Update - 110
" sorry yaar us din jo bhi mene kaha mujhe to dhayan hi nahi nashe mein kya bak diya " rahul ne mayusi bhare lehaze mein kaha.
" janta hun, akansha ne bataya tha mujhe ki teri use baat hui aur tu mujhse baat karne mein dar raha hai "
" han to mujhe laga tu naraz hoga "
" naraz to mei abhi bhi hun "
" are bhai sorry dubara le le "
" abe akhand admi party reh gayi uske liye "
" hahah han yaar party behenchod uske chakar mein rayta failah tha is baar bina daru ke party rakhunga "
" ab jarurat nahi sab baat diya hai mene use vaise bhi, acha hi hua kam se kam tere bahane jo dil mein tha vo bahar aa gaya "
" kamal hai tum dono ka, ek ladka itna badal jayega mujhe pata nahi tha"
" samne wala acha ho to insan badal hi jata hai vaise bhi mujhe akansha ke liye badalne mein koi takleef nahi hai. Mei uske sath ab apna life time guzarna chahta hun "
" socha na tha ki delhi walle ko pyar ho jayega "
" bc pyar ke liye delhi wala ho ya pune wala vo thodi bata kar hota hai "
" han ye bhi sahi hai par samajh nahi ata ki tum jaise jhantu ko itna pyar karne wala mil kahan se jata hai " rahul ki baat sun chehre par muskan aa gayi, baat to uski sahi thi, mujhse jada jhantu kahan hi milega is sansar mein uppar se akansha jaisi perfect ladki mil gayi.
" chal vapis aaunga, us din party karte hain tab tak tu hulllah-lalh kar "
" hulall-lah bc ye kya hai ? "
" abe samajh jaa "
" kya samajh jaun ? "
" ishaq ne teri gand mein bambu de diye hain jabhi tera dimag ganne ke ras ki tarah chus gaya hai "
" abe sidhe bol le harami "
" abe hullal-lah aaj ki modern term hai ishaqbaaz parinde chonch milate hain aur palang par huuaahh karte hain use hullal-lah kehte hain "
" hat be bhagg bc.. " mei phone par chillaya to usne hanste hue phone kaat diya.
" kya ho gaya kispar chilla rahe ho ? " akansha room mein atte hue boli, acha hua usne mere muh se galli nahi suni varna class lag jati meri. " rahul tha "
" acha, han phone aya tha uska mere pas.. "
" han baat hui " mei itna bol paya ki akansha mere kareeb ayi aur bahon mein bahein dalte hue mere honton par ek choti si chumban de di
" are wah aaj badi papiyan di jaa rahi hai "
" kyun hum nahi de sakte kya ? " vo shararti muskan ke sath boli. Mujhe akansha ka ye naya avtar kuch jada hi pasand aa raha tha. Mere andar ka mei bahar aa raha tha jo palang par tabad tod tabla bajata tha
" aise bologi to bahut kuch ho jayega " mei palang ka sahara chhod baith gaya. Akansha ka rijhane wala andaz mere dil ke sath kuch aur ko bhi dhadka raha tha, usne apne honth danton mein biche aur apne sharir ko hath se masalne lagi. Kareeb ek hafte baad hume dhang se samay mila tha ek dusre se baat karne ka, warna vo aur mein dono bas khana hi ek sath kha paa rahe the. Mere to hathon par se control chhut gaya aur mene akansha ko kas kar pakdte hue apni taraf khincha aur paglon ki tarah chumnte hue uski chatiyun ko dabane laga. Vo mere uppar laiti thi aur pajane ke uppar se mera lund uske short ke niche jhankhon se hota hua uski chut ke uppar aa tika tha jise mehsus karte hue mei apni kamar uppar ki taraf utha raha tha. Garam mahol ho gaya tha aur mei apna pura badan usme samet dena chahta tha. Vo choti choti ahein bharti hui mujh mein samati jaa rahi thi aur apne honth meri gardan se lekar chati tak pitti hui niche jaa rahi thi. Kya mujhe aaj vo sukh milne wala tha jiski kalpana mene akansha se kabhi nahi ki thi. Han sahayd vo pal vo mauka aa chuka tha, usne mera pajama niche kiya aur mera lund hath mein pakad kar ek do baar niche uppar kar diya. Kasam sharir banane walle ki jo gudgudi mere purre sharir mein hui usne mujhe jhanjhod diya. Itna anand to kabhi zindagi mein nahi mila tha par shayad ye to bas ek shuruwat thi agle hi pal jab usne apne honth rakhe to mein pagal sa ho gaya, mene uska sar pakad liya aur vo mera lund muh mein lekar chusne lagi. Pyar mein dekhne ke baad mene kabhi akansha ke liye nahi socha tha ki mei use chodne ke liye itna utawla ho jaunga, na jane kyun jab se hamare bich mein sex hua tha uske baad sab badal gaya tha aur shayad ye vo moment tha jisne meri tharak ko phir se jaga diya tha, ab mujhe chut chahie thi.
