• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Aidenhunt

Active Member
1,522
3,677
144

Aidenhunt

Active Member
1,522
3,677
144

Aidenhunt

Active Member
1,522
3,677
144
  • Like
Reactions: hellboy

Aidenhunt

Active Member
1,522
3,677
144
Har update kabil e tarif hai. Aap ki prashansa ke liye lafz kam parh rahe hai. Superb Story.
Thanks for your comment
Keep supporting..
 

Aidenhunt

Active Member
1,522
3,677
144
  • Like
Reactions: 123@abc

Aidenhunt

Active Member
1,522
3,677
144
Update 143



PARAS



Hakeem bhi bahar aata hai sabko batata hai k ab shamshera khatre se bahar hai par abhi bhi unke upar dhyan dene ki zarurat hai

dastan:Theek hai bachho ab tum sab jaao aur kuch kha lo mai yahi par hu

Hooriya:abba jaan aap jaye me rukti hu

Sultan:theek hai aap dono he ruk jaye hum sab chalte hai..aap log jaiye Naaz..razia aur muskan shaan inhe le jao

Sab apne apne huzre me chale jate hai hooriya aur sultan dastan shifakhane k samne rukte hai

Sultan:man me)Ye Gul shah kaha hai ?

Sultan:aap dono yahi rahe me aata hu

ye keh kar sultan mahal se bahar nikalta hai aur idhar udhar gul shah ko dekhne lagta hai

Sultan:man me)pata nahi q mujhe is Gul shah k chehre se bagawat ki boo aati hai

Sultan wapas apne huzre me jata hai aur ek kursi pr baith k ek khat likhne lagta hai thodi der baad khat ko mod kar apne sabse khas sipahi ko bulata hai

Sultan:Sipahi
sipahi kaksha me andar aata hai aur sultan k hath me ek khat dekhta hai

Sultan:Suno is makhtoob ko hamare khas jasoos tak pahucha do us se kehna iska jawab hume jald se jald chahiye aur han iski khabar kisi ko kano kan na ho

Sipahi:jo hukm sultan aisa he hoga

Sipahi wo khat le kar chala jata hai

Sultan:Man me)Ab mere jasoos tum aur tumhare ghatiya dost chan pasha k har kadam ka haal mujhe batayenge gul shah aur agar ye chaal tumhari nikli to gulshah tumhe me tadpa tadpa k maarunga

Idhar hooriya ab bhi shifakhane k bahar apne sasur sultan dastan k sath baithi thi tabhi waha naaz aajati hai

Naaz:Baaji aap subah se bhuki hai dupahar ka khana bhi nahi khaya aise bhi apki tabyat thek nahi chaliye kuch kha lijiye

Hooriya:naaz par me kaise ja sakti hu

Dastan:beti tum jaao ab hamara pota khatre se bahar hai aur me hu na yaha dhyan rakhne k lye mahal ka har shaksh shamshera ko chahta hai

Hooriya:theek hai abba jaan me jati hu aap shamshera ka khyal rakhiye

Hooriya naaz k saath naaz k huzre me aajati hai jaha per naaz ki beti sama bhi thi

Naaz:Beti sama badi ammi k liye khana lagao

sama:ji ammi abhi lagai

Hooriya:Ye kya naaz sama se q kaam karwa rahi ho kaneez kar legi

Sama:badi ammi aap ki khidmat karne ka mauqa mil rha hai meri khushnaseebi hai bass aap mujhe duwao me se nawaze suni hu aapne jo duwa maangi sultanat k lye wo sab puri hui hai

Hooriya:Han meri beti jab me shadi kr k aai thi hamara bhut chhota sa sultanat tha aaj hum aadhi dunya me qabiz hai

Naaz:Zarur baaji aur khuda ne chaha to aapke bete aur pote puri dunya pr hukumat karenge

Hooriya khane k lye baith jati hai aur khane lagti hai

hooriya:han naaz Sultan ka ek sapna hai k wo dilli per hukumat kare

Naaz:Bass aap sultan ka sath dijiye ek din wo bhi mumkin hai

Hooriya:abhi to me chahti hu mera beta shamshera theek ho jaye

Naaz:Han wo aapse kitni muhabbat karta hai..
itna he kahi thi naaz ne k hooriya ko ek thaska lagta hai aur wo khasti hai

