- 5,510
- 12,477
- 174
Last edited:
Click anywhere to continue browsing...
Intzar rahegaUpdate 60: Raksha Bandhan special.
Aapko bhi happy friendship day.Happy friendship day
intezaar rahega dhalchandarun bhai....
intezaar rahega dhalchandarun bhai....
Jald hi post kar dunga sayad 11 PM Tak.Intzar rahega![]()
SetUpdate 60 : Raksha Bandhan Special.
!!Festival of brother and sister!!
Sunday ko raksha bandhan tha aur main apni pahli Raksha Bandhan manane ke liye bahut hi jayada excited tha kyonki main 19 years me pahli baar use manane wala hoon.
Ye baat ghar par kisi se bhi chhupi huyi nahi hai ki main kisliye itna aaj kal khush rahta hoon.
Kajal chachi, Rashmika mausi aur Nadhiya nani teeno hi mere aur Dhruv ke liye khush hain akhir kaise na hote hum dono bhai ko pahli baar kalai me koi rakhi bandhane wala hai.
Aakhir Krithi didi ke roop me hum dono ko hi ek bahan jo mil gayi hai jo is baar humare kalai me rakhi bandhne wali hai.
College hostel:
Jahan ek taraf Krithi didi aane wale Raksha Bandhan ke liye bahut hi jayada excited thi to wahin Anupama ke chehre par ek baar phir se udasi thi.
wo bhi apne bhai ko Rakhi bandhana chahti hai par bad luck uska koi bhi bhai nahi hai.
Krithi: didi abhi bhi time hai Arjun ko aap bhi apna bhai man lijiye aapko bhi mere hi jitni Khushi milegi aur aapke face se ye udasi hamesha hamesha ke liye chali jayegi jo aap 20 years se pane ke liye tadap rahi hain.
Anupama: no never kabhi nahi use main apna bhai is janam me to kya kisi bhi janam me main use apna bhai nahi banaungi.
Krithi: thik hai didi aaj ke baad main kabhi bhi aapko is bare me kuchh nahi kahungi lekin meri ek vinti hai aapse bolo kya aap dogi mujhe promise karo mujhse?
Anupama: tumhe mujhse kuchh mangne ke liye kab se tumhe request ki jarurat padne lagi Krithi kya aisa kabhi hua hai ki tumne mujhse kuchh manga hai aur maine na diya ho jo man me ho mang lo main tumhe jarur dungi meri pyari bahan.
Krithi: nahi pahle aap promise karo didi.
Anupama: ok main promise karti hoon main jarur dungi jo bhi tum mujhse mangogi ye tumhari badi bahan Anupama ka promise hai tumse.
Krithi: to phir thik hai didi yadi main kabhi Arjun ke ya uski family ke sath time bitana chahu to aap mana nahi karengi.
Krithi: aapko Arjun ke sath jo karna hai kijiye main aapke bich me nahi aaungi lekin mujhe bhi aap mana mat karna uske sath rahne se kyonki jab bhi main uske sath hoti hoon aisa lagta hai jaise wah mera koi apna hai jo mujhse dur chala gaya tha aur ab wapas laut kar aa gaya hai.
Anupama: ye tumne mujhse kya mang liya Krithi tum janti ho na mera tumhare bina akele man nahi lagta hai main kaise tumhare bina akele rahungi, lekin koi baat nahi main tumhare liye ye jarur karungi akhir maine tumhari har jidd har wish puri ki hai aur aaj bhi puri karungi.
Anupama: Okaytumhe permission hai uske sath time bitane ki lekin tumhe bhi mujhse ek promise karna hoga tum kabhi bhi mere aur uske bich me nahi aaogi bolo meri shart manjur hai.
Krithi: thik hai didi jaisa aapne kaha waisa hi hoga and thank you very much didi aapne meri baat man liya mujhe bhai ke pass jane se nahi roka aapne.
Krithi itna khush ho gayi ki wah apni khushi ko sambhal nahi pa rahi thi kyonki use ab apne bhai ke sath rahne uske sath time bitane ke liye apne badi bahan Anupama se permission jo mil chuki hai.
Aur usne apni maa Nayanthara ko call laga diya.
Krithi ki mom ne call pick kar liya.
Nayanthara: ha bolo Krithi beti kya baat hai itni raat ko kaise call kiya tumne koi pareshani wali baat hai kya?
Krithi: mom main bahut bahut khush hoon itna khush hoon ki bata nahi sakti mujhe ek bhai mil gaya hai yahan aur is baar main pahli baar apne bhai ko rakhi bandhu gi.
Nayanthara: kaun bhai mil gaya hai tumhe Krithi beta jara mujhe pura detail me bataogi uske bare me.
Krithi: jarur maa aur Krithi kaise Arjun se impress huyi aur pahle apna dost aur baad me Arjun ko apna bhai bana liya apni mom ko sab bata diya.
Nayanthara: yadi aisa hai to tumne apni bahan ki dushman ko hi apna bhai bana liya ye socha hai tumne ki tumhari bahan ki kya halat hoti hogi jab tum use uske hi samne uske bare me kuchh bolti hogi ya jab apne bhai ke liye tum use akela chhod deti hogi.
