• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Nukar ya Raja

Hunter271020

New Member
91
230
33
Update 75

To chaliye suru karte hai aj ka update

Thakur - waa beta waa aj tune mera sina aur choda kar diya beta, ajj main bahut khush hu, jab teri halat ki jankari mili to main bhi dar gaya tha, fir jab pata chala ki tune kya kiya hai, to dil mae tere liye jo payar tha wo aur badh gaya beta..

Raju- ye sab to bas apki hi wajha se hua babuji agar us raat ko app mujko....

Thakur (bich mae) - wo baat ko wahi chut gai veta aur tu mere parivar ka is aur ab to is gaon ka bhi hissa ban gaya hai...

Thakuraine - aur nahi to kya, mere
bete ne itni bahaduri ka, kaam jo kiya hai, par dar bhi laga mujko dar

Raju- dar.. par dar kyu amma dekho main bilkul tik hu ab

Thakuraine - wo to tu abhi tik hai, jab choti bahu (kamaya) ke mhu se ye suna, ki tu behosh ho gaya tha to pata hai 😭, kese kese khayal (vichar) aa rahe the man mae,

Thakur - Teri amma tik bol rahi hai beta, mana ki main bahar se majbut dikh raha tha us dil, par sirf main janta hoon ki, mene kese samhala tha apne app ko

Thakuraine - dekh main ye nahi kahungi ki tu dusro ki madad karna chod de par, apna dhayn bhi rakha kar

Raju- app log ab chinta mat kijiye ga, age se main koi bhi kaam, bina soche samjhe nahi karunga, kyaa ab mae bath sakta hu amma ya pura din yese hu kadha rakhne ka irada hai 😁😁

Thakuraine - are badmash, mene kab tujhko rika tha hu, teri haveli hai, tu bath let teri marji, chal udhar bathte hai, kamaya bahu jawo apni saheli se bhi mil lo

Kamaya (gale lagte hue) - good morning kesi hai, tu aur te subha subha hi haveli aa gai

Komal- good morning aur kya tu bhul gai itni jaldi se

Kamaya - 😐 main kya bhul gai, jo tujhko yaad rah gaya

Komal- are kal raat ko hi to tune mujko message kiya ki, agar kal free hogi to haveli aa jana to main aa gai

Maya- are kya sirf usi se milegi, main bhi to yahi hoon na.

Komal - are to tujhko kya ijajat ki jarirat padegi aa ja

Fir maya bhi komal ke gale lag gai aur tino hall mae aa kar bath gaye

Thakuraine - ha to komal beti bolo kya logi tum, chay, coffi ya tanda ya kuch bhi

Komal - nahi.. nahi.. maji in sab chijo ki koi jarurat nahi hai, main tik hu yese hi

Thakuraine - are yese kese jarurat nahi hai, ek to tum hamari mahamamn ho aur hameri dono bahu ki saheli bhi, kuch to lena padega hi, wese bhi beti te is parivar ka niyam hai is haveli koi bhi aay, usko hum bina bhojan ya jal paan ke nahi bejhte hai...

Kamaya - ha komal wese bhi tu inkk maji hi bolti hai na to kya sarmana hu...

Maya- aur nahi to, ye bhi tere ghar jese hi hai, tumko jo bhi achha lagta hai bolo hum bana lenge

Tabhi raju bich mae bol pada

Raju- are wo bhabhi unko chodo pahle mere liye kuch baba do, pata hai kitni bhuk lag rahi hai, kal se nahi khaya hu 😔

Thakur - are thakuraine tu kese bhul gayi ki rajju abhi tak bhuka hai,

Thakuraine - to abhi tak to tu nahaya bhi nahi hai na, bina nahte kha lega tu

Raju- kya amma, ye koi majak hai kya, app janti ho na ki main bina nahaye kabhi nahi khata hu fir, 😒
.

Thakuraine - 😁😁 dekhu tu jara kese mhi bana raha hai, janti hu main ki tujko bhuk lagi hogi, to tere liye saloni ander kaju badam ka halwa aur garam garam pudi bana rahi hai

Raju -, 😍 kaju badam ka halwa aur pudi 😋 wa amma, tune to mera din bana diya

Kamaya - rkiye main abhi apke kapde nikal deti hu chalo upper

Raju- nahi, main ajj agan wale bathroom mae naha lunga..

Kamaya - achha tik hai, main apke kapde la deti hu fir

Raju- nahi uski koi jarurat nahi hai app doctor se saath batho, aur bate karo (maya se) maya bhabhi app la dogi mere kapde please

Jaha ek taraf maya khus hi gai, kyuki raju ne usko koi kaam khud se bola tha, wahi kamaya ke dil mae ek dard sa uth gaya, aur uski ankhe bhi bhar gai thi 😭, jo usne sabse chupa liya, par komal se nahi

Ajj yesa pahli baar hua tha ki raju ne kamaya ko apne kisi kaam se roka tha , aur jo baat kamaya ko chub rahu thi wl ye thi ki, ye sab kuch raju ne kamaya ko bina dekhe kahi thi, matlab wo ek tarha se kamaya ko ignore kar diya

Kamaya ki ankho ka band kabhi bhi tut sakta tha aur ye baat komal samjh gai, isilye, Komal uthi aur kamaya ka hath pakad kar boli