Naaz:aap theek to hai na baaji
sama paani do badi ammi ko

Sama paani deti hai aur hooriya peeti hai

Naaz:sach me aaapko jaan pe khel kr bacha liya shamshera ne beta ho to aisa

Hooriya:man me)Wo beta mujhe apne mashuqa samajh kar bachaya hai uski muhabbat wo muhabbat nahi jo har beta apni maa se karta hai

Hooriya:Aap theek keh rhi ho naaz begum mera shamshera sher hai agar wo na hota waha to me aaj zinda nahi hoti

naaz:Kaisi baate kar rhe ho baaji

tabhi waha razia apne beti mahnoor k saath aajati hai

razia:Kya baate chal rahi hai

Hooriya:aao razia begum

Razia:ab kaise hai shehzade shamshera

Hooriya:ab wo khatre se bahar hai

razia:ye to bhut khushi ki baat hai par ye hamla ka tazzub hai

Hooriya:han pata nahi q ye cheeni hum pr hamla kye

Naaz:pata chala hai k ye cheen k lootere hai jo chori karte lootpaat krte hai

Hooriya:naaz par unka maqsad aaj bilkul bhi chori ka nahi tha wo mere aur sultan pr andhadhun teero ki barish kar rhe the


Naaz:par aisa q karna chahte hai wo log

Hooriya:man me)ab pata nahi kaun hamare jaan lena chahta hai aur kya fayda hoga

Hooriya kha kar uth jati hai aur teeno sautan ab baithe baate karne lagti hai

Hooriya:Ye muskan begum kaha hai

Razia:wo apne huzre me he hai

Naaz:us muskan ko to hamare gham se kuch matlab nahi bass apne sajne sawarne me lagi rehti hai

Hooriya:man me)Sultan ko jo kayal karna hai use apne jism se usne he sultan ko mujh se door kar dya

Hooriya:Jaane do abhi Muskan ki itni umar nahi hui k wo har dukh ko gehrai se samajh sake

Razia:aap theek kehti hai baji

aise he raat ho jati hai raat me sab apne apne kaksha me the aur shamshera ab bhi hakeem k paas tha hooriya k paas uska raat ka khana aata hai

Kaneez:khana kha lijiye mallika nahi to thanda ho jayega
ye keh kar kaneez jati hai aur hooriya aakar khane baithi he thi k uske aakho saamne aaj subah k manzar daud jate hai kaise bahaduri se shamshera ne apne seene pr teer le liya par hooriya ko aanch nahi aane di

Hooriya:man me)Naaz sahi keh rahi thi wo mujhe apne jaan se badh kar chahta hai aur maine use kitna jaleel kya kitna mara par wo uff tak nahi kya upar se meri jaan bacha kar mujh per ahsaan kar dya shamshera ne..kaise wo mujhe behosh hone se pehle kaha k wo mujhe muhabbat karta hai aise haal me jab insaan mar raha ho wo jhoot nahi bolta wo fir dawai nahi kha raha tha aur aakhirkaar apne zidd se usne manwa he lya k uska pyar sachha hai..par mai kya us waqt us se behas karti me janti hu wo kitna ziddi hai wo dawai khaye bina marr jata..kya sirf me uski jaan bachane k lye uski muhabbat ko sach maani ya waqayi me maan li k wo mujhse sachi muhabbat karta hai jaise koi mard ek aurat se karta hai ..chhi me ye kya soch rahi hu ..Naaz bhi to keh rahi thi k wo mujhse bhut muhabbat karta par wo to ek beta ka muhabbat he dekhi use andaza nahi k wo kaun si chahat apne dill me bun raha hai..han ye sach hai k wo mujhe apni hawas nahi banana chahta aur mujhe apne mehbooba ki nazar se bepanah muhabbat karta hai

Hooriya ka badan ye sochte he kaanp jata hai aur wo apne dono hatho se apne muh pr rakh kar sahlate hue

Hooriya:Ya khuda ye mai kya soch rahi hu

Hooriya:man me)Shamshera agar mujhse apni muhabbat samjhta hai apni mashuqa samajhta hai to kya wo rishta qayam karna chahta hai nahee nahee..aisa nahi ho sakta ye nahi hone dungi me ..par agar me shamshera ko nahi mili to kahi wo kuch ulta seedha na kr baithe..uski zindagi to kharab ho jayegi shayad isliye wo shadi nahi karna chahta hai mai kitni bewaqoof thi ab tak samajh nahi saki ..kya karu me kya na karu ab to sultan bhi mere nahi hai aur mujhe unhone dill se utaar dya hai kisko batau apna halat kaise me is gunaah se shamshera ko bahar nikalu

Hooriya ye sochte hue uth ti hai aur uth kar mahal k shifakhane ki traf jane lagti hai shifa khana k darwaze pe ja kar

Hooriya:Hakeem sahab

Hakeem:Aaiye mallika

Hooriya andar aati hai aur apne bete ko leta hua pati hai wo bade pyar se dekhte hue hakeem se puchti hai

Hooriya:ab kaisa hai shamshera

Hakeem:Unpar dawai ka achha asar hua hai hosh me hai wo

Hooriya chalte hue apne bete k paas jati hai aur use dekh kar

Hooriya:beta..