Krithi: main sab samajhti hoon mom par main bhi kya karu main jab bhi uske sath hoti hoon ya uske aas pass bhi hoti hoon to wo mujhe apna sa lagta hai jaise mujhse bichhad gaya ho aur ab mere pass wapas phir se laut aaya ho.
Nayanthara Krithi ke muh se aisi baten sun kar kisi khayal me kho gayi aur Krithi se boli.
Nayanthara: Krithi beti kya tum mujhe uske family ke bare me kuchh bata sakti ho?
Krithi: ha mom uski ek chachi hai jo mere hi college me teacher hai aur chachi ki ek judwa bahan hai yahan par naam hai Rashmika.
Nayanthara ko jo janne ki ichha man me jagi thi use ab tak nahi mila tha isliye usne aage puchha.
Nayanthara: Krithi beta uske chacha ka naam tumhe pata hai kya hai?
Krithi: ha mom wo ek ips officer hain aur unka naam hai Akhil Agarwal.
Ye naam sunte hi Nayanthara ko thodi khushi huyi wo ye naam bhul bhi kaise sakti hai lekin puri tarah se ek baar confirm karna chahti thi.
Nayanthara: ok Krithi beta kya tum mujhe uske maa aur papa ke bare me kuchh bata sakte ho kya naam hai Arjun ke mummy aur papa ka?
Krithi: kya baat hai mom aap Arjun ko kahin aap bhi to galat nahi samajh rahe hain didi ki tarah ho itni puchh tachh kar(interrogation) kar rahe hain.
Nayanthara: nahi bas uske bare me janne ki thodi si curiosity ho rahi hai jo meri Krithi beti ko itna pasand aa gaya hai ki tumne use apna bhai hi bana liya bas aur koi baat nahi(Nayanthara asli baat ko Krithi se chhupa gayi).
Krithi: mom main uske maa aur dad ke bare me to nahi janti hoon par ha mujhe itna pata hai ki uske dad hamare state ke Chief Minister hain.
Nayanthara: iska matlab tumhare bhai ke dad Mahendra Agarwal hain.
Aur use ye samajh aate hi Nayanthara aaj phir se 22 years atit me pichhe chali gayi aur Nayanthara ke ankho me khushi aur dukh dono ke ansu ek sath aa gaye.
Nayanthara: achha Krithi beti aur koi baat karni hai ya main phonerakhu.
Krithi : kya baat hai mom lagta hai jaise aap ro rahi hain.
Nayanthara: kuchh nahi Krithi beta ye to bas khushi ke ansu hain chalo akhir kar tumhe bhi pahli baar apne bhai ko Rakhi bandhane ka sukh milega yahi soch kar mere ankho me khushi ke ansu aa gaye aur koi baat nahi hai.
Krithi: pakka na mom yahi baat hai?
Nayanthara: ha yahi baat hai aur kya baat ho sakti hai bhala?
Krithi: thik hai mom good nightbye phone rakhti hoon.
Nayanthara: bye Krithi beta aur apne bhai ke sath achhe se apni pahli Rakhi ko celebrate karna okay.
Krithi: ji jarur maa main bahut hi excitedhoon bhai ko Rakhi bandhane ke liye.
****""""Call cuts""""****
Call cut hote hi Nayanthara aaj phir se past ke pagesko ek sath ek ek karke yaad karne lagi aur pahle kuchh saal to use khushi feel hua aur baad ke saal me dukh ke sagar me gote lagate chali gayi uski aankho se jhar jhar ansu ki bund tapakte chali gayi aur ye ansu aaj raat sayad ye dukh aur peeda ke sath hi rahne wale the.
Nayanthara aaj phir se atit me khoti chali gayi.
........................................
***""KRITI HOME""**
Kriti ke ghar ka mahol ek dum khusnuma tha kyonki kitne hi mahine ke baad is ghar ka beta aane wala hai.
Kriti ko apne bhai se milne ki bahut hi jayada tadap thi kyonki Kriti ko hamesha se hi dard milta aa raha tha, bachpan me hi papa chhod kar chale gaye the aur bhai bhi saal me bas kuchh hi dino ke aata tha.
wahi Shivangi ko apne pati se, apne sajan se, apne mahbub se, apne pyar se milne ki bechaini thi.
wahin Sithara bhi alag hi khush thi use bhi apne bete se samne se milne aur dekhne ka mauka milne wala tha.
Waise jab ye teeno udas hote the to call and videocalling pe baat kar lete the lekin jo aanand aur jo khushi samne se milti hai wo kahan video calling se mil sakti hai.
Lekin abhi bhi inhe aur 6 days ka intezaar karna tha apne ghar ke eklaute varish se milne ke liye.
In teeno ko hi abhi aur 6 days ki virah ki peeda sahni thi.
In teeno ki hi bechaini lagatar har badhte din ke sath lagatar badhti hi ja rahi thi aur ek din in teeno ko hi ek ek year(sal) ke jaisa mahsus ho raha tha.
Samay pankh ki tarah jaldi se udta chala gaya aur wo din bhi aa gaya jab in teeno ki hi bechaini samapt huyi.
