• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Imran Series

syed arshad

Well-Known Member
2,922
7,255
143
Bilkul bhai. Maine VPS ko padha hai. Yaha par Imran ko padha. Tabhi dono ke character me samaanta dikhi,,,,,:dazed:

Beshak Shubam Bhai....Dono Hi Kirdaar Kaafi Anokhe Aur Dilchasp Hai Dono Ko Padhne Mein Utna Hi Mazaa Aata Hai
 
syed arshad

Well-Known Member
2,922
7,255
143
Bhai Vijay Vikas ji ki series Mein wo imran wala humour kam but jaise ibne safi sahib ke bad baki writers ne imran ko superficial bana diya waisa hi superficial character Vijay Ka hai. Par fir bhi acha lagta hai padhne Mein.

:thanks: Bittu Bhai
 
  • Like
Reactions: spyder

TheBlackBlood

αlѵíժα
Supreme
78,222
113,743
354

Bhai har writer ki apni ek alag soch hoti hai. Apne favourite character ko thoda badha chadha kar dikhana natural hai. Waise vijay aur vikas in dono ke character me fark hai. Ek dimaag se kaam leta hai aur dusra josh se aur bahubal se. Kuch to kathanak prabhaav hota hai aur kuch character ka. Khair jo bhi ho ye sab characters apni apni jagah shandar hain,,,,:perfect:
 
Bittu

Member
113
300
63

Bilkul sahi bhai, maine Vijay - Vikas Series bhi padhi hai but Imran series padhne ke bad. Par Vijay Ka Character mera favourite hai. But Ved Prakash has taken most of the characters from Imran series. Aur baki kalam jab chalti kamal hi karti hai.
 
syed arshad

Well-Known Member
2,922
7,255
143
Imran wale novels me urdu alfaaz bahut zyada mix hain jinme se kuch to sir ke upar se nikal jate hain. Iska reason shayad ye ho sakta hai ki writer sahab muslim hain jo urdu ka zyada use karte hain story me,,,,,:dazed:

:thanks: Shubam Bhai
Yeh Novel Hi Urdu Mein Hai.....Aur Koshish Karta Hu Ke Jitna Ho Sakhe Urdu Lafz Kam Use Ho Fir Bhi Jahan Bhi Urdu Words Istemaal Hote Hai Uski Meaning Bhi Deta Hu....
Aur
Bhai....Meri Samajh Se Language Kisi Religion Ki Nishaani Nahi Hai....Language To Region Ki Pehchan Hai.....Har Jagah Ki Apni Alag Bhaasha Aur Boli Hoti Hai
 
syed arshad

Well-Known Member
2,922
7,255
143
Bhai har writer ki apni ek alag soch hoti hai. Apne favourite character ko thoda badha chadha kar dikhana natural hai. Waise vijay aur vikas in dono ke character me fark hai. Ek dimaag se kaam leta hai aur dusra josh se aur bahubal se. Kuch to kathanak prabhaav hota hai aur kuch character ka. Khair jo bhi ho ye sab characters apni apni jagah shandar hain,,,,:perfect:

:thanks: Shubham Bhai
 
syed arshad

Well-Known Member
2,922
7,255
143
Bilkul sahi bhai, maine Vijay - Vikas Series bhi padhi hai but Imran series padhne ke bad. Par Vijay Ka Character mera favourite hai. But Ved Prakash has taken most of the characters from Imran series. Aur baki kalam jab chalti kamal hi karti hai.

:thanks: Bittu Bhai
Jo Bhi Ho....Chahe Ibn-E-Safi Sahab Ka Kalam Padhe Ya Ved Prakash Ji Ka Dono Hi Behadh Shaandar Aur Mazedar Hai....Dono Ka Andaaz Behathreen Aur Alag Hai
 
Top