• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
•°UPDATE 21•°

Recap -

Oorja ke pravaah se maano uska shareer ek paardarshi chhalni ban gaya tha.., matlab, wo na to oorja ko apne ander rok pa raha tha aur na hi uska shareer oorja ke aane - jaane ke bahaav par baadha ban raha tha.

Aadhyatm ke iss star ko mehsoos karne jyada taazgibhara.. duniya me aur kya ho sakta hai??
Kuch bhi nahi! 😌

Aur apna Manav isi taazgibhare anubhav ke param-aanand se bhare sagar me gote laga raha tha. .
Usne ummeed nahi ki thi ki Spirit Concentration Scroll ke pehle level ko paar karna itna aasaan hoga!!

AB AAGE :-

Agle din class ko jaate samay, Rupam Manav ko bade gaur se dekh raha tha. :poggers:

Kya karta bechara.. Aaj Manav ke chehre me alag tej jo tha!

Rupam : "Jab ladkiya bhaav dene lage to kismat hi nahi chehra bhi chamakne lagta hai...
Manav ko dekho! aaj kuch jyada hi refresh dikh raha hai! "

Sameer ne Manav ki chamak ka raaz ujaagar karte hue kaha..,

Sameer : "Ek rich girl ke sath time spend karne par aur kya hoga..?? :think: Aisa aura to milega hi na...!" *sighs*

Adarsh : "Aur .. Lodu ke movements to dekho! Bencho har movement ki style hi alag hai!" :kekdog:

Ve sab use chidha rahe the.., lekin Manav ne waqai mehsoos kiya ki kal raat, Scroll ke pehle level ko clear karne ke baad se hi... uski aura me badlaav aaya tha!

Aisa lag raha tha jaise ki wo nature mein mix ho gaya ho. .

Halaanki, wo abhi tak nature ke essence ko absorb nahin kar paya tha (level 2), phir bhi use ek halka ahsaas tha ki wo khud nature hai!

Spasht tha ki, wo abhi tak ek sachcha saadhak nahi bana tha, Lekin mahaj, buniyadi saadhna vidhi ( Spirit Concentration Scroll) ke pahle level par pahunchte hi use yeh alaukik anubhooti hui!

Koi aashcharya nahi... ki Saanvi ke chhote chacha mortals ko keede-makodon ki tarah samjhte the..

Manav apne shareer me hue badlav ka luft uthate hue in sab cheejon ke baare me soch raha tha.

Ve chaaron class ke liye ja rahe the, raaste me unhone unki class ki kuch ladkiyon ko dekha, jo ki breakfast kar cafeteria se baahar nikli hi thi. .

Manav par ek najar daal, Aahna class ki front seat lene ke liye unse aage jaane hi wali thi ki,
Kuch strange feelings ke chalte usne dubara palat kar Manav ko dekha!

"That's weird......! usne kal wale hi kapde pehne hain... to fir.. mujhe uski presence alag kyu lag rahi hai...?" Aahna thoda chakit thi.

Khair, yeh sochkar ki ho na ho ye uski imagination hi hogi..., apna sar shake kar usne apni bicycle ke paddle par laat maari aur Academic Building ki or chal padi.

Sameer : "Aahna ne 2 baar teri taraf dekha! ! Palat kar dekha!! Chakkar kya hai saale.. ab to bata de!" 😉

Manav : "Palat kar..!? How is that possible.....? Kahani mat bana! "

Uske dil me, Aahna na kewal Class President thi balki class ki sabse popular ladki bhi thi..! Saath hi, Manav khud bhi ye jaanta tha ki wo Aahna pahunch se bahut door tha..

Aur sabse jaroori baat.. Yahi ki ab wo ek engaged banda tha bhaiiii! 👫 😜

Khair, bakchodi karte hue ve Academic Building pahuche. Class bas start hi hui thi..

Manav ne taazi hawa ke liye ek window seat li aur apne study materials nikale. Phir wo aaj ki tution ke liye prepare hone laga.

Beep.. ! Beep..!

"Tumne kal mere message ka reply nahin diya..?" class ke beech me, Manav ke paas Aahna ka message aaya.

Aashcharya se usne oopar dekha.., Aahna use hi dekh rahi thi!

Weh soch me pad gaya ki lagan se lecture attend karne wali Class President ne aaj.. class ke dauraan use message sent kaise kar diya..??

Jaldi se usne neeche dekha aur uske message ka reply diya,

"Acha wo long-distance run wala..
Hmmm.. I got it and thanks :) "

**(update 16) **

Beep..! Beep..!

Uska ek aur message aaya,
"Apni class se bas tum hi participate kar rahe ho. Aur.. apne poore major se sirf 6 participants hi select hue hai.. I hope tum mujhe disappoint nahi karoge,"

Achaanak se, Manav ko apne oopar 'pressure ka pahad' mehsoos hone laga..

Chennai University mein 2 saal me ek baar hone wale Athletic Games sabhi students ke beech me, unki age ki parvaah kiye bina, hone wala ek bada competition tha!

