• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

andyking302

Well-Known Member
6,024
14,252
174
Aree mitr acha joke tha 🤣,
hum to noob h.. Hume seekhne ki jarurat h aapse 😄🙏
Aisa kuch nhi hota dost sab apne apne mey maahir होते hey
 
Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
•°UPDATE 44•°

Recap -

Shalini (dheeme swar me) : "Mai ek anaath hoon aur East Ocean ke ek Elder ne mujhe adopt kiya tha. Isliye maine apna bachpan East Ocean Dragon Palace me bitaaya.."

Jab Shalini ne ye shabd kahe, to uski abhivyakti bina kisi udaasi ka bhaav liye, bas shaant thi.

Kuch seconds tak sochne ke baad, Manav ne bedhange-pane se poochha,

Manav : "Mai.. soch raha tha.. ki.., abhi aapki age kya hogi..?" :?:

AB AAGE :-

Shalini mudi aur chupchaap uski or dekhne lagi. Halaanki, uski sthir, shaant aankhon ne Manav ko kisi barf ki moorti jaise lagbhag jama hi diya.

"24," :huh:
Shalini ne apni umr batane se pehle kuch seconds ke liye use ghoor kar dekha.

Manav ne gehri saans chhodi,

"Mujhe laga ki aap 100 - 200 saal ki ho ..."
weh budbudaaya.

Uske muh se kewal uske man ki baat nikli thi... Woh Shalini ke prati kuch bhi ulta-seedha nahi soch raha tha.

Shalini, apni life ke mahaj 20 saalon me lowest, Kan-level se highest, Qian-Level par pahuch gayi thi..
Yaani ki ye wahi thi jiska, Avantika ne Manav ko , Heavenly-level ke Master ke roop me parichay diya tha.

Isse saaf pata chalta hai ki Shalini, sadhna me kitni talented thi.

Kan, Li, Zhen, Gen, Dui, Xun, Kun, Qian :
Higest Qian Level ko Heavenly-level bhi kehte hai - Update 19

Talent ka example le to, Vinod Bedi ne level badhaane ki apni poori koshish ki aur.. kuch 100 saalon tak kadi mehnat karne ke baad hi, sirf Kun-Level tak pahuch paya tha.
Haalanki uske liye, Kun-level hi woh highest level tha jis tak pahunchne ke liye woh apni saadhna ke shuruwati dinon me sapne dekha karta tha.

Qian & Kun - Shalini aur Vinod me bas 1 level ka antar tha lekin unke beech shakti ka faasla 1 ya 2 guna nahi balki kayi guna tha.

Khair.. Manav ki phusphusahat sunkar Shalini ne tirchi najaron se use dekha.
Halaanki uska man paani ke talaab ki tarah shaant tha, lekin fir bhi aakhir thi to woh ek mahila hi aur.. har mahila ko apni umr ki parwaah to rehti hi hai. 🤣

"Ok, koi aur question.. jo tumhe poochna ho?" Shalini ne thande swar me Manav se poochha.

Vaastav me Manav, apne yaar Sameer ke liye Ms. Shalini ke body figure :booby2: ke maap ke baare me poochhna chaahta tha. 🤣
Lekin, Shalini use kahin thook - peet na de, iss karan se weh kewal chupchaap aashchary hi kar saka.. Ki uska figure measurement kya hoga..

Manav kabhi bhi aisa kuch khul kar to nahi poochh sakta tha.

Baharhaal achanak Manav ko kuch yaad aaya to usne poocha,

Manav: "Oh haan.., kya university me koi shaant jagah hai jahaan.. me saadhna par bina disturb hue concentrate kar sakta hun?"

Pichhli baar Jab woh apne hostel room ki balcony par dhyaan kar raha tha, to anjaane me Adarsh ne aakar sab kachra kar diya tha. Jisse weh Spirit Concentration Scroll ke agle level tak aage badhne se reh gaya tha..
Iss baat se Manav kayi dinon tak udaas bhi raha. **(Update 29)**

"Shaant jagah ..." Shalini ne iske baare me socha aur kaha,
"Tumhen Vinod se baat karke, apni sadhna ke liye ek separate office le lena chahiye."

