• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Hotel Royal Palace (Completed)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,041
47,926
304
Ho sakta hai kyunki anthapur mein Hanif ne Jaal se baat bhi nahi ki Jabki aisa kaise ho sakta hai ki vo apne malik ke damad ko hi na jaanta ho....
Aur to aur uski girlfriend ka contest mein hona bhi ajeeb hai.... Uske malik aur ek contestant ka murder hua hai.... Par ek bodyguard ye sab kyun aur kaise karega... Koi aur bhi hai iss plan ke piche
ye bahut hi dilchasp point hai aur abhi kuch nahi kaha ja sakta ke hanif ne jaal se baat kyu na ki ya wo pehle hi usse mil liya ho khair jo bhi hai aage sab pata chalega
 
Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,041
47,926
304
Update 21

"yaha nahi kya hum jara door chalkar bat kar sakte hai" fir ajit aur rati jaha koi unki baate na sun sakte aisi jagah aaye aur ajit rati ki or muda

"mujhe aapse kuch sawaal karne hai" ajit

"sawaal? kaise sawaal ? kis bare main?" rati ne savadhani purvak pucha

"madhuri ke bare main, madhuri sen!!"

madhuri ke bare main sun kar rati ke chehre par koi bhav nahi aye

"uske bare main aapko kya janna hai"

"mai kiske bare main baat kar raha hu iska aapko koi idea hai?" ajit ne use gaur se dekhte huye pucha

"ha bilkul!!"

kuch pal shanti main bite

"wo party main kahi majar nahi aa rahi hai, aaj aapko kahi dikhi kya wo?" ajit ne pucha

kuch pal ekdum shanti main bite, complete silence, rati ajit ko gaur se dekh rahi thi

"wo party main nahi hai?" rati ne pucha

"nahi!"

"maine bhi use aaj dinbhar main nahi dekha hai aur wo kaha hogi main isi bare main soch rahi thi" rati ne kaha

"aapki aur uski aakhri mulakat kab huyi thi??" ajit ne ek aur sawaal kiya

ek baar fir waha shanti fail gayi aur rati bas ajit ko dekhe ja rahi thi

"Ajit Deshmukh, tum judge nahi balki ek private detective ho ye main janti hu!" rati ne shanti se kaha"aap mujhse ye sawaal kyu kar rahe hai, kahi madhuri kisi musibat main to nahi?"

"mujhe sawaal karke koi fayada nahi hoga Rati, yaha sawaal karne wala main hu" ajit ne kaha

rati samajhdaar thi, ajit ne jaan bujh kar apne sawaal tale hai ye uske dhayan main aa gaya aur pal bhar ke liye uska chehra gambhir ho gaya lekin jald hi wo normal ho gayi

"aaj subah maine use dekha tha, kal raat wo mere suite par hi soyi thi" rati ne ajit ke sawaal ka jawaab diya

Rati ke saaf jawaab ke ajit ko ashcharya hua, rati uske sawaal ka jawab degi aisa ajit ne nahi socha tha aur jis hisab se usne bagair kuch chupaye bagair dare jawaab diya tha us hisab se rati ke paas chupane jaisa kuch nahi tha aur agar hota bhi to ye baat ajit nahi janta tha

"par wo aapke suite par kaise??" ajit ne pucha "mujhe jitna pata hai us hisab se use aur carol d'souzaq naam ki ladki ko ek hi room diya gaya tha waisa hote huye bhi...."

"ha, kyuki main madhuri ko pehle se janti thi, sun and sand ke ek orchestra main dance perform karti thi, kuch mahino pehle hi meri aur uski mulakat huyi thi" rati ne kaha

"achanak??"

"nahi achanak nahi, kuch mahino pehle rohit mehra ne 'sun and sand' main film unit ko kisi chiz ki party di thi usi main sun and sand ke orchestra ne khas program pesh kiya tha aur sharab ka nasha chadhne ke baad rohit ne khud use apne paas bulaya tha, madhuri bahut akarshak hai aisa unka manna tha jo sach bhi hai" rati

"acha......"

