• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
Jaldi le aao update๐Ÿ˜ƒ๐Ÿ˜ƒ๐Ÿ˜ƒ๐Ÿ˜ƒ
Bas bro edit krke post hi krna h ab :good:
Aahna ko side role mein rakho apni saanvi hi heroine he apne manav ki ๐Ÿ˜๐Ÿ˜๐Ÿ˜made 4 each other
:laughing:
Baat to sahi ki bhai aapne, saanvi manav made for each other :approve:
Agar aisa nhi hota to shayad adarsh, sameer taash lene gaye hote ya Saanvi kisi or par giri hoti ๐Ÿ˜Š
Kung lee Bhai lekin khud ko taiyar karo aage ye mamla bahut pechida ho jayega :D
 
Last edited:

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
โ€ขยฐUPDATE 45โ€ขยฐ

Recap -

"Phir mere saath ghar chaliye. Hum raaste me groceries (kiraana) bhi lete chalenge,"
Avantika ne use wave kiya aur use car me baithne ke liye kaha.

Shalini apne office jaa chuki thi aur Manav, woh karodon rupayon ki Ferrari me baith chuka tha.

Jaise hi gaadi wahan se aage badhi, Adarsh aur baake ladke apne jabdon ko jameen tak giraye, achambe se unhen jaate hue dekh rahe the.

:wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2:

AB AAGE :-

Ferrari campus se smoothly nikal kar baahar sadak par aa gayi. Chunki kal raat baarish hui thi to.. aaj jyada garmi nahin thi. Mausam kaafi hawadaar aur suhavna tha.

IMG-20230209-184436.jpg

Avantika ki ye Ferrari 2 seat roadster(bina chhat ki) thi. ๐Ÿ‘†

Sunglasses pehne jab woh red traffic light ke khatam hone ka intzaar kar rahi thi to, uske aakarshak figure aur uski stylish dress ne paidal chalne waalon ka dhyaan apni aur bahut kheencha.

Uske vipreet Manav, bahut samaanya se kapde pehne hue tha aur wo, vaastav mein iss gorgeous lady aur uski car ke saath jara bhi mel nahi kha raha tha.

Avantika ne apna sar Manav ki or ghumaaya aur usse poocha,

Avantika : "Manu, abhi to dinner me bahut time hai.. Hum kisi mall me aapke liye kapdo ki shopping karne chalein ?"

"Em.. no auntie, thanks. Mai inn kapdo me comfortable hun ,"
Manav ne apne kapdon ko chhoote hue jawaab diya.

Usne apne adhikaansh kapde university ke aasapaas ki futkar dukaanon se khareede the.

Unn dukaanon ke kapdon me aamtaur par koi brand ka naam nahi hota tha, saaath hi.. inn kapdon aur mall ke kapdon ki keematon ke beech zamin aasmaan ka fark tha.
Halaanki, Manav ko koi antar nahi padta ki kapde branded hai ya nahi.. uske liye to bas kapde comfortable hona chahiye.

Khair Avantika Manav ko kisi bhi baat ke liye force nahi karna chaahti thi. Weh muskurayi aur boli,

Avantika : "Ye necklace.. Shalini ne apko diya hai na. . , aisa lagta hai ki Shalini ne already apko accept kar liya hai ! " ๐Ÿ˜Š

๐Ÿ”ด ๐ŸŸก ๐ŸŸข๐ŸŸข๐ŸŸข

Woooom!

Hari light jalte hi roadster car aage badh gayi.

Manav ko auntie ki driving skills first-class lagi. Chaude 6 lane road par traffic flow ke beech ye red Ferrari smoothly left - right cuts lete hue high speed se aage badh rahi thi.

