• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Kasam - Love is not Everything (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
UPDATE 83

Ek aur please!!!

Nahi.

Please...

Tumne sirf ek kaha tha naa.

Are ek se kya hota hai.

Ye to pehle sochna chahiye thaa na...Tumne ek kaha tha...Ek hi milega.

Itna bhi kya nakhra dikhaa rahi ho...Please.

Accha...Nakhra dikha rahi hu...Wo to dikhaaungi...Pyar karne se pehle sochna chahiye tha na.

Pyar koi soch samajh kar karta hai? Ye to ho jaata hai...Agar sochne samajhne lagta to shayad hi mau tumse pyar karta...Aur tum paagalo ki tarah mere piche padi rehti.

Acha...Mai tumhaare piccche paagal thi yaa tum mere piche?

(Kuch der sochne ke baad) Ham dono...Please yaar Nishu...Bahut man kar raha hai...Please one more kiss.

Nisha:- Noo..

Atul:- Pleaseee.

Fir kuch der aur tadpaane ke baad Nisha haa me ishara kar deti hai.

Atul:- Yes yes.

Fir dono premi jodi ek dusre ke hontho me kho jaate hai puri duniya ko bhula kar chaandni raat me chaand ki roshni me.

Khuli aasman ke niche ghar se kaafi dur sunsaan jagah me aise chhup chhup kar dono apni jindagi ko pure maje se jee rahe the.

Nisha:- Bas bas...Saans to lene do.

Tej saansein leti hui Nisha boli.

Atul:- Lo...Jitni saans lena hai..Lo.

Lekin ye mat bhulna ki tumhari har saans aur had dhadkan me mai hu.

Atul ki iss baat par Nisha muskurati hai.

Nisha:- Bad joke.

Atul kuch nahi bolta...Bas Nisha ko hi dekhe jaa raha tha.

Nisha:- Aise kya dekh rahe ho?

Thoda sharmate hue Nisha boli.

Atul:- Aaj tum bahut khubsurat lag rahi ho.

Nisha:- Jhutha.

Atul:- No my birthday girl...Aaj sach me tum bahut khubsurat lag rahi ho.

Nisha:- (Thoda sharmaate hue) Ye to tum roj kehte ho.

Atul:- Kyu ki tum aur bhi jyada khubsurat hoti jaa rahi ho.

Nisha:- Tumhe kaise pata?

Atul:- Bas dil ne kaha.

Nisha:- Aur kya kya kehta hai tumhara dil?

Atul:- Bahut kuch...Jindagi bhar mujhe meri Nishu ko pyar karna hai, uska khayal rakhna hai, usko duniya bhar ki khushiyan dena hai...Itna pyar ki aaj tak kisi ne kisi se bhi nahi kiya ho.

Jindagi bhar ek dusre ke saath rehna hai...Saath dena hai...Jindagi bhar ke liye.

Aur aur aur...Yahi muskaan (Nisha ki smile ko dekh kar) hamesha apne Nishu ki face me dekhna hai.

Nisha se abb raha nahi gaya...Wo achanak se Atul ke gale lag gayi.

Nisha:- Itna pyar?

Atul:- Bahut jyada...Ye to kuch bhi nahi hai...Shabdo me bata nahi sakta kitna pyar karta hu tumse.

Fir Atul bhi Nisha ko apne baaho me bhar leta hai.

Kuch der aise hi ek dusre ke pyar ko mehsus karne ke baad...

Atul:- Are mai to bhul gaya...Chalo dinner karte hai.

Fir Atul dono ke liye dinner ready karta hai.

Atul:- Tumhare pyar ne mujhe cook bhi bana diya.

Nisha:- Abhi to aur bhi bahut kuch karna baaki hai mere liye.

Atul:- Kuch nahi karunga...Ye to birthday tha tumhara isi liye.

Nisha Atul ko gusse se ghurti hai to Atul bhi darne ki acting karta hai.

Ek chammach khaate hi.

Nisha:- Not bad.

Atul:- Ye kya yaar...Itni mehnat se banaya hai...Raat bhat youtube dekh kar...Aur tum ho ki.

Atul ki iss baat par Nisha ko hansi aa gayi.

Nisha:- (Hanste hue) Aree...Mai to majaak kar rahi hu...Sach me bahut tasty hai.

Nisha ki iss baat par Atul bahut khush ho jaata hai.

