• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
•°UPDATE 63•°

Recap -

Classroom me,

Ting!

Manav ke mobile ki notifications wali light jal uthi.

Class ke dauraan, neend me Manav ne apna phone khola , to dekha ki Aahna ka message aaya tha.

" Academician Mr. Shisht aur Academician Mrs. Kapoor aaj shaam 8 baje science par lectures dene wale hai. Kya tum mere sath program me chaloge?"

AB AAGE :-

"Science program me ? Mai kyu ??"

Kuch der sochne ke baad, Manav ne reply send kar diya.

Thode hi samay me, use Aahna ka ek aur message mila,
"Mai tumhe isliye invite kar rahi hoon taaki tum dekh sako ki real scientists kitne intelligent and elegant hote hai!"

"No worries; mujhe already pata hai ki scientists bahut intelligent hote hai..."
Bina soche samjhe Manav ne apna reply send kar diya.

Apne experience ke basis par, Manav jaanta tha ki Aahna baar-baar message ka reply nahi karegi.
Iske alawa, abhi jab professor padha rahe the to uske jaisi ek honhaar student, notes banane ke bajaay chatting par apna time kabhi waste nahi karegi.

Parantu Manav ki ummeedon ke vipareet, is baar Aahna, padhne ki bajaay chat karne me jyada interested thi. Usne turant Manav ke message ka jabaab diya,

"Haan haan.. mujhe pata hai scientists ke baare bhi tumhe kitna pata hai! Manav tumhe great scientists ke prati thoda to respectful hona chaahiye! Tum unki respect nahi karte isliye hi mai tumhe aaj ke program me le jaa rahi hoon."
**(update 55)**

Manav ko message sent karne ke baad Aahna, joki front row me baithi thi, ne peeche mudkar last row par baithe Manav ko dekha. 👀

Manav ke baaju me baithe Sameer ne usse poocha,

Sameer : "Aahna peechhe mudkar kise dekh rahi hai..!? Thoda bhadki hui bhi lag rahi hai !," 🤔

"Abe.., mujhe kya pata," :?:
Manav ne masoomiyat dikhate hue kaha.

Fir usne dubara apne mobile ko dekha aur paaya ki Aahna ka ek aur message aaya tha,

"Kaayi log aajka lecture attend karna chaahte hai, lekin entry limited hai. Student Council me mere kuch connections hone ki wajah se mujhe mushkil se 2 tickets mile paaye hai! Tum mere saath chal rahe ho that's it! Ab mujhe class par focus karne do. "

"Uh ..." *sighs* Manav ne aah bhari.

Manav (man me) : "Class President bhi.. choti choti baaton par kitna serious ho jati hai. Maine to pichhlee baar aise hi uski haan me haan mila li thi.., lekin ab to ye bol rahi hai ki saath jaana hi hoga..," :sigh2:

Ye sab sochte hue Manav apne dukhte haathon ko sehla raha tha (bracelets).
Usne wapas se apna sar desk par tika diya aur jhapki lene ki koshish karne laga. Lekin bracelets ke bhaar ke kaaran, desk khadkhadahat ki awaaj kar rahi thi.
Ab kareeb 50 kilogram wajan ke saath desk ka awaaj karna to laajmi hi tha.

Afternoon ki jyadatar classes English jaise asaan courses ki thi. Magar, Manav aur Aahna ke s sections same nahi the.

Jab se Shalini ne Manav ko ye "chhota sa gift" diya tha, Manav uske paas jaane se darne laga tha.
Woh Shalini ke jitna kareeb aa raha tha, use woh utni hi bhayanak lagne lagne lagi thi..

Isliye 4 bajne ke baavjood, Manav Shalini ke office nahi gaya. . balki, usne apne hostel me ruk-kar hi timepass kiya.
Phir, weh Adarsh aur any 2 namunon ke saath Dinner karne Cafeteria gaya, aur.. pet pooja karne ke baad ve sabhi, apni Philosophy class attend karne ke liye chale gaye.

Iss subject ka period, 06:00 pm se 07:45 pm tak tha. Jaise hi class khatam hui, to classroom se baahar nikalne walon ki maano.. tsunami aa gayi..
Class khachakhach jo bhari hui thi.

Manav aur uske teeno dost amuman last row par hi baithte the (Shalini ki class ko chhodkar).
Aur isiliye, jab class khatam hui to ve baahar nikalne wali bheed ke ant me the...

Bheed ko aage dhakelne ki koshish karte hue Sameer ne kaha,

Sameer : "Adarsh, chal ab hume kuch chatpata khila! Tu expel hote hote bacha hai sale! "

Adarsh : "Madarchod! tu uss din se hi aisa bol raha hai, aur mai pehle hi kayi bhar tum logon ko treat de chuka hun! Chutiya! !"

Aur Adarsh ne Sameer ki peeth par ek punch 👊 jad diya.

Apni peeth sehlate hue Sameer khisiyani hasi hasa aur fir Rupam ki or mudkar usse kaha,

Sameer : "Rupam , is baar treat tu de !!"

...
...
...