"to jab sab yaha aaye us raat hamari ek baar aur mulakat huyi, main royal palace main aayi hu aur mujhe double room suite diya gaya hai ye madhuri ko pata tha, kal mujhe milne ke baad kal ki raat kya main use apne room main rehne de sakti hu aisa usne mujhe pucha aur mujhe mana karne ka koi karan najar nahi aaya to maine ha keh diya" rati

"usne carol ke sath na rehne ka karan nahi bataya"

"ha bataya tha balki maine hi usse suite main rehne ke pichew ka karan pucha tha, madhuri carol se nahi balki apne pati se darr rahi thi, usne apne pati ko royal palace main dekha tha aur agar wo caropl ke sath rahi to wo use dhund lega aisa use darr lag raha tha aur madhuri uska chehra bhi nahi dekhna chahti thi, usne mujhse aisa hi kaha tha" rati

"pati?? uski shadi ho gayi thi??"

"aisa usne kaha tha ban baad main wo kuch hi samay main waise alag ho gaye the"

"waise alag ho gaye the?? iska kya matlab hua" ajit ki baat pe rati muskurayi

"is shabd ka matlab usne mujhe nahi bataya"

"theek hai seedhe shabdo main wo apne pati ka chehra kyu nahi dekhna chahti thi, kis baat ka darr tha use??" ajit ne pucha

"wo shayad use marta hoga, matlab ye usne saaf nahi bataya lekin wo kafi ghabrayi huyi thi" rati kuch pal ruki " uska dance karna, berauty compitition main participate karna isse uske pati ko kafi chid thi aisa usne bataya, nanga naach in shabdo main wo dance aur beauty compitition ka varnan karta tha aisa bhi bataya usne"

"kya mujhe uske pati ke bare aapse kuch info mil sakti hai" ajit

"usne mujhe apne pati ka naam nahi bataya aur agar bataya ho to mujhe yaad nahi hai" rati ne kaha

"par usne use royal palace main dekha right?"

"haa"

"kab??"

"main nahi bata sakti, kal dophar main khane ke ek do ghante baad meri usse baat huyi uske pehle usne kab apne pati ko dekha main nahi bata sakti"

"hmm, usne apne pati ke bare main ya use kis baat se darr lag raha hai ye bataya" ajit ne pucha

"nahi, kal raat hum kareeb dus baje tak bate kar rahe the matlan ladies talk lekin kal uska behavior kuch ajeeb tha, main dinner ke liye madrin room gayi tab bhi wo room main hi thi use bhuk lagi hogi isiliye main uske liye room main hi khana mangwaya"

"hmm janta hu kisi ne waiter ko tumhare room main tray lejate dekha tha"

"acha......." rati ne thandi awaj main kaha "tum mujhpar najar rakh rahe the"

"tumpar nahi madhuri par!"

tabhi......

"waah!!! bohot khub!! isiko kehte hai jokhimbhara kaam, namumkin ko mumkin kar dikhana jabardast!!!..."
 
lone_hunterr

Titanus Ghidorah
3,829
5,442
159

:hmm2: Husband.... Ye kuch naya hua hai,,,,,, Par phir bhi Madhuri ka murder husband ne kiya aisa lagta nhi until unless ki husband ki Irani se bhi dushmani ho,,,,, Aab iss baat ka pata to agle updates mein hi chalega

Ek waqt ke liye Rati pe doubt hua but uski baton se lag nhi raha ki vo isme shamil hai

Aur ye last mein kon aaya hai.... Jaal aaya hai to phir theek hai par agar Jaal ke lava koi aur hai to..... Dekhte hain agle update mein ki kon aaya hai
waiting
 
