• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
โ€ขยฐUPDATE 24โ€ขยฐ

Recap -

Neend tootne ki naraajgi ke saath usne call receive ki,

Manav : "Ehmm.. Hello...kon..?? *yawns* ๐Ÿฅฑ itni subah kon call karta haii!!"

Doosri taraf se ek sthir aawaj aayi..,

"Mai Rajyavardhan hun. Hum abhi aapke hostel building ke saamne hai. Jaldi se ready hokar neeche aaiye. "

Aur itna bol Rajyavardhan ne call cut kar di...

AB AAGE :-

Rajyavardhan ki aawaaj sun Manav kuch der ke liye sadme me chala gaya, ๐Ÿคฃ

Usne jaldi me mobile wahin bistar par patka aur apni oopar ki berth se kood, balcony me ja pahucha.

Balcony se usne dekha ki ek Black Chevrolet car uske hostel ke theek saamne khadi thi!

Bina jyada soche wo wapas room me aaya, fatafat kuch kapde nikale, haath muh dhoye aur furti se taiyar ho gaya. Phir apna mobile le, lagbhag daudte hue seedhiyaan utarne laga.

HOSTEL ke baahar -

Rajyavardhan driving seat par baitha tha aur Avantika ne uske bagal ki seat li hui thi. Saanvi peeche baithi thi aur neend me lag rahi thi.

Car ke paas pahunchkar,

"Good morning Uncle.. Aunt..! Aap.. yahan.....??" Manav ne aashcharya se poochha.

Rajyavardhan : "Good Morning Manu. Hum sab weekend trip par ja rahe hai, to yahan aapko lene ke liye aaye hai."
Rajyavardhan ki tone aisi thi jaise wo Manav se pooch nahi raha balki use saath chalne ka aadesh de raha ho..

Baharhaal Manav ne bahana dene ka socha,

Manav : "Lekin aaj college me..."

Rajyavardhan : "Dont worry! mai Elder Vinod se bol dunga, wo sab handle kar lenge."

"Um ..."

Manav kuch aur bahana dena chaah raha tha lekin aakhirkar usne haar maan li,
Kuch soojha hi nahi use... kya karta bechara? ๐Ÿ˜…

Manav : "Theek hai.., waise aaj itna bhi kuch important nahi hai.. to.. Vinod Sir se baat karna jaruri nahi hai.. hehe"

Rajyavardhan : "Hmm.. Okay."

"Baithiye car me," Avantika Manav ko dekhkar muskuraayi. ๐Ÿ˜Š

Awkwardness me Manav car ka gate khola aur peeche Saanvi ke paas baith gaya.
Kya karta.. koi aur option hi nahi bacha tha.

Saanvi : "Mom! hum ise kyon le ja rahe hai?? Aapne to kaha tha ki ye ek family trip hogi! !"
Saanvi ne shikaayat ki.

"Kya Manav apni family ka hissa nahi hai?" Avantika ne araam se kaha.

Ispar Saanvi ko samajh nahi aaya ki kya kahe. Khair.. usne thoda jor laga kar jabaab dhundha aur apna tark dene hi wali thi ke Rajyavardhan ne tok diya,

Rajyavardhan : "Agar aapko aise hi complain karte rehna hai to hum wapas ghar chalte hai.. No trip! ab ghar pahunchkar aap apna homework complete karna."

Saanvi : "Nooo.... Daddy.. mujhe koi problem nahi hai..! Hum trip par hi chalte hai! "

Rajyavardhan ka ye tarika nishchit roop se kaam kar gaya tha. ๐Ÿ˜
Ab Saanvi bilkul chup thi. Haalanki usne apna muh jaroor fula liya tha.. ๐Ÿ˜พ

"Manu, aapne abhi tak breakfast nahi kiya hoga?" Avantika ne mudkar apni madhur awaaj me poochha.

Manav : "Its ok aunty. .. mujhe bhookh nahi hai"

Avantika : "Sani bag kholiye! Manu ko sandwich de dein usme se,"

Saanvi ne bura muh banaya aur bag khola. Usne ek sandwich nikaalkar Manav ke haath par fek di.
Woh.. gusse me thi!

Manav : "Thank you! "

Rajyavardhan ne to pehle hi baat karna band kar diya tha, uska saara dhyaan driving par tha.

Idhar Saanvi ekdum gate se sat gayi aur Manav se doori banaye rakhi.

Maano wo seat par usse doori bana, apne parents aur Manav ko apni narajgi dikhana chah rahi ho. Jahir tha.., wo Manav ke aane se nakhush thi!

City se nikalne ke baad, ab ve ek 6 lane national highway par aa gaye the. Car me , chaaron chup the.. Kisi ne bhi baat shuru karne ki pehel nahin ki..

Lamba safar aur khidki ke baahar ke ek jaise najaare..
neend lane ke liye kaafi hote hai. Manav aur Saanvi, donon ko bhi neend aa rahi thi. ๐Ÿฅฑ

Jald hi Manav so gaya.. kyuki - uski neend poori nahi ho pai thi.. Kal Raat wo late soya aur aaj subah.., Rajyavardhan ki call se bahut jaldi uth gaya tha.
To wahin Saanvi, aaj ki trip ke liye itna excited thi ki kal raat theek se so hi nahi payi..
Aur ab.. Car ki comfortable seats ne use bhi sone ke liye majboor kar diya tha!

