• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Manhoos se mahan tak

Story kaisi lagi

  • Best

    Votes: 894 85.0%
  • Good

    Votes: 135 12.8%
  • Bad

    Votes: 23 2.2%

  • Total voters
    1,052
Status
Not open for further replies.

Raja chouhan

Active Member
1,991
28,973
173
Sachmuch behad umda lekhani hai Raja chouhan bhai. 2 sitting me maine 109 updates padh liye aapki kahani ke. Kahani ke kirdaar shashakt bhi hai aur sahi tarah se dikhaye bhi gaye hai.
Kuch log jinme se main bhi ek hu, is kahani ko relate jarur karte hai dusri prakhyaat kahaniyon se lekin iska kahi ye matlab nahi hai ke ye kahani koyi editing hai. Ye toh aapka lekhan hai jo sab ko yaad dila raha un rachnao ki jinse wo judd chuke hai.

Aapki shabdavali, vyakhya karna, ghatnakram ko darshana behad he saral aur ucchkoti ka hai. Gaanv-dehat ko jis tarah se kahani me bataya gaya wo prashanshniya hai aur lagta hai ke aapne wahi mahol dekha bhi hai.

Kuch charitra bahut khaas lage hai jinka main ullekh jarur karunga
1 deepika maami asal me ek stambh hai jinhone is kahani ko shuruaat se he apne kandhe par sambhal liya. Aapki rachna ek pramukh charitra ke ird-gird hai jiska naam Amit hai aur isko nikharne me Deepika bakhubi apna yogdaan de gayi.

2. Raju aur Manjri. Ye dono kirdaar bade asardar rahe hai is kahani ki rooprekha bante samay. Manjri ka haadsa ek jhatka he tha sabhi ke liye jo dil se kahani ko padh rahe the. Raju ek waisa he dost hai jo hamesha hamari zindagi me yaad rakha ja sake. Bachpan waise bhi kaun bhoolta hai bhai.

3. Mohit aur Rama ka kirdaar bhi badlaav laane wala raha is rachna me. Dost aur kismat. Wahi Rama jo khud aasakt thi Amit par wo baad me ek premika aur disha prastut karne wali mahila bhi bani. Mukhya patra ko jis tarah maa-bete ne sehyog diya hai, mujhe sandeh hai ke Amit badle me utna kuch kar paayega inke liye.

4. Naina-karuna ka jikar hamesha ek sath raha aur ye dono he udaasi dur karne wali zindadili se bharpoor ladkiyan rahi hai abhi tak. Unka prem, haasyaras, cheddchhad urja se bharpoor laga.

5. Radha. Ye charitra Divya ki beti ke roop me prastut hua hai jo samay se behtar hota raha. Iski dasha aur vyatha apne aap he isko sneh dene ko vivash karti hai. Is charitra ko nyaye dena sachmuch bahut mushkil hone wala aapke liye. Yaha agar jaldbaazi se Divya thik kar di jaaye, Radha ko Amit ke sath samay de diya gaya toh woh adhbhutt ishq mil nahi payega bhai. Ye kirdaar marmsparshi hai aur iska safar waisa he rehna chahiye.

6. Shaalu aur Shivani. Jameen aasman ka antar hai lekin dono he ek he patra se sambandhit hai. Yaha inhe chaah kar bhi dard se mukti nahi mil paayegi. Shaalu ne khud ko majboot kiya aur halaat se samjhauta karte hue bas sharir ko tyaag he diya. Iski aatma kori hai bedaag. Shivani ka charitra galat raah se sahi raah par aaya lekin anjaam nahi pata.

Kahani me ateet bhi hai haadse bhi hai. Ek aisa ateet jiski kadiyan filhal saamne apne aap aa rahi hai aur baad me masahakkt karni padegi pramukh kirdaar ko. Yaha Monti bhi ullekhniya vyakti hai aur Sheena bhi. Jab itihaas saamne aayega tab wo dusre shehar aur inke pariwar ki jodi ka anumaan ho sakta hai.

Sansarg ke drishya bade gazab likhte ho bhai aur utna he arch dil-dimag wala chitran karte ho jaisa Gauri maami ke sandarbh me filhaal.

Khed hai abhi toh toh woh sirf Manju ke sandarbh me aur pramukh charitra Amit ki hadd se jyada laparwahi darshane par.
Manju ko aapne he banaya hai toh is kirdaar par dil se vichaar kijiyega kyonki isko main deepika maami ke samaan dekhta hu aur inka rishta Pawan ji ke sath hai, anumaan jo prastuti ke adhaar par hai. Inke aur Amit ke sanvaad bade atche rahe lekin jo drishya update 109 me bana waha Manju ka kirdaar bhavuk aur andekhi se pratadit raha. Koshish bhi yahi kirdaar karta dikha aur mulakaat par Amit fir se yaha judaav sabit nahi kar paya. Ye sirf meri opinion hai Chauhan bhai kyonki padhte waqt main har charitra ko jarur kareeb se samajhta hu.

Aapke nirantar asadharan lekhan, pathako ke sath bejod sanvaad aur is rachna ke liye dhanyawad karta ek pathak. Aise he is kahani ko jaari rakhiye aur dher sara prem. ?

