• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159
โ€ขยฐUPDATE 28โ€ขยฐ

Recap -

Tabhi, uske kamre ki door bell bajne lagi.

Wo darwaaja kholne ke liye dauda aur jab darwaaja khoola to dekha.. Saanvi awkwardly khadi hui thi,

Saanvi : "umm... :?: chalo kuch khaate hain..?" usne apne honth kaatte hue kaha...

AB AAGE :-

"Ye.. yahan kaise...!? Kuch der pehle to bada ignore kar rahi thi..!"
use ghoorte hue, Manav soch raha tha.

Khair.. wo ek baat ko dil par lekar baithe rehne walo me se nahi tha.. Woh palta aur room ka keycard utha liya,

Manav : "Chalo....!"

*Sighs..*
Man hi man Saanvi ne chain ki saans li.. Asal me wo poori tarah se ye expect kar rahi thi ki Manav, uske saath chalne ke liye mana kar dega..

Ek ajnabi jagah me ek ajnabi ke roop me, wo akele baahar khaana kabhi bhi pasand nahi karti. Yadi uske parents yahan hote ya.. Bhookh se uske pet ke chuhe ๐Ÿ€ khalbhali nahi macha rahe hote, to woh itni besharm ban, Manav se kabhi poochhne nahi aati..

Aur to aur, uski ugrata (fierceness ) aur bhi dheeli pad gayi jab use yaad aaya ki kaise kuch samay pehle wo jaanboojhkar Manav ko ignore kar rahi thi aur ab.... Wo Manav ke paas request lekar aayi thi ki wo uske saath baahar khaana khane ke liye chale..

Chunki, Hotel ka food court band ho chuka tha.. Saath hi Rajyavardhan aur Avantika ki absence me un dono ke paas limited cash tha, to donon hotel se baahar nikle aur kisi chhote restaurant ki talaash me lag gaye.

9 kab ke baj chuke the aur raat ke 10 bajne me bas kuch hi der thi. Jyadatar restaurant pehle hi band ho chuke the. Jagah se unfamiliar hone ke chalte, ve restaurant ki talaash me yahan wahan bhatak rahe the. Koi bhi open restaurant nahi milne se unki bhookh badhti jaa rahi thi.. ,

Kho jaane ke dar se, Saanvi Manav ke kareeb hi rahi. Kuch der tak sunsaan sadak par chalte hue, aakhirkaar Manav ko unke saamne ek chhota sa restaurant dikhai diya jo abhi bhi khula hua tha.

Fatafat ve restaurant me pahunche aur khaane ke 2 ordar dene hi wale the ki unhone wahan par kuch hatte-katte lafangon ka ek jhund dekha. Unmen se kuch ne takli karwa rakhi thi ๐Ÿ‘จโ€๐Ÿฆฒ, to kuch baniyaan me the.. nashe me dhutt ve sabhi daaru peete hue bakchodi kar rahe the..

Unhen dekh Saanvi dar gayi aur Manav ka haath kheechkar, uske saath restaurant se bahar jaane ko mudi hi thi ki, Manav ne dheere se uska haath pakad use roka aur dilaasa diya,

Manav : "Koi baat nahin Sani.. Kuch nahi hoga!" :alright:

Asal me use bahut bhookh lag rahi thi aur... usme doosre restaurants ko dhoondhne ki shakti bilkul bhi nahi bachi thi. Iske alawa, aisi jagah par wo bhi aise time me ek khule low budget restaurant ko dhoondhna lagbhag impossible hi tha..

Weh Saanvi ko ek corner wali table par le gaya aur chair le wahin baith gaya,

Restaurant jyada bada nahi tha, Owner ke alawa staff me kewal ek hi ladka tha. Un donon ko aise time par aaya dekh owner ko thoda shak hua..
Khair, Unhe baith ta dekh kar owner unke paas gaya,

Owner : "Kya lenge aap donon..? "

Manav : "Khane ka menu..!? "

Owner : "Iss time par to filhal.. khaane me roti, sabji, daal, chawal ke alawa bas tandoori chicken hai.."

