• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest My Life @Jindgi Ek Safar Begana ( Action , Romance , Thriller , Adult) (Completed)

This story is...........


  • Total voters
    90

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,640
94,866
304
Update 17

[Engineering College]

Aane se pehle me ek baar aur rinki se milna chahta tha, lekin samay hi nahi mila lekin kisi tarah apne college ka address jarur us tak pahuchwa diya.

Mene apne jarurat ka saman pack kiya aur badon ka ashirwad leke train pakdli apne gantavya sthan ke liye.

Safar koi 4 se 5 ghante ka tha, sham 5-6 baje tak pahunch jana tha, local train thi, to jyada bheed bhad bhi nahi thi,

Upar ki ek birth pakad ke saman apni seat par hi jama liya, aur let gaya birth par, apna sar saman ke upar rakh liya tha.

Letate hi vicharon ki duniya me kho gaya, kuchh aane wale future ke baare me, naya shahar, naye log, naye dost, college kaisa hoga, teachers kaise honge… vagairah-2..

Fir kuchh atit ke panne ulatna shuru ho gaye, bachapan kin paristhiyon mein gujra tha, fir dheere-2 sab kuchh samanya hota chala gaya samay ke sath-2.

College ke wo chhatra sangh ke election se pahle ki strike, police aur students ki bhidant,

kaise police ki aankhon mein dhool jhonk kar mene aur ek aur ladke ne milkar college ke main gate par taala mar diya tha, saare teachers andar hi band kar diye do dinon tak,

uske baad college management se apni shartein manwayin, aur election hua.

Wo election ki dhamal, badi hi romanchkaari yaadein thi jivan ki.

Fir wo shiksha mantri ka inspection visit, uske swagat samaroh, reahersal me Rinki ka milna, uske sath bitaye jivan ke suhane pal, yadon ko gudgudane lage… sharir ek adbhut romanch se bhar gaya.

Ant mein uska bichhadna, uska udas chehra yadon mein aate hi anayas aankhen nam ho gayin…

Kitani hi der aapni yadon ke bhawarjaal mein khoya raha, train apna safar tay karti rahi, station aaye aur chale gaye, pata hi nahi chala, aur karib sham 5 baje mere gantabya station par train ruki.

Neeche baithe pessangers se pucha to pata chala mera station aa chukka tha, jaldi-2 saman uthaya aur utar gaya platefarm ke upar.

Station se bahar aaya, college ka pata kiya, to wo station se koi 6-km dur tha shahar ke ant mein.

Separate rikshe se baat ki to wo jyda paise maang raha tha,

Chalne se pehle pitaji ne samajhaya tha, ki beta vaise to mein teri jarurat puri karne ki puri koshish karunga, lekin chunki amdani sirf ye khaiti hi hai, aur shyam bhi padh raha hai, dono bade koi madad nahi karte, so jitna ho sake paison ka sahi se istemal karna, aage tum khud samajhdar ho.

Aur bina jarurat ke ghar ke bar-2 chakkar lagane ki jarurat nahi hai, mujhe chitthi likh diya karna, me paise money-order karwa diya karunga prem ke hathon.

Mene pata kiya to us taraf sharing goda gadi (Tanga) jaati thi, to puchh ke apne saman leke tange mein baith gaya.

Tap-tap-tap-tap, ghode ki tapon ki awaj ke sath tanga mujhe le chala manjil ki ore.

Tange wale se pata kiya ki college ke paas koi dharmshala vagairah hai kya, aaj ki raat ya aur raatein to gujarni thi, jabtak hostel ki vyavstha nahi ho jati.

Usne ek dharmshala batai jo college se koi 1km dur thi, mene use wahan tak chhodne ke liye bol diya.

Dharmashala mein ek chhota sa kamra leke raat gujari, apan thahre dehati aadmi, so jyada sukh-suvidha ki darkaar hi nahi thi.

