• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

kahani ko pic kai saath post karu ya bina pic kai

  • with pic

    Votes: 987 84.6%
  • without pic

    Votes: 61 5.2%
  • kya maa pregnant hone chahiye

    Votes: 397 34.0%

  • Total voters
    1,167

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
INDEX
👇


INDEX-2

 
Last edited:

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
  • Love
Reactions: Raj

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
  • Love
Reactions: Raj

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
Shandaar update.. Ab yea sruti ka kya hoga, Arundhati kya chahati Hai. Waiting for next update


Dhanyabad Karan1122 :love3: apko update pasand aarahe hai yea sun kar khusi huye ..stay tuned .. sruti ka toh aane wala waqt batayega
 
  • Love
Reactions: Raj

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
Wow super update, finally after lot of suspense Aakash has won the elections. But this mystery behind Arundathi is something cheeky 🤔 . Really interested to know what's gonna happen next. Waiting for the next update 🙏

ji bhai aab zamindaar elections jeeth kar aapne apne poore powe mai aachuka hai aab dekhte hai yea Arundhati ka chahati hai ? update jald he post hoga bhai


Dhanyabad Bbl bro :love3: apko update pasand aarahe hai yea sun kar khusi huye ..stay tuned
 
  • Love
Reactions: Raj

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
Arundhati bhi khel khelegi . Rasprad. Pratiksha agle update ki

hmmm urc4me , Arundhat ki dimag mai kuch toh chal raha hai


Dhanyabad urc4me :love3: apko update pasand aarahe hai yea sun kar khusi huye ..stay tuned
 
  • Love
Reactions: Raj

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
कमाल की कहानी तब तक जारी है जब तक उंगली लिखने से तीव्र दर्द से शोर न मचा दे

Portrait-of-attractive-young-woman-showing-a-thumbs-up-on-white-background

🤣🤣🤣


Dhanyabad Swati G :love3:
IllOddDowitcher-max-1mb.gif
 
Last edited:
  • Love
  • Like
Reactions: Raj and Desitejas

Batman

Its not who i am underneath
Staff member
Moderator
19,487
14,250
214
Hame batate huye atyant harsh ho raha hai ki aapki kahani Google Ranking mein Top 5 kahaniyo me shumar huyi hai..
Is adbhut uplabdhi ka shrey jitna kahani ke Writer ki mehnat ka hai utna hi kahani ke Readers ka jinhone apne support se kahani ko is mukam par pahuchaya hai..
Hum XForum Staff pure XForum ki taraf se kahani ke writer aur sare readers ko is sarahniya uplabdhi ke liye tahe dil se badhai dete hai...



The XForum Scoop - JUNE 2021 Edition
 

akashx11

Maximusx11
5,467
16,403
174
Update-111

main aapni Gaddi dushre gaddi ki thik aage park karta hu aur bahar nikalta hu tab dushri gadi sai ek aurat uutarti hai aur khud ko car bonet mai resh dete huye apne scarp aur kala chasma kholti hai ki tab mai usko dekh kar pahechan jata hu aur wo the arundhati , dadaji ki choti bahen
ENWbLM4UEAI7A_J.jpg

arundhati - kayse ho akash beta?

main-aap.. aap toh , arundhati ho

arundhati-hmmmm mujhe bhi tumhe dubara dekh kar khusi huye, sayad yea bolne walo ho?

main-mujhe pratab dada ki chahane walo ko dekh kar aaj kal khusi bilkul bhi nahi hoti arundhati

arundhati- mere naam kai aanth mai daadi, ya aunty bol sakte ho , haan itne umar ki nahi lagti toh mousi bhi bol sakte ho

arundhati akash ki aur dekh kar yea baate bolti aur ek badi ki smile deti hai lakin akash koi expression nahi deta

arundhati-hmm khair chodo mere naam sai bhi bula sakte ho , baise kafe rude ho , ek baar gale sai toh laga lete