"Yeh kuch... dramatic nahi ho jayega..," Manav hichkichaaya.

University me ek sadhaaran 2nd year student ke paas ek alag office hona.. ye jald hi har kisi ko pata chal jayega..
aur naa jaane iss baat se kya kya gadbadi hogi..

"Dhyaan kahan karna chahiye.. ye tumhara matter hai. Mai isme kuch nahi kar sakti, "

Shalini ne aise neerasta se kaha maano Manav ne usse umr ke baare me poochkar use trigger kar diya ho.

"Ya phir. ..." Manav ne savdhaani se poochha,
"kya mai.. aapka office me sadhna kar sakta hun..?"

Shalini : "Tum ungli pakad ne baad poora haath pakadne ki koshish kar rahe ho, hmm?" :huh:

Manav awkwardly hasa aur use samjhaaya,

Manav : "Mujhe lagta hai ki .. by chance agar dhyaan karte hue mujhe koi problem aati hai to aapse poochhna achchha hoga ..." 😅

Shalini ko gaur se dekhne par Manav ne mehsoos kiya ki, woh apne chehre par thode gusse wale bhaav liye hue bhi bahut aakarshak lag rahi thi.
Waise yeh bhi vichitr hi tha ki Shalini, jo humesha shaant rehti thi, filhal uspar gussa ho rahi thi. :D

Halaanki ye Manav ka, use saavdhaani diya gaya suggestion hi tha jisne use thoda upset kar diya..
Nishchit roop se Manav ne is "Tagde inspector" ki kuch privacy ko maang kar uske "sensitive spot" ko chhu liya tha.

Shalini ne Manav ko dekhte hue kaha,

Shalini : "You are right. Rajyavardhan apne kaam me busy hain, aur.. Vinod tamaam chhoti-chhoti cheejon se ghira hua hai, Isliye inmen se kisi ke paas bhi tumhe guide karne ke liye time nahin hai..
Uhm.. kaisa rahega agar tum mere office me Monday to Friday shaam 4:00-6:00 baje tak aao. Lekin haan iske alawa kisi dusre time me mujhe disturb mat karna."

Aur.. Ms. Shalini ki permission paakar Manav romaanchit ho utha.

Na kewal use ek khoobsurat haseena ke saath samay bitane ka mauka mila raha tha, balki uske survival ka chance bhi ab badh gaya tha!
Akhirkaar, Shalini, Saanvi ke chhote chacha ke alawa, sabhi dragons me se sabse shaktishali sadhak thi jinse ab tak Manav mil chuka tha.

Yahi kaaran hai ki usne Ms. Shalini ke saath apni kismat aajmayi jab aaj woh khud usse milne ke liye aayi thi.

To dusri taraf, iss decision ke liye Shalini ke apne tark the. Swabhaav se woh sadhna addicted thi, aur.. jis cheej se wo sabse jyaada nafrat karti thi, weh thi sadhna ke dauraan disturb hona.

Halaanki wo, East Ocean ke, uska paalan poshan karne ke, ahsaan ko wapas karna chaahti thi. Iske ke saath hi use Manav, ek mehnati aur lagan-sheel ladka laga, isliye use Manav ko kuch sadhna instructions dene me koi aapatti nahi thi.

Yadi ye 👆 kuch important reasons nahi hote to, woh iss tarah ki request (uske office me aane ki) karne wale ko raakh banakar hawa me uda deti. 🤐

Shalini : "Ab jab tumhare saare doubts clear ho chuke hai, to mai wapas ja rahi hoon. "

Manav ne Library building par lagi badi ghadi ko dekha aur paaya kiya ki 04:30 pm baj chuke the. Iska matlab tha.. ki weh pichhle aadhe ghante se Ms. Shalini ke saath chal raha tha!

Aaj tak, university ke kisi bhi ladke ko uske saath 1 minute bhi bitaane ka mauka nahi mila..,
Lekin aaj Manav uske saath 30 minute tak chala aur usse lagaatar baatein bhi ki!
Sare ladke itna jealous the ki agar unka bas chalta to mob lynching karke wahin Manav ko maar dete..