Car apni speed se aage badh rahi thi, peeche.. sone ke dauraan donon ke sar, seat ke beech me rakhe bag par gir gaye the...
...
...
...

"Bachhon..! Hum pahuch gaye!" Aur Avantika ki utsaahit aawaaj ne un donon ki neend tod di!

Manav aur Saanvi dheere-dheere jaag gaye aur jaagte hi unhen ehsaas hua ki unke sar aapas me touch kar rahe the..

"Duur HatoO! !"

Saanvi ne apni bhauhen chada Manav ko door dhakel diya. Phir wo jaldi se car se baahar kood gayi.

Aasapaas ke hare-bhare pahaadon aur saaf paani ke jharno wale najaaron ne jald hi uske chehre par ek pyaaari muskaan la di.. ๐Ÿ˜๐Ÿ˜ƒ

Manav ne apne muh se laar (saliva) ponchhi aur wo bhi car se baahar nikal aaya. Baahar ke khoobsurat najare ko dekh wo bhi tarotaaja ho gaya tha! ๐Ÿคฉ

Manav : "Ye konsi jagah hai! ?"

Avantika : "Maha-bodhi Parvat,"

"OHhh.... " Manav hairaan tha.

Usne iss jagah ke baare me suna to tha lekin uska pehle kabhi yahan aana nahi ho paaya..

Maha-bodhi Parvat, Chennai se lagbhag 100 kilometre door ek famous tourist destination hai.

Iska matlab.. unka safar kareeb 2 ghante se jyada ka raha.. ..

Avantika : "Chaliye ! aaj parvat ghumte hain aur raat ko yahin talhati ki kisi hotel me ruk jayenge,"

Manav : "..kyaa..!?"

Avantika ki baat sunkar Manav aur bhi hairaan ho gaya..

Woh to khud ko yeh tasalli dekar, Saanvi ki family ke saath trip par aaya tha ki trip se ve shaam ya jyada se jyada raat tak laut aayenge.. Lekin raat bhi yahin bitana..? ye to...

Chunki yeh tourist spot city se kareeb 100 kilometer door Nanmangalam Forest area me tha, to yahan direct city tak jaane wali buses nahi chalti thi..
Isliye iss tourist spot tak Chennai ke log, ya to aapne saadhan se aate the ya travel agencies ki bus book karte the.

Manav ki hairani ko dekh Avantika apna sar shake kar dheere se muskura di aur usne Rajyavardhan ko sujhaav diya,

Avantika : "Pehle apna samaan kisi hotel mein rakh dete hain,"

Rajyavardhan ne haan me sar hilaya aur car se unka gina chuna samaan nikal kar, car lock kar di. Usne travel bag uthaya aur paas ke ek hotel ki taraf badh gaya. Avantika bhi apna hand bag aur ek dusra chhota bag liye, Rajyavardhan ke peeche ho li.

Halaanki, Rajyavardhan jyaada baat nahi karta tha, lekin Manav uske maun me chhipi, uske aur Avantika ke beech ki strong bonding, understanding aur beinteha mohabbat ko mehsoos kar sakta tha...

Saanvi : "Pakdo ise!" ๐Ÿ˜ค

Itna bol Saanvi ne apna pink backpack Manav ke haath me thamaya aur apne mom-dad ke peeche-peeche hotel ki taraf chal di.

Manav ko yeh jaankar thodi awkwardness mehsoos hui ki wo unke saath 2 din tak rehne wala hai..

Baharhaal, wapasi ka koi raasta to tha nahi. . To usne Saanvi ka bag apni peeth par daala aur kandhe uchkane ke baad, wo bhi hotel ke liye unke peeche ho liya.

Ve iss Famous pahad ke talhati par stith ek hotel pahuche, hotel 4-star thi lekin jara bhi sasti nahi thi.. , ek room ka 1 raat ka kharcha โ‚น 20,000 tha!

Rajyavardhan ne apne platinum card se 2 rooms ki payment ki, jaise โ‚น40, 000 kuch maayne hi na rakhte ho..

Ab unhe 1 room me 2 , kuch aise adjust karna tha..

"Kahin.. ye mujhe Saanvi ke saath room share karne ka to nahi bolenge..?" Manav ne man hi man socha.

Rajyavardhan : "Chaliye! "
Usne Manav ke chehre par hichkichahat dekh uske kadhne ko thapthapaya,

Manav ko achaanak ehsaas hua ki woh Sani ke dad ke saath room share karne wala hai, aur Sani apni mom ke saath doosre room me rukegi.

"Mai bhi.. kya kya soch leta hun..." ๐Ÿ˜” Rajyavardhan ke saath room tak pahuchte hue, Manav soch raha tha.

Unke rooms aamne-saamne hi the. Manav Rajyavardhan ke peeche room me dakhil hua. Usne dekha ki room jyada bada to nahi tha magar bade achche dhang se sajaaya gaya tha.

Khidki ke paas pahuch usne parde wapas kheench liye, aur parde hat te hi Maha-bodhi Parvat ka sundar drashya uske saamne aa gaya.
Uske chehre par taaji hawa ki ek lahar daud gayi; usne.. city me rehte hue itni taaji hawa me kabhi saans nahi li..