main- maa ne aap sai milne kai liyea kaha tha ya , kisi aur sai

arundhati mainre paas aajati hai

arundhati-heheh mere siba koi dekh raha hai ?nahi na , mazak tha haas bhi lo

main- aap maa ko kayse janti ho

arundhati-hmmmmm sayad nahi hane wale, toh kabita ne tujhe kuch bhi bataya nahi hai mere baare mai

main-itna bataya tha ki aapne unko papa sai shadi karne ki salha di the

arundhati-aur kuch

main-nahi , baise yea sab batane kai liyea bulaya hai, toh ho gaya aapka ? mujhe bahut kaam hai

arundhati- zamidaar ho bahut kaam hai tumhare , han samajh sakti hu akhir ganv ka pooora zimma hai aur sayad koi case khulwane ka jimma bhi hai kyu?

mai thod soch mai padd jata hu wo aabhi bhi mujhe dekh kar muskarati ja rahe the

main-aapko kayse pata ki main koi case khulwana chahata hu

arundhati-mere nazar hamesha sai tumpai he hai akash beta , lagta hai tumko apne daadi kai secret pata chal gaya hai

main-aap aapne chinkni chupdi baato sai na uuljha kar mujhe saaf saaf batayenge ki aaap mujsai kyu milna chahati hai

aurndhati-oops maaf karna , yea scool teacher baan kar har kisi ko bachoo ki tarha samjhane ki aadat ho gaye hai ise tumhai bhi ise tarha baath kar rahe hu

main-lagta hai mujhe wapas aapne kaam mai lagna chahahiyea, bye

bolte huye akash jane lagta hai ki

arundhati-aare aare tum toh bura mann gaye ,thik hai batati hu batati hu, tum aaj kal ki bachoo mai patience toh bilkul bhi nahi hai

main-patience hai ise liyea aab tak aapki bekar baate sun raha hu

arundhati-pratab ko jann sai marne mai main tumhari madat kar sakti hu

main yea baath sun kar thoda shocked ho jata hu- kya ? marna ? hmmmmm aachi koshish the apki

arundhati- tu usko marna nahi chahata kya

main-mujhe unko marne mai koi intrest nahi hai

arundhati- tumko marne kai baadh wo jo tumhare patni kai saath karna chahate hai usko jann kar bhi nahi ?

main-kya matlab hai aapka

arundhati- sunidhi, pratab sunidhi ki piche pada hai , tum toh bas ek kathe ho uske aage

main-kya bol rahe ho aap wo sunidhi kai piche kyu padenge, wo toh mere piche

arundhati- sunidhi ko apne personal rakhel banana chahata hai pratab aur aur uski nazar kabita par bhi hai

yea baath sunte he akash ghussa ho jata hai aur arundhati ki aur badh kar uska gala pakad leta hai

main-yea kayse bahiyad baate kar rahe hai tu

arundhati-yakeen nahi hota toh pooch lo aapne daadi ko ? ohh sayad kabita ne tumko yea bataya nahi ki aakhir wo tumko us ghar ka mard kyu banayi, bataye hai kya?

main-mere papa ne mujhe ghar ka mard banaya hai samjhe aap

arundhati-aachaa tere papa , dhirendra , wo insan jo khud ki decision kabhi khud nahi le saka wo tumko pina kisi pressure kai ghar ka mard banane kai liyea ready ho gaya, haan usne kabhi tujhe kuch karne kai liyea bola bhi hai ? ohhh tumko yea toh nahi lagta na ki wo tere papa ka decision hai jiske badle tumko kabita mil gaye ? tumko ghar ka mard banane kai liyea prerit karne wali kon the akash ?

main-kya bakk rahe ho aap

akash ko aab kuch bhi samajh mai nahi aaraha tha wo arundhati ki gale ko chod deta hai aur beete 5 shalo kai baare mai sochne lagg jata hai ?

main-maire maa mujhe mard kyu banana chahegi ?

arundhati-tere mousi ko bachane kai liyea aur sayad tere choti bahen savnam ko bachane kai liyea

main-wo ise beech kaha sai aagaye ?