Time: morning 7 AM
Kriti ke ghar ki door bellbaji chunki Shivangi ko vishwas tha ki ye koi aur nahi balki uska sajan hoga isliye khud hi door kholne chali gayi.
Jab Shivangi ne door khola to uska andaza bilkul sahi tha door par koi aur nahi balki uska pati Ranjan hi khada tha.
Dono ke face par ek dusre ko dekh kar bahut hi pyari si smile aa gayi jo khushi ki thi.
Kaise na aati dono hi kitne hi mahino ke virah ki peeda sahte the aur sirf kuchh hi dino me ye khushi phir se Ranjan apne sath le jata tha.
Dono maa beti Kriti aur Sithara bhi gate ke pass hi aa gaye ve dono bhi Ranjan ko dekh kar bahut khush huye.
Ranjan teeno se bari bari se gale mila aur ghar ke andar aa gaya.
Kriti: bhaiya aap jaldi se naha dhokar aap aa jaiye mujhe aapko sabse pahle Rakhi bandhni hai aur uske baad aapko kisi se milana bhi hai.
Kriti apne bhaiya ke intejar me pahle se hi taiyar hokar hi apne room me thi use to bas apne bhaiya ke aane ka intezar tha.
Ranjan: okay main ready hone ja raha hoon aur Ranjan bathroom chala gaya jaldi se taiyar hone ke liye kyonki wah apni bahan ko jayada intezar nahi karana chahta tha.
Ranjan 30 minutes ke andar hi taiyar hokar Kriti ke pass aa gaya, Kriti ne in 30 minutes me hi sari taiyari kar li jo bhi use karna tha.
Kriti ne sabse pahle apne bhai ki aarti utari uske baad mathe par tilak lagaya uske baad apne bhai ki kalai(wrist) par rakhi bandi.
Aur last me apne bhai ko pede khilayi aur uska ashirwad liya.
Ranjan: sada khush raho meri bahan, meri sari khushiyan tumhe mil jaye aur tumhari sari dukh mujhe mil jaye yahi mere dil ki tamanna hai.
Kriti: Aisa na kahiye bhaiya main aapko kabhi peeda aur dard me nahi dekh paungi isliye meri nashib me jitni khushi ho wo sari aapko mil jaye bas ye meri dua hai rab se.
Kriti ki maa aur bhabhi in dono bhai bahan ka anutha aur anoka pyar ko dekh kar bhav vibhor ho gaye.
Charo ne ek dusre ko ek sath gale laga liya aur jab sabhi alag huye to Ranjan ne Kriti se kaha.
Ranjan: Kriti meri bahan waise tum to ab mujhse bhi jayada kamane lagi ho aise me main bhala tumhe kya hi de sakta hoon phir bhi maine tumhare liye ek chhota sa giftlaya hai aur Kriti ko gift
de diya.
Kriti ne jab gift khola to usme uski favourite watchthi jo wo hamesha se kharidna chahti thi par kabhi kharidi nahi.
Kriti: bahut payara gifthai bhaiya aur Kriti apne bhai ko baar baar thank you thank you bolne lagi.
Kriti: bhaiya mujhe aapko kuchh batana hai usse pahle kisi se milana hai aapko.
Ranjan: kisse milana hai tumhe mujhe?
Kriti: surprise aur Kriti apne room me chali gayi aur Arjun ko message kar diya.
Kriti's message: Baby come soon my home as fast as you can it's an urgent.
***'""KAJAL HOME"""***
Krithi, Arjun ke ghar aayi thi apne dono bhai Arjun aur Dhruv ko rakhi bandhane ke liye.
Krithi ne sabse pahle Arjun ki aarti utari phir tilak lagaya aur last me kalai par rakhi bandh kar apne bhai ke mathe ko chum liya.
Uske baad Krithi ne Dhruv ko bhi rakhi bandhi.
Kyonki ye teeno ki hi pahli rakhi thi isliye sabhi khush the aur sabhi in teeno ke liye khush the.
Khas kar Krithi , Arjun aur Dhruv in teeno ke face par aaj ek gajab hi chamak thi jo pahle kabhi na dekhi gayi ho isse pahle.
Dhruv: yahoo didi ne mujhe rakhi bandi meri didi ne mujhe rakhi bandi Yahoo Dhruv ke to jaise pankh(wing) nikal aaye ho aisa lag raha tha jaise aaj Dhruv me sky ko uthane ki power hoti to use apne upar sar par hi utha leta wahin dusri aur Arjun aur Krithi ki ankho me thode thode Khushi ke ansu the.
Sabhi Dhruv ke is khushi se sabhi bade khush the.
Kajal, Rashmika aur Nadhiya teeno hi in teeno bhai bahno ke liye khush the aur teeno ke liye hi dua kar rahe the ki ye teeno hamesha aise hi sada apne jivan me khush rahe aur inka prem sada aise hi bana rahe.
Arjun: didi aapko meri taraf se kaun sa giftchahiye?
Krithi: mujhe tumse koi bhi giftnahi chahiye bhai jo tum mujhe mil gaye bhai ke roop me yahi mera sabse bada aur sabse best gift
hai mere liye bhai.
Arjun: phir bhi main aapko 2 gifts de raha hoon didi.
