai , main iske ghar ki chanbin ka prastab rakhta hu

mohanlal-bina subut kisi kai ghar ki chnbin karna niyam kai khilab hai or yea niyam aapki pitaje ne bhi banwaye the ise baath ka khayal rakhiye pratab ji

akash-aap bas aarop lagana jante ho or kuch nahi,aap sabuth layea or panchayat ko dekhaye

Pratab- chore tujhe mai zinda nahi chodunga

Akash-aap bas bol sakte hai kuch kar nahi sakte

Akash ki baatho ne pratab ki matha or bhi jayda garm kar dia tha, dushre taraf kabita Raghunath kai saath us jagha pahuch jati hai jaha Anjali ko rakh gaya tha , tab anjali khane ko lekar jhadga kar rahe the

Anjali-yea kis tarrha ka khana hai ,yea toh dekhne kai bhi layak nahi hai

Kabita-isko khana na do toh he bahetar hai

Anjali-dekho toh kon aaya hai, ganv ki gawar kabita

kabita-rassi jal gayi, par bal nahi gaya , baise iske aadat dal lo kyu ki tum yahe rahene wali ho

Anjali-tum jayse gawaro kai beech main nahi rahene wali, or tumne socha bhi kayse ki main yaha rahungi, bas Pratab ji pata chalne do uske baath terre ashique ki khair nahi

kabita-kiski baath bol rahe ho, Akash ya phir dhirendra?

Anjali ghusaa ho jati hai yea sun karrr -tu kuch jayda he uudhrahe hai

Kabita-apne ashique hone ki khusi mai uudhungi he , tum nahi uudti kya? ohh sorry tumhara toh koi ashique he nahi hai , bichari ko koi pyaar nahi karta

Anjali-mere prratab ji mujhsai bahut pyaar karte hai samjhe ganv ki gawar , 10 bi pass

kabita-aaysa tumko lagta hai , aagar wo tumko pyaar karta toh mere bahen kai piche abtak pada nahi hota, wo toh tujhe bas apne hawas sant kar raha hai, jab deri jarurat nahi hogi wo tujhe bhi phek dega

Anjali-tu kya jante hai Pratab ji kai bare mai , wo mere lia kuch bhi kar sakte hai

Kabita-aacha!! mi bhi dekhna chahati hu ki Pratab tujhe kitna pyaar karrta hai

Dushre taraf akash panchayat sai bas lauth he raha tha ki usko jitendra ka call aata hai

phone par-

Jitendra-tum bahut badi galti kar rahe ho akash , Anjali ko kidnape karki tum musibat ko apne ghar bula rahe ho

Akash-musibat pahele sai he ser par mandra raha hai , mere ser par 1 coror ka inam hai

jitendra-uske baare mai main

Akash-kuch nahi kar sakte aap, aapki haath main kuch bhi nahi hai ,aap apne kaam mai aasafal ho chuke ho jitendra kaka, aab bas aap mere uper rakhe huye inam ko hata dijiye ya phir dadaji ko boliyea ki inam hata di

Jitendra- inam tere dadaji ne nahi Anjali ne rakha hai

Akash-toh pratab ji ko bolkai mere uper sai inam hata dijiyea, pratab kaka ki bina sahiyog kai toh yea ho he nahi sakta , kyu kakaji, aab jald sai kaam par lagg jayega

akash phone call kar deta hai or seedha us jagha pahuchta hai jaha anjali ko rakha gaya tha , tab jayse he akash andar jata hai wo kabita ko dekhta hai jo ki Anjali par sawalo ki barish kar rahe the lakin Anjali kisi bhi sawalo ka koi bhi jabab nahi de rahe the

Kabita-bata tu mere bete ko kyu marna chahati hai tujhe kya dusmani

Anjali-main batana jaruri nahi samajhta

kabita-kya yea sab tum pratab kai liyea kar rahe ho

Anjali-sayad?

kabita-ya phir dhirendra kai liyea

Anjali thoda ruk jati hai --main kuch nahi bolna chahata

Akash-aap yaha kya kar kya rahe ho

Kabita akash ko mud kar dekhti hai -main bas isse kuch sawal pooch raha tha lakin iske mu sai toh koi jabab nahi nikal raha

Akash-wo nahi bolenge

Anjali-use kuch seekh, gawar

yea pahele baar nahi tha uske baadh bhi kabita or akash anjali kai maksad janne ki koshish karte huye usse baath karne kai liyea aate hai lakin anjali kisi ko kuch nahi batati or nahi akash kai uper ho rahe hamle ko rokti hai , dushre taraf ghar par Rajesh ki lauth aane kai karan savam bhi koi sawal nahi pooch rahe the, usne hisab kitab mai jo gadbad ki the usse wo sab phir sai thik karwaya ja raha tha, uske aane sai , ghar mai sab ko lagta tha ki rajesh yea sab darr ki mare kar raha hai lakin uske irada toh kuch or he tha , wo ise bahane phone kai karib jana chahata tha taki Pratab ko jankari de sake jo ki ho nahi pa raha tha.

Ek taraf apne kapdo ko lekar savnam apnem mu phulaye baith toh jati the lakin usko naye kapde kharid dene kai wada karki kabita usko bahela leti jiise wo bhi sai santh ho jati the, or disha ko kuch na bol kar apne aapmai he mast raheti the, dushre taraf Suraj tha jo disha ko dekhte he wala sai dur chala jata tha, tha taki usse baath na karna pade lakin disha Suraj sai baath karne kai liyea uske piche he lage raheti the taki kabhi toh suraj usse baath kare , wo sochte the ki suraj bas usse naraz he hai lakin 3 din baath disha ka yea bhrm bhi tooth jata hai jab suraj usse chilla kar baath karta hai or disha ko dhakel deta hai tab Disha ko malim padd jata hai ki baath kafe aage badh chuke hai .

kuch din baadh ---

mama kai shadi ki taiyarri dhoom dham saisuru ho chuke the , or tab mandap or baki sab kuch sajane mai busy saree log busy the, or ise beech Rajesh savnam ko dekh kar usse paas jata hai

Rajesh-aare savnam kaha ja rahe ho

Savnam-main busy hu

Rajesh- Savnam mera ek kaam karogi

Savnam-kya?

Rajesh-mujhe tumhara mobile chahiye
 
Top