arundhati-tujhe kya lagta hai , aagar tere jagha dhirendra ghar ka mard banta toh kya hota?, bol, main batati hu, tab sunidhi pratab ki godh mai khel rahe hoti

main-papa aaysa nahi karte

arundhati-tere daadi ki bolne sai bhi nahi ?, tu jistarha kabita ka ladka hai waise he dhirendra tere daadi ka ladla hai , barna wo apne accident ki baath tujsai nahi chaipata, sach mano ya jhut dhirendra aur jetendra ek thali ki do pahlu hai , bas dono mai itna he fark hai ki dhirendra kai haath khoon sai nahi range hai

main-maa mujsai yea baath kyu chupayegi aur pratab dadaji ko dono chahiyea hote toh wo pahele he sunidhi ko hasil kar lia hote aabtak kyu?

arundhati-tujhe kya lagta hai ki pratab ne koshish nahi ki hogi? tere maa ka pahela rista pratab ki aur sai he gaya tha , wo tere maa ko apne dulhan bana kar maze karna chahata tha jayse aabhi wo anjali kai saath kar raha tha lakin tere maa bach gaye dhirendra sai shadi kar ki, aur sunidhi , usko toh tere nana khud pratab ki haato beechne ki firad mai the lakin dadaji ne baji marli

main-kya matlab baji marli, dadaji sunidhi ko chahate the

arundahti-hmm wo buddha chahata tha? heheh wo ise liyea sunidhi ko aapne rakhel rakha tha taki wo pratab ko nicha dekha sake , wo aayse aurat apne paas kyu rakhega jisko wo chod he nahi pata ho

main hamesha sai yea baath sochta tha ki aakhir dadaji ne sunidhi ko aapne rakhel kyu rakha jab ki wo chod nahi pa rahe the usko ? aur sayad wo jabab mujhe insai mil rahe the

main-toh dadaji ne ise liyea sunidhi ka naam aapne ' mard banane ki sart mai rakha tha"

arundhati-samajhdar ho .. tere dadaji bas pratab ko bas jalil karne kai liyea sunidhi ko basiyat mai rakhe the taki aagla mard jo bhi bane usse pratab jale us cheez kai liyea jisko wo pa nahi sakta ? eo dekhana chahate the ki ganv ki khubsurat aurat pratab ki paas nahi uske paas hai , tere dada pratab ko jalil karne kai liyea tere nanaji kai ganv ki aur sunidhi ko ghumane le kar jate the wo bhi open jeep mai aur kabhi kabar toh pratab ki ghar ki samne taki wo dekh sake. janna chahate ho ki mera bada bhai karta kya tha pratab ko jalil karne kai liyea

main-sayad nahi janna chahata

arundhati-uske blouse kai aandar haath dalta tha wo bhi pratab ki samne aur mere office mai bhi aur uske nangi chati aur bata nahi sakti kaha kaha haath dalta tha wo bhi bas pratab ko dekhane kai liyea

yea sab sunn kar maire niche sai zameen khisakne lagg jati hai main aapne pairo ko resh dene kai liyea apne gadi ki bonet kar bath jata hu aur isse baare mai sochne lagg jata hu ki aakhir dadaji yea sab kar sakta hai lakin phir bhi ek kaam toh aache kai hai

main-phir bhi kamsai kaam dadaji pratab ki jayse toh nahi the

arundhati-tum jante bhi kitne ho aapne dadaji ko, pratab kabita ki shadi shadi jitendra sai karna chahata tha taki wo khud tere maa ki khubsurati ka maze le sake aur tere dada ne ise liyea tere maa ki shadi dhirendra sai karwayo taki wo khud uske maze le sake

main-kya bol rahi ho tum? dadaji ache the, kam sai kaam ghar walo kai liyea toh the

aurndhati-sayad kabita ne bataya nahi hai ki tere dadaji ne uske saath kia kya tha
main-kya matlab, kya kya tha
arundhati-suhagraath ki raath tere dadaji ki baath na manne kai karan , kabita ko agle din nangi kia gaya tha