Pahla ye lo digital watchtumhare liye kyonki jab bhi aap is ghadi ko dekhogi ye aapko meri yaad dilayegi.
Ye watch main aapko isliye de raha hoon didi kyonki time se bada kuchh nahi hai, isi par puri duniya kayam hai, isse bada aur mulyawan kuchh bhi nahi is duniya me.
Arjun: aur dusra ye ki chahe kuchh bhi ho jaye main hamesha apne Krithi didi ke sath khada rahunga uske har sukh aur dukh me, mere didi par aane wale har dukh har peeda aur sankat ko pahle mujhse gujarna padega.
Krithi: ye watch main sada hi apne pass rakhungi bhai aur main kitni khusnasib hoon ki mujhe tum bhai ke roop me mil gaye.
Arjun ka phone beep hua.
Sabka dhyan Arjun ke phone me aaye message ki aawaj ki taraf gaya.
Arjun ne message dekha aur padha to Kriti ka message tha.
Krithi: kiska message hai bhai?
Arjun ne sabhi ko message dikha diya.
Nadhiya: kya baat hai jo Kriti ne itni subah subah aaj bula liya hai aur sirf message hi kiya hai phone bhi to kar sakti thi.
Rashmika: ab ye to wahan jakar hi pata lagega maa ki akhir baat kya hai?
Kajal: ok Arjun tum jao yadi tumhe wahan late ho to call kar dena aur ha Dhruv ko bhi lete jao ye piddi bhi apne bhabhi se mil lega.
Arjun: jaisa aap kahe my queen.
Dhruv: chalo bhaiya mujhe bhi apne bhabhi se milna hai.

Arjun aur Dhruv ghar se Kriti ke ghar ke liye nikal gaye.
20 minutes baad hi dono
Kriti ke ghar pahuch gaye.
Jab Arjun wahan gaya to use aaj raat ko wahin rukne ke liye kaha gaya isliye Arjun ne Kajal chachi ko phone kar kaha.
Arjun: chachi aaj raat main yahin rukunga aap Krithi ko college hostel chhod dijiye nahi to uski badi bahan ko jayada achha nahi lagta hai.
Kajal: ok my kingmain Krithi ko college chhod dungi tum aaram se kal aana bye.
Arjun: bye chachi.
**""""""""Call cuts""""""""**
# Krithi ke ghar me kya kya hua janenge update 62 me usse pahle Kajal aur Madhuri ke ghar me kya kya hota hai jaan lete hain update 61 me.
.
.
Akhir kya hua Nayanthara ko ki wo Akhil aur Mahendra Agarwal ko naam sunte hi ateet ke un purane yaadon me chali gayi akhir kya hua tha 22 years ago janne ke liye story ke sath jude rahiye waise maine kai hint de rakhi hai iske bare me is update ke starting me aur update 49, update 51 aur update 38 me aap in sab update ko ek sath connect kar kuchh had tak pata laga sakte hain kya hai Nayanthara ke is dukh aur peeda ka secret(Raaz) aur kya rishta hai Nayanthara ka Akhil aur Mahendra Agarwal se.
.
.
If you don't want to find out it by yourself then wait till this chapter will come.
Total words count: 2.5k.

That's all for this episode.
Hope you are enjoying the story.
Keep reading and keep supporting guys... It takes a lot of time, efforts and energy to connect all the updates in sequence.
..............THANKS.............
Bhot hi shandaar aakarshak ..duadhhar shandaar jaandaar...robdaar ... Daram daar updateUpdate 60 : Raksha Bandhan Special.

Jald hi post kar dunga sayad 11 PM Tak.
Nice and superb update....
It's good but I request please story update daily rakhe baki writers ki tarah hafto hafto wait na karey
Arjun ne bholepan me Kriti ko sab baate bata di jo Shriya aur Shivangi ne bhi suni. Yeh andhvishwas kahin Arjun ko bhari na padjae. Pratiksha agle rasprad update ki
Shandar jabardast faddu update![]()
![]()
![]()
Msst
Awesome update
Bahut hi badhiya update diya hai dhalchandarun bhai...
Nice and beautiful update....
Nice update....
Bahut hi lajawab update
Ap se ek request karna chata tha agar possible ho to bata dijyega is portal par ek story adhuri hai and I tried to find writer as I can but I am failed and story is pending from last 4 years it's Koi to rok lo kya ap se ye asha kar sakta hu ki ap is story ko khatam kar sake
Lovely update![]()
Nice update
Kya ap us story ke writer ko janti hai kya
Do you have any contact I request please help me mai unke pair oh par girkar unse request karunga ki vo story complete kar de mai unke hath pair jod lunga please help
And yes your story part 31 end and part 32 made me cry mam it's just like a feeling some one is leaving you
Nice update....
Konsi story bro ?
nice update. Story is going strong.
