• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Nukar ya Raja

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,820
31,197
259

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,820
31,197
259
Mega Update 48

previous

Kamaya- ha to tik hai na to iske liye apko meri ek baat manai hogi wo bhi hamesa ke liye boliye manjur hai


Raju- pahle baat fir main batawonga manjur hu ya nahi kya pata app kon si baat ka wada kara logi mujhse


Kamaya- agr apne pahke wada kar diya to main apko wo baat abhi ke abhi bata dungi boliye


Raju- kya 😱 tik hai tik hai mujko apki baat manjur hai boliye kya baat hai


Kamaya- tik hai to pahle main apko meri zindagi ki sabse bada razz batane wali hu uske baad wo mang lungi apse tik


Raju- ha tik hai bolo bhi bhabhi kya baat hai


Kamaya- main apko sidhe sabdo mae samjha deti hoon so Mrs raj apke bade bhai aur mere bati vikram thakur ne kabhi bhi (ruk kar ab kamaya ki aankho mae anshu the jo is baat ka sabut de rahe the baat kitni badi hai) mujhe hath tak nahi lagaya hai na ajj tak suhagrat hui hai main ajj bhi ek kuwari ladki hu kyuki kyuki😭😭 wo kabhi bhi sex nahi kar sakte hai.. 😱😱


To chaliye suru karte hai aj ka update


To kamaya raju ke gake lage hue ye baat bolti hai sayad ye uski taklif thi ya kuch par uski aankho se aanshu bhahne lage the jisko raju apne kandho par mahsus kar leta hai ki kamaya ro rahi 😭 hai to raju usko chup karna 😶 ke liye kamaya ke sir ko bar bar sahlata hai jiske kamaya ka rona to band ho gaya tha par wo abhi bhi subak rahi thi
To raju kamaya ko dhire se apne se alag karta hai aur uske dono galo ko pakad kar bolta hai


Raju- am sorry bhabhi mujhse bahut badi gakti uo gai main nahi janta tha ki ap kitne samay se is dard ko apne andar le kar gum rahi ho


Kamaya(rote hue 😭) - its ok raj isme apki koi gakti bahi hai ye sab saydh mere bure karmo ka natija hoga isme app kuch bhi nahi kar sakte ho


Raju- par bhabhi apne kisi ko kuch bataya kyu nahi apko jab ye pata chak gaya to app kyu yaha ruki apko sab kuch chod kar chale jana chahiye tha apne ghar


Kamaya- huu app ek ladke ho (mard) apke liye ye bolna bahut aasan hai, par app kabhi bhi ya koi mard kabhi bhi hum aurto ki majburi kabhi nahi samjj sakte hai shadi ke baad ek aurat ke upar uske dono parivar (sasural mayaka) ki ijaat ko sambhalna padta hai agar mere sas sasur achhe nahi hote na raj to main sayad is baare main soch bhi sakti thi par dekho mujhe kitne payar karne wale sans aur sasur mile hai aur main sirf apne pati ki wajha se inki itni ijaat ko barbad nahi kar sakti hu raj nahi kar sakti 😭😭ab tum hi batawo kya karu main

uske baad dono mae se koi kuch nahi bola todi der baad kamaya bhi shant ho chuki thi tab raju ne toda mahol halka karne ke liye bola ki

Raju- tik hai bhabhi main samjh gaya apki baat to isliye bhaiya apse dur rahte hai, ye baat bhi main samjh gaya par 😜 apne wo

ab kamaya bhi toda majak ke mud main aa gai to ussne bhi bol diya


Kamaya- ab meme kya kiya raj

kamaya janti thi ki raju kis baare main baat kar raha hai fir bhi usne ye bola taki raju ko wo aur toda khulkar bole uske saath


Raju- kya kiya bhabhi app to ese bol rahi ho jesa kuch nahi kiya apne, apne kal rat mujko ki ki kiss 😘 kyu kiya tha


Kamaya- tik hai mene kiss 😘 kiya fir uske baad apne mere in najuk ango (apne boobs ki taraf ishara karke) ke saath kya kiya mrs raj huu 😜