main-mujhe tumpar bharosha nahi , mujhe pratab aur uske kisi chaha
arundhati-toh ja kar kabita sai pooch le sayad ise baar wo tujhe sach bata de
main shocked ho chuka tha yea baate sunn kar lakin mujhe arundhati par bilkul bhi bharosha nahi tha

main-yea baate tumko kayse pata

arundhati-kabita ne khud mujhe yea saab baatye the, aur maine he usko waha sai us time bhagane mai madat ki the aur dhirendra ko ise ganv sai dur bheji the, ise liyea wo mujpar bharosha karti hai . tum soch rahe hoge ki ye sab bata kar main kya hasil karna chahati hu? hai na?, main bas kabita ki madat karne kai badle tere madat chahati hu taki main apne aapko pratab ki jingul sai aazad kar saku

main-aapko kyu madat chahiyea , aaptoh unke choti

arundhati-main bhi pratab ki rakhel he hu , mere paas kisi ko call karne ki azadi bhi nahi hai aur tumsai milne ki baath pata chali pratab ko tab wo mera bura haal kar dega aur main ise dar kai kahol mai nahi rahena chahati ise liyea mujhe tumhari jarurat hai

arundhati ki baath sun kar mujhe bharosha nahi ho raha tha ki maa kai saath yea sab huya hai aur maa ne mujhe ise baare mai kabhi batana bhi jaruri nahi samjha aur nahi sunidhi ne , maire aandar aab dadaji kai liyea bhi nafrat bharna suru ho gaya tha

main-main aapki madat kyu karu(main apne bhari aabaz sai bolta hu )

arundhati-apne dadaji ki mout ka badla lene kai liyea

main-aapki baate sun kar mujhe aab dadaji kai mout ka afsos bhi nahi ho raha , aab mujhe chalna chahiye

arundhaiti mujhe rokne ki koshish karne lagti hai lakin main aab yea sab sunne ki bilkul bhi mood mai nahi tha , mai bas ghar ja kar maa sai wo sab sawal poochana chahata tha jo sawal aab mere mann mai ghum raha tha

arundhati-maine bahut badi risk li hai akash , tum ko mere mdat karne he padegi , pratab marega toh tum uske jagha us ghar ka mard bann sakte ho akash , aur tumko sab ki bhalai kai liyea us ghar ka mard banna he hoga

main-mujhe koi intresh nahi hai , aap jitendra kaka sai madat kyu nahi mangte ? ise sab sai durr bhagne kai liyea

arundhati-wo apne jagha majboor hai , aur usko ghar ka mard banne mai koi intrest nahi hai tere papa ki tarha

main- mujhe pratab dadaji ko marne mai koi intrest nahi hai

yea bol kar main aapne gadi main baith jata hu tab mujhe kuch yaad aata hai

main--aagar pratab dada mujhe marna he chahate hai toh aab tak mai zinda kyu hu?

arundhati-tere dadi aur jitendra ki wajay sai , wo dono he hai jo tujhe pratab sai bachate aarahe hai

main-jitendra kaka mujhe kyu bachana chahenge?

arundhati- jitendra kisi ko apne baap sai bhi jayda pasand karta hai toh wo jitendra he hai

akash isne he suna tha ki wo gadi ko start karta hai aur gadi ko ghuma kar police station ki aur poore speed sai rabana ho jata hai , arundhati waha khadi ho kar sochne lagti hai ki aakhir aab wo kya kare , aab wo akash ko kayse samjhaye kyu ki uska aakhiri rasta akash he tha jo usse pratab ki jangul sai nikal sakta tha aur usne madat karne se poore tarha inkar kar dia tha, arundhati akash sai milne kai liyea bahut badi risk le chuki the aur yea baath jante the ki aab ise risk ka anjam usko kiss tarha bhukatna hoga? akash police station ki aur jate waqt ek jagha rukta hai aur raghunath ko call lgata hai .