Rajyavardhan : "Manu! Ready ho jaaiye.. Fir apan sab chadhai shuru karte hai."

"Ok..," Manav ne Saanvi ka chhota pink bagpack ek kursi par rakha aur bathroom mein chala gaya. Andar pahuch kar usne sabse pehle brush kiya aur apna chehra theek se dhoya. Woh itni hadbadi me apne hostel-room se nikla tha ki uske paas brush karne ya dhang se chehra dhone ka bhi time nahi tha.

Saanvi ki family ke saath aisa basa-muh liye safar karna sach me bahut embarrassing tha. ๐Ÿ˜”

Jab Manav ne bathroom se baahar apna kadam rakha to, wo dekhta hai ki ve teenon uska hi intjaar kar rahe the.

"Slow Uncle!" Saanvi budbudaayi.

Avantika aur Rajyavardhan wahin the.. To Manav uske parents ke saamne usse bahas nahin karna chaahta tha. Usne 2 baar halke khaansa aur Rajyavardhan ki or dekh kar kaha,

Cough* Cough*

Manav : "Ahem.. Uncle.. Mai ready hun."

"Mera bag mat bhoolO! !" Saanvi chillayi.

Manav muda aur uska chhota pink bagpack utha liya.

Rajyavardhan uska bartaav aur nahi jhel saka aur use daant diya,

Rajyavardhan : "Thoda polite baniye, Sani! "

Saanvi ne apne daant pees liye kyonki use laga ki galti uski nahi balki Manav ki hi thi! Ek to wo itna dheere taiyar hua aur oopar se uska bag bhi uthana bhool gaya tha..

Saanvi, Family trip ko lekar bahut romaanchit thi, lekin Manav ke achaanak unhe join karne se wo aasahaj ho gayi thi.

Avantika : "To fir chalte hai, parvat ki choti par! "

Manav : "Ohh, 1 minute.. mai apni daadi ko call karke bata deta hun.. Mujhe is weekend, unse milne jaana tha,"

Manav ko achaanak daadi ka khyaal aaya aur usne call lagane ke liye apna mobile bahar nikaal liya.

Fir.. usne ghar par call lagai aur apni daadi maa se kaha ki woh apne "classmates" ke saath baahar ghoomne ja raha hai .. Aur isliye, iss weekend wo unse milne nahi aa payega..

Ye sunkar uski daadi nirash nahi hui ulta unhone use enjoy karne aur apna dhyaan rakhne ke liye kaha.

Call par apni daadi se baat kar rahe Manav do dekh, Avantika ne mehsoos kiya uski tone me apni daadi ke prati kitna apnapan aur lagaav tha.. Iske alawa, uski word choice bhi samajhdaari wali thi.

Jab Manav ne call cut ki to Avantika ne kaha,

Avantika : "yahan ki hawa vaastav mein bahut fresh hai.. Aapko apni daadi ko kabhi.. yahan ghumane lana chahiye! Yahan, talhati me kayi aise kisaan (Farmer host) bhi hai jo minimal price me tourist ki mejbaani karte hai. .

Manav : " J-Ji.. Aunty.. Sure! "

Avantika : "Hmm~ City ke bahut se youngsters garmi se bachne ke saath-saath ek-doosre ki company ko enjoy karne ke liye apne parents , grandparents ko yahaan laya karte hain... Yahan bujurg log khud bhi badi shaanti ka anubhav hai. Ve yaha cards khel sakte hain, doosre tourists se baatcheet sakte hain, aur kuch aboriginal fresh dishes bhi try sakte hain.... ! Overall, yeh jagah bahut relaxing aur popular hai! ,"

"Ohh.. Got it.. Aunty, thanku.." Manav ne hichakte hue kaha.

Usne apni daadi ma ko Sani ke baare me kuch nahi bataya tha.. Aur isliye , abhi use unse jhooth bolna pada ki wo apne "classmates" Ke saath ghoom raha hai..

Bhala wo daadi ma ko Saanvi ke parents ke saath hone ke baare me kaise bata sakta tha?

Use kuch bhi andaja nahi tha ki aisi nakchadi, misbehaving aur bigdail bahu (hone wali) ko dekhkar daadi shocked :shocked: ho jayegi ya bas hairaan hongi.. ๐Ÿ˜ฒ

Manav ke chehre par aa rahe duvidha wale bhaav , Avantika se chhipe nahi reh sake,

"Ab hum ek hi family hain isliye itna mat sochiye.. tention kis baat ki hmm~? Chaliye chadhai shuru karte hain hehe..," Avantika Manav ko dekhkar muskurayi ๐Ÿ˜Š aur uske gaal ko thapthapaya.

Fir, wo Rajyavardhan ke haath me haath daal, hotel se baahar nikalne ke liye aage badh gayi...

Update 24 ends here..

:reading1: ๐Ÿ…๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ณ,

๐Ÿ„ป๐Ÿ„ธ๐Ÿ„บ๐Ÿ„ด ๐Ÿ‘ ๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ฝ๐Ÿ„ณ
๐Ÿ„ฒ๐Ÿ„พ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฝ๐Ÿ…ƒ ๐Ÿ“ ๐Ÿ˜„

Fir dubara milenge naye update me...
Be healthy~ , Be happy~ ๐Ÿ˜„
And God bless you all ๐Ÿ˜‡
To be continued.....
 