Yahan tak ki Sameer aur dusre doston ke liye bhi, Shalini ke saath aadhe (1/2) ghante tak chalna.. Ek aisa luxury experience tha, Jise unhone dekhna ya sunna to door kabhi imagine tak nahi kiya tha.

Manav : "Ok.., jab bhi meri class nahi hogi.. mai har weekday me 4 baje aapke office aa jaya karunga!"

Shalini ne haan me sar hilaaya aur teji se apne office ki or chal di.

"oh ... Mam wait !" Manav ne achaanak kuch socha aur unhe awaaj di.

Shalini ruk gayi aur peeche palat gayi.

Yeh dekhne ke baad to Sameer, lagbhag dauda-dauda kar Manav ka pichhwada bajana chaahta tha, :spank: :crazykill:

Sameer (man me) : "Chutiya!
Saath chalne ke alawa, ye unhe rukne ke liye bhi kah sakta hai !!" 🥺

Manav : "Um ... bahut se logon ne aaj mujhe aapke saath campus ghoomte hue dekha ... To mai unhen kya explanation du..?"

Shalini ne thoda sochne ke baad kaha,

Shalini : "Sirf itna kaho ki mai tumhari older sister hoon,"

Aur itna bolkar woh teji se chali gayi.

Usko jate hue dekh rahe Manav ko, uske uttar se raahat mehsoos hui..
Jis explanation ke liye Ms. Shalini khud bhi sehmat thi weh explanation, khud se kuch excuse banane se kahin jyaada aasaan aur safe tha..,
khaaskar agar wo excuse, future me Ms Shalini ke gusse ko bhadka de to..

Manav ki itni saavdhani ka kaaran saaf tha ki, cold aur cute doll jaisi dikhne wali ye lady, kewal apni ek ungli se Manav ka safaaya kar sakti thi.

Khair jab Manav peechhe muda aur apne roommates ki poochtaachh ko jhelne ke liye taiyaar hua, to ek chamkdaar laal rang uski najar me aaya.

Usne dhyaan se dekha to pata chala ki, ek laal rang ki Ferrari campus ki or aa rahi thi. Halaanki speed jyada to nahi thi, lekin phir bhi aag 🔥 ke jaise rang ki ek light ray uss Ferrari ke peeche ban rahi thi.

"Maine ... shaayad aaj subah iss car ko dekha tha.."
Manav ko yaad aaya.
**(update 42)**

Shalini, jo lagbhag apne office building pahunch chuki thi, car ko dekhte hi uske chalne ki gati dheemi ho gayi.

Red Ferrari dheere-dheere Shalini ke paas pahunchi aur uske theek saamne aakar ruk gayi.

Car me baithi khoobsurat lady ne apne sunglasses utaare aur ek bahut aakarshak muskaan bikheri,
"Shalini, long time no see!" ☺

Areey doston sochna kya hai, ye aurat apni pyari haseena, Avantika ke alawa aur kon ho sakti hai! :hinthint:

Adarsh aur baaki log Manav se sawal-jabaab karne uski or bade hi the. Lekin, Ferrari aur usme baithi beautiful lady ne unhen apni jagah par hi khade rehne diya, jaise ki ve uss lady ke moh-paash me bandh gaye the. 🤤

"Avantika, aap yahaan?" Shalini ne aaraam se poochha maano woh Dragon Queen ke aane se bilkul bhi hairaan nahi thi.

Manav ne iske baare me socha aur andaaja lagaya ki Ms. Shalini ne, apni Qian level ki shakti se, kuch kilometre door se hi mehsoos kar liya hoga ki Auntie yahan par aa rahi hai..

"Aaj kuch jyada work nahin tha to, mai time se pehle hi studio se nikal gayi aur aapse milne yahaan aa gayi,"
Avantika car se baahar nikli aur Shalini ke paas chali gayi.

Itni elegant mahila ko car se baahar nikalte dekh wahan maujood sabhi log hairaan reh gaye.
Jaahir tha ki Avantika ek high-class office woman thi jiska temperament behad attractive tha.

"Aap Manav ke baare me baat karna chaahti hai, Right?"