Aise hi bakchodi karte hue aur bheed ko dhakka dete hue ve chaaron classroom se baahar nikal aaye.

Aur achanak se,

Royal Blue skirt aur ek sunder sa embroidery top pehne Aahna, unke saamne aa gayi.

Adarsh aur sabhi ladke ek pal ke liye thithak gaye; yahan tak ki Manav bhi hairaan tha.. usne ummeed nahi thi ki Aahna yahan.. uske liye wait kar rahi hogi!

Aahna ne jo skirt peheni hui thi, use fancy party wear to nahi keh sakte lekin.. phir bhi wo skirt behad khoobsurat thi.
Uske masoomiyat bhare sundar chehre aur hot figure ne, uska look kuch jyada hi haseen kar diya tha. Aur use dekh kar aisa lag raha tha maano woh apni first date par jane ke liye taiyar hui ho.

Manav aur uske teeno dost classroom ke gate paas hairaani me khade the. Doosre ladke jo abhi-abhi baahar nikle the, ve bhi is sundar ladki ko peechhe mud - mudkar dekh rahe the aur apne-apne raaste jaane ke baare me soche bina, wahin khade hue the.

Khair.. Manav ko dekh kar Aahna muskurayi,

Aahna : "Manav, chalo! ab chalte hain! ," 😃

"Ok, Ok. " Manav ne haan me sar hilaaya.
Phir wo muda aur Adarsh se bola,

Manav : "Mai.. Class President ke saath ek lecture ke liye ja raha hun."

:omg1: :omg1: :omg1:

Adarsh aur donon namune sadme me use ghoor rahe the.

Aahna : "Jaldi karooo! nahi to hum late ho jayenge!" :bff:

Kehte hue Aahna ne Manav ka haath pakda aur use kheechte hue aage le gayi.

Aur isliye, jaldi hi Aahna ke saath Manav, Academic Building D se baahar aagaya. Usne Aahna se chabi li aur uski bicycle lene parking area ki or badh gaya.

Manav ke wapas aate hi Aahna, furti se peechhe ki seat par baith gayi aur Manav ki kamar ko pakad liya.

Raat ki mand roshni me Aahna ki cycle, teji se campus ke roads par daud padi.

:what3: :what3: :what3:

Sameer aur dono dost, unn donon ko jaate hue aise ghoorte rahe.. maano ve donon unki karodon ki sampatti chura ke bhage hon.

Thodee der ke baad, Sameer ne apna sar khujate hue poochha,

Sameer : "Kya Manav ... sach me Class President ko date kar raha hai..??!!" :hmm:

Isi beech road par,

Bicycle chalate hue Manav ne poochha,

Manav : "Class President, tum mujhe isiliye lene aayi na.. kyunki tumhe dar tha ki kahin mai ye lecture skip na kar du?" 😅

"Aur kya, agar me naa aati to shayad tum.. Adarsh and team ke saath ghoom rahe hote aur mai akele lecture attend kar rahi hoti! Hehe" :laugh:
Peeche baithi Aahna ne chahakte hue kaha aur Manav ki kamar ko kaskar pakad liya.

Aahna ki baat par Manav hansa aur jyada tezi se paddle maarne laga;
Use laga jaise .. ab woh Class President ke kareeb aa raha tha, bhale hi kuch samay pehle use, Aahna se baat karne ka bamushkil koi mauka mil pata tha..

Aur.. Aahna ke najariye me,

Usne Manav ko tab se notice karna start kar diya tha jab use ek Mercedes.. lene ke liye aayi thi. **(update 6)**
Pehle to use laga ki uski class ke is ladke ke saath kuch to gadbad hai. Lekin.. dheere-dheere use pata chala ki, bhale hi Manav koi special boy nahi tha lekin weh, dusre nikkame ladkon se to bahut alag tha.

Jabse Aahna ne Manav ko raat ke samay Athletic Games ke liye practice karte hue dekha tha, tabse uske man me Manav ke liye ek alag impression ban gaya tha. **(update 22)**

Baharhaal, jald hi ve donon Academic Building E pahunch gaye. Lekin wahan unhone dekha ki.. building ke baahar ki parking pehle hi tamaam mehengi cars, cabs, bikes, e - bikes aur bicycles se bhari hui thi.

Aahna ko apni cycle thode door park karni padi. Aur phir weh Manav ko saath le, Lecture Hall ke entrance gate ki or badh gayi.

Aahna chintit thi ki kahin dusre log uski seats na lele.., isliye wo tej kadamon se aage badhi aur yeh sunishchit karne ke liye ki Manav uske saath bana rahe weh, uska haath pakad use apne saath kheechti rahi.

Hall ki architectural design Roman Colosseum par based thi. Yaani.. marble se bani iski sanrachana golakaar akriti me thi, aur saath hi Hall ke interior decorations behad shaandaar aur top class ke the.

Is Marble Hall ke baahar, tamaam media channels ke reporters aur journalists, apne haathon me microphones & cameras liye ek couple ko ghere hue the.