Last edited:
343
1,764
123

Thank you so so much brother ๐Ÿ˜„๐Ÿ™
Arey bhai jara rukiye :D
Abhi to story ka base hi bana h, kuch aur updates ke baad dhamakon ka silsila hoga :gunfire2:
Aage kuch updates blessings lene wale honge( lekin important) , Rajyavardhan ki call bhi isi se related thi..
Aur abhi characters bhi 20% hi aaye h , nayi nayi hastiyon ke saath ab bawaal machna shuru hoga :fight: :fight3:
Bane rahiye :good: ๐Ÿ˜Š
Hmmm .....so to hn...๐Ÿ˜Š....ok we are waiting for next update
 
Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
  • Like
Reactions: HONEY SINGH14

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
Ab wheel kahe ya soul par kahani ki jaan to aap readers hi hai..
Aap sabhi ka bahut bahut aabhaar ๐Ÿ˜„๐Ÿ™

Baat karte hai kuch 'Active wheels' yani active readers ki :

NOTE : kuch mistake hui ho ya koi active bhai aur apsara chhoot gaya/gayi ho to maaf karne ka aur behichak batane ka.. Aapka hi thread hai bhaii ๐Ÿ˜„

Amrit_#0 - bhai aap bahut support karte hai, Kitne hi pop-up ads ka saamna karne par bhi.. Thread ki sabhi post par like thokte hai.. - apka bahut bahut dhanyavaad ๐Ÿ˜Š๐Ÿ™

:bow: :bow:

Ever green Bros :
Pardeep Singh meena
, Mahendra Baranwal, ABHISHEK TRIPATHI, Aryanv, Sandyk123, Ak47203

ye bhai log bhale hi chand shabd likhte ho par inke wo chand shabd bhi kahani ke liye bahumulya hai
Shukriya aap sab ka ๐Ÿ˜Š๐Ÿ™

:grouphug:

To the point - exact & crisp

Anky@123 - kahahi ke bade prashansak๐Ÿ˜„๐Ÿ™

Mana6262 , Charles William, = dono brothers bade supportive
Xabhi - Bhau to saare vintage points bata dete.. Kafi insightful hote inke reviews
Aap sabka bahut bahut dhanyavaad ๐Ÿ˜Š๐Ÿ™

Naye Saathi :

Surya_021, Rival, Devilrudra, Skul, Habibi@,

ashish_1982_in - Senior bhai ji ๐Ÿ˜Š๐Ÿ™

Zohaib896- In bhai ko to story sabse jyada pasand aa rah๐Ÿ˜„

Thanks a lot bhai log โ˜บ๐Ÿ™

Likers

Sarb32, Rudransh120, Mr.Beast
Thank you bros โ˜บ๐Ÿ™

Aap sabhi ka bahut bahut dhanyavaad ๐Ÿ˜„๐Ÿ™

Aise hi saath bane rahiyega

Bhai logon aur Sundariyon, writers story to likhte hai lekin uski value, uski evaluation yahan tak ki story ka future aap readers hi decide karte hai..

Ye section aap sabhi readers ke comments/revos ki respect me hi hai. Jaisa spoiler ka name hai isme Nov. months ke kuch chuninda khaas comments ya unke excerpts quote kiye gaye hai...
Comments 4 types me divide kiye gaye hai..
Best Explaining, Best supportive, Best suggestions, Best funny

NOTE : kuch mistake hui ho ya kuch chhoot gaya ho to maaf karne ka aur behichak batane ka.. Aapka hi thread hai bhai ๐Ÿ˜„

Reply ya revoo na aane par tention mat Lena...kyoki shuruwat me kisi bhi story par reader nhi aate hai....phir dhire dhire jab carava 20 update Tak pahuchata tab jakar reader ka judav hota hai ...so sad na hone ka bhi....aisa isiliye hota hai ki writer 5-10 update dene ke baad bhag jata hai...to koi bhi reader shuruwat me kisi bhi story ko dil se nhi lagata hai....
Ye oct ka comment hai lekin bahut mayne rakhta hai.. Jaise 'Xforum story contest' har thread me post hote hai waise hi apne 11 nainster fan bhai ka ye comment har naye writers ke thread me post hua to unhe bahut jyada motivation milega..
Apni Mahagatha ka caravan yahan tak pahunchane me is comment ki sabse ahem bhoomika rahi ๐Ÿ˜‡

