• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Rohit1988

Well-Known Member
2,199
7,161
158
•°UPDATE 57•°

Recap -

Armaan : "Damn!! Bhen ke lodo ne humse ladne ki himmat ki ! Chetan, apne Mechatronic department ke sabhi ladkon ko bula le ! Aaj bc court hi tod dete hai.. naa rahega baans na bajegi basuri !! " :mad1:

Armaan ne Chetan se kaha kyonki, wahi sabse bharosemand yaar tha jo bahut saare ladkon ko bula sakta tha.

"Bas karo tum sab!"

Achaanak darwaaje ke baahar se ek crisp female voice aayi!

AB AAGE :-

Safed shirt pehni Aahna room no. 302 me chali aayi. Ladko ki chaukas nigahon ke beech, weh Adarsh ke paas gayi aur usse poochha,

Aahna : "Tum.. theek ho?" 😐

Adarsh ko ummeed nahi thi ki Class President khud personally usse milne aayegi. Wo dard se karaah raha tha, lekin Aahna ke aane se weh achaanak sakht ho gaya aur dridhta se kaha,

Adarsh : "Mai theek hun..!" 🙂

Haan me sar hilaate hue, Aahna ne hostel ke ladkon ko dekha aur kaha,

Aahna : "University Management ko ladayi ke baare me pata chal gaya hai aur.. is matter me wahi deal karegi. To tum log aur bakheda khada mat karo!”

Armaan : “Unse pit kar kya hum sab kuch bhool jaye ?? ! ! Kabhi nahi !!" :mad:

Aahna : “Basketball team ke members bhi ghaayal hue hai. Point Guard ka haath fracture hua hai.., Shooting Guard ki ankle (takhna) me moch aa gayi hai, aur.. Power Forward ko uske peeth me chot aayi hai. Next week, apni University aur Vellore University ke beech basketball match hai. . agar ye sabhi players match me nahi khel paye to apni University haar sakti hai. . Tum log aisa kuch nahi karoge jisse ye matter aur bigde !!” 🤨

"... Basketball Team ke bejod players bhi ghaayal ho gaye ?? !!" "
😳😯😳😯😳😯😳

Room no. 302 me maujood ladkon ko Aahna ki baat par vishwas nahi ho raha tha.

Ladkon ke expressions ko dekhkar, Aahna ne jaari rakha,

Aahna : "In short, university is matter ko seriously handle karegi. Tum log baat ko aur mat badhao, nahin to tumhen iske serious consequences bhugatne padege!”

Chetan ne aadha (1/2) kadam aage badhaaya aur kaha,

Chetan : "Lekin university, 100% basketball team ka saath degi aur Adarsh ko unfair tareeke se punish kiya jayega. Iske alawa, disciplinary punishment ke record se bhi basketball team members ka kuch nahi hoga, jabki Adarsh ka past record bariki check kiya ja..y...."

Aahna : "Fine! mai iss baare me management ko report kar doongi! " 🙄

Chidhkar, Aahna ne Chetan ko beech me hi rok diya.

Iss poore waakye se Aahna behad pareshan thi.

Ek or, uski class ke ladkon ne basketball team ke saath haatha-paayi ki, lekin weh nahi chaahti thi ki unmen se kisi ko bhi punishment mile.
To dusri or, basketball team ke starting players iss ladayi ke kaaran ghaayal ho gaye the, aur ab shayad university ki basketball team, 2 saptaah baad hone wale match me, Vellore University ki team se haar jayegi. Saath hi.. uska bada bhai bhi ab gusse me tha aur.. usne kaha tha ki woh is maamle ko personally handle karega;
Iska matlab tha ki.. Manav..., ladai ka main fighter, uske bade bhai ke nishane me pehle number par tha..

Iske alawa, usne doosre students se bhi poochha tha ki aakhir ladayi shuru kaise hui.
Adarsh aur uske dono dost (Rupam, Sameer) internet cafe me seat naa milne par basketball court chale gaye the.
Jab ve khel rahe the to, basketball team ke kuch members ne unse court lene ki koshish ki. Magar, Adarsh unko court dene par raaji nahi hua aur unse bahas-baaji karne laga...
Yeh bahas kaafi saamanya si thi jab tak ki Adarsh ne unhen gaali nahi bak di aur.. gaali bakne baad Adarsh ne, basketball players me se ek par basketball bhi phenk kar maar di thi.

Basketball team ke ye members humesha se hi hot-temper wale the, aur is tarah.. donon pakshon me gambheer ladayi aur haatha-paayi shuru ho gayi.