' aah--aaanahhhh aahahh aahhh aaahhh dhire...dhie... ohh fuckk... oh... no.. aaaaaaaha aah uhhhhh aaaaahahhhhhhhh ' missionary hi sahi lekin mein is waqt akansha ki chut ko apne lund se kured raha tha aur vo sisakti hui apne nakhun meri pith mein gaddi baithi thi, na jane kab tak mein use usi taraf chodta raha, vo shayad thak gayi thi uska charamsukh bhi ho chuka tha par mera nikal hi nahi raha tha aur mein use chodne mein laga hua tha ' ankit.. bas.s.. ouuf.f.f.. mei thak gayi.. ankit.. aahh aahhh' uska ek hukum manne wala mei ab sunte hue ansuna kar gaya, janta tha ek aad minute lagega vo fir garam ho jayegi aur wahi hua, agle hi pal vo apni kamar uthane lagi. Par vo thak chuki thi aur dard bhi ho raha tha use, meri aur uski ankhein takrai aur mene use sisakte hue dekha. Ek alag chehra sa nazar aya jaise mei hi use chodne ke liye bana hua hun, chehra dekhte hi alag junun sawa ho gaya. Palang ka piche sirhana pakda aur tabad-tod dhakke lagane shuru kar diya, uski siskiyan aur palang ke hilne ke sath mere dhakkon ki 'thappp' awaz gunjne lagi. Vo siski aur mein bhi charamsukh ke najdeek aya aur phir uske uppar gir kar zor zor se sansein lene laga. Pasina uske badan ka tha ya mere sharir se uske upar gir raha tha ye to nahi pata lekin dono pasine se tar-batar the. Vo meri pasino wale balon mein hath ferh rahi thi aur mein hanfta hua uske chatiyun par pada tha.
Aaj kya hua tha mujhe? Bar-bar akansha ke sharir ki banawat ankhon ke samne kyun aa rahi hai aur itni der tak chudai karne ke baad bhi mei apna lund kyun masal raha hun? Na jane kya hua tha mujhe jo itna utejit ho gaya tha, shayad itne waqt se akansha se dhang se baat nahi hui thi isliye ye ufan aur uska approach mujhe is taraf le aya, yahi ho sakta hai. Mei akansha ke balon par apne hath ferte hue soch mein duba hua tha, vo kab jaag gayi thi is baat ka andaza mujhe tab laga jab usne apna sar mere sine se hataya.
" ankit "
" uth gayi " mei uski taraf dekh muskura utha.
" ankit agar ritika aur ankita tumhari life mein ek sath vapis aa gayi to tum kya karoge? " akansha ne meri ankhon mein dekhte hue sawal kiya aur apne jawab ka intezar karne lagi. Mei kuch der yun hi laita raha bina kuch bole jo shayad use ajeeb laga kyun ki uske liye jawab bahut asan hona chahie " itna soch rahe ho "
" unhe acha lagega mujhe dekh kar " vo ise aage kehti use pehle mene jawab dena shuru kiya " mei kisi se itna pyar karta hun ki uske liye apni zindagi badal di ye dekh vo bahut khush hongi " jawab mein sachai thi jo apnapan mein unhe nahi de paya unse sab lekar vo jab akansha ko diya to koi bhi is badlav ko dekh kar yakeen nahi karega aur agar kar liya to unhe acha hi lagega. Akansha ko shayad tassali ho gayi thi isliye usne apni bahein mere sine mein bandhi aur sar rakh kar ankhein band karte hue so gayi. Par mei uske sar par hath ferata raha kab tak mujhe yaad nahi kyun ki kuch der baad meri ankhein bhi band ho gayi.
