• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Shadow_Chaser

ᗪEᗩᗪ 💀
1,215
3,847
144
•°UPDATE 25•°

Recap -

Manav ke chehre par aa rahe duvidha wale bhaav , Avantika se chhipe nahi reh sake,

"Ab hum ek hi family hain isliye itna mat sochiye.. tention kis baat ki hmm~? Chaliye chadhai shuru karte hain hehe..," Avantika Manav ko dekhkar muskurayi 😊 aur uske gaal ko thapthapaya.

Fir, wo Rajyavardhan ke haath me haath daal, hotel se baahar nikalne ke liye aage badh gayi...

AB AAGE :-

Aur Saanvi? Wo to badi excited thi aur ucchalte - koodte, sabse aage chal rahi thi!

Aaj.., usne denim-cotton mix fabric ki ek short skirt pehni hui thi, jo uske chinke, sudool, safed pairo par khoob jach rahi thi. Aur.. uski low cut sleeveless shirt...
Us shirt ne uske look ko aur bhi attractive bana diya tha! Saath hi, uske Roman sandals.. Mano sirf uske liye hi banaye gaye the.. Excitement se chehekti hui Saanvi kisi beautiful barbie doll se kam nahi lag rahi thi.. ! 😍

Maa ka designer hona bacchon ke liye kitna faaydemand ho sakta hai.... Iska example saamne hi tha.. Apni iss casual dress me bhi wo kisi catalogue model ki tarah dikh rahi thi. :makeup:

To wahin Saanvi ki tulna me, Manav ne ek feeke rang ki shirt pehan rakhi thi.. neeche, ek purani jeans aur mitti se sane running shoes.. Kulmilakar wo jara bhi fashionable nahi dikh raha tha!

Uske paas bas ek cheej thi jo kisi ka dhyaan aakarshit kar sakti thi... Aur wo cheej thi - uski peeth par tanga chhota sa pink colour ka backpack!
Halaanki, wo bhi Saanvi ka hi tha 😂 lekin fir bhi Manav jaise ladke ki peeth par girlish pink bag ka hona...., yeh kisika bhi dhyaan kheechne ke liye kaafi tha!

Saanvi aage chadhti chali jaa rahi thi, Jabki Rajyavardhan aur Avantika, Manav ke saath-saath pahaad ki seedhiyan chadh rahe the.

Thoda in dono par bhi gaur kiya jaye..?

Rajyavardhan ka pehnawa formal (pant-shirt & blazer) tha aur Avantika... wo, skin tight leggings & deep- neck sleeveless long T-shirt me, kisi jawaan athlete ki tarah lag rahi thi.. Uski kasi hui body ko dekh koi jara bhi anjada nahi laga sakta tha ki woh ek mid-schooler ki maa bhi ho sakti hai!

Patthar ki kuch aur 45-50 seedhiyan chadhne ke baad ve teeno aakhirkaar, iss tourist destination ke ticket office tak pahuche.

Saanvi ticket office tak pehle hi pahuch gayi thi aur office ki khidki ke theek bagal me khadi hokar apne mom-dad ke aane ka intzaar kar rahi thi.

Saanvi : " Mummaa..! Daddyy...! Jaldi aaiye naa!! Mai to kab ki yahan aa gayi thi hehe~"

Saanvi ki utsukta aur uska chulbulapan dekh Manav ko apne bachpan ki kuch yaadein taza hoti dikhai di....
Bachpan me jab kabhi wo apne parents ke saath aise hi kahi ghoome jaya karta tha to wo bhi bhi Sani ki tarah hi excited aur besabar hua karta tha. .

Baharhaal, Rajyavardhan shaanti se ticket window par gaya aur ek saath 4 entry tickets khareed li. Ab yahan Manav thoda asahaj hua ke Uncle ne uski ticket ka bhi payment kar diya tha...
Halaanki, Usne kuch kaha nahi kyuki aise time par, wo aisi kisi bhi anaawashyak baat par unhe tokna nahi chaahta tha.

Kudrati taur par, patthar ki 2 badi - badi shilaon se bane vishaal gate ko paar kar, unhone pahad ki seedhiyon par chadhna jaari rakha..

Aas paas ke nazaren.. Kya kehne... bada hi shaandaar view tha! 🤩😍
Saara parivesh.. hariyali se bhara hua tha; yaha tak ki mand-mand behti hawa me bhi apoorv thandak aur roohani khushbu thi!

