• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Laa-Waaris .... Adult + Action +Thrill (Completed)

How many numbers do you give to this story?

  • 100

  • 90

  • 80

  • 70

  • 60

  • 50

  • under 50

Results are only viewable after voting.

tpk

Well-Known Member
12,596
16,833
228
Update ::: 21
*************

jagan ki baat se main aur sandhu ji dono hi hassne lage to jagan bhi humen hassta dekh kar hassne laga.

sandhu:- jagan tumhare pass koi underwear hai kya.??

jagan:- han chacha ji hai naa, aap kyun pooch rahe han.

sandhu:- raja tum kal jagan se underwear le kar aa jana, lungi me ye sabb sahi nahi rahega. tumhe agar koi kaam na ho to jaldi hi aa jaana. main to saara din hi yahi hota hon.

raja:- theek hai sandhu ji. fir main kal jaldi hi aata hon..

hum sandhu ji se mil kar wapis basti ki taraf ho liye.

raja:- jagan tumne mujhe sandhu se milwa kar bohat achcha kiya hai, mujhe aise hi kisi aadmi ki zarurat thi.

jagan:- haan raja, pehle to mere bhi zehn me nahi aaya tha, parr jabb tumne sandhu chacha se apne liye baat ki to mujhe bhi laga k ye sabb tumhare liye bohat zaruri cheez hai. par sandhu chacha se sabb seekhna asaan nahi hai.. ye seekhne se zayada samjhne ki cheez hai. jab smajh me aa jaaye to practice bhi ki ja sakti hai. par agar samjh na aaye to marne ka chance bohat hai isme..

raja:- jagan mujhe baba ne jaisa bana diya hai mujhe lagta hai, main ye sabb seekh lunga.

jagan:- haan raja, mujhe bhi kuch aisa hi lag raha hi. sandhu chacha bade kaam ka banda hai tumhare liye. abhi tumne sandhu chacha se poochha nahi hai. parr aksar hi sandhu chacha yahan se kahi nikal jaata hai aur fir mahino baad hi aata hai. uske paas puri duniya ka ilm hai. hum sabb to hairat me han k usne ye sabb kaise seekha. par jaise wo darkhto par chadte han. usse hi pata chalta hai k sandhu chacha bohat aage ki cheez han.

raja:- chalo kal aa ke mil lenge sandhu ji bhi..

aise hi baaton me hum hum basti pohnch gaye. jagan ne anjali aur baba ko sandhu ji ka bataya. to anjali aur baba dono hi khush hue.

baba:- raja beta main to tumhe sandhu ke baare me batana hi bhul gaya tha. sandhu ek aisa insaan ha. jo tumhare liye ek dumm sahi hai. jaisa tum banna chahte ho. sandhu tumhe usse bhi aage ka insan bana dega. kaya kuch nahi jaanta wo is dunya ke baare. uski adat hai kisi cheez ko bhi ek baar dekh le usay puri tarha se samjhe bagair chhodta nahi hai. jump to tum uske dekh hi chuke ho, dekhne me wo mota sa insaan lagta hai. parr wo har ek muamle se sabse hi bohat aage hai. wo har kaam khud k shok ke liye karta ha. dunya ka shayad hi koi hunar ho jo wo nahi jaanta. paisa kamane par aaye to mahino me hi dolat ka dher laga de. bass wo mast mola kisam ka insaan hai, usay paiso se koi matlab nahi hai. dunya me na-jaane kahan kahan ghooma hua hai wo. tumhe usse bohat kuch aisa mil sakta hai. jo tumhe puri zindagi kabhi kisi k aage jhukne nahi dega..

tumhara ilaj karke maine tumhe ek powerful insaan bana diya hai, sharir se bhi aur budhi se bhi. abb hunar to mai tumhe sikhane se raha. aur na hi main tumhe dunya se ladne ka dhang sikha sakta hon. parr sandhu tumhe sabb sikha sakta hai.
abb tumhari himmat hai tum kya kuch sandhu se seekh sakte ho. tumhare har dard ki dawa hai sandhu k paas...

