• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest My Life @Jindgi Ek Safar Begana ( Action , Romance , Thriller , Adult) (Completed)

This story is...........

  • Total voters
    90

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,615
94,824
304
Update 28

sham ko me aur dhananjay, mandir ki taraf nehar ke kinare nikal gaye, jahaan thoda garmi ke dino mein thanda sa rahta tha nehar ki vajah se.

mandir pe aake bhagwan ke saamne matha teka, aur thodi der thandi hawa mein mandir ke chikne fars par let ke baatein karte rahe..

kuchh der baad nehar ke kinre-2 tahalte hue paani ke bahaw ke biparit disha mein chal pade.. aur mandir se koi 1 km dur nikal aaye, tab tak nehar ka dusara pull (bridge) bhi aagaya.

Suraj dhal raha tha, uss bridge se ek rasta nehar ke uss paar base dusre gaon ko jaata tha, hum apni dhun mein chalte-2 uss bridge ke najdik tak pahuch gaye.

Hua youn ki jab hum mandir mein lete they, tab wo jo ladke mene thoke they uss din, wohi ladke nehar ke dusri side baithe they, unhone mujhe dekh liya par meri nazar un par nahi padi.

Lekin jaise hi hum nehar ke tahlne nikle, wo wahaan se raffuchakkar ho gaye, aur apne gaon jaake, apne gharwalon aur doston ko le aaye.

Hum uss bridge par thodi der baithane ke mood mein they, lekin jaise hi hum bridge ke pass pahunche, ussi bridge se aate huye, 8-10 log lathiyan dande hathon mein liye hamari or aate dikhe..

Jaise hi hamne unhein dekha, mene jhat se unmein se ek ladke ko pehchan liya, aur dhananjay se bola…

Me- dhannu lagta hai hum fans gaye… ye log hamein hi thokne aarahe hain.

D- darte huye… kya baat karta hai yaar..

Me- mein sahi kah raha hoon, ye saale wohi hain jo uss din thuk ke gaye they hum se..

D- ab kya karein…?

Me- kuchh nahi gaand kutwa lete hain aur kya..

D- Mazak nahi yaar, jaldi bol ab kya karein..

Tab tak wo log hamare aur nazdik aagaye they..

Me- dhimmi awaj mein fusfusate huye… dekh suru mein sirf inke waar ko bachana hai, usase pahle ek-ek laathi apne haath mein aa jani chahiye..

Darna mat hum well trained hain in mamlon mein sirf vivek se kaam lena bas.. ab dekh ek drama karte hain, tu sirf saath dete jaa..

Aur tabhi mene dhananjay ka coller pakad liya, wo turant meri chal samajh gaya..

Me- uska coller pakad ke…! saale fansa diya na mujhe, aakhir apne ilake ka hi saath diya na tune, mujhe yahan lane ki teri chal thi na ye..?

D- mere coller pakadte huye..kya bakwas kar raha behnchod.. ulta teri vajah se me bhi musibat mein fans gaya..na tu us din un ladkon ko marta aur na ye sab naubat aati..

Wo sab ashacharya chakit rah gaye, aur hamein aapas mein hi bhidte huye dekhne lage..

Me- saale mein sab teri chal samjh gaya hoon, haramkhor, chutiye.. aur ek halke haath ka mukka uske muh pe jad diya..!.

Dhananjay ne bhi gali dete huye mere pet mein ek mukka jad diya.. isi tarah ladate-2 hum un logon ke beech tak pahunch gaye. wo log ab apni-2 lathiyan jamin par tikaye khade-2 ye tamasha dekhne lage, soch rahe honge.. ki ye saale to apas mein hi ladne lage, hamein kuchh karne ki jarurat hi nahi padi.

Ladate-2 mene dhananjay ko ishara kiya, ki pass wale pehalwan jaise aadmi ki lathi lele..

Mene jaise hi ek mukka mara dhananjay ne peeche ulatne ka natak kiya, aur fir us aadmi ki lathi pe hath rakh ke bola. Dena pehalwan apni lathi, saale ka sar fod deta hoon.