Dusari subah apne documents leke college pahunche, fees bharke admission karaya, fir hostel ki puchh-tachh ki, barden se milke fees jama ki wo bhi kaam ho gaya, lekin in sab mein din pura chala gaya, khane tak ka samay nahi mila.


Tasalli thi ki kaam ho gaya, hostel mein apne allot kamare ko dekha, kamara kaafi bada tha, ismein 4 logon ki sharing thi, charon ke liye alag-alag Almira, alag-alag lohe ki pattiyon wale palag, harek ko 4-4 lohe ki 3 feet lambi rods machhardani ke liye, kyoki paas mein ujhad jangle hostel ke peechhe hi tha, to machhar bahut they.

Abhi tak charon me se mein pehla student tha us kamare me aanewala.

Dekh-dakh ke apna dharmshala se saman uthaya aur laga diya ek Almira mein.

Hostel mein hi mess ki vyvastha thi, mahine ka genuine charges they, shuru kar diya apna meter aaj se hi.

Ab thoda college campus ke geography ke baare mein bhi yahan batana jaruri ho jaata hai.

College campus ke main gate ke samne se hi national highway gujrta hai, main campus ka bada sa gate, main gate se ek 12feet chauda kachha rasta lekin well maintained, koi 50 meter tak main building ke gate tak, raste ke dono taraf chhote-2 garden.

Main building mein ghuste hi reception, fir office area, principal room, department rooms, fir classes, aur last mein workshops they.

Main campus se east ki or haighway par hi koi 500 meter ki duri par dusara gate, jo ek bahut bade ground mein khulta hai, jahaan sab tarah ke games facilities hain, uske baad hostel area, year wise divide kiye huye blocks mein..

First year student hostel block sabse last me hai, uske baad jungle jaisa area shuru ho jaata hai.

Chunki abhi admission shuru hi hue they, to block mein jyada students nahi aaye they ab tak.

Nayi jagah, nayi raat, sunsaan building, room mein akela jeev, badi mushkil lagi wo raat.

Room me jangle ki or ek window thi, halanki usmein iron rods ki jaali thi, fir bhi bhayanak raat, tarah-2 ke janwaron ki awajen, jheenguron ki jhin-jhinahat, jab tak need nahi aa gayai, gaand fatati hi rahi.

Dusre din bhi koi khas tabdili nahi hui, clases to abhi shuru hi nahi huyi thi, haan ek aur banda room mein aagaya tha,

intro hua, naam dhananjay Chauhan, apne hi ilake ka tha, personality lagbhag meri jaisi hi thi, medium color, height koi 5’10” jo mere barabar thi. kasarati badan. Kul mila kar achha laga wo mujhe.

Shakun tha ki chalo koi to sathi mila pehla is naye mahual mein.

Ek hafte mein admission lagbhag pure ho gaye, do aur room mate aagaye, ek tha Rishabh Shukla gora chitta thoda nata yahi koi 5’5” ki height vadan thoda bhari sa, allahbad side ka, dusra tha Jagesh atri. Ye bhi paschimi UP se tha ht 5’8” sharir se thoda dubla lekin kamjor bilkul nahi.

Hum charon me Dhananjay uppar medium ghar ka tha, waki hum teenon everage medium class se they.

College shuru ho gaya tha, naye students ki raging hoti thi, kabhi campus me, to kabhi hostel me hi aa jate they seniors, kisi se gana gawana, kisi se dance karana, kisi ke kapde nikalwan..e.t.c…

Socha koi nahi karne do thode din inko bhi manmani thode din hi milti hai karne ko, aur fir kabhi inhone bhi karai hogi apni… raging..

Aise hi kuchh din aur nikal gaye, hestel se campus, classes, workshop, raging, masti, hansi-mazak. Samay achha nikal raha tha.

Hum charon ek hi department (mech) me they, to har samay sath rahna, pakke wale dost bole to pentiya yaar ban chuke they.

Kehte hain na ki samay kabhi ek saman gati nahi chalta, aane wale samay mein kuchh to uthal-puthal honi thi jivan mein.