main to pehle se hi mann banaye hue tha. parr baba ki baaten sunke maine 100% khud ko is sabb ke liye tayyar kar liya. mujhe bhi to is dunya ke baare me sabb jaanne ki zarurat thi. dunya jitni haramzaadi thi mujhe dunya ko usi k dhang me jawaab dena tha. pehle hi mera bohat kuch ujad chuka tha. parr abb nahi, abb dunya ki maa ko chodne ka samay aa gaya tha..

baba ne kaha tha k sharir k sath mere damag ki bhi power badh gai thi. zeher ki waja se vaise bhi har waqt ek barqi ro si mere andar daudti rehti thi, aur mera damag harr dumm hi active rehne laga tha. abb mere liye dunya ki kisi bhi cheez ko fori samjh lena mushkil nahi tha..

pehle to mera mann tha k baba ka ilaj khatam hote hi main yahan se chala jaonga, parr abb reno ki hamesha surakhsa ke liye mujhe na-kaabil-e-taskheer ban kar ubharna tha. fir kabhi koi mujhe renu se aur renu ko mujhse juda karne ki himmat na kar sake... kisi ki maa ki chut me zara si bhi khujli hui to phad ke rakh dunga.. aag to mujhme vaise bhi aa hi gai thi, abb usi aag se zaleel dunya ko chodne ka samay aa gaya tha..

agar kisi ne maa chudane ki koshish ki to uske pure ghar me hi aag laga dunga.

baaki ka waqt bhi aise hi beeta aur raat ho gai, zayada tar sandhu ko leke hi baaten hoti rahen.. anju mere baazo ko pakad kar tatolne lagti. usay mera sath bohat hi achcha lagne laga. bohat pyaar badh gaya tha mera aur anju ka. kabhi kabhi to ik side me main aur dusri side me jagan baith jaate to anju jagan ko ankhen dikhate hue mujhe baazo se thaam leti..

anju bohat hi masoom shakal aur masoom dil ki maalik ladki thi. koi bhi usse dukkhi nahi karna chahta tha. mere liye anju ek dost ek behn ke samman ho gai thi.

agle din anju ne muje jaldi nashta de diya jo maine thoda sa khaya aur kuch saath le liya, aage chal k kahi pareshani na ho..

jagan se underwear liya aur jungle sandhu ji k paas ja poncha.

wahan pohncha to sandhu ji bethe hue ek guitar baja rahe the. kya dil ko moh lene wali dhun thi. sandhu ji apni masti me lage hue dhun baja rahe the. maine unhe disturb nahi kiya aur unhe guitar bajate dekhne laga.. sandhu ji ke hathu ki ungliyaan guitaar ki taaron par thirakteen to jo dhun bannn rahi thi wo seedhe dil par dastak de rahi thi. mere pura focus sandhu ji ki ungliyon parr hi tha. aur main bade ghaur se ye sabb dekh raha tha.

mere andar se firse koi cheez click hui. ye bilkul kal k jaisa hi tha.
matlab mujhe andar se feelings aane lagi k main bhi guitar bajana seekh lon..

pata nahi damag mujhe kya kuch dene wala tha. mere liye har ek cheez me dilchaspi badhne lagi thi. ye bhi ek dil pasnad mashghala tha. aise hi to nahi sandhu ji itne mast mood me lage hue the... kuch to khas tha is sabb me..

main sandhu ji ki ungliyon ko dhayaan se dekhne laga..

20 mint baad sandhu ji ne guitar bajana band kiya aur mujhe dekh kar muskurane lage..

sandhu:- raja mujhe tumhare aane ka pata chal gaya tha. tumne achcha kiya jo mujhe mere kaam se roka nahi.

raja:- sandhu ji main aapko kaise rok sakta hon. aap ek ustaad han. aur ustaad ki value to pita samman hoti hai. aapke liye bhi mere dil me wahi izzat hai. bhale hi aap mujhe ye sabb na sikhaayen. lekin aap hai to ek usaatd hi. aur ustaad hamesha hi izaat ke kaabil hota hai.

sandhu:- bohut achche raja beta. tumhari baat se mera dil bohat khush hua hai. mujhe bhi aksar matlab parast hi mile han. parr aaj tak koi bhi mujhe tum jaise nahi mila. mujhe tumhe sabb sikha kar khushi milegi raja beta. kal to maine tumhe kuch bataya hi nahi warna dunya ka aisa koi kaam nahi jo maine na kiya ho. raja beta bohat kamm log aise hote han. jinpar bhagwan ki direct nazar pad jaati hai. mujhpar bhi bhagwan ki badi kirpa rahi hai. warna meri auqat hi kya hai.