Usane apni laathi bade pyar se pakda di, mene fir ishare se mere upar waar karne ko kaha, to usne lathi mere upar chalayi,

Mene ghoom ke lathi ka waar bacha diya aur pass khade dusare aadmi ke hath se lathi leli, usne bhi koi virodh nahi kiya.

Jaise hi lathi mere hath lagi, pura 360 degree ghoom kar ek bharpur lathi ka waar us pehalwaan jaise aadmi ke kandhe par pada..

Kadak… uska kandha, utar gaya, aur wo aadmi wahi baith gaya…tabtak dhananjay ne bhi apni laathi puri taqat se ghumai aur tadak… dusare wale ki peeth gayi kaam se, aur wo bhi muh ke bal jamin chatne laga.

Waki log bhonchakke rah gaye, hamle itni furti se hue, ki wo kuchh samajh hi nahi paaye.. aur jab tak unki samajh mein aaya, tabtak hum do-teen ko aur dhul chata chuke they..

Hum bhi gaon ke rahne waale they, lathiyon ki ladaiyan hamne bhi dekhi aur aldhi thin, uparse hum special trained…fir kya tha kisi ke haath tode, kisi ke paaw, kisi ki peeth pe waar to kisi ki taang, do-char to nehar mein hi jaa pade..

5 minute mein nazara dekhne layak tha, sabhi pade-2 karah rahe they, fir hamne un char ladkon mein jo us din Jayda hekdi pel raha tha, usko uthaya aur puchha bata tu kiska ladka hai aur konse gaon ka hai.

Usne apne gaon ka naam bataya aur bola me pradhanji ka ladka hoon.

Me- dhannu latka le saale ko.. aur le chal apne gaon, ab iska faisla chaupal pe hi hoga..

Aur un sabko bola… jao tum log aur bhejna iske baap ko mukhiyaji ki chaupal par agar apana ladka chahiye to, varna ye kal jail mein hoga.

Wo log girte padte sar pe pair rakhke apne gaon ki taraf bhag liye, aur hum dono ne us ladke ko latkaya mare hue suar ki tarah aur laake patka chaupal pe

Sham ka waqt tha, gaon mein log jyadatar free time mein chaupalon par jama hote hi hain gappein maarne aur idhar-udhar ki khabrein dene-lene ko.

Jab hamne uss Pradhan ke ladke ko wahan lake patka, to kuchh logon ne use pehchan liya, padosi to tha hi, wo bhi gram Pradhan ka ladaka, dekhte-2 lag gaya hujum, lage tarah ke sawal karne, kya hua ? kaise hua? Yahaan kyon laaye.. vagarah-2..

Hamne dhananjay ke pitaji samet sab logon ko sari ghatana ka vivaran diya, to pahle to sab khush hue, fir ashacharya purvak kaha, ye kaise sambhav hai ki tum dono ne 10 latheton ko dhul chatadi..?

Dhananjay bola- ye sab iski karamat hai..! to uska ek gaon ka dost bola ki aisa ho hi nahi sakta.. sach bata kaise kiya tum dono ne ye sab..?

Me- arey bhai aap logon ko abhi tak pata nahi hai ki nehar ke pass ek jinn rahta hai, jo kamjor ka hamesha saath deta hai, usni ne kiya hai ye sab..

Dost- kya baat karte ho bhai..? hamne to kisi ne aajtak na use dekh aur na suna fir aaj kaise…?

Me- aur maze lete hue.. kya tum logon par aisi kabhi mushibat aayi..?

Dost – nahi… parrr..!

Tabtak dhananjay ko hasi aagayi, aur baaki log bhi samajh gaye ki me usse chutia bana raha hoon.. to sab thahaka maar maar ke hasne lage aur wo ladka jhemp kar khisiyani hasi hasane laga.. hehehe…tum log jhuth bol rahey ho..

Yehi sab vartalaap chal raha tha wahaan, ki tab tak us gaon ka Pradhan karib 25-30 logon ke sath aagaya.. aur aate hi bhadak kar bola..

Mukhiyaji ! ye kya gundagiri chal rahi hai, aapke ladke ab kisi ko bhi mar-peet kar utha layenge aur hum dekhte rahenge.. aisa nahi chalega..