Best explaining-

Kashmakash me fasa manav shisht abhi talmel bithane ki koshish me hi hai, ulza hua hai ,har din naye log mil rhy hai nayi bat pata chal rahi hai ,uper se sanvi ka gussa aur ek normal se ladke ki supernatural ke dunia me aane ki kahani dino dil badi dilchasp hoti ja rhi hai
Important update for manav ๐Ÿ˜๐Ÿ˜ kitna kuch jan gaya hai Manu avantika se...
Sani khubsurat to hai hi sath hi sath determine bhi hai aur iske sath sath emotional bhi hai, jese jese badi hogi strong aur quite hoti jayegi aesa mera man kehta hai aur apna manu sensible hai preshaniyo ka samna kerne aur apne aap ko sabit kerne ka madda rakhta hai jese jese bada hoga . Aur carring hota jayega aur Sani ke liye pyar badta jayega
manu aur Sani actually abhi samaz hi nahi pa rhy ki unke sath ho kya rha hai to chemistry banna to abhi bahut dur hai ,aakhir abhi to ye dost bhi nahi hai aur na hi kuch jante hai ek dusre ke bare me , mere hisab se sabse pehle jo hona chahiye wo ye ,ki dono pehle apne aane wale future ko samze aur sath hi sath uski seriousness ko bhi , aur ek dusre ko janna shuru kare...
avantika or rajvardhan ne khana khate huye manav ko bahut kuchh btaya or yah jankr ki manav ke hath me hi sanvi ki jindgi tiki Hui hai vo sanvi ke sath Sadhna karne ko raji ho gya sath hi avantika Ji ne manav ko manu kahkr sambodhit kiya jo darsata hai prem sneh ko manav ke prati...
Aapne sanvi ki samundar ke kinare ki Vo khubsurat tadveer dikha kr manav ke man me us chhavi ko baitha diya hai pr usse jyada manav ko ye sanvi ka baat baat pr gussa hona or natkhatpan yaad aayega...
Suddh aadhyatmik update ๐Ÿ’…๐Ÿ’…๐Ÿ’…๐Ÿ’…

------

Best Supportive -

Zabardast story keep it up
Awesome update
Beautiful writing skills
Mast tha
This update is awesome... and I would like to see what to happen next when sanvi.. reacts thanks for your lovely update...๐Ÿ˜Š๐Ÿ‘
Very good start bhai
Story ka base ready ho gya lagta hai
Sanvi or manav ki ye mithi nok jhok mujhe badi manbhavan lagi dil gardan gardan ho gya,
Aisa lagta hai hai kabhi khatam hi na ho
Shandaar update bhai
Maha awesome gatha
That's awesome update...๐Ÿ‘Œ๐Ÿ‘Œ๐Ÿ‘Œ๐Ÿ‘Œ๐Ÿ˜Š and you have written everything in very perfection........waiting for sunday update....๐Ÿ˜Š
Me is kahani ko padte huye bahut relex mehsoos kerta hu .... Kahani ki prerna jarur kahi se mili ho magar likhne ka krambaddh tarika aur point to point bate badi acchi lagti hai... Aap aese hi aage bade aap me bahut pratibha hai Shadow_Chaser
Bro apki story kafi acchi hai bas story complete Karna aise hi update daitai rahna
Acha likh rahe ho dost lage raho

-----

Best suggestions -

but I realize sometimes manav act like fool.....aise lagata hai ki uska sabun slow hai, wo bahut dhire samajhata hai koi baat , iss baat se aisa lagata hai ki wo hero banane ke liye Worthy hi nhi hai...
Thoda usse samajhadari banao...
ye jo aap Lagbhag Har dusri line me synonyms likhte ho samjhane ke liye uske chalte flow nhi ban paata padhne ka, Bich me rukna padta hai, ho sake to aap ise kam karne ki Kosis kare...

Kahi kahi ho to chalta hai pr Har jagah aisa karna un-necessary hai...
mujhe lagta hai ab manav ko kah dena chahiye ki mere liye yadi bhavisya me kabhi gadi bheje to normal si car kafi hai Ya auto bhi chalega pr aise mahgi gadiya na bheje, meri college life prabhavit ho rhi hai, Yadi manav himmat nhi karega to mujhe afsos hai ki ye sab badhta hi jayega or ek Samay aisa bhi aayega jb college ke ladko me ladai Ho jayegi manav ki ya fir ye dost bhi bichhud jaye...
Yes :yes1: akhirkar manav ne gadi na bhejne ka kah hi diya, pr sath hi use apni teacher ke bare me bhi puchhna chahiye tha ki Vo Inspacter college me kya kr rhi thi...
Aur ha ye update chota tha

-------------

Best funny -

Bina ladake ladaki se puchhe shadi Tay Kar di ...aur dahej bhi kuchh na de rhe hai...Ulta baad me half power bhi deni hogi....deva re deva kaise dragon hai ye sab....
Bapu udhar se Har baar apni bitiya ko control kr rha tha or idhar sanvi manav ko apne mithe bol Suna rhi thi...
Aapke in savalo pr Mai Anky@123 bhai se purntaya sahmat hu, sanvi bhale hi abhi mature nhi lagti pr Vo Kind hearted hai determined hai Thodi imotional bhi hai sath loving bhi hai bas thoda maturity or aa jaye to manav ko apne aage pichhe ghumayegi :D

Us samay pr yah gana Bilkul perfect baithega manav ke liye :haha:
de de pyar de pyar de pyar de re...
Chhote chacha to khadus nikle ๐Ÿ˜๐Ÿ˜†๐Ÿ˜…
 
Last edited:

Devilrudra

Active Member
503
1,388
123
โ€ขยฐUPDATE 24โ€ขยฐ

Recap -

Neend tootne ki naraajgi ke saath usne call receive ki,

Manav : "Ehmm.. Hello...kon..?? *yawns* ๐Ÿฅฑ itni subah kon call karta haii!!"

