• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Matlab Ka Pyar Jo Hakikat Main Ho Gaya

SultanTipu40

🐬🐬🐬🐬🐬🐬🐬
Prime
14,449
19,064
214
UPDETE __ 28

Sahar ke bahar ek ghar ke samne bike rokne ko boli rahmaan ko kiran ne our bike khada kar ke sath chalne ko boli rahmaan ko thoda ajib bhi lag raha tha kiran didi yeha kaun si surprise dene wali hai jab dono ghar ke andar gaye to waha pe pahle se 2 aadmi the jo rahmaan dono se mil bhi chuka tha kiran our rahmaan ke jate hi dono aadmi ghar se bahar nikal gaye q ki kiran ne ishara kiya tha bahar jane ke liye

kiran rahmaan ko ek ghar ki tarf ishara kar ke boli tumhara wah surprise usi room ke andar hai to rahmaan room main chala gaya our rahmaan jaise hi room main gaya rahmaan ke chehre par khushi aa gayi our rahmaan bhag kar room se nikal gaya our jakar kiran se lipart gaya our kiran ko sach main galon par kiss karne laga didi mujhe aap ka surprise bahut achha laga main to afsos kar raha tha meri rubi ko jisne itana dard diya use main maar na saka magar aap ne mujhe wah mokka de diya thank u didi rahmaan kiran se kahta hai

to kiran bhi rahmaan ke baalon par hanth fer kar muskura deti hai

jaa jo karna hai kar us kamine ke sath kiran kahti hai our room ke bahar chali jati hai

rahman bhi khush hokar phir se room main chala jata hai q ke us room main wah surprise ke roop main sameer hota hai jo kursi par bandha hota hai kiran jab bahar aati hai to andar se sirf chikhne ki aawaze aati hai kiran bahar aakar dono aadmi se baat karne lagti hai koi 20 minat ke baat rahmaan ghar ke bahar aata hai our kiran ke samne khada ho jata hai rahmaan thoda dara hua bhi hota hai

ye kya bhai tere kapde to bahut gande ho gaye hai our tu itana dar q raha hai kya hua kiran jab rahmaan ke sart par khun dekhti hai to kahti hai our rahmaan ke kandhe par hanth rakh deti hai

tab rahmaan ko apne kapde par dhayan jata hai to rahman apne kapade par se khun saaf karne lagta hai kiran didi wah wah

koi baat nahi bhai main samjh gayi tu kya bolna chahta hai wah usi ke kabil tha kiran rahmaan ke sart ko nikalte hua bolti hai our rahmaan ke sart ko apne ek aadmi ko deti hai hai jalane ko bolti hai our lass ko thikane lagane ko bol kar rahmaan ko sath lekar nikal jati hai

didi aap bahut achhi hai maine aap ko dukhi kiya uske liye sorry rahmaan bike chalate hua kahta hai .....To kiran muskura deti hai

ye baat kisi ko pata nahi chalni chahiye our khas kar rabia ko nahi to wah mujhe kachha kha jayegi kiran kahti hai

didi main koi pagal thodi huin jo uneh bataunga aap se jayada main unse darta huin maine kai baar unse maar kha chuka huin gusse main wah mujhe bahut marti hai phir baad main utna hi pyar bhi karti hai rahmaan apne bachpan ki pitai yaad karte hua bolta hai jo kiran hasne lagti hai phir rahmaan kapde ki dookan par bike rokta hai our phir apne kapde chenj kar leta kiran wahi se police station chali jati hai our rahmaan ghar ki taraf chala jata

isi tarh din bitne laga rahmaan phir se collage jane laga collage main rahmaan ke sath muskan ki achhi dosti ho gayi thi jo rubi ki kami thodi kam hone lagi thi rahmaan ko magar rahman rubi ko bhul nahi paa raha tha