Shalini ne mudkar Manav ko dekha, jo usse jyada door nahin tha,
Fir usne Avantika se aage kaha,

"Mai is month use kuch nahi karungi.. so aapko iss baare me chinta karne ki zaroorat nahi hai."

Shalini ka thanda ravaiya logon ko koi khaas tavajjo nahi deta tha. Sirf uske high status ke kaaran hi, Avantika ko use kuch respect deni padi.., lekin weh usse kisi bhi cheez ke liye minnate ya bheekh nahi maangne wali thi, Akhir, wo Rani Sahiba jo thi bhaiii !

Khair Shalini se ek sateek uttar sunne ke baad, usne haami me sar hilaaya aur Manav ki or mudkar usse kaha,

Avantika : "Manu, kya aapki aur classes hai?"

Manav ne naa me sar hilaaya.

"Phir mere saath ghar chaliye. Hum raaste me groceries (kiraana) bhi lete chalenge,"
Avantika ne use wave kiya aur use car me baithne ke liye kaha.

Shalini apne office jaa chuki thi aur Manav, woh karodon rupayon ki Ferrari me baith chuka tha.

Jaise hi gaadi wahan se aage badhi, Adarsh aur baake ladke apne jabdon ko jameen tak giraye, achambe se unhen jaate hue dekh rahe the.

:wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2:

Ferrari to aage badh rahi hai lekin iss update ke yahin par break lag gaye :accident:

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,
🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝 😄

Jald hi milenge :wavey:
To be continued.....
 
Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
Update has been posted

Waiting for next bro

I know presence me Kami hai but wo isliye k mene kuch time pehle hee study karna chalu Kia h .. I know laksya Wale me usne daring dikhai h but sometimes jab bhi dragon clan ki bat aati h hero apne aapko bhut low level PE dekhta h ye thoda akharta h ... I know aapne saari information di h but you know ek daily ka pattern hee dikhta h story me to thoda lagta h kuch alag dikhe .. vaise story kaafi achi h bro .. waiting for next update

Pratiksha rahegi
Kyunki mujhe hatkar story pasand hai please week mein दो-तीन update diya karo
Thank you
Shukriya Lallu bhai ☺🙏
2 updates per week to aa hi rahe h normally
Aur extra dene ki bhi koshish karunga bro :cheers:

Welcome brother....
Kung lee bhaya :hug:

Wow kya baat hai maza aa gaya ab dekhna hai manav kese explain karega shalini or apne bare mai and top of that shalini ne upar se apne hath se necklase bhi pehna diya

Agar language section aur reasoning badhiya gaya aur Baki sab average bhi gaya to congratulations

Aisa kuch nhi hota dost sab apne apne mey maahir होते hey
andyking302 bhai :applause: ekdum sahi baat kahi aapne 😍
 
Lust_King

Member
138
510
93
•°UPDATE 44•°

Recap -

Shalini (dheeme swar me) : "Mai ek anaath hoon aur East Ocean ke ek Elder ne mujhe adopt kiya tha. Isliye maine apna bachpan East Ocean Dragon Palace me bitaaya.."

Jab Shalini ne ye shabd kahe, to uski abhivyakti bina kisi udaasi ka bhaav liye, bas shaant thi.

Kuch seconds tak sochne ke baad, Manav ne bedhange-pane se poochha,

Manav : "Mai.. soch raha tha.. ki.., abhi aapki age kya hogi..?" :?:

AB AAGE :-

Shalini mudi aur chupchaap uski or dekhne lagi. Halaanki, uski sthir, shaant aankhon ne Manav ko kisi barf ki moorti jaise lagbhag jama hi diya.

"24," :huh:
Shalini ne apni umr batane se pehle kuch seconds ke liye use ghoor kar dekha.

Manav ne gehri saans chhodi,

"Mujhe laga ki aap 100 - 200 saal ki ho ..."
weh budbudaaya.

Uske muh se kewal uske man ki baat nikli thi... Woh Shalini ke prati kuch bhi ulta-seedha nahi soch raha tha.

Shalini, apni life ke mahaj 20 saalon me lowest, Kan-level se highest, Qian-Level par pahuch gayi thi..
Yaani ki ye wahi thi jiska, Avantika ne Manav ko , Heavenly-level ke Master ke roop me parichay diya tha.