Raju- wo.. wo.. to mere se galti se ho gaya tha bhabhi😳


Kamaya- achha galti se pata hai kitni jor se masal diya tha inko apne abhi bhi inme ek dard (mita mita sa) ho raha hai


Raju- sorry bhabhi wo.. pata nahi kese hogaya app koi cream kyu nahi laga leti ho

(raju apne app se- ye kya bol raha hoon main 😵)


Kamaya shararat 😈 se boli

Kamaya- huu cream to laga lungi par abhi nahi baad main kabhi wo bhi apke se lekar aur ankh maar di 😉 😜

isse pahle ki raju samjh pata 😟 aur kuch bol pata kamaya ke mobile mae ek message aya jo ki maya ka tha aur usme likha tha

Maya - kamini kahi ki 😠 medicine khilane gai ya kuch aur karne gai tujko todi bhi is baad ki samjh nahi ki tum dono upar itni der se gaye ho 😡 jaldi se Raj ke saath niche aa jaa nahi to 😬 main aa jaungi upar

maya ka message dekh kar
kamaya ko bhi ye pata chal jata hai ki wo kitne time se yaha upar hai to raju ko bolti hai


Kamaya- hum baki bate baad main karenge tik hai app pahle tayar ho jawo aur ha mrs raj mene app se jo wada manga tha usko yaad rakhna ok

aur wo raju ke galo par ek kiss 😘 kar deti hai aur bolti hai ki


Kamaya- jab tak main wapis aakar apko na bolu tab tak app niche nahi aawoge samjhe


aur jaldi se niche ki aur chali jati hai

aur idhar hamara bichara raju 😇 sochta hi rah jata hai ki kamaya kya hai ek pal roti hai, dusre hi pal hasti hai, tisre hi pal romantic ho jati hai par wo ye sab chod apne room ki aur badh jata hai

jab kamaya akeke hi niche aati hai to uske dekh kar thakuraine bolti hai


Thakuraine - are kamaya bahu ye raju kaha rah gaya


Kamaya- wo maji wo apne kamre main hai tayar ho rahe hain

kamaya ki ye baat sun kar maya sochne lagi ki


Maya(mam mae) - jarur iske dimag mae koi na koi kichdi pak rahi hogi hu ye bina kisi wajha ke to kuch nahi bolne wali


Thakuraine - tayar ho raha hai par kyu bahu


Kamaya - wo maji mene apse kal hi baat ki thi na ki raju ko sahar jana hai mere saath to jab unko mene bola ki maji ne ha bol diya hai to wo tayar ho rahe hain


Kamaya ne jam buch lar raju ka naam liye kyuki isse thakuraine nahi, nahi karne wali thi 😎


Thakuraine - to kya raju ne jane ka man bana liya hai kamaya bahu


Kamaya- ha maji isliye to wo tayar ho rahe hain par unhone bola ki agar app mana karengi to wo nahi jane wale fir (master plan 😎)


Thakuraine - are nahi kamaya bahu wese bhi wo itne dino baad to is haveli se nikal raba hai tik hai tum dono jawo hai main nahi bolke raju ka dil nahi tod sakti hoon


tabhi bhima aur Thakur sahab bhi aa gaye holl main to unhone last ki baate hi suni to wo bole ki


Thakur - are bhai kiske kaha jane ki baat ho rahi hai jara hame bhi pata chale



Thakuraine - off ho are app itni jaldi bhul bhi gaye kya mene apko bataya tha na ki raju aur kamaya kal shar jane wale hai



Thakur - are ha Kal raat ko hi tune mujko batay tha dimag se nikak gayi ye baat achha tik hai kamaya bahu tum dono bhima ke car mae chale jawo

Thakur sahab ki ye baat sun kar jaha kamaya ne sichna suru kar diya wahi maya khush ho gai air


Maya (man mae) - achha hua ki kaka bhi jayenge in dono ke saath agar ye kamini akele chaki jati to jarur kuch na kuch kand karti hi par ab kyuki kaka (bhima) bhi ja rahe hain to ye kuch bhi nahi kar satkti hai yes 😁