Chutiyadr

Well-Known Member
16,889
41,092
259
Update 20

"humse jis police officer ne puchtach ki thi usne is bare main matlab nera ke pita ki death ke bare main kisi ko batane se mana kiya, lamba ke hath main kuch hukum ke ekke hai aur shayad wo unhi ka istamaal kar rahe hai" jaal ne apni ghadio par najar daudate huye kaha "party suru ho chuki hai aur mujhe kitchen main ek chakker laga hai aur shayad aapko bh pet puja karni hogi"

"ha" ajit

"theek hai to main aapse thodi der main milta hu" itna bol kar jaal waha se chala gaya aur ajit bhi swimming pool ke paas bane garden restaurent main aa gaya jaha bufet ki vyastha thi, bufet main alag alag prakar ke desi aur continental, veg non-veg sabhi prakar ki dishes available thi ajit bhi waha pet puja karne laga aur petpuja karte huye hi use wo mil gayi jise wo dhund raha tha, carol d'souza use waha mil gayi, darasal carol ko uski ek saheli ne awaj diya tha jisse ajit ka dhayan us or chala gaya

apini saheli se baat karne ke baad carol firse bufet table ke paas aa gayi aur ajit uski or sarak gaya, usne sab taraf najar ghumayi, waha sabhi apna apna group bana kar bate karne main magna the, waha sabhyata aur parampara ki chadar odhe middle class log nahi the isiliye sab taraf free mahol tha, jo ek dusre ko jante the wo apni bato main lage uye the aur wo nahi jante the wo pehchan badha rahe the, ajit ki or kisika dhayan nahi tha

"excuse me, aap hi carol d'souza hai na??" ajit ne sawaal kiya to carol ne uski or chauk kar dekha

"ha, par maaf kijiyega maine aapko pehchana nahi"carol ne kaha

"Myself Ajit Deshmukh" ajit ne handshake ke liye hath aage badhate huye kaha "kya apke paas paanch minute ka samay hai"

"waise samay to nahi hai par aapko mian paanchminute de sakti hu" carol ne kaha

"thanks mujhe aapse kuch information chahiye thi......ar.......hum thoda dor jakar baat kare to nahi chalega kya"ajit

palbhar carol ne ajit ko dekha fir kaha "theek hai par paanch minute se jyada nahi"

"main bhi aapka jyada samay nahi lunga" ajit ne kaha aur fir dono apni apni plates main khana bhar kar garden ki sunsaan jagah par pahuch gaye

"puchiye kya puchna tha aapko?" chicken sandwich ka tukda todte huye carol ne kaha

"mujhe madhuri sen ke bare main kuch baat karni thi" ajit ne kaha aur uski baat sun kar carol ke chehre be haav bhav jaldi jaldi badalne lage

"har koi mujhse madhuri ke bare main hi baat kyu kar raha hai yahi mujhe samajh main nahi aa raha haikuch samay pehle jo mujhse baat kar raha tha wo bhi mujhse madhuri ke bare main hi puch raha tha aur ab aap.." carol ne kaha

"usne aapse kya pucha?"

"yahi ki madhuri kaha hai wagaire wagaire lekin main uski room partner bhale hi hu par mujhe sach main nahi pata ki wo kaha hai aur yahi maine use bhi bataya " carol ne kaha

"kaun tha wo..."ajit ne pucha lekin fir use shama ke chehre par cigarette ka dhua chhodne wale jadiye ki yaad aa gayi usne use carol ke sath baat karte dekha tha lekin uske hath main cigarette na hone ki wajah se wo use jaldi pehchan nahi paya tha, confirm karne ke liye ajit ne sab taraf najar ghumayi lekin wo use kahi nahi dikha, shayad wo gardi main mix ho gaya tha,

ek pal ko ajit ko laga ki uske piche jaya jaye lekin carol se kuch jyada impportant bate pata chal sakti thi isiliye usne wo moh tyag diya ek to pehle hi bahut prayaso ke baad use carol mili thi aur baad main wo samay par milkegi ya nahi is bat ki koi guranty nahi thi aur usi ek cheez ki ajit ke paas kami thi, samay ki kami, chunki madhuri ka khoon ajit ki aankhon ke samne hua tha isiliye usne carol ne madhuri kaha hai aisa bachkana sawaal nahi kiya aur wo apne khayalo main hi tha ke carol ne uske kiye sawaal ka jawaab diya