raja:- sandhu ji mujhe baba ne raat aap ke baare me sabb bata diya tha.

sandhu:- ye to aur bhi achcha hua, jo baba ne tumhe sabb baya diya. abb mujhe sabb detail me batane ki zarurat nahi hai. chalo pehle main tumhe kuch dikhata hon. aaj suba aate hi maine tumhe dikhane ke liye kuch kiya intezam hai.

sandhu ne guitar ko ek hath me pakda aur mujhe liye ik side me chalne lage. kuch door jaane k baad wo ruk gaye..

sandhu:-raja beta ye hai wo sabb jo main tumhe dikhana chahta hon.

main kuch fasle par neeche zameen ki taraf dekha to sandhu ji ne 15 feet ke area me junglee kaante zameen me gadhe hue the. main ye sab dekh kar heran to bohat hua lekin kuch bola nahi.

sandhu:- raja beta maine kaha tha k nawab wajid ali nangi talvaron ko zameen me gaadh kar raqs kiya karte the. aaj main bhi tumhe in kaanton par raq karke dikhaonga.

aur fir sandhu ji ne yahan bhi mujhe heran kar diya wo kaanton par aise dance kar rahe the, jaise kaante zameen par hon hi naa. 10 mint baad sandhu ji mere paas aaye.

sandhu:- dekha raja ye hai khud ko be wazan karne ka result. abb main tumhe ye sabb sikhaaonga. maine pehle kabhi kisi ko nai sikhaya. aaj ye kaam bhi kar lete han.

sandhu:- raja maine bhi tumme kuch khaas dekha hai. mujhe tumhe sabb sikha kr acha lagega. abb sekhne ki baat karen, to baat sirf mere sikha dene ki bhi nahi hai. baat asal me seekh lene ki lagan ki bhi hoti hai. aur mujhe tumme wo lagan dikh rahi hai... chalo aaj main tumhe is sabb ka basics shuru karwata hon. sabse pehle tumhe running karni hogi mukhtlif andaz me aur sabb andaz ko hi proper tarike se karna hai. uske baad main kuch jump karke dikhaaoga tumne mujhe follow karna hai.

raja:- theek hai sandhu ji.

fir sandhu ji mujhe sabb karke dikhate rahe aur main unhe copy karta raha. pehla din tha to sabb asaan nahi tha. thakan to mujhe kamm hi hui thi. main badal bhi to gaya tha, aur hard work bhi main pehle se hi tha..

sara din mera practice me guzar gaya, shaam se 2 ghante pehle sandhu ne ne mujhe rukne ka bol diya. aaj maine jagan se liya underwear pehna hua tha. aur is waqt me usi underwear me tha.

main sandhu ji ke pass pohcnha. mera pura jism hi paseena baha raha tha.

sandhu:- raja beta aaj ke liye itna kaafi hai. abb main tumhe kuch aur baaten baaonga.

raja:- ji sandhu ji.

sandhu:- raja beta tumne aaj bohat lagan se sabb kiya hai. warna itna sabb bhi har kisi ke bass ki baat nahi hai.

abb main jo kehne wala hon usay ghaur se sunna. raja beta kudrat ne is kainaat me jitni bhi creatures ko paida kiya hai. usay har ek cheez bhi sikhaai hai.
wo har kisam ke halaat ka muqabla kar sakta ha.. har kisam ke halaat me khud ko bacha sakta hai... har creature ko apne saamne aane wale se agar khatra ho to us se bachne ke liye sense bhi di ha, jo us sense ko istemal nahi karta wo maara jata ha..
billi k baare me jaante ho. wo jab bhi bulandi se neeche zameen par girti hai to kabhi bhi sarr ke bal nahi girti wo hawa me hi apne sharir ko harkat dete hue panju ke bal zameen par aa jati hai.
uqaab apne apne shikar par hamla karta hai to uska bhi apna ek andaz hota hai.
wo jaise apne shikar par jhapat'ta hai, fiza me hi wo upar uthne ki shkati bhi rakhta hai. aur insaaan ko to har ek makhlooq se bartar hone ka aizaz hasil hai. insaan se muqabla karne ki shakti kisi aur mahlooq me kahan.