Manav (man me) : "Ye kya.. very gentle and soft Avantika Aunty, driving karte samay itni aggressive bhi ho sakti hai..?? " ๐Ÿ‘€

Weh chupke se Avantika ke shaant aur haseen chehre ki or dekh raha tha,

Iske alawa, raftaar se daudti Ferrari ka powerful engine maano apni shakti ki garjna kar raha tha, jisse aas paas ki fancy cars ke kuch manchale, Avantika ka dhyaan apni or aakarshit karne ke liye seetiyaan baja rahe the. Agar Manav uske paas nahi baitha hota to shaayad ve log Ferrari ke bahut paas aa jaate aur usse flirt karna shuru kar dete..

Halaanki, wo alag baat hai ki agar Avantika apni current speed thodi bhi badhati, to ve log peeche chhot jaate.

Khair ab car Saanvi ke ghar ke paas ke area me aa gayi thi, aur Avantika ne ek local kiraana bajaar ke saamne Ferrari ko park kar diya.

Fir car se utarte hue Avantika ne, seat ke peeche se ek tokri aise baahar nikaal li jaise wo koi jadui kartab dikha rahi ho.

Manav bhi car se utar gaya tha. Avantika ne apni chaabi uthayi aur car ko 2 beep sound ke saath lock kar diya, aur phir usne ek boodhe vyakti ko parking ke liye โ‚น15 ka bhugtaan kiya.

"Let's go ," Avantika ne Manav se kaha aur apni basket ๐Ÿงบ liye grocery market me dakhil hui.

Jaise hi ve wahan se aage badhe, kuch curious yuva aur prod (40+) umr ke purush karodon rupayon ki gadi ko ghera banakar dekhne lage.
Ye to hona hi tha kyunki ve log iss tarah ki gadi kewal magazines, mobile ya TV par hi dekh sakte the.

Manav (man me ) :"Local market me grocery ki shopping karne Ferrari se aana... Kya life hai ye..!" :hmm:

Avantika ke sath-sath chal raha Manav avakk tha.

"Bitiya, tum yahaan phir se kharidari karne aagayi?"

"Taza kharbooze laya hu aaj beti !"

jaise hi Avantika thode aur andar aayi, kuch sabji aur phal walon ne uska abhivaadan kiya.

Avantika unhen dekhkar muskuraayi aur haath me tokri latkaye, paas ke sabji wale ke paas chali gayi,

Avantika : "Gopi kaka, aaj kaisi sabjiyaan de rahe hain aap? " ๐Ÿ˜€

"taaza! bilkul taaza! aaj dophar hi toodi hai bitiya! Aaloo bhi subah hi nikale the!"

Bikhre safed baalon wale us 50 varshiye vyakti ne utsaah aur khushi se kaha.

Avantika : "Great! Aap mere liye 2 kg aaloo aur 3 kg tamaatar taul dijiye, dinner me aaj soup bana lungi. " ๐Ÿ˜Š

"theek hai bitiya! mai tumhare liye sabse achchhe laal laal tamaatar chhat deta hun! ๐Ÿ˜„
Chhoti si dukan ka maalik khushi se hans pada.

Phir usne kuchh ache ache aaloo aur tamaatar chhate aur unhe taulne laga,
"kul 55 rupaye hue, beta tum mujhe bas โ‚น50 de do!" usne kaha.

Avantika : "Nahi kaka! Aap pure 65 rupees hi lein. "

Avantika ne apne stylish coat se apna wallet nikaala maano weh phir se koi jadui kartab kar rahi ho. Usne โ‚น50 ka ek note nikala aur phir โ‚น5 ka coin nikal kar, 55 rupyee taul machine par rakh diye. Iske baad usne tamaatar aur aaloo ko apni basket me bhar liya.

"Jaldi aana bitiya!!" ek chhota sa sauda karne ke baad us vyakti ne Avantika se, khushi me, jor se kaha.

"Jaroor Kaka!" Avantika ne bhi khushi se jabaab diya. Phir weh doosri dukan par chali gayi,

Avantika : "Vimla maayi, phal kaise diye?" ๐Ÿ˜Š

"Beta anaar to aaj hi aaye hai! Bahut meethe hai!"

jhurriyon se bhare chehre wali budhiya ne Avantika se kaha.