Time kisi ke liye apni gatti ko dhime nahi karta, vo guzarte hue bas katt jana chahta hai taki naya din aye aur aisa karte hue naya yug hi kyun na aa jaye. Ajeeb khel hai is waqt ka jo sirf aage badta hai aur kabhi piche nahi jata. Yun hi waqt guzar raha tha aur 2 mahine yun hi beet gaye. Ghar par baatcheet hoti thi kabhi kabhi papa se aksar ho jati thi aur vo yahi kehte the ki vapis aa jaa kahan reh raha hai jawab mein mene unhe yahi bataya dost ke sath aur office pass padta hai isliye alas aa rha hai ghar ane mein. Fir unhone ek hi din ke liye ane ko kaha chutti walle din, ab vo din to mei akansha ke sath bitata tha lekin phir akansha ne mujhe bhi yahi kaha use aise akele jane par ajeeb lag raha tha aur yahi feeling uske sath bhi thi, itne waqt baad aise ek din ke liye hi sahi alag ho rahe the. Par vo mujhse jada meri zindagi ko samjhti thi aur use theek rakhna chahti thi akhir vo bhi ek din us ghar ka hissa banne wali thi.
Saturday ko mein ghar chala gaya ek din ke liye, normal sa hi laga, koi chik chik koi jhagda na hua, maa kam baat kar rahi thi to mei hi unse baat kar raha tha, acha samay katta. Dhire dhire sab theek ho jaye to sahi hai, sunday subah mein bahar nikla jaldi uth gaya tha, akansha ko message drop kiya aur phir subah-subah ki dhoop lene ke liye bahar balcony mein aa khada hua. Ubasi bharte hue sharir todne laga, samne park mein kuch log tehal rahe the to kuch yoga mein vyast the. Mene khud ko dekha, to paya ki kuch waqt pehele achi khasi body bana li thi lekin jab se office jana shuru kiya sab lut gaya. Ek lambi ahein chhodte hue mei vapis jana laga to pados ki aunty par nazar padi jo apni balcony mein khadi kapde sukha rahi thi. Na jane kyun nazar ruk gayi aur mein samne dekhne laga. Kapde sukhate waqt unka ek pallu thoda side ho gaya tha jise unki deep blouse se unki chaityun ka cut yahan tak ki chatiyan khulli si ho gayi thi aur gille kapdo ko jhad kar sukhane ki wajah se unki blouse bhi aage se halki si gili ho gayi thi. Mene apni ankhein michi aur khud ko gali deta hua andar aa gaya. Phone uthaya to akansha ka message aya tha kiss wali smily ke sath. Ek waqt tha jab smily ko dekh kar gussa ata tha aur ab us smily ko uski asli papi samajh kar khush ho raha tha. Wahi kaha na waqt kitni jaldi badh jata hai. Mene akansha ko message kiya aur use baat karne laga par na jane kyun bar-bar aunty ki chaityun ki ek tasveer dimag mein ubhar rahi thi. Mei use ignore karta aur baar-baar vo mere samne aa jati, dimag se hatane ke liye mene akansha ko video call hi kar liya aur use dekhte hi sab kuch bhool gaya jaise koi mantr likha ho uske chehre par.
" ankit tumhare liye ek surprise hai " dono ko sath chaar mahine ho gaye the aur ab to aisa lagne laga tha ki yahi mera ghar hai aur akansha ab meri better half ban chuki hai. Bas farak itna tha ki hum dono livin mein rehte the aur ghar par kisi ko kuch nahi pata tha.
" mere pas bhi hai " akansha ke bolte hi mei bola.
" ohhoo kya baat hai kya surprise hai batao jaldi ? "
" tum batao "
" mere mein tumhe thoda intezar karna pdega par jald hi bataungi, tum batao "
" hamara project success ho gaya hai jise mein lead kar raha tha aur company ko bahut bade budget ka naya project mila hai "
" mujhe pata tha ankit, you work hard for this, sara sara din lage rehte the, i am so much happy muaahhhh " usne phone par chumma de diya aur mera dil bol utha asli mein de do.