Idhar, apni Aahna to kaafi utsuk thi, utsukta-vash uski chalne ki speed dheemi ho gayi aur Manav ko scientists couple ki ek jhalak dikhane ke liye usne, Manav ko unki or kheech liya aur wahi par khadi ho gayi.

Wahin.. ek behad saaf aur spasht male voice aayi,
"Haha honourable CM Sir, I know ki aap bahut busy hai, lekin baavjood iske aap mere lecture ke liye padhare.."

"Academician Shisht, mai to humesha se aapka loyal fan raha hun haha! chaahe mai kitna bhi busy kyon na ho jau, apke lecture ko attend karna mere liye bade saubhaagya ki baat hogi!"
Plan white shirt aur lungi pehne uss aadmi ne kaha.

Khair.. Manav ne us aadmi ko pehchaan liya tha; weh Tamil Nadu ke Chief Minister the jo har samay news ki headlines me chhaye rehte the.

CM ke saath Chennai city ke DM, DSP, Mayor sahit Deputy Mayor jo city ke economic development ke prabhari the aur Lakshya ke pita bhi the, kaayi doosre politician aur officials ke saath khade the.

Lakshya ke pita (Deputy Mayor) ke chehre par sanjida muskaan thi lekin ve scientist couple se kuch keh nahi sake.. kyonki unke saath unse unchi post ke officials jo khade hue the.

Lambi kad kathi aur hast-pusht sharir ke malik, Academician Mr. Shisht se baat karne ke baad, CM ne samman-poorvak us lady se baat ki, joki ek simple plain business suit pehene hui thi aur Mr. Shisht ke paas khadi thi,

CM : "Academician Mrs. Kapoor to samay ke saath aur bhi young hoti jaa rahi hai! Hehe"

"Aap to mujhe chane ke jhaad par chada rahe hai Sir," ☺
Prabhavshali vyakitatv wali us mahila ne haule se apna sar neeche kiya aur muskura di.

CM hasa aur apne saath khade naami logon ko ek jhalak dekhte hue aage kaha,

CM : "Academician Mrs. Kapoor ko haal hi me, European Union se ek aur high-valued scientific award mila hai. Aap.. vaastav me, Chennai, apne state Tamil Nadu ke saath-saath samast Indian scientific community ka garv hai! " :approve:

Scientists couple, politicians aur government officials ke saath saath, Chennai University ke bahut se officials aur senior professors bhi wahin khade the jo shaayad hi kabhi aam students ko dikhai padte the.
Ve sabhi bas muskura rahe the aur media ke saamne khaamoshi se khade the.

Aahna ne academicians couple ki or chupke se ishara kiya 👉 aur Manav ke kareeb aate hue badi respect ke saath uske kaano me phusphusayi,

Aahna : "Ye hain Academician Mr. Shisht and Academician Mrs. Kapoor. Tumhe dekha na? Ye rutba hota hai world-class scientists ka! " :listen:

Mr. Shisht, jinhen asaani se behad handsome aur highly respected kaha ja sakta tha, ne apni ghadi 🕤 dekhi aur sujhaav diya,

Mr. Shisht : "Time ho gaya hai.. students ko jyada wait karwana theek nahi rahega. "

"Ji , Ji, Jaroor..."

" Alright, Sure Sir, .."

Aur phir kayi Govt officials & university officials ki sehmati ki jhadi lag gayi.

CM, Mayor, Deputy Mayor aur sabhi senior officials, Academician Mr. Shisht aur Academician Mrs. Kapoor ke saath saath Lecture Hall me pravesh karne lage.

Halaanki andar jaane se pehle, Academician Mr. Shisht, jo apne lambe kad ke kaaran bheed me alag hi dikh rahe the, ne chaaron or ek nazar daali :eyes2: aur unki nazar ek second ke liye Manav aur Aahna par jakar ruk gayi.

Aahna : "Ab chalo bhi ! jaldi karo!!"

Aahna ne hadbadi me Manav ka haath kas kar pakad liya aur lagbhag kheechte hue use Lecture Hall me le gayi. :bff:

Ab Lecture Hall ke andar kya hota hai hum agle update me jaanenge.

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,
🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝

To be continued.....
 
Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
Next update

Waiting for next update

Bhaiya updates kb ayi

New update kab de Rahe ho Big brother ,,, baki apke sare Updates bahot hi mast the ha suru ke thode boring lage but uske baad ke Updates bahot hi ache the maza aa gaya 1 din mai hi pura padh gaya new Update jaldi dena

Waiting for next update

Saandaar update waiting for next...

Bahut mast update hai Shadow_Chaser bhai👌

Bro update kahan hai ek ghante bad to Midnight ho jayegi Sham to kab ki Chali gai

Hota Hai कभी-कभी Aisa Bhi Koi baat nahin

To kya samjhu so jaau... 😳😳😴😴😴

Update has been posted 🍻
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Awesome update
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

Devilrudra

Active Member
504
1,390
123

Nice👍👍👍
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

Lallu

Dil mai
1,193
3,164
143
Nice update dear
Aahna badi excited lag rahi hai

Top