Lekin, fact to yahi tha ki Adash aur uske doston ne hi ladayi start ki thi..

"Well..., mai tumhe hospital le chalti hoon.. tumhara check up karwana jaruri hai," Aahna ne Adarsh ki or dekha aur kaha.

Par Adarsh ek ladki ke saamne khud ko kamjoor nahi dikhana chaahta tha,

Adarsh : "Nahi! mai theek hu..! "

Yahan apni Aahna bhi jiddi thi; usne Adarsh ka haath pakad liya aur usko uthane ki koshish karte hue kaha,

Aahna : "Adarsh ! Behtar hoga ki tum check-up karwa lo. Yadi tumhe andruni chotein hui to aage.. jyada problem hogi! ," 🤨

"Jaa bhai check up karwa le! "

"Teri injury report bhi unke khilaaf saboot ka kaam karegi,"

"Haa, chala jaa! "

anya ladko ne bhi Adarsh ko force kiya.

Adarsh : "Abe yaar.. theek hai !,"

Akhirakaar Adarsh maan gaya. Usne Sameer ko dekha aur kaha,

Adarsh : "Tu bhi chal! aur apni aankhon ka ilaaj karwa; aisi shakal se tu panda 🐼 ki tarah dikh raha hai"

"Ok, ok ..." apni aankh ragadte hue Sameer uth khada hua.

Jab doosre ladke bhi Adarsh ko support dene uske saath jaane lage to, Aahna ne yeh kehte hue un sabko rok diya,

Aahna : "Sirf Chetan aur Rupam hi inn donon ke saath jayenge! Manav.., tum yahi room me raho aur rest karo."

Phir woh chaaron ladkon ke saath hostel se chali gayi aur.., doosre sabhi ladke apne-apne rooms me laut aaye.

Aahna khud unke hostel me aayi aur maamle ko badhne se rokte hue sabhi ladkon ko consolation (saantvana) aur emotional support bhi diya.
Vaastav me wo ek Excellent Class President thi!

Ab Manav apne hostel room me akela tha. Usne kuch der.. aage honi wali ghatnaon ke baare me socha. Weh abhi bhi bechain tha. Usne Engineering Philosophy ki moti kitaab nikali aur usmen se Vinod Bedi ka business card nikaal liya, jise usne pehle kabhi uss kitaab me rakh diya tha.

Is ghatna par University ka attitude jaan-na jaroori tha, aur.. University ke management ko supervise karne wale head vice principal, Vinod Bedi is ghatna ko handle karne me important role nibhane wale the.

Manav nahi chaahta tha ki Adarsh ke saath koi naainsaafi ho. Halaanki, ladayi shuru karne wala Adarsh hi tha. Lekin ye basketball ke players ka lambe samay se, doosre students, especially junior students ke prati galat bartaav ka nateeja tha.

Apne haath me card liye, Manav ne apna mobile nikala aur lagbhag aadhe (1/2) minute tak sochne ke baad, ki kya kya kehna hai, weh number dial karne hi wala tha ki uske man me ek khyaal aaya. Isliye usne card ko wapas kitaab me rakh diya aur hostel room ki chaabi uthakar khada ho gaya.

Vinod Bedi se phone par baat karne ke bajaay usse milkal, aamne saamne baat karna.. waqai behtar hoga.

Hostel Building se nikal kar kuch der chalne ke baad weh campus me aa gaya. Main campus me aakar wo seedhe up vice principal Vinod Bedi ke office me gaya, joki Administration Building ki 6th floor par sthit tha.

Knock! Knock !

Usne office ka darwaja khatkhataya aur kuch der jawaab milne ka wait kiya; lekin naa to kisi ne jawaab diya aur naa hi darwaaja khola.

Manav chintit tha ki office ke paas se gujarne wale kuch professors usse sawaal-jawaab karenge. Isiliye Manav ne wahin darwaaje par khade hokar, aur 1 minute intjaar kiya aur jab andar se koi jawaab nahi aaya to use wapas jaana pada.

Manav jaanta tha ki vice principal ek busy person hai. Chunki punishment ka decision itni jaldi nahi hoga, Manav jyada chintit nahi tha.
Balki wo to sure bhi nahi tha ki ladayi ki information abhi tak Vinod Bedi tak pahuchi bhi hai ya nahi.

Isi vichaar ke saath, Manav lift se wapas neeche chala gaya. Jab woh Administration Building se baahar nikal raha tha, to ek pahaad jaisi aakriti building ke entrance gate ki or aayi.