maine ye sabb khud se hi sekha ha. kyunki main bhi ek insaan hon. darkhto par jaanwar uchhal kood machta han to insaan kyun nahi. sabb yahi sabb maine apne dil me pakka kiya aur nit naye naye pange lene laga. har ek cheez ko ghaur se dekhne aur samjhne laga. aur fir bhagwan ne mujhe meri mehnat ka phal dena shuru kar diya. aur main multi talented bann gaya.

aur ek baat raja, kudrat ne jitni lachak insaani jism me rakhi hai, wo kisi aur makhloq me nahi hai. to socho k insaan wo kyun nahi kar sakta jo wo karne ki thaan le. darkhto par tumne bandar jump lagaye hue dekhe han. wo bandar hai tum hum insaan han. bandar insaani acts ki copy kar sakta hia to hum insaan bandron ki copy kyun nahi kar sakte... bass yahi baat mere liye challenge bann hai, aur aaj duniya ka koi bhi jaanwar mera muqabla nahi kar sakta. kyun ki main insaan hun, aur kudrat ne insaan ko har ek makhlooq se bartar banaya hai. aur maine wahi sabat bhi kar dikhaya...

tumhe bhi ye sabb seekhna hai. main tumhe fightin aur self defence bhi sikhaonga.... ladne ke sath sath tumhe apne dushamn se khud ko safe kaise rakhna hai, wo tumhe sikhaaonga.

tumhe apni fighting se zayada apni suraksha par dhayan dena ha. fighting to tum seekh hi loge. agar khud ki suraksha nahi kar paaoge to tum fail ho jaoge..
aur tumhari fighting skills tumhare kisi kaam nahi aayengi.. agar tumme defence ki technique aa jati han, to fighting me agar tum master nahi bhi ho to tum agar jeet na sake to haaro ge bhi nahi..

ladne ke liye hathiyar hi pass me hona zarori nai hai. koi ek choti si chez bhi agar tumhare hath me hai to tum baazi palat sakte ho. machas ki ek teeli agar tumhare hath me ho to tum agar usay tootne na do to jitne bhi tumhare madde muqabil honge. tum un sabb ki ankhon ko us teeli se phod sakte ho. bass iski bhi ek Technique hai jo tumhe seekhne hogi..

aisi hi bohat se cheezen han jo tumhe sikhaai jayenge. jitna samay tumhare pass hai. wo tumhe is sabb ko seekhne me lagaa do. baaki ki tum yahan se jaane ke baad practice kar sakte ho. mujhe nahi lagta k tumhara pass zayada samay hai. isliye jitni jaldi ho, jitna mujhse seekh sakte ho seekh lo.

raja:- ji shandhu ji main aapki sabb hi baaten dhayan se sun raha hon. aur fir ye sabb mere fayde ke liye hi to hai. main puri lagan se jitni jaldi aur jitna ho saka aapse seekhta rahuga. sabb seekhne ke liye to bohat time lag jayega. parr jo zayada zaruri hai. wo main seekhne ki puri koshish karunga.. sandhu ji mujhe guitar bhi seekhna hai...

sandhu ji meri guitar seekhne wali baat parr muskurane lage.

sandhu:- wo to maine suba hi samjh liya tha. jaise tum mere hathu ki ungliyon ko ghor se dekh rahe the...

sandhu ji ne fir jitna time bacha tha, mujhe guitar sikhaane lage.. aur mai sandhu ki ek ek baat par pura dhyaan diye hue tha. abb mere liye dhyaan banana mushkil nahi raha tha. mere andar ke badlaao mujhe ek khaas insaan bana rahe the. aur meri abilites ubhar ubhar kar mere andar se bahar aane lagi thee.

ek hafta mera bohat hi achcha guzra. ek hafte tak anju ne mera pura dhyaan rakha. jagan kabhi kabhi mere sath kuch der ke liye aa jaata tha.

roz sham ko baba aur anju meri regular routine baare poochhti..