Manav : "To aap please Roti, sabji, daal, chawal hi laa dein! "

Owner : "Theek! "

Usne Saanvi se pooche bina uska order bhi de diya tha.. yadi ye koi aur samay hota to, usne yakeenan Manav ki khatiya khadi karna start kar diya hota ๐Ÿคฃ
Lekin abhi.., wo apne aas - paas ke "gunde - mawaliyon" ko satarkta se dekh rahi thi aur isiliye, Manav ke diye hue order ka virodh karne ke liye kuch jyada hi busy thi,,

"Ayee.. bhiduu..!! Andherii raaat me!!!,,, Andherii raaat mee.. SharaaAB hi biwii aur premika hoti hai ree... Hehehehehh" :beer2:

"Biwi ke chodu!!! Mai tere se.. 2 bottle jadaa pi sakta huu!! :cheers:

*BU.. RPs..*

:haha: " Jhanduon !! Mai..!! tum! donon!! se! 5 bottle jadaa pi sakta hun.... HahaAH!!" :beer:

...
...
...

Doosri tables ke mawali sharab peete hue aise kar rahe the jaise yahan.. 'sharab peene ka koi competition' chal raha ho..
Jaise-jaise unka nasha badhta gaya, unki aawaajen tej hoti gayi.

Saanvi ne ek pal ke liye kuch socha aur fir wo Manav ke saamne wali chair se uth kadhi hui aur uske bagal wali chair par aakar baith gayi,

Use itna ghabraya aur dara hua dekh kar Manav ko hasi aagyi..,

"Haha...! to Chudailen bhi dara karti hai.." ๐Ÿ˜†
usne man hi man socha aur apna ek haath uski or badha diya.

Uska badha hua haath dekh kar pehle to Saanvi confuse hui. Kuch seconds baad, use samajh aaya ki Manav uska haath pakad ne ke liye keh raha tha. .

Saanvi : "Uffo! idiot!! Mai itni bhi dari hui nahi hoon humph! " ๐Ÿ˜ค
Usne dheere se daanta.

Jald hi.., garmagaram khane ki 2 thaali parosi gayi. Saanvi ne bina deri kiye ek thaali apni or khiskayi aur khana shuru kar diya.

Manav ne bhi aisa hi kiya. Usne jaldi se doosri thaali apni or ki aur pagalon ki tarah khaana khaane laga.

Donon ke actions itne synchronized the ki.. Shayad doosre log, pakka un donon ko kisi perfect 'bhukkad couple' ki tarah dekh rahe honge... ๐Ÿคฃ

Dinner ke baad.. Donon apne apne pet me khaane ki garmaahat mehsoos kar rahe the. Ab Saanvi iss restaurant me ek pal bhi nahi rukna chaahti thi, to usne Manav ko jaldi se bill pay kar wahan se chalne ke liye kaha.

Iss waqt.. pahaad ki talhati mein basa yeh chhota sa kasba kuch jyada hi shaant tha. Raat me bhi, ooche Maha-Bodhi Parvat ki shrankhila ko, lagatar aur ant-heen kaali chhaaya ke roop me dekha ja sakta tha.

Chaand ๐ŸŒ™ bhi peeche se un donon par, badi shaaleenta se apni chaandni bikher raha tha jisse, smooth concrete ki sadak par 2 parchhai (shadow) ban rahi thi..; ek parchhai lambi thi, to doosri... chhoti,

Apni parchhaiyon ko dekhte hue, jo ki ek-doosre me overlap ho rahi thi, Saanvi ko achaanak ehsaas hua ki wo Manav ke bahut kareeb thi to.., usne jaldi se khud ko usse door kar liya.

Tabhi,

Mew..! Meoww..!! ๐Ÿˆ

Ek dum se, ek jungli billi unka raasta kaat kar chali gayi.. Jisse ghabrayi Saanvi ko khoodkar phir se Manav ke kareeb jana pada..

Uske chehre par ghabrahat dekhte hue Manav ne ek baar phir se apna haath uske saamne aage badha diya..

Saanvi ne use dekha aur kuch seconds ke liye thitki,

Saanvi : " bas thodi der ke liye..," :?:

Aur itna bolte hi usne apna haath Manav ki hatheli par rakh diya,

Manav ka haath pakadte hi, ab weh ghabrahat aur asahaj mehsoos nahi kar rahi thi. Balki , iske bajaay, wo badi nishchit ho gayi thi... ๐Ÿ˜Œ
Saath hi, aaspaas ke kisi bhi badlaav se ab use utna dar bhi nahi lag raha tha!

Manav ne jyada kuch nahin kaha.. Uska poora dhyaan, jald se jald wapas hotel pahuchne par tha.

Ek shaanti-poorn chhota sa kasba, vishaal parvat shrankhla, mand - mand : saanson aur kadamon ki awaaj, haathon ki halki garmahat....
ye sab kuch kitna shaant tha...

