• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Hotel Royal Palace (Completed)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
35,709
47,504
304
Update 18

"jaroor, us deh ko ajit dekhmukh naam se pehchana jata hai aur kya main is pari ka naam jaan sakta hu??" ajit uski jangho par se hath ghumate huye bola

"is nacheej ko shama kehte hai" ajit ka hath bagair hataye usne kaha..............

"shama...nice name, to is shama ke liye ab tak kitne parwane jal kar rakh huye hai" ajit

"us jade suar ko bhagane ke liye aapka thank you"

"thank you ki koi jarurat nahi hai.....use bhagane par tum paas aane wali ho ye agar mujhe pehle pata hota to shayad main pehle hi uska khima bana deta"ajit ne kaha to usne ajit ki or shararati najro se dekha aur wo ajit ke aur paas aa gayi ab uske urooj ajit ke chati se takrane lage the aur ajit ka khoon garam hone laga tha

"baby, waise to main sakht hu lekin yaha main pighal raha hu, may I buy you a drink?" ajit ne kaha aur barman ko do glass banane ka order diya, usne bhi do glass bana kar table par rakhe aur shama ne aankhen badi karke glass ki or dekha aur fir ajit se kaha

"tu ye pi rahe the"

"ha, aur ye bas mera paanchva peg hai" ajit ne kaha

"kya?? paanchva peg?"

"ha par chinta mat karo" aur apni ungliyo se aankhon ki or ishara karte huye "jab tak main na chahu ya mera concentration sahi hai tab tak sharab mujh par jyada asar nahi karti , aur mujhe lagta hai yaha khade hokar baat karne se acha hum kahi baith jaye" ajit ne kaha

wo kuch inch door hati aur waha rakhe stools par se najar ghumayi

"par stool to ek h khali hai"

"wo tumhare hi liye hai, aur stool hi kya yaha jo kuch bhi hai bas tumhare hi to liye hai, ha agar tum meri god main baithna chaho wo baat alag hai aur mujhe waisa karne main kafi khushi hogi" ajit apne ek ek shabd par jor dekar keh raha tha

"mujhe bhi waisa karna kafi pasand aata lekin ek problem hai...." shama ne shararati andaz main kaha

"kya problem hai jaldi batao main kuch karu"

"jyada kuch nahi mere raja bas itna hi ki maine ander se kuch nahi pehna hai" itna bol ke shama jaldi se stool par baith gayi aur uski baat samajhne main ajit ko kuch pal ka samay laga fir wo bola

"kya baat kar rahi ho!! tumne sach main ander kuch nahi pehna? MARVELOUS!! waise bhi is antahpur main antervastra ki hi kya bahyavastra ki bhi jarurat nahi hai aur waise bhi tum ladkiya na antervastra pehan ka sari purush jati ke liye adchan khadi kar deti ho saundrya sthalo ke har insaan ko aankhen bhar se darshan milner chahiye...!" ajit

ajit tum yaha par special invited guest ho??"shama ne pucha

"nahi main to det......." achanak apan kya bolne ja rahe the ye ajit ke dhayan main aa gaya "nahi main to beauty contest ka judge hu"

"ooo, fir to shayad mera yaha rukna theek nahi hai" shama ne kaha

"kyu, kahi tum is contest ki particepent to nahi ho" ajit ne pucha

"haa main contest main hbissa le rahi hu"

Ajit ne apne aap ko sambhala, apan detective hai aur contest main aayi huyi ek ladki ke khoon ki investigation karne aaye hai ye uske dhayan main aa gaya matlab shama uska dimag nahi padh sakti thi lekin waha pahuchne ke baad shama contest main participate karne wali pehli ladki thi jisse ajit mila tha aur wo ye mauka nahi chhodna nahi chahta tha

"bahut badhiya tab to tum baki ladkiyo ko bhi janti hogi" ajit

"ha main sabko janti hu aur unse mili bhi hu " shama ne kaha

"tab to tum madhuri sen ko bhi janti hogi??"