LAJAWAAB FANTASTIC MIND BLOWING AND INTERESTING UPDATE BHAI
Koi mujhe is writer ka number dilwa do bass phir ye story Mai uske pairo me padh kar pura karwa lunga Pritam.bs ji kha ho prabhu
Bhot hi sanandar or jaberdast update...ek number
Yehi to problem hai mujhe storys me ya movies me kabhi koi interest nahi raha I am 32 and I am a cartoon lover kyu ki it's a best laughter theropy but in covid me maine is story ko 2 part padhe phir pata nahi kyu mujhe ye itni acchi lagi ki I started reading other story Currently ap ki ye story and Legend1991 ki story business man to play boy and pyar impossible and zero to hero ye sari storys mere kai tab me khuli hai I am addicted to your writing skills and koi to rok lo has given me a anxiety isliye maine ap dono writers se request ki thi ki agar ap dono ise pura kar sake but I wait till my last breath ki shayad koi us story ko pura kare kyu ki kalakar ki rachna uske bache jaise hoti hai jaise maa and baap apne bache ko is duniya me late hai and bada karte hai waise hi kalakar bhi hota hai I had crossed my fingers koi to meri bhavna ko kabhi samjhega and us story par try karega
waiting for the next update....
Ap ki ye wali story abhi tak 59 parts me 32 no wala episode jaha kajal apne king ke liye Riya ke pass jati hai vo 3 baar padh chuka hu and 58 part 2 baar padh kar roo chuka hu and 59th padh ke ye laga kriti ko Arjun ko phn nahi karna chaiye tha or use baki ki details aise openly nahi puchni chaiye thi may be Shreya ki intension galat ho
As you say about ye bata de ye kab aa raha hai tabhi ise padhunga warna bhul jaunga
33 women's now I am jealous with your hero Arjun and God knows Kriti jaisi understanding ladki bhgwan story me hi kyu rakhta hai but I will wait and again request think about previous request once please![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Waiting bro
intezaar rahega dhalchandarun bhai....
Intzar rahega![]()
Thanks to all my friends....to support this story.Happy friendship day
Awesome updateUpdate 60 : Raksha Bandhan Special.
!!Festival of brother and sister!!
Sunday ko raksha bandhan tha aur main apni pahli Raksha Bandhan manane ke liye bahut hi jayada excited tha kyonki main 19 years me pahli baar use manane wala hoon.
Ye baat ghar par kisi se bhi chhupi huyi nahi hai ki main kisliye itna aaj kal khush rahta hoon.
Kajal chachi, Rashmika mausi aur Nadhiya nani teeno hi mere aur Dhruv ke liye khush hain akhir kaise na hote hum dono bhai ko pahli baar kalai me koi rakhi bandhane wala hai.
Aakhir Krithi didi ke roop me hum dono ko hi ek bahan jo mil gayi hai jo is baar humare kalai me rakhi bandhne wali hai.
College hostel:
Jahan ek taraf Krithi didi aane wale Raksha Bandhan ke liye bahut hi jayada excited thi to wahin Anupama ke chehre par ek baar phir se udasi thi.
wo bhi apne bhai ko Rakhi bandhana chahti hai par bad luck uska koi bhi bhai nahi hai.
Krithi: didi abhi bhi time hai Arjun ko aap bhi apna bhai man lijiye aapko bhi mere hi jitni Khushi milegi aur aapke face se ye udasi hamesha hamesha ke liye chali jayegi jo aap 20 years se pane ke liye tadap rahi hain.
Anupama: no never kabhi nahi use main apna bhai is janam me to kya kisi bhi janam me main use apna bhai nahi banaungi.
Krithi: thik hai didi aaj ke baad main kabhi bhi aapko is bare me kuchh nahi kahungi lekin meri ek vinti hai aapse bolo kya aap dogi mujhe promise karo mujhse?
Anupama: tumhe mujhse kuchh mangne ke liye kab se tumhe request ki jarurat padne lagi Krithi kya aisa kabhi hua hai ki tumne mujhse kuchh manga hai aur maine na diya ho jo man me ho mang lo main tumhe jarur dungi meri pyari bahan.
Krithi: nahi pahle aap promise karo didi.
Anupama: ok main promise karti hoon main jarur dungi jo bhi tum mujhse mangogi ye tumhari badi bahan Anupama ka promise hai tumse.
Krithi: to phir thik hai didi yadi main kabhi Arjun ke ya uski family ke sath time bitana chahu to aap mana nahi karengi.
Krithi: aapko Arjun ke sath jo karna hai kijiye main aapke bich me nahi aaungi lekin mujhe bhi aap mana mat karna uske sath rahne se kyonki jab bhi main uske sath hoti hoon aisa lagta hai jaise wah mera koi apna hai jo mujhse dur chala gaya tha aur ab wapas laut kar aa gaya hai.
Anupama: ye tumne mujhse kya mang liya Krithi tum janti ho na mera tumhare bina akele man nahi lagta hai main kaise tumhare bina akele rahungi, lekin koi baat nahi main tumhare liye ye jarur karungi akhir maine tumhari har jidd har wish puri ki hai aur aaj bhi puri karungi.
Anupama: Okaytumhe permission hai uske sath time bitane ki lekin tumhe bhi mujhse ek promise karna hoga tum kabhi bhi mere aur uske bich me nahi aaogi bolo meri shart manjur hai.
Krithi: thik hai didi jaisa aapne kaha waisa hi hoga and thank you very much didi aapne meri baat man liya mujhe bhai ke pass jane se nahi roka aapne.