Avantika : "Hehe, to fir ek kilo de dijiye ," ๐Ÿ˜€

Fir usne mudkar Manav se poochha, "Apko kaun se fruits ache lagte hai Manu? Dinner me kya lena chahenge?"

Manav (Sharmate hue) : "Kuch bhi auntie.. jaisa apko theek lage " ๐Ÿ˜…

โ€œYeh bachcha kaun hai, maine pahle kabhi to tumhare sath ise dekha nahi,"
Phal wali budhiya ne anaar taulte hue poochha.

Avantika : "Mere door ke rishtedaar ka ladka hai aur mera bhatija hehe,"

"Aah.., beta tum krishna kanhaiya jaise sundar lag rahe ho,"
Budhi aurat ne Manav ko kuch pal dekhne ke baad kaha.

Ye pehli baar tha jab Manav ne, kisiko use "sundar" kehte hue suna tha, aur.. Isiliye use nahi pata tha ki ispar use kaisa feel karna chaahiye.

Baharhaal, phal khareedne ke baad, Avantika ne kuch maans ๐Ÿฅฉ, aata, kuch snacks & anya sabjiyaan aur li...

Chhoti badi har dukaan ka maalik Avantika ka utsaah se abhivadan kar raha/rahi tha, aur.. Gopi, Vimla ki tarah, Avantika ne khareedari karte samay unke saath baatcheet bhi ki.

Bachpan me Manav apni daadi maa ke saath bas kuch hi baar kitchen ka samaan lene market aaya tha, aur bade hone ke baad to woh shayad hi kabhi kisi grocery market gaya hoga.

Aaj Avantika ke saath grocery shopping aur logon ke saath uski baatcheet ko sunna...
Achaanak, use ye sab kuch bahut achchha lagne laga.. :vhappy:

Kaun andaja laga sakta tha ki yah hasmukh khoobsoorat mahila yahaan.. Ferrari dauda kar aayi thi?

Use aur jo kuchh bhi chaahiye tha woh khareedte jaa rahi thi aur tokri... bhi bharii aur bhariii ho rahi thi, isliye Manav ne Avantika ko manakar, tokri apne haath me le li.

Jab ve kiranaa baajaar se baahar nikle to unhone kuch bachchon ko fancy Ferrari ke aaspaas khelte hue dekha. Kuch to itne badmash the ki wo gadi me chadhne ki koshish kar rahe the;
Parking place ki dekh rekh karne wala boodha aadmi unhe rokne ke liye kuch bhi nahi kar paa raha tha.

Khair unn bacchon ki harkaton ke dekhkar Avantika bilkul bhi gussa nahin hui. Weh bas wahan chali gayi aur car ka lock kholne ke baad car ka gate khola,
Jaise hi bacchon ne dekha ki car ki maalkin aa chuki hain, ve apne-aap titar-bitar ho gaye.
:runaway: :runaway: :runaway:

Bebasi se muskurate hue weh gadi me baith gayi aur Manav ki Or haath hila kar kaha ,
"Manu ! Kya soch rahe hain? Car me baithiye.." ๐Ÿ™‹โ€โ™€๏ธ

Apne khyaalon se baahar aa Manav, basket ke saath car me baith gaya, to Avantika ne seat ke peeche ki jagah ki or ishara kiya,

Avantika : "Iss peechhe rakh dein"

Doosri cheejon ke alawa geeli sabjiyon aur phalon se bhari tokri se paani tapak raha tha, lekin Manav ne uske nirdesh ka paalan kiya aur basket ko, karodon rupayon ki Ferrari ki seats ke peeche, baked-porcelain-painted rut me rakh diya..

Agar koi doosra vyakti iss karnaame ko dekhta to shayad uska dimaag sunn pad jata...

Avantika ne car start ki, use parking se smoothly baahar nikaala, aur chand palon me gadi main road ke traffic flow me shamil ho gayi..