"ha wo bahut sunder hai lekin ye sawaal tum mujhse puchne ki jagah carol se kyu nahi puchte" shama ne kaha

"carol??" ajit

"carol d'souza, manglore se hai wo bhi contest main hisaa le rahi hai, use aur madhuri ko samne room diya gaya tha lekin carol ke hisab se madhuri kabhi room main aayi hi nahi, strange haina?" shama ne pucha

"bilkul"

"aur kal to wo mujhse hi nahi balki sabhi ladkiyo se bahut se sawaal kar rahi thi" shama

"sawaal?? kaise sawaal??"ajit

"yahi ki hame irani ke bare main kya malum hai " shama ne kaha

ajit ko apne ander sekdo ampere ka pravah mehsoos hua, itna samay andhere main ghumne wale ajit ko ab asha ki ek halki si kiran saaf dikhne lagi thi

"MInochar Irani??" ajit ne pucha to shama ne uski or chauk ke dekha

"tum jante ho use"

"nahi main waise to nahi janta lekin uske bare main kafi suna hai, madhuri ko irani ke bare main kya janna tha" ajit ne jo sach tha kaha

"yahi ki wo kon hai? kaha rehta hai? log kehte hai sachme utna ameer hai kya wagaira wagaira" shama ne kaha

"aur tumne kya jawaab diya?"

"yahi ki main jyada to nahi janti lekin agar use sach main irani ke bare main janna hai to hanif sando se mile" shama ne kaha

"aur ab ye hanif sando kon hai?"

"kyu?? tumhe uske bare main itni dilchaspi kyu ho rahi hai?"

"aise hi maine puch liya ye hanif sando kon hai" ajit

"wo mera acha dost hai, aur wo na mujhse aise sawaal nahi karta hai" shama ne kaha

"fir bhi use minochar e bare main itna kaise pata"

ab shama ne ek lamba saas chhoda aur kaha

"kyuki wo unka bodyguard hai, aur wo unki car bhi chalata hai aur ab agar tumne mujhse ek bhi sawaal kiya to main uth kar chali jaungi" shama ne kaha

is puri batchit main ajit ko bas in kuch minto ki baato main hi intrest tha, wo shama se aur bhi sawaal karna chahta tha lekin usne wo moh chhod diya aur sath hi shama waha se na jaye aisa bhi use lag raha tha jiske kai karan the lekin uske naseeb main ye sukh jyada samay nahi likha tha, achanak shama ki najar badal gayiwo ajit ke kandhe par se piche dekh rahi thi aur wo kya dekh rahi hai ye dekhne ke liye ajit bhi palta

uske piche kuch foot ki duri par jaal daruwala khada tha

lekin shama use nahi dekh rahi thi balki uski najar to darwaje par thi

Jaal ajit jitna hi uncha tha lekin darwaje main khada manvi genda usse bhi 4-5 inch uncha tha, uska waight kareeb 150kg hoga aur sharir faila hua nahi balki mehnat se banaya hua tha, uske pehne huye suit main se uski V shape bode saaf pata chal rahi thi aur wo manvi genda sidha shama ki or aa raha tha, usne shama ko ajit se baat karte huye dekha tha aur isiliye wo ajit ko gusse se dekh raha tha

"tu...." usne ajit ki chati par ungli rakhte huye kaha

"hanif calm down"shama ne kaha "ajit dekhmukh mere dost hai" fir shama ne use us jadiye ke bare main bataya aur hanif aur ajit ki pehchan karwayi

"hum dono bas baat kar rahe the let me introduce, ajit ye hanif sando hai aur hanif ye hai Mr. Ajit Deshmukh, kal ke compitition ke judge"

Shama ki baat sun kar hanif shant hua aur ajit ne aaram ki saas li.........
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,530
94,695

:reading:
 
Awesome update.
To shalma ne ek umeed bankar aayi aur use clu de diya ki Madhuri and Irani ke connection ka . Madhuri ka manager and hanif bhi shak ke ghere me hai . Hanif to aise Shama ke aashiq lagata hai kahi usi ne to madhuri ko to nahi maraa tha and Ajeet pe goli bhi chalayi .
 
Rahul

Kingkong
60,556
70,667
354
wonderfull update aur ye sand hanif aa gawa bich me :(
 
lone_hunterr

Titanus Ghidorah
3,829
5,442
159

Baal baal bacha ajit hanif sand se.... Jaal daaruwala bhi vapis aa gaya hai aur Ajit ko kuch leads bhi mile hai..... Par sawal ye hai ki ek beauty competition ki contestant ko Minochar Irani mein itna interest kyun... Ye hotel bhi irani ki nhi hai :hmm2:
Pahli baar dono murder mein kuch connection mila hai......
Kisi bhi murder ke liye 3 cheeze chaiye: - Motive, Means and Opportunity...... Murder ho chuka hai to opportunity to mil hi gai thi murderer ko...... Means bhi clear hai ki murder goli lagne se hue hai........ Aab madhuri ke Irani mein interest se shayad murder ke motive ka bhi pata chal jayega aur phir Ajit murder ki clear picture bana ke culprit ko doondh payega.

Agle update ka besabri se intizaar hai
 
Top