• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Kasoor

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,848
189
Index

Index 2

Last edited:

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,474
26,112
174
Yeh paden Update 124 main manju ke pati ne kya kaha guse main phir update 146 main manju ke pati ne kya kaha...aapko pata chal jayega yeh badi mistake hay ya choti....hum sabhi kahani ko badi dhayan se padte isi liyea hame sab yaad rahta hay or yehi karan hay hame galtiya milne ka ab kash ham bhe aaplogon ki tarha bas masti ke liyea pard ke bhool jaye, par kya karen yeh hamare DNA main hay jab hum koi kahani parte hay toh hum khud ba khud usko mehsoos karne se rook nahi pate hay or isi liyea kahani hame kisi jayse ki koi movie dhek rahe or jab koi galti ati hay toh halat waise hi hoyi hay jayse koi DVD phas gayi ho chalte hoe...kya aap 2 nav par ek saath savari kar sakte hay? aap hamara matlab samaj gaye hoge yeh uska javab hay jo aapne kaha hay writer sahab ke liyea.
Sadhu baba ji apke khe anusar humne fir se Update pde par yar muje galti nhi dikhi
Vaise apka DNA hai badiya vaise achi bat hai ki aap story ko dyan se padte hai
Or padna bhi chahiye me bhi apki trah ab dhan se padunga
 
Sadhu baba

Member
168
589
108
Bhai main ne dono update pade aur mujhe sirf ek hi baat samjh aayi ki jahan 124 mein Tarun awesh mein aa kar sachai ko Kabul kar liya wahi ye baat jaan kar manju ko dukh hua ki jisko wo pyar karti thi wo sirf paiso ki ke liye use pyar karta tha.

Wahi 148 mein Tarun ne phir se Nakul ke khilaf baat kahi par shant ho kar. Taki wah Nakul wahan se hata sake.

Ek patni apne pati ko hamesha maaf kar deti hai, chahe wo kitna hi galat kyo na ho. Manju bhi unhin mein se hai. Tarun manju ko sirf paiso ke liye pyar kiya. Par aaj tak usne manju ko koi taklif nahi di. Jahan tak usase pyar hi kiya hai.

Haan to sadhu Baba ji aap mujhe batayege ki mari yahan par kya galti hai.

Aapse anurodh hai ki aapne jo galti dekha hai use likhe jarur bataye. Taki main thik kar saku. Ek writer kabhi apni galti ehsaas nahi hota jab tak aap use sahi ne aa bataye

Agar aap use hi padhne ke liye kahege to use kabhi bhi pata nahi chalega. Koi usne wo baat likhi writer ke taur par thik hi likha hoga

Is liye aap use vistrit taur par likhege
First am thankful to you that you spend your precious time to look my concern and doubts.

Hmmm well pahli baat har insan ki apni alag soch hoti hay....aapne apni soch bata di, ab hum apni soch batate hay or phir dono update main kya antar hay phir woh batayege.

Yeh sirf kise kahani nahi balke asal duniya par bhi lagu hota hay....So hamare soch ke hisab se kaunse kitab main likha hay ki pati kitna bhi bura ho yaha tak ki kisi ka jeevan cheen le or patni us katil pati ko maaf karde matlab toh yeh hua ki agar woh pati apni patni ke maa baap ko maar de tab bhi patni use maaf kar degi isliyeh kyunki woh sirf uska pati hay, matlab pati ki toh mauj hay bhai chahe woh kisi ko bhi mare patni toh use maaf karhe degi....or hamare hisab se kisi ka jeeva lena is dharti ka sabse bada paap kay, aysa kyun? Kabhi socha hay hum insan kisi ka jeevan toh badi asani se chutki baja ke cheen lete hay par kabhi kisi mare hue shareer main jeeva kyun nahi daal sakte? Jeeva ka koi mol nahi koi isko kisi bhe mulya main kahreed nahi sakta or nahi koi bechega apna jeevan Jara kisi se sauda karke dekiyea, kahiyega use ki aap usko ye sari duniya de denge bas woh apni jindagi khatam karle....