Mukhiyaji- pahle aap shanti se baat kariye, yahaan badtamizi se baat karne ki jarurat nahi hai.. kya aapko saari sacchai pata hai ya bas aise hi bhadak rahey ho, Pradhan ho isaliye..?

Fir aage bole mukhiyaji- aapke ladkon ki ek galti nahi hai, inhone do-do galatiyan ki hain,

Pahli galati- tumhare char ladkon ne us din mandir par darshan karne gayi meri beti aur bahu ke saath badatamizi ki, badatamizi hi nahi, unka hath pakda aur chheda, agar ye bccha na hota to pata nahi kya anarth kar dete ye us din, kya aapko khabar hai iss baat ki..?

Pradhan ne naa mein apni mundi hilai..

Dusari galati- aaj jab ye dono bacche nehar ke kinare ghumne gaye to tumhare 10 lathet in nihatthon ko maarne ke liye aaye.. ye to pata hoga..?

Agar nahi pata to tum gram Pradhan banane ke bilkul kaabil nahi ho.

Ab rahi baat yahaan aakar hmein hamare hi gaon mein hamari chaupal par dhamki dene ki to ek baat kaan khol kar sunlo pradhanji..jab mera ek ladka tumahre char ladkon ko maar-2 ke bhurta bana sakta hai, do nihatthe bacche jo abhi 20-20 saal ke hi hain, tumhare 10 latheton ki aisi ki taisi kar sakte hain..

To socho ye sara gaon tumhare chhote se gaon ka kya hashra karega khud soch sakte ho, ab jaao aur apne ladke ki jamanat vagairah ka intezam karo jaake..

Wo Pradhan mukhiyaji ke pairon mein pad gaya, aur gidgidane laga-mukhiyaji mehabani karke inhein maaf kar dijiye in haramjadon ki to me ghar jaakar khabar leta hoon..

aapko me Vishwas dilata hoon, mere gaon ka koi bhi aadmi aapke gaon ki taraf aainda aankh utha kar bhi nahi dekhega aaj ke baad.

Nahi pradhanji paani ab sar se gujar gaya hai, bole mukhiyaji.. arey hum to usi din faisla kar dete tumhare in harami pillon ka par, inki pehchan nahi thi hamare bacchon ko.

Ab to Pradhan ki haalat hi kharab, wo buri tarah gidgidane laga, minnatein karne laga.. to mukhiya ji ne hamari or dekha.. jaise puchna chahte hon ki kya karna hai ab.

Mene ishare se unhein ekaant mein bulaya aur samjhaya- uncle ji, police case se hamein koi fayda nahi hoga, ulta thane-waane ke chakkar ho jayeinge aur vaise bhi bahu-beti ka mamla, jyada na uchhale to achha hai,

Mukhiyali – jaisa tum kaho… aur wapas apni kursi par jaakar baith gaye..

Mene bolna shuru kiya- ek shart par in badmash ladkon ko maaf kiya jaa sakta hai, ye charon agar rekha didi aur Bhabhi ke pairon par naak ragad kar maafi maange aur apne hi haathon se kaske 10-10 thappad lagayen to wo dono shayad inhein maaf kardein, kyonki ye un dono ke gunehgaar hain.

Pradhan jhat se raazi ho gaya, mene rekha aur Bhabhi ko bulwaya, wo jaise hi aake chaupal pe khadi huin, wo charon ladke unke pairon par naak ragadte hue maafi maangne lage, fir khade kokar apne hathon se apne hi hathon se thappad marne shuru karne hi waale they ki mene kaha.

Thappadon ki awaj yahaan khade sabake kaanon tak pahunchani chahiye, agar ek bhi thappad mujhe kamjor laga, to uski jagah bhiya ya dhananjay marenge ye dhayan rakhna.

Unhone puri takqat se 10-10 thappad pure kiye, dono gaal laal ho chuke they haramiyon ke, uske baad unhein jaane diya, dheere-2 wahaan se saari bheed chali gayi.

Mukhiyaji aur sare gharwale mere iss faisale se bahut khush they, pure gaon ke saamne unke maan-samman aur jo badh gaya tha. unka seena aur jyada chauda ho gaya .

