Update 63
maine ghar ke andar aakar chain ki saans li...maine socha hey bhagwan main aaj baal-baal bach gayi...
mujhe ye bhi sukun tha ki usne andhere mein mere saath koyi galat harkat nahi ki...
saath hi mujhe chup-chap ghar aane diya...maine pani piya aur seedhe hamare bedroom mein aa gayi...
maine kapde badle aur kitchen mein jaake khana banane lag gayi...
maine chandu ka diya khana jaan-boojh kar car mein hi chhod diya tha...
maine car mein baithe-baithe hi ye soch liya tha ki ye kissa aaj yahin khatam kar dungi...
mujhe bahut hi ajeeb lag raha tha ki main kaise uski gandi baatein bardasht kar rahi thi...
mujhe chulu bhar pani mein doob jaana chahiye tha...
maine usko ek baar bhi ye ehsaas nahi karaya tha ki main uske saath kuch karungi ya usko kuch dungi...
wo khud hi bekaar ki ashleel baatein kiye ja raha tha...
ye sab sochate-sochate saara khana ban gaya lekin pranav abhi tak aaye nahi the...
khana banane ke baad main fresh hone ke liye nahane chali gayi...
main nahakar bahar aayi to mujhe baarish ki aawaz sunai di...
maine mann hi mann chain ki saans li ki baarish pehle nahi aayi warna chandu pagal ho jaata...
main baarish ka nazara lene ke liye kitchen ki khidki mein aa gayi...
jaise hi maine bahar dekha to main hairaan reh gayi kyunki chandu abhi bhi khidki ke paas khada tha...
mujhe dekhkar wo khidki ke aur bhi jyada paas aa gaya...
main- kya huya tum abhi tak gaye kyun nahi...
chandu- aise mausam mein ghar jaake kya karunga...wahan bhi baar-baar teri yaad aayegi...
main muth maar kar sou jaunga isse accha hai main yahin khada rahoon...
bahar andhera bahut tha magar phir bhi main usko halka-halka dekh paa rahi thi...
main- pagal mat bano yahan se chale jao...
chandu- nahi...aaj main yahin car mein sou jaunga...
main asmanjas mein pad gayi ki kya karun...
agar kisi ne isko yahan dekh liya to kya hoga...
ye sahi tha ki wahan peeche koyi nahi aata-jaata tha...
magar jaisa mere saath ho raha tha aise mein kisi cheez ka kya bharosa...
agar kisi ne usko yahan dekh liya mere ghar ki khidki par nazar gadaye to meri hi badnami hogi...
mujhe uspe bhi taras aa raha tha ki bechara yahan mere liye baarish mein bheeg raha hai...
maine socha ki isko bahar jaake hi samjhati hoon...
jiske baad main chhatari lekar bahar aayi to paaya ki baarish aur bhi jyada tezz ho gayi hai...
ye ek tarah se accha hi huva ki ab mujhe koyi nahi dekh sakta tha kyunki sabhi log gharon mein dubke huye the...
koyi 2 minute chalne ke baad jhadiyon se hote huye main uske paas aa gayi...
mujhe yakeen tha ki kisi ne mujhe yahan aate nahi dekha...
chandu ek ped ke neeche khade hokar mere ghar ki kitchen ki khidki ki taraf dekh raha tha...
mujhe apne samne khada dekhkar wo khil utha...
wo bhaag kar mere paas aaya aur bola...
chandu- arre main to tumhe kab se khidki mein hi bula raha tha lekin tum to yahan bahar aa gayi...
main- chandu ye kya pagalpan hai...
chandu- aao pehle ped ke neeche chalo phir baat karte hai...
main uske peeche-peeche ped ke neeche aa gayi jahan wo pehle khada tha...
main- mere paas jyada waqt nahi hai...mere pati kisi bhi waqt aa sakte hai...tum please yahan se chale jao...
dekho kitni tezz baarish ho rahi hai...aise mein koyi bahar rahta hai kya...
chandu- main tere jaisi mast item ko yahan chhodkar ghar par akela kya karunga...
main- dekho ab ye majak band karo...main shaadi shuda hoon aur apne parivaar mein khush hoon...
meri kuch maryadaein hai jo main nahi langh sakti...tum mujhpar waqt barbaad mat karo aur kisi apni umar ki ladki se dosti karlo...
chandu- ye kya maryadaon ki baat karti hai...tu kis jamane mein jee rahi hai...
pyaar aur chudayi mein koyi maryada nahi hoti...
main- dono mein maryada ho ya na ho lekin meri jindagi mein maryadaon ka bahut mahatva hai...
chandu- agar tujhe maryadaein itni hi pyari hai to tu kisi mard ki baahon ke liye tadapti kyun hai...
mujhe pata hai kyunki tere pati se to tujhe wo mil nahi sakta...saath hi harr roj khidki mein aakar mujhe kyun dekhti thi...
kyun meri ashleel baatein sunti hai aur kyun meri baaton se tu romanchit ho jaati hai...
chandu ki baatein sunke main kuch bhi na keh saki aur sharmindagi se aankhen jhuka li...
magar kuch waqt baad maine himmat juta kar kaha...
main- chandu main bhi ek insaan hoon...mujhse bhi galti ho gayi lekin ab main apni galti sudharna chahti hoon...
main aaj ke baad tumhe nahi milungi aur naa hi khidki par tumhe dekhne aaungi ye mera vaada hai tumse...
tum bhi ab sahi raaste par aa jao aur agar tumhe jism ki itni hi bhookh hai to jaldi se shaadi kar lo...
chnadu- arre meri umar abhi shaadi ki nahi hai aur rahi baat jism ki to maine bahut ladkiyon ko thoka hai...
mujhe jism ki nahi tumhari bhookh hai, tumhare pyaar ki bhookh hai kyunki tum sabse alag ho...
main- phir mujhe afsoos hai ki tumhari ye bhookh kabhi nahi bujhegi...
mere itna kehne ke baad thodi der wahan shanti chha gayi aur hum dono kuch nahi bole...
maine socha shayad wo meri baat samajh raha hai par tabhi...