Lagbhag 15 minute chalne ke baad, ve hotel ke saamne parking area par pahunche, aur hotel ki lights ki chamak dhamak unki aankhon me padne lagi.

Manav ne Saanvi ka haath chhod diya. Saanvi ne mudkar Manav ko aise dekha maano wo apne karkash shabd ugalne ke liye taiyaar thi. Halaanki, kuch sochkar usne shaant rehne ka phaisla kiya.

Khudki ghabrahat aur dar ko yaad kar uska chehra sharm se laal ho gaya tha,

Saanvi (man me) : "Mai bhi kitni darpok hoon... " :fishy:

Achanak.. pata nahi kya hua.., wo gusse me pair patakti hui hotel mein chali gayi.

Manav ko kuch andaja nahi tha ki ab Saanvi ke dimaag me kya chal raha tha..
Woh bas itna jaanta tha ki Saanvi gentle aur friendly type ki to bilkul nahin thi!

Uske peechhe chalte hue, Manav bhi hotel me chala gaya aur apne room me laut aaya. Use taajjub hua ki Rajyavardhan uncle abhi tak wapas nahi aaye the.

Manav (man me) : "Shayad.. uncle aunty apne friend ke saath baatcheet karne me lage honge aur.. unhein time ka pata nahi chal paya hoga.."

Wo bed par let gaya aur Saanvi ka pink backpack kholne laga. Usne camera uthaya to dekha ki.. poore din me unhone kewal 1 hi photo kheenchi thi..

Ye photo wahi thi jismen Saanvi seedhi par baithi hui thi aur apne gaalon ko phulaye use gusse se dekh rahi thi. ๐Ÿ˜ก

"Waise..... ye paglo itni buri bhi nahi hai.. hehe"

Manav ne apna sar shake kar, haste hue camera wapis bag me rakh diya.

Garm paani se shower lene ke baad jab wo bathroom se baahar aya, to usne dekha ki Rajyavardhan uncle wapas aa chuke the.

Rajyavardhan ne sankshep me uske pahaad par bitaye din ke baare me poocha aur, Manav ne bhi sankshep me hi unhe jabaab diya.

Uske jabaab ko sun Rajyavardhan ne haan me sar hilaya aur.., bina koi aur sawaal kare bathroom me nahane chala gaya.

Uske jaate hi nervous aur awkward Manav, bed par let gaya. Wo anumaan laga raha tha ki unke saamne wale room me.., Avantika aunty bhi Sani se uske din ke baare me pooch rahi hongi.

Sach kahein to.. aaj uska din bada hi romaanchak aur thoda daraavna raha.. Ooper se us chhoti 'chudail' ka dhyaan rakhna bhi koi aasaan kaam nahi tha. Lekin phir bhi.., wo Saanvi ko aur khud ko sahi-salamat neeche laane me kaamyaab hua tha..

Poore din ki bhaagdaud ke baad, Rajyavardhan ke baathroom se baahar aane se pehle hi Manav gehri neend so chuka tha. ๐Ÿ˜ด

๐ŸŒ„

Agle din jab wo utha, to Rajyavardhan ko sofa par baithkar T. V. dekhte hue paaya.

Jab Rajyavardhan ne dekha ki Manav uth gaya hai to usne poocha,

Rajyavardhan : "Kal aap to kuch jyada hi thak gaye the.."

Manav : "Thoda bahut.. . Good Morning uncle.. " ๐Ÿ™‚

Rajyavardhan : "Good morning Manu! Apan kuch der me paas ke ek farmer host me khaana khaane chalenge.. Uske baad.. Ghar ki wapasi. "

"Okay.." Manav ne haan me sar hilaaya.
1 second sochne ke baad usne kaha,

Manav : "Mujhe bhi trip par apne saath laane ke liye..Thank you very much uncle.. " ๐Ÿ˜Š

Rajyavardhan : "It's ok.., jaiye ready ho jaiye" ๐Ÿ™‚

Itha bol Rajyavardhan khidki ke paas gaya aur parde khol diye.

Ye din, rimjhim baarish aur kohre wala tha. Pahaad ka view dhundhla lekin shaandaar tha. Khidki khulte hi ek tej hawa ka jhonka andar aaya aur room me samaane laga..
Kal ki tulna me aaj ka din aur bhi thanda tha lekin, yeh thandak refresh aur relax karane wali thi.

Manav ne apni shirt uthayi aur ready hone ke liye baathroom me chala gaya. Uske taiyaar hone ke baad, ve donon saamne wale room ke darwaaje par dastak dene ke liye chal diye.