Kuchh der ke baad sab baithak mein khana kha rahe they, mukhiyali bade garvit swar mein bole-

Dhannu bete hum sach mein abhi tak ye nahi samajh paa rahe, ki sab tum dono ne sambhav kiya kaise? Matlab mene apni jindagi mein itni bahaduri kahin nahi dekhi haan kisse kahani mein padha ho wo baat alag hai..

D- pitaji..! ye jo aapke saamne baitha masum sa ladka dekh rahe hain, aapko lag raha hoga, kitna bhola aur masum hai bechara… asal mein ye dus sar wala ravan hai.. ravan..

Wo bole- ye kya kah rahey tum.. ?

D- me sach kah raha hoon pitaji, pichhale do saalon mein isasne jo-jo kaam kiye hain wo pure shahar ki police nahi kar paayi,

Isko aaj tak hamane ghabrate ya darate hue nahi dekha.. me manta hoon, ki iske sath hum kuchh dost bhi rahe hain har jagah, aur aaj bhi mein tha, lekin karwane wala yahi hota hai, pata nahi viprit paristhitiyon mein jahan hamare jaisa aam insaan bhay se kaanpne lagta hai wahin ye aise-2 plan bana leta hai ki safalta haath lag hi jaati hai.

Iske isi viswas pe hum log viswas karke aankh band karke iska sath dene ko taiyar ho jaate hain.

lekin haan ye bhi apni jagah sahi hai, ki isane aajtak kabhi galat ka sath nahi diya hai, aur nahi galat hone diya hai.

Sab muh baaye meri or hi dekh rahe they… Bhabhi aur rekha ki aankhon mein to na jaane kitna prem aur kritagyta thi, ki me unse nazar hi nahi mila saka der tak.
jab kafi der khamoshi chhai rahi aur sabki sawaliya nazar mere se nahi hati to fir mujhe bolna hi pada…!

Me- aisa kuchh nahi hai uncle ji, dhannu to bas aise hi har jagah mujhe aage dikhane ki koshish karta rahta hai..!

Uncle - fir bhi bete… me apne beton ko achhi tarah janta hoon, unmein kisi mein bhi itna sahas nahi hai ki wo 10 to kya kisi ek lathet aadmi se akele mukabala kar sake to fir aaj jo hua wo to kisi surat mein sambhav nahi tha.

Me- sach maniye uncle ji, aaj ki ladayi mein dhananjay barabar ka sathi tha, mene to bas uski kshamta ko use dikhaya.

Aunty – wohi..! wohi to hum samajhana chahte hain arun bete..! ki hum maa-baap hoke apne bete ki kshamtaon ko nahi dekh paaye, wo tumhein kaise dikhai de gayi..?

Me- kyonki uski un kshamtaon ki aapko jarurat hi nahi padi..! har maa-baap apni aulad ko har mushibat se dur rakhna chahta hai, jin baton ki use apne bacchon se apeksha hoti hai wohi sikhata hai.

Uncle- ye baat ekdum sahi kahi hai bete tumne, par ye to batao, tum mein ye gun aaye kaise, kya tumhare maa-baap ne in sab baton ke liye prerit kiya tha.

Me- nahi ! mere mata-pita koi alag thodi hain, haan chacha ke sath bachapan jyada beeta hai, wo ek nidar vyakti hain. mein jab bhi koi baat puchhta tha ki ye aapne kaise kiya, to unka ek hi jabab hota tha… koshish..! koshish karoge to jarur hoga.

Iska anubhav mujhe hua jab mein koi 8-10 saal ka tha, fir mene unhein apni lakadbaggha ke sath hui takkar ka vratant sunaya, ki kis tarah maut saamne dekh kar mene usase ladhne ka faisala liya aur mein jeet gaya..!

Bas tabhi se mene ek baat apne jivan ganth bandh li, ki koi bhi kaam asambhav nahi hota, koshish karne wale ko hamesha kamyabi milti hi hai.

Jivan ka ek matra satya hai, ki jisne jivan liya hai uski mratyu nishchit hai.. to jo satya hai usase bhay kaisa, wo to apne nihit samay par aani hi hai. usase darr ke hum apna jivan to nisfal nahi kar sakte.

