• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Hayaan - Ek Insaan Ya Shaitaan

Hayaan-Insaan Ya shaitan Story kaisi hai..?

  • Total voters
    177

Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,286
13,904
144
Thank you dear

I have lots of to say you

Ap chahte to fiction hi saitan ka janam dikha sakte they
Well mai yahi kahunga change it agar ap chahe to fiction ki 2 update mai likh kar de sakta hu apko ya ap khud likh le
I request you pls change it
Well your story plot is very nice

Okay Sir jaisi aapki marji...
ab mujhe likhkar dijiye agar mujhe achha oaga to,
wo change kar dunga,

Mai to bas Insan aur Shaitan ka Jamnbas Real dikhana chahta tha...
but sayad ye thi nahi

thanks for suggested me.
bs aise hi sikhate rahiye

mai aur achhe se likhunga
 
  • Like
Reactions: neer and AdityaA

Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,286
13,904
144
Yehi Sab Dil mein Sonchte huye
Kabeer Sapno ki Haseen Wadiyon men So Gaya....

Ab Aage.....Update - 6 (Mega Update)

Raat mein Neend Deri se Aane ke karan Kabeer ki Aankh thodi der se khuli, Pita Ji ke Jagane par...

Subah ke saare Jaruri Kaam
kabeer ne badee hee phurtee se nipta liye,

dopahar ka khaana baandhkar

apne dost Bansi (Age- 24) ke saath jangal kee aor shikaar ke liye dono saathee nikal gai

Piita ji kee umr ab dhal chukee thee to,
vo bas apane mitron ke saath hukka peete ya phir chaupaal pe baithake yahaan-vahaan kee baaten karate.. ab to unka pratidin ka yahee kaam ban gaya tha..!!

Ek to thahre gaanv ke mukhiya saath mein shikaaree to unhen jangal aur jadee-bootiyon ka kaaphee gyaan tha
aur pita jee ke gyaan se gaanv vaalon ko kaaphee kuchh seekhane ko milta tha,

Jiske karan wo kabhi Akele nahi Rahte the,
Poore Din Koi Na Koi
saath batiyaane ke lie bana hee rahta tha..!!

Thahro Bansi... issshs ekdam shaant shor mat machana varana bhaag jaega....

Kabeer- dekha na laga teer ekadam nishaane par..

Bansi- haan yaar aaj phir too baajee maar le gaya....chal koee nahin agalee baar mera teer nishaane par lagega,

Kabeer- haan dekhe hai tere jaise bahut....bas hamesha dheenge marte rahana tere se hoga kuchh bhee nahee..

Bansi- theek hai mahaaraaj !
ab prasthaan karen apane mahal kee or kyonki is hiran se to do din ka paryaapt bhojan ho jaega...

Kabeer- haan sahee kaha yaar,
vaise bhee shaam hone ko kuchh Hi Waqt bacha hai,

Bansi - to chal fir der kis baat ki

Aur fir Hum Jhopdi ki taraf Waps chal diye....

Nadi ke Nikat pahunchte hi Maine Bansi se kaha tu chal,. Main kuchh der mein aata hun...
Bansi Hiran ko lekar waps Chala gaya...

Aur main Usi pedh ki Chhanv mein Hath-Dho kar Intezar karne laga....

Intezaar bhi Kitna Mushkil hota hai...

"Kin Lafzon mein Likhun Apne intezar ko tumhein,

Bezubaan hai Pyaar mera, Dhundta hai Khamoshi se Tujhe..."

Na Jane kitna waqt guzar gaya Lekin Uski khabar kuchh na thi,

Mai bhi Yunhi pedh se tek lagaye baitha Raha,

Wanhi Dusri Taraf, Meera ki Aankhen bhi subah der se khuli,

Ghar ka saara kaam-kaz jaldi kar liye the,

Meera ki bhi chahat thi dekhne ki use,
Milne jaane ki,
le ye bhojan aur kuchh phal us jhopadee mein de aa,

meera- theek hai maee

meera- namaste chaacha jee, Maa ne bhojan aur kuchh phal bhejen hai, bolee hai mukhiya jee ko de aa..
ab main to kisee ko pahachanate nahin isalie aap hee de dena, ab main chalti hoon

Bhuvan son - idhar le aa bitiya main hoon sonapur gaanv ka mukhiya..

bhuvan son- bitiya tumhaara naam kya hai..?? kisane bheja hai..??
meera - daada jee namaste, meera naam hai mera, meri maa rachana devee ne bheja hai,
pita jee ka naam dushyant hai, vo ab nahee rahen,

bhuvan son - achchha to too dushyant kee betee hai, priy mitr tha mera,

bada achha naam hai tumhara, Meera,
Jub tu chhoti thi, mai aaya karta tha, tere ghar Dushyant se milne,

Bhuvan Son - achha beti tu Jaa, kal main aaunga tere ghar , teri Maayi se mine Dupahar mein, Bata dena

Meera- thik hai Dada ji , main bata dungi,
Ab mai Chalti hu Namaste!!
Bhuvan Son - Jeeti Raho Bitiya,

Meera fudakte - Lahrate Chal di aaj fir Nadi ki oor....