sandhu ji ne mujhe guitar sikha diya tha. kaafi had tak wo mai seekh gaya tha. guitar ki taaron par meri ungliyan aate hi mere dil ka connection guitar ki taaron se jud jaata tha. jis waja se main guitar bajane me kaafi achcha ho gaya.

sandhu ji ne mujhe running ke alag alag andaz baataye. jumping ke jitne mere liye basics the wo mujhe bataaye. aur normal routine se mujhe darkhto par chadne ka bhi kaha. ta ke main oonchaai ka aadi ho jaaon.. mujhe karate,jujusto, kung fu ki basics batayen. fighting shuru nahi ki thee. bass moves ki practice hi kiya karta tha...

aur bhi kuch aisi cheezen jo mere liye fori zaruri theen. aur ek khaas baat jo mujhe sandhu ji sikha rahe the. wo thi taash ke patton ki sharping. ta ke main agar kahi ja phanson. to kisi bhi night club me ghus kar paison ka jugad kar sakun. paise kamane ka ye funn bohat hi aala tha.. insaan kisi a mohtaj nahi ho sakta tha..

kya kya nahi tha sandhu ji k paas, sandhu ji ek hairat angez insaan the...

darakhto par chhupkli ki manind chadne lagte the. zameen par crocodile ke jaise running kar lete the. aur wo bhi bohat hi fast. ye sabb unke umar bhar ke pange the. jo unho ne khud se seekhe the.

sab seekhne ke liye to mujhe bohat samay chahiye tha. parr fir bhi main bohat jald bohat kuch seekh raha tha, ye sabb mere seekhne ke liye agar normal nahi tha. to main bhi abb ek normal insaan nahi raha tha.

is ek hafte me mujhe 2 baar raat ke samay lund ne bada pareshan kiya tha. parr renu thi na meri yaadon me. aur renu ki yaadon ne mujhe sehn shakti de di, jiski mujhe zarurat thi. abb lund mere liye pareshani ka kaaran nahi raha tha. osha bhi ek chudakkad aurat thi. baad me wo mujhe 3 baar mili, parr unse chudaai ke liye nahi kaha. ye bhi ek achchi baat thi.

taqat bhi mujhme bohat badh gai thi. do admiyon ko main apne dono hathu se utha sakta tha. kisi ko ek zor ka punch maar kar uske dil ki dhadkan rok sakta tha.

ek hafte baad main practice karne ke baad guitaar liye hue ek oonchi chatan par ja betha.

guitar ki taaron par meri ungliyaa aate hi mere dil ki sada guitar ki taaron me utarne lagi..... maine saamne dekha to door door takk koi nahi tha. sandhu ji side me kuch fasle par bethe hue the, wo bhi meri puri story jaan gaye the.
renu ke liye wo bhi dukhi ho gaye the.

wo aur bhi lagan se mere liye khud ko sarf kiye hue the. bohut hi zabardast kisam k insaan the sandhu ji..

guitar par meri ungliyan chaleen to jungle ka pursakun ilaka aur bhi pur sakun ho gaya. jungle me guitar ki madhur awaz goonjne lagi. main pure dil se guitar par apni ungliyan chala raha tha.... aaj mera renu se dil ke zariye baat karne ka mann tha.. sandhu ji kehte hain k jabb kisi se dil ka connection ho to koi kahan bhi ho dil ki awaz us takk pohnch hi jaati hai.. aaj mai wahi try karne wala tha..

jabb guitar ne pura mahaul bana diya aur mera pura mann guitar ki taaron me ho gaya. mere dil ki dhadakan meri ungliyon se hote hue guitar ki taaron me utarne lagi to

download

raja:- reeeeeeennnnnnnnuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu.. tum sun rahi ho naa mere dil ki sada ko .. renu meri jaaan mai tumse hi mukhatab hun...