Doosri taraf se ek sthir aawaj aayi..,

"Mai Rajyavardhan hun. Hum abhi aapke hostel building ke saamne hai. Jaldi se ready hokar neeche aaiye. "

Aur itna bol Rajyavardhan ne call cut kar di...

AB AAGE :-

Rajyavardhan ki aawaaj sun Manav kuch der ke liye sadme me chala gaya, ๐Ÿคฃ

Usne jaldi me mobile wahin bistar par patka aur apni oopar ki berth se kood, balcony me ja pahucha.

Balcony se usne dekha ki ek Black Chevrolet car uske hostel ke theek saamne khadi thi!

Bina jyada soche wo wapas room me aaya, fatafat kuch kapde nikale, haath muh dhoye aur furti se taiyar ho gaya. Phir apna mobile le, lagbhag daudte hue seedhiyaan utarne laga.

HOSTEL ke baahar -

Rajyavardhan driving seat par baitha tha aur Avantika ne uske bagal ki seat li hui thi. Saanvi peeche baithi thi aur neend me lag rahi thi.

Car ke paas pahunchkar,

"Good morning Uncle.. Aunt..! Aap.. yahan.....??" Manav ne aashcharya se poochha.

Rajyavardhan : "Good Morning Manu. Hum sab weekend trip par ja rahe hai, to yahan aapko lene ke liye aaye hai."
Rajyavardhan ki tone aisi thi jaise wo Manav se pooch nahi raha balki use saath chalne ka aadesh de raha ho..

Baharhaal Manav ne bahana dene ka socha,

Manav : "Lekin aaj college me..."

Rajyavardhan : "Dont worry! mai Elder Vinod se bol dunga, wo sab handle kar lenge."

"Um ..."

Manav kuch aur bahana dena chaah raha tha lekin aakhirkar usne haar maan li,
Kuch soojha hi nahi use... kya karta bechara? ๐Ÿ˜…

Manav : "Theek hai.., waise aaj itna bhi kuch important nahi hai.. to.. Vinod Sir se baat karna jaruri nahi hai.. hehe"

Rajyavardhan : "Hmm.. Okay."

"Baithiye car me," Avantika Manav ko dekhkar muskuraayi. ๐Ÿ˜Š

Awkwardness me Manav car ka gate khola aur peeche Saanvi ke paas baith gaya.
Kya karta.. koi aur option hi nahi bacha tha.

Saanvi : "Mom! hum ise kyon le ja rahe hai?? Aapne to kaha tha ki ye ek family trip hogi! !"
Saanvi ne shikaayat ki.

"Kya Manav apni family ka hissa nahi hai?" Avantika ne araam se kaha.

Ispar Saanvi ko samajh nahi aaya ki kya kahe. Khair.. usne thoda jor laga kar jabaab dhundha aur apna tark dene hi wali thi ke Rajyavardhan ne tok diya,

Rajyavardhan : "Agar aapko aise hi complain karte rehna hai to hum wapas ghar chalte hai.. No trip! ab ghar pahunchkar aap apna homework complete karna."

Saanvi : "Nooo.... Daddy.. mujhe koi problem nahi hai..! Hum trip par hi chalte hai! "

Rajyavardhan ka ye tarika nishchit roop se kaam kar gaya tha. ๐Ÿ˜
Ab Saanvi bilkul chup thi. Haalanki usne apna muh jaroor fula liya tha.. ๐Ÿ˜พ

"Manu, aapne abhi tak breakfast nahi kiya hoga?" Avantika ne mudkar apni madhur awaaj me poochha.

Manav : "Its ok aunty. .. mujhe bhookh nahi hai"

Avantika : "Sani bag kholiye! Manu ko sandwich de dein usme se,"

Saanvi ne bura muh banaya aur bag khola. Usne ek sandwich nikaalkar Manav ke haath par fek di.
Woh.. gusse me thi!

Manav : "Thank you! "

Rajyavardhan ne to pehle hi baat karna band kar diya tha, uska saara dhyaan driving par tha.

Idhar Saanvi ekdum gate se sat gayi aur Manav se doori banaye rakhi.

Maano wo seat par usse doori bana, apne parents aur Manav ko apni narajgi dikhana chah rahi ho. Jahir tha.., wo Manav ke aane se nakhush thi!

City se nikalne ke baad, ab ve ek 6 lane national highway par aa gaye the. Car me , chaaron chup the.. Kisi ne bhi baat shuru karne ki pehel nahin ki..

Lamba safar aur khidki ke baahar ke ek jaise najaare..
neend lane ke liye kaafi hote hai. Manav aur Saanvi, donon ko bhi neend aa rahi thi. ๐Ÿฅฑ

Jald hi Manav so gaya.. kyuki - uski neend poori nahi ho pai thi.. Kal Raat wo late soya aur aaj subah.., Rajyavardhan ki call se bahut jaldi uth gaya tha.
To wahin Saanvi, aaj ki trip ke liye itna excited thi ki kal raat theek se so hi nahi payi..
Aur ab.. Car ki comfortable seats ne use bhi sone ke liye majboor kar diya tha!

Car apni speed se aage badh rahi thi, peeche.. sone ke dauraan donon ke sar, seat ke beech me rakhe bag par gir gaye the...
...
...
...