akash-raghunath us truck driver ko le kar aayo usko polce ko saopna hai ,usko rakh kar aur kuch faida nahi hai
raghunath-ii jamindaar ji

ek taraf raghunath truck driver ko le kar jeep mai rabana ho jata hai .. aur dushre taraf akash wo saree bato ko re-call karne lagg jata hai jo usko kabita ne sekhaya tha, usko kayse usne apne bahen sai shadi karne kai liyea manaya tha , kayse kabita khud kuch he dino mai uuse shadi karne kai liyea aayse he mann gaye

main-kya maa ne mere saath kilbad kia hai , kya maa mujhe pyaar nahi karti, kya bas usne aabtak mera istamal kia hai ? nahi maa aaysa nahi kar sakti wo mujhe pyaar karti hai , toh toh phir bhi unhone ne yea sab mujsai kyu chupaye? wo arundhat jhooth bol rahe hogi? lakin kyu? wo jhooth kyu bolegi , lakin yeahi toh sence banta hai , barna dadaji ne sunidhi ko sarth mai kyu rakha hota ? mujhe ise sawalo ki jabab maa sai he milenge

tabhi mera phone bajhta hai

raghunath-aap kaha ho zamindaar ji , hum jheel kai kinare aapka intezar kar rahe hai , jaldi aajaye yaha sai hum milkar he jayene

akash gadi start karne poore speed mai jheel ki kinare pahuch jata hu

akash-toh le aaye usko
raghunath-haan zamindaar ji toh chale
akash-chalo

yea baath akash bolta he hai ki 4 black scorpio gadi poore speed mai humare taraf aane lagti hai

main- yea kon hai

tabhi raghunath aapne Gun nikalta hai aur akash bhi bina waqt gabaye aapne pistol ko aapne jeebh sai nikal leta hai aur aate huye scorpio ki taraf nisana lagata hai ... scorpio poore speed mai aate huye zamindaar ki gadi sai thode du rukti hai aur waha sai ek admi niklta hai aur wo jitendra kaka he the aur usko piche black color ki dresses pahene huye aadmi apne hato ko automatic gun pakde huye uutarte hai

raghunath-yea toh jitendra ji hai , yea yaha
jitendra-aapne hatiyar phek ho tum sab ,baise bhi tum log wo wo rifel le kar automatic ka mukabla nahi kar sakte aur main nahi chahata ki yaha kisi ka khoob bahe
akash-aap yaha kyu aaye ho kaka, mujhe marne toh nahi
jitendra-haha main usko lene aaya hu , us driver ko mere hawale kar do , taki tum inmai sai kuch logo ki jaan bachasako
akash-main isko aapki hawali nahi kar sakta , aap pahele he ek ko maar chuke ho,

jitendra kaka ki aadi chal kar humare paas aakar ek line mai khade ho jate hai aur jitendra kaka bina dare , chalte huye mere samne aakar khadi ho jate hai

jitendra- isko toh kabhi na kabhi marna he hai , aaj nahi toh kal ? lakin tum aapne logo ki jaan jokhim mai kyu daal rahe ho, wo bhi us truck driver kai khatir , main usko le ja kar toh tumhare he madat kar raha hu
akashi-kayse madat
jitendra- usko iske saja dene ki madat
akash-saja isko kanoon dega
jitendra-kon sa kanoon , humare ganv mai kanoon nahi chalta
akash-aap iska kya karoge
jitendra-isko tere pratab dadaji kai aage paish karunga aur kya ? wo kuch sawal pochenge isse aur usko thod tourcher karenge aur aagar isne aapna mu khola bhi hai tumhare aage toh uupar bhej denge
akash-aapko kayse pata chala ki isko police station le ja rahe hai
jitendra-police station? itna toh pata nahi lakin tumhare ganv mai bhi mere jasus aabhi bhi hai akash, aur tum is lafde mai na pado aur usko mere hawale karki apne aadmi ki jaan pachalo