Fir dono khaane lagte hai...Dono ka najar khaane se jyada ek dusre ki aankho me tha.

Nisha:- Thanks a lot Atul...Thanks for making my birthday so special.

Atul:- You are most welcome.

Fir Atul apni hi yaado me kho jaata hai.

Raat ke 12:00 am me Nisha ko sabse pehle wish karna...1 ghante tak phone me hi pyar bhari baatein karna...Subah dosto ke saath college me birthday celebrate karne ke baad last ke kuch lecture bunk karke itna intejaam karna...Dinner aur Music.

Dinner khatm karne ke baad Atul ek gaana baja deta hai aur dono ek dusre me kho kar naachne lagte hai.

Dil ka dariya beh hi gaya
Ishq ibadat ban hi gaya
Khud ko mujhe tu sonp de
Meri zaroorat tu ban gaya

Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasam
Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum

Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jayenge khatam
Tujhe kitna chahne lage hum

Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasam
Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum

Tere saath ho jayenge khatam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum

Iss jagah aa gayi chahatein ab meri
Chheen loonga tumhe saari duniya se hi
Tere ishq pe haan haq mera hi toh hai
Keh diya hai ye maine mere Rabb se bhi

Jis raaste tu na mile
Us pe na ho mere kadam

Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jayenge khatam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum

O...

Tujhe kitna chahne lage hum...

[Song Credit:- Kabir Singh Movie Soundtrack]

Nisha:- Atul

Atul:- Hmm

Nisha:- Abb ham fir kab milenge...Aise hi sabse dur...Sirf ek dusre ke saath.

Atul:- Jab tum chaho...Waise bhi ham to roj hi date par jaate hai.

Library...Abb ye study ki jagah romantic spot ban chuka hai...Haatho me book lekin aankhein, dil aur dimaag sirf ek dusre par.

Lecture ke vakt bhi padhaai kam ishq jyada.

College ke baad...Ek aur romantic spot...Hamaara chhat...Jaha ghanto tak ek dusre ke saath baatein karte hai.

Aur fir sote vakt hamaara mobile...Good night...Good morning wish karne ke liye.

Har vakt to ham dono ek dusre ke paas hi hote hai.

Nisha:- Wo to hai...Fir bhi aise baahar ghumna firna.

Atul:- Jab tum chaho...Mai to har vakt taiyar hu.

Nisha:- (Kuch sochte hue) Hamaari study par koi effect nahi padega?

Atul:- Aaj tak pada hai kya? Knowledge aur result bhi accha hi hai...Jyada padhna jaruri nahi...Jaruri ye hai ki kya padh rahe hai aur kaise padh rahe hai.

Pehle ek hi baat ko 10 baar padhte the...Abb 1 baar...Lekin padh rahe hai aur samajh bhi rahe hai.

Padhaai apni jagah aur pyar apni jagah...Dono ko saath le kar chalenge...Jab ek dusre ke saath vakt bitaayenge tab sirf pyar...Aur jab parhte hai uss vakt sirf padhaai.

Jis din aisa lage ki hamaara padhaai me asar pad raha hai tab iss baat ko sochenge.

Abhi to saath vakt bitaayenge, saath padhenge aur bahut saari mastiya karenge.

Nisha bhi Atul ki baat se sehmat ho gayi.

Achanak hi Atul ki dimaag me ek baat aaya.

Atul:- Nisha...I think we should break up?

Nisha:- What?

Atul:- Sahi to suna tum ne!!! Break up.

Nisha samajh nahi paa rahi thi ki Atul ko aakhir ho kya gaya hai.

Atul:- Suna hai junior batch me bahut hi khubsurat ladkiya hai...Tumse break up karne ke baad hi to unn par line maar sakta hu.

Lekin Atul ki aankh aur uski hansi uska jhuth chhupa na saka.

Nisha:- Accha...To ye suna hai tumne...Fir Nisha Atul ki kaan (ear) khinchne lagti hai.

Atul:- Ouch...Kya kar rahi ho...Dard ho raha hai.

Nisha:- Tumhara kaan khinch kar nikaalnhi deti hu...Naa rahegi kaan aur naa sun paaoge tum bakwas

Atul:- Sorry sorry...Mai to majaak kar raha hu.

Nisha:- Lekin mai majaak nahi kar rahi hu.

Nisha abhi bhi gusse me thi.