************************************************************************************

renu room me bed par zaheer ki behen laiba ke sath bethi hui thi. laiba apni study kar rahi thi. aur renu laiba ki hi ek book ko uthaye uske page palat rahi thi. renu ka chehra shaant tha.. renu pages ko palat hi rahi thi k achanak se uske dil ki dhadakn bohat tez ho gai. renu ne nazar utha kar laiba ko dekha.
renu samjhne ki koshish karne lagi k uske dil ki dhadakn achanak se badh kyun gai hai. renu ke book ko band kiya aur apne dil par hath rakh kar apni dhadkan ko check karni lagi..

aaj mere dil se renu ke liye sada nikal rahi thi. mere ungliyan guitar ki taaron ko chhed kar ek sureeli dhun bana rahi theen. aur renu ke liye sada mere dil se aur mere hathu me maujud guitar ki taaron se bajne wali dhun se nikal rahi thi.

raja:- renu kya tum tak mere dil ki sada pohnch rahi hai. mujhe aisa kyun lag raha ha, jaise mere dil se nikli ye sada tum takk pohnch paa rahi hai.. mera dil jhoomne laga hai renu. kya tumhara dil bhi jhoom raha hai...

renu achanak se bed parse uthi aur jaa kar sheeshe ke saaamne khadi ho gai.

images

renu ke chehre par chamak lautne lagi thi. renu ko lagne laga k jaise raja usay pukaar raha ho....renu apne dil par hath rakhe sheeshe me khud ko dekhne lagi.

renu:- raja mujhe aisa kyun lag raha hai jaise tum mujhe hi yaad kar rahe ho. mujhe pukaar rahe ho..

renu ki baat sun kar laiba se sar utha kr renu ko dekha...

renu:- raja aaj bohat time ke baad mera dil jhoom utha hai, mere dil ki dhadkan gungunane lagi hai. raja tum kahan ho, laut aao mere paas, dekho tumhari renu ka kya haal ho chuka hai.

laiba renu ki baat sun kar aur bhi heran hui..

laiba:- renu kya hua. tum aise kyun bol rahi ho..

par renu laiba ko kya jawab deti, renu ka connection to raja se by heart jud chuka tha.

mujhe bhi lagne laga k renu meri baat ka jawab de rahi hai. mera dil aur bhi jhoomne laga.

raja:- reeeennnnnnuuuuu merrrriiiii jaaaaaaaaaaaaaaaaaannnnnnn.. main zinda hon aur bohat jald main tumhare paas aane wala hon. mera intezar karna renu.. bass kuch hi dino ki judaai hai. fir hum ek saath ek dusre ki bahun me honge.. tum sun rahi ho naa renu ....

renu sheeshe me khud ko dekhte hue apne dil par hath rakhe apni dil ki dhadkano ki sada se raja ka pegham sunne ki koshish kar rahi thi. aur dheere dheere renu ka chehra khilne laga...

renu:- raja mere dil ki dhadkan tumhare jald hi mere paas pohnchne ki sada suna rahi hai mujhe. tum kabb aaoge raja, dekho raja tumhari renu ka kya haal ho gaya hai raja. jald hi laut aao naa raja.

laiba stupid shehra liye renu ko dekh rahi thi. parr is baar usne renu ko kuch nahi bola.

raja:- renu meri jaan main bohat jald tumhare paas aane wala hon. tum bass abb se dukhi rehna chhod do. abb dunya ki koi bhi taqat tumhe mujhse juda nahi kar sakti. bass kuch din aur fir hum hamesha sath rahenge ....
aur abb se main tumhari zindagi me kabhi bhi dukh nahi aane dunga. jo hath bhi tumhare taraf buri nazar se badha, main wo hath hi uske dhad se alag karduga..
renu meri jaan tum sirf meri ho..

inta bol kar maine guitar ki taaron par se apni ungliyon ko hata dia.. aaj mera dil bohat khush tha,. mujhe sach me hi aisa lag raha tha, jaisa mera pegham renu tak pohnch gaya hai. mera dil khush tha to iska matlab ek hi tha, k renu bhi khush hai is waqt. agar renu khush hai to mere dil ki sada renu takk ja pohnchi hai..

main sandhu ji ke paas chala gaya aur unke saamne ja kar baith gaya..

sandhu:- raja beta sada jabb bhi dil se nikalti hai to bhagwan usay manzil tak zarur pohncha deta hai. tum to fir bhi sache dil se renu se pyaar karte ho.
abb kuch hi dino ki duri hai tumhari renu se. abb tum mann laga kar apni manzil tak rasaai hasil karo. jaldi se apni aur apni renu ki hizafat karne layak bann jaao. tum har ek cheez badi tezi se seekhte ja rahe ho. ase hi mann laga kar seekhte rahe to bohat jald tum sabb seekh jaoge... abb tumm jaao bohat der ho gai hai..