Bagal ki seat par baitha Manav, jo jo Avantika karti jaa rahi thi, chupchaap sab kuch dekhta jaa raha tha.

Avantika na kewal ek famous designer, ek sarv-gun sampann grahini, Saanvi ki great mom thi, balki.. ๐Ÿ‰ Dragon Queen ๐Ÿ‘‘ bhi thi ...

Woh inn sabhi bhoomikaon me na kewal perfection ke saath apne daayitva nibha rahi thi balki apni abilities ke anusaar sab kuch best karne ki poori koshish bhi kar rahi thi.

Fast driving kar rahi Avantika ko ghoorte hue, uske bahut kareeb baithe Manav ke dil me achaanak iss yuva maa ke liye tareefon ke gehre bhaav aa gaye..

Manav (man me) : "Wonder Woman" ๐Ÿ˜Š๐Ÿ˜‡๐Ÿ˜

Update yahin tak.

:reading1: ๐Ÿ…๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ณ,
๐Ÿ„ป๐Ÿ„ธ๐Ÿ„บ๐Ÿ„ด ๐Ÿ‘ ๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ฝ๐Ÿ„ณ
๐Ÿ„ฒ๐Ÿ„พ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฝ๐Ÿ…ƒ ๐Ÿ“ ๐Ÿ˜„

Fir milenge :wave:
To be continued.....
 
Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159

Rohit1988

Well-Known Member
2,199
7,161
158

Super mom great update
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

Amrit_#0

Active Member
1,747
3,794
143

Awesome update Bhai ๐Ÿ’—๐Ÿ’—
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218
โ€ขยฐUPDATE 44โ€ขยฐ

Recap -

Shalini (dheeme swar me) : "Mai ek anaath hoon aur East Ocean ke ek Elder ne mujhe adopt kiya tha. Isliye maine apna bachpan East Ocean Dragon Palace me bitaaya.."

Jab Shalini ne ye shabd kahe, to uski abhivyakti bina kisi udaasi ka bhaav liye, bas shaant thi.

Kuch seconds tak sochne ke baad, Manav ne bedhange-pane se poochha,

Manav : "Mai.. soch raha tha.. ki.., abhi aapki age kya hogi..?" :?:

AB AAGE :-

Shalini mudi aur chupchaap uski or dekhne lagi. Halaanki, uski sthir, shaant aankhon ne Manav ko kisi barf ki moorti jaise lagbhag jama hi diya.

"24," :huh:
Shalini ne apni umr batane se pehle kuch seconds ke liye use ghoor kar dekha.

Manav ne gehri saans chhodi,

"Mujhe laga ki aap 100 - 200 saal ki ho ..."
weh budbudaaya.

Uske muh se kewal uske man ki baat nikli thi... Woh Shalini ke prati kuch bhi ulta-seedha nahi soch raha tha.

Shalini, apni life ke mahaj 20 saalon me lowest, Kan-level se highest, Qian-Level par pahuch gayi thi..
Yaani ki ye wahi thi jiska, Avantika ne Manav ko , Heavenly-level ke Master ke roop me parichay diya tha.

Isse saaf pata chalta hai ki Shalini, sadhna me kitni talented thi.

Talent ka example le to, Vinod Bedi ne level badhaane ki apni poori koshish ki aur.. kuch 100 saalon tak kadi mehnat karne ke baad hi, sirf Kun-Level tak pahuch paya tha.
Haalanki uske liye, Kun-level hi woh highest level tha jis tak pahunchne ke liye woh apni saadhna ke shuruwati dinon me sapne dekha karta tha.

Qian & Kun - Shalini aur Vinod me bas 1 level ka antar tha lekin unke beech shakti ka faasla 1 ya 2 guna nahi balki kayi guna tha.