Isme university ke kayi hajaaron students me se chune gaye sabse athletic students hi ek doosre ke saath compete karne karte the. Nishchit roop se.. ye ek 'Big show' tha!

"Got it," Manav ne uske text message ka reply bhej diya.

Manav apne high school me ek famous long-distance runner tha, lekin usne kabhi bhi kisi state level ke competition me participate nahi kiya tha.
Isliye use University ke entrance exam me sports ke bonus marks nahi mile aur uska apni pasand ki Computer Science branch me admission nahi ho paya tha. .

Baharhaal, Aahna ko usse bahut ummeeden thi, par... use khud par utna confidence nahin tha!

Maana ki wo fast tha lekin, University mein aane ke baad usne apna lagbhag poora time video games khelne mein nikal diya tha..
Kaafi samay beet gaya.. jab usne last time serious hokar running ki practice ki thi!

Use laga ki ab unki chat yahin khatam hui, lekin jab Aahna ne ek aur message bheja.., to wo aashcharya me pad gaya,
"Kya tumne kal haircut karwaai? Wo... aaj tum kuch alag dikh rahe ho.."

"Nahi.., nahi karwaai," Manav ne reply diya.

Iske baad Aahna ka koi aur message nahi aaya. Manav ne apne message ke baare me socha ki, usne jaldbaaji me reply to de diya lekin kahi uska reply ajeeb ya rude to nahi tha. .?

Khair.. jald hi, wo middle school ke English practice questions ko solve karne me busy ho gaya.

Shaam ko Manav bus se Saanvi ke ghar gaya. Chunki ab wo ajnabi nahi the, to aaj Manav me pichli baar jitni jhijak nahi thi. Halaanki, wo abhi bhi unke family topics par chup hi raha.

Dinner ke baad, Manav ne table saaf karti Avantika ko kaam me help karne ka poocha, par Avantika ne uske help offer ko aswikaar kar diya aur use Saanvi ko padhane ke liye kaha.

Aur beman se Saanvi ko, Manav ke peeche peeche oopar jaana pada.

Bahut sochne baad, Manav ne decide kiya tha ki wo Saanvi ko alag alag topics par quiz dekar hi padhayega. Aur isiliye aaj ke quiz ka focus, middle school ke English course ke sabse common topic par tha - 'The Tenses'

Time gujarta raha... , aur apna dimag khapane ke baad aakhirkaar Saanvi ne quiz poora kar liya tha.

Ek haath apni chin par rakh, aur doosre haath se pen ko ghumate hue Saanvi, answers check kar rahe Manav ko dekh rahi thi,

Saanvi : "Uncle! Kya tumhe sach mein lagta hai ki tumhari English coaching padhane layak achi hai? "

Aaj wo kitten pattern wali ek short T-shirt aur laal rang ki plain skirt pehne thi. Kisi doll tarah kapdo ka combination, uss teenage ladki ki sweetness ko aur badha raha tha..

Apne pairon ko neeche latkaye chair par peeche ki or tik kar baithi Saanvi, is baat se bekhabar thi ki uska posture uske sapaat goore pet ko halka sa ujaagar kar raha tha..!

Manav ne quiz paper par red pen se bada sa 30/100 likha aur paper use lauta diya,

Manav : "Agar tum achhe se padhogi to, apni class me Top 3 rank me aana tumhare liye mushkil nahin hoga! "

Disapproval me phoole hue uske muh ko ignore kar, Manav ne pehle question ki or ishaara kiya aur samjhana shuru kiya,

Manav : "Chunki sentence ke 1st part me 'yesterday' diya hai, isliye yahan tumhe verb me past tense ka use karna hoga aur 'say' ki dono past forms 'said' hoti hai, 'sayed' nahin...... areee waha kahan dekh rahi ho! ?? idhar dhyaan do! Ise note karo...!"

Manav ke gambheer chehre ko dekhkar, Saanvi kuch naraaj hui. Lekin phir bhi, use Manav ki baat maanni padi.., aur wo apni notebook khool notes banane lagi.

Manav ne Avantika ke studio mein rakhi kitaaben dekhi thi aur isliye wo bata sakta tha ki uski English to kya aur dusri languages par bhi command bahut achchhi hai..
Weh soch raha tha ki kahan Aunty... aur kaha unki ye jungli beti....! ye English me itni weak kaise hai...!?? 😔

Padhte padhte 1 ghanta ho gaya tha.., aur Saanvi ne ball-point pen ka oopri hissa lagbhag poora chaba daala tha!
yeh darshata hai ki iss 1 ghante me wo kitna bore hui thi..

Baharhaal, time se Rajyavardhan ne darwaje par dastak di,

Rajyavardhan : "Manu..! oopar aatic me chaliye. "

"Ok.." Papers neeche rakh Manav, Rajyavardhan ke peeche peeche seedhiyaan chad studio pahuncha.

Studio me-

Rajyavardhan : "Aisa lagta hai ki aapne 1st level paar kar liya hai?"

Manav : "Ji.. lagta to hai. Aur aisa mehsoos ho raha hai jaise ki meri body unlock ho gayi ho...!"