akash kaka ki aadioo kai haath mai automatic hatiyar dekhta hai jo ki chalne kai liyea taiyar the aur khud ki logo ko dekhte hai jo ki dushmano kai aage nihatte the , aur tab wo samajh jata hai ki aagat ladai huye toh wo aur raghunath ko sayad kuch na ho lakin baki sab ka halat sayad bura hota

jitendra-kya soch rahe ho akash, tum zamindaar ho aur ek zamindaar apne logo ki bhalai ki baare mai pahele sochta hai

akash raghunath ki aur dekhta hai jo ki akash ki taraf he dekh raha tha tab akash ko aur koi rasta nahi dekhta hai aur wo apna ek haath hawa mai uutha kar us truck driver ko aage lane kai liyea bolta hai aur zamindaar ka ek admi us truck driver ko la kar zamindaar aur jitendra ki side mai gira deta hai

truck driver-malik , malik aacha huya aapne mujhe dhoond lia barna yea logg mujhe mar he dalte unhone kafe tourcher kia mera malik
jitendra-tum fikar math karo

tab akash apne gun ko uutha kar sedha jitendra ki ser mai rakhta hai dono aankhoo kai beech , yea yea dekh kar jitendra kaka kai aadmi aapne hatiyar maire aur modd dete hai

akash-ise baar maira nisana aapki khopdi ki beechoo beech hai , hai na jitendra kaka

jitendra ek smile deta hai aur isare sai apne logo ko hatiyar niche karne ko bolta hai

jitendra-nisana toh saki jagha hai lakin , main yea baath janta hu ki tum mujhe kya kisi par bhi goli nahi chala sakte

akash-jayse aap mujpar nahi chala sakte

jitendra aur ek smile deta hai -haan , aur mujhe tumpar poora bharosha hai

akash-lakin mai ise baare pratab daada ko jeethne nahi de sakta, main isko khud saja dena chahata hu

jitendra-yea nahi ho sakta akash ,aur iske bare mai tum khud bhi kuch nahi kar sakte , kal tum jeeth chuke ho toh uska jasn manao aur aaj unko jeethne do ismai he sab ki bhalai hai

akash jitendra ki aanko mai dekhta hai jo ki poore bharoshe sai khade the aur wo bharosha sahi he tha ki akash unpar goli nahi chalayega aur akash ne waisa he kia aapne hatiyaar dhere dhere niche ki taraf laga hai aur aapn gun ka point jitendra sai hata kar use truck driver par karta hai aur trigger daba deta hai ki booom ki aabaz nikalte hai aur goli seedha us hamlabar driver ki chati

tumblr_o62wohTsqa1u6fq9ao1_500.gifv

par lagti hai aur wo niche gir kar tadapne lagg jata hai jisko dekh kar sab shocked ho jate hai . jitendra ko ek pal ki liyea bharosha nahi hota ki

goli akash ne chahalaye hai , wo akash ki aankho mai dekhte hai ur aapne gun nikal kar us driver ki sine mai do goli lagata fireing karte hai jiise driver ki aadhir aadhuri jaan bhi nikal jati hai

tab akash kahi aur nahi dekhta aur gadi ki taraf badhta hai "chalo yaha sai " yea baath wo apne logo ko bolta hai aur sab shocked ho kar zamindaar aur body ko dekhte huye gadi mai baith jate hai aur akash police station ki taraf nikal padta hai ..

jitrendra jisko bharosha na tha ki akash bhi goli chala sakta wo us lass ki aur dekhne lagg jate hai

jitendra-isko thikane lagao aur iske baare mai pratab ji ko pata nahi chalna chahiyea
-----ji malik

ek taraf akash akash police staton ki aur rabana hota hai toh dushre taraf jitendra arundhati ki ghar ki aur rabana hota hai jo ki waha kai sabsai bade school ki paas he tha , jitenedra jab gadi le kar pahuchte hai tab arundhati ghar mai pahuchi he aur uudas hokar baithe the

jitendra- aapko lene aaya hu ,aur wo ladki disha kaha hai

arundhati-disha aandar lakin tum mujhe kyu lene aaye ho
jitendra-aapne kabita se baath ki hai aur iske jabab toh aapko dena he padega

jitendra isara karta hai aur uska ek aemi aandar ja kar disha kai haath pakadte huye keech kar bahar lata hai .