Kamaya apna dimag chala kar jaldi se bol padi

Kamaya- par babuji mujhe nahi lagta ki hame car le jani chahiye waha par


Thakur - par kyu choti bahu car main tum dono aaram se ja aur aa sakte ho


Kamaya- babuji wo to app kaka sehi puch lijiye ki kya hame car le jana chahiye


thakur sahab ne bhima ki aur dekha to wo bola ki


Bhima- ji malik choti bahu bilkuk sahi bol rahi hai is samay sahar main ham car ke saath nahi ja sakte hai khas kar uske bajar ( market) ke andar


Thakuraine - kyu reb bhima esa kyu bhala


Bhima- wo malkin app to janti hi ho ki holi aani wali hai (story todi piche hai) jiski wajha se shar ke bich bajar mae (main market) kisi ko bhi 4 chako wali (4 velar) ya usse badi gadi le jana mana hai main kudh hi pichli baar chaka gaya tha to us bajar se 2 kilometer ki duri main car khadi ki tab waha gaya


Thakur - achha to ye baat tu to akeka tha to tere se ye ho gaya par bahu, raju nahi nahi ye tik nahi hai car nahi jayengi


Thakuraine - wo to tik hai fir ye dono jayenge kese


tabhi paridhi bol padi ki


Paridhi - to kya hua car nahi to bike to hai na

Paridhi ki ye baat sun kar jaha kamaya bahut hi khush ho gai par apni khushi usne chupa li wahi maya ko bahut gussa 😡 aaya par usne bhi apna gussa chupa liya

Maya(man mae) - pari ki bacchi 😠 tujko bhi abhi mhu kholna tha kya itni der se chup 😶 thi todi aur der chup ho jati to kya jata tera

Thakur - ha ye meri beti bilkul sahi bolo ek kaam kar bhima to bullet ki chabi de de tik hai wese bhi raju bahut acchi bike chala leta hai tum dono bike se jawo tik hai


Thakuraine - ha ye tik rahega kamaya bahu abb raju to tayar ho raha ha tum bhi jawo aur tayar ho jawo


Kamaya- ji maji

aur kamaya ye bol kar upar ki aur badh gai uske jate hi maya boli ki

Maya- maji main abhi aati hu kamaya se mil kar


Thakuraine - kyu maya bahu koi kaak tha kya


Maya- ji maji wo mujko kych magana tha ab kamaya sahar ja rahi hai to ussi ko bol dungi


Thakuraine - are to tumko upar jane ki kya jarurat hai jab wo niche aa jaye tab usko bol dena tik hai


Thakuraine ki baat sun kar maya chup ho jati hai aur sabhi ki tarah hi inthar karne lagti hai dono ka karib 30 mints ke baad dono niche ki or aane lagte hai aur dono bahut hi sundar lag rahe the



2-images



images-2

jab dono niche aa gaye tab thakuraine raju ke pass aai aur boli


Thakuraine - haye mera beta kitna sunder lag raha hai kahi kisi ki nazar na lag jaye


Sima thakur - are dhyan se choti kahi teri hi nazar na lag jaye mere bete ko


Thakuraine - kya didi app bhi kabhi bete ko ma ki nazaer lagi hai bhala


Damini - maji app to sirf hamare devar ji ki tarif kar rahi ho are jara toda nazar guma kar hamari devrani ko bhi dekh lijiye 😇


Thakuraine - are isme dekhne ki kya jarurat hai bhai meri sabhi bahu bahut hi sunder hai 😁


Raju- kya amma in sabhi bhabhi ke akawa aur bhi koi bacchi hai kya hu 😜


Sima thakur - ha bete aur bhi hai jese teri kanaya, maya, vina, saloni aur damini bhabhi sabhi ke mayaka pakch (पक्ष) ka parivar to is hisab se kuch nahi to teri 10-12 bhabhiya to hongi hi hi hi 😂 aur tujko pata hai teri kamaya bhabhi ke parivar ki bahuye bilkul usi ki jesi hai ha