rahmaan kabhi kabhi rubi ke gaaon to jata magar dur se hi rubi ko chhat pe dekh kar ghar chala aata q ke ab rahmaan ka dil hamesha ke liye tut gaya tha jab rahman ki ammi ne rahmaan ko bataya ki rubi ki ammi rubi ki shadi karne ke liye ladke ko dekhne jane wale hai our rubi bhi raaji hai tab se rahmaan ka dil puri tarh tut kar bhikhar gaya tha magar rahmaan ke dil main rubi ka pyar abhi bhi tha jo rah rah kar dard de raha tha

upar se rahmaan ki ammi sab jante hua bhi rahmaan ko mana kar chuki thi q ke rahmaan ki ammi ko yehi pata tha ke rubi rahmaan se pyar nahi karti hai our rubi ne khud kaha tha wah apni ammi abbu ki baat maan kar shadi karegi our rahmaan ki ammi
nahi chahti thi ki phir se rubi ki wajah se rahman ke dil par chot lage our phir se dukhi ho jaye isi bich rabia baaji bhi apne chhote bhai ki halat ko dekh kar apne sath phir se bangalore lekar chali gayi q ke rahmaan ki padhai bhi yeha puri ho gayi thi our aage padhne ke liye banglore lekar chali gayi

wahi haal rubi ki thi rubi apni ammi abbu ke samne to thodi khush rahti magar akele main itani roti ke kabhi kabhi rubi ki aankhe khud ba khud band ho jati jaise rubi behosh ho jati ho
5 Mahine baad

Rahman bangalore main rah kar padhai ke sath ek coffee shop ki dookan bhi khol diya tha jo sara kharch rabia baaji ne lagai thi rahman jab collage jata to wah coffee shop par rabia baaji ke abbu rahte the dookan bhi rabia baaji ke ghar ke pass hi tha to kabhi kabhi rabia baaji aa jati thi nahi to phir rahmaan hi collage se ghar aakar dookan chalata tha q ke rabia baaji ka koi apna bhai hi nahi tha our rabia baaji jis tarh rahmaan ko apna bhai manti thi usi tarh rabia baaji ke ammi abbu bhi rahmaan ko hi apna beta mante the rahmaan khub mehnt karne laga rahmaan ko rubi ki yaad to aati thi to usi waqt rahmaan rubi ko phone laga deta tha magar rubi ka phone nahi lagta tha phir ek din rahman apni rabua baaji se kahta hai ghar jane ke liye to rabia baaji bhi thi hai kahti hai ab coffee shop bhi achhi tarh se chalne laga tha jo dookan par kai saare nokar bhi rahne lage the to rabia baaji ke abbu akele dookan ab sambhal sakte the is liye rabia baaji bhi rahmaan sath main aa gayi

Aaj rahman ki ammi bahut hi jayada khush thi q ke 5 mahine baad rahman ghar aaya tha

rahman jab ghar aaya to apni ammi se achhe se mila rahman ki ammi bhi apne bete ko bahut pyar kiya sath main rani ko bhi jo ab thodi badi ho gayi thi our kuch kuch bolne bhi lagi thi

ek din rahmaan ko neha ki yaad aa gayi rahmaan usi waqt aamir ke ghar pahunch gaya socha ke aamir se milkar puchh bhi lunga aamir bhi ghar par hi mil gaya rahmaan jab ghar gaya to dekha aamir bahut hi jayada pareshan lag raha tha magar rahmaan ko dekh kar bahut khush hua our gale lag gaya magar rahmaan ko aamir ki udaasi dikh chuki thi

aamir kya baat hai tu mujhko udas lag raha hai tujhe to khush hona chahiye bhai tere ammi abbu tere liye dookan khol diye hai achhi chal bhi rahi hai ab tu bas shadi kar ke apni achhi zindgi bita sakta hai rahmaan muskurate hua kahta hai