Krithi itna khush ho gayi ki wah apni khushi ko sambhal nahi pa rahi thi kyonki use ab apne bhai ke sath rahne uske sath time bitane ke liye apne badi bahan Anupama se permission jo mil chuki hai.
Aur usne apni maa Nayanthara ko call laga diya.
Krithi ki mom ne call pick kar liya.
Nayanthara: ha bolo Krithi beti kya baat hai itni raat ko kaise call kiya tumne koi pareshani wali baat hai kya?
Krithi: mom main bahut bahut khush hoon itna khush hoon ki bata nahi sakti mujhe ek bhai mil gaya hai yahan aur is baar main pahli baar apne bhai ko rakhi bandhu gi.
Nayanthara: kaun bhai mil gaya hai tumhe Krithi beta jara mujhe pura detail me bataogi uske bare me.
Krithi: jarur maa aur Krithi kaise Arjun se impress huyi aur pahle apna dost aur baad me Arjun ko apna bhai bana liya apni mom ko sab bata diya.
Nayanthara: yadi aisa hai to tumne apni bahan ki dushman ko hi apna bhai bana liya ye socha hai tumne ki tumhari bahan ki kya halat hoti hogi jab tum use uske hi samne uske bare me kuchh bolti hogi ya jab apne bhai ke liye tum use akela chhod deti hogi.
Krithi: main sab samajhti hoon mom par main bhi kya karu main jab bhi uske sath hoti hoon ya uske aas pass bhi hoti hoon to wo mujhe apna sa lagta hai jaise mujhse bichhad gaya ho aur ab mere pass wapas phir se laut aaya ho.
Nayanthara Krithi ke muh se aisi baten sun kar kisi khayal me kho gayi aur Krithi se boli.
Nayanthara: Krithi beti kya tum mujhe uske family ke bare me kuchh bata sakti ho?
Krithi: ha mom uski ek chachi hai jo mere hi college me teacher hai aur chachi ki ek judwa bahan hai yahan par naam hai Rashmika.
Nayanthara ko jo janne ki ichha man me jagi thi use ab tak nahi mila tha isliye usne aage puchha.
Nayanthara: Krithi beta uske chacha ka naam tumhe pata hai kya hai?
Krithi: ha mom wo ek ips officer hain aur unka naam hai Akhil Agarwal.
Ye naam sunte hi Nayanthara ko thodi khushi huyi wo ye naam bhul bhi kaise sakti hai lekin puri tarah se ek baar confirm karna chahti thi.
Nayanthara: ok Krithi beta kya tum mujhe uske maa aur papa ke bare me kuchh bata sakte ho kya naam hai Arjun ke mummy aur papa ka?
Krithi: kya baat hai mom aap Arjun ko kahin aap bhi to galat nahi samajh rahe hain didi ki tarah ho itni puchh tachh kar(interrogation) kar rahe hain.
Nayanthara: nahi bas uske bare me janne ki thodi si curiosity ho rahi hai jo meri Krithi beti ko itna pasand aa gaya hai ki tumne use apna bhai hi bana liya bas aur koi baat nahi(Nayanthara asli baat ko Krithi se chhupa gayi).
Krithi: mom main uske maa aur dad ke bare me to nahi janti hoon par ha mujhe itna pata hai ki uske dad hamare state ke Chief Minister hain.
Nayanthara: iska matlab tumhare bhai ke dad Mahendra Agarwal hain.
Aur use ye samajh aate hi Nayanthara aaj phir se 22 years atit me pichhe chali gayi aur Nayanthara ke ankho me khushi aur dukh dono ke ansu ek sath aa gaye.
Nayanthara: achha Krithi beti aur koi baat karni hai ya main phonerakhu.
Krithi : kya baat hai mom lagta hai jaise aap ro rahi hain.
Nayanthara: kuchh nahi Krithi beta ye to bas khushi ke ansu hain chalo akhir kar tumhe bhi pahli baar apne bhai ko Rakhi bandhane ka sukh milega yahi soch kar mere ankho me khushi ke ansu aa gaye aur koi baat nahi hai.
Krithi: pakka na mom yahi baat hai?
Nayanthara: ha yahi baat hai aur kya baat ho sakti hai bhala?
Krithi: thik hai mom good nightbye phone rakhti hoon.
Nayanthara: bye Krithi beta aur apne bhai ke sath achhe se apni pahli Rakhi ko celebrate karna okay.
Krithi: ji jarur maa main bahut hi excitedhoon bhai ko Rakhi bandhane ke liye.
****""""Call cuts""""****
Call cut hote hi Nayanthara aaj phir se past ke pagesko ek sath ek ek karke yaad karne lagi aur pahle kuchh saal to use khushi feel hua aur baad ke saal me dukh ke sagar me gote lagate chali gayi uski aankho se jhar jhar ansu ki bund tapakte chali gayi aur ye ansu aaj raat sayad ye dukh aur peeda ke sath hi rahne wale the.
Nayanthara aaj phir se atit me khoti chali gayi.
........................................
***""KRITI HOME""**
Kriti ke ghar ka mahol ek dum khusnuma tha kyonki kitne hi mahine ke baad is ghar ka beta aane wala hai.