Aur ek baat jo mere pitaji ne mujhe sikhai hai, ki koi bhi achha karya karne mein eshwar ki ichha sammilit hoti hai, aur wo hamari kisi na kisi roop mein sahayta avashya karte hain, fir chahe wo aapka antarmann hi kyon na ho.

Tabhi dhananjay bol pada- sahi kah raha hai yaar tu ! kai baar mene anubhav kiya is dauran, ki jab hum koi kaam karne jaate they to ek bhay jaisa rahta tha, lekin kaam pura hone par hamein khud ascharya hota tha, ki ye kaise ho gaya.
Me- dekho jindagi mein bhay hona bhi jaruri hai, agar hamara bhay chala gaya to humein apne aap par ghamand hone lagega, aur fir hum sahi galat ki pehchan bhool jaate hai.

Uncle- sunder ! kya uttam baat kahi hai.. itni kam umra mein itna gyan.. ascharya janak hai.. hai na janki. Unhone apni patni ko kaha.

Aunty- sahi kah rahey hain ji aap, hamara dhannu bhagyashali hai, jise iske jaisa gunwan dost mila hai.

Aur unhone mujhe gale se lagakar mera matha chum liya. Uncle bhi apne aap ko rok nahi paye, fir dhannu ke bhai, ant mein dhannu aur rekha ne ek sath dono or se jakad liya.

Mene Bhabhi se chutki lete hue kaha, kyon aapko meri baatein pasand nahi aayi..? aap gale nahi lagogi..? arey dewar nahi to chhota bhai samajh ke hi laga lijiye..

To jhepte hue wo bhi gale lag gayi, mene mauke ka fayda lete hue, gale ko chum liya aur kaan mein kaha.. kyon kya vichar hai aaj ka ?

Unhone halki si siski li aur boil…. Koshish…

Mujhe hansi aa gayi….aur wo Sharma gayi…

Raat ko apne pati ke so jane ke baad Bhabhi mere room mein aayi aur fir 2-3 ghante hamari khat kabaddi jam ke chali.

Subah mene dhanajay ko bola yaar ! ab chlna chahiye.. apne classes shuru hone waale hain, to maa ka dil, boli beta do saal mein to ye ab aaya hai, abhi 4 din hi to hue hain, aur do-char din ruk jao, mene kaha- aunty ji 2-4 kya mera to hamesha ke liye yahi rahne ka mann hai, lekin kuchh uttardiutwa hote hain jivan mein, wo bhi nibhane padte hain.

Aunty- achha jyada nahi do din aur ruk jao, parson chale jana.. mene dhananjay ki ore dekha, wo bhi bola, haan yaar parson chalte hain.

Me- theek hai bhai ! gaam kare so raam kare.. iss baat par sabhi ek sath hans pade..

Wo din bhi beet gaya, sham hui, raat ka khana khake, sone bhi chale gaye sab log...
aaj dono jugadon mein se kisi se koi baat nahi ho payi thi, pata nahi kya hoga, me apna palang pakad ke so gaya
 
Last edited:

John Cena

Well-Known Member
5,472
7,008
188

Wah hero na boht thek faisla kiya magar wo dosra gaon kaa mukhiya chup nhi baithega kuch na kuch to zaror karega
 
  • Like
Reactions: Iron Man

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,615
94,824
304

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,615
94,824
304
Wah hero na boht thek faisla kiya magar wo dosra gaon kaa mukhiya chup nhi baithega kuch na kuch to zaror karega
Thanks for review
Keep supporting.....
 
  • Like
Reactions: John Cena

johnsamuri

Active Member
1,295
3,070
158
Bhai ye khani kayhi to padhi he or aap usko yahi jese thi vasehe likh rage ho par bhai ye story one of the most hit story thi aur bhi changes karo to one of all time great bhi ho sakti thi
Aap apne aur se bhi aur add karo to aacha hoga
 
  • Like
Reactions: Iron Man

Genius

The Emperor of Inferno 🔥
4,524
3,976
159
  • Like
Reactions: Iron Man

Genius

The Emperor of Inferno 🔥
4,524
3,976
159
  • Like
Reactions: Iron Man
Top