Komal - kamaya chal na tere room mae chalte hain, tujse kuch baate karni hai, chal

Kamaya bhi sir jhukaye hue komal ko upper apne room ki tarf le gai aur jab wo apne room ke karib gai to dod kar ander gus gai, par isse pahle ki kamaya door bad kar pati, komal ander aa gai aur khud door ko lock kar diya

Komal - kya hua hu, kya tu samjhti hai ki tu apni taklif mujhse chupa legi hu, kya apni bahan jesi dost se bhi apna dard nahi bategi huu

Bas komal ne itna hi bola aur kamaya uske gale lag gai aur rone lagi, komal ne usko rone diya fir boli

Komal - kya hua itna jada payar karti hai usse, ki usne toda sa tujko ignore kya kiya, tu apne app ko samhala nahi pai, bol

Kamaya (sikti hui) - tu.. tu.. tujko kese pata chala ye sab hu.. 😭

Komal - are pagli hum bachpen ki dost hi, aur main teri ankhe padh sakti hu, sak to mujko kal hi ho gaya tha ki kuch to gadbad hai , par is baat ko puri tarah se pata karne ke liye, todi si madad raju ki li

Kamaya - 😱 madad kya matlab hai tera hu bil..

Komal - ha to abhi jab hum haveli ke gate ke pass the aur tune raju par gussa kiya aur phone cut ho gaya yaad hai

Kamaya - hu yaad hai par, uska kya

Komal - pahle meri puri baat to sun le, wo call raju ne nahi cut kiya tha, balki mene cut kiya tha

Kamaya - 😱 kya.. kya.. tune cut kiya tha call aur main samjh rahi thi ki

Komal - tu fir bich mae boli, ek baar aur bich mae boli to, main nahi bataungi puri baat app chup 😶 chap sun. to hua ye ki

(flashback gate ke pass)

Jab kamaya aur raju ke call ko komal ne bich mae hi cut lar diya

Raju- ye.. ye.. apne kya kiya doctor, ab wo fir mujhpar gussa karengi ki mene unka call kese cut kar diya 😔...

Komal- ha wo to mujko bhi sunai de raha tha ki kese kamaya tumko dat rahi thi, wese raju mere pass ek yesa idea hai, ki ajj ke baat kamaya tunko kabhi bhi nahi dategu

Raju- kya. kya.. kesa plan bolo, doctor

Komal - sabse pahli baat mujko doctor mat bolo tik hai, mera itna sunder naam hai, uska use use karo, tab bataungi idea kya hai.. 😎

Raju - 😱 ok to kom.. kom.. komal j boliye kta baat hai

Komal - huu 😊 ye hui na baat to dhyan se suno tumko kya karna hai...

(Flashback over)

Komal - ha to ye plan ki thi

Kamaya jo abhi tak ro rahi thi achanak se badak gai aur boli

Kamaya - 😠 sali, kutti, kamini, haramjadi, behaya, kamini tujko toda bhi andaja hai tere is plan se meri kya halat hui hu 😬, agar tu meri saheli na hoti aur yaha nahi hoti to, 😡chodti nahi main tujko

Komal - are are control, control, abhi to kese ro rahi thi sali kamini aur dekho kese abhu gussa ho rahi hai

Kamaya - to tune kaam hi yesa kiya to gussa nahi hogi kya 😠

Komal - ha to mujko kaya pata tha ki, tera raju itni achhi acting kar lega, aur tu itni si baat par rona suru kar degi, achha hua ki main tujko yaha le aai warna, tu to wahi suru ho jati..

Kamaya - tujko to main baad mae dekha lungi pahle, unse to nipat lu, jinhone tera saath diya hai, Raj 😠

Komal - wkw itna payar, Raju se sidha raj, kya baat haib, wese mujko puri baat janani hai suru se

Kamaya -dekh abhi main gusse mae hu, aur wese bhi tu abhi raat ko hi jayegi na

Komal - ha ajj koi kaam nahi hai abhi tak kyu

Kamaya - to main sari baat tujko sham ko bata dungi, pahle jara inse nipat lu 😠

aur kamaya gusse mae yaha se nikal gai, idhar komal sochne lagi

Komal - 😂😂 pata nahi ye bhuki Sherni kya halat karegi raju ga, jara main bhi to dekhu

Idhar raju apni soch mae dubha hua tha

Raju(man mae) - yaar komal bhabhi ke kahne par ye kar to diya lar ab fat rahi hai 😰, kahi kamaya ko iske bare mae, komal bhabhi ne bata diya to mera kya hoga.. 😱

Tabhi maya bhi raju ke pass as gai aur boli

Maya - Raju ye lo tumhare kapde aur baki sari chije

Raju - thank you so much bhabhi

Maya- are isme thanks ki koi jarurar nahi hai, wese ye, komal aur kamaya kaha gaye hai

Thakuraine - achha wo dono kamaya ke kamre mae gaye, kuch baat karni thi un dono

Idhar raju ki nazar sidi se uter rahi kamaya par padi jo gusse 😣 se raj ko ghur 😠 rahi thi

20210730-130823
image free host

aur fir raju ne kya iske liye 😜

😎 To Be continued 😎
Romanchak Update Bhai...
Ab to raju ki Pitai ya raju ki hoshiari malum padegi.....
 
Ajay

Well-Known Member
6,895
33,102
218

Mast update bhai
 
Top