Manav ki baat sun Rajyavardhan shaant dikh raha tha.. Na koi aashcharya na koi khushi...,

Rajyavardhan : "Hmm! Good job.. Halaanki, 1st level bahut simple tha. Aaj mai aapko next part sikhaunga"

Manav baith gaya aur dhayaan se uski baat sunne laga. Wo soch raha tha ki Uncle saadhna kis level par honge.. ? level kuch bhi ho, lekin nishchit taur par low level nahi hoga.. ! **(update 19) **

Manav ne kabhi bhi - akaash mein udne, dharti me ghusne, pahadon ko todne, aur mahasagaron me khalibali paida karne jaise sapne nahin dekhe the. .
Apni jaan bachana hi uska maksad tha. Aur agar wo apni saadhna mein kuch uplabdhiyaan haasil karne me safal hota hai, to woh 3 saal baad aane wale khataron se Saanvi ko bachane ke liye aur jyada aashwast ho sakega..

Beshak, wo jaanta tha ki Saanvi ki parents uski help karne ki poori koshish kar rahe the..

Halaanki sach kahen to, Saanvi ne hi ye saari pareshani khadi ki thi. Lekin.., uske parents ko nirdosh Manav ki bali dene ke bajaay apni beti ko jokhim me daalna jyada theek laga...

Unka yahi judgment prove kar deta hai ki ve kitne samjhdar aur sacche the.., Shayad... duniya ke sabhi parents me me sabse jyada!

Dekhte hi dekhte, time 9:30 ho gaya.. Aaj Rajyavardhan ne Spirit Concentration Scroll ke har bindu ko badi detail me samajhaaya tha.

Rajyavardhan ne ghadi ki or dekha or kaha,

Rajyavardhan : "Kal aap same time par aa sakte hain. Padhane ke baad yaha saadhna karein aur kuch bhi doubts aaye to mujhse pooch sakte hai."

Manav ne haan me sar hilaaya. Studio se doosri manjil par aane ke baad, wo Saanvi ke bedroom me gaya aur wahan dekhta hai ki weh badi lagan se apna homework kar rahi hai. .

Wo use disturb nahin karna chaahta tha, usne apna tutoring material uthaya aur chupchaap kamre se baahar nikal gaya.

Niche -

Rajyavardhan : "Chaliye mai aapko chhod deta hu,"

Manav : "Thankyou.. Uncle " 🙂

Raaste me Rajyavardhan ne achaanak se poochha,

Rajyavardhan : "Aap drive kar lete hai?"

Manav : "Mujhe driving licence pichhli garmiyon me mila gaya tha, lekin main abhi bhi nausikhiya hi hun.."

Rajyavardhan : "To fir mai aapke liye ek car khareed leta hu taaki aap aasani se aa-ja sakein. . Aapko kon si car pasand hai, Hyundai , Volkswagen ya koi or?"
Rajyavardhan ne casually poochha jaise wo ~ ₹ 10,00,000 ki car ke bajaay ₹10 ke khilone ke baare mein baat kar raha ho!

Manav (hadbadate hue) : "Arey nahi..., iski jarurat nahin hai Uncle...! mai late hone par taxi le sakta hun..,"

Rajyavardhan ne baat aage nahi badhaai. Wo chupchaap ho, car ko Manav ki hostel building tak le aaya.

Car se utarkar,
Manav : "Oh haan! Aap please Sani ko bata dijiyega ki mujhe next week Athletic Games mein participate karna hai.. to mujhe practice karni hogi. Mai agle tuesday se tution resume karunga.."

"Ok" Rajyavardhan car ghumai aur palak jhapakte hi gaayab ho gaya.

*Sighs* "Shant sasur, Komal si saas, aur ek chulbuli young mangetar..., pata nahi aage kya hona hai?"
Ek gehri saans chhod, Manav hostel me chala gaya.

Wo apne hostel room panhucha.., uske teeno roommates abhi bhi baahar hi the.

Jaahir tha ki, ve ek internet cafe mein game khel rahe honge! Khair.., Apna bag khol, Manav tutoring materials ko reorganize karne laga aur tabhi...

Usne dekha ki uske favorite middle school English test bank ke title page par gadhe (donkey) ke sar wali ek drawing bani hui thi!

Phaili hui naak, baahar ko aati ajeeb si aankhein, bade bade kaan aur mote honth... Neeche likha tha:
" S丅ᑌᑭ Iᗪ ᑌ Nᑕᒪᗴ "

Gadhe ke sar wali drawing ko dekhte hue, jo behad badsurat thi lekin thoda thoda uske chehre se mel kha rahi thi, Manav bas muskura diya.. 😆

Bataiye kaisa laga ye update?

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,

🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝 😄

Fir milenge..
Be healthy~ , Be happy~ 😄
And God bless you all 😇
To be continued.....
 
Amrit_#0

Active Member
1,747
3,794
143

Super awesome update bro 💗💗
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser
343
1,768
123

Lovely update....👌👌👌😊.. sanvi...ki...aaj to bolti band kr di...Manu...ne
 
Status
Not open for further replies.
Top