bhai main bhi khush huin ammi ne abbu se zidd kar ke mere liye dookan kholwa diya hai magar rahmaan bhai ammi meri shadi bhi karwana chahti hai magar main nahi karna chahta shadi us ladki se .... ayesa nahi hai ke wah ladki khubsurat nahi hai wah mere mamu ki hi ladki hai bahut khubsurat bhi hai magar bhai mujhe har waqt bas neha ki yaad aati rahti hai main neha ke gaaon bhi gaya tha kuch din pahle magar neha mujhe gaaon main nahi mili main kuch loogo se pata kiya to pata chala neha ke dada ji ab is duniya main nahi rahe neha kuch din to apne ghar rahi magar phir neha pata nahi kaha chali gayi maine uski saheli ke ghar bhi gaya magar uski saheli ki pura pariwar hi apne kisi ristedar ke ghar chale gaye the main phir uske gaaon nahi jaa pa raha huin main neha ko dhundhna chahta huin magar ammi mujhe kahi jane nahi deti hai main ammi ko dukhi nahi karna chahta huin rahmaan bhai magar rahmaan bhai main neha ke liye pareshan huin main neha se shadi karna chahta huin pata nahi neha kaha chali gayi kis halat main hogi maine neha se wada kiya tha main use akela nahi rahne dunga aamir kahte hua rone lagta hai

aamir ki baat sun kar rahmaan ki bhi aankhe bhar aati hai our rahmaan aamir ko gale laga leta hai

wahi rahmaan our aamir ki baat sun kar aamir ki ammi ki bhi aankhe nam ho jati hai jo bahar khadi dono ke baate sun rahi hoti hai

aamir ki ammi ko neha ke bare main sab pata hota hai aamir ne neha ke bare main bata diya hota hai ki neha ne uski jaan bachai thi magar ye nahi bataya tha ke main neha se pyar karta huin magar abhi aamir ki baat sun kar aamir ki ammi samjh chuki thi aamir sayad neha ko pasand karta hai our neha ke liye itana dukhi hai

beta tujhko neha ko pata karna chahiye main bhi us ladki se milna chahti huin jisne mere lal ko bachaya hai mere upar us ladki ki bahut badi ahsan hai jo main sayad hi kabhi chuka sakti huin wah ek akeli beshara ladki hai pata nahi kaha kis hall main hogi beta main khud tujhse bol rahi huin tu neha ko kahi se bhi dhundh kar la main neha ko apni bahu banaungi aamir ki ammi pass akar bolti hai

jo aamir khush hokar apni ammi ke gale lag jata hai rahmaan bhi aamir ki ammi se kuch der baad baat karta hai phir apne ghar ke liye nikal jata hai aamir se bol kar ke kal ham phir se neha ke gaaon main chalenge neha ka pata karne ke liye

kis ki yaadon main khoi hui hai janeman kahi tujhe tere sapno ka raja mil to nahi gaya hai ek ladki ek dusri ladki se bolti hai jo hanth main coffee lekar kisi yaadon main khoi hui rahti hai

Tu aa gayi main tujhe hi phone karne wahi thi dusri ladki kahti hai

bataya nahi kiske yaadon main khoi thi suman phir se hasti hui kahti hai

kahi nahi yaar suman tu kuch bhi bolti rahti hai chal jaldi ham hospital chalte hai nahi to aaj bhi hameh baate sunne ko mil jayegi dusri ladki kahti hai

ab please chup hoja yaar warna meri ammi sunegi to musibat ho jayegi mere liye suman phir bolne ke liye hoti hai ke ladki bol padti hai

mujhe pata hai tu kiski yaadon main khoi hui hai nahi batana to mat bata suman man main kahti hai our phir us ladki ke sath chal padti hai

dono sath main hospital ki tarf jaa rahi hoti hai ke dusri ladki bich sadak par hi break laga deti hai jo suman aage ki tarf girte hua chikh padti hai suman ka Bob's badi zoor se dusri ladki main takra jata hai jo suman ki chikh nikal jati hai

kya kar rahi hai muskan meri jaan legi kya suman muskaan ke sar par marti hui bolti hai

suman yaar meri koi galti nahi hai wah dekh rahmaan jaa raha hai use achank dekh to break lag gaya muskan kahti hai

suman tu ruk main rahmaan se mil kar aati huin muskan kahti hai

tabhi rahmaan bike aage ki tarf badha deta hai to muskan bhi gadi chalo kar deti hai our phir rahmaan ka pichha karne lagti hai rahmaan ko aawaz dete hua jo rahmaan sun nahi pata hai ab