Ab ate hay dono update par toh pahle update 124 main manju ka pati guse main sabko bata deta hay ki nakul mar cuhka hay jo uski bahen ka beta matlab uska bhe beta hua or usne khud mara hay or uske baad jo expression or bartav jo haav bhav hona chahiye woh yaha bilkul sahi hay ....phir woh jo doosra update hay 146 waha jo expression hay manju ka woh bilkul ulat hay woh kya hay? Pahli baat manju ka pati allready swikar kar chuka tha pahle us update main or is update main woh usko sire se nakar raha, jayse ki usne pahle wali baat kabhi kahi he nahi or manju ko nahi pata ki usne nakul ko mara diya hay...balke yaha toh aysa lag raha ki woh yeh baat aaj pahli baar manju ko bata rha usse pahle aysi koi baat he nahi hue.....dosri baat bhe same he hay ki manju ka expression uska haav bhav ki jayse use kuch pata he nahi tha woh jo ab sun rahi hay woh pahli baar matlab kisi ne manju ki yadast mita diya jaha Tarun yeh kahta hay ki usne nakul ko mara diya hay.....matlab manju ke liyea ab jo Tarun kah raha woh pahli baar kah raha or jo pahle Tarun na kaha woh sab kabhi hua he nahi a uske yaddast main tha he nahi...
 
Last edited:

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,848
189
Hahaha thank you

Hahaha thankyou, well humne aapka reply writer ji ke reply main dediya hay toh kripa usko dheklen

Aap bilkul sahi ho bhai. Main itni badi galti kaise kar sakta hu.

Shayad ye galti is liye ho gayi hogi kyoki ek sath teen story update likhne laga tha.

Thanks bro

Aise hi meri baki ke story ko clean kijiye taki mujhe aage aaj kar koi dikkat na ho. Aise ab kasoor ke sath aa raha hai.
 
Hmmmm well hame nahi pata ki aap doosri bhi kahani likh rahe hay....waise agar aapko sahi lage toh koshish karen ki kisi ek kahani par pahle focus karen... iska reason hay, bhai aapke pass dimag toh ek he hay na jisko aap alag alag disha main divided kar rakha hay, matlab aap kisi bhi kahani ko apna 100% nahi de pa rahe or yehi karan hay jo galtiyan ho rahi kahani main....hum Dave ke saath kah sakte hay ki agar aapse kasoor kahani ka koi beech ka scene pooch le toh aapko shayed he yaad hoga, ismain aapki galti nahi yeh hona swabhavik hay jab dimag kai directions main bata ho....ab hum sab computer toh hay nahi ki ek saath kai kaam karen balke computer bhe ek waqt ata hay ki atakne lagta hay jisko hum hang hona kahte hay jab uspar load pardne lagta hay....lakin sari galti sirf writer ki hay yeh kahna sara set galat hoga, sabse jayda galti jo hay woh hay readers ki, kyun?bhai writer khud apna dimag kharch kar itni mehnat karta hay sochne main plot banane main har scene ko ek dosre se jodne main toh lajmi hay ki galti ho....yeh toh bade bade film director tak se hota hay tabhi toh kai ghanto laga ke movie release hone se pahle chek karte hay uske baad bhi galtiyan rah he Jatin hay .....wo sari galtiya darshak nikalte hay, YouTube par aapko video mil jayengi....readers ek dost ek sahayek ek teacher ki tarha hay writers ke liyea jo apne sujhav or writers ki galtion ko batata hay taki writer ek achi kahani lik sake....writer ko idea apne surrounding or logon or doston se he milta hay koi asman se idea nahi ate,par yaha humne bahut note kiya ki readers jayda serious hoke kahani nahi padte, uska bhe karan hay.... Actually free ki cheejon ki log kadr nahi karte, wohi yaha hay free ki kanahi mil rahi hay toh kyun apna dimag lagayen(masti kane aye hay karke chale jayenge) kyun batayen writer ko bhai aapne yaha galti ki ya phir yaha ayse se aysa hona chahiye, yeh theek hay ki writer ki apni khud ki bhe soch hoti hay usko pata hota hay ki usko kahani main age kya mod or kaise karna hay,agar paise dene pare toh dhekna har choti baat par kahne lagenge kyun? Kyunki tab unke paise lage hote unko apne paise ki keemat ka ahsas hota.....jab writer itni mehnat kar raha toh readers ko bhi toh tora mehnat or writer ki madad karni chahiye.
 