"Bachhon..! Hum pahuch gaye!" Aur Avantika ki utsaahit aawaaj ne un donon ki neend tod di!

Manav aur Saanvi dheere-dheere jaag gaye aur jaagte hi unhen ehsaas hua ki unke sar aapas me touch kar rahe the..

"Duur HatoO! !"

Saanvi ne apni bhauhen chada Manav ko door dhakel diya. Phir wo jaldi se car se baahar kood gayi.

Aasapaas ke hare-bhare pahaadon aur saaf paani ke jharno wale najaaron ne jald hi uske chehre par ek pyaaari muskaan la di.. ๐Ÿ˜๐Ÿ˜ƒ

Manav ne apne muh se laar (saliva) ponchhi aur wo bhi car se baahar nikal aaya. Baahar ke khoobsurat najare ko dekh wo bhi tarotaaja ho gaya tha! ๐Ÿคฉ

Manav : "Ye konsi jagah hai! ?"

Avantika : "Maha-bodhi Parvat,"

"OHhh.... " Manav hairaan tha.

Usne iss jagah ke baare me suna to tha lekin uska pehle kabhi yahan aana nahi ho paaya..

Maha-bodhi Parvat, Chennai se lagbhag 100 kilometre door ek famous tourist destination hai.

Iska matlab.. unka safar kareeb 2 ghante se jyada ka raha.. ..

Avantika : "Chaliye ! aaj parvat ghumte hain aur raat ko yahin talhati ki kisi hotel me ruk jayenge,"

Manav : "..kyaa..!?"

Avantika ki baat sunkar Manav aur bhi hairaan ho gaya..

Woh to khud ko yeh tasalli dekar, Saanvi ki family ke saath trip par aaya tha ki trip se ve shaam ya jyada se jyada raat tak laut aayenge.. Lekin raat bhi yahin bitana..? ye to...

Chunki yeh tourist spot city se kareeb 100 kilometer door Nanmangalam Forest area me tha, to yahan direct city tak jaane wali buses nahi chalti thi..
Isliye iss tourist spot tak Chennai ke log, ya to aapne saadhan se aate the ya travel agencies ki bus book karte the.

Manav ki hairani ko dekh Avantika apna sar shake kar dheere se muskura di aur usne Rajyavardhan ko sujhaav diya,

Avantika : "Pehle apna samaan kisi hotel mein rakh dete hain,"

Rajyavardhan ne haan me sar hilaya aur car se unka gina chuna samaan nikal kar, car lock kar di. Usne travel bag uthaya aur paas ke ek hotel ki taraf badh gaya. Avantika bhi apna hand bag aur ek dusra chhota bag liye, Rajyavardhan ke peeche ho li.

Halaanki, Rajyavardhan jyaada baat nahi karta tha, lekin Manav uske maun me chhipi, uske aur Avantika ke beech ki strong bonding, understanding aur beinteha mohabbat ko mehsoos kar sakta tha...

Saanvi : "Pakdo ise!" ๐Ÿ˜ค

Itna bol Saanvi ne apna pink backpack Manav ke haath me thamaya aur apne mom-dad ke peeche-peeche hotel ki taraf chal di.

Manav ko yeh jaankar thodi awkwardness mehsoos hui ki wo unke saath 2 din tak rehne wala hai..

Baharhaal, wapasi ka koi raasta to tha nahi. . To usne Saanvi ka bag apni peeth par daala aur kandhe uchkane ke baad, wo bhi hotel ke liye unke peeche ho liya.

Ve iss Famous pahad ke talhati par stith ek hotel pahuche, hotel 4-star thi lekin jara bhi sasti nahi thi.. , ek room ka 1 raat ka kharcha โ‚น 20,000 tha!

Rajyavardhan ne apne platinum card se 2 rooms ki payment ki, jaise โ‚น40, 000 kuch maayne hi na rakhte ho..

Ab unhe 1 room me 2 , kuch aise adjust karna tha..

"Kahin.. ye mujhe Saanvi ke saath room share karne ka to nahi bolenge..?" Manav ne man hi man socha.

Rajyavardhan : "Chaliye! "
Usne Manav ke chehre par hichkichahat dekh uske kadhne ko thapthapaya,

Manav ko achaanak ehsaas hua ki woh Sani ke dad ke saath room share karne wala hai, aur Sani apni mom ke saath doosre room me rukegi.

"Mai bhi.. kya kya soch leta hun..." ๐Ÿ˜” Rajyavardhan ke saath room tak pahuchte hue, Manav soch raha tha.

Unke rooms aamne-saamne hi the. Manav Rajyavardhan ke peeche room me dakhil hua. Usne dekha ki room jyada bada to nahi tha magar bade achche dhang se sajaaya gaya tha.

Khidki ke paas pahuch usne parde wapas kheench liye, aur parde hat te hi Maha-bodhi Parvat ka sundar drashya uske saamne aa gaya.
Uske chehre par taaji hawa ki ek lahar daud gayi; usne.. city me rehte hue itni taaji hawa me kabhi saans nahi li..

Rajyavardhan : "Manu! Ready ho jaaiye.. Fir apan sab chadhai shuru karte hai."