arundhati-mujhe ise tarha jana pasand nahi hai aur tum yea baath jante ho jitu
jitendra-aap sedhe sedhe chaliyea ,a le chalo inko

ek admi arundhati ki paas jata hai aur usko dhakelta huya bahar aapne gadi ki pas le jata hai

jitrendra-tu kyu khadi hai ladki , tujhe kya personal sai alag bolna padega

disha jitendra ko thode der dekhne lagti hai

jitendra-kya huya chal yaha sai
disha-aapna hero lagte ho , kisi purane picture kai , aur mujhe waise hero bahut pasand hai , mujhe wo buddha pasand nahi lakin ap bahut pasand ho

yea bol kar disha jitendra ki seene mai apna hath rakh deti hai aur uglee ko suit kai uper he ghumane lagg jati hai jisko jitendra dekh raha tha

disha-main aapki liyea kuch bhi karne kai liyea taiyar hu bas mujhe waha math le jayea plz
jitendra-tu janti hai na ki mujhe ise tarha ki nautanki pasand nahi hai

jitendra disha ki haath pakad ki keechta huya usko gadi ki aur le jata hai
disha-aapko kuch bhi pasand kyu nahi hai , kya mard bhi ho tum log
jitendra-chup chap baith ja

police station par------

akash-aab toh tumko case ko re-open karna he padega inspector
inspector-aap ko yea sab karne ki koi jarurat nahi hai iska praninam kuch bhi nahi niklega zamindaar ji
akash-yea sochna tumhara kaam nahi hai inspectory, tum khud karoge aab ki main tumhare uper kai logo sai direct baath karu
inspector-thik hai main khud he baath karki is case ko re-open karta hu
akash-aur haan mujhe security chahaiyea
inspector-aapko reason dena padega
akash-mere uper hamla ho chuka hai inspector aur tumko reason chahiyea , mujsai aur bahes math karo inspector aab pratab ka raaj khatam ho chuka hai aab main uper ki kursi par baith hu, aagar tum na mane toh tumhare jagha badal kar kisi aur ko aasani sai la sakta hu.
inspector-thik hai jamindaar ji , itne baath toh phone mai bhi kar sakte the aap
akash-hmmm main toh dekhte aaya tha ki tum kayse apne police walo ko pratab ki securty sai hatate ho..... aur deri na karo inspector

inspector aapne policestation ka phone uutha kar pratab ki ghar call lagata hai

inspector-maaf karna pratab ji lakin hame aapki waha sai police sesurity hatani padegi
pratab-kiski hukm par
inspector-zamindaar ji kai

....

akash aapne bate bata kar ghar ki taraf rabana ho jata hai dushre taraf pratab aapne dantho ko ek dusre sai ragadte huye apne ghuusa dekhen lagg jata hai tabhi jitendra Arundhati aur disha ko ghar le aata hai , disha ko aapne ghar kamre mai jane ko bola jata hai

pratab-tumne mujhe niras kia hai Arundhati, maine kaha tha ki tum kisi ko contect nahi karoge phir bhi tumne us aurat kabita ko call kia
Arundhati-bhaiya main bas uski khabar janne kai liyea he usko call
pratb-bas kar.. tu janti hai na iska anjam kya hoga, tere beti ...............


dushre taraf- akash ghar ki aur lauth he raha tha aur waha sai apne umidbar ko call karta hai

------ kayse hai zamindaar ji, ise waqt hume yaad karne ka koi karan?
akash-mujhe security kai liyea kuch bande chahiyea aur kuch automatic hatiyar
-------ho jayse zamindaar ji , aap bilkul bhi fark mat kijiyea

akash phone cut kar ki ghar ki taraf nikal padta hai taki apne sawalo ka jabab aapne maa kabita sai pooch sake
 
Last edited:
Top