Thodi doori par ek badi chatthan se kisi jharne jaisi mandi jal- dhaara nikal rahi thi, waha se nikal wo jal - dhara un patthar ki seedhiyon par beh rahi thi jisse wahan..

Kal..kal..kal..kal 🎶 🎵

ki sukhad aur madhur awaaj sunai de rahi thi.

Udhar pahuch kar, Saanvi ne aapna muh had se jyada khoola liye aur taazi hawa ko apne ander sametne ke liye lambi - gehri saansen lene lagi.. 😯

Manav uski is bachkani aur maasoomiyat se bhari harkat ko dekh muskuraye bina nahi reh saka.. 😀

City mein lambe samay tak rehne ke baad phir se prakrti ke kareeb aana un chaaron ke liye bahut jyada araamdayak aur taazgibhara tha.

Ek doosre ke haath me haath daale Avantika aur Rajyavardhan apni dhun me gum, aaspaas ke nazaron ki saraahna karte hue seedhiyan chadh rahe the.
Unhe space dene ke liye Manav unse thoda aage badhne laga..

Chunki wo Saanvi ke bagal me aa uske saath seedhiyan nahi chadhna chaahta tha, isliye weh uske thoda peeche ho seedhiyan chadne laga..

Isi tarah, Saanvi bhi Manav ka saath nahin chaahti thi. To ye sochkar ki Manav uske paas aa jayega, woh kisi excited chhote jaanwar ki tarah, aur furti se khoodte hue aage badhne lagi. 🤣

Avantika : "Saaniii !!!! Dheere! !"

Aage se Saanvi josh me chillayi,

Saanvi : "Mummaa!!! Jaldi aaiye! Yahan par to ek gufa haii!! " 😲

Usko aise utsahit dekh Avantika ko hasi aa gayi 😄. Usne apni speed badhayi aur Manav se aage nikal weh mudi aur use wave di 🙋‍♀️

Fir wo aur aage badh Saanvi ke paas pahuch gayi aur us gufa ko dekhne lagi,

Avantika : "Beta ye gufa underground water ki wajah se bani hai... Pahad par kayi jal- dhaarayein Pahad ke ander bhi behti hai.. Ander behte hue jab wo naajuk ya ghisi hui chattaanon se takrati hai to ve chattane toot jati hai aur aisi gufa ban jaati hai.. Kuch der pehle aap ne jo jal- dhaara dekhi thi wo bas ek tributary thi..., saari main jal-dhaarayein to Pahad ke ander hi behti hai. "

Saanvi : "Par mumma~ yahan to pani nahi hai...! ? " :think:

Avantika : "Aisa isliye hai.. kyonki jal-dhaaraon ka size aur unka prabhaav kaisa hoga ; ye mausam par depend karta hai. Monsoon me jab jal-dhaara me bharpoor paani hota hai, to paani risne lagta hai..
Aur haan.., yeh bhi ho sakta hai ki dhaara ka bahav yahan se mud gaya ho.. Matlab yahan pehle ek jal-dhaara behti hogi lekin uska bahav, ander kahin landslide hone ke kaaran block ho gaya hoga.. Isliye gufa me paani nahi hai. "

Samjhane ke baad Avantika ne Saanvi ke gaal ko halke se thapthapa diya.

Apne sar ko haan me hilaate hue, kuch dekhkar Saanvi ki aankhein aise chamak uthi.. 🤩 maano usne abhi - abhi kisi nayi cheej ki khooj kar li ho! Usne saamne ki taraf ishaara kiya, 👉

Saanvi : "Wahan..! Wahan par dekhiye mumma~ wahan kuch likha hua hai!!

" MEGHDOOT "

Padhkar, wahan se aage badhte hue Avantika ne use bataya,

Avantika : 'Meghdoot' , kaha jaata hai ki yeh Gupta Dynasty ke famous poet, mahakavi Kalidas ji dwara likha gaya tha. Logon ka ye bhi maanna hai ki yahan par ek Bodhisattva Stupa hua karta tha jiska naam tha 'Meghakaash Buddh'.. ye stupa ek Yaksha ne banaya tha....

Saanvi apni badi-badi aankhon se, gufa me ukere gaye uss shabd ko ek baar aur dhyaan se dekhne ke baad, apni maa ki baaton ko sunte hue unke ke peeche chal di.