Kriti ko apne bhai se milne ki bahut hi jayada tadap thi kyonki Kriti ko hamesha se hi dard milta aa raha tha, bachpan me hi papa chhod kar chale gaye the aur bhai bhi saal me bas kuchh hi dino ke aata tha.
wahi Shivangi ko apne pati se, apne sajan se, apne mahbub se, apne pyar se milne ki bechaini thi.
wahin Sithara bhi alag hi khush thi use bhi apne bete se samne se milne aur dekhne ka mauka milne wala tha.
Waise jab ye teeno udas hote the to call and videocalling pe baat kar lete the lekin jo aanand aur jo khushi samne se milti hai wo kahan video calling se mil sakti hai.
Lekin abhi bhi inhe aur 6 days ka intezaar karna tha apne ghar ke eklaute varish se milne ke liye.
In teeno ko hi abhi aur 6 days ki virah ki peeda sahni thi.
In teeno ki hi bechaini lagatar har badhte din ke sath lagatar badhti hi ja rahi thi aur ek din in teeno ko hi ek ek year(sal) ke jaisa mahsus ho raha tha.
Samay pankh ki tarah jaldi se udta chala gaya aur wo din bhi aa gaya jab in teeno ki hi bechaini samapt huyi.
Time: morning 7 AM
Kriti ke ghar ki door bellbaji chunki Shivangi ko vishwas tha ki ye koi aur nahi balki uska sajan hoga isliye khud hi door kholne chali gayi.
Jab Shivangi ne door khola to uska andaza bilkul sahi tha door par koi aur nahi balki uska pati Ranjan hi khada tha.
Dono ke face par ek dusre ko dekh kar bahut hi pyari si smile aa gayi jo khushi ki thi.
Kaise na aati dono hi kitne hi mahino ke virah ki peeda sahte the aur sirf kuchh hi dino me ye khushi phir se Ranjan apne sath le jata tha.
Dono maa beti Kriti aur Sithara bhi gate ke pass hi aa gaye ve dono bhi Ranjan ko dekh kar bahut khush huye.
Ranjan teeno se bari bari se gale mila aur ghar ke andar aa gaya.
Kriti: bhaiya aap jaldi se naha dhokar aap aa jaiye mujhe aapko sabse pahle Rakhi bandhni hai aur uske baad aapko kisi se milana bhi hai.
Kriti apne bhaiya ke intejar me pahle se hi taiyar hokar hi apne room me thi use to bas apne bhaiya ke aane ka intezar tha.
Ranjan: okay main ready hone ja raha hoon aur Ranjan bathroom chala gaya jaldi se taiyar hone ke liye kyonki wah apni bahan ko jayada intezar nahi karana chahta tha.
Ranjan 30 minutes ke andar hi taiyar hokar Kriti ke pass aa gaya, Kriti ne in 30 minutes me hi sari taiyari kar li jo bhi use karna tha.
Kriti ne sabse pahle apne bhai ki aarti utari uske baad mathe par tilak lagaya uske baad apne bhai ki kalai(wrist) par rakhi bandi.
Aur last me apne bhai ko pede khilayi aur uska ashirwad liya.
Ranjan: sada khush raho meri bahan, meri sari khushiyan tumhe mil jaye aur tumhari sari dukh mujhe mil jaye yahi mere dil ki tamanna hai.
Kriti: Aisa na kahiye bhaiya main aapko kabhi peeda aur dard me nahi dekh paungi isliye meri nashib me jitni khushi ho wo sari aapko mil jaye bas ye meri dua hai rab se.
Kriti ki maa aur bhabhi in dono bhai bahan ka anutha aur anoka pyar ko dekh kar bhav vibhor ho gaye.
Charo ne ek dusre ko ek sath gale laga liya aur jab sabhi alag huye to Ranjan ne Kriti se kaha.
Ranjan: Kriti meri bahan waise tum to ab mujhse bhi jayada kamane lagi ho aise me main bhala tumhe kya hi de sakta hoon phir bhi maine tumhare liye ek chhota sa giftlaya hai aur Kriti ko gift
de diya.
Kriti ne jab gift khola to usme uski favourite watchthi jo wo hamesha se kharidna chahti thi par kabhi kharidi nahi.
Kriti: bahut payara gifthai bhaiya aur Kriti apne bhai ko baar baar thank you thank you bolne lagi.
Kriti: bhaiya mujhe aapko kuchh batana hai usse pahle kisi se milana hai aapko.
Ranjan: kisse milana hai tumhe mujhe?
Kriti: surprise aur Kriti apne room me chali gayi aur Arjun ko message kar diya.
Kriti's message: Baby come soon my home as fast as you can it's an urgent.
***'""KAJAL HOME"""***
Krithi, Arjun ke ghar aayi thi apne dono bhai Arjun aur Dhruv ko rakhi bandhane ke liye.
Krithi ne sabse pahle Arjun ki aarti utari phir tilak lagaya aur last me kalai par rakhi bandh kar apne bhai ke mathe ko chum liya.
Uske baad Krithi ne Dhruv ko bhi rakhi bandhi.
Kyonki ye teeno ki hi pahli rakhi thi isliye sabhi khush the aur sabhi in teeno ke liye khush the.
Khas kar Krithi , Arjun aur Dhruv in teeno ke face par aaj ek gajab hi chamak thi jo pahle kabhi na dekhi gayi ho isse pahle.