Tussi cha gye baba ji
 
Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,848
189
Dosto abhi is story ko modify karne mein time lagega. Main socha hai ki apni story barshat ki raat aur the master (begging of life) update dena suru kar du.

Kal raat
The master (begging of life) ka update de dunga.
 
Last edited:

Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203
Update 12
Ab tak

Aap ne dekha ki Nakul kanika se baate karte hue cbse baord aa gaya tha. Uske baad wo kanika ko le kar andar chala gaya wahi jeetu bahar unka intezar karne lag gaya..

Ab aage

Kanika nakul ke sath andar gayi to dekh ki charo taraf log the aur andar se aa rahe the aur andar ja rahe the. Jahan ek taraf bada se maidan hari hari ghaso se sampan tha, wahi uske charo taraf jhadiya aur chhote paudhe lage hue the jo bahut hi sundar nazar de rahe the. Kuch bache apne parents ke sath us ghaas mein baithe hue khuch likh rahe the to kuch baith kar aram kar rahe the. To kuch chips, kurkure aur cold drinks kha aur pee rahe the.

Wahi Kanika ne Nakul ke taraf dekha to ek puri kyari gulab aur genda ke phool se bahar hua tha. Use ke baar ghaas se bhara hua maidaan tha jahan par kuch bache aur unke parents baithe hue the. Wahi Kanika Nakul ka hath pakade hue aage chal rahi thi par uska dhyan charo taraf tha.

"Nakul hame kis taraf chalna hai." Kanika ne Nakul se kaha. Aur phir se charo taraf ka drishy dekhne lag gayi.

"Ye to mujhe bhi nahi malum ki hame kis taraf chalna hai. Par main kisi se puch lunga." Nakul ne Kanika le taraf dekh kar kaha aur phir samne ki building ki taraf dekhne lag gaya.

"Kya tumhe sach mein nahi pata hi hame kis taraf jana hai. To khade kis liye ho. Pucho kisi se." Kanika ne Nakul ka jawab sunane ke baad uski taraf mud kar kaha. Usne apne dono hath kamar par rakh liye the. Nakul kanika ke baat aur uske is taraf khade hone ke andaz se hans diya aur uske upar bahut pyar aay usko.

"Thik hai main kisi se puchta hu." Nakul ne Kanika se kaha aur idhar udhar dekhne laga. Koi aisa vyakti mil jaye jise DMC (marksheet) ka area puch sake. Nakul ko tabhi ke vyakti aate hue dikha jiske gale mein ek card tanga hua tha, jo uske employee hone ko darshta hai. Us vyakti ki aayu 40 45 ke aapas ki hogi. Jab wo vyakti Nakul ke pas pahucha gaya to Nakul ne uske pas ja kar kaha, "Excuse me sir. Kya aap mujhe batayege ki DMC kaha se nikalwa sakte hai."

images

"Beta beta is building ke 3rd floor ke left side mein hai. 38 room hai. Tum waha ja kar pata kar lo." Us vyakti ne Nakul se kaha.
"Thank you sir." Nakul us vyakti ko dhyanwad dene ke baad waha se Kanika ko apne sath le kar nikal gaya.
Nice update
 
  • Like
Reactions: Nevil singh
Top