" usi ke liye party hai kal office ki taraf se, hum apne partner ko le jaa sakte hain, ab hum dono jayenge "
" nahi jaa sakte "
" kyun? "
" bhool gaye tum "
" kya ? "
" mei do din ke liye mumbai jaa rahi hun "
" are hann... shit... ye mei kaise bhool gaya in office walon ko isi time rakhni thi kya party "
" koi nahi tum chale jana "
" mei akele kya karunga "
" tumhara to jaruri hai jana samajho "
" par tumhare bina "
" mere bina tum party mein jaa sakte ho meri izazt hai mr ankit " vo is andaz mein boli ki mere chehre par hansi aa gayi.
" kitne baje ki hai flight? "
" 5 baje ki "
" mein chhodne chalunga "
" subah ke 5 baje hai "
" acha... koi nahi tab bhi chalunga " mene keh to diya lekin jo 3 raaton se nahi soya tha vo insan kaise uth sakta tha mujhe akansha ne uthaya bhi nahi aur vo bas forehad par kiss karke chali gayi. Ye sab usne ek note par likha tha jo mene subah pada, mujhe gussa bhi aya aur bura bhi bahut laga
" tumne uthaya kyun nahi " mene note padte hi phone kiya.
" kaise uthati tum itne pyare lag rahe the sote hue "
" galat baat hai akansha " ek pal ke liye mene udas man se kaha " tum sahi salamat pahch gayi na ? "
" han ji ab office hi pahunchi hun "
" kaise begarad insan hai meri ladki se itna kaam karwa rahe hain raat ki ayi hui hai ye nahi ki chain se ek din aram karne de "
" begarad what hahaha.. ankit you are mad, unhone to kaha tha lekin mujhe vapis ana hai na, mei itne din tumse dur reh sakti hun bhala " is baat ne mere dil mein uske liye pyar se bhar diya. Kaun kehta hai pyar ek baar hota hai mera to yahi manna hai ki vo har roz hota hai, vo kahin na kahin kisi na kisi mein chupa hota hai jo nikal kar samne ata rehta hai isliye pyar har roz hota hai, ek insan se hi sahi par roz hota hai.
" i love you akansha "
" i love you too ankit "
Sham ko party ke liye mein ready hua, akansha ko photo bheji aur miss you likha, usne kiss wali smily di. Mei ghar se nikla aur party walle venue par pahunch gaya. Jaisi umeed thi, party bore thi aur akele to bilkul hi. Akansha busy thi isliye mene use disturb nahi kiya. Mei bar ki side baitha hua tha, party ka music chal raha tha aur sab kisi pagal kutte jaise free ki daru utarte hue nach rahe the jo ki mujhe bilkul pasand nahi tha, ek do baar aye bhi mujhe bulane par bhaga diya mene unhe. Mei apni mojito pite hue bas un jhallon ki hakartein dekh raha tha tabhi mere manager ne mere kandhe par hath rakha jinhe dekhte hi mei apni jagah se khada ho gaya.
" are chill, aaj party ka din hai jo enjoy"
" ji sir "
" ye kya pii rahe ho drink lo "
" nahi sir, mei nahi pitaa.. "
" kamal ke enigneer ho yar tum sach mein, acha aao mujhe tumhe kisi se milwana hai "
" abhi? "
" han, tumhe kya lag raha hai is party mein hum hi hai, clients bhi hai aur jise hume ab next project mila hai vo client bhi aur mei chahta hun ki ye wala project tum lead karo "
" sir mei ? " meri to ankhein fatti reh gayi ye sun kar. Ye mota jhooth bol raha hai isne pii li hai chadh gayi hai ise tabhi galat bande ke pass khada hai.
" ankit kya soch rahe ho? "
" kuch nahi sir "
" to lets go, she is waiting " vo mera hath pakad kar bache ki tarah le jane laga, ye to pakka tha ye mota pii kar pagal ho gaya hai par itna hoga pata nahi tha.
" Miss sangeeta, this is ankit "