Isse saaf pata chalta hai ki Shalini, sadhna me kitni talented thi.

Talent ka example le to, Vinod Bedi ne level badhaane ki apni poori koshish ki aur.. kuch 100 saalon tak kadi mehnat karne ke baad hi, sirf Kun-Level tak pahuch paya tha.
Haalanki uske liye, Kun-level hi woh highest level tha jis tak pahunchne ke liye woh apni saadhna ke shuruwati dinon me sapne dekha karta tha.

Qian & Kun - Shalini aur Vinod me bas 1 level ka antar tha lekin unke beech shakti ka faasla 1 ya 2 guna nahi balki kayi guna tha.

Khair.. Manav ki phusphusahat sunkar Shalini ne tirchi najaron se use dekha.
Halaanki uska man paani ke talaab ki tarah shaant tha, lekin fir bhi aakhir thi to woh ek mahila hi aur.. har mahila ko apni umr ki parwaah to rehti hi hai. 🤣

"Ok, koi aur question.. jo tumhe poochna ho?" Shalini ne thande swar me Manav se poochha.

Vaastav me Manav, apne yaar Sameer ke liye Ms. Shalini ke body figure :booby2: ke maap ke baare me poochhna chaahta tha. 🤣
Lekin, Shalini use kahin thook - peet na de, iss karan se weh kewal chupchaap aashchary hi kar saka.. Ki uska figure measurement kya hoga..

Manav kabhi bhi aisa kuch khul kar to nahi poochh sakta tha.

Baharhaal achanak Manav ko kuch yaad aaya to usne poocha,

Manav: "Oh haan.., kya university me koi shaant jagah hai jahaan.. me saadhna par bina disturb hue concentrate kar sakta hun?"

Pichhli baar Jab woh apne hostel room ki balcony par dhyaan kar raha tha, to anjaane me Adarsh ne aakar sab kachra kar diya tha. Jisse weh Spirit Concentration Scroll ke agle level tak aage badhne se reh gaya tha..
Iss baat se Manav kayi dinon tak udaas bhi raha. **(Update 29)**

"Shaant jagah ..." Shalini ne iske baare me socha aur kaha,
"Tumhen Vinod se baat karke, apni sadhna ke liye ek separate office le lena chahiye."

"Yeh kuch... dramatic nahi ho jayega..," Manav hichkichaaya.

University me ek sadhaaran 2nd year student ke paas ek alag office hona.. ye jald hi har kisi ko pata chal jayega..
aur naa jaane iss baat se kya kya gadbadi hogi..

"Dhyaan kahan karna chahiye.. ye tumhara matter hai. Mai isme kuch nahi kar sakti, "

Shalini ne aise neerasta se kaha maano Manav ne usse umr ke baare me poochkar use trigger kar diya ho.

"Ya phir. ..." Manav ne savdhaani se poochha,
"kya mai.. aapka office me sadhna kar sakta hun..?"

Shalini : "Tum ungli pakad ne baad poora haath pakadne ki koshish kar rahe ho, hmm?" :huh:

Manav awkwardly hasa aur use samjhaaya,

Manav : "Mujhe lagta hai ki .. by chance agar dhyaan karte hue mujhe koi problem aati hai to aapse poochhna achchha hoga ..." 😅

Shalini ko gaur se dekhne par Manav ne mehsoos kiya ki, woh apne chehre par thode gusse wale bhaav liye hue bhi bahut aakarshak lag rahi thi.
Waise yeh bhi vichitr hi tha ki Shalini, jo humesha shaant rehti thi, filhal uspar gussa ho rahi thi. :D

Halaanki ye Manav ka, use saavdhaani diya gaya suggestion hi tha jisne use thoda upset kar diya..
Nishchit roop se Manav ne is "Tagde inspector" ki kuch privacy ko maang kar uske "sensitive spot" ko chhu liya tha.

Shalini ne Manav ko dekhte hue kaha,

Shalini : "You are right. Rajyavardhan apne kaam me busy hain, aur.. Vinod tamaam chhoti-chhoti cheejon se ghira hua hai, Isliye inmen se kisi ke paas bhi tumhe guide karne ke liye time nahin hai..
Uhm.. kaisa rahega agar tum mere office me Monday to Friday shaam 4:00-6:00 baje tak aao. Lekin haan iske alawa kisi dusre time me mujhe disturb mat karna."