Bhuvan - Yaar Shankar Kitni sundar Bitiya hai na, Sanskar bhi Achhe dikh rahe,

Shankar - Ha Yaar Baat to teri Sau-take ki hai, upar se, Apnr Dushyant ki beti hai...

Bhuvan - Kabeer ke liye kaisi rahegi , Apni hi bitiya hai, Kahe ko Paraye ghar jayegi...

Shankar - Ab ki tune pate ki baat, jodi bhi to achhi hai,

Bhuvan - Kal Rachna devi se baat karta hu,

Ye to so gaya....Pakka ye bhi Sonpur ka rahne wala hai....Dekhne me to sundar hai ,

Pedh ke Pichhe chhipe Meera, Door se kabeer ko dekhkat Bud-buda rahi thi....

Jub kaafi waqt guzar gaya Aur kabeer nahi utha,
To Meera ne ek chhote se Patthar ko Nadi mein fek diya aur fir Chhip gayi, pedh aad mein...

Paani ke Halchal Se Kabeer Ka dhyan turant bhang ho gaya,.

idhar- udhar dekhne laga , parantu wahan koi nahi dikhayi diya

Kabeer wahin khade hokar bolne laga....
Kal to yahin par mili thi, Aaj kyun nahi aayi,....

Aur kitna intezaar karna padega...
kamsekam ekbaar apni surat to dikha jaati....kitni sundar thi wo

Idhar Meera ne Kabeer ki Muh se apne liye ye baate suni to Sharmane lagi...

Meera- Hey Bhagvan !! ye to mera hi intezar kar raha hai...

Chali jaun kya..?? Na baba Kya pata kaisi Naiyat ko ho...Dikhne me To Shareef lagta hai..kya karu...??

Aaj nahin..aaj intezaar karavaaya jae...kal phir aaega to mil loongee... abhee mujhe ghar jaana chaahie varna mayi daantegi.....

Meera-ped ke peechhe se nikal kar sarapat daud laga dee...

Aye ladki suno jara...
jara ruko to sahee.....kabeer jor se chillaaya

ekapal ke lie Meera ke pair tham se gae....
lekin us ladake ko apanee or daud lagate dekh meera ne daud laga dee

Aur tabatak bhagati rahee jabatak ki vo Ladka aankhon se ojhal na ho gaya....

aur ghar pahunch gaee....

Maa - kahaan se bhagate aa rahee hai, teree saanse kyon ukhade hai...

Meera - are Maa jara thar to sahi...sans lene de

Ha, Khana dekar wapas Aa rahi thi To Ramiya mil gayi thi, bas usi ke paas baith ke baate karne lagi thi...

Fir tera Dhyan aaya to Ghar ke liye Daud aayi

Maa- Kitni badi ho gayi Lekin buddhi puri bachon wali...

Meera thik hai Maa, Wo Bhuvan Dada se
milee,
pita jee aur tere baare mein bhee poonchh rahe the,
kal dopahar ko milane aaenge ghar,

maa - theek hai,
dekh too kal mat kaheen jaana,
ghar mein kaam rahega,
ja haath-munh dhoke aa khaana lagatee hoon,

kabeer bhee bhagta hua ghar jhopadi tak pahunch gaya,

Kabeer - Badi tej chhori thi,
Na jane kaha Gayab ho gayi,
Sab kuchh chhipkar dekh- sun Rahi thi,
Kal mile to, fur batata hu,

Bansi - kya hua bhai, kahe Gadhe ke jaise hanf rahe ho,....Aur kaun si chhori..??

Kabeer ne Bansi ko kal se lekar aaj tak jo hua sab bata diya..

Badi der kar di Beta ghar aane mein, Pita ji bole

Kabeer - Bas pita ji Ganv ghoom raha tha, Kafi sundar hai na....

Pita ji - Hahhaha Ganv bas Sundar hai na...ki kuchh aur bhi.....
Chal khana kha le...,

Pita ji- khata khate huye, ..Beta Kal kahi mat jana, Ek mitr ke ghar chalna hai Dupaher ko,,

Taiyar rahna,,, aur muskurane lage...

Mujhe thoda Ajeeb laga...

Mai chupchap Bechaini Aalam me Charpayi me let gaya, aur neend aane intezar karne laga...

Aaj ke liye Bas itna hi,

Thank You so much!!

Stay tuned keep supporting Give your best review,
waiting for your suggestions...??

Amir

Active Member
983
2,014
139

Thanks bro
 
  • Like
Reactions: Hayaan
Top