"Ok..," Manav ne Saanvi ka chhota pink bagpack ek kursi par rakha aur bathroom mein chala gaya. Andar pahuch kar usne sabse pehle brush kiya aur apna chehra theek se dhoya. Woh itni hadbadi me apne hostel-room se nikla tha ki uske paas brush karne ya dhang se chehra dhone ka bhi time nahi tha.

Saanvi ki family ke saath aisa basa-muh liye safar karna sach me bahut embarrassing tha. ๐Ÿ˜”

Jab Manav ne bathroom se baahar apna kadam rakha to, wo dekhta hai ki ve teenon uska hi intjaar kar rahe the.

"Slow Uncle!" Saanvi budbudaayi.

Avantika aur Rajyavardhan wahin the.. To Manav uske parents ke saamne usse bahas nahin karna chaahta tha. Usne 2 baar halke khaansa aur Rajyavardhan ki or dekh kar kaha,

Cough* Cough*

Manav : "Ahem.. Uncle.. Mai ready hun."

"Mera bag mat bhoolO! !" Saanvi chillayi.

Manav muda aur uska chhota pink bagpack utha liya.

Rajyavardhan uska bartaav aur nahi jhel saka aur use daant diya,

Rajyavardhan : "Thoda polite baniye, Sani! "

Saanvi ne apne daant pees liye kyonki use laga ki galti uski nahi balki Manav ki hi thi! Ek to wo itna dheere taiyar hua aur oopar se uska bag bhi uthana bhool gaya tha..

Saanvi, Family trip ko lekar bahut romaanchit thi, lekin Manav ke achaanak unhe join karne se wo aasahaj ho gayi thi.

Avantika : "To fir chalte hai, parvat ki choti par! "

Manav : "Ohh, 1 minute.. mai apni daadi ko call karke bata deta hun.. Mujhe is weekend, unse milne jaana tha,"

Manav ko achaanak daadi ka khyaal aaya aur usne call lagane ke liye apna mobile bahar nikaal liya.

Fir.. usne ghar par call lagai aur apni daadi maa se kaha ki woh apne "classmates" ke saath baahar ghoomne ja raha hai .. Aur isliye, iss weekend wo unse milne nahi aa payega..

Ye sunkar uski daadi nirash nahi hui ulta unhone use enjoy karne aur apna dhyaan rakhne ke liye kaha.

Call par apni daadi se baat kar rahe Manav do dekh, Avantika ne mehsoos kiya uski tone me apni daadi ke prati kitna apnapan aur lagaav tha.. Iske alawa, uski word choice bhi samajhdaari wali thi.

Jab Manav ne call cut ki to Avantika ne kaha,

Avantika : "yahan ki hawa vaastav mein bahut fresh hai.. Aapko apni daadi ko kabhi.. yahan ghumane lana chahiye! Yahan, talhati me kayi aise kisaan (Farmer host) bhi hai jo minimal price me tourist ki mejbaani karte hai. .

Manav : " J-Ji.. Aunty.. Sure! "

Avantika : "Hmm~ City ke bahut se youngsters garmi se bachne ke saath-saath ek-doosre ki company ko enjoy karne ke liye apne parents , grandparents ko yahaan laya karte hain... Yahan bujurg log khud bhi badi shaanti ka anubhav hai. Ve yaha cards khel sakte hain, doosre tourists se baatcheet sakte hain, aur kuch aboriginal fresh dishes bhi try sakte hain.... ! Overall, yeh jagah bahut relaxing aur popular hai! ,"

"Ohh.. Got it.. Aunty, thanku.." Manav ne hichakte hue kaha.

Usne apni daadi ma ko Sani ke baare me kuch nahi bataya tha.. Aur isliye , abhi use unse jhooth bolna pada ki wo apne "classmates" Ke saath ghoom raha hai..

Bhala wo daadi ma ko Saanvi ke parents ke saath hone ke baare me kaise bata sakta tha?

Use kuch bhi andaja nahi tha ki aisi nakchadi, misbehaving aur bigdail bahu (hone wali) ko dekhkar daadi shocked :shocked: ho jayegi ya bas hairaan hongi.. ๐Ÿ˜ฒ

Manav ke chehre par aa rahe duvidha wale bhaav , Avantika se chhipe nahi reh sake,

"Ab hum ek hi family hain isliye itna mat sochiye.. tention kis baat ki hmm~? Chaliye chadhai shuru karte hain hehe..," Avantika Manav ko dekhkar muskurayi ๐Ÿ˜Š aur uske gaal ko thapthapaya.

Fir, wo Rajyavardhan ke haath me haath daal, hotel se baahar nikalne ke liye aage badh gayi...

Update 24 ends here..

:reading1: ๐Ÿ…๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ณ,

๐Ÿ„ป๐Ÿ„ธ๐Ÿ„บ๐Ÿ„ด ๐Ÿ‘ ๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ฝ๐Ÿ„ณ
๐Ÿ„ฒ๐Ÿ„พ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฝ๐Ÿ…ƒ ๐Ÿ“ ๐Ÿ˜„

Fir dubara milenge naye update me...
Be healthy~ , Be happy~ ๐Ÿ˜„
And God bless you all ๐Ÿ˜‡
To be continued.....
Bahot badhiya par thoda length badhao dost update ki ๐Ÿ‘
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Excellent update
 
Status
Not open for further replies.
Top