Khair.. Manav ki phusphusahat sunkar Shalini ne tirchi najaron se use dekha.
Halaanki uska man paani ke talaab ki tarah shaant tha, lekin fir bhi aakhir thi to woh ek mahila hi aur.. har mahila ko apni umr ki parwaah to rehti hi hai. ๐Ÿคฃ

"Ok, koi aur question.. jo tumhe poochna ho?" Shalini ne thande swar me Manav se poochha.

Vaastav me Manav, apne yaar Sameer ke liye Ms. Shalini ke body figure :booby2: ke maap ke baare me poochhna chaahta tha. ๐Ÿคฃ
Lekin, Shalini use kahin thook - peet na de, iss karan se weh kewal chupchaap aashchary hi kar saka.. Ki uska figure measurement kya hoga..

Manav kabhi bhi aisa kuch khul kar to nahi poochh sakta tha.

Baharhaal achanak Manav ko kuch yaad aaya to usne poocha,

Manav: "Oh haan.., kya university me koi shaant jagah hai jahaan.. me saadhna par bina disturb hue concentrate kar sakta hun?"

Pichhli baar Jab woh apne hostel room ki balcony par dhyaan kar raha tha, to anjaane me Adarsh ne aakar sab kachra kar diya tha. Jisse weh Spirit Concentration Scroll ke agle level tak aage badhne se reh gaya tha..
Iss baat se Manav kayi dinon tak udaas bhi raha. **(Update 29)**

"Shaant jagah ..." Shalini ne iske baare me socha aur kaha,
"Tumhen Vinod se baat karke, apni sadhna ke liye ek separate office le lena chahiye."

"Yeh kuch... dramatic nahi ho jayega..," Manav hichkichaaya.

University me ek sadhaaran 2nd year student ke paas ek alag office hona.. ye jald hi har kisi ko pata chal jayega..
aur naa jaane iss baat se kya kya gadbadi hogi..

"Dhyaan kahan karna chahiye.. ye tumhara matter hai. Mai isme kuch nahi kar sakti, "

Shalini ne aise neerasta se kaha maano Manav ne usse umr ke baare me poochkar use trigger kar diya ho.

"Ya phir. ..." Manav ne savdhaani se poochha,
"kya mai.. aapka office me sadhna kar sakta hun..?"

Shalini : "Tum ungli pakad ne baad poora haath pakadne ki koshish kar rahe ho, hmm?" :huh:

Manav awkwardly hasa aur use samjhaaya,

Manav : "Mujhe lagta hai ki .. by chance agar dhyaan karte hue mujhe koi problem aati hai to aapse poochhna achchha hoga ..." ๐Ÿ˜…

Shalini ko gaur se dekhne par Manav ne mehsoos kiya ki, woh apne chehre par thode gusse wale bhaav liye hue bhi bahut aakarshak lag rahi thi.
Waise yeh bhi vichitr hi tha ki Shalini, jo humesha shaant rehti thi, filhal uspar gussa ho rahi thi. :D

Halaanki ye Manav ka, use saavdhaani diya gaya suggestion hi tha jisne use thoda upset kar diya..
Nishchit roop se Manav ne is "Tagde inspector" ki kuch privacy ko maang kar uske "sensitive spot" ko chhu liya tha.

Shalini ne Manav ko dekhte hue kaha,

Shalini : "You are right. Rajyavardhan apne kaam me busy hain, aur.. Vinod tamaam chhoti-chhoti cheejon se ghira hua hai, Isliye inmen se kisi ke paas bhi tumhe guide karne ke liye time nahin hai..
Uhm.. kaisa rahega agar tum mere office me Monday to Friday shaam 4:00-6:00 baje tak aao. Lekin haan iske alawa kisi dusre time me mujhe disturb mat karna."

Aur.. Ms. Shalini ki permission paakar Manav romaanchit ho utha.

Na kewal use ek khoobsurat haseena ke saath samay bitane ka mauka mila raha tha, balki uske survival ka chance bhi ab badh gaya tha!
Akhirkaar, Shalini, Saanvi ke chhote chacha ke alawa, sabhi dragons me se sabse shaktishali sadhak thi jinse ab tak Manav mil chuka tha.