Raju (man mae) - 😱 agar unme se koi ek ya do bhi kamaya bhabhi jese mere piche padh gai to kya hoga mera 😵


Thakuraine - sun liya na tune (Raju ko) achha maya bahu tumko kuch kaam tha na kamaya bahu se to baat kar lo


Maya- wo maji todi alag baat hai yaha sabke samne kese


Sabhi aurto ke laga ki satad undergarment ko lekar koi baat hogi isliye


Vina- ha to tik hai na saloni bhabhi ke room mae jakar baat kar lo par jaldi se


aur maya kamaya ka hath pakad kar vhali gai room ke andar aur jate hi maya


Maya- chal, chal bata kamini kya kar rahi thi tu itni der se upar ha aur ye kya bahar jana ka Plan kiya hai tune😠


Kamaya- mene to kuch bhi nahi kiya maya aur na hi plan mera tha wo to maji aur raj ke bich tay hua tha isme mera koi hath nahi hai 😎


Maya- wo.. ho.. ho dekha tu jara maharani kya main tujko pagal dikhti hu ki teri bato par yakin kar lu hu 😡 mujhe achhi tarha se pata hai ye sab tune soch samjh kar kiya hai bol 😠



Kamaya- ha ab tujse kya chupana ye sab mene hi kiya aur room main jate hi mene raj ko
(aur chup 😶 ho gai)


Maya - Raj ko 😱 kya kamini chup 😶 kyu ho gai bol raj ko kya


Kamaya - wo mene kamre mae jate hi raj ko kas liya apne baho main uske baad hum dono ki todi baate uue aur fir raj ne khudh apni marji se mujko apni baho main kas liya, haye maya 😎 main tujko bata nahi sakti ki us wakt raj mujhe kaha kaha nahi chu rahe the apne hatho se 😍 😚 wo pal kitna sukun de raha tha hum dono ko par, kamini tu meri kundli main nagin ban kar aa gai aur teri wajha se mujko niche aana pada. par fir bhi mene unke galo mae ek kiss 😘 kar hi di, hi hi hi 😂😂

maya, kamaya ki bate sun kar todi der sant rahi par ye tufam ke aane se pahli ki khamoshi thi tab maya boli


Maya - kamini, kuti, besharm, behaya tujko todi bhi sharm nahi hai yaha teri bachpan ki saheli yaha tadap rahi hai aur tu tu 😡


Kamaya- ha to mene tujko kab roka ha, tu bhi kar le apni marji ka jo tujko karna hai par, baki baate hum bad main karenge tik hai ab mujko jana bhi hai apne raj ke saath 😎 akele 😜to 👋 bye

aur ye bol kar kamaya room ke bahar aa gai jaha thakuraine aur sabhi log khade hue the


Vina- kamaya, maya ne bata diya kya jo usko chahiye wo


Kamaya- ji bhabhi bata diya ab dekhte hai jo maya ko chaiye usko milta hai hai nahi


Vina- kyu, kyu nahi milega usko jo use chaiye huu


Kamaya- kyuki bhabhi jo maya ko chahiye uski bahut mang hai isliye kya pata abhi nahi to kisi aur din mil jaye huu


Thakuraine - achha tik hai ab sara din yahi khade rahoge tum dono chalo bhi bhima ne bhi gadi (bike) nikal li hogi


fir raju thakuraine, kamaya, thakur, maya, saloni sahhi bahar ki or nikal gaye aur raju ne bike start kar di kamaya usme jakar bath gai tabhi thakur sahab bole


Thakur - beta pahli baar tu is haveli se bahar kahi ja raha hai achhhe se jana, aur achhe se aana bhi, aur bahu raju ke liye jo bhi lena sabhi badiya hone chahiye tik hai pese ki koi chinta mat karna tik hai