"usne mujhe apna naam wagaira nahi bataya bas madhuri ke bare main pucha aur jab maine use kaha ki main nahi janti to wo waha se chala gaya" carol ne kaha

"tumne isse pehle kabhi us aadmi ko dekha tha"

"nahi"

"madhuri tumhari room partner thi aisa tumne kaha barobar?"

"ha, hum jyadatar log yaha budhwaar ko hi aaye us raat madhuri mere hi room main sone wali thi lekin main main use pure din main bas ek baar dekha, raat main bhi wo room par nahi aayi aur mujhe akele hi sona pada" carol ne kaha

"o ho ho...khair tum mujhe bata sakti ho kal tumne use kab aur kaha dekha tha?" ajit ne pucha

"kal jab main rati ke suite ke paas se ja rahi thi tab rati ne kisi ke liye darwaja khola aur maine bas jhank kar ander dekha to waha mujhe madhuri dikhai di" carol

"Rati?? kahi tum rati ganguly ke bare main to baat nmahi kar rahi?"

"obviously aur kiske bare main baat karungi lekin rati ke sath suite main hokar bhi madhuri khush nahi dikh rahi thi"

"to tumne apni aankhon se madhuri ko kal rati ke suite main dekha barobar??" ajit ne dobara confirm karne ke liye apne hi shabdo par jor dete huye pucha

"ha, par tumhe usme itni dilchaspi kyu hai?"

"tumne use exact kab dekha tha bata sakti ho?" carol ke sawaal ko najarandaj karte huye ajit ne pucha

"dinner karneke baad rati ne darwaja khola tha aur room service ka waiter ek tray lekar ander ja raha tha" carol ne jawab diya

"rati, usne room main khana mangwati hai kya?"

"nahi maine use royal palace ke mandarin room main khana khate dekha tha kyuki main bhi wahi thi" carol ne kaha

"us tray main koi khane ka saman tha kya?"

"pata nahi kyuki wo dhaaka hua tha lekin shayad rati ne madhuri ke liye room main lunch mangwaya ho" carol ne kaha

"theek hai miss carol aapne jo mujhe paanch minute diye uske liye apka shukriyaa" aur ajit waha se nikal gaya aur carol use dekhti reh gayi

Rati ganguly ko dhundna ab ajit ke liye jaruri ho gaya waise ye kaam jyada mushkil nahi tha kyuki contest main participate karne wali ladkiyo ke group main wo khadi thi aur shayad industry main kuch karne ke liye rati koi break degi isiliye sari ladkiya uske aaju baju mandra rahi thi

"hi" ajit ko dekhte hi rati ne hath hila kar uska swagat kiya " do ghanto main ye hamari dusri mulakat hai"

"ha aur kya main aapka paanch minute ka samay le sakta hu" ajit ne kaha

"ha jaroor " aur rati bhi us ladkiyo ke group se bahar aa gayi shayad wo bhi un sab se pareshan ho chuki thi to uske ajit ke paas aakar pucha "boliye kya kaam tha?"

"yaha nahi kya hum jara door chalkar bat kar sakte hai" fir ajit aur rati jaha koi unki baate na sun sakte aisi jagah aaye aur ajit rati ki or muda..........
bahut hi badiya :good:
story ke sath sath naye charecter bhi aa rahe hai aur suspense badha rahe hai... har update ke sath sawal ghahrate bhi ja raha hai :superb:
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,610
94,807

:reading:
 
Awesome update.
To rati aa gayi lapete me . Madhuri ke bare me cigret wala aadmi puchh raha hai
Khel aur rochak ho raha hai .
 
Top