main sandhu ji ki baaton se bohat khush hua. dil to aaj vaise bhi jhoom raha tha, mai sandhu ji se mil kar khushi khushi basti ki taraf badhne laga..

renu ka shaant aur dukhi dil aaj khil utha tha. uske dil ki dhadkan ne usay raja ke dil ki sada suna di thi. renu bohat khush thi.

renu sheeshe ki saamne khadi apne dil par hath rakhe hue dheere dheere saans le kar khud ki dhadkan par apna focus kiye hue thi. aaj milne wali khushi usse sehn nahi ho rahi thi.

laiba uth kr renu ke pass ponchi, aur renu ke kandhe par hath rakh diya. renu me mud kar dekha, laiba par nazar parde hi wo laiba ke gale lag gai.

images-1

renu:- laiba meri behn mera dil achanak se dhadakne laga mujhe aisa laga jaise raja mujhe pukaar raha hai. aur mujhe keh raha hai, renu mere liye pareshan na hona, main bohat jald hi tumhare paas aane wala hun. laiba meri behn aaj main bohat khush hon. abb tum dekhna main tumhe kabhi dukhi nazar nai aaongi.
mera dukh raja ne khatam kar dia hai..

laiba:- renu behn ye tum kya keh rahi ho, raja ke baare to hum kuch jaante bhi nahi. wo zinda bhi hai ya nahi... agar wo zinda bhi hai to uska pegham kaise tum takk kaise pohnch sakta hai. wo to tumse bohat door hai, aur fir wo to ye bhi nahi jaanta k tum hamare ghar me ho.

renu:- laiba yahi to wo baat hai, jo raja aur mujhme dunya se alag hai, humen bhagnan ne us island par milaya tha, jahan khud ki jaan bachne ka chance nahi tha, wahi bhagwan ne hume ek dusre se jod diya... aaj raja ke dil ki sada mere dil ne sun li hai. maine pehle hi din keh diya tha k raja zinda hai. wo mara nahi hai. raja ki aatma aur meri aatma ek dusre se jud chuki han. ye mera dil maanta hai. raja ko kuch ho to mujhe ehsaas ho jaata ha,
mera dil dhadak kar khush ya dukhi ho kar mujhe bohat kuch samjha deta hai..
aaj mera dil achanak se hi khushi ke ehsaas se bhar gaya hai. warna tum socho k raja ke jaane k baad meri zindagi me khushi naam ki rahi hi nahi.. aaj agar mera dil khush hai to iska matlab ha k raja ka dil khush hai, aur wo apne dil se mujhe keh raha hai k

"""renu meri jaan main jald hi aane wala hun"""

aur itna to mujhe apne dil par aur apne bhagwan par vishwas hai, raja jald hi laut kar aaane wala ha.

itna bol kar renu laiba ka mohn choomne lagi. laiba heran to bohat thi. parr renu ki khushi dekh kar wo bhi khush ho gai..

darwaze ke paas khadi laiba ki maa mehreen baig bhi renu ko khush dekh kar apni namm ankhon ko apne dupatte se saaf karne lagi..

zabardast writing I read three time
 
Aj10

New Member
69
226
33
Bhai bht bhariya ja ri story aur parhny mai bhi maza aa raha... Bs ik req hai yh aankhon waali bakchodi na ki jiye ga jesy fantasy story likhny waaly aksar writers krty ... Bs kisi bhi larki ne hero ki aankhon mai dekha aur uska chudny ko dil krny lag para...
 
Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
14,958
38,048
258

Zabardast fantastic update
 
asadjee

Well-Known Member
8,144
17,689
174
thanks for waiting 35-40 mint takk post karne wala hon. update ko khud se ek baar phad kar post karne ki adat hai, isliye kuch time wait karlen plaease.
update ka maza bhi to pura hi aana chahiye naa. isliye der hoti rehti hai,, jaldi me kahi koi mistake na ho jaye. aur maza adhura hi reh jaaye..
 
Top