Knock..! Knock..!

Darwaaja kholne wali Avantika thi aur Saanvi kisi masoom aur aagyakari bachche ki tarah apni maa ke peeche khadi thi.

Saanvi ne ek doodhiya rang ki long T-shirt aur baigani rang ki shaandaar leggings pehni hui thi; yeh ek sundar aur classic combination tha. T-shirt me wo bahut cute lag rahi thi, aur tight leggings uske pairon ke elegant aur slender curves ko bakhubi nikhaar rahi thi.

Manav ko wo aaj badi hi cute lag rahi thi.. ๐Ÿ‘€

Doosri or, Avantika ne Bohemian style ki ek floral dress pehni hui thi. Loose aur flowy style ke abstract floral patterns uske causal look ko bahut aakarshak bana rahe the.

Maa- beti donon ne straw hat pehani hui thi. Coffee ke rang ki straw hat, Avantika ki dress ke light - dark floral patterns se perfectly match hokar uski khoobsurati ko aur badha rahi thi.
To wahin, straw hat Saanvi ke kapdo se bilkul bhi match nahi ho rahi thi. Halaanki uska ye unconventional getup, bahaar ke kohre se bhare mausam me ek alag hi meethas ka ehsaas de raha tha.. ๐Ÿ˜Š

Avantika : "Chaliye... Chalte hai! "

Avantika ne Saanvi ke haath ko komalta se pakad liya aur room ka keycard aur apne bags Rajyavardhan ko thama diye.

Room lock kar Rajyavardhan Manav ko le aage badha.. aur,
Ve chaaron hall ke red carpet se hote hue reception ki or chal pade.

Hotel ke ghumavdaar corridor se gujarte hue Manav ne Maha-bodhi Parvat ko dekha.. Rimjhim baarish aur dhundh ki bauchhaar jhel raha pahaad kisi prabhaavshaali landscape painting ki tarah lag raha tha!

Ek second ke liye, Manav ko waqai me aisa laga jaise wo Sani ki family ka ek member ho..

Baharhaal Hotel se check out karane ke baad, car se ve Maha-bodhi Parvat ki talhati paas hi.. ek doosri jagah ke liye nikal gaye.

Destination ki or jaate hue raaste me baarish ho rahi thi. Parvat shrankhla aur baarish ka girta paani donon hi kuch udaas se dikhai diye.. Saanvi apni long T-shirt ke kinaron se khelte hue baarish ke najare ko chupchaap dekh rahi thi.

Chunki aaj mausam thanda ho gaya tha, to Saanvi ka outfit thick fabric ka tha.

Iske ulat ... Manav ko kal wale kapde hi pehenne pade kyonki wo kapdon ka dusra set nahi laaya tha..,

Car ki khidki me Saanvi ka dhundhla chehra reflect ho raha tha aur background me pahaad peeche ki or jaa rahe the.

Ek najuk sa pyara chehra.., gulabi-safed rangat liye surahidaar garden uske chhote se sar ka bhaar liye hue thi aur, uske kaale baal uske chikne-ujle kaanon ke peeche the.. Kulmilkar uske chehra ka dhundhla reflection bhi bada manmohak tha.

"Agar.. ye ladki itna gussa aur chidchid na kare.. to, sach me badi pyari hai.." ๐Ÿ˜Š
Manav uske reflection ko chupchaap dekh.., socha raha tha.

Aur.. update hota hai yahin par samapt..

:reading1: ๐Ÿ…๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ณ,

๐Ÿ„ป๐Ÿ„ธ๐Ÿ„บ๐Ÿ„ด ๐Ÿ‘ ๐Ÿ„ฐ๐Ÿ„ฝ๐Ÿ„ณ
๐Ÿ„ฒ๐Ÿ„พ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ผ๐Ÿ„ด๐Ÿ„ฝ๐Ÿ…ƒ ๐Ÿ“ ๐Ÿ˜„

Doston.. 28 update ho chuke hai.. to ab aapka kisi na kisi character ke saath judaav to ho hi gaya hoga :D
Poll me jaroor bataiye ki,

Poll 2 : Ab tak, kon sa character aapko sabse jyada pasand aaya? ๐Ÿ‘ˆ click here

fir mulakaat hogi agle update me.. :wavey:
To be continued.....
 
Last edited:

Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,854
159

ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Excellent update bhai.
 
Rohit1988

Well-Known Member
2,199
7,161
158

Very lovely update bro
 
Status
Not open for further replies.
Top