Lagbhag do mahine baad election prakriya shuru ho gayi, pehle CR (class representative) chune jaane they, fir unke bahumat se president, sec, jt. Sec aadi ke liye member manoneet karne they jo ki keval 3rd & 4th year se hi ho sakte they.

Hamare section mein ek back wala ladka tha maniram gutka sa bhari sa,

second year (SY) students jo uske purane sathi they unke thru usne dabab dalwane ki koshish ki apne ko nirvirodh CR chunane ke liye,

SY walon ne hum sabhi (FY) ke student se bola bhi,

Hamne aapas mein baat-cheet ki, jyada tar ladkon ne decide kiya ki nahi, hum apna CR election se chunenge.

Hamare gut ki taraf se hamane Dhananjay ko aage kiya.


Do din mein CR chune jaane they, to SY ke kuchh students ne hum sabhi FY students ko ground me bulaya, khud ek ped ki chhaya me baith gaye, aur humein line lagake dhup me bitha diya, meri to wahin se sulag gayi.

Wo number by number sabhi ko khada karte aur puchhte ki tumhein maniram ke CR banane me koi etraj to nahi hai, shuru ke kuchh ladkon ne darr ki vajah sar hilakar apni rajamandi dedi.

Jidhar se puchhana shuru kiya tha, us taraf se pehle dhanajay, fir mein, Rishabh than Jagesh baithe they.

Dhananjay ka number aaya, wo khada hua, vaise darr se uski taangen thodi kaanp rahi thi, mene uski tang dawa kar usko protsahit kiya.

SY student- haan bhai tumhen koi etraj to nahi..

Dhananjay- yes sir, mujhe etraj hai usne thoda hichakte hue kaha..

SY- kya etraj hai…? aur kyon hai..?

D- sir hum chahte hain, student apne man mafik apna CR chune, jiska bahumat hoga wo CR banega, ho sakta hai mani bhai hi ban jayen.

SY team se shrivastv karke kala genda sa ladka, wo apni jagah se utha aur apni shirt ki baaju upar chadhata hua dhananjay ki taraf badha,

Dhananjay ki darr ke maare tangen fir se kaanpne lagi..

Shrivastv pass aake – kyon be teri samajh mein ek baar me nahi aaya, jab hum chahte hain ki Maniram CR ho to hoga, tujhe kyon etraj hua. Madarchod, bhosdi ke leader banana chahta hai…

Itna gali-galuj kafi nahi tha uske liye, usne dhananjay ka coller pakad liya aur apna hath uthaya use marne ke liye….

Update posted
Waiting for your comments
 

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,640
94,866
304
  • Like
Reactions: Tiger 786

Ng_TheViper

Member
336
704
93
College life shuru.. ye alag hi kahani h.
Pehle present m chali aur ab flashback m .

Present m to Arun bilkul hi badla hua h aur past jaisa to bilkul ni h phir aisa Kya hua ki nashedi ban gaya ..ye to clear h ki Rinki Jain to present m Arun ki life m ni h phir itna badlne k piche Kya wajah rahi hogi ..


Let's seee
 
  • Like
Reactions: Iron Man

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,640
94,866
304

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,640
94,866
304
College life shuru.. ye alag hi kahani h.
Pehle present m chali aur ab flashback m .

Present m to Arun bilkul hi badla hua h aur past jaisa to bilkul ni h phir aisa Kya hua ki nashedi ban gaya ..ye to clear h ki Rinki Jain to present m Arun ki life m ni h phir itna badlne k piche Kya wajah rahi hogi ..


Let's seee

Thanks for review and liking
Khte h jb insan ko apne hi gairo jaisa wywhar krte h to ensan ke pass akelapan aata or us tnhai me sabse achha dost nasha hota h jisme dub kr apne sare gamo ko bhula de
Keep supporting...
 