Shamshera apni aakhe kholta hai

Hooriya:tu bilkul fiqr na karo mere laal hakeem sahab ne kaha hai tum ab bhut jald thek ho jaoge

shamshera apna ek haath utha kar hooriya k traf badhata hai aur hooriya apna hath uske hath per rakh kar

shamshera:ammi jaan ye mere liye ek nai zindagi hai me chahta hu k me jaldi thek ho kar aapke har dukh ko aapke zindagi se door kar du

Hooriya:beta..Pehle tum theek to ho jaao dusro ki fiqr na karo apni socho

Shamshera:ammi jaan jab apni khwahishe puri na ho to dusro ki he khush rakhna chahiye

Hooriya samajh jati hai shamshera ki khwaish kya hai aur wo hooriya se kya chahta hai

Hooriya baat palat te hue kehti hai
Hooriya:Meri to duwa hai tumhari har khwaish puri ho beta tum agle sultan ho tumhe jo cheez chahiye milegi

Shamshera:Mujhe aapka saath chahiye aur kuch nahi

Hooriya:man me)Ye kya khwaish hai beta tum mujhe majboor kar rhe ho

Hooriya:me hamesha saath thi aur sath he rhungi
Hooriya shamshera ki baat chalaki se jawab dete hue kehti hai

Shamshera:man me)Aap ka sath ek mehbooba ki trah chahiye aap waqayi bhut tez aurat ho

Hooriya apne hath se dheere se shamshera ka bhari haath hatati hai aur mud kar jane lagti hai hooriya abhi shifakhane k kamre se bahar he nikli thi k piche se hakeem ki aawaz aai

Hakeem:mallika jahan

Hooriya mud kar dekhti hai aur ruk jati hai

Hakeem:Wo aapse kuch baat karni thu

Hooriya:ji kahiye hakeem sahab

Hakeem:shehzade theek ho jayenge pr ek baat hai jo shayad unhe pareshan kare

Hooriya:kya keh rahe hai hakeem sahab saaf saaf kahiye

Hakeem:aap ko to pata hoga k shehzade shamshera sharab sharab k aadi hai

Hooriya:ji han wo aapki baat thek hai


Hakeem:Mallika unke aaant ab pehle jaisi nahi rahi zehar k jaane k baad se ab kamzori aagayi hai jo shayad kabhi theek na ho ya salo saal lag jaye

Hooriya:kya fir kya kare hum hakeem kuch to ilaaj hoga

hakeem:ilaaj kuch nahi hai ahtyat rakhna hoga nahi to andar ka jigar kharab ho sakta hai jo jaan lewa hai

Hooriya:kya ahtyat hakeem sahab

Hakeem:ab unhe sharab aur shabab dono band karna hoga nahi to unki andruni kamzori unke zindagi barbad kar degi ab aap he shehzade ko samjha sakti hai hamare andar to wo himmat nahi

Hooriya aakh bade kye hakeem ko dekhe ja rahi thi aur kuch sochte hue

hooriya:aapki baat me samajh gayi shamshera k thek hote he mai use samjhaunga par tab tak aap uske zimmedari aapke sar

Hakeem:Mallika hum din raat ek kar denge shehzade ko sehatmand banane me

Hooriya:Me shukrguzar rahungi aapki zindagi bharr

Ye keh kar hooriya apne huzre k traf jane lagti hai aur hakeem wahi khada ho kar sochne lagta hai

Hakeem:man me)Shehzade is umar me sharab aur vaishyao k chakkar me apni zindagi barbad kar rhe hai ..kabhi kabhi mujhe yaqeen nahi hota k wo mallika jahan hoorejahan ka beta hai hoorejahan k jaisi parehzgaar aurat jiske nakhun tak kisi gair mard nahi dekhe unka beta itna aiyyash kaise ho sakta hai

To be continued..
 
Top