Thakuraine - aur ha dono ko agar kapde lene to hamare pahchan wale se lena kamaya bahu

dono- tik hai

aur dono nikal pade sahar ki or aur sabhi wapish haveli ke andaer aa gaye

ab jab dono gaon se dur nikal gaye to kamaya ko ek sarart sujhi aur usne raju ko hive rode ki jagha purane rode par jane ko kah diya ab raju ko to pata hi nahi tha iskiye wo kamaya ki baat man kar chala gaya ab purani sadak thi jiska fayda kamaya ne puri tarha se uthana chahti thi isliye usne raju ko majbuti se pakad liya jiske chalte raju ko apni pith par kanaya ke dono boobs fil ho rahe the aur bichare ki hakat karab ho rahi thi tab raju ne bola ki


Raju- bhabhi please toda dur hat kar batho nq please


Kamaya - nahi raj mujko dar lag raha hai dekho kitne bade bade ghade hai agar main gir gai to nahi nahi main ese hi tik hu 😜


Raju(man mae) - bhabhi bade - bade to hai par gadhe nahi balki app ki chodo yaar ye nahi manane wali kabhi


tabhi kamaya ke dimag mae ek naya kurafati idea aaya aur usne bola ki

Kamaya- Raj jara bike rokna to mujhe kuch kam hai

raju bike rokta hai qur bolta hai ki

Raju - bhabhi apko kya kaam hai yaha par hu


Kamaya- kaam hai tabhi to ruki hui hu na aur app kyu bike par ho app bhi niche aa jawo mujko kuch bate karni hai apse

to raju ne bike side main laga diya aur nuche utar kar kamaya ke pass chala gaya


Kamaya- achha raj mene apkse wada liya hai ki app meri koi bhi ek baat hamesa ke liye manoge yaad hai 😎ll


Raju- ha bhabhi yaad hai abhi to ghar main wada kiya par app ye sab baate abhi kyu kar rahi ho


Kamaya- so Mrs Raj apko ye wada karna hoga ki jab bhi hum dono akele honge hamare alawa koi tisra nahi hoga tab app mujko bhabhi nahi bolenge ok 😎


Raju - 😱 kya ye..ye.. app kya bol rahi ho nahi bilkul nahi main aose ye wada nahi karne wala hu


Kamaya- huu to app apna wada pura nahi karenge tik hai, fir hum sahar nahi jane wale hai hum sidhe haveli waois jayenge, fir app maji, babuji aur baki sabhi ko is sawal ka jawab denge ki hum dono sahar (city) kyu nahi gaya 😡

aur mhu full kar bath gai

Raju- bhabhi.. bhabhi meri baat to suno.. bhabhi..

par kamaya par is baat ka koi asar nahi hua ab raju fir sochna laga


Raju (man main) - aur kar le sale bina kuch soche samjge wada, dekh liya kya se kya ho gaya, mujhe pata tha bhabhi kuch ut patanh jaur manglengi par ye nahi pata tha ki ye mang lengi, par abb kya karu, bhabhi bahut ziddi hai agar mene unki baat nahi mani to haveli main sabhi log mere saath, nahi nahi


Raju(ek tandi sas chodkar) - tik hai bhabhi mujhe apki baat manjur hai

par bichare raju ke ye nahi pata tha ki wo kitni badi

Kamaya - huu manjur hai is time hum akele hai, fir bhi apne mujko bhabhi bola huu 😡


Raju- ok ok Miss ka.. ka.. kamaya thakur mujko apki har baat manjur hai ab to chalo


Kamaya khadi hui sabse pahle raju ke gale lag gai aur fir dono fir aage badh gate aur age jate hua na jane kitne hi baar kamaya ne apni chati jan buch kar raju ke sine main laga rahi thi
aur bichara raju khamoshi se bike chala raha tha ab dono hi sahar punch gaye the


Raju- to ab app bata do ki kis jaan- pahchan wale ke bare main bol rahi thi amma


Kamaya- nahi waha nahi jayenge app ek kaam karo is tarf bike le lo


ab in dono ka ye safar kesa hoga ye to main hi bata paunga tab tak


😎 To Be continued 😎
 
Top