Aur.. Ms. Shalini ki permission paakar Manav romaanchit ho utha.

Na kewal use ek khoobsurat haseena ke saath samay bitane ka mauka mila raha tha, balki uske survival ka chance bhi ab badh gaya tha!
Akhirkaar, Shalini, Saanvi ke chhote chacha ke alawa, sabhi dragons me se sabse shaktishali sadhak thi jinse ab tak Manav mil chuka tha.

Yahi kaaran hai ki usne Ms. Shalini ke saath apni kismat aajmayi jab aaj woh khud usse milne ke liye aayi thi.

To dusri taraf, iss decision ke liye Shalini ke apne tark the. Swabhaav se woh sadhna addicted thi, aur.. jis cheej se wo sabse jyaada nafrat karti thi, weh thi sadhna ke dauraan disturb hona.

Halaanki wo, East Ocean ke, uska paalan poshan karne ke, ahsaan ko wapas karna chaahti thi. Iske ke saath hi use Manav, ek mehnati aur lagan-sheel ladka laga, isliye use Manav ko kuch sadhna instructions dene me koi aapatti nahi thi.

Yadi ye 👆 kuch important reasons nahi hote to, woh iss tarah ki request (uske office me aane ki) karne wale ko raakh banakar hawa me uda deti. 🤐

Shalini : "Ab jab tumhare saare doubts clear ho chuke hai, to mai wapas ja rahi hoon. "

Manav ne Library building par lagi badi ghadi ko dekha aur paaya kiya ki 04:30 pm baj chuke the. Iska matlab tha.. ki weh pichhle aadhe ghante se Ms. Shalini ke saath chal raha tha!

Aaj tak, university ke kisi bhi ladke ko uske saath 1 minute bhi bitaane ka mauka nahi mila..,
Lekin aaj Manav uske saath 30 minute tak chala aur usse lagaatar baatein bhi ki!
Sare ladke itna jealous the ki agar unka bas chalta to mob lynching karke wahin Manav ko maar dete..

Yahan tak ki Sameer aur dusre doston ke liye bhi, Shalini ke saath aadhe (1/2) ghante tak chalna.. Ek aisa luxury experience tha, Jise unhone dekhna ya sunna to door kabhi imagine tak nahi kiya tha.

Manav : "Ok.., jab bhi meri class nahi hogi.. mai har weekday me 4 baje aapke office aa jaya karunga!"

Shalini ne haan me sar hilaaya aur teji se apne office ki or chal di.

"oh ... Mam wait !" Manav ne achaanak kuch socha aur unhe awaaj di.

Shalini ruk gayi aur peeche palat gayi.

Yeh dekhne ke baad to Sameer, lagbhag dauda-dauda kar Manav ka pichhwada bajana chaahta tha, :spank: :crazykill:

Sameer (man me) : "Chutiya!
Saath chalne ke alawa, ye unhe rukne ke liye bhi kah sakta hai !!" 🥺

Manav : "Um ... bahut se logon ne aaj mujhe aapke saath campus ghoomte hue dekha ... To mai unhen kya explanation du..?"

Shalini ne thoda sochne ke baad kaha,

Shalini : "Sirf itna kaho ki mai tumhari older sister hoon,"

Aur itna bolkar woh teji se chali gayi.

Usko jate hue dekh rahe Manav ko, uske uttar se raahat mehsoos hui..
Jis explanation ke liye Ms. Shalini khud bhi sehmat thi weh explanation, khud se kuch excuse banane se kahin jyaada aasaan aur safe tha..,
khaaskar agar wo excuse, future me Ms Shalini ke gusse ko bhadka de to..

Manav ki itni saavdhani ka kaaran saaf tha ki, cold aur cute doll jaisi dikhne wali ye lady, kewal apni ek ungli se Manav ka safaaya kar sakti thi.

Khair jab Manav peechhe muda aur apne roommates ki poochtaachh ko jhelne ke liye taiyaar hua, to ek chamkdaar laal rang uski najar me aaya.