Aapka
Enigma
Bahut hi khubsurat tareeke se aapne audit report di hal bhai. Aapse tareef matlab profesar ka kisi student ki tareef karna. Main bhut khush hun k aapko achi lagi story . Kuch kamiyan aapko jo nazar aayi hain wo main accept karta hun. Koshish rahegi aur acha kar sakun
 
Rajesh Sarhadi

Well-Known Member
3,363
7,276
159

Rama ki Beti, Mohit ki behan ko bhool gaye dost, uske liye jo Amit karega, vahi ek tarha se Rama aur Mohit ke ehsanon ka badla chukana hoga. Abhi to aage pata chalega ki Monty anur Sheena bhi cousin hain Amit ki, lekin jayan tak meri soch hai Monty ka baap hi Amit ke maa baap ka qatil niklega. Dekhte hain apne Raja bhai kahani mein kya kya mod lekar aate hain, vase to bahut sahi vishleshan kiya hai story ka.
:claps:
 
Last benchers

Well-Known Member
3,071
6,809
158
Sachmuch behad umda lekhani hai Raja chouhan bhai. 2 sitting me maine 109 updates padh liye aapki kahani ke. Kahani ke kirdaar shashakt bhi hai aur sahi tarah se dikhaye bhi gaye hai.
Kuch log jinme se main bhi ek hu, is kahani ko relate jarur karte hai dusri prakhyaat kahaniyon se lekin iska kahi ye matlab nahi hai ke ye kahani koyi editing hai. Ye toh aapka lekhan hai jo sab ko yaad dila raha un rachnao ki jinse wo judd chuke hai.

Aapki shabdavali, vyakhya karna, ghatnakram ko darshana behad he saral aur ucchkoti ka hai. Gaanv-dehat ko jis tarah se kahani me bataya gaya wo prashanshniya hai aur lagta hai ke aapne wahi mahol dekha bhi hai.

Kuch charitra bahut khaas lage hai jinka main ullekh jarur karunga
1 deepika maami asal me ek stambh hai jinhone is kahani ko shuruaat se he apne kandhe par sambhal liya. Aapki rachna ek pramukh charitra ke ird-gird hai jiska naam Amit hai aur isko nikharne me Deepika bakhubi apna yogdaan de gayi.

2. Raju aur Manjri. Ye dono kirdaar bade asardar rahe hai is kahani ki rooprekha bante samay. Manjri ka haadsa ek jhatka he tha sabhi ke liye jo dil se kahani ko padh rahe the. Raju ek waisa he dost hai jo hamesha hamari zindagi me yaad rakha ja sake. Bachpan waise bhi kaun bhoolta hai bhai.

3. Mohit aur Rama ka kirdaar bhi badlaav laane wala raha is rachna me. Dost aur kismat. Wahi Rama jo khud aasakt thi Amit par wo baad me ek premika aur disha prastut karne wali mahila bhi bani. Mukhya patra ko jis tarah maa-bete ne sehyog diya hai, mujhe sandeh hai ke Amit badle me utna kuch kar paayega inke liye.

4. Naina-karuna ka jikar hamesha ek sath raha aur ye dono he udaasi dur karne wali zindadili se bharpoor ladkiyan rahi hai abhi tak. Unka prem, haasyaras, cheddchhad urja se bharpoor laga.

5. Radha. Ye charitra Divya ki beti ke roop me prastut hua hai jo samay se behtar hota raha. Iski dasha aur vyatha apne aap he isko sneh dene ko vivash karti hai. Is charitra ko nyaye dena sachmuch bahut mushkil hone wala aapke liye. Yaha agar jaldbaazi se Divya thik kar di jaaye, Radha ko Amit ke sath samay de diya gaya toh woh adhbhutt ishq mil nahi payega bhai. Ye kirdaar marmsparshi hai aur iska safar waisa he rehna chahiye.

6. Shaalu aur Shivani. Jameen aasman ka antar hai lekin dono he ek he patra se sambandhit hai. Yaha inhe chaah kar bhi dard se mukti nahi mil paayegi. Shaalu ne khud ko majboot kiya aur halaat se samjhauta karte hue bas sharir ko tyaag he diya. Iski aatma kori hai bedaag. Shivani ka charitra galat raah se sahi raah par aaya lekin anjaam nahi pata.

Kahani me ateet bhi hai haadse bhi hai. Ek aisa ateet jiski kadiyan filhal saamne apne aap aa rahi hai aur baad me masahakkt karni padegi pramukh kirdaar ko. Yaha Monti bhi ullekhniya vyakti hai aur Sheena bhi. Jab itihaas saamne aayega tab wo dusre shehar aur inke pariwar ki jodi ka anumaan ho sakta hai.

Sansarg ke drishya bade gazab likhte ho bhai aur utna he arch dil-dimag wala chitran karte ho jaisa Gauri maami ke sandarbh me filhaal.

Khed hai abhi toh toh woh sirf Manju ke sandarbh me aur pramukh charitra Amit ki hadd se jyada laparwahi darshane par.
Manju ko aapne he banaya hai toh is kirdaar par dil se vichaar kijiyega kyonki isko main deepika maami ke samaan dekhta hu aur inka rishta Pawan ji ke sath hai, anumaan jo prastuti ke adhaar par hai. Inke aur Amit ke sanvaad bade atche rahe lekin jo drishya update 109 me bana waha Manju ka kirdaar bhavuk aur andekhi se pratadit raha. Koshish bhi yahi kirdaar karta dikha aur mulakaat par Amit fir se yaha judaav sabit nahi kar paya. Ye sirf meri opinion hai Chauhan bhai kyonki padhte waqt main har charitra ko jarur kareeb se samajhta hu.

Aapke nirantar asadharan lekhan, pathako ke sath bejod sanvaad aur is rachna ke liye dhanyawad karta ek pathak. Aise he is kahani ko jaari rakhiye aur dher sara prem. ?

Aapka
Enigma
Bhai itna bade review diye ho .Mai kuch Janna chahta hu ..Raju or manjri ke sath huakiya...asal Mai Maine wo update padha hi nhi.. pleased ho ske to Thora short Mai bta Dena
 
Status
Not open for further replies.
Top