Manav to.. achambhit tha... 😲 Avantika ke vast knowledge ko dekh use badi hairaani hui.
Na kewal wo Architectural designs me successful thi , balki dusre subjects jaise Astronomy-Geology, Culture, History, Humanities etc me bhi maahir thi!

Ve teji se aage badhte jaa rahe the aur seedhiyan chadhte hue Avantika, Saanvi ki jigyasaon ka samadhaan bhi karti jaa rahi thi.
Saanvi ke sawaalon ke uttar dene ke saath hi wo use kuch extra informations bhi deti ja rahi thi.

Aur.. uski madhur awaaj ka kya kahe... komal aur sunne me behad achhi.. yahan tak ki apna Manav bhi mantrmugdh tha! 😍Avantika ki baaton ko sunkar use bhi bahut si nayi cheejein pata chali thi.

Lagbhag 2 ghante lagaataar seedhiyaan chadhne ke baad, ve aadha pahad chadh chuke the . Kuch der rest karne ke liye unhone thode hi aage, plain area me bane ek restaurant me khaana khaane ka phaisla kiya.

Restaurant chhota sa tha to tables baahar paidon/trees ke neeche chhaaw me lagayi gayi thi. Vegetable rich sambhar aur chawal khaate hue ve Maha-Bodhi Parvat ke shaandaar aur khoobsurat najaron ka luft le rahe the..

Manav bahut lambe samay se school aur college mein phansa hua tha. Lekin aaj.. Saanvi ki family ke saath yahan ki trip par use nature ke kareeb aane mauka mila..

Hare bhare pahad aur saaf paani ki jal-dhaaraon wale landscape ne uski aankhon aur dimag to tarotaaja kar diya tha; wo khud bhi apne ander khushi aur utsaah ki mixed feelings ko mehsoos kar paa raha tha. :happy: :toohappy:

Kuch der paidon ki thandi-thandi chhaw me baithkar, garmagaram Sambhar-chawal khakhar ve sabhi refresh ho gaye the. Khaate hue Rajyavardhan ne utsaah se Saanvi ko bataya ki,

Rajyavardhan : "Is pahaad ki choti par ek Buddhist Temple hai jise 'Divya Ekta Sthal' kaha jaata hai. Aisa kaha jaata tha ki mahaan Bodhisattva, Ashwabhuti ne ek baar yahan dhyaan saadhna ki thi. Iss Temple mein ek bahut bada mahal bhi hai jise ' Buddh ka Mahal ' kaha jaata hai.. Iski sabhi diwaron ko pure gold se cover kiya gaya hai! Mahal ke paas ek vishaal bargad (Banyan tree) ka ped bhi hai jo kareeb 2 hajaar saal purana hai... Iske alawa, ek Shila-lekh bhi hai jise khud Bodhisattva Ashwabhuti ne likha tha...!"

Saanvi : "wOW daddyy~ !! maja aayega hehe!! jaldi khaana khatm karte hai.. fir oopar chalenge!"

Saanvi romaanchit ho uthi.

Rajyavardhan : "Sani.. *sighs* choti tak pahunchne me 3 ghante se jyada samay lag jayega...! chunki yahaan rope-way ki facility nahin hai, isliye hum wahan nahi jayenge.. Thoda aur oopar chadhte hai phir wapas neeche chalenge aur hotel me thoda rest karenge.."

Saanvi : "ooh..." 😒

Jahir tha.., Rajyavardhan ki baat sunkar Saanvi mayus thi,

Uske mayus chehre ko dekh, Avantika ne suggest kara,

Avantika : "Ya phir.. Sani..!, aap Manav se apne saath oopar chalne ke liye pooch sakti hain..!"

Saanvi : "Huh! No mummaa.. uski company ki jarurat kise hai!"

Usne apne daant pees liye, "Mai khud chali jaungi!"

Lekin Avantika ne saaf mana kar diya,

Avantika : "Bilkul nahi! :nono: Hum aapko akele jaane ki permission nahi denge! "

Yeh jaankar ki use akele choti tak jaane ki permission nahi milegi, Saanvi ne khamosh hokar udasi se apna sar neeche kar liya.. 😞

Baharhaal, Lunch ke baad unhone dubara seedhiyan chadhna shuru kara. Lagbhag aadhe(1/2) ghante tak chadhne ke baad ve 'Elder Lord Cave' naam ki ek gufa tak pahuche aur thodi der wahin gufa ke aaspaas ghoomne firne ke baad, ab ve wapas neeche jaane ke liye taiyar the!