Atul:- Sorry...Please.

Atul aise hi Nisha ko manaata raha aur fir Nisha kuch der baad pighal hi gayi.

Kaan chhodne ke baad Nisha Atul se munh fer kar gusse se dusri taraf dekhne lagti hai.

Atul:- Mai to tumhaare gussa ka deewana hu...Gusse me jab tum mujh par apna haq jatati ho to bahut accha lagta hai.

Nisha:- Tumhe ye majaak lag raha hai...Kitni baar kaha hai hamaare pyar par koi majaak mat karo...Wo bhi aisi.

Atul ko samajhne me der nahi laga ki Nisha ko uski ye baat kitna bura laga hai.

Wo Nisha ko apne baaho me bhar leta hai aur uski peeth par apna haath ferne lagta hai pyar se.

Atul:- Sorry Nishu...Abb se aisa majaak nahi karunga.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Dr. Sahab aap kahi kho gaye hai?

Shreya ki aawaj sunte hi Atul hosh me aaya.

Atul:- Kya din thhe wo...Aur aaj kya din hai.

Afsos bhari aawaj me Atul ne ye baat kaha.

Saamne dekha to shaam ho gayi thi...Yaadon me khone ke baad vakt ka pata hi nahi chala.

Atul:- Abb hame waapas laut chalna chaahiye.

Shreya bhi Atul ke saath chalne lagti hai.

Shreya:- Atul tumhara pyar ka koi jawaab nahi? Itna pyar koi kisi se kaise karta hai?

Kya kabhi iss pyar me koi jhagada kabhi hua ya nahi?

Atul:- Ha hua tha ek baar...Pyar me kab gussa aur musunderstanding ho gaya pata hi nahi chala.

(In his mind) Misunderstanding.

Ye sochte vakt Atul ke dimaag me ek chehra chhap gaya...Preeti...Aur fir chehre me achanak se gusse ke bhaaw aa gaye.

After reaching home

Ghar pahunchne ke baad fresh ho kar Atul niche hall me aaya...Shreya pehle hi ek sofa me baithi thi...Atul bhi uske paas aa kar baith gaya.

Dono kuch baatein karte isse pehle ghar ke main gate par kisi ne knock kiya.

Nidhi jaa kar gate kholti hai tabhi saamne khade shakhs ko dekh kar sabhi hairaan ho jaate hai.

Nisha ke Papa.

Jab wo andar aate hai tabhi Aarav bhi aa kar Atul ke paas baith jaata hai.

Nisha ke Papa ghar ke andar aate hi 3 shakhs ko dekhte hai...Atul, Shreya aur Aarav.

Aur issi najar ne unko kai saare sawaal ka jawaab de diya.
 
Last edited:

True Love

New Member
56
196
33
Wah janab , bada hi romantic quality time guzara hai dono ne sath me.
Lekin ye Atul kitna mature behave kiya na is update me , padhai (career) aur pyar(zindagi/Life) dono sath me manage karna, bhot Kam log kar paate hai aisa, aksar pyar walo ko padhai see door jaate dekha hai.:driving:

OMG.
Itni khatarnak twist .

It's really heartbreaking, lagta hai ek aur misunderstanding hone ja rahi hai, Kya abki bar Nisha ke papa honge iska shikar ? (I hope aisa na ho )
kahin ye iss misunderstanding ko sath liye hi na laut Jaye .:banghead:
Requesting you Nisha ke papa ji ,aap to sabr see kaam Lena , jaldbazi na karna, okay.:announce: :check:

123fuckerprince

Asliyaat
26
46
28
Ok bha

Bhai update to mast hai. Lekin Bhai update dene me itna late q ho Raha hai. Please Bhai agli bar update jaldi dena
 
  • Like
Reactions: Champ_AK_81

Aryan s.

Active Member
744
1,383
139
Excellent update.....
So romantic....
Nisha aur Atul ke beech ki pyar ko behetereen tareeke se likha hai....
Nisha ka jo haq jatana tha gusse mein woh bohot achha tha.....

Last mein ek surprise hai....
Interesting....
So superb update.....
Keep it up....
 
  • Like
Reactions: Champ_AK_81

Mbindas

Active Member
1,928
4,105
158
Kya kehna bhai is update ka. Wakai bohot hi lajawab update hai.
:yourock:
 
  • Like
Reactions: Champ_AK_81
Top