suman our muskan achhi dost ban chuki hai our dono dr ki padhai pad rahi hai sath main rubi jab se gaaon gayi hai tab se suman our muskan dono hi nahi mili hai rubi se our uneh bhi pata hai rubi ki sayad shadi ho gayi hai jo collage main hi rahmaan apni ammi ki baat sun kar bata chuka tha

muskan rahmaan ko dekhte hua gadi tezz chala rahi hoti hai our rahmaan ko gadi rokte hua dekh kar khush ho jati hai idhar rahmaan apna bike park kar hi raha hota hai ki rahmaan ko do ladki ki chikh sunai deti hai abhi rahmaan pichhe palat kar dekh pata ke rahmaan bhi chikh padta hai out git jata hai

are yaar nahi chalana aata hai to gadi q chalati ho tum loog bina ladki ko dekhe hi rahmaan bolta hai our apna sart jharne lagta hai

is liye to kahti huin mujhe bhi apne tarh bike chalna sikha do muskan bol padti hai

muskan ki aawaz ko sun kar jab rahmaan dekhta hai to samne muskan our suman ko dekh kar chaok jata hai

muskan tum khush hokar kahta hai our phir muskan our suman se milta hai

to tum dono ab dr banne wali ho rahmaan kahta hai

ab main kya karu mera koi elaj hi nahi karne wala hai to sochi khud hi dr ban jati huin taki khud hi elaj kar saku muskan rahmaan ko bade se pyar se dekhti hui bolti hai

kya hua hai tumeh tum to pahle se jayada hi tandurust our moti lag rahi ho tumeh kya bimari ho sakti hai rahmaan kahta hai

ye baate karte hua hospital main jaa rahe hote hai rahmaan jaise hi muskan ko moti kahta hai muskan rahmaan ko marne lagati hai our dono ek diwar se st jate hai tabhi rahmaan muskan ka ek hanth pakar leta hai our ek hanth kamar par rakh leta hai kamar par hanth padte hi muskan sisk padti hai phir dono ki aankhe ek dusre ko dekhne lagti hai magar jald hi rahmaan apni aankhe jhuka leta hai jo muskan bhi rahmaan ko chhod deti hai muskan ko badi sharam aane lagti hai our apni nazare churane lagti hai

wahi rahmaan achha nahi lagta hai to rahmaan muskan ko sorry bol deta hai to muskan bhi koi baat nahi bol kar aage chalne lagti hai

rahmaan tumne bataya nahi yeha q aaye ho muskan palat kar puchhti hai to rahmaan bata deta hai ammi ki dawa lene aaya huin

muskan phir rahmaan ko apne sath chalne ki bolti hai

wahi hospital ke room ke samne jis diwar se abhi rahmaan our muskan sate hua the thik uske samne ek room hota hai our us room main ek ladki our ek aurat hoti hai ladki to bed par padi hoti hai magar aurat ladki ke pass baith kar ro rahi hoti hai ladki ko dekhne main ayesa lag raha hota hai ki us ladki ke andar koi jaan hi nahi hai wah ladki bed par lass ki tarh padi hoti hai magar ladki ki nazar jaise hi rahmaan our muskan ki tarf jati hai ladki ke aankhon se aansu girne lagte hai our ayesa lagta hai jaise ladki ke andar thodi jaan bhi aa gayi ladki achank hi waha se uthne ki kosis karne lagati hai our apni ungli se ishara karne lagti hai room ki bahar ki tarf

jab aurat ladki ki ungli ki tarf dekhti hai to aurat waha se bahar ki tarf aati hai to aurat ko rahmaan our muskan dikhai dete hai magar aurat dono ki chehra nahi dekh pati hai our wah aage nikal jate hai magar aurat khush hokar apni beti ke pass aa jati hai our apni beti ko padkar kar ladki ke aankho se bahti hui aansu pochh kar sine se laga leti hai

our upar wale se dua karne lagti hai jaldi se meri beti thik ho jaye aaj kitane din ke baad ladki ke andar thodi jaan aai thi ladki jab se hospital main aai thi koi halchal nahi karti thi bas dekhti rahti thi magar aaj ladki ke andar laga jaan aa gayi hai aurat ladki ko bed par leta kar phir jaldi se bahar ki tarf bhag gayi dr dr kahte hua
 