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,640
94,866
304
Update 18
[Action Mode]


Jaise hi shrivastv ka haath utha, abhi wo hawa mein hi tha, ki me lapak ke utha aur uska hath hawa mein hi pakada, marod ke usiki gaand se chipka diya, jisase wo ghoom gaya aur jidhar se uthke aaya tha udhar ko hi uska muh ho gaya.

Jo lagayi kaske mene uski gaand pe laat, wo jahan se uthke aaya tha, muh ke bal wahin jaake gira, fir me dahada sabhi FY wale student ki taraf.

Kya chahte ho tum log, ki hum inki man mani sahen, lanat hai tum sab par. Arey hum yahan padhne aaye hain, apni izzat gawane nahi, ginti me hum inse jyada hain, maro bhosdi walon ko jo apni senior giri bhul jayen madarchod.

Meri baton ka instant asar hua, sabhi FY student ek sath khade ho gaye, udhar jaise hi shrivastv par attack hua, jo unka dabang leader tha dhul chat raha tha jamin par pada, aur upar se hum sabhi ek sath khade ho gaye.

SY walon ki gaand fat gayi, aur is-se pahle ki hum un pe attack karein , wo use utha kar sar pe pair rakh ke bhag liye.

Me bhi unke peechhe bhaga, mere peechhe dhananjay aur baaki sab daud liye hamre peechhe-peechhe.

Nazara ye tha, ki SY wale aage-2 hum sab thodi duri par unke peechhe-2, sare campus ground me hadkamp jaisa much gaya.

Bhagte bhagte SY student apni class mein enter huye, sone pe suhaga ye tha ki unka lectur chalu tha, teacher ki to kuchh samajh hi nahi aaya, wo bhauchakka sa unhen buri tarah bhagte aate aur enter hote hue dekhta hi rah gaya,

Itne mein me main bhi unke peechhe-2 bhagta hua class mein enter ho gaya mere peechhe dhananjay, jaise hi meri nazar teacher pe padi, wahin break lag gaye, lekin tab tak me gate mein enter ho chukka tha.

Teacher muh baye, kitni hi der tak kabhi mujhe aur dhananjay ko dekhta, to kabhi un seniors ki taraf.

Mein jab lautne laga, to teacher bola… ruko… me wahin thithak gaya aur uski taraf muda...

Yes sir… mene kaha…

Ye sab kya ho raha hai ? aur lecture ke samay tum log kahan they..?

Mene use sari baat details mein bata di ek-dum sach-sach.

Teacher- theek hai, tum log bahar loby mein mera wait karo, aur wo wahan se principle office mein chala gaya..

Karib 15 min ke baad ek chaparasi hamein bulane aaya, ki chalo tum logon ko principle saab ne bulaya hai.

Aur fir wo us class mein gaya un logon ko bulane, hum principle office mein ikatthe khade ho gaye.

Thodi der baad SY wale bhi aagaye, principle adhed umra ka EME se retired bada kadak banda tha.

Us teacher ne hamari taraf ishara karke uske kaan mein kuchh kaha.

Usne pehle hum logon par nazar daali uske baad un logon ki taraf ghum ke gurrahat jaise swar mein bola,

To tum log chahte ho ki junior gulamon ki tarah tumhari har jayaz-najayaz baat mane kyon..?

SY se ek ladka aage aakar bola- no sir aisa kuchh nahi hai, humne to inhen just naam sugest kiya tha CR ka.

To isko kisi pagal kutte ne kat liya tha jo tumhari gaand pe laat rasid kardi ?

Kaan kholkar sunlo, chunav ek swtantra prakriya hai, har student apni choice ka khud malik hai, yahin nahi pure desh ka yahi system hai, agar tum log use todne ya dabangai karne ki koshish karoge, to hum ye prakriya band kar denge.

Fir wo mere pass aaye, aur kandhe par hath rakhke bole- I realy proud of you young man, pehli bar kisi ne himmat dikhayi galat ke khilaf, hum tumhen viswas dilate hain, ki yahan kisi ke sath jyadadti nahi hone denge, aur haan mar-peet koi hal nahi hai, to us-se bachna.