Usne dhyaan se dekha to pata chala ki, ek laal rang ki Ferrari campus ki or aa rahi thi. Halaanki speed jyada to nahi thi, lekin phir bhi aag 🔥 ke jaise rang ki ek light ray uss Ferrari ke peeche ban rahi thi.

"Maine ... shaayad aaj subah iss car ko dekha tha.."
Manav ko yaad aaya.
**(update 42)**

Shalini, jo lagbhag apne office building pahunch chuki thi, car ko dekhte hi uske chalne ki gati dheemi ho gayi.

Red Ferrari dheere-dheere Shalini ke paas pahunchi aur uske theek saamne aakar ruk gayi.

Car me baithi khoobsurat lady ne apne sunglasses utaare aur ek bahut aakarshak muskaan bikheri,
"Shalini, long time no see!" ☺

Areey doston sochna kya hai, ye aurat apni pyari haseena, Avantika ke alawa aur kon ho sakti hai! :hinthint:

Adarsh aur baaki log Manav se sawal-jabaab karne uski or bade hi the. Lekin, Ferrari aur usme baithi beautiful lady ne unhen apni jagah par hi khade rehne diya, jaise ki ve uss lady ke moh-paash me bandh gaye the. 🤤

"Avantika, aap yahaan?" Shalini ne aaraam se poochha maano woh Dragon Queen ke aane se bilkul bhi hairaan nahi thi.

Manav ne iske baare me socha aur andaaja lagaya ki Ms. Shalini ne, apni Qian level ki shakti se, kuch kilometre door se hi mehsoos kar liya hoga ki Auntie yahan par aa rahi hai..

"Aaj kuch jyada work nahin tha to, mai time se pehle hi studio se nikal gayi aur aapse milne yahaan aa gayi,"
Avantika car se baahar nikli aur Shalini ke paas chali gayi.

Itni elegant mahila ko car se baahar nikalte dekh wahan maujood sabhi log hairaan reh gaye.
Jaahir tha ki Avantika ek high-class office woman thi jiska temperament behad attractive tha.

"Aap Manav ke baare me baat karna chaahti hai, Right?"

Shalini ne mudkar Manav ko dekha, jo usse jyada door nahin tha,
Fir usne Avantika se aage kaha,

"Mai is month use kuch nahi karungi.. so aapko iss baare me chinta karne ki zaroorat nahi hai."

Shalini ka thanda ravaiya logon ko koi khaas tavajjo nahi deta tha. Sirf uske high status ke kaaran hi, Avantika ko use kuch respect deni padi.., lekin weh usse kisi bhi cheez ke liye minnate ya bheekh nahi maangne wali thi, Akhir, wo Rani Sahiba jo thi bhaiii !

Khair Shalini se ek sateek uttar sunne ke baad, usne haami me sar hilaaya aur Manav ki or mudkar usse kaha,

Avantika : "Manu, kya aapki aur classes hai?"

Manav ne naa me sar hilaaya.

"Phir mere saath ghar chaliye. Hum raaste me groceries (kiraana) bhi lete chalenge,"
Avantika ne use wave kiya aur use car me baithne ke liye kaha.

Shalini apne office jaa chuki thi aur Manav, woh karodon rupayon ki Ferrari me baith chuka tha.

Jaise hi gaadi wahan se aage badhi, Adarsh aur baake ladke apne jabdon ko jameen tak giraye, achambe se unhen jaate hue dekh rahe the.

:wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2: :wtf2:

Ferrari to aage badh rahi hai lekin iss update ke yahin par break lag gaye :accident:

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,
🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝 😄

Jald hi milenge :wavey:
To be continued.....
Kya bat h shalini ka Darr bhi nikal Diya aur uske sath rhke training ka moka bhi mil Gaya.. new relation bhi bana liya manav ne .. very good update
 
Ramesh628

Active Member
505
1,359

Sandar update hai bhai
 
Lallu

Dil mai
1,191
3,162
143

Super update dear
Sab dosto ki jalake Manu Rafo chakkar Ho Gaya
 
Status
Not open for further replies.
Top