Yahi kaaran hai ki usne Ms. Shalini ke saath apni kismat aajmayi jab aaj woh khud usse milne ke liye aayi thi.

To dusri taraf, iss decision ke liye Shalini ke apne tark the. Swabhaav se woh sadhna addicted thi, aur.. jis cheej se wo sabse jyaada nafrat karti thi, weh thi sadhna ke dauraan disturb hona.

Halaanki wo, East Ocean ke, uska paalan poshan karne ke, ahsaan ko wapas karna chaahti thi. Iske ke saath hi use Manav, ek mehnati aur lagan-sheel ladka laga, isliye use Manav ko kuch sadhna instructions dene me koi aapatti nahi thi.

Yadi ye ๐Ÿ‘† kuch important reasons nahi hote to, woh iss tarah ki request (uske office me aane ki) karne wale ko raakh banakar hawa me uda deti. ๐Ÿค

Shalini : "Ab jab tumhare saare doubts clear ho chuke hai, to mai wapas ja rahi hoon. "

Manav ne Library building par lagi badi ghadi ko dekha aur paaya kiya ki 04:30 pm baj chuke the. Iska matlab tha.. ki weh pichhle aadhe ghante se Ms. Shalini ke saath chal raha tha!

Aaj tak, university ke kisi bhi ladke ko uske saath 1 minute bhi bitaane ka mauka nahi mila..,
Lekin aaj Manav uske saath 30 minute tak chala aur usse lagaatar baatein bhi ki!
Sare ladke itna jealous the ki agar unka bas chalta to mob lynching karke wahin Manav ko maar dete..

Yahan tak ki Sameer aur dusre doston ke liye bhi, Shalini ke saath aadhe (1/2) ghante tak chalna.. Ek aisa luxury experience tha, Jise unhone dekhna ya sunna to door kabhi imagine tak nahi kiya tha.

Manav : "Ok.., jab bhi meri class nahi hogi.. mai har weekday me 4 baje aapke office aa jaya karunga!"

Shalini ne haan me sar hilaaya aur teji se apne office ki or chal di.

"oh ... Mam wait !" Manav ne achaanak kuch socha aur unhe awaaj di.

Shalini ruk gayi aur peeche palat gayi.

Yeh dekhne ke baad to Sameer, lagbhag dauda-dauda kar Manav ka pichhwada bajana chaahta tha, :spank: :crazykill:

Sameer (man me) : "Chutiya!
Saath chalne ke alawa, ye unhe rukne ke liye bhi kah sakta hai !!" ๐Ÿฅบ

Manav : "Um ... bahut se logon ne aaj mujhe aapke saath campus ghoomte hue dekha ... To mai unhen kya explanation du..?"

Shalini ne thoda sochne ke baad kaha,

Shalini : "Sirf itna kaho ki mai tumhari older sister hoon,"

Aur itna bolkar woh teji se chali gayi.

Usko jate hue dekh rahe Manav ko, uske uttar se raahat mehsoos hui..
Jis explanation ke liye Ms. Shalini khud bhi sehmat thi weh explanation, khud se kuch excuse banane se kahin jyaada aasaan aur safe tha..,
khaaskar agar wo excuse, future me Ms Shalini ke gusse ko bhadka de to..

Manav ki itni saavdhani ka kaaran saaf tha ki, cold aur cute doll jaisi dikhne wali ye lady, kewal apni ek ungli se Manav ka safaaya kar sakti thi.

Khair jab Manav peechhe muda aur apne roommates ki poochtaachh ko jhelne ke liye taiyaar hua, to ek chamkdaar laal rang uski najar me aaya.