Me- Yes sir ! aainda khyal rakhenge.

P- Ab tum sab log ja sakte ho, hum unhen thank you bolke bahar aagaye..

Itni hi der mein ye baat pure campus mein fail gayi ki ek FY ke student ne SY ke student shrivastv ko thok diya..

Shrivastav ek badnam student tha, jo raging ke naam par naye students ko pareshan karta tha.

Lechture khatam hone ke baad sabhi department ke FY students ground mein ikattha ho gaye, aur hamara wait karne lage, ek student ne aake hamein bataya ki wahan sab tumhara wait kar rahe hai, hum charon yaar jaise hi wahan pahunche, un logon ne mujhe kandhe pe utha liya aur dance karte hue shor machane lage khushi se.

Mene neeche utar kar sabhi ko unchi awaj mein bola- bhai logo meri baat dhyan se suno, hum sabhi yahan ek sapna leke aaye hain, apna-2 bhavishya banane aur apne ghar walon ka man samman badhane ka, na ki dunga-fasad, ladhayi jhagda karne.

Lekin iss keemat par bilkul nahi ki koi hamare maan-samman ko thes pahuachaye aur hum chup-chap chuhe ban kar dekhte-sunte rahein.

Principle sir ne hamein promise kiya hai, ki wo hum logon ke sath kabhi koi anyay nahi hone denge, hum sab apni marji ke malik hain. lekin dar kar chup baith jana ye hamari kamjori hogi, jiska ilaaz na mere pass hai aur na college prashasan ke pass, isliye galat ke khilaf awaj jarur uthana.

Lekin khyal rahe ki apni is azadi ka hum koi galat laabh na uthayen aur seniors ka samman karna hi chhod dein, sabhi seniors bure nahi hain, jo ache hain, wo hamein bhi pata hai, aur hamein unhen samman dekar apna maarg darshak banana hai.

Wahan kuchh dur par kuchh seniors bhi khade hamari baton ko sun rahe they, aur wo bade impress hue mujhe sunke, ishare se thums-up karke chale gaye.

Sabhi junior khushi-2 apne-2 hostel room mein chale gaye aur hum apne.

Room mein aakar rishabh dhananjay ki khichai karne laga ki kaise uski fat gayi thi shrivastav ko dekhke…

To mene usko samjhaya ki aisa sabhi ko feel ho sakta hai, agar iski jagah tu hota to sach batana tera kya haal hota..bol?

Rishabh- sach kah raha hai yaar ! mera to is-se bhi bura haal ho jata bhai ! wo sala bhainsa hai bhi to saand jaisa.

Dhananjay- thank you Arun, tu sach me bahut bahadur hai yaar ! agar aaj tu use nahi rokta to pata nahi wo mera kya haal karta..?

Me- vaise dhannu, ek baat kahoon, mujhe bhi pata nahi tha ki iss tarah mahaul hamare favour mein ho jayega, mene bas ek risk liya, aur meri baton ka sabhi class mates par positive effect hua, agar aisa nahi hota to hum bhi pit sakte they bhai.

Vaise dhannu yaar ! itni fat kyon rahi thi teri ? kya wo bhosdi ka kha jaata tujhe, kaisa Thakur hai yaar tu..?

Aur tum teenon kaan khol ke sunlo, aaj ke baad agar tum chahte ho ki mein tum logon ka dost bana rahoon, to sher ki tarah raho, galat kisi ke sath karo mat, to galat sahna bhi mat. Yahi baat samjha kar mere baap ne mujhe yahan bheja hai.

Agar tum apni jagah sahi ho to mujhe hamesha apne pass hi paoge, aur ye mera vada hai tum logon se, koi maai ka laal tumhe chhu bhi nahi sakega, jab tak mein hoon.

Wo teenon mere gale se lag gaye, aur vada kiya, ki aaj ke baad hum tere sidhanton par challenge…
 
Top