• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Nukar ya Raja

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,820
31,198
259
update 15



previous

Kamaya - (roti ka tukda uthate hue) chalo ab acche se apna muh kholo tik hai


ab raju ne to thakuraine ke hatho se hi khana hai par yaha wo nahi balki uski jagh kamaya thi wo bhi puri tarah se saji hui bichara raju sirf muh khol raha tha aur idhar udhar dekhne ki na-kamyab kosis kar raha tha par uski kosis kaam nahi aa rahi thi kyuki ab khane ke liye tho usko kamaya ki tarf dekhna hi padta tha aur jub bhi dekhta tha dono ki annkhe mil hi jati jab bhi kamaya khane ka nivala raju ke muh ke pass le jati khane ke sath sath raju kamaya ke naram ungliyo ki bhi chat jata tha, jiska pura asar kamaya ke hatho se hota hua uske dil tak ja puchta kamaya to bus raju ke bhole shkal (face) ko niharte hue hi khana khilane lagi aur thali kab khatm ho gai gai pata hi nahi chala

Kamaya jo sirf raju ko hi dekh rahi thi usko tab hosh aya jub Raju bola


Raju - bhabhi khana khatm ho gaya ab jaiye hath dho lijiye


Kamaya - itni jaldi kha liya tumne bahut bhuk lagi thi kya


Raju- ha bahut bhuk lagi thi



To chaliye suru karte hai aj ka update



Kamaya - agar itni jada bhuk lagi thi tho mujko awwaj kyu nahi diya main tumhare liye kuch nasta bana deti mene tumko kitni baar bola hai raj ki koi jarurat ho to mujko awwaj kar diya karo



Raju- ha bhabhi mujko apki kahi baat yaad hai isliye mene apko awwaj lagaya tha par apne koi jawwab nahi diya to mujhe laga app niche gai hongi



Kamaya -accha ho sakta hai main niche ya kahi gai hu achha koi baat nahi ab se main tumko 4-5 baje kuch khane ko de dungi tik hai



Raju -tik hai bhabhi Sukriya



Kamaya - achha Raj main jub main yaha aai khana lekar tab tumhara dhyan kaha tha mere kisi bhi sawal ka jawab bhi nahi diya tumne huu 😋😋



Raju - wo bhabhi wo main kuc kuch soch raha tha



Kamaya -achha bachu mujhse jut mat bolo samje mujko hi dekh rahe the na bolo bolo (toda hasti hui 😂😂


Raju bhi toda khula aur usne bhi bol diya


Raju- ha bhabhi wo ajj ap bahut alag lag rahi ho na isliye


Kamaya - achha aur main kese alag lag rahi thi jara main bhi to sunu


Raju- bhabhi ab main kese bol sakta hu app bura maan gai to


Kamaya -tumhare kuch bhi bolne se bura nahi manugi par tumhare na bolne se bura zarur maan jaoongi chalo bolo


bichara Raju todo idhar udhar dekhta hua bola


Raju- wo wo bhabhi app aj bahut sundar dikh rahi hai



Raju ke mh se apni tarif sunkar kamaya ko bahut khus hui par Raju se apni todi aur tarrif karane liye aur raj ko chedne ke liye boli


Kamaya -achha main sirf ajj sunder dikh rahi hu pahle kya nahi dikh rahi thi (toda udasi 😔 😞 hone ka natak karte hue)



Kamaya ka esa utra hua chahra ( face) dekh raju ko laga ki bhabhi kahi naraj na ho rahe isliye bechara ke muh se nikal hi gaya



Raju- nahi nahi bhabhi app khubsurat hi hai par ajj ap bahut jada Khubsurat lag rahi ho


jese ki har lady's ki aadat hoti hai apni tarif sunne ka tik wese hi Raju ke muh se apni sundarta ki tarif sunkar kamaya bahut khush 😌 ho gai


Kamaya -achha par mujhe lagta hai ki tum sirf mera dil rakhne ke liye jut bol rahe ho hmm



raju- nahi nahi bhabhi main sach bol raha hu app bahut jada kubsurat ho bilkul kisi



par raju age ki baat bolte bolte ruk gaya, aur uske rukte hi Kamaya bol padi ki



Kamaya a-ruk kyu gaye hu chalo apni baat pura karo jaldi se


Raju- nahi bhabhi kahi app bura na man gai to


Kamaya - are hum dono to dost hai na to isme bura manane wali baat kaha se bich main aa gai huu tik hai agar tumko nahi batana hai to main batawo lagta hain tum mujhko apna dost nahi mante ho aur muh fer liya 😣😣


par ye kamya ki chaal thi wo to hans rahi thi muh guma kar aur bichara raju kamya ki chaal ko samjh nahi paya aur uski bato main fas gaya aur bol utha



Raju- bhabhi app naraz mat hoie na main bolta hu app bilkul kisi apsara jesi lag rahi ho ajj matlab app apsara hi ho


ab to jese kamya ka dil nachne ko ho gaya tha par kudh ko control ki hui thi


Kamaya - hmm tik hai main bahut khush 😌 hoon aj achha ab bahut der ho chuki hai chalo ab goli (medicine) kha lo ab


fir kamaya ne raju ko bade pyar se goli khilya aur usko achhe se bed par lita diya aur darwaja band karke chali gayi apne kamre


is tarha ek aur din bit gaya sabhi log nind main chale gaye thakuraine aur kamla bhi lagbag 4 4.30 baje jagrate se wapis aai


thakuraine - achha sun kamla

kamla-ji malkin



thakuraine - tu bhi meri tharh rat bhar jagi hai tujhko bhi nind ki zarurat hai isliye tu subha mat aana haveli



kamla-par malkin iski kya jarurat ham main kar lungi kaam app chinta mat kijiye


thakurain - are bawli tu bhi bilkul bhima ki tarah hi hai wo bhi apne se pahle is haveli aur hamre bare main sochta hai par kudh ka bhi dhyan rakha kar isliye bol rahi apni nind puri karke hi ana



kamla- is haveli ke bare main sochna hi padta hai malkin ap chinta mat karo meri main kar dungi subha ka kam



thakuraine - are mujhe teri tabyat ki chinta hai aur tujko sirf kam ki padi hai tu ese nahi manegi janti hoon isliye ye hamara hukm hai ki tu pahle apne ghar aaram karegi uske baad kam



ab kamla bhi majbur ho gai thi kyuki wo thakuraine ka hukm nahi tod sakti thi



kamla-(muh latka kar 😞😞) tik hai malkin nahi aati hu abhi haveli ja rahi hoon ghar


aur wo chal padi apne ghar


thakuraine (man mae) - bilkul bawli hai kaam ke liye roka to kese muh uthar liya bhagwan teri har manokamna puri kare kamla


😎 To Be continued 😎
 
Last edited:
Top