Saanvi jitni, oopar chadhkar Buddhist Temple ko dekhne ke liye lalayit thi.. Ab woh neeche hotel lautne ko lekar utna hi maayoos thi...

Saanvi ko yun udaasi me muh fulaye dekh kar Avantika se raha nahi gaya.. Usne Saanvi ke chehre ko pyar se apne haathon me liya aur kaha,

Avantika : "Acha theek hai..! ek exception de dete hai.. Aap oopar choti tak jana chaahti hai na.. Chali jaaiye.."

Itna sunte hi Saanvi ki aankhon me turant chamak aa gayi, aur oopar jaane ki khushi me uske chehre par ek manmohak muskaan tairne lagi! 😄

Avantika : "Lekin ek condition par! Manu aapke saath rahega..! Agar aap aise akele gayi to.. bachche hume aapki chinta lagi rahegi.."

Itna bolkar Avantika ne Saanvi ke gaal sehla diye.

Kuch seconds tak khud ke vicharo se ladne ke baad aakhirkaar Saanvi maan gayi,

Saanvi : "Okay mom...! Mujhe dekhna hai ki choti par bana wo Temple kaisa hai.. !"

Saanvi ki baat sun Avantika ke chehre par khushi saaf jhalak rahi thi 😄 woh Manav ki or mudi,

Avantika : "Manu.. Please Sani ke saath jaayiye.. "

Darasal, Manav khud bhi itni jaldi hotel nahi lautna chaahta tha; Nature ko paas se mehsoos karne ke liye uske paas ye ek rare chance tha.. To inkaar karne ka to sawaal hi nahi tha!

Manav : "Ji Aunty.. "

Avantika : "Jab aap pahaad ki choti par pahunch jaaye to wahan jyada nahi rukiyega.. Thik hai? aur.. agar aapko kisi cheez ki zaroorat pade ho hamen call kariyega..
Aap dono ki speed ko dekhe to, oopar jaane aur yahan tak wapas aane ke liye 4 ghante kaafi honge.. Aur neeche hotel tak pahunchne ke liye aapko kareeb 2 ghante aur lagenge.... Matlab total 6 ghante! Yaani.. aap dono ko 7 baje tak wapas hotel aa jana chahiye. "

Saanvi : "Hum to 7 baje se pehle hi aa jayenge mumma~ "
wo apne form me laut chuki thi 🤣

Avantika : "Sani kitni excited hai.. hehe.. ~
Bacchon apni Hotel ka food court 8:30 pm tak khula rehta hai to dinner karne tak, aap donon ke paas rest ke liye bhi kaafi time rahega.." Fir usne Manav ka gaal thapthapya
"Manu sani ka dhyaan rakhna.."

Manav : " Of course Aunty..! mai Sani ka khyaal rakhne ki poori koshish karunga. " 🙂

Rajyavardhan ne Manav ko halke se apna sar hilakar encourage kiya aur fir Avantika ko saath le neeche, hotel lautne ke liye badh gaya.

Khair..., Manav achche se jaanta tha ki Saanvi ke parents uske aur Saanvi ke liye mauke bana rahe the taki ve akele samay bita kar ek-doosre ko jaanne ki koshish kar sakein..

Halaanki, Manav iss baare me jyada nahi sochna chaahta tha kyuki filhal use to bas Legendary Buddhist Temple ghoomna tha!
Uski hi tarah, Saanvi bhi yahi soch rahi thi.

Aur ab! apne parents ke door jaate hi usne Manav par chillaana shuroo kar diya,

Saanvi : "Chalo bhi Uncle!! , Kitne slow ho tum.. Aao mere peeche peeche! Jaldi! Come on Uncle!!"

Manav : *sighs*

Upar ko daudti Saanvi par kuch der thandi nazar daalne ke baad, Manav ne oopar jaati hui antheen seedhiyon ko dekha aur gehri saans chhodte hue ek kadam aage bada diya!

Aur yahin par update samaapt hota hai 😌

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,

🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝 😄

Kal milte hai next update me..
To be continued.....
 
Last edited:

Amrit_#0

Active Member
1,723
3,739
143

Awesome update bro 💗💗
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

Devilrudra

Member
496
1,377
123

Amazing👍👍👍
 
Status
Not open for further replies.
Top