Dhruv: yahoo didi ne mujhe rakhi bandi meri didi ne mujhe rakhi bandi Yahoo Dhruv ke to jaise pankh(wing) nikal aaye ho aisa lag raha tha jaise aaj Dhruv me sky ko uthane ki power hoti to use apne upar sar par hi utha leta wahin dusri aur Arjun aur Krithi ki ankho me thode thode Khushi ke ansu the.
Sabhi Dhruv ke is khushi se sabhi bade khush the.
Kajal, Rashmika aur Nadhiya teeno hi in teeno bhai bahno ke liye khush the aur teeno ke liye hi dua kar rahe the ki ye teeno hamesha aise hi sada apne jivan me khush rahe aur inka prem sada aise hi bana rahe.
Arjun: didi aapko meri taraf se kaun sa giftchahiye?
Krithi: mujhe tumse koi bhi giftnahi chahiye bhai jo tum mujhe mil gaye bhai ke roop me yahi mera sabse bada aur sabse best gift
hai mere liye bhai.
Arjun: phir bhi main aapko 2 gifts de raha hoon didi.
Pahla ye lo digital watchtumhare liye kyonki jab bhi aap is ghadi ko dekhogi ye aapko meri yaad dilayegi.
Ye watch main aapko isliye de raha hoon didi kyonki time se bada kuchh nahi hai, isi par puri duniya kayam hai, isse bada aur mulyawan kuchh bhi nahi is duniya me.
Arjun: aur dusra ye ki chahe kuchh bhi ho jaye main hamesha apne Krithi didi ke sath khada rahunga uske har sukh aur dukh me, mere didi par aane wale har dukh har peeda aur sankat ko pahle mujhse gujarna padega.
Krithi: ye watch main sada hi apne pass rakhungi bhai aur main kitni khusnasib hoon ki mujhe tum bhai ke roop me mil gaye.
Arjun ka phone beep hua.
Sabka dhyan Arjun ke phone me aaye message ki aawaj ki taraf gaya.
Arjun ne message dekha aur padha to Kriti ka message tha.
Krithi: kiska message hai bhai?
Arjun ne sabhi ko message dikha diya.
Nadhiya: kya baat hai jo Kriti ne itni subah subah aaj bula liya hai aur sirf message hi kiya hai phone bhi to kar sakti thi.
Rashmika: ab ye to wahan jakar hi pata lagega maa ki akhir baat kya hai?
Kajal: ok Arjun tum jao yadi tumhe wahan late ho to call kar dena aur ha Dhruv ko bhi lete jao ye piddi bhi apne bhabhi se mil lega.
Arjun: jaisa aap kahe my queen.
Dhruv: chalo bhaiya mujhe bhi apne bhabhi se milna hai.
........................................
Arjun aur Dhruv ghar se Kriti ke ghar ke liye nikal gaye.
20 minutes baad hi dono
Kriti ke ghar pahuch gaye.
Jab Arjun wahan gaya to use aaj raat ko wahin rukne ke liye kaha gaya isliye Arjun ne Kajal chachi ko phone kar kaha.
Arjun: chachi aaj raat main yahin rukunga aap Krithi ko college hostel chhod dijiye nahi to uski badi bahan ko jayada achha nahi lagta hai.
Kajal: ok my kingmain Krithi ko college chhod dungi tum aaram se kal aana bye.
Arjun: bye chachi.
**""""""""Call cuts""""""""**
# Krithi ke ghar me kya kya hua janenge update 62 me usse pahle Kajal aur Madhuri ke ghar me kya kya hota hai jaan lete hain update 61 me.
.
.
Akhir kya hua Nayanthara ko ki wo Akhil aur Mahendra Agarwal ko naam sunte hi ateet ke un purane yaadon me chali gayi akhir kya hua tha 22 years ago janne ke liye story ke sath jude rahiye waise maine kai hint de rakhi hai iske bare me is update ke starting me aur update 49, update 51 aur update 38 me aap in sab update ko ek sath connect kar kuchh had tak pata laga sakte hain kya hai Nayanthara ke is dukh aur peeda ka secret(Raaz) aur kya rishta hai Nayanthara ka Akhil aur Mahendra Agarwal se.
.
.
If you don't want to find out it by yourself then wait till this chapter will come.
Total words count: 2.5k.
........................................
That's all for this episode.
Hope you are enjoying the story.
Keep reading and keep supporting guys... It takes a lot of time, efforts and energy to connect all the updates in sequence.
..............THANKS.............
Just One thing you missed and you couldn't reach to the result.Awesome update
Update 38 - Krithi aur Ajun bhai-behen ban gaye
Update 49 - Krithi and Arjun in park, Krithi tells Arjun that Nayanthara is a single child and that she doesn't know anything about her father's family, Arjun tells her that even he doesn't know anything about his mother's family
Update 51 - Anupama and Krithi fight over Arjun
Maine ye updates dobara padhe, mujhe exactly to kuch samajh nahi aaya hai ki Nayanthara ka kya relation hai Arjun ki family ke saath, lekin ye topics se hi koi relation nikalne chahiye, aisa mujhe lagta hai