Usne dhyaan se dekha to pata chala ki, ek laal rang ki Ferrari campus ki or aa rahi thi. Halaanki speed jyada to nahi thi, lekin phir bhi aag ๐Ÿ”ฅ ke jaise rang ki ek light ray uss Ferrari ke peeche ban rahi thi.

"Maine ... shaayad aaj subah iss car ko dekha tha.."
Manav ko yaad aaya.
**(update 42)**

Shalini, jo lagbhag apne office building pahunch chuki thi, car ko dekhte hi uske chalne ki gati dheemi ho gayi.

Red Ferrari dheere-dheere Shalini ke paas pahunchi aur uske theek saamne aakar ruk gayi.

Car me baithi khoobsurat lady ne apne sunglasses utaare aur ek bahut aakarshak muskaan bikheri,
"Shalini, long time no see!" โ˜บ

Areey doston sochna kya hai, ye aurat apni pyari haseena, Avantika ke alawa aur kon ho sakti hai! :hinthint:

Adarsh aur baaki log Manav se sawal-jabaab karne uski or bade hi the. Lekin, Ferrari aur usme baithi beautiful lady ne unhen apni jagah par hi khade rehne diya, jaise ki ve uss lady ke moh-paash me bandh gaye the. ๐Ÿคค

"Avantika, aap yahaan?" Shalini ne aaraam se poochha maano woh Dragon Queen ke aane se bilkul bhi hairaan nahi thi.

Manav ne iske baare me socha aur andaaja lagaya ki Ms. Shalini ne, apni Qian level ki shakti se, kuch kilometre door se hi mehsoos kar liya hoga ki Auntie yahan par aa rahi hai..

"Aaj kuch jyada work nahin tha to, mai time se pehle hi studio se nikal gayi aur aapse milne yahaan aa gayi,"
Avantika car se baahar nikli aur Shalini ke paas chali gayi.

Itni elegant mahila ko car se baahar nikalte dekh wahan maujood sabhi log hairaan reh gaye.
Jaahir tha ki Avantika ek high-class office woman thi jiska temperament behad attractive tha.

"Aap Manav ke baare me baat karna chaahti hai, Right?"

Shalini ne mudkar Manav ko dekha, jo usse jyada door nahin tha,
Fir usne Avantika se aage kaha,

"Mai is month use kuch nahi karungi.. so aapko iss baare me chinta karne ki zaroorat nahi hai."

Shalini ka thanda ravaiya logon ko koi khaas tavajjo nahi deta tha. Sirf uske high status ke kaaran hi, Avantika ko use kuch respect deni padi.., lekin weh usse kisi bhi cheez ke liye minnate ya bheekh nahi maangne wali thi, Akhir, wo Rani Sahiba jo thi bhaiii !

Khair Shalini se ek sateek uttar sunne ke baad, usne haami me sar hilaaya aur Manav ki or mudkar usse kaha,

Avantika : "Manu, kya aapki aur classes hai?"

Manav ne naa me sar hilaaya.

"Phir mere saath ghar chaliye. Hum raaste me groceries (kiraana) bhi lete chalenge,"
Avantika ne use wave kiya aur use car me baithne ke liye kaha.

Shalini apne office jaa chuki thi aur Manav, woh karodon rupayon ki Ferrari me baith chuka tha.

Jaise hi gaadi wahan se aage badhi, Adarsh aur baake ladke apne jabdon ko jameen tak giraye, achambe se unhen jaate hue dekh rahe the.

:wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2:

Ferrari to aage badh rahi hai lekin iss update ke yahin par break lag gaye :accident:

:reading1: ๐Ÿ…๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ณ,
๐Ÿ„ป๐Ÿ„ธ๐Ÿ„บ๐Ÿ„ด ๐Ÿ‘ ๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ฝ๐Ÿ„ณ
๐Ÿ„ฒ๐Ÿ„พ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฝ๐Ÿ…ƒ ๐Ÿ“ ๐Ÿ˜„

Jald hi milenge :wavey:
To be continued.....
Awesome update
 
Status
Not open for further replies.
Top