Sirajali

Active Member
1,881
4,680
144

kiran ne jo rehmaan ko surprise diya wo ek behan ka apne bhai ke liye pyar hai..... aamir bhi neha ki yaad me tadap raha hai aur neha pata nahi kahan chali gayi ...... aur last me hospital me wo ladki shayad wo ladki rubi hai jo Rahmaan ki yaad me bimaar ho gayi

magar sach kya hai ye lekhak se behtar kaun jaan sakta

shaandaar jaandaar update
 
A.A.G.

Well-Known Member
9,637
20,000
173

nice update..!!
kiran ne jo rehman ko surprise diya woh zabardast tha..!! ab dekhte hai amir aur rehman neha ko kaise dhundhate hai..!! rehman aur muskan achhe dost ban gaye hai..lekin muskan toh pehle se rehman se pyaar karti hai..aur muze lag raha hai hospital me woh ladki koi aur nahi ruby hi hogi jo rehman ko dekh kar hosh me aagayi hogi..bhai ab dekhte hai uss hospital me kya hota hai..!!
 
SultanTipu40

🐬🐬🐬🐬🐬🐬🐬
Prime
14,449
19,064
214
kiran ne jo rehmaan ko surprise diya wo ek behan ka apne bhai ke liye pyar hai..... aamir bhi neha ki yaad me tadap raha hai aur neha pata nahi kahan chali gayi ...... aur last me hospital me wo ladki shayad wo ladki rubi hai jo Rahmaan ki yaad me bimaar ho gayi

magar sach kya hai ye lekhak se behtar kaun jaan sakta

shaandaar jaandaar update
:thankyou: siraj bhai

Dekhte hai bhai wah ladki kaun hai
 
SultanTipu40

🐬🐬🐬🐬🐬🐬🐬
Prime
14,449
19,064
214
nice update..!!
kiran ne jo rehman ko surprise diya woh zabardast tha..!! ab dekhte hai amir aur rehman neha ko kaise dhundhate hai..!! rehman aur muskan achhe dost ban gaye hai..lekin muskan toh pehle se rehman se pyaar karti hai..aur muze lag raha hai hospital me woh ladki koi aur nahi ruby hi hogi jo rehman ko dekh kar hosh me aagayi hogi..bhai ab dekhte hai uss hospital me kya hota hai..!!
:thankyou: aag bhai

Sahi kaha bhai kiran ne rahmaan ko wahi surprise diya jo rahmaan ko chahiye tha

aage dekhte hai bhai kya hota hai
 
Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Divine
Moderator
31,045
78,017
304
Seeing the childishness of Rani what should I say now she is very sweet child whenever she is mentioned in the story my heart becomes happy. After a long time today the atmosphere of the house was pleasant it was very nice to see all this and on the contrary, Ruby's condition is very bad because it is difficult for her to live without Rahman and that is why she is in Hospital today.

The culprit got punished for his mistake if you had described that scene in a little more detail I would have enjoyed it even more. Aamir too desperate for Neha, let's see how these two meet. Well someone has rightly said that who knows what will happen tomorrow.

Jabase milane lagi tumase raahe meri

Chaand suraj bani do nigaahe meri
Tum kahi bhi raho, tum nazar aaoge
Vaadiyaa meraa daaman, raaste meri baahe

Jaao mere sivaa, tum kahaan jaaoge

As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.

Thank You...
 
:thankyou: aakash bhai

Haa thoda jaldi main sameer ko lipata diya

sahi kaha bhai rubi rahmaan ke bina bilkul akeli hai jo ek nazar dekh kar hi rubi ke jism main jaan aa gayi

aage dekhte hai bhai aamir ko neha milti hai ki nahi

supar sayer likha hai bhai aap ne ji mujhe rona aa gaya:cry2:
 
Top