6 feet 5 inch se bhi jyada ki lambai aur.. lagbhag 3 feet 3 inch ki chaudaayi (width) ke saath, is aakriti ne dhalti dhoop ko darwaaje tak se aane se rok diya tha.

Iss 'Giant Hulk' ko andar aane ke liye apni peeth jhukaane ke saath hi apna sar bhi neeche karna pada. . Uske chehre par jhunjhalaahat ke bhaav the, jise dekh kar saaf pata chal raha tha ki woh giant hulk, achchhe mood me nahin tha!

Usko dekhte hue Manav ne andaaja lagaaya ki woh jaroor basketball team ka legendary captain hoga...

Manav (man me) : "Kya ye bhi Elder Vinod se milne aaya hai..?" 😳

Ek saadharan student (Manav) ke aashcharya ko najarandaaj kar, Giant us lift me chala gaya jisse Manav abhi-abhi hi baahar aaya tha.

Deng ! Deng...!

Jaise hi woh lift me aaya, lift thodi si hil gayi.

Manav wahin khada raha aur oopar jati lift ke numbers ko, 1 se 2, 3, 4, 5, me badalte hue tan tak dekhta raha jab tak ki weh number 6 par ruk nahi gayi. .

Kuch der tak sochne ke baad Manav Administration Building se baahar chala aaya aur apne hostel ki or badh aaya.

Hostel ki seedhiyan chadhte hue aur hall se gujarte hue, Manav ne gaur kiya sabhi ladke, chaahe ve use pehchante hon ya nahi, use ajeeb tarah se ghoor rahe the maano ki weh insaan na hokar koi alien ho.

👀👀👀👀👀👀👀

"Kya ye wahi hai? "

"Ye to Ms. Shalini ka boyfriend hai na!?

"Isne Lakshya ko long distance race me hara diya tha! ,"

" Abe aaj to ye aadhi (1/2) basketball team se akele bidh gaya !!"

"Iske look ko to dekh! Kon manega ki isme itna dum hai!? aise ek masum munne ki tarah dikhne wale bachche ne kaise basketball players ko dhoya hoga..…” :hmm2:

...
...
...

Manav ki peeth peechhe ve ladke apni gapshap karte rahe. Unmen se kisi ne bhi kabhi nahi socha tha ki Manav, ek masoom sa dikhne wala ordinary student, basketball team ke ghamandi aur tagde players ko buri tarah se peet dega.

Lekin Un logon ki gapshap, Manav ke sharp ears 👂 se bach nahi saki. Manav ne observe kiya ki, jitna jyada log iss ghatna ke baare me baat kar rahe, ghatna ka description utna hi pechida aur masaledaar hota jaa raha tha.

Ab rai ka pahad banana hi to logon ka kaam hota hai..

Khair unki baatcheet par dhyaan na dete hue, Manav seedhe teesri manjil par laut aaya. Abhi use kewal apne jigri, Adarsh ki haalat ki parwaah thi.

Manav ko apne room ke saamne se gujarta dekhkar, Ritik turant room se baahar aaya aur aashcharya karte hue Manav se poocha,

Ritik : "Manav.. kya tune sach me akele hi aadhi basketball team ki band baja di thi??!" 😳

Aisa lag raha tha ki Hostel building ke logon ke beech ye khabar aag ki tarah phail gayi thi.
Adarsh & team ke hospital jaane aur Manav ke Administration Building me jaane ke baad, hostel ke sabhi ladkon ke beech Manav ke veerta - bhare kaarnaamo ki charcha hone lagi thi, ki kaise usne na kewal tagde khiladiyon se Adarsh ko bachaya balki unhe buri tarah se pacchaad bhi diya tha.

Jab tak Manav apne hostel wapas aaya, tab tak Boys Hostel Building No. 7 sahit, Boys Hostels area ke poore South region me uski 'vijay gatha' gaayi jaa rahi thi.

P.S. :-

Doston next week mera exam hai to iss Thursday and Sunday ko update nahi de sakunga..
Ye dono updates due rahenge, exam ke baad post kar dunga. :good:

Update yahin tak!

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,
🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝 😄

To be continued.....

Fantastic update bro
 
Bhupinder Singh

Active Member
1,951
4,859

Nice update
 
Sandeep singh nirwan

Jindgi na milegi dobara....
8,781
56,624
204

Really nice one ....aahana ki toh har entry he solid lagti h.....
Aur maanav raato raat famus ho gaya h ..ab maza ayega ki kaise.....maanv aur basket player walo ki ladayi hogi ya mamla finish ho jayega
 
Status
Not open for further replies.
Top